Showing 12,401-12,500 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
27017shohar k samjhane or hukum k baad b agar wife burkha na pehne to shohar k liye kya hukm hai agarche unke 2 bachhe b ho or purdeh ka sharayi hukm kya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27018EMAM SHAB APNE GHAR PAR MITAR NAHI HONE KI WAJH SE CHORI KI BIJLI ESTMAL KARTE HAI APNE GHAR PAR TO KYA UNKE PICHE MUKTDIYO KI NMAJ HO JAYEGITajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27019KYA ALLAH WALE KISI BHI SHAKAL ME IMTEHAN LENE AA SAKTE HE NOORANI LIBAS ME AUR NOORANI CHERA ME TO AATE HE MERA MATLAB YE HE K JESE PAINT SHIRT AUR BINA DADI K BHI AA SAKTE HE KYA ASTGHFIRULLAH RABBI HUZUR rehnumai FARMAETajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27020Jo imam speaker may namaz prahatay hain, kia unki apni namaz bila karahat ho jai gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27021zina k jesa koi gunahe azeem kar liya jse ki masturbation(hand practice) agar kar liya ho bad m fr usne apne gunah ki toba bhi kar li ho to kya wo mureed rahega ya nahi.........kya wo unki bait s kharij hjayga ya unki bait m rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27022london or Birmingham me eid milaad un nabi ﷺ k jaloos me orte b jati han ortoon ka aase jaloos nikalna jaiz ha kya? merdoo ka jaloos aage hota ha piche ortoon ka jaloos hota haTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27023bot se mulko me eid milaad ﷺ per cake kate jare han per humne to cake esaio ko kat te dekha ha birthday pe aaj sunni nabi ki viladet ki mahfil k aakhir me cake kat re han kya ye jaiz ha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27024IMAM KO IMAMAT SE HATAYA JANE KI MEETING KI GYI US MEETING ME IMAM NE APNI SAFAI ME YE ALFAZ KAHE - ALFAZA - AAP MUJHE NIKALENGE TO MAI KAISE GUJAR BASAR KARUNGA, AUR VAISE BHI JITNI DEEN KI KHIDMAT KARNA THA HAMARE AOULIYA ALLAH KAR KE CHALE GYE HAM...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27025What do Noble Scholars of Islaam say in these issues a. what will be the Rulling on a person who appoints a Non Muslim teacher to teach in his school. b. what will be the ruling on a Person who studies in a Co education school or college c. what is t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27026What do Noble Scholars of Islaam say in these issues a. what will be the Rulling on a person who appoints a Non Muslim teacher to teach in his school. b. what will be the ruling on a Person who studies in a Co education school or college c. what is t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27027intezare karam tust manne aai neera. aai Khuda judo Khuda Deene Khuda dead madade. is ka urdu mein translate kerdi jiye. Aur a full farsi mein hai. us ka poora urdu mein samjhadein clearly. ya to likh ker bhej dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27028Hazrat jo Barielly Sharif se Taj aur Gumbad wali topi hamare ghar ke mard hazarat pahente hai, us ke mutallik kuch sawal the: 1. Eithraam ke taur par ese hum washroom toilet wageirah me nikal ke dusri topi pahente hai. Kya aisa karna sahi hai. Aur ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat
27029Zaid ek ameer aadmi hai Jo ek khel khelta hai is tarah se k 5 sawal puchega ek k bad ek 1 sawal puchega Agar amr sahi jawab dega to Wo 5 hazar ruay ka haqdar hoga phir zaid 2 sawal karega Agar amr is sahi jawb dega to wo 10 hazar ka haqdar hoga phir ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27030If someone set aside particular amount of money with intention to give it to poor and needy people can this money be also given for the construction of Masajid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
27031hazrat aj se bis 20 saal pehley 3 tola sona ek maa ne apni teen beti ko dene ke liye rakha tha maa ne kha tha me jab mein guzr jaun uske baad meri churi jo 3 tola thi us per meri teen beti ka haq he lekin teen beti ka bhai usne abhi tak us sone ki ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWirasat
27032Kya kufriya kalimaat (songs) sunne se nikah toot jata hay? Agar kisi ne la ilmi mein sun kar wo kalimaat duhra diye ya gunguna diye tou kia hukm hay? Tajdeed-e-Nikah ahtiyati karna hoga ya naey mehar aur 2 gawahon ki mojoodgi mein karna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
27033Internet par aisi website jahan deeni dunyawi donu qism ki audio aur video files dastyaab hain, uss website se deeni audio sunnay ki ijazat hay? aur uss website par deeni audio ya video (bagair tasweer ke) dalnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
27034(1) Jumma Ke Din Wisal Hone ke baray mein riwayat bayan ki jati hay ke Qabr Ke Sawal-Jawab Sakhti Se Najaat Milti Hai tou kis iss se muraad Jannat Me yaqeeni dakhila hay? (2) Kya Haji jab hajj karta hay tou uss ki Magferat Ho Jaati Hai? (3) Iddat Ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJumuah, Hajj, Iddat
27035masjido me maacher maakhi ko door karne ke liye disel petrol ka dhoaa maar sakte hain kiun ki is me boo hoti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
27036KIA CHISTI SILSILE KAI LIYA BARAI LAMBAY BAL RAKHNA QAWLIA ALAAT E MOSIQI KAI SATH SUUNNA JAIZ HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersEisaal-e-Sawaab
27037Ek moulvi sahab ne kaha ke Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ke "Ae Abu Bakr meri hakikat mere Rab ke siwaa kisi ko nahi malum" fir moulvi sahab ne kaha ke iska matlab ke Nabi ko bhi apni hakikat nahi malum hai. Kya moulvi sahab ne sahi kaha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
27038Polar Countries aur Europe me Shams (Suraj) kabhi kabhi Raatein Dino ke manind rahti hai matlab ye ke waha suraj ke roshni 24 ghante rahti hai, Suraj Guroob hi nahi hota to Ramdhan me Roazon ki Sahri aur Iftar ka waqt kaise mukarar karenge aur Namaz ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27039KYA HUZOOR MUFTI E AAZAM E HIND RADHIYALLAAHU TA'ALA ANHU NE SANICHAR KO "SANICHAR YA SHANIVAAR" KEHNE SE MANA FARMAYA? IS KI WAJAH KYA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27040السلام علیکم سند المتکلمین ذروت المحققین تاج الشریعہ کا ظل عاطفت داور لم یزل یوم نشور تک ممدود فرماےء. حضرت اعلی حضور بالا ایک نزاعی مسئلہ کا فیصلہ آپ کی بارگاہ سے مطلوب ہے مولانا تطہیر صاحب نے اپنی کسی کتاب میں نیاز فاتحہ کے تعلق سے خامہ فرسایء کی ہ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay, Namaz
27041Zaid ke mamu ki ladki sunni hai aur wo aap he se bayt hai, wo alim course kar rahi hai, zaid ke maa baap chahte hai ki uska rishta us ladki ke sath ho, magar us ladki ke walid aur bhai wahabi zehniyat ke hain. Kya aise ghar rishta karna sahi hai, aga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
27042Can a girl use non-alcoholic perfume in such a way that only she can feel the fragrance of it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27043Solar heater ghar me lagana aur uska paani use karna jaiz hai? kia is se kisi tarah ki bimari ho sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat
27044Kiya dil hi dil mein talaq kehne se talaq ho jati hai? (Yani zaban hilti ho aur hont hilte ho lekin koi awaaz na nikalti ho?) Aga kisi ne talaq ke mutaliq koi masla padha ho ya suna ho aur wahi raat ko nind me dohra raha ho aur aise me biwi ke taraf ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
27045hamaray shehar mein ek musalman bacchi (12yr) ko police wale ne jala kar maar diya to kuch musalman police mehakme ke samne bacchi ka janaza rakh kar protest kar rahe they itne me shehar ke 2 bade aalim waha aaye aur unhone ladki ka janaza padha diya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Janazah
27046bangalore me aksar kasai ki dukano me devbandi, wahabi janwar ko zabah karte hain kya ayesi dukano me se gosht kharid k khana jaiz h? Jo log janbujh kar b unki dukan se gosht kharid k khate hain aur zabiha k masael ko naya masla ya futoor kahte h unk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Zabeeha
27047Agar koi makan lease (bogya) par le aur makan malik ko kiraya kuch bhi na de isme dono ki raza mandi bhi hai to aisa karna jaez hai? Ya kiraya dena padega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
