Showing 1,501-1,600 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25656dasvi aur barvi ki board exam mein superviser ke tor par exam me jaana hota he, zyadatar waha naql (cheating) hoti he, aur kabhi kabhi naql karani padti he kyuki agar result kam aata he to government ki taraf se school ko grant kam milti he aur 30% s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25655Mein night shift mein naukri karta hoon. Aisi soorat mein asr-maghrib aur maghrib-isha'a ke darmiyan sone ki 'ijazat hai? Maine parha hai ki in awqat mein sona man'a hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25654Aik Sunni Muqarrir sahab jo Aalim bhi hain ne aik jalsay mien kaha ke jis tarha AlaHazrat ne apnay zamanay mein fatwa dia ke pant shirt mein parrhi janay wali namaz makrooh e tahreemi wajibul I'aadah hai magar aaj agar pant shirt pehan kar namaz parr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Tasweer
25653Kisi ka mulazim agar uski dukan mein chori kare magar kitna maal churaya ye maalik ko pata nahi to andaaze se us se raqam le sakte hain ya phir wo jitna aitraaf kare wahi manna hoga? Galib gumaan hai k uska aitraaf kam hi hai aur uske paas jama shuda...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25652hum jahan par rahte hai waha per shafai maslak ke imam imamat karte hai aur koi dosre hanfi imam bhi nahi hai aur hum hanfi maslak se talooq rakhte hai to kya kisi shafai imam ke piche namaaz padhi ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25651Zaid ek sunni sahih aqida insaan hai us ki shadi hinda se hui hai aur hindah ke ghar wale deobandi hain lekin hindah kahti hai ki hum nahi jante hain deobandi barely kya hota hai aur nikah bhi deobandi ne parhaya hai do gawah me se ek gawah bhi deoba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25650Kisi shakhs ne koi cheez masjid ko di phir kisi wajah se wo cheez masjid me istemal nahi hui Tou us shakhs ne kaha k maine ye cheez istemal karne ke liye di hai ; rakhne ke liye nahi. Uska esa kahna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25649کیا فرماتے ھیں علماء دین و مفتیان شرع متین مسلہ حسب ذیل میں. دیگر ائمہ مساجد کی تنخواھیں متعین ھوتی ھیں لیکن مسجد کے متولی گاؤں سے امام کے نام کا چندہ کرتے ھیں جو امام کے تنخواہ سے زائد وصول کرتے ھیں جو زائد رقم ھے اس کے بارے میں کیا حکم ھے نیز کیا م...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25648Dukaan mein Nakhun kaatna kya nahusat hai? kya aise fel se rozi chali jaati hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25647kya ReHan pe ghar le ke aur uss ghar ko rent per de ke rent apnay istemal mein la saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25646zaid aik sunni hy. zaid nay gustakh e sahaba ko wasil e jahannum kiya aur zaid ko court nay phansi ki saza ka order sunaya hay, ab us gustakh e sahaba k ahle khana ne 2 crore ki diyyat k mutalba kiya hay. kiya diyyat de kar zaid ko churaya jaey? ya p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25645Woh kuwanri paak maryam wah na fakhto feeh ka dam, Hai ajab nishaan-e-aazam magar aamna ka jaya. is sher ka kya matlab hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25644Main Ne Apke Seesion (16 Feb 2014) Ko Suna, Aap Ne Uss Session Mein Farmaya Ke Shirt Pant Nahi Pahna Chaiye, Aur Shirt Pant Phene Kar Namaaz Padhne Se Namaaz Nahi Hota Hai, Hazrat Mein Ek Student Hun Aur Main Aksar Namaaz Shirt Pant Mein Hi Padhta Hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25643Zaid ko Jumuah ki ek rak'at mili imam ke salaam ke baad apni namaaz puri karne ke bajay imam ke saath salaam pher diya Ab sawal yeh hai ki kya jumuah ki namaaz kisi doosari masjid main jaker padhe ya usi masjid main namaaz e zoher padh le?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jumuah
