Showing 11,601-11,700 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26217Is it allowed for a muslim to work with banks in India. I heard from my friend hazrat mufti azam e hind radi allah u anhu gave a fatwa that muslim can take interest from non muslim if he is living in non muslim country. kindly guide.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara, Sood
26218Zaid jo apne shahar ka mash'hoor Aalim aur mufti hai woh kafir minister ke yahan baghair majboori ke rozah iftari karne jate hen, Inke peechey namaz ka kya Hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat
26219Necessary statement regarding the previous verdict about the direction to which the dead body should be placed during Ghusl.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah, Ghusl
26220Youm-e-Imam-e-Azam Abu Hanifa Mubarak ho. Agar Munashib samjhain tou taqleed ki ahmiyat par kuch irshad farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
26221Kya Raatib-e-Rifa'iyyah jo Rifaiee hazraat kartay hain jis mein wo Apnay shaykh ka naam le kar apnay jism mein sooay aur talwarain aar-paar kar detay hain aur unn ke shaykh ke ijazat yaafta buzurg apnay hathon se wo unn ke jism se nikaltay hain jis s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Tareeqat
26222(1) KYA HUM DORAAN-E-TAWAF, ZAMZAM SHARIF PEENAY JA SAKTAY HAIN JO MATAAF KE SATH HI HAY AUR WAHEEN SE CONTINUE KAR SAKTAY HAIN. (2) JAB HUM AHRAM BANDTHAI HAI MASJID-E-AYESHA SAI, JAB HUM UMRA MUKAMMAL KARENGAY, HALAQ KE BAAD USI WAQT DOOSARA UMRAH ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
26223kya cold drinks peena haram hay? aik khaas cold drink ke baray mein lougon ka kehna hay ke Huzoor Mufti-e-Azam na haram ka fatwa dia hay. Hazrat wazahat farmae dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26224Khwateen ke malboosat par aaj kar lohay, peetal wa deegar dhaaton ke aik hath ya uss se barray pieces lagaey jatay hain, kia aisa malboosat pahenna jaiz hay aur kia unhain pehan jo namazain ada ki wo ho gaee? Isi tarha scarfs par lohay, peetal ya taa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26225Kuch Khwateen kehti hain ke Biwi par uss ke shohar ki khidmat karna farz hay na kar uss ke saas susar ya deegar susral walon ki khidmat karna. Hukm-e-Shara' inayat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
26226Apni pareshani kisi se share karna (apna gam, dukh kisi ko batana) kesa? kia iss se Rabb Azza wa Jal naraz hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26227uloom zahiri aur baatni me se jo uloom farz hain un me se pehlay kis ko seekhna farz hai ya douno ka saath saath seekhna farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIfta
26228Agar namaz mein ronay se aansu niklay aur munh mein chalay gaey tou namaz toot jaegi ya nahin aur agar rozaydaar hay tou roza tootay ga ke nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26229Namazon aur Duaon ki Qubooliyat ki kia Alaamat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
26230Zaid Bakr ki tasweer bana kar uski goud mein khinzeer ke bachay dikhaye aur un kinzeeron ke saroon pe Imama Shareef dikahye to aisi tasveer bananay walay per kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26231hamare gaaw me ek pir sahab ne khaankah qayim ki he jisme masjid madrsa bhi chalaya jata he, aur pancho waqt wa jumma wa eid ki namaz ada ki jati he, Urs-e-Razawi awr baqi ayam bhi hotay hain, pir sahab budmazhaboun awr unke piche namaz padhne walo ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
26232Shuahar biwi ko peechay ke muqam se jima' karnay par majboor karay aur biwi ke mana karnay par dhamki de ke agar tu ne meri khwahish ko poora na kia tou mein baahir ja kar apni khwahish ko poora karunga ya talaaq ki dhamki de tou aurat ke liye kia hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26233Hazrat kya ahtiatan tajdeed-e-nikah kia to kia is surat may bhi mahar ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
26234Safar may Jumu'ah ki namaz ky bed ahtiyati Zohar (2) do rakat prehay gay Ya char (4)? Ahtiati Zohar may tisri (3rd) rakat may sirf surah Fateha parrh kar ruku may chala gaya awr ruku may yaad aaya to kia qiyam ki trf lotay ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jumuah
26235Could you please tell me some important rulings for Itekaaf?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersItikaf
26236Sadqa-e-fitr ke baray may do sawal hain (A) jo log Ramadan sharif harmain sharifain may guzarnay atay hain jab ky unka watan-e-asli India ya Pakistan hay, wo sadaq-e-fitr kis hisab se ada krain ge, apnay watan asli ky hisab sy ya Harmain sharifain ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersFitrah
26237اہل جدہ ایّام تشریق میں عموماً عمرے کا احرام باندھتے ہیں ۔ کیا ایًام تشریق میں اہل میقات کا عمرہ کرنا درست ہے جبکہ علامہ شامی بحر الرائق کے حاشیہ المدنی کے حوالے سے لکھتے ہیں "لان العمرة جائزة فى جميع السنة الا فى خمسة ايّام لافرق بين المكى والافاقى...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
26238آج کل تقسیط اور کرایہ دو عقد پر گاڑیاں دستیاب ہیں۔ اس میں مختلف شرائط ہوتی ہیں۔ 1) بیمہ کرانا لازمی ہوتا ہے۔ 2) پہلا کرایہ عموما چھ ماہ کے کرائے کے برابر ہوتا ہے۔ 3) اگر یہ عقد ایجار ہو تو یہ ایڈوانس کرایے کا مصرف کیا ہے؟ 4) یا اخیر میں کرای...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
26239Lamba romaal (gutra) jo kay sir per pehna jata hay. Us kay donoo siroon ko agar neechay say saamnay hi gira bandh dain tu us kay hukum may koi tabdeeli ayegee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26240Hazat, we have a girl of 20 years at home,who's Hafez e Quran sharif, In order she doesn't forget Quran sharif and remember it more easily , please let us know whether ( Ladies only) neighbors and relatives with utmost parda at home can offer Namaz ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Taraweeh
26241meri monthly salary 2900SAR jo ki Indian currency me lag bhag 50000 hota hai. hai jabki company Mujhe sell par commission bhi deti hai jo ki 800SAR - 1200 SAR ho jata hai.Sawal Yeh hai ki Mujhe Kis amount par zakaat deni hogi, basic salary par ya to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26242jo shakhs farz tanha padhta hai woh witir bhi tanha padhe aakhir tanha padhne ki kya wajah hai.(b) jo shakhs tahajjud padhta hai uska kya hukm hai witir ke bare meTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat
26243Agar koi shakhs rozay ki halat mein bay-hosh ho gaya tou kia uss ka roza baqi rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26244Agar roze ki haalat me kisi shakhs ne galti se apni zuban se kufri jumla kaha aur usne tawba bhi karli ehsas hone par ya kisi k batane par, to kya uska roza baaki rahega ya use baad me roza qaza karna padega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Namaz, Roza
26245if a family member passes away few months or a month before eid, can the family celebrate and wear new clothes according to shariah?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
26246us sakhs ke baare me kiya farmaten hai jis ke paas itna maal hai ke us per zakaat farz hai lekin us ko huolaan e huol ki tarikh maloom nahin ab woh kis mahine ki kis tarikh me zakat ada kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26247I have purchased one apartment for my son residential purpose. Also One shop but business is not started yet. Amount invested in these properties are exempted from Zakat or not?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26248kuch masjidon me maahe ramazan me zakat ki raqam batne ke bajaye logon ko raashan pahochate hai par uske baad jo bach jata uska kya kiya jaaey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26249Mera sawal apse ye hain ke agar main taraweeh k namaz ek masjid me pdhte pdhte beech me dusre masjid me padne lagu tou iss mein kuch harj hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaraweeh
26250Agar Namaaz me 5000 se zyada Tad'aat ho aur Mukabbir ki Awaaz se sahi tarah Rukooh Sujood na hote ho to kya aise Haal main Eid ki Namaaz ya Jumma ki namaaz Loud speaker par padh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat, Jumuah, Eid
26251Agar Roza kholne ka time Ho gaya ho. Aur hum us time pe pahoch na paaye ho. Aur thode late Ho gaye ho to roza ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26252Hamare Shaher main ek masjid main Loud Speaker par Namaaz chalu kardi he aur Jab kuch Logon ne iska Radd kiya aur waha aapka Hawala diya to us masjid ke imaam ne Ek Mufti Saheb ka Hawala diya K Wo To Loud Speaker Me Namaz Padhate Hain, ek hawala aisa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Masjid
26253Kya Namaaz me qirat sunna wajib he aur kya jo Muktadi qirat nahin sun pate hain unki namaaz nahin hoti?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
