Showing 12,301-12,400 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26917کیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع متین اس مسئلہ میں کہ (۱) ایک فیکٹری جہاں متعدد ورکرز کام کرتے ہیں اور کچھ ورکرز غیر مسلم (عیسائی ، ہندو، مشرک وغیرہ) ہیں آیا کہ ان ورکرز غیر مسلم کے ساتھ مسلم ورکرز کا کھانا، کھانا (علیحدہ پلیٹ ایک ٹیبل یا علیحد...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26918Kya hum laptops ya mobile phone sale karne ka karobar kar sakte hai logon ka kahna hai laptop aur mobile bhi tv hi ki ek shakal hai jawab inayat farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26919Zaid ka sawal ye hai ke Zaid ki Walida us ki Bahen ka rishta uski khala ke ladke ke saath karna chahte hain. Magar ek masla ye hai ke, Ek martaba jab wo ladka bachpane mein tha to uski walida (Yaani Zaid ki Walida ki Bahen) kuch kaam se baher gayi hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26920Zaid lives in Darul Harb and has a certain sum of money that he wishes to invest in a banking scheme. The scheme involves Zaid depositing a certain amount of money into his account and guaranteeing that he will not withdraw it for a certain period. A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26921Hamare nafs ko kisi baat se roke to wo aur zyada ubharta hay aur parhez karna na mumkin ho jata hi Isme hamara kya kasoor aur Aap ki dua ho to shayed gunah se bach jaaey Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26922Ajj kal pakistan karachi me shoher yani husbund ko aurte apasme bato ke doran koi bat me mukhatib karna ho to aurte (ledis) shohar ko hubby ke short form me mukha tib karti hai to kiya apne shohar (husbund) ko hubby kehna jaiz hai is lah farmaiye naw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26923mera ek dost hai jisne aise gunah kiye hain jinko sun kar har koi us pr laanat karta hai..misaal ke tor pr .. musht zani karna or naapaaki ki haalat me namaz padhana logo ki imamat karna ...aise aise gunah usne bahut martaba kiye hain or toba bhi kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26924if a husband is not giving the pleasure to his wife what the wife need to doTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26925Agar Shirt ki astheen me button toot gaya ho to kya astheen fold kar k namaz padhe ya khuli rahne dee jaye ? Shirt ki astheen mod kar kya Namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26926Salam Mufti sahb aik qawwali he "TAJDAR-E-HARAM Ho Nigah-e-karam" (AQA PR AUR AAQA KI AAL PR DUROOD O SALAM ) ,ksi kay zehn me is qawwali ki tarz ghum rhi thi iskay peechay jo dhool bj rhe the woh zehn me the to us ne is qawwali ko is trah keh diya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26927zaid jo kay jab apnay ghar mein khaamosh rahnay ki koshish karta hai to iss par uski maan kuch yun kehti hai k kyaa hua k bolta hi nahin? Aur jab apni zabaan chalata hai hai tab zaid ki maan usay dantnay lagti hai Zaid ko aisi surat mein kyaa karna c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26928huzoor koi sheer khwaar bacccha umrah me sath ho to tawaf par kya hukm hai? Agar pamper baandha hai najasat ki khabar nahi ya khabar ho bhi gayi par najasat bahar na aayi pamper hi me rahi to tawaf hogaya ya nahi? kya use kisi belt se muallaq rakhne ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26929kafir se paise lena h. dene ki haisiyat nahi h. kiya ye kah kar ucko Naukri per rakh sakte hain k agar tu paise nahi de paa raha to mere pass naukri karo. 1000 maheene k katwate jana.