Showing 701-800 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26458Holland ki Rooyat e Hilal Committee apna faisla aksar khabr e mustafeez ki bunyaad par karti hai. Lekin ye khabre mustafeez telephone ke zariye leti ya pati hai. Ye log dusre mulkon ko phone karte hai. Misaal: agar mahe Ramzaan ki 29ween raat South A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoyat-e-Hilal
26457mere pas ek zameen (plot) hai jo ki khali pada hai banjar hai na hi to mujhe usse kuch fyada hai nahi nuksan tu kya mujhe us zameen ka bhi zakat nikalana hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26456Imaam Sahab ki Ahliya politician hain aur beparda rehti hain. Imam sahab ka kehna hai ke wo apni ahliya ko samjhatay hain magar wo nahin maanti. Ab iss soorat mein Imam Sahab par aur unki iqtida karnay par kuch hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26455mein sarkari noukri me hun. Aur mere ek sceem k tahat pese (raqam) ikhatti ho rahi hay. Govt. hame salary ka 10% kat k deti hay aur 10% usme milati hay Jo hame pension ke waqt milega. Is rakam se ham kuch bhi nahi nakal sakte. Is raqm ko sirf pension...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26454Hamaare yahaan masjid ke time table ke board par jumma ki namaz ka time 1.40 pm likha hota hai Aur imaam saab har baar takrir ko lambi kar dete hai aur namaz 1.55 ya 2.00 ya 2.05 pm ko hoti hai. Aur ye baat imam se bhi ki Lekin imam Sahab isi tarah m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26453(1) Can a adult Muslim girl stay at her non-muslim female friend's place? If yes are there any limits to her stay? (2) Can a Muslim drink from same glass from which the non-muslim drunk as well, without washing it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26452Aik Imam Sahab jo khud ko sunni aur Hazrat ka murid batatay hain magar apni beti ka rishta budmazhab se tay karna chahtay hain. Unki beti bhi hazrat ki murida hay aur iss rishtay se razi nahin magar walidayn jabran ye rishta karna chahtay hain. Walid...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26451Parinday, maslan Totay, Kabootar, Chirrya wagera paalna aur unhain pinjray mein rakhna kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26450Kia aap ne ya mashaikh-e-qadiriyah mein kisi se Tauret, Zuboor aur Injeel ka mutal'ah sabit hay aur kia ye kitaabain aaj bhi apni asli haalat mein mawjood hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26449Honton ki neechay jo baal hotay hotay hain, kia wo bhi darrhi ka hissa hain? Jo Imam honton aur thorri ke darmyan ki jagah se baal chatwatay hon, unki ki iqtida mein namaz ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26448Hamaray Shaher ki ek Masjid jo 26 se 28 saal qabl banaee gaee lekin us Masjid ki commitee ne Aaj tak us jagah ki Na Registery karwayi hai aur na hi NIT tax bhara hai, Bill wagera na bharne ki wajah se 14 saal pehle bijli connection kaat diya gaya tab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26447Mujhe ab maloom hua ke pichli Ramzan mein mere kuch rozay kuch masa'il ki wajah se jatay rahay magar mujhe unki tadad ka yaqeen nahin. 2, 3 ya 4 tou mujhe kitnay rozon ki qaza karni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26446Mard sona pehnay ho aur usi haalat mein Nikah hua tou kia Nikah par kuch farq aaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26445maine 1 shaks k paas paise jama kiye the aur usne vo rakam mujhe wapas dete waqt mujhe jo rakam maine jama ki thi usme kuch aur rupye jod kar wapas diye. Kya ye paise lene jayaz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26444kiya ek masjid ka istemal shuda saman dusri masjid me istemal ho sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26443Roza-e-Rasool SallAllahu Alayhi wa Sallam wa deegar muqamaat-e-muqaddasa ki tasweer lena, bechna, khareedna kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26442"Allah k yahan der hai andher nahin." Aisa jumla kehna ya likhna kaisa hai. kya ye Allah ki shaan hai k uske yahan kuch der se ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26441Agar taqreer ke doran muqarrir kuch kehna charaha tha lagzish e zaban se kufriya kalima nikal gaya aur fouran islaah kar li ahsaas hone per aur taqreer ke aakhir me kaha ke agar mujh se koi galati hogai ho to mai toba karta hun. aur baad me do ya cha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
