Showing 1,601-1,700 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24514Barish kay liyay jo gaiz ka lafz istimaal kya jata hay us per islah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24513Giyarhween Sharif ka maheena hay aur aaj kal badmazhab har jagah wawela kartay nazar aa rahay hain k Ghous-e-Azam sirf Allah ki Zaat hay aur jo koi Makhlooq mein se kisi ko Ghous-e-Azam kahay wo Mushrik hay aur apnay Qoul par Quran Sharif ki Ayatain ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24512can a zaheef hadis be used in FIQH evidence? if how does a zaheef hadis become HASAN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24511Ustaz-e-Zaman Mawlana Hasan Raza Khan Sahib k Halat-e-Zindagi aur unki Seerat o Khidmat par kch Irshad farmaiye. Mazeed, unki Seerat par koi Mustanad kitab ho tou uss se mutaliq rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24510AIK SUNNI MUTAMAD MUFTI NY MUNDRJA ZIL ASHAR PR KUFR KA FATWA FARMAYA HY AWR HAZRAT SY ARZ KI HY KY IS PR MOHAR SBT FARMA DAIN YA KOI AWR ISKA PEHLO HO TO IRSHAD FARMA DAIN: PEHLA SHAIR: KHUDA KEHTAY HAIN JISKO MUSTAFA MALOOM HOTA HY; JISAY KEHTAY H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24509Hazrat pichlay session ky aik sawal ko wazhat ky sath arz kr raha houn ky kia apnay peer o murshid ki bargah may aisa keh skta ky ay meray peer huzur ghous-e-azam ky sadqay may meri madad farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24508BayatTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24507yahan johansberg may jo bachay safar ker kay atay hain jin per namaz qasar wajib hay jaisay wo pitoria say johansberg adhay ghantay kay liyay ya aik ghantay kay liyay tu namaz qasar hogee ya pori? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24506kya moaye Mubarak ki tasweer bana saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24505AGAR KOI APNI QAZA-E- UMREE ADA KAR RAHA HO, AUR US KO KISI KAAM KEY LIYE ISTEKHARA KARNA HO TOU WOH DO RAK'AT ISTAKARA KAY NAFAL KI NEEYAT KARE GA YA US KO US WAQAT BHI QAZA NAMAZ KI NEEYAT KARNI CHAHIYE ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24504CHAAR RAK'AT SUNNAT-E-MUAKADA PERHNAY KA TAREEQA TA'LEEM FARMA DAIN. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24503KUCH AURATON KAY MILAD SHREEF MAIN DEKHA GAYA KEY HAR NAAT KHWAN AURAT PER US WAQT PHOOLON KI PATIYAAN NICHAAWAR KI JATI HAIN JAB WOH NAAT PARH RAHI HOTI HAY. KIYA AISA KARNA SAHI HAY ? AUR YEH TAREEQA KIS SILSILAY SAY TA'ALUQ RAKHTA HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24502KIYA AURAT HALAT E HAIZ MAIN MOO-E- MUBARAK KI ZIARAT KAR SAKTI HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24501Hum aisay mahool me rahtey hain jahan mukhtalif mazahib k loug rehtay hain aur aapas mein mail jol bhi hay aur business bhi. Kia Shar'an iss mein koi Qabahat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24500Jab yeh Kahtay hain ke Qabr me peer apne murrid ke madad ke liye aatay hai toh kya agar pir zinda hai tab bhi yahi muamlaat hongay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24499kya haiz (menstruation) ki date ko aage badhane (postpond) karne k liye tablets ka istemal kya jasakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24498madrase ki jama shuda raqam se koi business shru kiya ja sakta hai, taa ke madrase ko mahana raqam aati rahe? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24497India Pakistan mein Dulhanon ka Shaadi ka jorra jis ki maaliyat Hazaaron aur Lakhon mein bhi hoti hay wo Shadi k din pehannay k baad rakh dia jata hay aur phr kabhi pehna nahin jata. Kia Zakat nikaltay waqt uss jorray ki maliyat ko bhi shamil kia jae...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24496Leasing (Qiston) par Car nikalwanay k mas'alay par Pakistan ki 2 banks ne apnay Shariah Board se ye Mas'ala daryaft kia tou aik ka kehna tha k jub Qist waqt par ada na ho tou uss par jurmanay k tour par ziada raqam lena jaiz hay jub k doosray ka kehn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24495agar namaz azaan ke baad foran na padhi jaye then uska sawab jaise jaise late ho kam hota jaata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24494kya yeh sach hai ki maut ke farishte har musalmaan ke ghar rozaana five times aate hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24493Mushtabah, Na Jaiz, Makrooh aur Haram mein kia farq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24492Kia