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26930 mere mamu ke sasural waale apne aap ko ahle hadees kehte hai niyaz fatiha bhi nahi karte hai mere mamu ye kehte hai ki unke sasural waalo ko ahle hadees ke aqeedo ke baare me ilm nahi hai aur mere mamu sunni aqeeda rakhte hai lekin apne sasural wa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26931Hazrath qawwali ko naat sharif ke taarz main padhna kaisa hai?. Maine ek mehfil main jo qawwali hai Dama dum mast qalander ali da chautha number...sunna.. Aab kya isse padhna durust hai? Aur kya iss tarah shahaba ki shaan main aise naat padhna aur su...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26932kisi Musalmaan ka aisa t shirt pehna kaisa hai jispar saleeb ka aks bana hua ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26933Musalmaano kaa diwaali k din mein aatish baazi karna kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26934Musalmaano ka Holi k din holi khelna kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26935Aj kal sardi me humare imam sahab winter cap pahen kar NAMAZ padhate hai aur size me badi hone ki wajah se use fold karte hai (NAMAZ me) , kya NAMAZ ho jaegi ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26936what is the benefits if using a miswaakTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26937hum suuni k nazdeek auliyae kiram ki hayat mutalliq kya aqeeda hai. Meharbani hogi sath me koi daleel ata kareinTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26938Huzoor is sher ka padhna kaisa hai? Kya ismein koi shar'ai giraft hai?"Sab kehte hai Aaqa ko paala tha Halima ne, Sachh ye hai Halima ko Sarkaar ne paala hai. "Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26939 یا شیخ عبدالقادر جیلانی شئ للہ پڑہنا کیسا ہےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26940Hamare yaha ke imam sahab ne aek motor bike loan par kharida he jis me unhe kuchh rakam intres (batore sud) deni hogi jo haram he. Kya aese imam ke pichhe namaz ho jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26941zaid ne apni biwi ko raat 12 baje uthaya aur talab-talab kaha 5 baar aur biwi ko mara bhi hai.. biwi ka kahna hai ke shohar ne 6 baar talaaq-talaaq kaha mene suna hai...ab shohar kahta hai ke mene talaaq-talaaq nahien kaha aur shohar kasam khane ko t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26942If a women has her period (Haajs or Napaaki) for a whole month. For how many days can you count this as her period? And can she read her Namaaz if the period days are over but she is still bleeding? Does is count as illness?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26943pyaz khana kaisa hy?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26944mere pass sanadi moo e mubarak hai... mai tabaruk ki taurr pe isse apni qabr me lajana chahata hon......kya meri ye wasiyat jaez hai???? agar jaez hai tao plz mujai iska tareeqa batayiyai k kahan aur kaisa rakhna chayiyai meri qabr me?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26945 کیا ایک ہی دن میں شادی اور ولیمہ کر سکتے ہیں؟ جیسے کہ دوپہر کو شادی اور مغرب میں ولیمہ؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26946 boiler murgi k gosht ki fatiha dilana kaisa hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26947Kya Farmate Hain Ulma-e-Deen Wa Muftiane Sharah Mateen Ki Agar Kisi Town(Gaon) Me Ek Hi Masjid Hai Aur Woh Bhi Deobandiyon Ki Hai Ek Sunni Bhai Ke Ghar Wale Sunni Bhai Se Zabardasti Karte Hain Ki Masjid Me Namaz Padhne Jao To Woh Sunni Bhai Majboor H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26948 ladies ko umrah me Jana kaisa hai ja sakti hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26949hazoor (SallAllahu Alayhi wa Sallam) ki kitni betian thi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26950Mere ghar wale wahabi deobandi se mulakat karte hai. Unke yaha shadi me jate hai sath khate peete hai. Mein 2 saal se unko samjha raha hu ki wahabi deobandi se dosti mat rakho par wo nahi sunte. Ab mujhe mere ma baap se nafrat hogayi hai ki huzur