Showing 12,301-12,400 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25553meri walida bimar thi tou mene kisi wali ke naam ka bakra lia ke meri walida achi ho jayegi to me wo bakra zibah kar dunga lekin meri walida ka inteqaal usi marz me ho gaya tou mene wo bakra bech diya. kya mujh per bakra karna lazim hay. ager nahin t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25554If a Shaykh says to you "if you want to be a mureed, just make the intention in your heart, that is enough", is this valid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25555hamare yahan kuch log rahte hain jo gyarahwin sharif karna chate hain aur deobandi tabqe wale use rokna chahte hain, unka kahna hai k hamen quraan o hadith se sabit kar k dikhao tab ham manege aur tumahare sath honge barahe karam quraan o hadith ki r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25556aisi orat k bare me kya hukm hai shariat ka jo 1 hi waqt me do k nikah mein ho. ager pehle admi se talaq le le tou dusra nikah ho jaega? Or us admi par kya hukm hai jo kisi shadi shuda se nikah kare ye jante hue k wo pehle se shadi shuda hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25557(huzur can give answer preferably in Urdu) Last time I had made a question without giving all necessary inputs. Please excuse me for taking ur valuable Time again. My Question is "Hinda" is my wife's sister. Hinda Khud ko tou Sunni kehti hai, lekin (...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25558Us Dargah Par Jana Kesa Jis Par Aoraten (Musalmaan aur Gair Muslim Dono) Jaati Hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25560Mein apka mureed hun kya mein apne name ke piche qadari razvi ke sath azhari bhi likh sakta hu kyonki jamia azhar se farig kisi alim ne mujhe net pe bola ki azhari sirf jamia azhar se farig hazrat hi laga sakte hazrat jawab inayat farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
25561 حضور پر نور ﷺ کو داماد یا سسر کے رشتے یا لقب سے پکارنا کیسا؟ اور جو شخص کریم رؤف و رحیم آقا ﷺ کو حیدر رضی الله عنہ کا خسر یا سسر کہہ کر پکارے یا دوران تقریر یا مناظرہ استعمال کرے اس کے بارے میں شرعی حکم کیا ہے؟ جبکہ سیدی اعلحضرت رضی الله عنہ نے اس ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25562Shariyat ki baat kai alawa kya koi bhi baat (dunyavi) jo waldain kahe aur aulad nahi mane toh kya aisa karna kufr hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25563Kya mobile me naate pak sunna sahi hay aur quraane pak sunna mobile se kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25545Mitti ka tayl (kerosene oil ) paak hai ya napaak. agar ye jism ke kisi hisse par lag jae to kya wuzu toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Wuzu
25564Zaid subhe aeroplane par jammu kashmir se dehli ke liye nikla. usko dehli pohunch ne k liye 1:30 to 2 hours lagey Nimaz e zohar aur assar k waqat wo wahein raha usk foran bad ussi din wo dehli se jammu kashmir k liaye wapis agaya. Sawal yeh hai k Kya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25565Karbala Sharif ki mitti, muey Mubarak, katune jannat hazrat fatimuttuzzehra radi allahu anha ki chadar Sharif aor digar sahabi e rasool ki 7 nishaniya joara dist. ratlam m.p. me koi hazrat na maloom shehar tamil nadu se zirat ke liye laey hein. ek ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25566Kamray mein khushbu ke Liye Alcohol waala Room Spray Istamaal karna kesaa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
255671. Kiya hukm hai us masjid ke bare main jismein Farz namazon ke alawah har kaam Mic ke istema'al se hota hai, maslan Namaze Taraveeh, Eidain, Dua Salam, Durood Sharif ki mahfilein, Juma ki namaz wagairah. To kiya in umoor mein Mic ka istemal jaiz hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25582Aam taur par chanda baraye Masjid ke unwan se Juma, Eidain aur muqtalif auqaat mein hote hain, agar us chande se Eid e Miladunnabi sallallahu alaihi wasallam ke par kharch kiya jata hai to logon ka aitraz hai ki yah paisa sirf masjid ke ekhrajat mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25568if one wishes to take a barakah bayyah (talib bayyah) with a another Peer, does that person need permission from their own murshid first?