25642ghusl karte waqt pani ko chu ke dekhte hain ke kitna garm hai. sawal yeh ke napaki Ka ghusl karte waqt gile haat se paani ko chuyein toh kya is pani se ghusl ho jayega aur ghusl ke pani ke kuch qatre agar paak pani me gir jayein toh kya is pani se gh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25641My sister and her inlaws bought a piece of land and built a shop downstairs and flats upstairs with thier own money and some borrowed money from people, currently they are running their own shop downstairs and collecting rent from 1 flat upstairs and...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25640ALAHAZRAT FARMATE HEN: 1) KUCH NAAT KE TABQEY KA AALAM HI NIRALA HAI SAKTEY MEN PARI HAI AQL CHAKKAR MEN GUMAN AAYA. TASHREEH FARMADEN. 2) KHARAB HAAL KIYA DIL KO PUR MALAL KIYA TUMHARE KOOCHE SE RUKHSAT KIYA NIHAL KIYA. NIHAL KIYA ISTIFHIMAYA HAI YA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25639Haasideen ne ye fitna shuru kia hay ke AlaHazrat aur Bareilly Sharif se pehlaty Sarkar Aal-e-Rasool aur Marehra Mutahhara ko koi na jaanta tha. Hazrat iss fitnay ka radd farma ke sadd-e-baad farmaen. JazakALLAH KhayrTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat, Taswwuf, Seerat
25638Azhari rakh, Azhari kar, Azhariyon mein utha, Peer o Murshid Azhari, Akhtar Raza ke waastay. Kia aap ke murideen ko ye dua Shajra Sharif mein parrhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Tareeqat, Taswwuf
25637Kuch lougon ka groh jinhain awaam aap ka mureed aur mau'taqid jaantay hain aur wo khud bhi aap se wabastigi ka barmala izhaar kartay hain wo iss baat ka zor o shor se parchaar kar rahay hain ke: Jab bad mazhabon ne khud ko Maslak-e-AhleSunnat kehna s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25636Hazrat se kaafi arsa pehlay mayyit ko Ghusl denay se muta'alliq suwal hua ke mayyit ke payr qiblay ki simt karna kesa. Hazrat ne farmaya ke iss tor par litana chahiye k uska munh qiblay ya aasman ki taraf ho aur qiblay ki taraf nahin litana chahiye. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah
25635Fadl al-Ilm wa al-Ulama, Safha 9 par Hazrat Mawlana Naqi Ali Khan Sahab (Alayhir Rahmah) ne farmaya: "Aur waarid hua ke jab parwardigar qayamat ke din apni kursi par waasitay faysalay bandon ke bethay ga". Iss ki wazahat farma dein ke bad mazhab iss ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed
25634walima ke liye kiya shabe zufaaf zaroori hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25633walima nikaah ke baad pahle aur doosre din karna sunnat hai aur agar kisi wajah se na kar sake to kiya gunahgaar hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25632AlaHazrat ke Walide Girami Mawlana Naqi Ali Khan Sahib ke peer o Murshid koun the?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25631JUMA k KHUTBE K waqt jo ASAA haath se pakda jata hai kya wo har IMAM k liye zaruri hai ya phir sirf buzurg IMAM k liye zaruri hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25630والدین کے قدم چھو کر اپنے ہاتھ چومنا کیسا ہے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25629Kyaa kisi nayk paarsa aurat ke intiqal ke baad uss ka mazar sharif banaya ja sakta hay aur mazar sharif par gumbad bananay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25628ALAHAZRAT FARMATE HEN : SIKHAYA HAI YE KIS GUSTAKH NE AAEENE KO YA RAB!; NAZARA ROO-E-JANA KA BAHANA KAR K HERAT KA. AUR: HUEY KAMKHABI-E-HIJRAT MEN SATON PARDEY KAMKHABI; TASAWWUR KHOOB BAANDHA AANKHO NE ASTAAR-E-TURBAT KA. AUR ALAHAZRAT GHOUS PAK K...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25627Firoz naam rakhna kesa hay? kuch buzurgon se suna ke ye naam na rakhna chahiye. Ab jiska ye naam ho aur tamam dastawezat mein yahi naam darj ho tou kia kia jaey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
25626Zaid ne Khwaab mein Hazrat Eesa Ala nabiyana alaihi salat o salaam ko dekha awr Daste Mubarak pe Bosa dia. Huzur iski Tabeer inayath farmayein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
