Showing 1,601-1,700 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25556aisi orat k bare me kya hukm hai shariat ka jo 1 hi waqt me do k nikah mein ho. ager pehle admi se talaq le le tou dusra nikah ho jaega? Or us admi par kya hukm hai jo kisi shadi shuda se nikah kare ye jante hue k wo pehle se shadi shuda hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25555hamare yahan kuch log rahte hain jo gyarahwin sharif karna chate hain aur deobandi tabqe wale use rokna chahte hain, unka kahna hai k hamen quraan o hadith se sabit kar k dikhao tab ham manege aur tumahare sath honge barahe karam quraan o hadith ki r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25554If a Shaykh says to you "if you want to be a mureed, just make the intention in your heart, that is enough", is this valid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25553meri walida bimar thi tou mene kisi wali ke naam ka bakra lia ke meri walida achi ho jayegi to me wo bakra zibah kar dunga lekin meri walida ka inteqaal usi marz me ho gaya tou mene wo bakra bech diya. kya mujh per bakra karna lazim hay. ager nahin t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25552Amaama shareef bandhne par agar topi poori tarah na cover ho aur kuch hissa khula rah jaey to iss mein karahat e tahreeme hai ya tanzeehi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25551kya Namaaz me Qiraat ke daouraan jamaahi aane se Astagfirullah keh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
25550Hinda sunniyah hai aur us ke ghar ke sare log deobandi hain to us ka nikah Zaid se ho sakta hai ya nahi jab ki Zaid sunni hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25549koi aisi cheez jiska pehanna na jaiz wa haram ho, ko pahan kar kya namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25548quraan sharif ki ayaat ko arabi ke elawa likhna kesa hai? aur agar koi arabi padha hua nahin hai kya wo hindi walay quraan sharif me padh sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran, qirat
25547Namaz e janaaza me aakhiri takbeer k baad dono hath ek sath chorna chahiye ya jidhar salaam phera jae udher ka hath phle chorna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah
25546Namaz me agar ALHAMDU SHARIF padna bhool gaye or baad me dhyan aaya to kya sajda sahaw karne se namaaz ada ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25545Mitti ka tayl (kerosene oil ) paak hai ya napaak. agar ye jism ke kisi hisse par lag jae to kya wuzu toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Wuzu
25544Kya Shariyat mein black shoes (kaley rang key jootey-chappal) pahan na napasand kiya ga hai. Agar han to meharbani kar key iski wazahat farma dein aur agar is ke mutalliq koi hadees-e-paak ho to bayan farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25543zaid ne doston ke saamne khuda ki qasam khakar kaha ki main ye kaam zaroor karoonga lekin dil me us kaam ke karne ka irada bilkul bhi na tha, to kya is soorat me qasam ki adayigi kare ya phir na kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQasam
25542zaid ne sirf apni Biwi ko daraane ki gharaz se kaha ki ja maine tujhe 3 talaak di. lekin zaid ke dil me yahi baat thi ke main talaak nahi de raha hoon balki sirf dara raha hoon kya is soorat me talaak ho jayegi? Ya phir nikah salamat rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
25541Darul Harb mein kisi jagah agar muslim qabristan na ho tou mayyat ko doosray shehar le ja kar Muslim Qabristan mein dafnaya ja sakta hay? Germany mein bad-mazhab Imam Nawawi Alayhir Rahmah ki kitab al-Azkaar ka hawala paysh kartay hain ke mayyat ko j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25540Who is Imam Namawi or Nimawi? (The author of Aasaar al-Sunan and Murid of Allama Ganj Muradabadi Alayhir Rahmah)? Are we allowed to read this book "Aasaar al-Sunan"?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
