Showing 12,101-12,200 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26057ek mufti hai unse ek shaksh ne pucha k hazrat wahabi,deobandi ka nikah padhana kaisa hai.to mufti sahab ne jawab diye k padha sakte hai q k nikah k waqt kalma padhaya jata ha.to woh qafir nhi hua.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26084kya kisi ke badan me jin akar bat kar sakte hai or aisa aqida rakhna kesa hai or kya zinda insan ka hamzat kisi zinda insan ke badan par lakar bat ki ja sakti hai? Hamare ilaqe me ek shakhs aisa karta hai or logo se pese leta hai or aise shakhs ke pi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26085HAZARAT HAMARE RISTEDAR, PADOSI LOG SUHLEKULLI BHI HE , AGAR SHADI KI TO UNKO DAWAT DENI PADTI HE TO KYA KIYA JAYE, MAINAY WALIDA SAY KAHA KE INKO BULANA HO TO MERI SHADDI KI BAAT CHOD DO ME SHADDI NAHI KARUNGA,KYA MERA AISA KAHENA DURUST HE ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26002Mere kuch Ristedar deobandi wahabi hai ab unke yaha shaadi hai meri Walida kahti hai shaadi me jaana hai mai kahta hu unke yaha kisi bhi tarah ka mel jol nahi rahkhna hai agar Shaadi me unke yaha koi jayega to meri Shaadi kareeb hai unko meri shaadi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26086 HAZRAT AGAR NAMAZ MEIN ROONE SE AANSE NIKLE AUR MUH ME CHALE GAYE TOO NAMAZ TOOT JAYEGI YA NAHIN AUR AGAR ROOZEDAR HAI TOO ROZA TOOTEGA YA NAHINTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26087huzoor hamare yahan masjid k mutawalli sahab taqreeban 3 sal se masjid ki dukane istmal kar rahe hen aur kiraya bhi nahi dete masjid ko to unk bare kya hukm hoga kya unse 3 sal ka kiraya liya jayga ya maafi ki koi soorat he jo kiraya maaf ho sakta he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26088Mere ek dost saheehul aqida hay. Jis ladki se unki shadi horahi hai us ladki ka walid deobandi hay. jab un se kahagaya ke aap deobandi se kyun shadi karrahe ho tu unho ne kaha ke ladki ka baap suleh kulli hai aur gyarveen shareef bhi karte hain, sha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26089Aik banda sarkari mulazim hay aur achi naukari bhi hai aur achi tankhuwa (payment) miljati hai, ab ladki bhi naukari karna chahti hay to kya unhe ladki ko shadi ke bad naukari pe bhejna chaheye ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26090mahar ki miqdar 10 dirham hay tu 10 dirham ka wazan kitne gram hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26227uloom zahiri aur baatni me se jo uloom farz hain un me se pehlay kis ko seekhna farz hai ya douno ka saath saath seekhna farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIfta
26003kia koi mard apni pasand ki khatoon se nikah kar sakta hai? Isi tarha koi khatoon apni pasand ke mard se nikah kar sakti hay? Aur kia walidayn ka bachon ki marzi ke bagair rishta kar dena durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26163Ek group main baat horahi thi songs k upar k Aj kal Jo filmo main songs hote hai usmain Madina Makka aur koi darga ka Nam songs main use karte hai.. Jo Shaks ne ye bat rakhi usne kaha kya Ispar Ulmaon ko kuch Nai kehna Chahiye.. Kya Ulamaon ne haaton...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26004زکاۃ کا وکیل زکاۃ کی رقم اپنی مستحق زکاۃ اولاد یا والدین کو دے سکتا ہے یا نہں؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26223kya cold drinks peena haram hay? aik khaas cold drink ke baray mein lougon ka kehna hay ke Huzoor Mufti-e-Azam na haram ka fatwa dia hay. Hazrat wazahat farmae dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26005Kia aurton ka itr (khushbu) lagana jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26006(1) Chaandi ka Aesa zewar jo 2 dhaat ki milawat se banaya gaya ho jisme 25% chaandi ho aur 75% wo dhaat jo aurat ke liye haraam ho, Aesa zewar aurat ko pehanna ja'iz he? aur agar chaandi ki miqdaar aksar ho aur doosri naja'iz dhaat kam ho to kya hukm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26008Chandi ki ek nang ki angoothi mai Nang ko pakadne ke liye yaani nang baithaa ne ke liye kisi dusre mettal ka istemaal kar sakte hai yaa nahi ? Sirf nang ki fitting ke liye. Javaab Inaayat farmaaker Rehnumaayi farmaaeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26225Kuch Khwateen kehti hain ke Biwi par uss ke shohar ki khidmat karna farz hay na kar uss ke saas susar ya deegar susral walon ki khidmat karna. Hukm-e-Shara' inayat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
