Showing 12,501-12,542 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18723me 1 sunni qureshi kasab hu.mene is bakra eid par ek devbandi ke waha par bakra zibah kiya.usne mujhe gosht diya to kya wo gosht mere liye khana jayaz he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha, Khanay ka bayan
27152jo milkiyat kiraye par diya ho iski zakat kis tarah nikal ni hogi sirf kiraye ki ya puri milkiyat ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26607zakat us par farz hai jis k pas sade bawan (52.2) tola chandi ya fir sade sath (7.5 )tola sona ya uski miqdar PAISA ho. Lekin huzur sade bawan (52.5) chandi ki rakam qariban 50,000 se 60,000 hai or sade sath (7.5) tola sone ki rakam 2,10,000 se 2,20,...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26337Ghar ya dukan jo kiraye par lete hain uska jo advance diya jaata hain uski agrement 10 saal ki hain. Iski zakat Kaab deni hogi. 1) Adavance wapas aane paar 10 saal ki milakar deni hogi? 2)Ya advance jo wapas aaya uske Ek saal baad dene hogi? 3)Ya Ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26280Zakat kise dena chahiye. mene suna hai ki zakat ki raqm sab se pehle apne walid ke khandan me agar koi haqdaar hai to use diya jaye aur agar walid ki khandan me koi haqdaar nahin to phir walida ke khandan me se koi jo zaroorat mand ho aur agar koi nh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26269Huzoor zaid sunni hai aur rihaaish keliye Bakr ka Ghar dus laakh rupye dekar 5 saal keliye lease par liya yaani 5 saal tak kiraya nahi dena hai sirf bijli & paani ka paisa har maheene dena hai aur 5 saal ke baad ghar ka paint wagairah kara ke bakr ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26256kya musalmanon ki zakat ke rupyon ko jamaa kar k ghareeb muslamano ko bina sood ka qarz unke karobar karne ya parrhai k lie dena jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26248kuch masjidon me maahe ramazan me zakat ki raqam batne ke bajaye logon ko raashan pahochate hai par uske baad jo bach jata uska kya kiya jaaey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26247I have purchased one apartment for my son residential purpose. Also One shop but business is not started yet. Amount invested in these properties are exempted from Zakat or not?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26246us sakhs ke baare me kiya farmaten hai jis ke paas itna maal hai ke us per zakaat farz hai lekin us ko huolaan e huol ki tarikh maloom nahin ab woh kis mahine ki kis tarikh me zakat ada kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26241meri monthly salary 2900SAR jo ki Indian currency me lag bhag 50000 hota hai. hai jabki company Mujhe sell par commission bhi deti hai jo ki 800SAR - 1200 SAR ho jata hai.Sawal Yeh hai ki Mujhe Kis amount par zakaat deni hogi, basic salary par ya to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26206Zaid 10 saal se sahibe nisaab tha lekin zaid ne zakat ada nahi ki. Baad mein zaid ka maal halaak ho gaya. Phir kuch saal baad zaid phir sahibe nisaab hua. Ab kya zaid ko pichchle 10 saalo ki zakat ada karni padhegi ya pichle 10 saalo ki zakat sakit h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26179Koi agar sayyed hai or unka karobaar kamzor haalat me hai or wo maali haalat se kamzor hai or unpar makaan ka kiraya or karz kaafi bad gaya hai or thodey time me unke beti ke shaadi bhe hai ek betey ka ilaaj chal raha hai or wo bohat pareshaan haal h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26171Kya zakat k paison se roze daron ko khana khilaya jaskat heTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26069Mere pas aik makan aur aik flat hai. Makan ko me ne 2009 me kharida tha rehne ke liya. Us ka aik hissa mere istimal me tha aur baqi rent par