25539Kya farmate hain Ulama e Deen is mas'ala mein ki 'ek bar composer ki galati se aik maulana ky naam ky baad durood shareef agaya tha toh iss bina par ek mazhabi shakhs ne oon maulana ko murtad keh diya,aisa kehne wale par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
25538Aik muqarrir Sahab ne bad-mazhabon ki tazleel kartay huay kaha ke Darrhi 300 kilo ki rakhi hay magar Ishq-e-Rasool aur Tazeem-e-Rasool (SallAllahu Alayhi wa Sallam) chataang bhar bhi nahin? kia aisa kehna theek hay? kia iss tarha darrhi sharif ki gu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25537Jab baat cheet k dauran JADU aur TONAY ki baat nikli to zaid Kah raha tha k "Huzoor Sollallahu alai hi wo Sallam par bhi JADU kiya gaya tha jiski waje se Maaz ALLAH Huzoor Sollallahu alai hi wo Sallam ko SHEHWAT ka masla hua tha". aur Zaid, Aneesul w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
25536Pichlay session mein hazrat se pardes mein ghar ke kaam kaaj ke liye khaddaama (Naukarni) ke visa ka intizam karnay aur usay bula kar apnay ghar kaam kaaj ke liye rakhnay se muta'alliq suwal hua. Hazrat ne farmaya "Jab zaroorat darpesh hay tou ijazat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25535Kya biwi ke maal ko shouhar apna maal keh sakta hai? woh maal bhi jo biwi apnay jahez mein laaee thi aur woh bhi Jo shouhar use apne ikhrajat ke liye dia.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25534Kya beta aur bahu apne baap aur saas ki hajje badal kar sakte hain? Bete ne ek baar hajj kia hai bahu ne ab tak hajj nahi kia, bahu ki saas, sasur dono hi marhoom hain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25533Koi mu'allimah k jiska quran pura nahin hua lekin makhaarij sahi hain aur wo qira'at ke qanoon seekh rahi hai to kya wo madrisa padha sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25532Agar kisi aurat ko shaitan galat kaam karnay par ubharta hai masalan kisi gayr mard par nazar padti ho ya kisi mard ki taraf mutawajjah hona to wo aurat kya kare? Uss par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25531kya khula lenay ke liye shohar or biwi ka aamne samne hona zarori hay, ya biwi ki taraf se biwi k walidayin khula le sakte hayn?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25530Hamare sheher ke ek aalim sahib kahtay hayn ke agar koi aurat khula le tou wo aurat bager dusra nikah kiye apne purane shohar se phir se nikah kar sakti hay. Kya ye durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25529Is it permissible to marry a girl whose parents are tablighi (WAHABI) but the girl herself is Sunni? What if she doesnt agree to break ties with her parents? And what if she agrees to break ties with her parents "after" marriage?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25528Is the act of taking Pictures of tabarrukaat such as blessed hair of Huzoor (SallAllahu Alayhi wa Sallam) Or Other Awliya e Kiraam permissible? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25527Agar peshab ke chand qatray nikal jaen to neechay ka dharr (body) dhone se kya jism paak ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25526Zaid ne sawaal kiya k tumhein Sarkar Gause Azam ke piche namaz padne ka mauka mile to kya karoge? Bakr ne jawab diya k ye to hamare liye bahut khush qismati ki baat hogi tou Zaid ne kaha k tum Bareilviyon ka maslak to ye hai k tumhari namaz hanafi im...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25525Aurton (ladies) baalon ka joorrha baandh kar namaz parrh sakti hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25524Huzoor Mufti e Azam aur Huzoor Hujjatul Islam (Radi Allahu Anhuma) ki umr sharif kitni hui?