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25569accidental insurance karana kaisa hai? bank me ek policy hai jisme 100 rs yearly submit karne hote hain or accidental death hone per iske badle 2 lakh rs. milte hain or agar aisa na hone per jama kiye gye 100 rs bhi khatam ho jate hain. kya aisa insu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25570Gaus pak ke chiraag kar sakte hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25571kuch loog ye kehtay hain hai ke Sayyidi AalaHazrat ne Muballig e Aazam Allamah Abdul Aleem Siddiqi Sahib ko Photography, Videography ki khaas ijazat di thi, kya ye baat sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25583Kia Huzoor AalaHazrat ne kabhi aurat ko parde ke saath Mazaraat e Awliya ya qabrstaan me jaane ki ijazat di hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25546Namaz me agar ALHAMDU SHARIF padna bhool gaye or baad me dhyan aaya to kya sajda sahaw karne se namaaz ada ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25584Humare yaha Milaad Shareef, GyarweeN Shareef, Muharram Shareef ki niyazo me boori se mithai mangwayi jaati hai, kya boori se mithai mangwake aise niyazo me takseem karna jaiz hai aur jin sahib ko ye niyaz milti hai kya uska khana jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25585Auroto ko side se Maang nikalna kaise hai [Sar ke baal mein]? Hazrat ne 23rd December 2012 ke session ke is sawaal me ye faramaya tha ke aurat ko seedhi maang nikaalna chahiye (sar ke baal me), yaha seedhi maang ka matlab wazahat farmade ke ye Seedhi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25586Darul Harb me Musalmaan se interest le sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSood
25587Huzoor Peer Mehr Ali Shah ke baare me kuch bata kar humare quloob ko munawwer farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25588Zaid agar fitness ke toor par cricket khelta ho, shariath ke daaire me rehte huwe jaise ba shara kapre pehen kar satre aurat chupa kar, awkaat e namaaz par namaaz adaa karke, to kya is surat me zaid ka cricket khelna fitness ke toor par jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25572ہمارے امام صاحب کے مخا رج بہت غلط ہیں اور قرأت کرتے ہوے آواز کو اوپر ہمارے امام صاحب کے مخا رج بہت غلط ہیں اور قرأت کرتے ہوے آواز کو اوپر نیچے کرتے ہیں (جسے تجوید کی کتابوں میں آواز اچھالنا لکھا ہوتا ہے کہ یہ لحن جلی ہے اور اس سے نماز فاسد ہو ج...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Quran, Imamat
25573كافر كا سامان يا خنزير ديكھ كر ماشاءﺍللہ كهنا كيسا هے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25574Is this durud shareef written correctly, it is the durud which Huzur Taajush Shari'ah recites: Allahumma Salli ' Alaa sayyedina wa mawlana MuHammadin wa 'Aafiyatil abdani wa shifa'iha wa Tibbil Qulubi wa dawaa i ha wa nuril absari wa diyaaa iha wa 'A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25589When a sin is commited whether it is small or big does this affect the bait?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25590I read in al Malfuz al Shareef that women are not aloud to wear rings made from metal and copper only silver and gold and I told my mom, and the question is from my mom does this also counts for other jewellery such as necklaces and earrings?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25547Namaz e janaaza me aakhiri takbeer k baad dono hath ek sath chorna chahiye ya jidhar salaam phera jae udher ka hath phle chorna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah
25575Letter, Email ya Sms ke zariye jo Salam aata hay kia uska bhi jawab likh kar wapis bhejna wajib hay ya sirf dil mein ya awaz se wa Alaykum as-Salam keh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25576Aaj kal awami madaris mein madaris ke zimmedaran asatiza, huffaz wa qurra ko kuch waqar nahin detay. Jab chacha jesa chaha keh detay hain. ba'az tou bad kalami aur fuhush gaaliyan baktay hain. aisay hazraat ki qayadat mein rehna kesa aue in hazraat p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
25577اگر کوئی بحالت اقتداء قصداً الحمد پڑھے نماز لوٹانا واجب ھے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25592Namazi ky samnay koi tin ya box pra ho jis par tasweer bani ho to kis qism ki karahat ho gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
25591Jis room may namaz parrh raha hay wo bohat barra hay awr tasweer namazi se door latki hui hay uska kia hukum hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
25593Agar Khabar na ho ke Bad Mazhab saf mein hai tu us wqt Namaz lotany k bare mein kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