sal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26951Huzaar zaid nai apne program mai mimbar e rasool( SallāAllāhu ʿalay-hi wa-sallam)se ye kaha ki ouratai mazaar par na jaye kyunki waha hillat payi jaati hai or ye bhi kaha ki ouratou ka mazaar par jana haraam hai. Huzuur Kya ye baat sach hai ki ourat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26952Ek aurat Ka sohar missing ho jata hai or pata Nahi chalta ke inteqal ho gya ya zinda hai to is surat main aurat kitni muddat tak dusra niqah nahi Kar saktiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26953imam ne khud ko munfarid guman karte howey salame ola bissir kha phir yaad aya to biljhar kha iss sorat main sajdaai sahaw wajib howa ya nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26954kya koi naujawan jiski abhi shadi bhi nahi huwi h aur bimari ki vajah se uske baal safed ho rahe h.to kya wo kisi hakim ka nuskha jo baalo me lagane ka pest ho (kala khizab na ho) ya khane ki dawa ho istemal kar sakta hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26955Jo alim na ho aur itni salahiat rakhta ho ke zubani sahi sahi bayan krle to us ka zubani bayan(taqrer) krna jaiz hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26956Hamarey shahar me ek Aalim saHib hen jo apni Balighah shagirdaon aur ladkiyon) ko lekar is tarah se Auraton ke ijtemaA karwte hen ke sadak par tent laga kar badey badey speaker lagwaye jatey hen aur mike ki tez awaz ke sath programme hota hai ke d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26957KYA HUM STICKER KHARID OR BECH SAKTE HAI JISPER CARTOON, ANIMAL OR DUSRI BEJAAN CHIZO KI TASWEER BANI HOTI. HAZRAT REHNUMAYI FARMAIN .Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26958jumah me log aage jagah khali chodhkar piche beth jaate hai, ek shakhas logo ki gardane falangkar us jagah ko pur karta hai, to aisa shakhas gunahgaar hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26959Ek Shaks Ke Muh Me Masnui Daath Ka Chaukda (Removable) Laga Huva Hai Toh Wazu Aur Ghusl Karte Waqt Usko Yeh Daath Nikaalna Zaruri Hai Ya Be-Ghair Nikaale Bhi Uska Wazu Aur Ghusl Hojayega ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26960huzoor arz yeh hai nikah par nikah ka kya masla hai ek sahab ne nikah kiya ghar walo ki bina bataye fir usne khandan ke buzurgo ke jarie ghar walo ko mana liya aur fir ussi ladki se dobara nikah kiya aur kisi ko pehle nikah ke baare me nai bataya au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26961hazar kuchh log kahete he ki iddat karna koi farz nahi he aurto par talak ke bad kya ye sahi heTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26962Zaid (Zaid Shohar Hai) Ne Apni Biwi Ko Talaq Talaq Talaq, Kaha Uske Bad Phir Kaha Maine Use Chod Diya. Aur Ye 7 shakhs Ke Ru Baru Kaha Our Uski Niyat Pahle Se Talaq Dene Ki Thi To Kya Talaq E Mugalliza Waqe Hogayi Ya Nahi? Uski Do Bachchiya Hai Wo Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26963Ke Zaid (Zaid Shohar Hai) Ne Apni Biwi Ko Talaq Talaq Talaq, Kaha Uske Bad Phir Kaha Maine Use Chod Diya. Aur Ye 7 shakhs Ke Ru Baru Kaha Our Uski Niyat Pahle Se Talaq Dene Ki Thi To Kya Talaq E Mugalliza Waqe Hogayi Ya Nahi? Uski Do Bachchiya Hai Wo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26964kya esy koi rivayat he ke nabie karim sallallaho taAala alyhe wasallam ne farmaya ke aale bait yane k sadate kiraam kesaa b gunaah kare tum une yaa unke baare me kuchh b mat kaho jab tak ke vo qufr na kare kya ye baat sahi heTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26965sarkare ala hazrat Ke naat shareef aur salam par jo ulmah mashaikh ne tazmeen likhi hai uska padhna kaisa hai? Tazmeen ke saath salam padh sakte hai ki nahi aur naatepaak jinki tazmeen ulma mashayak ne ki hai padh sakte hai ki nahi padh sakte haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26966kya chain wali jacket pahan kar namaz ada ho jayegi (jisme chain dikhayi de rahi ho) aur agar chain plastic ki ho tab kya huqm haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26967Kia bd majhab sy sood lai saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26968Agar fateha dene ke dauran azan ho jaye to kya karna chahiye? fateha continue rakhe ya ruk jaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26969Why We celebrate eid milad un nabi? what is its importance? What Islam ask us about eid milad un nabi? What quran and hadees ask us about Eid milad un nabi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26970HAZRAT US DJ MEIN NAAT SHAREEF PARHNA JAIZ HAI YA NAHI JIS MEIN DHOL WAGAIRA KI AAWAZ NA HO IS BARE MEI WAZAHAT FARMA DENTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26971I need advice I have spent 28years looking after my mum and my brother/sister I am married with 3kids my mum lives with me and she is never happy even tho she has everything she always takes my brothers and sisters in law sides even tho they don't ca...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26972meri walda marhoma ka shajra e nasab syedna Ali murtaza say milta hai syedna abbass ka betay abbadullah kay rastay. kia mein yah kah sakta hoon ka syedna ALI meri walida ki taraf say meray jadday amjad hain? yah mari raggon ma Syedna Ali ka khoon hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNasab
26973Majzoob aur Saalik mein kia farq hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
26974kiya farmate hai ullma e deen iss masle pr ki ek shakhs kehta h ki ALLAH tala kafir ko bhi jannat mey bhej sakta hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJannat, Dozakh
26975Ek Shakhs Jo Khilafe Shara Boli Bolta Rehta Hai Aur Chand Baar Tauba Bhi Kar Chuka Hai. Aise Shakhs Ki Tauba Ke Qubooliyat Ke Baare Me Kya Hukm Hai ? Aur Tauba Ke Silsile Me Us Shakhs Ki Kya Zimmedari Hai ? Logon Ke Liye Us Ke Ta'alluq Se Kya Hukm Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26976Zaid ke ammi ka inteqal pehle huph, fir kuch salo baad uske walid ka bhi inteqal hogaya , dono ki qabare kuch duri pe ek hi qabrastan main hain , Zaid jab ziyarat ke liye jaae to kis ki qabar pe pehle jaae , maa ki qabar pe ya walid ki qabar pe ya d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
26977agar namaz me do alag alag surah ki alag aayat ko milaya ki inka ma'na fasid nikalta he. jesay pahle yeh aayat padhi jiska tarjuma yu he: ALLAH SE DARO AUR SIDHI BAAT KAHO. Iske bad dusri surah ki yeh aayat padhi: JO AISA KARE WOHI LOG NUKSAN ME HE. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26978Pakistan jesay mulk mein jahan Aam tou par loug Sunni Musalman hain, kaheen hotel ya dawat wagera mein goshta kha saktay hain ya uss ke liye bhi tahqeeq lazmi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha, Hazr o Ibahat, Khanay ka bayan
26979Aantien (Intestine) khanay ke baray mein kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26980Aik aalim sahab jo Maslak-e-AlaHazrat ka naara tou lagatay hain magar unka MLA aur MP wagera se pesa bhi lena bhi mash'hoor hay aur sath hi wo doosray salasil walay sunniyon ko bhi bura bhala kehtay hain. Hamaray liye unn se muta'alliq kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
26981Kya farmatay hain Ulama e Deen is masalay mein k kyaa mutlaqan har Neki ko ya Riza e Ilaahi ko Ya ghazabe Ilaahi ko yaa azaabe Ilaahi ko ya mutlaqan har ek gunaah ko halka janna kufr hai? agar hai to iski kuch misaal bhi irshad farmaiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26982Aik Sunni Mufti Sahab ka kehna hay ke agar shohar tanhai mein 100 martaba bhi talaq kahay aur apni biwi ka naam na le magar niyyat usi ko talaq dene ki ho aur biwi ya koi aur gawah na ho jis ne ye suna tou talaq waqay' na hogi. Mazeed kaha ke mard ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