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25523If imam recites the last ayah of sura e fatah in prayer and someone read the durood paak while imam recites the name of our beloved Prophet SallAllahu Alaihi wa Sallam. Is this permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25522hamray yahan eid melad un nabi sallulaho alaihy wasalam ke moqay par boht barray cake katay jatay hayn. kuch log kehtay hy tum log kiun cake kaat'tay ho ye christians ka tareeqa hay! kia cake kaatna eid milad un nabi alaihy salam ke moqay par jaiz ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25521Kya Farmate Hain ulma-e-Deen Iss Hadees ke bare mein ke "Qurb e Qayaamat mein mard wa Aurat yahan tak ke Chote chote Bacche (children) bhi ILM Haasil karenge." Iss Hadees e paak mein "ILM" se konsa Ilm muraad hai? aur kya Chote Bacche bhi Ilm Hasil K...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25520SEAL FISH KHAANA KAISA HAI? (Seal Fish daryai janwar hay jo khushki par bhi reh sakta hay. Iski shakal billi ki soorat par hoti hay aur loug isay pani ki billi bhi kehtay hain)Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25519kya koi na maherum aurat kisi na mehram mard ka jhoota pee sakti hay jaise apne ustad, ya peer ka jhoota pee sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25518Kuch mubaligheen majalis-e-aam mein lougon ko emotionally majboor kartay hain ke wo wa'da karein ke aainda darrhi na moondengay aur ba shara' hongay. Ab kuch loug sidq-e-dil se aur kuch loug majboori mein haath utha detay hain. Mubaligh Sahib ka iss ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25517Lab zulal e chashma e kun me Gundhe waqt khameer; Murday zinda karna aey Jan tum ko kya dushwar hai? Is sher ki Tashreeh farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25516What is the ruling if someones qabr has clapsed (fallen). Are we allowed to repair the qabr and how, or shall we cover it or fill it with soil? (Urdu: Kya hukm hai agar kisi ki qabr dhans jaey tou Kya usko marammat karna jaiz hai aur kaisay? kia qabr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25515Darmiyan e wuzoo bolna ya baat cheet karna kesa? kia wuzu ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWuzu
25514Agar kisi wajah se walidayn ke beech me ladai ho rahi ho to aise me aulad ko kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25513Kisi dosray maslak k fard se ta'alluq rakhna ya dosti rakhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25512Kya imama shareef mein Topi nazar aanay ki surat main ya imama sharif se saamne ke Baal nazar aagaye is surat main namaaz padhi tou Namaaz ho gayee ya wapas lotaana hogi? Jab k yeh sab anjaane main huwa ho.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25511Pichlay session mein aik muqarrir ke hawalay se suwal hua ke unhoun ne kaha, "Agar koi kahay ke iss waqt Hazrat Adam, Hazrat Ibrahim, Hazrat Isa wa deegar Anbiya (Ala Nabiyyina wa Alayhis Salatu was Salam) Nabi hain (yahan pichlay session mein galati...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25510Kia auraat ka shaadi ke baad apni maa ghar janay se muta'lliq koi shara'ee hukm hay? Kia shohar par zaroori hay k wo kuch arsa mein apni mankooha ko uss ke walidain ke ghar bhejay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25509IS SHER KI BHI WAZAHAT FARMADEN: WO' GHHERA RISHTA-E-SHIRK-E-KHAFI NE; PHANSA ZUNNAR MEN YE DIL HAY YA GHAUS!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25508ALA HAZRAT HADAIQ-E-BAKHSHISH 2ND HISSAY MEN GHAUS PAK KI MANQABAT KI WASL-E-SAUM MEN FARMATE HEN: 1) ULOOHIYYAT NUBUWWAT K SIWA TOO; TAMAM AFZAL KA QABIL HAY YA GHAUS! PHIR FARMATE HEN: 2) SAHABIYYAT HUI PHIR TABI'IYYAT; BAS AAGE QADRI MANZIL HAY YA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25507 Arz hay ke Lafz "Kamlee" ke kia ma'ni hain? Naat Sharif mein aksar hazraat iss lafz ka istemal kartay hain jesay "dekh lena apni kamlee mein chupa lengay Rasool". Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25506Hamaray mu'ashray mein beton ko betiyon par fazeelat di jati hay. beton ki pedaish par betiyon se ziada khushi ka izhar aur ihtimam kia jata hay. Islam kaamil zabita-e-hayaat hay, Iss se muta'alliq deen-e-mateen kia rahnumai farmata hay, irshaad farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25505QASBA "ANGUS" PAHLE BHI AUR AB BHI PARGANA YA TAHSIL NAHIN HAI AUR NA YAHAN PAR DAINI BAZAAR HAI AUR NA HAKIM HUKUMAT AUR NA MUDAA'D KUCHE (GALIYAN) HAIN BALKE YE QASBA E ANGUS "CHANDANNAGAR" TAHSIL SE MUTSAL HAI, YAHAN KI ABADI AUR MAKANAT PAHLE SE ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJumuah
25504Zaid kehta hay ke koi shakhs ye kahay ke "Mein deobandi hun" kufr hay. Aur ye aisay hi jesay koi kahay ke mein eesai hun ya mein qadyani hun. Bakr kehta hay mahaz apnay aap ko deobandi keh denay kufr na hoga. Hazrat rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25503Gayr Muslim ki aarti, fuenral mein shareek hona kesa aur jo shareek huay unn par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25502 Kia sunnat namaz ka tareeqa bhi wahi hay jo farz namaz ka hay? Aur sunnat-e-mu'akkadah aur gayr mu'akadda ka tariqa bhi aik hi hay? agar nahin tou farq irshaad farma dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25501mera 1 dost Govt employee hey. uss ney Govt ki 1 scheme mey 24% interest pe qarz liya jis ki uss ney garee khareed lii ab uss ko 1 dosree Govt scheme sey 15% interest pe qarz mil raha hey ye qarz leney ke liye wo documents mey kahey ga ke uss ney sti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25500 What is the meaning of the word "khawarij" as mentioned in Ahadith. Who are these people?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25499Meray Shohar dargah par sajda kartay hain. mein ne aur meray walid ne unhain bohat samjhanay ki koshish ki magar wo kehtay hain mein Allah ke noor ko sajda karta hun. Mein unhain kesay samjhaun?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25498Zaid kehtay hain ke mein jab bhi jhoot boloonga tou agar mein kabhi nikah mein dakhil hua tou wo nikaah toot jaega. Zaid ab bhi jhoot bolta hay aur nikah karna chahta hay. Hazrat rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25497MEN AP KA MUREED HON OR KARACHI MEN REHTA HON. AP SE YE RAHNUMAI CHAHTA HON K AP KI KARACHI MEN ADAM MAUJOODGI MEN KISI USOOLI YA FUROOI MAS'ALE MEN KIN AALIM SAHAB SE RUJOO KARON K SAHI RAHNUMAI HO JAE.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25496ALAHAZRAT HADAIQ-E-BAKHSHISH 2ND HISSAY MEN GHAUS PAK KI MANQABAT KI WASL-E-DAUM MEN FARMATE HEN. 1) TERA MANSOOB HAY MARFOO IS JAA; IZAFAT RAFA KI AAMIL HAY YA GHAUS! 2) TERE KAAMI MUSHAQQAT SAY BARI HEN; K BARTAR NASB SAY FAA'IL HAY YA GHAUS! TASHR...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25495Zaid Kabhi kabhi Pant Shirt pehenta hai kya Zaid ke peeche Namaz Hojayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
25494Qaza-e-Umri keliye kya ye niyyat karna zaroori hai ke kisi khaas waqt ki qaza hai kehke? ya sirf jo chooti huwi namaz hai uski qaza karrahau hu ye niyyat kaafi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
25493Zaid ne ye niyyat karli thi ke har rooz 2 rakat nafil zuhr ke baad parrhega, 15-20 saal ke baad usko ab yaad aaya jo us ne apne upar wajib kar liya tha, ab jo chooti huwi nawafil hai uska kya hukm hai? uskeliye kya kiya jaaye aur ab jab parhta hai to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Nawafil ka bayan
25492Hamaray yahan mayyat mein pehle kalmay waali gilaaf daali jaati thi janazay ke oopar phir ab aayatul kursi waali gilaaf daali jaati hai, isme bohot behurmati hoti hai, bagair wuzu ke bhi loog usko pakarte hai, Huzoor Rehnumayi farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWuzu
