Showing 1,301-1,400 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25856emails aur messages wagaira mein assalaamu alaikum ke bejae a/a ya AOA, ASKM likh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSalam
25855kai ham fitness ke lia gym ja sakte hain? shariat ke daere ke andar rah kar?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25854konsa durood shareef zada padna chahiye jisse allah azzawajal or uska mehboob sallallahualaihewasallam raazi ho jaye or imaan pe khatma ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25853ek shaks hai jisko huzur sallallahu alaihewasallam ke baare me galat galat shaitani waswasa aaya or us shaks ne apni zaban se us waswase ki waja se huzur sallallahualaihewasallam ki shan me gustakhi kardiya to kya uski tauba kabul hogi iske baare me ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25852ISLAMI JALSE KE POSTER KA KIYA HUKM HAI JO DIWARON PAR LAGAYE JATE HAIÑ JIN PAR MUQADDAS NAAM HOTE HAIÑ PHIR KUCH HI DINO MEIÑ WOH POSTER KUCH NA SAMAJH LOOG PHADH DETE HAIÑ PHADH NE KE BAAD KABHI KABHI WOH POSTER ZAMEEN PAR GIRE HUWE DIKHAI DETE HAI...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25851khawaja ka bulawa ayega to hi ajmer jayege. esa bolna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25850Zaid kehta hai k mere ghar walo k pass pehle 5 tolay gold tha aur 5 tolay ab unhoon ne aur lia.. Kul mila k ab 10 tolay hogaya hai.. Sawal yeh hai k ab zakat kab deni hogi aur kya har saal is par zakat deni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25849Suleh Kulli ko Salam karna kesa aur agar wo Salam karay tou kia jawab dein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25848Imama sharif kis tarha bandhna chahiaye aur bandhte waqt kin kin baton ka khass dehan rakhna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25847jummah ke din koi sunnat padh raha hai aur azaan e saani shuru hojaaye. toh uss shakhs ke liye kya hukm hoga? namaz ko wahi saakit kiya jaaye yaa mukammal padhi jaaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25846what is the age of marriage in ISLAM?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25845Zaid aur uss ki biwi ko yeh nahi maloom thaa keh aik doosre se jima naaqiz e sawm hai. Kayi saalo se Ramzaan ke mahine mai ba haalat e roza dono ne baar ha jima kiya. Ab ilm huwa keh jima naaqiz e sawm hai. Kya hukm hai? Kaffaara bhi farz hai ya sirf...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25844kisi muslim film actor ya hero ka paisa masjid main lagaya ja sakta hai ya nahin? Isi tarha deegar fussaq wa fujjar ke diye huay payson ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25843Aik shakhs JO mayyit ko Gusal Deta Hai Aur Kehta HAi Ki Bahar e Shariyat Me Likha Hai Ki Jo Saks Apni Hayati Mai Jayse Kapde Pehanta Wayse Hi Use Duniya Se Chale Jane Ke Bad Kafan Payhnana Chaiye Jayse Eid Aur Bakreid Par Pehnta Hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25842Ek School Hai Jis ko Muslim log chala rahe hain, ownership aur management bhi muslim log hi hain, us school mein kuch gair qaum ke bache aur ustad padhte hain aur padhate hain, school ka uniform mein tie hai, Tie phena Islam mein haram hai yeh baat u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25841kia sulehkulli k haat ka zabiha kha sakte hain? suleh kulli aisa hai ke wo milad sharif bhi karta hai gayarvi bhi karta hai phir bad mazhab se bhi milta hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
25840kuch log kahte hain ke wahabi ki ladki apne ghar sadi kar ke la sakte hain aur unse kaha jata hai ke unse rishta nata mel jol nahi karna chahiye to wo kahte hain ke ham ne unki ladki apne ghar layi hai apna ladka nahi diya hai aur jo sunni aalim unka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25839kisi gair muslim ladki ko musalman banaa ke shaadi kar sakte hain ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25838Will there be any sin if someone travels to Darul Harb for seeking worldly (dunyawi) knowledge needed for jobs and earning?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25837Yahan par kuch logo ka manna hai k jo shaks ramzan k akhri ashre main a'aitkaf main bethta hai uss shaks ki awaz bhi masjid shareif se bahir nahi aani chahiaye. yani na wo Azaan de sakta hai na kuch aur kr sakta hai jisse k awaz bahir aaye. Hazur saw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25836badmazhabon ke jalsoon main acha samajh kar na jana balkay is soch se jana k dekhein toh yeh log awam ko kis tarha behkate hain aur awam kis tarha behakti hai. Kya essi soch rakh kr in k jalson main ja sakte hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25835Azaan me Allahu akbar allahu akbar ke kalima me agar allahu akbar ko allahu akbar se milana chahein to kaise padhein allahuakbarullahuakbar yaani pesh se padhein ya allahuakbarallahuakbar yaani zabar se padhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25834mein ne 25 saal ki umar se apnay walidayn ki khidmat ki hay, unn ka har tarha se khayal rakha hay. Meray waalid mujh se phr bhi naraz rehtay hain. Baat nahin kartay aur na hi kabhi iss ki koi wajah bataee. Meray liye kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25833Kia farmatay hain Ulama-e-Deen iss mas'alay mein ke zaid ki zameen par kuch lougon ne na jaiz qabza kar rakha tha. iss silsilay mein panchayat ke ameen ne paymaish bhi ki magar kuch nateeja nahin nikla. zaid ne tang aa kar zameen par qabza karnay wal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQasam, Ifta