25625کیا فرماتے ھیں علماء دین و مفتیانے شرع متین اس مسلہ میں مسجد. میں فرض نماز کے وقت تین سے زاید نمازی جمع ھوے اور جماعت نہ ھوئ ھے اور سبھی شرائت امام سے خالی ھیں کسی کے پاس دڑاھی نھیں تو کوی علم سے خالی تو کوی نصف معذور داڑھی والا ھے ان میں سے کون امام...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Masjid
25624hamare yahan marol mapkhan nagar me sunni masjid hai or imam sahab bhi sunni hai lekin masjid me wahabi, deobandi matlab jitne bhi munafiq hai sab aate hai or ek hi saf me sunniyo ke saath khade hokar namaz padte hai to kya unlogo ke saath namaz hoti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid
25623hazrat mosa Alyhis Salam ke walid ka naam kya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25622What is the name of the Daughter of Syed ul Shauhda Sayyiduna Hamza: Umarah, Ummarah, Amara, Ammarah. We listen in Juma's Khutba that Aalahazrat wrote "Abi umarati hamza".Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25621I have been living seperately from my husband from past three years, since he has been married to another lady. I had been tortured for dowry and my case is been going on in bangalore court. However, i want to take khula and am ready to withdraw the ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhula
25620Hum aik website banana chahtay hain jahan sirf Sunni larrkay aur larrkiyan ya unn k walidain ya aziz o aqarib rishtay ke liye ishtihar de sakein. Hamari policy hay k hum website par tasweerain na rakhengay aur sirf larrka aur larrki ki zaroori maloom...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
25619Aaj kal Slaughter house me Kai janwar ek sath machine se zibah kiye jate hain aur padne wala sirf teen bar Bismillah Allaho Akbar padta hai to is trah zibah kya hua janwar halal hoga ya nahin.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
25618Aurat naat padh sakti hai? Aur agar mard uski awaz suntay hon tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25617zaid ghar k maamlat aur bivi se pareshan tha aur gusse me usne akele me kaha k "Nahi chahiye mujhe ye unka rishta" to kya iske ye kahne se miya bivi ka rishta khatam ho jayega? Zaid k liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25616Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wa Aalihi wa sallam ko Shaykhain ke "Daamaad" Ya Sahibayn ka "Susar" Kahne Wale par Kiya hukum hai or us ki Imamat men namaz Jaiz Hai? or Ye Do Alfaz Sarkar ki Shaan men kehne men Niyyat k mutabiq Qaa'il par Hukum hoga? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25615Yahan par 2 companies hain jis me kaam karne wale aksar pakistani aur indian hain jo gosht zibah kartay hain aur baqi processing kartay hain. tou kya hum us company se aya hua packed gosht dukan se kharid kar us gosht ko istemal kar sakte hain. Aur k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25614Hadrat Sa'alaba jinho ne zakat dene se inkar kar diya tha. Tou un par kya hukm hai? Aur kia Sa'alaba naam rakhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25613darj zail jumlay qoul e kufr hayn ya inn may say kisi ko istisna hay: a. may chiristian hun. b. may qadiani hun. 3. may deobandi hun. Aur isi tarah jo koi apnay aap ko kisi bhi batil murtad firqon may shumar karay uska hukm wo hi hay jo un firqon ka ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25612ye dua mangna kaisa k Allah tu hum se woh kam karwa jis se app aur app ka habib raazi hon aur Allah who kam na lay jisse app aur apka habib nazraz hon.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25611Cousins ka aapas mein parday mein reh kar baat cheet karna kesa? Aur telephone ya sms wagera ke liye kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25610mai jahan job krta hun wahan namaz ke liye break nahin milti isi wajah se mujhe namaz ke liye time nahin milta hai. ghr jaate jaate 9 baaj jate hai toh mai kis tarah se namaz ada karun puray din ki.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25609mere chacha apne kafir dosto ke sath apni full family ko kafiro ki ibadat gah le gaye aur jaisa un kafiro ne kaha waisa hi unhone kiya aur unki family ne kiya. meri chachi ne ye aqeeda rakha ki wo hamari sab mushkil dur kr denge. mere chacha ki famil...