dia tha. Aab me flat me rahta huun aur makan muqammal khali hai. Me ne 2013 me ramazan se pehala makan bachn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25930Saadat-e-Kiraam ko zikat dena jaiz nahin. Agar koi Sayyid family zarooratmand hon aur wo kahain ke aap Heela Sharaee karwa kar hamari imdad kar dein tou kia zakat ada ho jaegi aur kia iss tarha unki madad karna gustakhi tou nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25850Zaid kehta hai k mere ghar walo k pass pehle 5 tolay gold tha aur 5 tolay ab unhoon ne aur lia.. Kul mila k ab 10 tolay hogaya hai.. Sawal yeh hai k ab zakat kab deni hogi aur kya har saal is par zakat deni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25641My sister and her inlaws bought a piece of land and built a shop downstairs and flats upstairs with thier own money and some borrowed money from people, currently they are running their own shop downstairs and collecting rent from 1 flat upstairs and...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25473Aik Sahab darul uloom ke liye chanda jama karnay ka kaam kartay hain, wo wahan parrhatay nahin hay. isi se unn ka guzar basar hota hay tou kia ye naukri jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25463Aik aalim jo government ki naukri ke sath sath aik madrissay mein bhi salary le kar kar kaam kartay? wo madrissay ke liye zakat jama kartay hain aur 50% commission letay hain. Mazeed ye ke, Safar-e-Umrah mein aik hi room mein apni khala ki mojoodgi m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25376زید کی گھریلو سامان (دروازوں کھڑکیوں کے پردوں، بستروں کی چادروں وغیرہ) کی دکان تھی۔ اس نے یہ کاروبار ختم کرنے کا فیصلہ کر لیا ہے۔ دکان میں موجود سامان کے بارے میں دریافت کرنا ہے کہ کیا یہ سامان کسی دینی تعلیمی ادارے یا کسی فلاحی ادارے میں بطور زکٰوۃ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25252ZAID KE DO GHAR THE US NE EAK GHAR BEJ DIYA TAKE ACHCHA GHAR LE AUR APNE DO BACHCHOÑ KI SHADI KARE US BEJE HUWE GHAR KI QIMAT KO KAROBAAR MEIN LAGAYA TAKE JO BHI MAAL MEIN IZAFA HO US SE ACHCHA GHAR LE SAKE AB KIYA UN PAISON PAR ZAKAAT DENI HOGI J...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25201SAAL BHAR KHAIRAAT KARTA RAHA OR BAAD MAIN NIYYAT KI KE JO DIYA WOH ZAKAAT HAI TO KIA IS TARAH ZAKAAT ADAA ADA HO JAEGI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26094(1) Tv, Dish, DVD Players wagera repair karna jayez hai ya nahin? (2) agar kisi aurat ka sauhar apahij hai to kya wo apne bahan aur bahnoi ya damad ke saath haj ke liye ja sakti hai? (3) Chit Fund jisme boli laga kar paisa uthaya jata ho kya jaiz hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat, Mehram, Hazr o Ibahat
27003Kya Farmate Hain Olama e Kiraam wa Muftiyane Sharah mateen is Mas'ale par Ki Ek Idaara Markaz e ahle sunnah ka he ab surat e haal ye he ki is idare me: Ramzan ke mahine me zakat or fitra or khairaat jo ki madarse ke liye hota hai or ** Eid ul azha pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat, Qurbani
25466Sunni Darul Uloom ke trustee ya razakaar, darul uloom ke rupyon se chaaey paani, nashta wagera khaa pee saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat, Sadaqah
26976Zaid ke ammi ka inteqal pehle huph, fir kuch salo baad uske walid ka bhi inteqal hogaya , dono ki qabare kuch duri pe ek hi qabrastan main hain , Zaid jab ziyarat ke liye jaae to kis ki qabar pe pehle jaae , maa ki qabar pe ya walid ki qabar pe ya d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
25262buzurgon k aasatane me kya adab ikhtiyar kia jaey? unse direct mange ya unn ke waseele se Allah se manga jaye? Aur sajdah ya bosa lene ka bhi hukm irshad farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