264401 Shakhs ne 2 lakh rupye deker girwi makan liya. kuch muddat ke bad us ne 2 lakh rupye makan malik se wapas lene chahe to makan malik ne kaha abhi mere pas paisa nahi he. tum 1 kam karo mere makan ko kiraye pe dedo or jabtak me 2 lakh rupye nahi deta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26439Aik ladka jo aaqil aur baligh hai usne ek aaqil aur baligh ladki se phone par Yon pocha ki tum mere aqd mein ana chati hot ho ladki ne kaha haan. Phir dono ne ek dosre se ijaab o qubool kia jaise aam taur par hota hai. Tu kia unka nikah ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26438Kia yeh sahih he ki sharai council k seminar min ye fatwa dia gaya ki mic (loudspeakar) par do shartun k sath namaz ho jati he (1) namaziyon ki tadad ziadah ho (2) mic k sath mukabbir ka intezam ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26437kisi gair muslim ne koi janvar (bakri) ki mannat apne mabud se ki hai aur us janvar ko zibha sunni momin ne islami tariqey se kia hai to wo sunni momin ke liye haram hai ya halal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26436kya qurbani ke janwar me 6 sunni kee sath 1 dewbandi shareek ho sakta hay agar nahi phir bhi shareek Karen to kya baqi 6 ki qurbani ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26435har saal ALLAH aur humare pyare AAQA sallallahu alai wasallam k karam se bakre ki qurbani karta hoon is saal udhaar karcha bhad gaya hai to kya mai bade me hissa kar sakta hoonTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26434some scholars have said when you are doing tawaf and you do not know duas you can use foul language and swear at the wahabis and deobandis. In a hadith it states that Allaah curses those who use foul language. Is this jaiz? Is it permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26433nabalig kay upar Qurbani vajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26432imam sahab ne Ek wahhabi ki namaz e janaZa paRrayi imam sahab ko ye ilm nahi tha k wo wahhabi tha lekin awaam ko ye ilm tha k wo wahhabi tha (1) imam paar Kya Hukm hoga aur awaam paar bhi (2) aur dua e maghfirat main shreek Howe tou Kya Hukm hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26431please tell in which hadis it is mention regarding 40 Namaz in masjid e Nabavi sallallawaialaywasalam this Namaz we can pray in side of masjid. some time the people in more we can't enter in the masjid we can pray out side or this namaz will be cou...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26430Agar musafir yeh janta hai k wo musafir hai aur qasar k ahkam se waqif b hai phr b wo apne upar qasar wagaira k ahkam lago nahi karta. Aise shaks pr kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26429Huzoor zaid ka irada hai ke woh aaj raat ghar pe qaza e umri padhega, zaid ka witr ki namaaz, qaza-e-umri padhne ke baad ghar pe akele padhna afzal hai ya qaza namaz padhne se pehle masjid mein jama'at se padhna afzal hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26428Hazrat mai shadi karna chata hun. mere ustad kehte hein ki abhi nahin 6 saal baad karna warna wazifah pad kr tere aala band kar dunga taki woh harkat nahin kar skega. meri age 22 hay. aese wazifa istamal karna kaisa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26427Aurat (lady) bagair maihram kitni door tak ja skti hai is ki koi shariat me had bandi hai ya bagair maihram ke ghar se nikal hi nahi sakti?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26426hazrat ek gair muslim aurat se yani hindu aurat se shadi karne ke kya masla hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26425ya khwaja gareeb nawaaz meri madad kijiye meri bigdi bana dijiye , meri naukri lagwa dijiye . aesa kehna dua me ya mazaar ke saamne kaesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26424If a husband doesn't have work can the wife do work outside? (2) if the grandmother is Sula Kulli and she also did Be Adbi to a Peer Saheb and also she did Bait with the same Peer, What should be done. Do we still have to respect her the same way?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26423Jis tarah Kabe Sharif me Charo taraf Munh kar ke namaz pad Ne ki ijazat hai kya hateem e kaba me bhi Charo taraf munh kar ke namaz pad Ne ki ijazat hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26422Chand ki Shari gawaahi qubool karne ke Baad Qazii ko Tareekh badli karne ka aur Roza Qaza rakhne ka hukum dena chahiye ya nahi? Agar Qazi elaan na kare to kya hukum hai? Aur agar 29 Tareekh ko jo ke gawaahi ke Baad 30 maani jayeegi agar us din Baaris...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26421I have heard that azaan at a qabr should be given when people have moved 40steps away. my question is should the person giving azaan stand at the qabr and give azaan or should he go 40 steps away and then give azaan?