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25608Assalamu alaikum wa rahma tullaahi wabarakaathu ahl e sunnat ka ya muttafiqah aqeedah hai ke ambiya e kiraam masoom hain in se gunaah ka sudoor nahi hota. Huzoor ki bargaah me guzarish hai ke koi riwayat bayan farma kar is aqeedh par hamen mazboot f...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25607Hazur ek kalaam hai jo bohut dafa maine sunni masjid main suna. Uske pehle sher k alfaz kuch istarha hai hain "Khawab e gaflat main soye hoye mominoo; esh o ishrat badhane se kya faida" aur kuch din pehle maine dekha yeh kalaam ek deobandi mulla bhi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25606Zaid ke Saleh Sahab (brother in law) Ahle Hadees Jamat se hai. Unho ne ek video sab ko bheji, usme yeh btaya gyahe ki Mazallah Huzoor ka Walid aur walida Mohatarram non muslim the. aur dusri video me yeh hai ki, dargahon per jane aur manneh wale sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25605kia Naw Maulood bachay ko Murid kiya ja sakta hay? Aur kia AlaHazrat Naw Maulood bachon ko murid na farmaya kartay thay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25604Awliya-e-Kiraam ke hayaat-e-jismani wa ruhani aur unn ke tasarruf ke baaray mein AhleSunnat ka kia Aqidah hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25603Nikaah me do gawaah sunni sahi-ul-aqeedah musalmaan hain lekin ek ki darhi nahi hai kiya uski gawaahi qabil qubool hogi aur nikaah hua ya nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25602Sarkare Alahazrat ne Kul kitni kitaaben tehreer farmaeen Aur kitni manzare aam par aa chuki hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25601Sarkar-e-Ghous-e-Paak ne apni jawani ke ayyam kahan guzaray?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25600Transplant (sar ke taal me aur deegar hisse me jaha baal na ho waha operation karke Baal daalna) Jaiz hai? Kya Isme wuzu aur masa ho jayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25599AAJ kal NALAIN E PAAK, GUMBADE KHIZRA ,GUMBADE RAZA & TAJUSHARIAH wale metal & non metal k bane hue naqsh market me mil rahe hain jo ke seene par pin k zariye lagaya jata hai. kya usko lagakar NAMAAZ hogi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25598zaid ko barish hone ki wajah se ek jagah pahonchne me takhir hui to zaid ne wahan bola k "Oopar wale ki galati hai" yeh irshad farmaiye ke kya yeh jumla kehne se nikah toot jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25597Mein aik Multi-Media Training Institute se 3d Graphics waghera ka course kar raha hun. Agar iss mein jaandaar ya cartoons ki tasweeron par kaam na kia jaey tou iss ke seekhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25596Hamaray shehar mein aik khatoon aalima muballigha hain jo khawateen ke ijtima'at mein dars o bayan karti hain magar wo shakl-o-soorat, awaz, qadd o qaamat aur jismani haiyyat mien mard se mushabaha hain. Mutazawwij nahin. Aur shadi na karnay ki wajah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25595Can we eat rice (chawal, pulav) with all five fingers? Sometimes it is hard to eat rice with the help of three fingers and it becomes time consuming.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
25594Mard apne naam ke saath RAZVI likhte hain. Khawateen kya likhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25593Agar Khabar na ho ke Bad Mazhab saf mein hai tu us wqt Namaz lotany k bare mein kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
25592Namazi ky samnay koi tin ya box pra ho jis par tasweer bani ho to kis qism ki karahat ho gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
25591Jis room may namaz parrh raha hay wo bohat barra hay awr tasweer namazi se door latki hui hay uska kia hukum hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