25579Mere paas kuch purani notes (currency) hai jiska log market me extra paisa dete hai jaise 10rs ki note ka 15rs to kya ye extra paise lena jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25580Bacche ko Godh (Adopt) karna kesa hai. Yani kisi Organization ya (Anathaaley) se Godh lena aur phir use Islami naam wa pehchaan dena durust hai. jinhe Aoulaad nahi hai wo kya child Adopt kar sakte hai? Uski virasat ka kya hukum hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25581kya namaaz ke daoraan mobile use kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25578Zaid luxury class ki sleeper bus ki seat par sirhana lagaye huey baitha ghaflat ki neend sota raha aur usko ek ghantey tak khoob neend aayi. safar karne ke baAd jab bus stop aaya aur uski ankh khuli to usne baghair wuzu kiye huey namaz padhi. Bakar n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25548quraan sharif ki ayaat ko arabi ke elawa likhna kesa hai? aur agar koi arabi padha hua nahin hai kya wo hindi walay quraan sharif me padh sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran, qirat
25549koi aisi cheez jiska pehanna na jaiz wa haram ho, ko pahan kar kya namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25550Hinda sunniyah hai aur us ke ghar ke sare log deobandi hain to us ka nikah Zaid se ho sakta hai ya nahi jab ki Zaid sunni hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25551kya Namaaz me Qiraat ke daouraan jamaahi aane se Astagfirullah keh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
25552Amaama shareef bandhne par agar topi poori tarah na cover ho aur kuch hissa khula rah jaey to iss mein karahat e tahreeme hai ya tanzeehi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26599Huzoor Juma ka khutba kisi se choot gaya aur wo direct namaz e juma me shamil huwa to namaz hogi ya nahin? kya bagair khutba sune namaz e juma nahi padh sakte?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26608کیا بیوی کی غیر موجودگی میں شوہر اگر اک بار تین طلاق دے دے تو کیا طلاق واقع ہو جائیگی؟ طلاق دینے کے وقت دو عاقل بالغ گواہ بهی موجود تهے Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
26654I am a non Muslim female but want to get converted to Islam. I want to know in Islam, it is said that both man and woman have same rights, then why should a woman only wear veil (hijaab) and a man should not?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26655Hum kuch tanzimoun se nahin miltay lekin kia unki website se AlaHazrat, Imam Gazzali (Alayhir Rahmah) ki books free download kar saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26656Hum log sunni hanfi hain. Apne gaon me jumma ki Namaaz suru karna chaheten hain. IS MASLE MEIN KYA SHARA'IT HONI CHAHIYEN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJumuah
26649Mere walidayn jis larki se meri shadi tay karna chahtay hain wo aur uss ke ghar walay deen ka ilm na honay ke barabar rakhtay hain. Unn ke ghar mein nazar niyaz fatiha ka riwaj nahin. saal mein aik martaba milad ki mehfil mein jatay hain. mazarat par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, bd mazhab firqay, Nikah
26609KYA ZAID APNE NANI KI BAHEN KI BETI SE SHADI KAR SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26610Jise Rasoole paak ne haraam farmaya use haraam jaane aur jise Rasoole paak ne halaal farmaya use halaal jaane aur jo iske bar-aks karay uske baare me sharee'at ka kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26611Daanto pe jo mail jise dental plaque kehte hai bina saaf kiye kulli ki tou kya gusul ho jayega jab ki daanto mein koi goost ya supari phasi na ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26612Taweez se kiya murad hai? Taweez pahanne ka hukum kahan se sabit hai? Taweez galay me bazu me ya kamar me pahan kar baitul khula jana kiya sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26613mein ne ek kitab mein padha ki Mujaddid Alf Sani Radi Allahu 'Anhu ne farmaya ki meim Allah se isliye mohabbat karta hun kiyun ke wo mere Aqa Sallallahu Aliehi Wa Sallam ka Rab hay. please wazahat farma dijiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26600Hum logon ne Masjid mein ek islamic library qayem karny ke liye aapas mein chanda kiya. chunky Masjid ke hi ek zimmedar shakhs ne yeh zimmedari le li aur kaha ke ap log kutb ki list humein dein hum books mangwa denge. ab huzoor se yeh sawal hai ke ky...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26614Aik sunni Aalim-e-Deen ne aik Sulah Kulli ka radd kartay huay bagair Istikhfaf wa tahqeer ke, muhawaratan ye jumlah kaha: "Isay kehtay hain namazain muaf karwanay aaey aur rozay galay parr gaey." wo Sunni Aalim-e-Deen halfan ye kehtay hain ke meri is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Iman wa Kufr