AlaHazrat Alaihir raHma ya Unn k Shahzadgan mein se kisi ne Nazar ka Chashma Istimal farmaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24491Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam aur Awliya Kiraam ki Ziayarat-e-Mubarika k liye Hamaray Buzurgon koi Wazifa ya Amal Raaij ho tou Taleem farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24490Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ya Awliya Kiram ko "Kareem" kehna kesa? Mein ne aik gathering mein Apnay Murshid-e-Girami ko Kareem kaha tou uss par kch lougon ne aetraz kia aur kaha k ye Sifat tou Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam k liye bhi Istim...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24489yeh kissi ka husn hai jalwah gar ke tapaaN hain khoobon ke dil jigar; nahin chaak-e-jaib-e-gul-o-sahr ke qamar bhi seena fagaar hai... Iss sher ki Sharah farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24488koi aur phool kahaan khilay na jaggah hai joshish-e-husn se; na bahaar aur pe rukh kare ke jhapak palak ki to khaar hai... Iss sher ki sharah farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24487"Allah bhi Muhammad SallAllaho Alaihi wa Sallam k Taranay Gaata hay" kehna kesa jub k Gaana Aam tour par Moseeqi kay zumray mein aata hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24486Toor pay Jo Sham'aa tha Chand tha Sa'eer ka; Nayyar e Faran Hua Tum Pay Karoroon Durood... Is sher ki sharah farma dijyay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24485Hazrat Ali Radi Allah Taala Anhu ki namaz e Janaza kis nay padhai aur Ap ka Mazar e Pak kahan hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24484tbb e Nabawi say kuch cheezon ki nishandahi farma dein jin ka istimal mufeed ho. Shehad aur zaitoon maroof hein in kay ilawa aur kuch cheezon ka istimal bayan farma dijyay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24483Hal yajooz lilaqab aanabi sallalaho alehi wasallam malikan alel mulook aw malik ul mulookهل يجوز للقب النبي صلی اللہ علیہ وسلم ملكا على الملوك او ملك الملوك؟ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24482Riwayat bayan ki jati hay k jub Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ki Madina Sharif mein Aamad hui tou Daff bajaey gaey? Kia ye durust hay? Agar haan tou wo Daff ki soorat par bajaey gaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24481DUA MAY "YA SYEDI MURSHIDI, HUZUR GHOS-E-AZAM KY SADQAY MAY MERI MADAD FARMAIN KEH SAKTAY HAIN" -YA- "YA GHOSEAZAM MERAY MURSHID KY SADQAY MERI MADAD FARMAIN." KONSA TARIQA ANSAB HAY. REHNUMAI FARMAIN JAZAKALLAH KHAIR FID DARAIN Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24480Kia ayaam-e-makhsoosa may awrat ka nikah ho jaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24479Buri Suhbat Buray Aamal se bad-tar hay. Kia iss mafhoom ki koi Hadith Sharif hay ya kisi Buzrg ka Qoul hay? Agar haan tou iss ke kia Ma'ini hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24478wo Namazain jo Alcoholic Perfumes laga kar parrhi gaee jub k unki Hurmat k baray mein Ilm na tha ka kia hukm hay? Kia wo sub Qaza karna hongi aur agar Tadad ka sahih Ilm na ho tou kia karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24477Kia istimal shuda kaproon ko zakat kay tor per day saktay hein. Agar han, to un ki maliat ka taayun kaisay ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24476Ilm al-Aadad k baray mein kch Irshaad farmaen. Kia ye Haqq hay? Aur isay seekhna kesa? Mazeed ye ke loug jo 786 aur 92 wagera par aetraz kartay hain unn k liye Hamaray paas kia daleel hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24475Mujhe nashay ki aadat thi aur mein ne uss k liye apni Biwi se kch raqam mangi jis par uss ne inkar kar dia poori raat isi halat mein rehnay k baad jub subha mein apnay hawas kho betha tha uss waqt phr mein ne apni biwi se raqam mangi jis par uss ne p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24474Aik Sufi Aalim ka kehna hay k agar hum Bad Mazhabon aur Gayr Muslimon se Qata Ta'alluqi kar lein tou wo kesay Haqq ki taraf aaengay? Agar hum unn se na milain aur unhain bhi khud se na milnay dein tou HAQQ aur Sacch ka Pegham kesay unn tak pohanchega...