26254Jo Alim Loud Speaker par namaaz padhaye usko Gumraah kehna sahi hoga ya galat? aur agar galat he to kya hukm he us par jisne ye alfaz bole hon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26255Scandinavia jo ki Northern Europe ka ek region hai jaha summer season me suraj nahi doobta to aesi condition me kya hukum rehta hai ki kab sehar kare aur kab Iftar?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26256kya musalmanon ki zakat ke rupyon ko jamaa kar k ghareeb muslamano ko bina sood ka qarz unke karobar karne ya parrhai k lie dena jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26257if I got one of the rakat from 4 rakat salah of isha namaz then can I deliver vajibul vitr namaz with imam in ramzan?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26258Kya Roze ki Halat me khoon ya glucose charhane se Roza Jata rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26259What is the meaning and explanation of takabbbur? If someone is a Sunni and believes himself to be Sinful but still superior than a Bud-Mazhab who apparently is very pious or a Non-Muslim, will this be regarded as Takabbur? And what about an Aalim wh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26260Sarkar (SallAllahu Alayhi wa Sallam) ke liye lafz meetha istemal karna kaisa jab ke feroz ul lugat may uskay 13 meanings may sy 2 meanings shayan-e-shan nahin hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
26261Qabristan mein Niyaz wagera khaana kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26262Agar koi peer mureed kartay waqt Ghous e Azam ka naam na le to kiya mureed ho jayenge?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
26263Mutawaatir bil lafz hadees ka inkaar kufr hai - kiya ye hukm Mutawaatir bil Ma'na ka bhi hai? Is masle me hamaare sunni ulama ka ittifaaq hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26264Ek aalim jo arab country sey aaya hai aur unka aqeedah ahle sunnah hai. Woh Huzoor sallallahualaihi wasalam ko noor mantey bhi hai magar unka yeh kehna hai ke Huzoor sallallahualaihiwasalam ka noor pehle peida nahi kiya gaya. kya yeh kehna kaafi hai ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Namaz
26265Ek peer sahab jo chishtiya silsila sey taaluk rakhtey hai aaye hai. Mehfil key baad jab salat-o-salam k liye sab kharey huey, zeid ney "Mustafa jaane rehmat pey lakhon salam" perhna shuru kia. peer sahab ney unko foran roka aur kaha pehle "Ya Nabi Sa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
26266Chota Musalamaan baccha jo sharaarti ho usay bare log "Shaytaan" kehte hai. Aysa kehna keysa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
26267aaj kal kuch log yeh dawa karte hai ki ham jise chahen job dila sakte hai jisse chahen shadi kara sakte hai jadu tona karte hai etc to kiya aise logo par ham sunni sahi ul aqeeda momin ko believe karna chahiye hai aur aise logo k liye kiya hukm hai j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Taswwuf
26268kaee logo ka kehna aaisa hai k hum ilm nahi sikhte unse pucha jaye kyon to vo kehte hai k ilm sikhne se yani k apne ko kisi baat ki malumaat ho jaye to us par amal karna farz ho jata hai aur na karo to gunahgaar ho jate haii hazrat yeh kehna kitna du...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26269Huzoor zaid sunni hai aur rihaaish keliye Bakr ka Ghar dus laakh rupye dekar 5 saal keliye lease par liya yaani 5 saal tak kiraya nahi dena hai sirf bijli & paani ka paisa har maheene dena hai aur 5 saal ke baad ghar ka paint wagairah kara ke bakr ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26270(1) Apne ghar pe devbandi ya shia mazhab ke logon ka aana kaisa hai? Agar unme se koi hamara friend hai tou kia hukm hay? Ya phir kisi aur ke saath aate hain tou? (2) Aise ghar mein shadi ho sakti hai Jahan kisi devbandi/shia ki bhi la ilmi se shadi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
26271Does smoking breaks the fast?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26272Munh se pani nikal jaey to roza toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26273I am student in Malaysia, when I will reach my homeland there will be 29th Ramadan while it will be mine 30th. if there will be 30 days then that day will be 31st for me? what will be ruling for me to keep fast or to live without fasting?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26274ramdam me roze ki halat me jhooth bolne se kya roza tooth jata hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26275Please give me explaination for Qiyamul layl. How it should be done?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
