Showing 401-500 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
27064Aik masjid ke imam sahab ke bare logon ko pata chal gaya ke imam sahab internet pe ladkiyon ki tasaweer dekhtay hain, ishqiya shayaree likhtay hain, aur ishq bhi farma rahe hain, kiya ye mansabe imamat ka mazaq nahi hay? inke pichhe namaz hogi? Ab ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27063Zaid ne kuch logo k samne kaha ki mai ne fala kam nahi kiya Allah aur Rasool gawah hai kyu ki us waqt usse laga ki usne woh kaam nahi kiya Per kuch din baad use yeh confusion huwa ki usne woh kiya tha ya nahi aur use yaad bhi nahi ahraha use ne woh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27062Beth kar khanay aur peenay ka hukm hay? Kia biscuit, chocolate, toffies aur choti moti cheezain bhi beth kar khani chahiyen? Agar chaltay phirtay kaam kartay kha li jaen tou kuch harj hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27087Jab koi Mard Non-Muslim Baaligh Islam qubool karta hai toh uski Khatna karana kaisa? jab k satr e aurat chupana Farz hai Aur Khatna karna Sunnat.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRahen
27086Mujhe gas acidity sakht problem hai. bar bar reeh kharij hoti hai aur wazu tut jata hai. Iss soorat mein namazon ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27085La parwahi ke sabab agar koi 40 din tak nakhun nahi kaate to kya oski namaz hojaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
27084ARZ YE HEI KI SHARAI MAJBOORI KI BINA PER AGER FERDAN NAMAZ PADHNA HO TO KYA MASJID KI AZAN YA NAMAZ POORI HONEI K BAAD PADHNA HOGI YA PHIR NAMAZ KA WAQT SHURU HONEI K BAAD APNI NAMAZ BAGAIR AZAAN KA INTEZAR KIYE HUWE ADA KER SAKTEI HEIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
27083kisi Aurat ko har 12 ya 15 din me hez kaa khun aata ho davaai se bhi farq naa parhta ho to us aurat ki namaaz ka hukm kya he? kya use namaze qaza karni hogi agar haan to kitne din ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27082NAKHUN AUR GAYR ZAROORI BAAL NALI ME DAL SAKTE HE? AGAR NAHIN TOU KIA KARNA CHAHIYE?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27081In Amal-e-Raza is written amliyat whose number is 125,000 to be completed in 40 days. The question is whether this number of 125,000 may also be completed in fewer days for e.g. 3, 10, 20 days. If yes, what is the method for the calculation of the da...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27080(1) Janwar ki haddi se le ker khanay pine ka kuchh saman banaya gaya uska khana kaisa hai? (2) bad aqeeda ne gosht kata to jo charbi bachi us ko company ne market me khane peene ke saman me istemal kiya us saman ka khana kaisa hai? (3) sprit ya alcoh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27079Sunni aur budmazhab ki shadi mien shirkat karnay walon par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27103Kia koi mureed apne peer sahab ka hathon ka dhowan or kulli ka pani tabarruk ki niyat se pee sakta hai ya ye sirf Ambia Alayhim as-Salam ke sath khas hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Hazr o Ibahat
27078Gosht ya chicken Musalman Ki Dukaan se Halal Hokar Aay, Cook Bhi Musalman Hai lekin Khana mangaya Jaay hotel Se Ghar Tak Home Delivery pohchane wala Shakhs Gair Muslim Ho magar uska ajeer e khas ho. Tou iss soorat e Haal Mein Aisa Non-veg Khane Ke Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