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26420ek imam jo abhi tak video nahi banate the or video ko haram kehte the lekin unhone ek jagah media mein intarwiew diya or video banane wale ko roka nahin tou ab kia unn ke peechay namaz parrh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26419kuch mufti or peer kaala jubba pahentay hain is ka pahenna kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26418Is it a mandatory for a man to share equal days between his wives?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26417(1) Kay meditation (muraqba) karna sahi hai? (2) Dekha gaya hay ke non-muslim bhi muraqba kartay hain aur unn ke paas bhi mafoqul fitrat taqat hoti hay? (3) Aik writer Joseph Murphy ne apni kitab: The Power of your Sub-Conscious Mind mein likha hay k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26416Kisi aisay ghar se rishta bheja jahan kisi budmazhab ka rishta bhi aaya hua hay aur ladki walay niyaz fatiha milad tou kartay hain magar kam ilm hain. hamain guman hay aur dar bhi ke agar hum ne rishta qubool na kia tou wo budmazhab se rishta tay kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26415If I intended to travell more than 3 consecutive days and become a Musafir. I have a rented flat in the area to which I will travel but I do not go there instead I make a stay at a friend's home for less than 15 days ? Do I need to perform Qasr in Na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26414namaz ki halat me note ya sikka jis par tasweer bani hoti he, agar woh note ya sikka gir jaye to kya namaz me Koi kharabi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26413Ek mureed ka uske peer par kitna haq hai? peer ke khadim agar mureed ko apne peer se milne ke liye har baar rokein to kya ye sahi hai? agar mureed koi musibat me hai aur apne peer se milna chahta hai dua ke liye ya kisi pareshani ke liye aur khadim m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26412Gunah e kufr bada hai ya munafiqat? Munafiq ko kafir kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26411"gumrahi aur hidayat dono Allah ki janib se hai" is aqide ki Quran aur hadees ki roshni me tafseel farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26410masjid ke sehan me neyaz ka khana khilana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26409If i have read my witr with isha namaz then how many I will perform in my tahjud namaz? Is offering 8 rakaat only ok? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26408kya kisi tasbihat ko pathar key zariye ya khajoor ki beech key zariyeh ginna mana hai, kya darimi main Hazrat abdullah ibn e masood ney aisa karna azab qarar diya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26407hazrat devan shareef ke wali sayydi sarkar waris ali shah k bare me kuch baaten. Aur kya alahazrat ko alahazrat ka khitab waris pak ne diya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26406kuch log ye aetiraz kartay hain sarkar e ala hazrat ne kabhi apne ap ko bareillvi nahi kaha or un k perda kar ne k bad log apne aap ko bareillvi kehlane lagay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26405Aik shakhs ne apni bivi se kaha k "mene tujhe 3 Talaqen di pahle hi talaq de chuka hun" aisa kahne se kitni Talaq huee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26404Mera saarri ka karobar hay jisme tarah tarah ki design banti hay. ak design jis me figure bana hua hay jo ki gair muslim ne banaya aur banwaya hay. ab wo sarri jis pe figure bana hua hay use mujhe sajaane (work karne) ke liye party ne mujhe diya hay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26403kia chote bacchon ko koi makhlookh nazar ati hai? jab bacha akela hansta hai ya uper dekh kar hansta hai? Kia iss qism ka kuch mazmoon ahadeeth ya aqwal-e-awliya se sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26402kya aisay imam ke piche namaz ada karna jaize hai Jo khud ko sufi kehta ho magar dhol tasha bajane haram na janta ho.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26401kya budmazhab ki azan ki awaz par iftar kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26400Masjid me sunni aalim par hamla karne wale par kia hukm hay? kia uski takfeer ki jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26399Deobandi ke hathiyar se janwar zibah kia ja sakta hay? Zabeeha halal hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26398Douraan-e-Namaz ba Jama'at, Imam ka wuzu toot jaey tou Imam aur Muqtadi ke liye kia Ahkaam hain? Aur Agar Imam Musallah chorr de tou muqtadiyon mein se aik usski jagah le kar jama'at ko continue kar sakta hay hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26397I humbly request your verdict on smoking marijuana (bhang ke khushk pattay aur phoolon ke baalai hissay. ye nasha aawar maadon gaanja aur chars ka hissa hay). is it permissible? is my ibadaah worthless for 40 days following consumption? can i pray na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26396Zaid kamray may tehband bandhay akila hay, kharish ke liay usnay tehband hataya jissay uska sitr (gutna awr raan) khul gaya jab kay wo bagair usay hataey bhi yeh kaam kar sakta tha, kia zaid ke is fael par koi hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