27039KYA HUZOOR MUFTI E AAZAM E HIND RADHIYALLAAHU TA'ALA ANHU NE SANICHAR KO "SANICHAR YA SHANIVAAR" KEHNE SE MANA FARMAYA? IS KI WAJAH KYA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27069Zaid aik sheikh se mureed hai or zaid ke dil me sheikh ke liye buraai aa jaati hai but sheikh shari'at ke paaband hai mufti hai. Lekin zaid ne gusse me sheikh ki buraai kardi or kaha sheikh ka waha muta' ala nahi ki fala kitaab me fala sawal hai or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27070HUZUR MIYA BIWI KE BICH ME JAGRA HUWA, BIWI KO APNI MA KE GAR BHIJWA DIYA, AUR BOLA JUB TAK TO LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TAB TAK ME GAR ANE NAHI DUNGA, BIWI NE PUCHA AGRME LIKH KAR MAFI NA MANGU TO. MIYA: LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TO TO APNE RAST...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27071Hamare yahan kuch janwar gaey, bhens bimar ho gaye hain to kisi ne unke ilaj ke liye bear (sharab) ko bator dawa ke istemal karne ko kaha hai To kiya ham halal janwaro ko bimari se shifa ke liye sharab de sakte hain ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27072Hazrat Moosa (Alayhis Salam) ki Walda ka naam kiya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27073Jo Aalim ya sayyad aalahazrat ke khilaf ho kya uski taazeem karni chahiye ya nahin? Aur uske khilaf koi awaz uthani chahiye ya nahin? Aur is ka ta'iyyun khud se kar lena ke falan shakhs ya sayyidzada AlaHazrat ke khliaf hay kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27074Meri Bahen Jo Sunni Sahihul Aqida He Or Unke Shohar Bhi Khud Ko Sunni Kehte He Par Wo Budmazhabon Ke Piche Namaz Bhi Parh Lete He Or Unke Walid Sahab Bhi Wahabi He Or Rishta Bhi Rakhte He Or Rishta Rakhne Ka Mana Karte He To Kehte He Ye Ke Ye Sunni S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Nikah
27075Zohar, asar ya isha ki namaz ba jamat teesri rakat me shamil huay. Salam ke baad jab apni teesri aur chothi rakat parrhain tou surah fatiha ke bad koye surat Padh skte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27076People are giving gifts on the 10th of Muharam must we accept these Ashura gifts or give gifts on this day?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27077EK SUNNI SHAKHS HAI JISKA GOSHT KA KAAM HAI. USKE YAHAN EK NAUKAR HAI JO KAI SAALO SE DIN RAAT USI KA MULAZIM HAI AUR WO NAUKAR ISAAI HAI. JAANWAR ZABAH SUNNI KARTA HAI AUR USKE BAAD TRANSPORT WAGAIRAH WO ISAAI KARTA HAI AKELE USKE SATH KOI MUSALMAN ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27078Gosht ya chicken Musalman Ki Dukaan se Halal Hokar Aay, Cook Bhi Musalman Hai lekin Khana mangaya Jaay hotel Se Ghar Tak Home Delivery pohchane wala Shakhs Gair Muslim Ho magar uska ajeer e khas ho. Tou iss soorat e Haal Mein Aisa Non-veg Khane Ke Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
27103Kia koi mureed apne peer sahab ka hathon ka dhowan or kulli ka pani tabarruk ki niyat se pee sakta hai ya ye sirf Ambia Alayhim as-Salam ke sath khas hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Hazr o Ibahat
27079Sunni aur budmazhab ki shadi mien shirkat karnay walon par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27080(1) Janwar ki haddi se le ker khanay pine ka kuchh saman banaya gaya uska khana kaisa hai? (2) bad aqeeda ne gosht kata to jo charbi bachi us ko company ne market me khane peene ke saman me istemal kiya us saman ka khana kaisa hai? (3) sprit ya alcoh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27081In Amal-e-Raza is written amliyat whose number is 125,000 to be completed in 40 days. The question is whether this number of 125,000 may also be completed in fewer days for e.g. 3, 10, 20 days. If yes, what is the method for the calculation of the da...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27082NAKHUN AUR GAYR ZAROORI BAAL NALI ME DAL SAKTE HE? AGAR NAHIN TOU KIA KARNA CHAHIYE?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27083kisi Aurat ko har 12 ya 15 din me hez kaa khun aata ho davaai se bhi farq naa parhta ho to us aurat ki namaaz ka hukm kya he? kya use namaze qaza karni hogi agar haan to kitne din ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27084ARZ YE HEI KI SHARAI MAJBOORI KI BINA PER AGER FERDAN NAMAZ PADHNA HO TO KYA MASJID KI AZAN YA NAMAZ POORI HONEI K BAAD PADHNA HOGI YA PHIR NAMAZ KA WAQT SHURU HONEI K BAAD APNI NAMAZ BAGAIR AZAAN KA INTEZAR KIYE HUWE ADA KER SAKTEI HEIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