27077EK SUNNI SHAKHS HAI JISKA GOSHT KA KAAM HAI. USKE YAHAN EK NAUKAR HAI JO KAI SAALO SE DIN RAAT USI KA MULAZIM HAI AUR WO NAUKAR ISAAI HAI. JAANWAR ZABAH SUNNI KARTA HAI AUR USKE BAAD TRANSPORT WAGAIRAH WO ISAAI KARTA HAI AKELE USKE SATH KOI MUSALMAN ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27076People are giving gifts on the 10th of Muharam must we accept these Ashura gifts or give gifts on this day?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27075Zohar, asar ya isha ki namaz ba jamat teesri rakat me shamil huay. Salam ke baad jab apni teesri aur chothi rakat parrhain tou surah fatiha ke bad koye surat Padh skte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27074Meri Bahen Jo Sunni Sahihul Aqida He Or Unke Shohar Bhi Khud Ko Sunni Kehte He Par Wo Budmazhabon Ke Piche Namaz Bhi Parh Lete He Or Unke Walid Sahab Bhi Wahabi He Or Rishta Bhi Rakhte He Or Rishta Rakhne Ka Mana Karte He To Kehte He Ye Ke Ye Sunni S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Nikah
27073Jo Aalim ya sayyad aalahazrat ke khilaf ho kya uski taazeem karni chahiye ya nahin? Aur uske khilaf koi awaz uthani chahiye ya nahin? Aur is ka ta'iyyun khud se kar lena ke falan shakhs ya sayyidzada AlaHazrat ke khliaf hay kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27072Hazrat Moosa (Alayhis Salam) ki Walda ka naam kiya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27071Hamare yahan kuch janwar gaey, bhens bimar ho gaye hain to kisi ne unke ilaj ke liye bear (sharab) ko bator dawa ke istemal karne ko kaha hai To kiya ham halal janwaro ko bimari se shifa ke liye sharab de sakte hain ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27070HUZUR MIYA BIWI KE BICH ME JAGRA HUWA, BIWI KO APNI MA KE GAR BHIJWA DIYA, AUR BOLA JUB TAK TO LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TAB TAK ME GAR ANE NAHI DUNGA, BIWI NE PUCHA AGRME LIKH KAR MAFI NA MANGU TO. MIYA: LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TO TO APNE RAST...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27069Zaid aik sheikh se mureed hai or zaid ke dil me sheikh ke liye buraai aa jaati hai but sheikh shari'at ke paaband hai mufti hai. Lekin zaid ne gusse me sheikh ki buraai kardi or kaha sheikh ka waha muta' ala nahi ki fala kitaab me fala sawal hai or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27039KYA HUZOOR MUFTI E AAZAM E HIND RADHIYALLAAHU TA'ALA ANHU NE SANICHAR KO "SANICHAR YA SHANIVAAR" KEHNE SE MANA FARMAYA? IS KI WAJAH KYA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26225Kuch Khwateen kehti hain ke Biwi par uss ke shohar ki khidmat karna farz hay na kar uss ke saas susar ya deegar susral walon ki khidmat karna. Hukm-e-Shara' inayat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
26008Chandi ki ek nang ki angoothi mai Nang ko pakadne ke liye yaani nang baithaa ne ke liye kisi dusre mettal ka istemaal kar sakte hai yaa nahi ? Sirf nang ki fitting ke liye. Javaab Inaayat farmaaker Rehnumaayi farmaaeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26006(1) Chaandi ka Aesa zewar jo 2 dhaat ki milawat se banaya gaya ho jisme 25% chaandi ho aur 75% wo dhaat jo aurat ke liye haraam ho, Aesa zewar aurat ko pehanna ja'iz he? aur agar chaandi ki miqdaar aksar ho aur doosri naja'iz dhaat kam ho to kya hukm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26005Kia aurton ka itr (khushbu) lagana jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26223kya cold drinks peena haram hay? aik khaas cold drink ke baray mein lougon ka kehna hay ke Huzoor Mufti-e-Azam na haram ka fatwa dia hay. Hazrat wazahat farmae dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26004زکاۃ کا وکیل زکاۃ کی رقم اپنی مستحق زکاۃ اولاد یا والدین کو دے سکتا ہے یا نہں؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26163Ek group main baat horahi thi songs k upar k Aj kal Jo filmo main songs hote hai usmain Madina Makka aur koi darga ka Nam songs main use karte hai.. Jo Shaks ne ye bat rakhi usne kaha kya Ispar Ulmaon ko kuch Nai kehna Chahiye.. Kya Ulamaon ne haaton...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26003kia koi mard apni pasand ki khatoon se nikah kar sakta hai? Isi tarha koi khatoon apni pasand ke mard se nikah kar sakti hay? Aur kia walidayn ka bachon ki marzi ke bagair rishta kar dena durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26227uloom zahiri aur baatni me se jo uloom farz hain un me se pehlay kis ko seekhna farz hai ya douno ka saath saath seekhna farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIfta
26090mahar ki miqdar 10 dirham hay tu 10 dirham ka wazan kitne gram hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26089Aik banda sarkari mulazim hay aur achi naukari bhi hai aur achi tankhuwa (payment) miljati hai, ab ladki bhi naukari karna chahti hay to kya unhe ladki ko shadi ke bad naukari pe bhejna chaheye ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26088Mere ek dost saheehul aqida hay. Jis ladki se unki shadi horahi hai us ladki ka walid deobandi hay. jab un se kahagaya ke aap deobandi se kyun shadi karrahe ho tu unho ne kaha ke ladki ka baap suleh kulli hai aur gyarveen shareef bhi karte hain, sha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26087huzoor hamare yahan masjid k mutawalli sahab taqreeban 3 sal se masjid ki dukane istmal kar rahe hen aur kiraya bhi nahi dete masjid ko to unk bare kya hukm hoga kya unse 3 sal ka kiraya liya jayga ya maafi ki koi soorat he jo kiraya maaf ho sakta he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26086 HAZRAT AGAR NAMAZ MEIN ROONE SE AANSE NIKLE AUR MUH ME CHALE GAYE TOO NAMAZ TOOT JAYEGI YA NAHIN AUR AGAR ROOZEDAR HAI TOO ROZA TOOTEGA YA NAHINTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26002Mere kuch Ristedar deobandi wahabi hai ab unke yaha shaadi hai meri Walida kahti hai shaadi me jaana hai mai kahta hu unke yaha kisi bhi tarah ka mel jol nahi rahkhna hai agar Shaadi me unke yaha koi jayega to meri Shaadi kareeb hai unko meri shaadi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26085HAZARAT HAMARE RISTEDAR, PADOSI LOG SUHLEKULLI BHI HE , AGAR SHADI KI TO UNKO DAWAT DENI PADTI HE TO KYA KIYA JAYE, MAINAY WALIDA SAY KAHA KE INKO BULANA HO TO MERI SHADDI KI BAAT CHOD DO ME SHADDI NAHI KARUNGA,KYA MERA AISA KAHENA DURUST HE ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26084kya kisi ke badan me jin akar bat kar sakte hai or aisa aqida rakhna kesa hai or kya zinda insan ka hamzat kisi zinda insan ke badan par lakar bat ki ja sakti hai? Hamare ilaqe me ek shakhs aisa karta hai or logo se pese leta hai or aise shakhs ke pi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26057ek mufti hai unse ek shaksh ne pucha k hazrat wahabi,deobandi ka nikah padhana kaisa hai.to mufti sahab ne jawab diye k padha sakte hai q k nikah k waqt kalma padhaya jata ha.to woh qafir nhi hua.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26056zaid ki maa ne zaid ko kaha ki tu ne agar yeh kaam kiya Toh mai doodh nahi maaf karugi aur doodh maaf nahi karugi Toh jannat ki khushboo bhi nahi milegi Ab sawal yeh hai ki agar zaid ne woh kaam kiya Toh zaid par kya hukm hai aur zaid ki maa ka yeh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26055mein Syedna Mira Ali datar ki bargah mein hazir hua. waha ke logon ne kaha ki aastane se kuch door hazrat Mira Ali datar ki kacheri(court) hai . waha hamein apni murad wagaira likh kar dena ke fir raat ko bavan (52) pir aate hai aur woh hamari murad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26054mazarat e auliya pe nariyal chade jate hai. kya yeh shariat ke mutabiq jaiz haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26053hindu ka mazarat e aulia pe aana kaise aur woh chadar jis pe kalam e ILAHI likha hota hai use chuna kaisaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26083ek machhli hai jisko " Jhinga" k name se jana jata h or english me usko "Prawn/Lobster" kahte hai. is machhli ka pair hota or sar k taraf 2 bade sundh bhi hote hai yani wo zahiree shsklo surat