26615Kya aurat na mehrum rishtedaar ko salaam kar sakti hai aur na mehrum ke salaam ka jawab de sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26616Jo shakhs ye kahay ke "Tahirul Qadiri ne sab ki dukanein band kar di hain iss liye muftiyon ne kufr ka fatwa de dia hay." Aur wo shakhs Tahirul Qadiri ko sunni jaanta aur maanta hay. Tou ab uss shakhs par kia hukm hay aur uss ke iss be bunyad ilzam k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26561Ek shaks ko jab najasul padri k bare me bataya jata hay k wo kafir h , aur use ulmaye ahle sunnat k fatwe aur ulma k bayan bataye jate h to wo kahta h k ulma kuch bhi kahe jab hamre peer nhi kahte hum us ko kafir nhi manege , to us shaks pr kya hukm ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26562hamari masjid me naye membership key leye ek form banaya gaya hai jis me jo member milna chahatha hai uska photo be lagaya jata hai is garz se ki kal agar wo wahabi ho gaya tho usko qanoni tor se nikala ja sake kya iski ijazat ho sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26650Aaj kal budmazhab bazahir apnay aap ko shafa'ee batatay hain aur Namaz wagera bhi Shafa'ee mazhab ke mutabiq parrhtay nazar aatay hain. ye kese maloom kia jaey ke wo waqa'ee sunni shafa'ee hain ya Budmazhab hain? Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
26568mai aik company mein silai ka kaam karta hun ar yaha aksar kapda extra ho jata hay kya us kapde se apna libas bana sakte hain manager se puchne ke baad?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26569Jitnay gumrah firqe hain wo sab hamesha ke liye jahannam me jaen ge ya phir un ko azaab dekar nikaal liya jae ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26570Meri behen Balig hu chuki. ab ma usko parda karne ke liye khta hu to woh nhi manti ha. kahti ha ke padhayi poori hone jane ke baad parda karenge. mane apni walida ko kaha ke usey parda karwaye to woh bhi nhi manti ha or wahi baat khti ha. to mane apn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26571Kiya koi ghair mard, aalim, aamil, peer, kisi ghair aurat koooo CHOOO SAKTA HAI? DEKH SAKTA HAI? BE PQRDHA HO KAR BAAT KAR SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26601jo log Huzoor Tajushshariah ke mureed hai woh koi bhi Darood Sharif padh sakte hein ya koi makhsoos Darood Sharif padna chaheye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26572mein namaz padta hun lekin Akser namaz padte waqt mujhe dunyawin khayalaat zehan me aane lagte hai mere lakh koshish karne ke bawujud me pura Dhayaan Namaz me nahi laga pata hun. kya istarah namaz padne se meri namaz hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26573(1) Jahaan mein unki chalti hai woh dum mai kya se kya kar dein; Zameen ko aasmaan kar dein suraiyyaa ko saraa kar dein!! Yahan suraiyya aur sara se kya muraad hai? (2) Meri mushkil ko yun aasaan mere mushkil kushaa kar dein Har ik mauje balaa ko mer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26574KYA KISI WAHABI K SATH BUSINESS KIYA JA SAKTA HAI?? USSAI MAAL KHAREEDA YA USSAI BECHA JA SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26575Can an umarried muslim lead a married muslim in Salat?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26576kya yeh riwayat mustanad hai? Imam Jafer e Sadiq farmate hain k ek shab main tahajjud k baad zikr o azkaar mein mashgool tha k neend ka galba hua main bahot koshish kiya k use door karun magar phir mujhe ilham hua k neend ki taraf aao kuch raaz o niy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26577Sarkaar aala hazrat ne Farmaya qabr me jab sawal hota hai "tera rab kaun hai" to wahan shaitaan apni khud ki taraf ishara karta hai (ki mujhe keh de).. Badmazhab aiteraz karte hai, shaitaan ka talluq dunya tak hi hai qabr me wo behka nahi sakta kyu k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26578Kya Mufti E Aazam Ne Aisa Kuch Farmaya Hai Ke ''Jab Ahle Sunnat Ko Barielvi Keh Kar Khitab Kiya Jaye To Us Jadeed Kithab Se Shidat ke Saath Inkar Kiya Jaye Hum Wahi 14so saalo Qadeem Ahle Sunnat hai'' Kya Ye Qaul Sahi Hai? Hazrat Rehnumayi Farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26579zaid ne pehli bait ek peer e kaamil se ki thi aur baad me la ilmi ki wajah se ek dusre peer e kaamil jo unse aala wo arfa muqam rakhtai hain unse bait hogaya. Ab wo mureed kis ka raha aur bait todnai ka gunahgaar wo hua ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26580Internet par aik sawal aur usak jawab yun dia gaya hay: Sawal: Agar kisi namalum ladki ki laash mile to kaise pata krege wo muslim hay ya nahin? Jawab: us ladki ko gusal diya jaye aur us pani ko ghode (Horse) ko pilaya jaye agar ghoda pi le to wo mus...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26581Aalim afzal hai ya Gayr Aalim Sayyid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIfta
26602ek jalse me bahot sare muftiyane kiraam aur ulama aur ale rasool ke maujoodgi me mic par apne bayaan ke dauraan zaid ne sabhi ko mukhatib kar ke ye kaha ki sabhi kaan khol kar sun len mere bayaan me agar koi dakhal de sakta hai to wo sirf amr ya bakr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26582(1) Ager bachho ko Quran ya qaida wagaira zameen per beth ker padhaya ja rahaho aur bad per koi so raha ho to sharia't me iska kya hukm hai ? (2) kya Quran shareef ke alawa diger dua w zikro azkar ko bhi tajweed ke muwafiq padha jayega.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26583How does one explain to a non sunni why it is not allowed to do your fard salat behind a deobandi, wahabi, sulla qulli, other neo-sunnis?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26584Who is worse? Non muslim enemies of the deen -or- confirmed deobandis & wahabis & sulla-qullis & similar? Please clarify.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26585ek wahabi hai mere building mein wo har dargaah sharif jaata hai sabko maanta hai uski ammi niyaaz bhi karti hai lekin wo wahabi hai to aise aadmi par kya hukum hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26586Hazrat kya darrhi Sharif rakhne par pal-pal sawab milta hai? aur kya wo koi gunah ka kam kar raha ho us waqt bhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26587aurton ko ayyame makhsusa me Quran pak ager kisi zarurat ke tahat padhna pade to kiss tarah padhe barae meherbani padh ker bata dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26588Imam se elaniya Gunah huwa unke muamle ko ek Aalim ki bargah mein pesh kya gaya. Aalim ke kahne par Imam ne apni ghalti tasleem karli aur logon ke samne taubah bhi kya aur aage se aisa na karne ka wada bhi kya unke Tauba karne ke baujood log unko ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26589Zaid kitabo ki tijarat karta h or zakat me garib talba ko kitabe deta h to kitabo ki konsi qimat shumar kare kharidne wali ya bechne wali?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26590asslamualeikum kiya devbandiyo ko jo hamare sath school vgera me padte hai is waje se unko padai me madad na karna ki wo devbandi hai or khud ko unse upar manna kiya sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26591zaid ne apni beti ko padhai ke liye puna bheja hai, jb ki zaid mumbai ka rehne wala hai jaha pr ladke or ladki ek hi class me baithte hain, na mahram teacher padhate hai, Kya shriat se is tarha ki badhai krna jaiz hai. Or jb college se picknick wagai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26603Zaid Ka Mobile Shop hay. Woh Computer se Najaiz Videos Customers ko Memory card me bhar ke deta hay, Aur Paise leta hy. Kya is tarah ka kaam Jaiz hy?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26592zaid ek masjid ka imam hai jo tashahhud drood e ibrahim dua e masorah mutawassit tawr per padhne ka aadi hai lekin woh qaida e akhira ko aik muqtadi ke liye tool deta hai jo tashahud wagairah aahista padhta hai jiski wajah se zaid ka zahan namaz me u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26593kya khutbay mein pehlay do hath bandhna aur dosry mein kholnay se 2 rak'at ka sawab milta hay. Aisi kuch riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26594Kya bagair dadhi wale ko Salam kar sakte hai ya uske Salam ka Jawab de sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26595Shohar Ne Biwi Ko Agar Meri Maa Yaa Meri Bahen Keh Diya To Kya Tajdeed E Nikah Karna hoga Aur Isi Tarah Agar Biwi Ne Shoar Ko Mere Bhai Yaa Meraa Baap Keh Diya To Kya Hukum Hai? Isi tarha sirf "Maa" ya ? "Behan" na kaha magar kaha ke "Maa jesi" ya "B...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26596Ek masjid hai os mai buzurga ne din ki mazar aur kabaristan bhi hai. 10 saal (years) phele os masjid mai deobandi ki jammat hoti thi par abb waha alhumdulliha 10 saal (years) se sunni logo ki jamat hoti hai. Mai waha bhi namaz padta hu. Likin mujhe w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26597After doing wudhu, drops of urine always come out. I can't maintain wudhu from namaaz to namaaz because of this also and so I keep having to do wudhu over and over. I figured I am not a mazoor because the urine drops only happen straight after wudhu....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26598(1) taqreer ke dauran kisi aalim ka baar baar huzoor sallahu alaihi wasalam ko aap alaihissalam kahna kaisa hai? (2) teen manzile ki masjid me imam pahli manzil se namaz padhate hai aur muqtadi neeche bhi namaz padhte hai aesa karna kaisa hai aur mim...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
Showing 12,301-12,400 of 12,542 items.