26983Kisi gayr muslim ke sath reham dili se paysh aana aur uss ko apnay ghar bula kar khana khilanay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
26984BudMazhab jiski budmazhabi hadd-e-kufr ko na pohnchi ho aur wo badmazhabon ki kufriyaat se waqif na ho, aisay shakhs se risha karna, mayl jol rakhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26985Bohat se aisay sunni hain jo aslan sahihul aqidah tou hain magar kam ilmi na fehmi ki wajah se namaz mein badmazhabon ki iqtida kar letay hain. Ab unn ke zabeeha ka kia hukm hay? Aur boht se aisay bhi hain jin ka sunni hona tou maloom hay magar ye na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Zabeeha
26986Mein ne kuch arsa pehlay suwal kia tha ke jab mobile mein balance khatam ho jata hay tou mobile company kuch balance (e.g. 10 rupees) ka loan deti hay jo aglay recharge par kuch munafay ke sath (e.g. 15 rupees) deduct kar dia jata hay. Hazrat ne farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSood
26987Kia hum Awliya Allah jese Ghous-e-Paak ke naam se Umrah kar saktay hain? Aur Isaal-e-Sawab ka lafz Awliya Allah aur Sahaba ke liye kehna munasib hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah
26988Hazrat se mu'addabana arz hay ke Ustaz-e-Zaman ke iss sher ki sharah farma dein: Khuda karna hota jo taht-e-mashiyat; Khuda ho kar aata ye banda khuda ka!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
26989ZAID KAHTA HAI K KISI KAFIR KI ARTHI JAATI HO TO US KI TAZIM MAIN KHARA HOJANA SUNNATE RASOOL SALLALLAHO ALIHE WASALLAM HAI AUR DALIL MAIN KAHTA HAI K EK BAAR EK YAHOODI KI JANAZA JAARAHA THA TO HUZUR SALATO SALAM KHARE HOGAYE JAB SAHABA NE KAHA K HU...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26990Parindon ki najasat pak hoti hai ya napak? Agr napak hoti hai tou terrace ki zameen ko rozana is najasat sw kesay pak kia jasakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat
26991Meri maloomat ke mutabiq U.K. ke tamam slaughter houses mein mechanical slaughter (Machini Zabeeha) hota hay. iss mein Murgi, Gaey, Bakra sab shamil hain. Aur aik audio recording lagi hoti hay jis mein har waqt takbeer chalti rehti hay aur mechanical...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha, Hazr o Ibahat, Khanay ka bayan
26992Allah ki zaat har jagah mojood hay ye Aqeedah rakhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTauheed
26993Hindustan mein Islam ki Aamad se muta'alliq kuch tafseel mustahzar ho tou irshad farmaen aur iss mozu par koi kitab mustahzar ho tou rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
26994کیا الکحولک پرفیوم استمال کرنا جائز ھےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Nijasat
26995مستعمل مٹی کا ڈھیلا یا اینٹ سے اس کے سوکھنے کے بعد ایک سے زیادہ مرتبہ استعمل کرنا کیسا ہے؟اور اس سے طہارت ہوگی یا نہیں؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat
26996کیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع متین مندرجہ ذیل مسئلے کے بارے میں ایک سنی صحیح العقیدہ عالم دین جو کسی مسجد کے امامت کے فرائض انجام دے رہے ہیں ،ایک محفل میلاد میں بوقتِ خطابت جوشیلے انداز میں مندرجہ ذیل جملے کہے ”نبی ایک شرابی کے گھر میں پیدا ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Imamat, Nikah
26997Hajar-e-Aswad ka tukra agar tohfatan ya hadyatan milay tou usay apnay watan lanay aur apnay ghar mein rakhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26998Aik makhsoos international garment company ke logo (Shi'aar) ke baray mein aik sunni jama'at ki tehqeeq hay ke wo gayr muslimon ki aik devi ka shi'aar (alaamat) hay. Ab uss garment company ki masnoo'aat khareedna bechna kesa. Uska pahenna kesa aur pe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26999Aik Muqarrir sahab ne doraan-e-taqreer yun kaha, "Patthar khaana sunnat hay, usi pathar ko utha kar marnay walay ko marna sunnat nahin". Kia aisa kehna munasib hay aur kia iss par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