25590I read in al Malfuz al Shareef that women are not aloud to wear rings made from metal and copper only silver and gold and I told my mom, and the question is from my mom does this also counts for other jewellery such as necklaces and earrings?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25589When a sin is commited whether it is small or big does this affect the bait?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25588Zaid agar fitness ke toor par cricket khelta ho, shariath ke daaire me rehte huwe jaise ba shara kapre pehen kar satre aurat chupa kar, awkaat e namaaz par namaaz adaa karke, to kya is surat me zaid ka cricket khelna fitness ke toor par jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25587Huzoor Peer Mehr Ali Shah ke baare me kuch bata kar humare quloob ko munawwer farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25586Darul Harb me Musalmaan se interest le sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSood
25585Auroto ko side se Maang nikalna kaise hai [Sar ke baal mein]? Hazrat ne 23rd December 2012 ke session ke is sawaal me ye faramaya tha ke aurat ko seedhi maang nikaalna chahiye (sar ke baal me), yaha seedhi maang ka matlab wazahat farmade ke ye Seedhi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25584Humare yaha Milaad Shareef, GyarweeN Shareef, Muharram Shareef ki niyazo me boori se mithai mangwayi jaati hai, kya boori se mithai mangwake aise niyazo me takseem karna jaiz hai aur jin sahib ko ye niyaz milti hai kya uska khana jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25583Kia Huzoor AalaHazrat ne kabhi aurat ko parde ke saath Mazaraat e Awliya ya qabrstaan me jaane ki ijazat di hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25582Aam taur par chanda baraye Masjid ke unwan se Juma, Eidain aur muqtalif auqaat mein hote hain, agar us chande se Eid e Miladunnabi sallallahu alaihi wasallam ke par kharch kiya jata hai to logon ka aitraz hai ki yah paisa sirf masjid ke ekhrajat mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25581kya namaaz ke daoraan mobile use kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25580Bacche ko Godh (Adopt) karna kesa hai. Yani kisi Organization ya (Anathaaley) se Godh lena aur phir use Islami naam wa pehchaan dena durust hai. jinhe Aoulaad nahi hai wo kya child Adopt kar sakte hai? Uski virasat ka kya hukum hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25579Mere paas kuch purani notes (currency) hai jiska log market me extra paisa dete hai jaise 10rs ki note ka 15rs to kya ye extra paise lena jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25578Zaid luxury class ki sleeper bus ki seat par sirhana lagaye huey baitha ghaflat ki neend sota raha aur usko ek ghantey tak khoob neend aayi. safar karne ke baAd jab bus stop aaya aur uski ankh khuli to usne baghair wuzu kiye huey namaz padhi. Bakar n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25577اگر کوئی بحالت اقتداء قصداً الحمد پڑھے نماز لوٹانا واجب ھے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25576Aaj kal awami madaris mein madaris ke zimmedaran asatiza, huffaz wa qurra ko kuch waqar nahin detay. Jab chacha jesa chaha keh detay hain. ba'az tou bad kalami aur fuhush gaaliyan baktay hain. aisay hazraat ki qayadat mein rehna kesa aue in hazraat p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
25575Letter, Email ya Sms ke zariye jo Salam aata hay kia uska bhi jawab likh kar wapis bhejna wajib hay ya sirf dil mein ya awaz se wa Alaykum as-Salam keh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25574Is this durud shareef written correctly, it is the durud which Huzur Taajush Shari'ah recites: Allahumma Salli ' Alaa sayyedina wa mawlana MuHammadin wa 'Aafiyatil abdani wa shifa'iha wa Tibbil Qulubi wa dawaa i ha wa nuril absari wa diyaaa iha wa 'A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25573كافر كا سامان يا خنزير ديكھ كر ماشاءﺍللہ كهنا كيسا هے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25572ہمارے امام صاحب کے مخا رج بہت غلط ہیں اور قرأت کرتے ہوے آواز کو اوپر ہمارے امام صاحب کے مخا رج بہت غلط ہیں اور قرأت کرتے ہوے آواز کو اوپر نیچے کرتے ہیں (جسے تجوید کی کتابوں میں آواز اچھالنا لکھا ہوتا ہے کہ یہ لحن جلی ہے اور اس سے نماز فاسد ہو ج...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Quran, Imamat