26395Shaadi card par ye likha ke mehandi walay din naachna gaana bajana daandia wagera hoga aur sath likha "in sha Allah" tou aisa likhnay walay par, card parrhnay walay par aur uss mehfil ke shuraka par kuch hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
26394قال محمد رحمه اللهُ في (الأصل): وقال أبو حنيفة وابن أبي ليلى: شهادة أهل الهوى جائزة، قال: هو قول أصحابنا أجمعين... Who are ahl al-ahwa in reality and can we take legal testimony regarding the sighting of the moon for eid from them? Please answer and ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoyat-e-Hilal
26393Kya farmate hain ulama e deen wa muftiyan e shara e mateen maslae zel me k hamare ilaqe ki masjid naye sire se tameer ki ja rahi hai. Ek shakhs jo k Gair muslim hai contract lena chahta hai k purani masjid ko shaheed karega aur jo bhi saman eent, loh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
26392I did nikah in june 2013 and in August 2013 I got married under UK law. Then I got some family issues and girl's family filed a case in court to finish English marriage. Under UK law when one side files a case to finish marriage, the court asks from ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Talaq
26391Tawaf karte waqt khana e ka'aba ko dekhna kaisa. isse kya tawaf saqit ho jata hai aur kya dam lazim aata hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
26390AlaHazrat ne Malfuz Sharif ki Jild 4, Safha 370 par farmaya ke "Hidaya mein Imam Marganani ne har Abas ko Haraam faramaya. Aur Sahih har Abas baatil hay." tou Shar'an Haraam aur Baatil mein kia farq hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26389Baitulmaal Ke Sharayit wa Maqasid Kya Hai? Is Me Jama Huyi Rakam Ko Kidhar Kharch Kiya Ja Sakta Hai? Isme Jama Huvi Zakat Ki Rakam Me aur Aur Jagah Jama Huyi Zakat Ki Rakam Me Kya Fark Hai? Kya Baitulmaal Ki Rakam Ko Sayyed Ko Diya Ja Sakta Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26388Hum naat me zikr karte hain par usme Ism e Jalalat "Allah" ba qayda sunaii deta hay to hum naat ke sath zikr jaari rakhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26387Yahan sabhi bad mazhabo ki masjiden or Eidgah hain , mai yahan baki wakht ki namaz to room par hi padta hu , Yeh pehla mauka hai ki yahan Eid ki namaz padni paregi .Eid ki namaz ka kya hukum hai or akele Eid ki namaz padne ka kya tariqa hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26386Aajkal Ye Dekha Jaraha he ke Zakaat ki Rakam ka Hila Karke Har Deeni OR Dunyavi Kaam me Istamaal karte Hen. To Ab Sawaal ye He ke!! (1) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Hospital me Us Rakam ko Lagaana Kesa? (2) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Dunyavi Sc...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26385budh (wednesday) ke din baal kaatna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26384Zaid aur Bakr dono photo ko haraam jaante hai, woh ek company mein job karte hai, Zaid ko saal mein 2 or 3 times ek report banaakar apne manager ko dena padta hai jis mein majbooran photos daalna padta hai, aur Bakr ko kabhi kabhi majbooran photo len...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26383Is it okay to prefer hazrat ali over abu bakr and Hazrat omar (ra) because hazrat ali is imam ul awliya and ahlul bayt. I love the other sahabas too but hazrat ali more because he is ahlul bayt. is this permissible? and i m not talking about the khal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26382Tijarati mamlat mey rasmi tour par wahbiyon se salam karna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26381koi shakhas ye kahe ki me Alahzrat sarkar ko nahi manta to us par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26380(1) khade hokar wazoo karna kaisa hai. (2) pent shirt pehan kr jo namaz padhi gayi ho ada ho gayi ya nahin. (3) hamare yahan ek alim sahab hai log unko mufti kahne lage hai to kya is tarah se mufti kaha ja sakta hai ek alim sahab ko. huzoor jawab at...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26379اکیلا مقتدی مرد اگرچہ لڑکا ہو امام کے برابر دہنی جانب کھڑا ہو، بائیں طرف یا پیچھے کھڑا ہونا مکروہ ہے۔ یہاں کراہت کی کونسی قسم مراد ہے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26378Agar kisi surat ki taqrar kar rahay houn jaisay khatam-e-qadria sharif may sura ikhlas to kia sirf aik bar tasmia parrhna kafi hay ya har baar surat shuru karnay say pehlay tasmia parhna hoga. Isi ziman may agr nafil namaz may kisi surat ki taqrar k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26377Ek Aalim ne kaha ke bank ka interest sood nahi hai. Or interest jo nikle wo sadqa kar sakte hai. kya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26376hamare elake main ek sakhs ki wafat ho gai to uske ghar walon ne unhe dafna ne ke baad unke qabar par salam padha. Is wajha se kuch sunni bhai ye puchte hain k kiya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26375Hazrat hamare yahan qabristan mein koi rasta fix nahin hai pure qabristan mein qabrein hain lekin pata nahin chalta kyonke lagbhag 90% plane hain is liye jab kisi qabr pe paan par jata hai too uske takhte waghaira dikne per pata chalta hai ke ye qabr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26374Ager 1 ba shara shakhs kisi k sharabi honay ki gawahi de tou to kya usko sharabi samajh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26373jeans pant ka business karna kaisa hai? Isme shak hai ke jeans jism par tight hoti hay aur haiyyat zaahir hoti hay aur takhno ke neeche bhi rehti hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26372MURTAD SHAKHS SE AAYAT-E-SAJDA SUNNE MEN AAI TO KIYA SAJDA WAJIB HO GA YA NAI? OR MEN NE AIK AALIM SAHAB KI KITAB MEN PARHA K RADIO, MOBILE YA T.V WAGHERA SE BI SAJDA-E-TILAWAT SUNI TAB BI SAJDA KARNA WAJIB HAI KIYA YE SAHI HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26371(1) "la ilaaha illalaahu muhammedur rasoolallah sallallaaho alyhe wa sallam" isey bataur durud sharif padh sakte hai? (2) aur Kalma sharif ya durud paaki aur napaaki dono halat me padh sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26370Arz yeh hai ke Hayat e Aala Hadrat jild awwal me safha 471-472 par Hadrat Burhan e Millat AlayhirRaHmah ne jo mukhtasar se alfaz se angrez ko usi ki zaban men samjhaya tha uski nihayat ghalat taaweel men Zaid kehta hai ke isse Hadrat Burhan e Millat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2636915 june ke session me cctv camera ke bare me pucha gaya tha ki pir sahab radde wahabi aur tahir padri ka aur sulehkulliyo ka radd karte he jis se pir sahab ke khilaf kayi log sazishe karte he aur jaan ka khatra hone ki wajah se khaanqah me cctv camer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26368kya Wazu ke beech me bolne se 100 saal ki IBADAT chali jati hai. Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26367ALAHAZRAT NE "QASR-E-DANA" KA JO LAFZ ISTIMAAL FARMAYA HUZOOR IS K BAREY MEN MERA ISHKAL DOOR FARMAEN ISHKAL YE HAI K "QASR" MAKAN KA NAAM HAI JAB K "DANA" KHAAS QURB-E-KHUDAWANDI KI TARAF ISHARA HAI JO K LAMAKAN HAI. TO ALAHAZRAT KA MAKAN KI IZAFAT ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26366Riyakari se kaise bacha jaaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26365Huzoor Tajusshariah ne 6 jul 14 ke session me mujhe mere sawal ka jawab ata farmaya hai. JazakAllah. mene share market ke taaluq se sawaal kiya tha aur mera sawal kuch aisa tha ke koi company jiski owner government ho aur uss company ne kisi se loan ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTijarat
26364Amaal jannat me Jane ya na Jane ki wajah hai ya nahin? ya sirf waseela hi kaam aayega. bahut se log ye ilzaam lagatay hain ke sunni to sirf waseela hi dhundhte hai. namaz, Roza wagairah to krte hi nahin. inka kya jwaab diya jaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26363kya Qadiriyon ko Qabar mein ghouse azam ki ziyarat hogi? Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26362kuch huffaz hazrat ye amal karte he ke jootay me char 4 fareshto ke naam likh kar us me jis aadmi par shak hota he us ka naam likh kar sure yasin padhte he kiya yeh amal sahih he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26361KYA ANBIYA OR AULIYA KI ARWAH QABL AZ HASHAR JANNAT MEIN HAIN YA ALAM E BARZAKH MAIN HAIN .Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26360mere ek ristedaar se kuch behas ho rahithi jo Deen ka kam ilm rakhta hai, usne suddenly kaha science ke samne Qudrat kya cheez hai, mein ne behas band kardiya, ab sawal hai ke uss pe kya hukm hai jo yeh alfaaz zaban se nikaale, agar mein usey Musalma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26359Zaid masjid ka imaam hay. uski bivi hinda beauti parlour ka kaam karti hay jisme har tarha ki ladies aati hain (acchi buri muslim gair muslim) or hinda unka make-up karti hay lihaza matloob amr ye hay ke kya zaid ko Masjid ka imaam banana durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 701-800 of 12,542 items.