Showing 801-900 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25648Dukaan mein Nakhun kaatna kya nahusat hai? kya aise fel se rozi chali jaati hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25647kya ReHan pe ghar le ke aur uss ghar ko rent per de ke rent apnay istemal mein la saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25646zaid aik sunni hy. zaid nay gustakh e sahaba ko wasil e jahannum kiya aur zaid ko court nay phansi ki saza ka order sunaya hay, ab us gustakh e sahaba k ahle khana ne 2 crore ki diyyat k mutalba kiya hay. kiya diyyat de kar zaid ko churaya jaey? ya p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25644Main Ne Apke Seesion (16 Feb 2014) Ko Suna, Aap Ne Uss Session Mein Farmaya Ke Shirt Pant Nahi Pahna Chaiye, Aur Shirt Pant Phene Kar Namaaz Padhne Se Namaaz Nahi Hota Hai, Hazrat Mein Ek Student Hun Aur Main Aksar Namaaz Shirt Pant Mein Hi Padhta Hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25642ghusl karte waqt pani ko chu ke dekhte hain ke kitna garm hai. sawal yeh ke napaki Ka ghusl karte waqt gile haat se paani ko chuyein toh kya is pani se ghusl ho jayega aur ghusl ke pani ke kuch qatre agar paak pani me gir jayein toh kya is pani se gh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25634walima ke liye kiya shabe zufaaf zaroori hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25633walima nikaah ke baad pahle aur doosre din karna sunnat hai aur agar kisi wajah se na kar sake to kiya gunahgaar hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25632AlaHazrat ke Walide Girami Mawlana Naqi Ali Khan Sahib ke peer o Murshid koun the?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25631JUMA k KHUTBE K waqt jo ASAA haath se pakda jata hai kya wo har IMAM k liye zaruri hai ya phir sirf buzurg IMAM k liye zaruri hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25630والدین کے قدم چھو کر اپنے ہاتھ چومنا کیسا ہے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25629Kyaa kisi nayk paarsa aurat ke intiqal ke baad uss ka mazar sharif banaya ja sakta hay aur mazar sharif par gumbad bananay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25623hazrat mosa Alyhis Salam ke walid ka naam kya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25622What is the name of the Daughter of Syed ul Shauhda Sayyiduna Hamza: Umarah, Ummarah, Amara, Ammarah. We listen in Juma's Khutba that Aalahazrat wrote "Abi umarati hamza".Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25618Aurat naat padh sakti hai? Aur agar mard uski awaz suntay hon tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25617zaid ghar k maamlat aur bivi se pareshan tha aur gusse me usne akele me kaha k "Nahi chahiye mujhe ye unka rishta" to kya iske ye kahne se miya bivi ka rishta khatam ho jayega? Zaid k liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25615Yahan par 2 companies hain jis me kaam karne wale aksar pakistani aur indian hain jo gosht zibah kartay hain aur baqi processing kartay hain. tou kya hum us company se aya hua packed gosht dukan se kharid kar us gosht ko istemal kar sakte hain. Aur k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25614Hadrat Sa'alaba jinho ne zakat dene se inkar kar diya tha. Tou un par kya hukm hai? Aur kia Sa'alaba naam rakhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25613darj zail jumlay qoul e kufr hayn ya inn may say kisi ko istisna hay: a. may chiristian hun. b. may qadiani hun. 3. may deobandi hun. Aur isi tarah jo koi apnay aap ko kisi bhi batil murtad firqon may shumar karay uska hukm wo hi hay jo un firqon ka ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25612ye dua mangna kaisa k Allah tu hum se woh kam karwa jis se app aur app ka habib raazi hon aur Allah who kam na lay jisse app aur apka habib nazraz hon.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25611Cousins ka aapas mein parday mein reh kar baat cheet karna kesa? Aur telephone ya sms wagera ke liye kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25609mere chacha apne kafir dosto ke sath apni full family ko kafiro ki ibadat gah le gaye aur jaisa un kafiro ne kaha waisa hi unhone kiya aur unki family ne kiya. meri chachi ne ye aqeeda rakha ki wo hamari sab mushkil dur kr denge. mere chacha ki famil...