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24473Aik Aalim (jo BadMazhabon ke Peechay Namaz parrhnay k jawaz k Qail hain magar usay acha nahin samajhtay) ka kehna hay k Sahaba ne bhi Khawarij ki Iqtida mein Namaz parrhi aur Hazrat Abdullah Ibn Umar ka Qoul naqal kartay hain k Jub Koi Hayya ala as-S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24472Kia AlaHazrat Alaihir raHma ne Qayamat ki koi Tareekh ya Sann tehreer farmaya hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24471Is it allowed for a girl to bait with a shaikh by phone without his parents aware of it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24470Aaj kal loug Pakki Qabar bananay aur Khaas tour par Awliya-e-Kiram ke bugz mein kehtay hain k ye Haram o Najaiz hay. Huzoor rahnumai farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24469Jadu karnay walay aur karwanay walay k liye Quran wa Hadith mein kia waeed hay? Aur iss se bachao ki tadabeer bhi Inayat farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24468Hum apni Arabi kitabon ka tarjama aik sahib se karwa rahay hain magar unki shart hay k unka naam na dia jaey. Kia unki iss shart ko qubool kar k kaam kar lena chahiye ya unka naam dena zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24467Hazrat ne kaee baar farmaya k chaand dekh kar mahinay ki ibtida ki jaey warna 30 din pooray kiye jaen. Ub masla ye hay k kisi aik shehar mein chand ho gaya aur wahan gawahi aur shahdat bhi ho gaee tou wahan k lougon ne 29 k baad pehli tareekh kar li ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24466Attahiyyat k baray mein kaha jata hay k ALLAH aur Uss k Habib Alaihis Salato wa as-Salam ki Meraj ki raat ki jo mukalma hua wo hay. tou iss mein Ash'hadu ALLAH Ilaha Illallah parrha jata hay tou Shahadat ki Ungi uthai jati hay. Tou kia Uss waqt Sarka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24465Jub hum Nabi Alaihis SAlato wa as-Salam par Durood Sharif parrhtay hain tou kia hamain Durood Sharif parrhtay hain waqt Sarkar k Aaba-o-Ajdad aur Unki Aal aur AsHab par bhi Durood Sharif parrhna chahiye ya ham jo bhi durood sharif parrhain wo Sarkar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24464Pee k Pila ke Maykashon Talchat daroon-e-Jaam do; Qatra do Qatra yunhi si kch tou bara-e-naam do... ye sher huzoor ki naee naat sharif ka internet se mila. Iss ki tashreeh farma dein aur "Talchat daroon-e-jaam" ka matlab bhi irshad farmaen aur yahan ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24463Khair say din Khuda woh laai, dono Haram hamain dikhaey; Zazam-o-Beer-e-Fatima kay paeen gay chal kay jaam do... Yahan beer-e-fatima se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24462Muraqiba kisay kehtay hain... Iss ka tariqa inayat farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24461Aik shadi shuda mard ne doosri shadi karnay k liye Kaghzi tor par likh dia kay mein pehli biwi ko Talaq de chuka hun kiun k jis mulk mein rehta hay wahan k qanoon k mutabiq Shadi Shuda Mard doosri Shadi nahin kar sakta. Ub kia Talaq waqay ho chuki ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2446021 Rabi al-Awwal Shaykh Abd al-Haq Muhaddis al-Dehalvi Alaihir raHma ka URS Mubarak hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kuch Irshaad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2445920 Rabi al-Awwal Mufti Waqaruddin Sahib Alaihir raHma ka URS Mubarak hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kch Irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2445812 Rabi al-Awwal Sharif ko Khalif-e-Qutb-e-Madina Allama Ahsanul Haq Sahib Razawi (Faisalabad) ka Youm-e-Wisaal guzra. Hazrat ki Unn se Mulaqat rahi ho ya Unn k baaray mein kch Maloomat Mustehzar hon tou Irshaad farma dijiye... JazakALLAH Kher Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24457An-Nematul Kubra naami Kitab jo Ibn Hajr Shafaee Alaihir raHma ki hay uss mein Khulafaa-e-Arba'a k mawlid an-Nabawi SallAllaho Alaihi wa Sallam k fazail par Aqwal naql kiye gaey hain. Kia Khulafa-e-Arab'a k wo Aqwal Modu hain ya Hazrat ne kabhi kisi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24456Namaz se pehlay agar zaban se niyyat na ki jaey aur dil mein niyyat ho tou kia namaz ho jaegi. Kia dil mein bhi wahi alfaz parrhnay hongay jo zaban se ada hotay hain ya sirf itni niyyat ho k kis waqt ki konsi namaz parrh rahay hian Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24455Aise Shakhs Ke Liye Jo Ek Minute Bhi Apne Pairon Per Khara Nahi Rehsakta Jamat Pane Ki Kiya Soorat Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24454Ek 60 Saala Shakhs Pichle Kuch Saalon(years) Se Pairon Ki Takleef Me Mubtala Hay Jis Ki Waja Se Wo Ek Minute Ke Liye Bhi Apne Pairon Per Khara Nahi Reh Sakta. Aur Pichle Kuch Saalon Se Ghar Se Baher Bhi Nahi Nikal Saka. Us Kay Ghar Kay Paros Hi Me Ek...