27048Zaid ek medical collage ka student h isliye wo clg k time pe pent aur shirt phnta h agr nhi phne to log mzak udate hain mgr clg se aane k bad utar deta h aur islami libas phn leta h mgr zaid hafiz bhi h aur ba sharah bhi aur kafi hd tk sahri at ki pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Libas
27049kya sare non muslims hazrat aadam alehissalam ki aulad mai se hai? non Muslims KO iss nisbat se apna Bhai kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
27050Jispar ghusl farz Ho aur usay isay Nabi e Kareem Ki khaab Mein ziyarat hui Ho to Kya naapaki Ki haalat Mein Aaqa e do Aalam Ki ziyarat mumkin hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
27051Huzur sayyedi a'ala hazrat radiallaho t'ala a'nho ki manqabat ka 1 sher jo aap ne huzur sayyedna shahensha-e-bagdad radiallaho t'ala a'nho ki shaan me tehreer farmaya hai wo ye hai... US KO SAU (100) FARD SARAPA BA-FARAGAT OODHEN; TANG HO KAR JO UTRN...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
27052چمڑے کے خفین جس کے ساتھ چین اور بٹن لگے ہیں تو ان پر مسح کرنا جائز ہے یا نہیںTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Wuzu
27053Hamare yahan Shadi k Waqt Ladke ki Pasand Aur Khwaish ka Pura khayal rakha jata hai Lekin Jab Baat Ladki ki Aati Hai Toh Usse Ye Taq Nahi Pucha Jata K Shadi k Liye Tayyar ho ya Nahi Agar Koi Ladki Apne ghar walo se ye kahe k Main Abhi Shadi Nahi Karn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
27054Bank ka interest lena jaiz he kisi kafir se lena kyun ki wo peso ka bussiness karti he to kia hum kisi kafir jese Baniye (sunaar) ko pese dekar bussiness ko kahe to kia ye sood hoga ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSood
27055کیا نماز فجر سورج طلوع ہونے سے پہلے پہلے مکمّل کرنا ضروری ہے ورنہ نماز دوبارہ پڑهنی ضروری ہے.؟ نماز فجر کے علاوہ باقی چاروں نمازوں کے فرضوں اور عشاء کے وتروں میں فرض/وتر اپنے وقت میں شروع کر لیے چاهے صرف تکبیر تحریمہ هی کہی اور وقت ختم ہوگیا تو وہ ن...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27056namaze janaza k baad maiyat ka chehra dekhna/dikhana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Janazah
27057Aaj kal kuch log Taaj e Shariyat ke symbol wali topi pahne dikh rahe hain jisay ab azhari topi kaha janay laga hay aur ye nawjawan ziada pehnay nazar aatay hain. Jab ke hum ne aap se aur kuch buzurgo se suna hai SARKAAR MUFTI E AZAM HIND se kisi ne k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
27058Kia bank se loan le kar Milad Sharif ki Mehfil wa Jalsa munaqid kar saktay hain aur kia loan ki raqam se kisi Aalim ko mad'u kar saktay hain aur Naat Khwan Hazrat ya Ulama ko ba tour nazrana de saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQarz
27059Tere khulq ko haq ne azeem kaha teri khalq ko haq ne jameel kiya; Koi tujh sa hua hai na hoga shaha tere khaaliqe husn-o-ada ki qasam. Ya lafz khalq hay ya khilq? Khulq, Khalq aur Khilq ke ma'na bhi irshad farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
27060Jab aurat hamal se ho to kiys us se sohbat ki ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
27061Hayz k teen din bad khoon ana band ho jaey to bagair gusul kiye jima kar saktay hy? Agar nahin kar saktay to karnay pr kuch kaffara dena hoga ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHayz
27062Beth kar khanay aur peenay ka hukm hay? Kia biscuit, chocolate, toffies aur choti moti cheezain bhi beth kar khani chahiyen? Agar chaltay phirtay kaam kartay kha li jaen tou kuch harj hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27063Zaid ne kuch logo k samne kaha ki mai ne fala kam nahi kiya Allah aur Rasool gawah hai kyu ki us waqt usse laga ki usne woh kaam nahi kiya Per kuch din baad use yeh confusion huwa ki usne woh kiya tha ya nahi aur use yaad bhi nahi ahraha use ne woh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27064Aik masjid ke imam sahab ke bare logon ko pata chal gaya ke imam sahab internet pe ladkiyon ki tasaweer dekhtay hain, ishqiya shayaree likhtay hain, aur ishq bhi farma rahe hain, kiya ye mansabe imamat ka mazaq nahi hay? inke pichhe namaz hogi? Ab ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27065Aik shaks ne pucha apko pata he ALLAH Kay baad Sab se ziada Ilm kis ko he hm ne kaha HUZOOR ko, Usne bak diya kay Nahi jitna ilm shaitan ko he itna ksi ko nhi he, hm ne usko smjhaya kay ye baat galat he ye aqeedah to deobndio ka he, to us ne apni is ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Iman wa Kufr