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25605kia Naw Maulood bachay ko Murid kiya ja sakta hay? Aur kia AlaHazrat Naw Maulood bachon ko murid na farmaya kartay thay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25604Awliya-e-Kiraam ke hayaat-e-jismani wa ruhani aur unn ke tasarruf ke baaray mein AhleSunnat ka kia Aqidah hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25603Nikaah me do gawaah sunni sahi-ul-aqeedah musalmaan hain lekin ek ki darhi nahi hai kiya uski gawaahi qabil qubool hogi aur nikaah hua ya nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25602Sarkare Alahazrat ne Kul kitni kitaaben tehreer farmaeen Aur kitni manzare aam par aa chuki hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25601Sarkar-e-Ghous-e-Paak ne apni jawani ke ayyam kahan guzaray?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25600Transplant (sar ke taal me aur deegar hisse me jaha baal na ho waha operation karke Baal daalna) Jaiz hai? Kya Isme wuzu aur masa ho jayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25599AAJ kal NALAIN E PAAK, GUMBADE KHIZRA ,GUMBADE RAZA & TAJUSHARIAH wale metal & non metal k bane hue naqsh market me mil rahe hain jo ke seene par pin k zariye lagaya jata hai. kya usko lagakar NAMAAZ hogi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25598zaid ko barish hone ki wajah se ek jagah pahonchne me takhir hui to zaid ne wahan bola k "Oopar wale ki galati hai" yeh irshad farmaiye ke kya yeh jumla kehne se nikah toot jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25597Mein aik Multi-Media Training Institute se 3d Graphics waghera ka course kar raha hun. Agar iss mein jaandaar ya cartoons ki tasweeron par kaam na kia jaey tou iss ke seekhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25596Hamaray shehar mein aik khatoon aalima muballigha hain jo khawateen ke ijtima'at mein dars o bayan karti hain magar wo shakl-o-soorat, awaz, qadd o qaamat aur jismani haiyyat mien mard se mushabaha hain. Mutazawwij nahin. Aur shadi na karnay ki wajah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25594Mard apne naam ke saath RAZVI likhte hain. Khawateen kya likhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25590I read in al Malfuz al Shareef that women are not aloud to wear rings made from metal and copper only silver and gold and I told my mom, and the question is from my mom does this also counts for other jewellery such as necklaces and earrings?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25589When a sin is commited whether it is small or big does this affect the bait?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25588Zaid agar fitness ke toor par cricket khelta ho, shariath ke daaire me rehte huwe jaise ba shara kapre pehen kar satre aurat chupa kar, awkaat e namaaz par namaaz adaa karke, to kya is surat me zaid ka cricket khelna fitness ke toor par jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25587Huzoor Peer Mehr Ali Shah ke baare me kuch bata kar humare quloob ko munawwer farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25585Auroto ko side se Maang nikalna kaise hai [Sar ke baal mein]? Hazrat ne 23rd December 2012 ke session ke is sawaal me ye faramaya tha ke aurat ko seedhi maang nikaalna chahiye (sar ke baal me), yaha seedhi maang ka matlab wazahat farmade ke ye Seedhi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25584Humare yaha Milaad Shareef, GyarweeN Shareef, Muharram Shareef ki niyazo me boori se mithai mangwayi jaati hai, kya boori se mithai mangwake aise niyazo me takseem karna jaiz hai aur jin sahib ko ye niyaz milti hai kya uska khana jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25583Kia Huzoor AalaHazrat ne kabhi aurat ko parde ke saath Mazaraat e Awliya ya qabrstaan me jaane ki ijazat di hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25581kya namaaz ke daoraan mobile use kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25580Bacche ko Godh (Adopt) karna kesa hai. Yani kisi Organization ya (Anathaaley) se Godh lena aur phir use Islami naam wa pehchaan dena durust hai. jinhe Aoulaad nahi hai wo kya child Adopt kar sakte hai? Uski virasat ka kya hukum hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25579Mere paas kuch purani notes (currency) hai jiska log market me extra paisa dete hai jaise 10rs ki note ka 15rs to kya ye extra paise lena jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25575Letter, Email ya Sms ke zariye jo Salam aata hay kia uska bhi jawab likh kar wapis bhejna wajib hay ya sirf dil mein ya awaz se wa Alaykum as-Salam keh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25574Is