25491Zaid kehta hai ke Photo Video Haraam hai lekin uske mobile phone me apni aur ghar waalo ki tasweer rakhta hai aur aksar mobile ke screen (wallpaper) me tasweer rakhta hai, Kya is soorat me Zaid Fasiq e Mu'lin kehlaega? Kya Zaid ke peeche Namaz ho jay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Hazr o Ibahat, Tasweer
25490Kya hum Ghare Hira ka pathar tabakrruk ke taur par le ke aa sakte hai, aur us pathar ki angooti (ring) bana ke pahan sakte hain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah
25489Umrah jaane se phele aqeeqa karna zaruri hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah, Aqeeqah
25488Nafil tawaf ka tariqa kia hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
25487When we are in Makkah Mukarama and Madinah Sharif which namaz we should pray more Nafil or Qada Namaz?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz, Makkah Mukarramah, Madinah Munawwarah
25486could please tell me the meaning of name called NUZMA?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
25485aik muqarir sahib ny farmaya ky TASWEER KI HURMAT HADIS-E-MUTAWATIR SE SABIT HE AUR HADIS-E-MUTAWATIR KE MUNKIR KI TAKFIR KI JA'AE GI. TO KYA MUQARRIR HAZRAT NE JO KAHA US ME KOI SHARI PAKAD HOGI YA NAHITajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25484Zaid ne aik aalim ki tasweer phelaee jo tasweer nahin niklwatay aur touba bhi nahin karta jis par Bakr ne kaha ki Allah uss ko azaab ponhnchaey. Kya ye jumla bolne par bakr par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25483Jab mein hazrat se bay'at hua tou mein ne aap ke qadam mubarak ko choomna chaha jis par hazrat ne narazgi ka izhaar farmaya. Mein tah-e-dil se muafi ka talabgaar hun. Aur arz ye hay ke kia Hazrat ki narazgi ki wajah zaati na pasandeedgi hay ya hukm-e...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25482Aik muqarrir hain jo Hazrat Aurangzeb Alamgir ko Mujaddid nahin mante to kya hum unko taqreer ke liye bula sakte hain ya nahin? Aur kya wo Sunni hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
25481Tum se khuda ka zuhoor, uss se tumhara zuhoor, Lim hay ye, wo Inn hua, tum pe karrorron durood? Yahan lafz LIM hay ya LAM hay? Aur "Inn huwa (huwa - woh)" hay ya "Inn" hua (ho gaya) hay? In Alfaz ke ma'ni aur sher ki tashreeh farma dijiye. JazakALLAH...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25480Sakht Sardi ya Musladhaar baarish ke waqt Azan mein "Hayya ala al-Falah" ki jagah "As-Salatu Fi Rihaalikum" parrhna kaisa? Kia ye Sunnat hay? Kia iss baray mein Ahadis-e-Mubarika mein kuch warid hua hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25479Arab Mumalik mein jo pardesi rehtay hain unhain ghar ke kaam kaaj ke liye khaddama milna boht dushwar hai. kia aisi soorat mein kisi khatoon ko apnay mulk se iss kaam ke liya visa nikalwa kar dena aur phir yahan bula kar usay apnay ghar kaam kaaj ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMehram, Hazr o Ibahat
25478Aik sunni muqarrir ne bayan kia ke hamara aqeeda hay ke "Saaray Nabi, Nabi thay ab nahin hain. Iss waqt Muhammad (SallAllahu Alayhi wa Sallam) Nabi hain. Agar koi kahay ke iss waqt Hazrat Adam, Hazrat Ibrahim, Hazrat Isa wa deegar (Ala Nabiyyina wa A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Iman wa Kufr
25477Kuch sunni Imam hazraat apni moonchain bilkul hi saaf karwa detay hain jis se budmazhabon ki mushabihat hoti hay tou kia iss soorat mein unn ke peechay namaz afa ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
25476Asar ki jamat mein itna waqt baqi nahin ke sunnatain parrhi ja sakain tou kia farz ke baad sunnatein parrh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25475Abhi Farz Hajj nahin kia tou kia Umrah ko ja saktay hain? Umrah ko gaey tou itni raqam na bachegi ke Farz Hajj kar sakay tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah
25474Imama Sharif aisa baanfha ke kaan na dhanpay aur phir jo namazain ada ki tou kia Imama Sharif ki fazeelat haasil hui? Agar qasdan kaan ke ooper Imama Sharif baandha tou sunnat ada hui?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25473Aik Sahab darul uloom ke liye chanda jama karnay ka kaam kartay hain, wo wahan parrhatay nahin hay. isi se unn ka guzar basar hota hay tou kia ye naukri jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25472kisi shakhs ne wahabiyon jesa libaas pehna ho aur budmazhabon jesa hulya ho magar hamain tasdeeq nahin ke wo Gustakh-e-Rasool hay ya nahin tou kia bagair tasdeeq ke usay wahabi ya deobandi ya gustakh-e-rasool keh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25471Hadees-e-Mutawaatir kisay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25470Doraan-e-Namaz saff mein koi budmazhab daakhil ho jaey tou kia namazi ko ijazat hay ke apni namaz torr kar uss budmazhab ko saff se nikalay? aur agar aisa na kia tou kia poori saff ki namaz na hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
25469Jo Imam kisi ka murid na ho, uss ke peechay namaz ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
25468aik shakhs khud ko iss liye deobandi kehta hay kiyun k uss ki nazar mien deobandi ziada ibadat guzar aur parhezgar hotay hain. Milad ko bid'at nahin kehta magar sunniyon par ilzam dharta hay ke wo milad par nach gaana kartay hain. Mazarat par janay s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25467Agar walidain namaz na parrhtay hain tou kia awlad ko haqq hay ke unhain samjhaey aur naa maannay par zabardasti ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
25466Sunni Darul Uloom ke trustee ya razakaar, darul uloom ke rupyon se chaaey paani, nashta wagera khaa pee saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat, Sadaqah
25465kia Shaadi ke Moqay par dulhan mehandi lagay kohniyo tak haath ki tasaweer ghayr mehram ko dikha sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMehram
25464Teachers jo apne permanent job ke liye apply karte hai tou school teachers se donation ke naam par kuch paisa mangti hay tou kya ye paisa dena Rishwat me shumar hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25463Aik aalim jo government ki naukri ke sath sath aik madrissay mein bhi salary le kar kar kaam kartay? wo madrissay ke liye zakat jama kartay hain aur 50% commission letay hain. Mazeed ye ke, Safar-e-Umrah mein aik hi room mein apni khala ki mojoodgi m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25462chamrray ki ya janwar ki khaal ki topi ya ruwon wali topi pehanna kesa aur usay pehan kar agar namaz ada ki tou ho jaegiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25461Hazir o naazir o noor o bashr gayb ko chorr; shukr kar wo teray aeybon ko chupaaey huay hain!! Iss sher ke baray mein Hazrat kia farmatay hainTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Ashaar
25460Allah taala ke liye "kumba" ke itlaaq karna kufr hai ya nahin? kya yeh kehna kufr hai ke Allah taala ke liye bacchey (ma'az Allah) karney ke itlaq ki taweel ho sakti hai aur is par "al-khalqu iyal Allah" parrhna aur is me iyal ka maana "kumba" karna ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed
25459In Colombo, there's an old Muslim Burial Ground. Recently, we came to know that the care taker of this Burial Ground, before His death, had informed some people that, there are graves in the place where we have been performing Janaza Namaz. I inquire...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Janazah
25458what does it mean to dream of being in makkah and madina shareef? what does it mean of dreaming of the kaabah and gumbad e khazra?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25457Are we allowed to take part in a competition, where we can win a car or any other electronic appliances, we dont put in money its free.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,601-1,700 of 12,542 items.