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24453shahe mardan, shere yazdan, kuwate parwardigar, lafatha ila Ali, la Saif ila Zulfiqar... Iss sher ki sharha farma dein!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24452AIK AADMI NE MUJH SE AIK LAAKH RUPEES UDHAR LIE AUR CHAND DIN BA'D WAPAS KARNE KA WAHDA KIA MAGAR KAI MAH GUZAR GAE US NE RAQAM WAPAS NA KI. PICHLE MAHINE AAP SE DUA KARWAI THI TO US NE AADHI RAQAM DE DI. AB BAQI RAQAM K BARE MEN KEHTA HE K KAROBAR M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24451Aaj kal Internet aur TV par ye mashhoor kia ja raha hay k Qayamat 2012 mein aaegi. Kia iss par yaqeen karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24450Is it permissible to smoke sheesha/hooqah with flavoured tobacco? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24449Aik Shakhs ne apnay Parroshi jo ke Shia hay usay 10 lakh rupay udhar diye aur uska ghar qabzay mein le lia aur kaha k jub tuk qarza wapis na hoga qabzay mein rakhega. Ub uss shia parrosi k paas ada karnay ko raqam nahin tou uss ne kaha k mein uss gha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24448Eid Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam ki Khushi mein Aatish Baazi karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24447Aik Musannif ne apni kitab mein likha k Hum AhleSunnt wa Jama'at Rasool SallAllaho Alaihi wa Sallam ko Sayyidul Anbiya, Afdal al-Khalq jaantay hain magar Bani-e-Islam nahin kehtay. Kia unka kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24446Tableegi Jamat walay jo 3 din aur 40 din k jamaat nikaltay hain uss mein baaz auqaat aam loug bhi shamil ho jatay hain. kia iss bina par wo bhi tableegi jamat walay hi consider kiye jaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24445Kch lougon ne aetraz kia k Markaz-e-AhleSunnat tou Madina Munawwarah hay phr Bareilly Sharif ko kiun kaha jata hay. Aur agar Barr-e-Sageer Paak o Hind hi ki baat hay tou wo AlaHazrat ki Zamanay tuk hi tha ub kiun kaha jata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24444Punjabi mein aik sher hay... Haseenaa Jameelan da munh morr ditta; MuHammad bana k Qalam torr ditta!! ye Sher Naat Sharif mein parrhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24443Jamat aur Munfarid Namaz mien Surah Fatiha ke Baad Aameen kub aur kis tarha parrhni chahiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24442Can we give a donation towards printing of books for esaale sawaab n write inside the cover that this book is for esaale sawaab of all marhoom n also write names of people who are alive or is esaale sawaab only for those who have already passed away?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24441Aik Balti mein bagair wuzu kiye huay hath gir jaey tou kia uss balti k paani ko wuzu, ghusal ya peenay k liye istimal kia ja sakta hay? Aur agar uss pani k siwa pani majood na ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24440GHOSHT BAGAIR ZIBAH AWR AWRAT BAGAIR NIKAH HALAL NAHIN. ARZ HAY K KOI TISRI CHEEZ BHI HAY JO IS TARHA KAY QAIDAY SAY MUMASILAT RAKHTI HO? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24439Jub Sarkar Alahis Salato wa as-Salam ne Punj Aab-e-Rehmat ka Maujiza farmaya tou uss mein Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ne Sahaba se farmaya tha k jitna pani available hay wo kisi bartan mein le aaen aur phr uss mein apna dast-e-mubarak daal k Pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24438Hamara koi hundi ka karabor nahi hy laikin kabhi zaroorat ky waqt aik dost ko dollar ya euro wegara daitay hain awr ijazat bhi daitay hain ky kisi bhi currency may hmray ghr dy dain , to kia dusray dost ky ly zaroory hai ky wo hmaray mulk may same cu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24437Zaid apni biwi ko talaq dene may razi nahi tha lekin larrki k walidain aur rishtedar zaid se zabardasti 3 saal pehley 3 talaqe likhwaye majbooran zaid ne talaq likh di ye khetey huwe k mujhe ye kaam karwa kar Gunaghar na banao kya talaq ho jayegi? au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2443617 Rabi al-Awwal Hadrat Shah Achay Miyan Alaihir raHma ka URS Shrif hain. AlaHazrat ne bhi