this durud shareef written correctly, it is the durud which Huzur Taajush Shari'ah recites: Allahumma Salli ' Alaa sayyedina wa mawlana MuHammadin wa 'Aafiyatil abdani wa shifa'iha wa Tibbil Qulubi wa dawaa i ha wa nuril absari wa diyaaa iha wa 'A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25573كافر كا سامان يا خنزير ديكھ كر ماشاءﺍللہ كهنا كيسا هے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25570Gaus pak ke chiraag kar sakte hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25569accidental insurance karana kaisa hai? bank me ek policy hai jisme 100 rs yearly submit karne hote hain or accidental death hone per iske badle 2 lakh rs. milte hain or agar aisa na hone per jama kiye gye 100 rs bhi khatam ho jate hain. kya aisa insu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25568if one wishes to take a barakah bayyah (talib bayyah) with a another Peer, does that person need permission from their own murshid first?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25566Kamray mein khushbu ke Liye Alcohol waala Room Spray Istamaal karna kesaa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25565Karbala Sharif ki mitti, muey Mubarak, katune jannat hazrat fatimuttuzzehra radi allahu anha ki chadar Sharif aor digar sahabi e rasool ki 7 nishaniya joara dist. ratlam m.p. me koi hazrat na maloom shehar tamil nadu se zirat ke liye laey hein. ek ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25564Zaid subhe aeroplane par jammu kashmir se dehli ke liye nikla. usko dehli pohunch ne k liye 1:30 to 2 hours lagey Nimaz e zohar aur assar k waqat wo wahein raha usk foran bad ussi din wo dehli se jammu kashmir k liaye wapis agaya. Sawal yeh hai k Kya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25563Kya mobile me naate pak sunna sahi hay aur quraane pak sunna mobile se kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25562Shariyat ki baat kai alawa kya koi bhi baat (dunyavi) jo waldain kahe aur aulad nahi mane toh kya aisa karna kufr hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25561 حضور پر نور ﷺ کو داماد یا سسر کے رشتے یا لقب سے پکارنا کیسا؟ اور جو شخص کریم رؤف و رحیم آقا ﷺ کو حیدر رضی الله عنہ کا خسر یا سسر کہہ کر پکارے یا دوران تقریر یا مناظرہ استعمال کرے اس کے بارے میں شرعی حکم کیا ہے؟ جبکہ سیدی اعلحضرت رضی الله عنہ نے اس ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25559Huzoor mein taqreeban 2 maah se 2 sawalon ki wajah se pareshan hun. Aap rahnumai farmaen. (1) AlaHazrat Azeemul Barakat ne fatawa Razawiyyah Sharif, Jild 30, Safha 680 par farmaya: "Allah Ta'ala ne Muhammad SallAllahu Alayhi wa Sallam ki Zaat-e-Paak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25558Us Dargah Par Jana Kesa Jis Par Aoraten (Musalmaan aur Gair Muslim Dono) Jaati Hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25557(huzur can give answer preferably in Urdu) Last time I had made a question without giving all necessary inputs. Please excuse me for taking ur valuable Time again. My Question is "Hinda" is my wife's sister. Hinda Khud ko tou Sunni kehti hai, lekin (...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25555hamare yahan kuch log rahte hain jo gyarahwin sharif karna chate hain aur deobandi tabqe wale use rokna chahte hain, unka kahna hai k hamen quraan o hadith se sabit kar k dikhao tab ham manege aur tumahare sath honge barahe karam quraan o hadith ki r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25554If a Shaykh says to you "if you want to be a mureed, just make the intention in your heart, that is enough", is this valid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25553meri walida bimar thi tou mene kisi wali ke naam ka bakra lia ke meri walida achi ho jayegi to me wo bakra zibah kar dunga lekin meri walida ka inteqaal usi marz me ho gaya tou mene wo bakra bech diya. kya mujh per bakra karna lazim hay. ager nahin t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25552Amaama shareef bandhne par agar topi poori tarah na cover ho aur kuch hissa khula rah jaey to iss mein karahat e tahreeme hai ya tanzeehi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25544Kya Shariyat mein black shoes (kaley rang key jootey-chappal) pahan na napasand kiya ga hai. Agar han to meharbani kar key iski wazahat farma dein aur agar is ke mutalliq koi hadees-e-paak ho to bayan farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25536Pichlay session mein hazrat se pardes mein ghar ke kaam kaaj ke liye khaddaama (Naukarni) ke visa ka intizam karnay aur usay bula kar apnay ghar kaam kaaj ke liye rakhnay se muta'alliq suwal hua. Hazrat ne farmaya "Jab zaroorat darpesh hay tou ijazat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25535Kya biwi ke maal ko shouhar apna maal keh sakta hai? woh maal bhi jo biwi apnay jahez mein laaee thi aur woh bhi Jo shouhar use apne ikhrajat ke liye dia.