27066Kya black colour ka shoes ya sandal ya mozay bhi pehannay par kuch sharai mumani'at hay? Aur koi shaks jo ki mureed hay wo koi bhi wazeefa padh sakta hay al wazeefatul kareema se select kr ke ya peer ki ijazat ki zaraoorat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27067Ek mufti sahab jo k TV pr ahkame shara bayan karte hain Unho ne kaha h ke Hazrate owais qarani ki nisbat se jo daant todne ka waqiya bayan kiya jata hay wo bilkul jhoota hay kiun ke apne aap taklif dena na jayiz hay aur sahaba sarkar sallallahu alaih...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27068Namaz me aksar bache samnay aa kar ya god ya peeth par baith jate hai aur dhyaan bhatak jata hai or kabhi kabhi namaz ke doran hi hatana padta hai to ayesi soorat mein namaz hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27069Zaid aik sheikh se mureed hai or zaid ke dil me sheikh ke liye buraai aa jaati hai but sheikh shari'at ke paaband hai mufti hai. Lekin zaid ne gusse me sheikh ki buraai kardi or kaha sheikh ka waha muta' ala nahi ki fala kitaab me fala sawal hai or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27070HUZUR MIYA BIWI KE BICH ME JAGRA HUWA, BIWI KO APNI MA KE GAR BHIJWA DIYA, AUR BOLA JUB TAK TO LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TAB TAK ME GAR ANE NAHI DUNGA, BIWI NE PUCHA AGRME LIKH KAR MAFI NA MANGU TO. MIYA: LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TO TO APNE RAST...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27071Hamare yahan kuch janwar gaey, bhens bimar ho gaye hain to kisi ne unke ilaj ke liye bear (sharab) ko bator dawa ke istemal karne ko kaha hai To kiya ham halal janwaro ko bimari se shifa ke liye sharab de sakte hain ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27072Hazrat Moosa (Alayhis Salam) ki Walda ka naam kiya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27073Jo Aalim ya sayyad aalahazrat ke khilaf ho kya uski taazeem karni chahiye ya nahin? Aur uske khilaf koi awaz uthani chahiye ya nahin? Aur is ka ta'iyyun khud se kar lena ke falan shakhs ya sayyidzada AlaHazrat ke khliaf hay kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27074Meri Bahen Jo Sunni Sahihul Aqida He Or Unke Shohar Bhi Khud Ko Sunni Kehte He Par Wo Budmazhabon Ke Piche Namaz Bhi Parh Lete He Or Unke Walid Sahab Bhi Wahabi He Or Rishta Bhi Rakhte He Or Rishta Rakhne Ka Mana Karte He To Kehte He Ye Ke Ye Sunni S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Nikah
27075Zohar, asar ya isha ki namaz ba jamat teesri rakat me shamil huay. Salam ke baad jab apni teesri aur chothi rakat parrhain tou surah fatiha ke bad koye surat Padh skte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27076People are giving gifts on the 10th of Muharam must we accept these Ashura gifts or give gifts on this day?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27077EK SUNNI SHAKHS HAI JISKA GOSHT KA KAAM HAI. USKE YAHAN EK NAUKAR HAI JO KAI SAALO SE DIN RAAT USI KA MULAZIM HAI AUR WO NAUKAR ISAAI HAI. JAANWAR ZABAH SUNNI KARTA HAI AUR USKE BAAD TRANSPORT WAGAIRAH WO ISAAI KARTA HAI AKELE USKE SATH KOI MUSALMAN ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27078Gosht ya chicken Musalman Ki Dukaan se Halal Hokar Aay, Cook Bhi Musalman Hai lekin Khana mangaya Jaay hotel Se Ghar Tak Home Delivery pohchane wala Shakhs Gair Muslim Ho magar uska ajeer e khas ho. Tou iss soorat e Haal Mein Aisa Non-veg Khane Ke Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