apni Shairi mein unka tazkira farmaya hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kch irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2443516 Rabi al-Awwal Shaykh Muhammad Ibn Sulayman al-Jazouli Alihir raHma ka URS Sharif hay. Kch unn k baray mein aur Dalail al-Khayrat Sharif k baray mein irshad farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24434Khula aur Talaq mein kia farq hay? Kia Court se jo Aurat ko Khula milti hay, uss se Talaq waqay ho jati hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24433Doctor agar Ilaj ki Garz se Barhana honay ko kahay tou kia ilaj karwana chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24432Apne Murshid ko 'Aaqa' keh sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24431Gaandi ko Mahatmaa kehna kesa? kisi ne bataya k Mahatma Jibreel-e-Ameen ka Laqab hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24430Can we give a donation towards printing of books for esaale sawaab n write inside the cover that this book is for esaale sawaab of all marhoom n also write names of people who are alive or is esaale sawaab only for those who have already passed away?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24429Sahibe tartib ki zohar Namaz kaza huwi aur Masjid me pohncha tou asar ki jamat chal rahi thi tou usko jamat me shamil hona chahiye ya apni kaza pehle ada kare? isi tarah train me tha zohar kaza thi aur asar k waqt train 4 minute k liye ruki tou pehle...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24428Huzoor se eik muaddabaan guzarish hai ke jab huzoor k paas kch waqt ho tou NOSHA AUR DULHAN ke liye sehra likhde barrahe karam aapke Mureed ye tamanna rakhte hai ke apni peer ki likhi huwi duai alfaaz jo sehre me hai, shaadi se pehle wo para jaaye hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24427Do session pehlay Alawi aulad ky baray may sawal ky jawab may hzrt ny wazahat frmai. Jazakallah! arz yeh hy ky Hmaray waladain jo ky ab intiqal frma chukay hain, is maslay ki na waqafi ki waja sy apni zakat apny Alawi rishtaidaroun ko daity rahay. Ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24426WALLAH JO MIL JAE MERE GUL KA PASINA; MANGE NA KABHI ITR NA PHIR CHAHE DULHAN PHOOL!! Iss sher mein Wallah jo "Mil" jaey parrhna chahiye ya "Mal" jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24425ARFAAT KE MAIDAN ME 9 TARIKH KO JAANA SHART HAI AUR NAHI GAYA TOH HAJJ HOGA KE NAHI? KUCH ULLAMA E KIRAM MUFTIYANE KIRAM KEHTE HAI KE KOSHISH KARNE KE BAAD NAA JAA SAKA TOH HAJJ HO JAYE GA. KYA YE SAHI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24424BHART MATA KI JAI" kahna kaisa hai? Jawab inayat farmayen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24423hamare gaaon mein 50% muslman pani kharid kar bechtay hein (kharidnay vala bhi maslman he or bhechne vala bhi muslman he) tou Pani bechna jaiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24422zam zam shareef se wudhu karna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24421gunahoon se sakhti k sath dhoor rehne. gunnahon par nadim hokar allah azzawajal ki raza hasil karne k liye koi wazifa irshad farmaein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24420daantn k ilaaj karwane par dentist ne daath par fixed cap bethaya. aisi surat me jab gusl farz hojaey to kya cap k neeche bhi pani pahunchana fardh hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24419zaid garrage me kaam karta hai jiski wajah se iske haathon me hamesha grease laga hota hai. agar woh chahkar bhi use dor karna chahe, bazariye sabun ya koi aur cheez tab bhi uski consitency kaam to hoti hai par mukammal saaf nahi hota? sabeel irshad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24418bayri k patton ko garam pani me daal kar nahaya jata hai. ye ek ruhani amal bataya jata hai. Iss ki kia haqeeqat hai? aur in patton ko dalnay se kya pani ka hukm badal jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24417"Ae Khak-e-Paak-e-Madinah, mujhe tujh se Hasad hay k tujh par Meray Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ke Na'al Paak Jalwagar Huay" kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24416Kia Na Baaligh bachon ko Masoom kehna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24415"Khud Rabb Azza wa Jal bhi Huzoor SallAllaho Alaihi wa Sallam ka Deewana hay" kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,601-1,700 of 12,542 items.