se ek keeda k jaisa dikhta hai . Is machhli ka khana jai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26226Apni pareshani kisi se share karna (apna gam, dukh kisi ko batana) kesa? kia iss se Rabb Azza wa Jal naraz hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26224Khwateen ke malboosat par aaj kar lohay, peetal wa deegar dhaaton ke aik hath ya uss se barray pieces lagaey jatay hain, kia aisa malboosat pahenna jaiz hay aur kia unhain pehan jo namazain ada ki wo ho gaee? Isi tarha scarfs par lohay, peetal ya taa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26222(1) KYA HUM DORAAN-E-TAWAF, ZAMZAM SHARIF PEENAY JA SAKTAY HAIN JO MATAAF KE SATH HI HAY AUR WAHEEN SE CONTINUE KAR SAKTAY HAIN. (2) JAB HUM AHRAM BANDTHAI HAI MASJID-E-AYESHA SAI, JAB HUM UMRA MUKAMMAL KARENGAY, HALAQ KE BAAD USI WAQT DOOSARA UMRAH ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
21036Huzoor mera sawal ye hai k "AQIQA" karne ke liye ladki ke liye "BAKRI" aur ladka keliye "BAKRA" zabah karna zaroori hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21035"Alhamdulillah hum Sayed hain" lekin hamare pas uski Sanad maujud nahi hai. Aur Ladki bhi Aale Rasool gharane se hai jiska naam "Sayyada Ruqayya" hai. Mera yahan Nikah karna kaisa rahega. Apni Raaye se nawazein aur Rahnumayi farmayein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21034Are all muslim men required to keep a fist full beard and trim their mustache, is it sunnah mukkadah or wajib and will they be punishable if they do not keep the beard. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21033If a boy is 13 years of age and has reached Puberty (BALAGAT) can he stand in the front row of the mosque and does he need to stand on the corner of the line? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21032Why is it not permissible to wear a watch with a metal chain when reading Salah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21031What is the requirement in shariah for a person to read AZAN in a mosque. Is the best person to do the azan with the correct tajweed and a good voice? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21061nabi paak ne farmaya. nahusat ager kisi me h to wo ghar aurat or ghorra hay. yahan ghode se murad kya hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21060istakhara karna sunnat hay. to kya her jaiz kam ke istkhare ka tarika ya dua ek hi h.istkhara kese kiya jaye or sabse bahtar istkhara konsa hy Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21059alahazrat radiyallahu anh ka wo kaun sa qata mubarak hai jis mein khud alahazrat ne apnu sawaneh hayat bayan ki hai us shair ki tashreeh farmadein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21058huzoor sallahu alaihi wasallam ki janaze ki namaz kis ne padhai aur kaise padhai hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21057aur jo apne aapko deobandi ya wahabi to kahte hain lekin unhen nahi malum hota ki unkey ulma ne kya kya gustakhana jumley kahi/ likhi hai jab unsey un gumrah aqayed ya gustakhana jumley bayan kiye jatey hai to wo khud un par lan tan bhejtey hai to ky...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21030Sarkar Noori myan ki kitab e mustatab Sirajul Awarif, Safha 56, Noor 6 ki iss ibarak ki wazahat farma dein. "Kisi bhi shakhs par naam le kar har giz laanat na karein agarchay wo mushrik o kaafir ho. Iss liye ke iss k khatmay ka haal maloom nahin (k k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21056Jo bhi gumrah firqey ya gustakh e Rasool hain unmein sey jo log bilkul jahil e mahaz hain aur apney akabir ulama key gandey aur batil aqeedey sey na waqif hain un par hukm e kufr hoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21055Hai jannat se badh ke madine ki galyan. Huzoor is sher ki shara farmadein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21054Mere abba ka inteqal lag bhag 22 saal pahle hua tab hum bachche the. Mere abba ki do shaadi Pahli wife se 2 beti Dusri se 2 beta (12 bachche k inteqaal k baad) - Meri ammi hayat hai Meri badi behan abhi hayat hai or dusri ka inteqaal ho chukka hai. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21053Aab e ZamZam kharidnaa or bechnaa kaysaa hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21052Chating karte wakt (salam) likhna chaeye ya fir pura salam likhna chaeye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21051Agar nahaatay waqt sar ke baal nahin dhoye, lekin doosray a'azaa-e-wuzoo dho liye, phir namaz parhnay keliye phir se wuzoo karay ya sirf sar ka masaa karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21050maine suna hai ki apni biwi ki sister yani meri saali se mera nikah us waqt tak jaaeez nahi jabtak meri biwi zinda hai .. isse to ye sabit hota hai ki woh mere liye MEHRAM huiee. agar ye sahi hai to mujhe unse parda kaisa karna chahiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21049fazaile kasida gousia me likha h ke har marj or taklif ke liye 3 ya 5 baar padna mufid h.to kya sirf qadri padh sakte h ya kisi bhi silsile ka murid ye amal kar sakta hy Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21048Ek student education ke liye koi trust se educational aid (scholarship) leta he. trust already mention karta he k fund jo he wo Zakkat se he. Student apne education k time pe wo paise leta he or apne fees etc me use karta he ( Hilla karne ka bad ). ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21047Namaz e fajr kay waqt ki kuch tafsil frma dain k wo kab shuru aur khatm hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21029It's good to put Ta'ala if I say AsSalamu Alaikum wa raHmatullahi (Ta'ala) wa barakatuhu. Thanks Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21046My to be wife’s family is Deobandi however she accepts the Aqeeda of Ahle sunnat wal jamaat. Is it appropriate to marry her as her family is deobandi? If yes, is it a compulsion to have “gawah” and “wakil” in nikaah of Sahi Ul Aqeeda? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21045huzur ek adami kehta h k mein us peer se murid nahi hona chahta jo gutkha ya paan khata hay .kya unka ye kahna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21044MENAY KUCH KITABON MAIN PARHA JO MENAY SYED SHAH TRABUL HAQ SAHAB K YAHAN MAKTAB SAY KHARIDI THI YEH BATANAY KA MAQSAD SIRF YEH THA K AIK ACHI SOURCE SAY YEH BAT MJHAY PATA CHALI K KHILIFAH DHONDNA MUSALMANON PAR FARZ HAI AUR JO MUSALMAN APNAY DOR KH...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21043mene ek alim se suna ke hamila orat ke pet pe ager ungli se ya rasulallah likh diya jaye to ladka peda hoga mene isa kiya or ladka peda huwa. me ek aam admi hu kya mera esa karna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21042Agar ye muhaqqaq ho k ek sulah kulliyat ka aalim hai to uske taluq se dusron k samne uski burae bayan karna ya usko gali dena kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21041Awr agr inam lagta hay awr bajaey hukumat kay stall say cash karaen to 50 rupay mazduri kay naam say kaat laitay hain? Iska kia hokum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21040Prize bond ki qimat hukumat ki taraf sy muqarar hoti hy laikin agr ham usay stall say khardinay jatay jain to wo muqararah qimat sy 10 rupay ziada laitay awr bechnay jatay hain to qimat sy 10 rupay kam diatay hain. Shar'an iska kia hokum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21039Ulama e Ahlesunnat wa muftiyan se suna ha k prize bond rakhna ja'iz or iska inam b ja'iz, swal ye ha k ye kese ja'iz ha jub k insurance bhi isi tarha ka muamla hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21038Kuch sunni ulma ki asan kitaboun ki taraf rehnumai frma dain jinkay mutalay say apnay aqeeday ki hifazt ho sakay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21037mene ek gair muslim se 10000 rupeye udar liye jispe wo 3 percent byaz leta hay monthly yani 300 rupeye mahina. kya me is mamle me gunahgar hun or byaz se chhutkare ki dua farmade. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21028Company ny flat aur car kharidi awr usay apnay manager ko istemal ky liay diya hy. Zakat ka hisab kraty wqt kia company ko is flat awr car ki qimat shamil krni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19250Main bahut dino se pareshan hun ki main apni nai jagah main sahi direction par namaz parrh raha hun ki nahi. Islyie apse guzarish hai ki barae meharbani mujhe qibla ki direction maloom karnay ka tariqa taleem farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19249hazarat kite (patang) & dhaga (dori) banana bechna kharidna kaisa he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19248KYA AURAT BAGER MEHRAM ILMI MAJLIS K LIYE BUS TRAIN CAR ME AKELI SAFAR KAR SAKTI HE AUR LOUD SPEAKER PAR TAQRIR KAR SAKTI HAY JUB K UNKI AWAZ GER MARD TAK NA PONCHTI HO? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19247kya AALAHAZRAT ne ismael dahelwi ko kafir nahi kaha? aur agar nahi to kya usne kuch gustakhi ki hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19246Hussam al-Haramain Sharif kinhon ne murattab farmae aur kia chapnay se pehlay iss kitab ki tashih ki gae thi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19245Aksar Awam bachon ko nazar ka teeka lagatay hain. Ye surmay ya kajal se gaal par ya kaan k peechay lagaya jata hay jo dekhnay mein til jesa mehsoos hota hay. kia iss mein kch karahat ya mumani'at hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19279If a Quran is falling from an edge of a table and I have no Wuzu. What Must be done to prevent this problem?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19278Aj kuchh young musalman ladke sunnate rasul yani dadhi mubarak sajate he per unke walideen nuko ye kahete he ki abhise dadhi rakh loga to kon si ladki tuj se shadi karegi? Aur ye bhi kahetehe ki agar dadhi rakhli to achhi nokri nahi milpayegi. Hazrat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19277mayyat ki ankho me surma lagana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19276Jin Agar Insan Ki Shakl Me Ho To Uska Zabiha Jaez Hai Aur Insani Shakl Me Na Ho To Uska Zabiha Jaez Nahi .{Bahar e Shariat, pt15, pg119} iska matlab irshad farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19275net cafe, game parlor ka business jaize hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19274masid main janimaz ke niche heatlon (carpet ya sheet ki aik qism) bicha howa hoto uske upar namaz padhna durost hai ya nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19273please give us a guide line for a women as a wife how much she can go out and study deen? and what Quran says about it? and lighten our hearts with any example from the life of our Ummhaat ul Mo'omneen and Sayyada Fatima zahra Radi ALLAH tabarako ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19272ek sahab ne yah kaha ki sahabaye ikram ne huzur (sallaho aleh wasalm) ki khilafat k liye aapas me ladaye the. huzur aise kahne vale par shariyat ka kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19271koi sunni aalim masjid me aaurton ko bulawe aur parde me bulawe to kya hukm hoga abhi ke daur me Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19244zaed ne taqreer karte huwe ye kaha k bismillah ko allah ne bahut fazilat de hai. saara quraan parra hai lekin Allah ne isi ko aisa makhsoos kiya hai. aisa kehna kya sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 401-500 of 12,542 items.