27085La parwahi ke sabab agar koi 40 din tak nakhun nahi kaate to kya oski namaz hojaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
27086Mujhe gas acidity sakht problem hai. bar bar reeh kharij hoti hai aur wazu tut jata hai. Iss soorat mein namazon ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27087Jab koi Mard Non-Muslim Baaligh Islam qubool karta hai toh uski Khatna karana kaisa? jab k satr e aurat chupana Farz hai Aur Khatna karna Sunnat.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRahen
27062Beth kar khanay aur peenay ka hukm hay? Kia biscuit, chocolate, toffies aur choti moti cheezain bhi beth kar khani chahiyen? Agar chaltay phirtay kaam kartay kha li jaen tou kuch harj hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27063Zaid ne kuch logo k samne kaha ki mai ne fala kam nahi kiya Allah aur Rasool gawah hai kyu ki us waqt usse laga ki usne woh kaam nahi kiya Per kuch din baad use yeh confusion huwa ki usne woh kiya tha ya nahi aur use yaad bhi nahi ahraha use ne woh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27064Aik masjid ke imam sahab ke bare logon ko pata chal gaya ke imam sahab internet pe ladkiyon ki tasaweer dekhtay hain, ishqiya shayaree likhtay hain, aur ishq bhi farma rahe hain, kiya ye mansabe imamat ka mazaq nahi hay? inke pichhe namaz hogi? Ab ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27065Aik shaks ne pucha apko pata he ALLAH Kay baad Sab se ziada Ilm kis ko he hm ne kaha HUZOOR ko, Usne bak diya kay Nahi jitna ilm shaitan ko he itna ksi ko nhi he, hm ne usko smjhaya kay ye baat galat he ye aqeedah to deobndio ka he, to us ne apni is ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Iman wa Kufr
27066Kya black colour ka shoes ya sandal ya mozay bhi pehannay par kuch sharai mumani'at hay? Aur koi shaks jo ki mureed hay wo koi bhi wazeefa padh sakta hay al wazeefatul kareema se select kr ke ya peer ki ijazat ki zaraoorat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27067Ek mufti sahab jo k TV pr ahkame shara bayan karte hain Unho ne kaha h ke Hazrate owais qarani ki nisbat se jo daant todne ka waqiya bayan kiya jata hay wo bilkul jhoota hay kiun ke apne aap taklif dena na jayiz hay aur sahaba sarkar sallallahu alaih...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27068Namaz me aksar bache samnay aa kar ya god ya peeth par baith jate hai aur dhyaan bhatak jata hai or kabhi kabhi namaz ke doran hi hatana padta hai to ayesi soorat mein namaz hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
24657 Can you ask Hazrat Mufti sahib shed light on the permissibility of taking mortgages and loans in light Fataawa Mustaffiya which talks about about 'maal masoom' & 'ghayr masoom' in relation to riba specifically when purchasing: A first house? A sec...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24666Halat-e-Roza mein Honton par Cold Cream lagana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24667Dua-e-Ganjul Arsh kia hay? Kia Hamaray Silsila Aaliya Qadiriya Razawiyyah mein isay parrhnay ki Ijazat hay? Agar haan tou kia mein ye Dua parrh sakta hun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24668Tareekh Ibn-e-Khuldoon, Seerat-e-Ibn-e-Kaseer aur Tafseer-e-Ibn-e-Kaseer aur Qasas al-Anbiya ka Mutali'a kar saktay hain? Aur Ibn-e-Jawzi se Muta'alliq Ulama-e-AhleSunnat ka kia Mo'aqqaf hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24669colour wali LENS lagana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24670Can a woman cook food before taking a bath after having an Intercourse? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24671Can a woman travel to Haramain Tayyibain or any other place in the state of pregnancy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24672 Sunni apnay kisi bad-mazhab rishtaydar ko Apnay Sunni Qabristan mein dafna saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24673 Iqamat mein Hayya ala al-Falah par kharra hona sunnat hay ya wajib. Sunnat hay tou Sunnat-e-Mo'akkada ya Gair Mo'akkada? Agar Allahu Akbar par hi kharray ho gaey tou Namaz mein kch farq aaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24674 Hamari Masjid k Imam Sahib Collar (Gareban) k Button band nahin kartay. Na khud kartay hain aur jo karay uss se kehtay hain k ye zaroori nahin. tou kia unki Iqtida mein Namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24675 Mera Aik beta hai Aik sal ka. Hamray yahan phele saal me ek bar POLIO dose