27079Sunni aur budmazhab ki shadi mien shirkat karnay walon par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27080(1) Janwar ki haddi se le ker khanay pine ka kuchh saman banaya gaya uska khana kaisa hai? (2) bad aqeeda ne gosht kata to jo charbi bachi us ko company ne market me khane peene ke saman me istemal kiya us saman ka khana kaisa hai? (3) sprit ya alcoh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27081In Amal-e-Raza is written amliyat whose number is 125,000 to be completed in 40 days. The question is whether this number of 125,000 may also be completed in fewer days for e.g. 3, 10, 20 days. If yes, what is the method for the calculation of the da...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27082NAKHUN AUR GAYR ZAROORI BAAL NALI ME DAL SAKTE HE? AGAR NAHIN TOU KIA KARNA CHAHIYE?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27083kisi Aurat ko har 12 ya 15 din me hez kaa khun aata ho davaai se bhi farq naa parhta ho to us aurat ki namaaz ka hukm kya he? kya use namaze qaza karni hogi agar haan to kitne din ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27084ARZ YE HEI KI SHARAI MAJBOORI KI BINA PER AGER FERDAN NAMAZ PADHNA HO TO KYA MASJID KI AZAN YA NAMAZ POORI HONEI K BAAD PADHNA HOGI YA PHIR NAMAZ KA WAQT SHURU HONEI K BAAD APNI NAMAZ BAGAIR AZAAN KA INTEZAR KIYE HUWE ADA KER SAKTEI HEIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
27085La parwahi ke sabab agar koi 40 din tak nakhun nahi kaate to kya oski namaz hojaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
27086Mujhe gas acidity sakht problem hai. bar bar reeh kharij hoti hai aur wazu tut jata hai. Iss soorat mein namazon ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27087Jab koi Mard Non-Muslim Baaligh Islam qubool karta hai toh uski Khatna karana kaisa? jab k satr e aurat chupana Farz hai Aur Khatna karna Sunnat.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRahen
27088Aksar maharashtra mei baccho ko marathi ya english school mei dala jata hai. Waha school mei kuch prayer ya hindu mazhab ke chize sikhai jati hai. Bache chote hote hai jaisa sikhaya jata hai waise sikhte hai. English mei padnewalo ko bhi hafte mei ye...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27089Hazrat agar kisi nay qarz lia phir kafi arsay tak wapas nahi dia to deny Walay ne us ko ukhrawi garift say bachany k liye dil me muaaf kar dia to phir agar WO maqroz se mutalba kar sakta hay? Ya bigher mutalaba agar WO qarz ada kary to lay sakta hey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQarz
27090Kya panchon waqt ki farz o wajib namazon aur Ramazan ke Rozon ka bhi eesal sawab kiya ja sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan, Eisaal-e-Sawaab
27091AFRICA ME RAMDAN EID KA CHAN PHONE PE GAWAHI MILI, QAZI NE OR MOZAMBIQUE RADIO ME EID KA ELAN KARDIYA, CHAR YA PANCH LOGONE EID NAHI KI, 30 ROZE PURE KIYE, OR HUM NE HUMARE GAR PE EID KI NAMAZ KA INTEZAM KIYA, OR SUB EID KI NAMAZ KI DAWAT DI. (BAKI S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Royat-e-Hilal
27092JO LAUG HAJJ AUR UMRA KARNE JATE HAI TO WAHA KI GOVERNMENT KI TARAF SE KUCH BHI KHANE KA DIYA JAYE TO KYA WOH KHA SAKTE HAIN.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Zabeeha, Khanay ka bayan
27093When in the state of gusl can women use the nail polish and ethanol for some time and remove it afterwards so as to make wudhu and offer salah? or it is wajib to make fresh gusl after using these products?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Ghusl
27094Agar quran-e-paak memory card me ya hard disk mein audio me ho to kia unn files ko delete krne par gunah ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27095Zaid kehta he k nabi paak (sallahu alaihi wa sallam) ko wakeel nahin kehna chahiye? kia wo sahi kehta he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
27096Zaid kehta hai ki ye purchum khushayi ki rasum na karo or 11 shareef k juloos mein na jao or na urs mai jao kisi ke kyunki in ki koi sharayi hesiyat nhin hai or na mustafa jaan e rehmat par padho ziada or na maslak e Aala hazrat ka nara lagao kyun ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay
27097my mother in law invites my sister in law every friday for dinner at 10:00p.m and dont allow us to eat before. we all are 12 members living in a same house. she says u all cannot eat before my daughter comes here. my 4 children sleep without having d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Dawat, Khanay ka bayan
27098حضرت لوگ نئے سال کے آنے پر ہیپی نیو یر کہتے ہیں یہ کہنا کیسا۔Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27099Siaah khizaab karne wale ke peche namaz padhna kaisa hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27100حضور ہم لوگ خانۂ کعبہ اور گنبد خضرا کا نقشہ بناکر اسکو جلوس محمدی صلی اللہ علیہ وسلم میں ادب واحترام سے لیکر گھومنا چاہتے ہیں کیا یہ شریعت کی روشنی میں جائز ہے یا نہیں کچھ لوگ اس سے منع کر رہے ہیں کہ یہ تعزیہ سے مشابہت ہے...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27101Hum ne do saal pehley masjid bananey k liye Ek jagah khareedi thi lekin aab kuch siyasaati taqaze aur badmazhab wa ghair Muslim k objections ki wajah se uss jagah masjid shayad na baan sakhegi agar masjid na baan sakhe tou Kya hum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27102Hamare nabi Mohammad ki sahi tarikh-e-paidaish kiya hai 8 ya 12 Rabi-ul-awwal. kuch log kahte hai ki AlaHazrat ne 8 Rbi-ul-awwal ko Hozoor ki paidaish bataya hai kya ye sahi haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27103Kia koi mureed apne peer sahab ka hathon ka dhowan or kulli ka pani tabarruk ki niyat se pee sakta hai ya ye sirf Ambia Alayhim as-Salam ke sath khas hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Hazr o Ibahat
27104mujh se jumma ki namaz choatt gayee zuhar padhli hay kia yeh theek hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27105Tasweer me Chehra Yaani Ankh kaan naak waazeh nahi to Shabaahat ki buniyaad par kya Jandar ka hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
27106wajhe nishaate zindagi Raahate jaan tumhee to ho is sher ki tasreeh farma dain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27107artificial jwelery ka kam shariyat ki nazar mein kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27108biwi ke naam ke saath sohar ka naam milana jaiz hai ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27109mai jis ghr mai rehti hu wahan mujhe mila kr 8 log rehte hai chota sa ghr hai aur ek mala hai, mujhe male pe namaz pdhna pasnd hai kyu k wahan mai akele mai sukun se ibadat krti hu par maine suni hu k baithkr namaz nhi pdhna chahiye to ab aap batae k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27110Mera sawal hai ki ek shaks aisi company me job kar sakta hai ya nahi jo Mutual fund,FD, equity,commodity,general insurance,life insurance and post office ke liye software banati is software ko dusro ko samjhane or baichne ki hasiyat se kaam karna jai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27111wazu toot jane wale kon kon si chize hainTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27112 Can a man have more than two wivesTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27113Kya Farmate hain Olma-E-deen Wa Muftiyane Shehre Matin IsMasle me... Shari'at me Aurat ko parda karne ka Huqm diya gaya hay To Parade k liye Aurat ko kya karna hay Aur kya nahi karna hay? (a)Aurat ko parde k sath Ghar se bahar nikal ne ki Ijaza...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27114کیا فرماتے ہیں علماء دین اس رباعی کے بارے میں کیا یہ رباعی حضور خواجہ غریب نواز علیہ الرحمۃ نے لکھی ہے. ..حضور والا سے گزارش هے حوالہ عنایت فرمائیں شاہ است حسین بادشاہ است حسین دیں است حسین دیں پناہ است حسین سر داد نہ داد دست در دست یزید ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27115Hazrat kuch tafsil ata frmain Tabut e sakina kya he awr Dana e sulaymani kya he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27116 mera school or madaris me uniform supply krne ka business hai.kya wahabiyon ke madaris ya idare me padhne wale bachon ko uniform supply krna jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 12,401-12,500 of 12,542 items.