27000زید ایک گارمنٹ فیکٹری میں مینیجر کی حیثیت سے کام کرتا ہے جہاں پہ شرٹ وغیرہ تیار یے جاتے ہیں ،وہاں پارٹی سے کپڑا لے کر شرٹ بنایا جاتا ہے جن میں سے مثال کے طور پر 100 شرٹ تیار ہوئے تو اس پارٹی کو 99 شرٹ دیتے ہیں اور ایک رکھ لیتے ہیں اور وہ ایک شرٹ مال...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
27001اولیاءاللہ کے نام سےمسلسل روزآنہ تیل کے چراغ ایک مخصوص مقام پر روشن کرنا کیسا ہے جبکہ ان چراغوں کی آجکے اس ترقی یافتہ بجلی کے دور میں کوئی ضرورت نہیں؟...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27002Urs-e-AlaHazrat mein Muhaddis-e-Kabeer ne apnay bayan mein farmaya ke Jacket mein agar chain hay tou Namaz na hogi aur agar chain chupi hui hay tou namaz ho jaegi. Iss mas'alay ki wazahat farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27003Kya Farmate Hain Olama e Kiraam wa Muftiyane Sharah mateen is Mas'ale par Ki Ek Idaara Markaz e ahle sunnah ka he ab surat e haal ye he ki is idare me: Ramzan ke mahine me zakat or fitra or khairaat jo ki madarse ke liye hota hai or ** Eid ul azha pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat, Qurbani
27004kisi sunni muslim tamiri kam k thekedar ka vahabi ki masjid ka tamiri kam karna kesa baraye karam javab ata farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
27005kuch log facebook pe apni khud ki tasweer kheench kar upload karte hai uske baad us tasweer upload karne wale ke friend us tasweer ko dekh kar comment me SubhanAllah, Masha Allah kehte hai. hazrat rehnimayi framye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
27006Kya farmate he ulma e deen aur mufti is mas'ala me ki Hamari masjid me panch waqta farz namaz ke bad salam ferte hi 3 bar buland aawaz se durood sharif padhi jati he, kuch logo ka kehna he is tarah nhi karna chahiye Kyunki isse jin muqtadi ki kuch ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
27007Kiya steel ki plate ya cup me khana pina makrooh hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27008jb ksi ko mureed hona ho to us mai kia qualities honi chahiaiy? or kis sai bait hona chahiay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
270094 rakaat namaz ki aakhri tashahhud men shak hua ki 4 rakaat hui ya 3 faqat to kiya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27010What will be the ruling on such person who says that Hazrat Isaa عليه السلام has not conveyed his message completely.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
27011کیا فرماتے ہیں علماء دین اس مسلہ میں کہ ایک مدرسہ کی جگہ کالونی کے کے چندے سے خریدی گئی. اور اسکی تعمیر صدقہ و خیرات اور قربانی کے چمڑوں سے کی گئی. اس میں بچھے دینی تعلیم حاصل کرتے رہے. نمازیں بھی ہوئیں ، جمعہ بھی ہوا - اب امام صاحب نے سب کچھ ختم کر...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Bae' wa shara
27012kya saare deobandi aur ahle hadees gustake rassol hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
27013Hazrat agr koi murid na bansa ka ho aur intekal hogya fir kia us ke naam se usko murid bana ya ja sakta he ap renoomai farmadeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27014Goru Ka puthe ka gost khana chahiye ya nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27015Zaid sarkari sharab ki dukan ka manager hai or usko sarkar ke zariye salary milti hai ... To zaid ke yaha dawat ka khana khana kesa hai...agar che malum ho. Or zaid ka apne ghar per milad krna or uski shirni ka kiya hukm hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27016Anita sharif naam rakhna sahi hai ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 12,301-12,400 of 12,542 items.