pilaya jatha tha. Lekin pichle saal se har 15 dino me POLIO dose pilaya jata hai har 5 saal se kam bachay ko. Kya ye POLIO DOSE Pilana Jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24658 agar biwi key paas 7 toley gold hoo urr husband key paas bi 7 toley gold hoo tou kiya uss pey zakat ho gee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24676 Is it prohibited to follow anyone in Aqeeda? If yes then why do we the followers of Imaam e Aazam follow Imam Abu Mansoor Maturidi in Aqa'id?... Please Guide Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24677 Haji Imadadullah Muhajir Makki k baray mein Ulama-e-AhleSunnat ka kia Moaqqaf hay. ye bhi bataya jata hay k wo AlaHazrat k Ustad hain aur Unka Mazar Sharif Makkah Mukarrama mein waaqay hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24678Is it allowed to recite these couplets in Naat Sharif. A) Jaana tere milne ki, tarqeeb yeh sochi hai; iss dil me banaa lenge, chota sa sanamkhaana B) Kiun Aankh Milaee thi Kiun Aag lagaee thi; Ub Rukh ko Chupa bethay kar ke mujhe Deewana!!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24659 kiya saee mey iztabah karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24660 Tawaf key dorran khana kaba shareef ko dekhna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24661 In darse nizami, what books should we read aside from what is in the syllabus? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24662 I am a your mureed. I have come across a haazirath amal in a book called Amal-e-Sulaymani. Sura-e-Muzammil 40 times after Ishaa prayer for 40 days. Some people with strange faces will come and ask what is the demand. The demand will be fulfilled as ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24663 Zaid ne kaha ke "Agar Nabuwwat khatam na hoti tou Shaykh Abdul Qadir Nabi hotay" jis pe Bakr ne Aetraz kia tou Zaid na kaha k Sarkar na farmaya "Agar Nabuwwat khatam na hui hoti tou Umar Nabi hotay". Kia Zaid ka Qol sahi hay. kia Uss k Qoul par koi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24664 Zaid kehta hay k Muhabbat k Aetibaar se Allah Aur Uss k Rasool ki Muhabbat k baad kisi se bhi Muhabbat ki ja sakti hay. Ub Agar kisi ko Siddiq-e-Akbar ki Nisbat Hazrat-e-Ali se Ziada piyar hay tou uss par Rafz ka ya Tafdiliyat ka Ilzam lagana sarasa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24665 Lafz "Milad" ke lughwi wa Istilahi Ma'na kia hain? Aur ye ba zaat-e-khud aik lafz hay ya kisi doosray lafz se nikla hay? Rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18586Jumuah ke taqreer main imam sahab ne shirk par taqreer kartay huay kaha k shirk kisi ka bhi maaf nahin kiya jayega. Agar ambiya Alahim Salam bhi karte tou bhi Allah maaf nahi farmata. Iss k suboot mein unhoun ne Quran Shareef ki surah An'aam ka hawal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18595huzur SallAllahu Alaihi wa Sallam ke jism e aqdas se lagi hui mitti kaabe se b afzal hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18596Is it permissible for a women to tie bun (Joorrha) in her hairs? If the hairs are very long and comes out of veil, is it permissible then? Can one perform Salah with a bun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18597Daur-e-Haazir mien Mustanad aur Mau'tabar Ulama ki pehchan inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18598mere paas 200000 (2 lac) rupya hai aur mere upar 50000 ka qarz hai to mujhe zakat kaise nikalni hogi. pooray 200000 ki ya qarz wali 50000 ki raqam nikal kar 150,000 par? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18599Aaj kal kuch log ye baat phailate hain ke AlaHazrat paan khate aur huqqah piya kartay thay. Iss ki kia haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18600Agar namaz rumal pehan kar parrhi jaya aur majboori mein k jab topi na ho to namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18601Huzur Mufti e Azam e Alam ke wazu me masah karne ka tareeqa irshad frmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18602Ana Madinatul ilmi wa Aliyyun babuha? Kia ye Hadees Sharif kya (Sahih) ke darja par hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18603me jis area me hun wahan shia hain. mai unhi ki Azan se namaz ada karta hun. meri Namaz ho jati hai ya mujhe Azan padh ke namaz padhni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18604Huzur is Sher ki Wazahat farma dein: (1) Jo Sar Rakh De Tumhare Qadmo Me Sardar ho Jaye, Jo Tum se Sar koi Phere Zalil o Khar ho Jaye!! (2) Kawafi aur Mazamee(n) Achay Achay Hai Abhi Baaqi, Magar Bas bhi Karo "NOORI" na Padhna Baar ho Jaey. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18587Aik aadmi jo masjid ka saman jo istemal ke laye hay usay gayr musta'mil bata kar apne liye istemal karta hay aur kahta hay ke jo uski qeemat hogi mein dunga. Uss shaks ke liye kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18605What is meant by Aqeeqah? And what is ruling to do it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18606Nagpur mein eik sahab tamam filmi adakaron ko kafir bata rahe hain, wo khud ko Hazrat ka murid aur apne is mauqif ko Hazrat ka mauqif bata rahe hain. Hazrat wazahat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18607hazrat ham log bagair dahdi walo ko salam nahi karte to wo hamse kahte he ke bade bade ulma salam karte he tum nahin karte aur kahte he ke dahdi rakh kar bhi kitne fasiq hote he, hazrat aksar log dahdi bagair zyada hote he, wo hamse naraz rahte he to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18608hamare yahan masjid mai ek salam padhate hain jis me ek misra hai. "Ummati kia khud khuda hai shaida tumhara; Aaqa lelo salam ab hamara" ye padhna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18609miswak Sharif ka Sunnat tareeqah taleem farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18610Hazrat kya mehfil e naat shareef k beech mein manqabat padh ker phir se naat shareef padi jaa sakti hai? Kuch log kehte hain k yeh bey adabi hai, kya iss sey parhez karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18611jis tarah 2 raka'at wali namaz me suraton ki tartib zaruri hai. kiya usi tarah 4 raka'at wali namaz me bhi tartib zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18612ba'az surton me jo namaz ka i'aadah ka hukm hota hai kiya wo namazein qaza ki niyat se padhi jaengi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18613Sultan Aurangzeb k baray mein kaha jata hay k wo wali thay. Fatawa Alamgiri unho ne likhi ya unn k hukm par likhi gaee? Ulama-e-Ahel sunnat ka unkay baray may kia mauqif hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18614Kin ayyam mein roza na rakhna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18588Aik shaks jo sharab aur biyaz ka kaam karta hay aur is ke ilawa koi dosra karobaar bhi nahin hay aur masjid ka karkun bhi hay. masjid me agar wo paesa lagata hay to uske liye mas'alay ke aetibar se kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18615hadeese paak ka maf-hoom he ki achche khwaab Allah ki taraf se basharat hote hain is se musalmano ke saamne bayan karo arz ye he ki agar aap munasib samjhen to koyee aesa khwaab irshaad farmadain jiske tasawwur se aapki aakhen thandi hoti hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18616Zaid ka nikah jumerat ki subah ko hua or usne walima sanichar ki dopahar ko kiya to kya usne apna walima Sunnat k mutabiq kiya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18617hazrat sey arz hey ke kiya darj zail treatment techniques aik sunni doctor key liye use karna jaiz hey ya nahin: (A) Al hijamah (cupping therapy): iss mey jisam pe cut laga ke seenghi laga ke khun khiincha jata hey kiya ye sunnat hey urr iss ka ista...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18618sunni ne zebah kiya aur zebah karne kay baad shubah hua kay zebah kartay waqt bismillah kaha hai ya nahi kaha hai tou uss gosht ka kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18619maine ek alim se suna hai ki agar maa baap ka aqeda hadde kufr tak pohanch gaya tho unse aqeeda ka koi baat sunna nahin chahiye lekin unki izzat karna chahiye agar wo bimar parr gaye tou unki kidmat karna chahiye aur ustad koi bi wo muslan hindhu, es...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18620Ummiya naam ka matlab kya hai aur Shameer naam rakhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18621agar jaan boojh kar napaki kay halat may zebah kiya uspar aur us gosht par kya hukm hai in dono par koi kaffara hai tou kya kaffara hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18622is it permissible for a woman to visit a mazar with the intention of going to the masjid (if the mazar is situated in the masjid). Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18623namaz me surah fatiha ke baad koi ayat ya surah milane se qabl kya bismillah sharif padhi jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 12,101-12,200 of 12,542 items.