262762 shawwal Huzoor Muhaddith-e-Kabeer ka yaum e wiladat hai. Hazrat, is din aur Huzoor Muhaddith e Kabeer ke ta'alluq se kuch irshad farmaenTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26277Agar koi sakhsh etekaf me ho aur wo gusl Karna Chahe bila Janabah tou ijazat hay aur agar Juma ka Din ho to kia hukm hay? Aur Kya Koi Sakh Apna Khoon (Blood) Janch Karane ke liye Itekaf ke Halat me bhej sakta hai doctor ke paas?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26278I am from Chicago. I have some questions and hope that they will get answered In sha Allah. (1) When we left Madina Shareef you got the witness of the moon sighting for the month of Ramadan. So my question is whether my Ramadan started on Sunday or M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Roza, Royat-e-Hilal
26279fitra kitna hota hai aur kisko ada kar sakte hai? Kia khandan mein kisi ko Eid ke din Eidi ka keh kar de saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26280Zakat kise dena chahiye. mene suna hai ki zakat ki raqm sab se pehle apne walid ke khandan me agar koi haqdaar hai to use diya jaye aur agar walid ki khandan me koi haqdaar nahin to phir walida ke khandan me se koi jo zaroorat mand ho aur agar koi nh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26281mai joint family me rehta hun jis me mere walid our 2 bhai bhi hai ham sari kamai jo bhi hai ek hi jagah jama karte hai our ham par kuch qarz bhi hai bank ka to mujhe agar zakat nikalni ho to kis tarha hisab lagaya jaye rahnumai farmai our ham sab ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26282Kya Itar Lagaane ya soongne se Roze me Kuch Farq Aaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26283kiya is tarah ka ijara ramazan me Hafiz sahab se durust hai ke masjid kameti kahe ham ap ko baad namaz e isha 2 ghante ka 30000 hazar me ajeer karte hai kaam ye ho ga trawih pdana ya Quran sunna ya taqrir karna wagaira.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26284Agar taraweeh namaz mein der se pohoche aur toh Isha'a adaa kar ke Jammat k sath jur jana chahiye ya jo tarawee ki namaz chut gayi hai usko adaa kar ke phir jamaat k sath parni chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26285(1) agar kisi ne peshab khade ho kar kiya aur pani se paaki hasil ki to kya ab wo faraiz o wajibaat ya deegar ibaadat kar sakta hai? jabke uske kapde ya badan per peshab ke cheete na pade hon? (2) Gusl farz hone ki soorat me agar koi aisi jagah hai y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26286Kuch logon ko Kharaate ki bimaari hoti hai Jise "Sleeping Ponea" kahaa jaata hai jisme Sone waale ki ek raag band ho jaati jisse woh saans nahi le paata aur iski wajah se uske Khaarraate Sone me shadeed ho jaate hain. Doctors UnKo ek Machine hai use ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26287kisi ne kaha Ae Allah itni Dukh takleef kiun? kya aisa kehne se tajdeed iman karna hoga or kya isse bait toot jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26288My husband had given me conditional talaq 3 months after the marriage but We got back together it's been 18 years now and we have 3 kids. Is it permissible in Islam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
26289roze ki niyyat padna bhul jaye to roza hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26290Namaze Traveeh Men Hafiz Quraan Sharif ki Aayat Ko Chhod Chhod Kar Padhta Hai Kabhi Ek Aayat Kabhi Ek Kalma Ya Jumla Chhod Deta Hai Luqma Dene Par Bhi Sahi Nahi Padhta Aise Imam Ke Pichhe Namaze Taraveeh Padhna Kaisa Hai Aur Imam ke Lie kaya Hukm Hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26291ek shakhs ka roza nahi he aur usne apni biwi se ramzan ke mahine me shobat ki din me toh us par kiya hukam he? hum ne use kaha bhale hi tu ne roza nahi rakha phir bhi tujhe ramzan ka adab karna chahiye. Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26292Zaid ki biwi ne ayyame makhsusa ki halat may roza nahi rakha tha aur usane khushi ka izhar karte hua anjane may bagair shahwate nafse se shauhar ki hatheli ka bosa liya. Kay biwi k is amal se kaffara dena hoga ya nahi aur shauhar ka roza raha ya jata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26293roze ke waqt me khushbudar agarbatti jala sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26294Aourton ka itekaaf me baithne ka kiya tariqa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26295Taraweeh main 3 baar surah e ikhlas parrhna Aur uske darmiyan bismillah parhne ka Kya mas'ala hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26296Who is Tariq Jameel? Is he from AhlusSunnah? Junaid jamshed ke bare me bhi arz kre uski parrhi hui naat sun sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26297napaki ki halat me hai or sehri ka waqt kam hai to sehri karne ke bad paak ho to roza qaem rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26298roze ki halat me agar miya biwi ek dusre ko ba shehwat chuwen magar hambistari na karein aur inzal ho jaey to kya donu ka roza toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26299Zaid ke is qoul par kay cinema TV pahle haraam tha MAGAR ab iski hurmat ka hukm mansookh ho gaya hai, aur saaf saaf us ne cinema aur tasweer ko jaiz o mustahsan kaha, Iss par mere walid ne usey Kaafir kaha aur kaha k Cinema aur TV sakht HARAAM hai. a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Tasweer