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25534Kya beta aur bahu apne baap aur saas ki hajje badal kar sakte hain? Bete ne ek baar hajj kia hai bahu ne ab tak hajj nahi kia, bahu ki saas, sasur dono hi marhoom hain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25533Koi mu'allimah k jiska quran pura nahin hua lekin makhaarij sahi hain aur wo qira'at ke qanoon seekh rahi hai to kya wo madrisa padha sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25532Agar kisi aurat ko shaitan galat kaam karnay par ubharta hai masalan kisi gayr mard par nazar padti ho ya kisi mard ki taraf mutawajjah hona to wo aurat kya kare? Uss par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25531kya khula lenay ke liye shohar or biwi ka aamne samne hona zarori hay, ya biwi ki taraf se biwi k walidayin khula le sakte hayn?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25530Hamare sheher ke ek aalim sahib kahtay hayn ke agar koi aurat khula le tou wo aurat bager dusra nikah kiye apne purane shohar se phir se nikah kar sakti hay. Kya ye durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25529Is it permissible to marry a girl whose parents are tablighi (WAHABI) but the girl herself is Sunni? What if she doesnt agree to break ties with her parents? And what if she agrees to break ties with her parents "after" marriage?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25527Agar peshab ke chand qatray nikal jaen to neechay ka dharr (body) dhone se kya jism paak ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25524Huzoor Mufti e Azam aur Huzoor Hujjatul Islam (Radi Allahu Anhuma) ki umr sharif kitni hui?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25521Kya Farmate Hain ulma-e-Deen Iss Hadees ke bare mein ke "Qurb e Qayaamat mein mard wa Aurat yahan tak ke Chote chote Bacche (children) bhi ILM Haasil karenge." Iss Hadees e paak mein "ILM" se konsa Ilm muraad hai? aur kya Chote Bacche bhi Ilm Hasil K...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25520SEAL FISH KHAANA KAISA HAI? (Seal Fish daryai janwar hay jo khushki par bhi reh sakta hay. Iski shakal billi ki soorat par hoti hay aur loug isay pani ki billi bhi kehtay hain)Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25519kya koi na maherum aurat kisi na mehram mard ka jhoota pee sakti hay jaise apne ustad, ya peer ka jhoota pee sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25518Kuch mubaligheen majalis-e-aam mein lougon ko emotionally majboor kartay hain ke wo wa'da karein ke aainda darrhi na moondengay aur ba shara' hongay. Ab kuch loug sidq-e-dil se aur kuch loug majboori mein haath utha detay hain. Mubaligh Sahib ka iss ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25517Lab zulal e chashma e kun me Gundhe waqt khameer; Murday zinda karna aey Jan tum ko kya dushwar hai? Is sher ki Tashreeh farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25516What is the ruling if someones qabr has clapsed (fallen). Are we allowed to repair the qabr and how, or shall we cover it or fill it with soil? (Urdu: Kya hukm hai agar kisi ki qabr dhans jaey tou Kya usko marammat karna jaiz hai aur kaisay? kia qabr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25514Agar kisi wajah se walidayn ke beech me ladai ho rahi ho to aise me aulad ko kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25513Kisi dosray maslak k fard se ta'alluq rakhna ya dosti rakhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25512Kya imama shareef mein Topi nazar aanay ki surat main ya imama sharif se saamne ke Baal nazar aagaye is surat main namaaz padhi tou Namaaz ho gayee ya wapas lotaana hogi? Jab k yeh sab anjaane main huwa ho.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25507 Arz hay ke Lafz "Kamlee" ke kia ma'ni hain? Naat Sharif mein aksar hazraat iss lafz ka istemal kartay hain jesay "dekh lena apni kamlee mein chupa lengay Rasool". Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25506Hamaray mu'ashray mein beton ko betiyon par fazeelat di jati hay. beton ki pedaish par betiyon se ziada khushi ka izhar aur ihtimam kia jata hay. Islam kaamil zabita-e-hayaat hay, Iss se muta'alliq deen-e-mateen kia rahnumai farmata hay, irshaad farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25501mera 1 dost Govt employee hey. uss ney Govt ki 1 scheme mey 24% interest pe qarz liya jis ki uss ney garee khareed lii ab uss ko 1 dosree Govt scheme sey 15% interest pe qarz mil raha hey ye qarz leney ke liye wo documents mey kahey ga ke uss ney sti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25500 What is the meaning of the word "khawarij" as mentioned in Ahadith. Who are these people?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25499Meray Shohar dargah par sajda kartay hain. mein ne aur meray walid ne unhain bohat samjhanay ki koshish ki magar wo kehtay hain mein Allah ke noor ko sajda karta hun. Mein unhain kesay samjhaun?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25497MEN AP KA MUREED HON OR KARACHI MEN REHTA HON. AP SE YE RAHNUMAI CHAHTA HON K AP KI KARACHI MEN ADAM MAUJOODGI MEN KISI USOOLI YA FUROOI MAS'ALE MEN KIN AALIM SAHAB SE RUJOO KARON K SAHI RAHNUMAI HO JAE.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25458what does it mean to dream of being in makkah and madina shareef? what does it mean of dreaming of the kaabah and gumbad e khazra?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25457Are we allowed to take part in a competition, where we can win a car or any other electronic appliances, we dont put in money its free.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25456Kia koi aisi nishani hay jis se kisi janwar ya parinday ke baray mein maloom ho sakay ke wo haram hay ya Halal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25454My father Muhammed Shafi Patel who is Talib had a dream that Hudur Sayyidi Taaj Al-Shariah was reciting Salaat-o-Salaam and my father was behind Hazrat also reciting Salaat-o-Salaam with Hazrat. Please can Hudur kindly explain the meaning of this? Ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25447Iqamat se pehle durood sharif ba awaz perhna kaisa hai? is waqt durood sharif haat bandh ker parhe ya haath khol kar?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25437Hadees Sharif ka mafhoom hay k “Jannat Maa k qadmo main hain” ye nahin farmaya k Janant aurat k qadmon main hay. Wo khawateen ko kisi wajah se maa nahin ban paati, kia unn ki taleef e qalb ke liye quran o hadees mein koi khush khabari hay? Aur ye bhi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25436Are we allowed to help a non muslim organization by giving charity to help children and adults who are sick and disabled and who are orphans?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25434Kisi shay ko haram thabit karney mein jo shar'i thubut chahiye woh kya hein ya'ni keysi cheez thubut ban sakti hey? kya sirf packet peh jo ingredients hotein hein un ko check karna kafi hey? Aur (ghayr Muslim) company sey inquiry kar key un key kehne...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25431Ladka kafir hai lekin kafir ladka muslimah se Shadi karne ke liye Islam Qabool karne ko tayyar hai. aur Muslim ladki bhi usse razi hai. Lekin Kafir ladke ka character achcha nahi hai aur muslim ladki ke walidaen bhi is Shadi se sakht khilaf hen. Hadr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25426I had an insurance policy taken 6 years before now only few years has left, i had decided to discontinue with policy but i will not get any amount back. if i decide to continue the policy till maturity but will donate the excess amount to be received...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25425Aik shakhs ne Sunni musalman ko salam kiya. sunni musalman ne salam Karne vale ki dadhi dekh kar salam ka Javab diya. bad me sunni musalman ko pata chala ke salam Karne vala sunni musalman nahi he. ab Javab Dene vala Sunni kya gunehgar hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25421What is the meaning of mujahaddid? Please explain in detailTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25417Zaid ne jo Aalim bhi hai Meeladun Nabee SallallahuAlayhe wasallam ke jalsey men apne bayan mein hazaron musalmano ke darmyan men kaha hai ke "ALLAAH ko eeshwar bhi keh sakte hen" Bakar ka kehna hai ke Allaah Tabaraka wa Ta'Ala ka Ta'Arruf lafz e "ees...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 801-900 of 12,542 items.