18709mai apne ghar se 1100 km dur rahta hu or mere waliden ka intekal ho chuka hai. hadise pak me jume ke din apne walidain ki qabro ki ziyarat karne ka hukm hai. is ki ta'meel krna baht mushkil hai. koi aasan hal tajweez farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
27096Zaid kehta hai ki ye purchum khushayi ki rasum na karo or 11 shareef k juloos mein na jao or na urs mai jao kisi ke kyunki in ki koi sharayi hesiyat nhin hai or na mustafa jaan e rehmat par padho ziada or na maslak e Aala hazrat ka nara lagao kyun ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay
27040السلام علیکم سند المتکلمین ذروت المحققین تاج الشریعہ کا ظل عاطفت داور لم یزل یوم نشور تک ممدود فرماےء. حضرت اعلی حضور بالا ایک نزاعی مسئلہ کا فیصلہ آپ کی بارگاہ سے مطلوب ہے مولانا تطہیر صاحب نے اپنی کسی کتاب میں نیاز فاتحہ کے تعلق سے خامہ فرسایء کی ہ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay, Namaz
25450What do our Ulama say regarding Kashf al-Quboor? Is it possible and valid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, Taswwuf
27060Jab aurat hamal se ho to kiys us se sohbat ki ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26652ماذا حكم الجنس الفموى؟ (يعنى إدخال الذكر فى فم الزوجة). نسمع الآن من بعض المشايخ هذه المسئلة مختلف فيه، و هم يقولون لا يوجد اى نص من القرآن أو السنة لمنع الجنس الفموى. و هناك بعض المشايخ يقولون هذا العمل حرام مطلقا. بينوا بالكتاب و السنة. الله يجزيكم...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26341Shohar cigerette ka aadi hay aur biwi ke paas jaey tou kia biwi ko ye haqq hay ke wo shohar se uss ke munh ki badboo zaail karne ko kahay ya cigerette ki boo ki wajah se suhbat se inkar kar de?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26232Shuahar biwi ko peechay ke muqam se jima' karnay par majboor karay aur biwi ke mana karnay par dhamki de ke agar tu ne meri khwahish ko poora na kia tou mein baahir ja kar apni khwahish ko poora karunga ya talaaq ki dhamki de tou aurat ke liye kia hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25829Kia Miyan biwi aisay kamray mein sohbat kar saktay hain jis kamray mein oonchaai par kisi box ya almaari mein Sarkar Alayhis Salatu wasSalam wa Awliya ke moo-e-mubarak mojood hon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25823Meri ahliya ka rawayya meray aur meray ghar walon ke sath acha nahin hay. wo baar baar larr jhagarr kar apnay ghar chali jaati hain aur phir kaee kaee haftay aur maheenay waheen rehti hain. mein ne kaee baar unhain aur unn ke ghar walon ko samjhanay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25510Kia auraat ka shaadi ke baad apni maa ghar janay se muta'lliq koi shara'ee hukm hay? Kia shohar par zaroori hay k wo kuch arsa mein apni mankooha ko uss ke walidain ke ghar bhejay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
27097my mother in law invites my sister in law every friday for dinner at 10:00p.m and dont allow us to eat before. we all are 12 members living in a same house. she says u all cannot eat before my daughter comes here. my 4 children sleep without having d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Dawat, Khanay ka bayan
26213Kya Haamla Aurat ke Payt mein Bachche ko abort kar sakte he (gira saktay hain)? Kaha jata hay k bachay ki formation dar asal 3 maheenay ya 120 din baad hoti hay, kia uss muddat se pehlay abortion ki ijazat hay? Aur agar doctors ye kahain ke baccha ho...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Hazr o Ibahat
26212mere ek dost ki wife baccha conceive nahi kar pa rahi. last time miss carriage ho gaya to un logo ne doctor ko consult kiya doctor ne unhe artificial tariqay se baccha concieve karne ki salah di. kya yeh tariqa sahi hai? kya woh artificial tareeqe se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Hazr o Ibahat
Showing 12,501-12,542 of 12,542 items.