25571kuch loog ye kehtay hain hai ke Sayyidi AalaHazrat ne Muballig e Aazam Allamah Abdul Aleem Siddiqi Sahib ko Photography, Videography ki khaas ijazat di thi, kya ye baat sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25570Gaus pak ke chiraag kar sakte hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25569accidental insurance karana kaisa hai? bank me ek policy hai jisme 100 rs yearly submit karne hote hain or accidental death hone per iske badle 2 lakh rs. milte hain or agar aisa na hone per jama kiye gye 100 rs bhi khatam ho jate hain. kya aisa insu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25568if one wishes to take a barakah bayyah (talib bayyah) with a another Peer, does that person need permission from their own murshid first?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
255671. Kiya hukm hai us masjid ke bare main jismein Farz namazon ke alawah har kaam Mic ke istema'al se hota hai, maslan Namaze Taraveeh, Eidain, Dua Salam, Durood Sharif ki mahfilein, Juma ki namaz wagairah. To kiya in umoor mein Mic ka istemal jaiz hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25566Kamray mein khushbu ke Liye Alcohol waala Room Spray Istamaal karna kesaa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25565Karbala Sharif ki mitti, muey Mubarak, katune jannat hazrat fatimuttuzzehra radi allahu anha ki chadar Sharif aor digar sahabi e rasool ki 7 nishaniya joara dist. ratlam m.p. me koi hazrat na maloom shehar tamil nadu se zirat ke liye laey hein. ek ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25564Zaid subhe aeroplane par jammu kashmir se dehli ke liye nikla. usko dehli pohunch ne k liye 1:30 to 2 hours lagey Nimaz e zohar aur assar k waqat wo wahein raha usk foran bad ussi din wo dehli se jammu kashmir k liaye wapis agaya. Sawal yeh hai k Kya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25563Kya mobile me naate pak sunna sahi hay aur quraane pak sunna mobile se kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25562Shariyat ki baat kai alawa kya koi bhi baat (dunyavi) jo waldain kahe aur aulad nahi mane toh kya aisa karna kufr hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25561 حضور پر نور ﷺ کو داماد یا سسر کے رشتے یا لقب سے پکارنا کیسا؟ اور جو شخص کریم رؤف و رحیم آقا ﷺ کو حیدر رضی الله عنہ کا خسر یا سسر کہہ کر پکارے یا دوران تقریر یا مناظرہ استعمال کرے اس کے بارے میں شرعی حکم کیا ہے؟ جبکہ سیدی اعلحضرت رضی الله عنہ نے اس ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25560Mein apka mureed hun kya mein apne name ke piche qadari razvi ke sath azhari bhi likh sakta hu kyonki jamia azhar se farig kisi alim ne mujhe net pe bola ki azhari sirf jamia azhar se farig hazrat hi laga sakte hazrat jawab inayat farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
25559Huzoor mein taqreeban 2 maah se 2 sawalon ki wajah se pareshan hun. Aap rahnumai farmaen. (1) AlaHazrat Azeemul Barakat ne fatawa Razawiyyah Sharif, Jild 30, Safha 680 par farmaya: "Allah Ta'ala ne Muhammad SallAllahu Alayhi wa Sallam ki Zaat-e-Paak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25558Us Dargah Par Jana Kesa Jis Par Aoraten (Musalmaan aur Gair Muslim Dono) Jaati Hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25557(huzur can give answer preferably in Urdu) Last time I had made a question without giving all necessary inputs. Please excuse me for taking ur valuable Time again. My Question is "Hinda" is my wife's sister. Hinda Khud ko tou Sunni kehti hai, lekin (...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,501-1,600 of 12,542 items.