26300(1) Naad e Ali main lafz kulli hammin hay ya kullu hammin hay ya kulla hammin hay? Hazrat munasib samjhain tou Hazrat khud ya Hazrat ke Khadim aik baar Naad-e-Ali ki tilawat farma dein. (2) Kya kisi Shia ko ghar kiraye par diya ja sakta hay? (3) zaid...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf, bd mazhab firqay, Zakat
26301Awam o khawas mein ye baat Sarkar Taajush Shariah ke naam se aam ki ja rahi hay ke aap ne 27 July 2014 ko Eid ka chand dekhnay ka hukm farmaya hay (kiyun ke uss din hindustan mein 28 Ramazan nahin balkay 29 Ramazan hogi) aur ye bhi ke Hindustan ke mu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza, Royat-e-Hilal
26302Hazrat se arz hay ke unn logon ko nasihat aur hukum farmaen jo sawalat mail kartay hain aur un ke display mein mamnu'aa tasaweer hoti hain ke unko khatam kia jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
26303Zaid pardes mein apni mankooha se aik arsay se door hay. Galaba-e-Shahwat se Rozay ki halat mein mushtzani kar betha. Kia roza jata raha aur kia iss par kaffar hoga ya sirf aik roza qaza karna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26304Kisi shadi shuda aurat ke sath us ka koi rishtedar zina bil jabr karay tou uss aurat ke shohar ke liye kia hukm hay? Aurat ko sath rakhay ya chorr de?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
26305Zaid ka Nafil roza hay. Bakr ke liye kia behtar hay ke uss ke samnay khaey taakay zaid sabr karay aur mazeed ajar paaey ya na khaaey ke kaheen zaid par nafs haawi na ho jaey aur wo roza torr bethay? Isi tarha farz (Qaza) rozay ke doraan kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26306Huzoor Maahe Ramzaan k Chand ki shahadat agar 21 tarikh ko mile to kya aitikaaf waalon ko aitikaaf qaza karna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoyat-e-Hilal, Itikaf
26307Huzoor Silsila e Qadriya Razaviya main Lataef (Qalb, Ruh, Sir, Kafi, Akfa wagaira) kis tarhan jari hotay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat, Taswwuf
26308is it mandatory to read dua-e-masoora after durood-e-ibrahim in qaida during namaz or we can recite any other dua?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26309what is expected of a woman whose husband passed away the day she want to travel for hajj?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Iddat
26310Zaid, jo Sahihul Aqeeda Taalib e Ilm hai, uss ne kahaa: "South Africa mei Jo tablighi jamaat mei log shaamil hotay hai , jo urdu zubaan se ajnabee hotay hai, wo aksariyat asal mei Wahaabi nahi hotay is waaste ke in logou ko ma'aloom nahi hota ke Deob...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26311Mein apni walida ki peshani chumta hun kya ye durust hay aur khushi ya gham ke moqa par walidayn ki peshani choom saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26312Agar kisi ke chhote bache hon or biwi bhi nek or namazi ho lekin woh pardah na kare, burqa na pehne, apnay maa baap ki khidmat kare baat sune or apne shohar ki baat na mane to iss bare me shariat ka kya hukm hai aur hazrat kya farmate hai shohar ko k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Nikah, Zoujain
26313Gutka, tambaku, biri, taadi, peene ke bare me shari'at ka kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26314zaid manta hai ki shiya suni wahabi deobandi sab musalmaan hai is binaah pe ki jo LAILAHA ILALAH MUHAMADURRASOOLALLAH pe yakeen rakhta ho wo musalmaan hai to usko kaise samjhaya jaye? or kehta hai ki hum faisla nahi kar sakte hai 73 me se wo 72 kaon ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26315Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26316mere Ghar wale Abbu or bhai deobandiyon ki masjid me namaz padhte hain samjhane k bawajood bhi kahete h namaz kahi bhi ho jati h. or Ghar me fateha wagaira bhi hoti h ispar bhi koi aitraaz nhi karte. dargha Sharif pr bhi jate h.or khud ko Sunni bhi k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
Showing 11,601-11,700 of 12,542 items.