25832کیا فرماتے ہیں علماء دین مسئلہ ذیل میں کہ ایک شخص جو وہابیوں کے ساتھ تبلیغ میں جایا کرتا تھا جب اس کے سامنے وہابیوں کے پیشواوں کے نام اور ان کے کفریہ عبارات رکھے گئے تو اس نے انہیں پہچاننے سے انکار کیا اور ایسی عبارتیں لکھنے والے کو کافر کہا۔ پھر جب ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
25831Ek shakhs apni jaidaad (property) apni wife ke naam karnaa chahtaa he lekin Hukm-e-Khudawandi se agar us shakhs se pehle un ki wife ka Inteqaal hojaata he to : 1) wo jaaidad (property) ki milkiat shariat ki roshni me kis ke paas jaani chahiye? kyaa w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWasiyat, Wirasat
25830MERE BAHEN KI SHADI HE. AB MERA JO MAMA HE WO MASLAKE ALA HAZARAT KE KHILAF HE, SAB KO EK MANTA HE,WAHABI DEVBANDI SAB SE MILTE JULTE HE UNKA KHANA PINA UTHNA BETHNA SAB KARTE HE AUR INKE EK DUNYAVI IDARA HE JISME BAMAZHABO KI ZAKAT BHI LETE HE, ME U...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25829Kia Miyan biwi aisay kamray mein sohbat kar saktay hain jis kamray mein oonchaai par kisi box ya almaari mein Sarkar Alayhis Salatu wasSalam wa Awliya ke moo-e-mubarak mojood hon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25828Mobile me jo aazan record hoti kya qabar wale ko wo suna sakte hen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAzan
25827sura e fatiha ki chauthi aayat mein jo iyya par tashdeed hai agar ispar tawajjoh na di jaye aur is per zor laga kar padha jaye to woh maazallah "igya" ho ja ta hai aur main ne kai jagah aisi qira'at suni hai baraye karam iss galati ka hukm irshad far...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
25826Agar kisi shaks ki qaza-e-umri ibaadat baqi ho to nafl ibaadato ke liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
25825music wali qawwali kay iss misra 'khuda bhi be parda hai nabi kay wasitay' ko likhne, padhne aur sunne walay k baray mein kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab, Ashaar
25824Hazrat maine ek khuaab dekha hai jiski wajeh se main bahut zyada pareshan hun. Maine dekha ki main pul siraat paar kr rha hun aur pul se gir kr jahannam ki vadi mein pahunch gaya hun. hazrat maine apne gunahon se sachchi tauba kr li hai. bas mere zah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersDozakh
25823Meri ahliya ka rawayya meray aur meray ghar walon ke sath acha nahin hay. wo baar baar larr jhagarr kar apnay ghar chali jaati hain aur phir kaee kaee haftay aur maheenay waheen rehti hain. mein ne kaee baar unhain aur unn ke ghar walon ko samjhanay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
25822Tajush Shariah ke koi khalifa agar jaan boojh kar video banwaen aur jaahil/naqli peeron ka sath dein to kya wo aap ke khalifa rahengay aur aap ki unn ke liye kia naseehat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
25821Jo shakhs aap se Mureed hona chahta he lekin wo zahiri taur par apke kisi jalse me sharik nahi hua na usne koi kapda pakda sirf Aapse muhabbat ki khatir aapse mureed ya talib hone ki khwahish rakhta hay to kya wo aapka mureed ya aap se taalib kehlaeg...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
25820اسلام میں فیتا کاٹنے کا کیا حکم ھے؟ اسکی کیا حقیقت ھے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25819Farz nmaz ke bad nafil nmaz mein baz logo ko dekha he beth kar padte he. nafil beth kr padna kesa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNawafil ka bayan
25818hamara textile ka business hay. Mujhe se aik shia aurat, aurat ke liye kaffan lenay aaee magar mein ne usay mardon ka kaffan bech dia. kia mera aisa karna theek hay? kia budmazhab ko kapprra ya kaffan bech saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Bae' wa shara
25817agar hinda ka sauhar arab sharif me hai aur hinda apne ghar me ye ni hindustan me hai to kya hinda ko nafil roza rakhne ke liye apne sauhar se ijazat lini hogi? isi tarha agar shohar se ke sath rehti ho tab bhi nafil rozay ke liye ijazat leni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25816Hazrat kya masjid mein mortin coil ya good night liuid machine wala lagana kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25815Kya "Qasasul Ambiyaa" mo'Atabar kitab hai ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25814Markazi Jama Masjid Latifabad Hyderabad Pakistan Ki New Tamer Ki Gai. Nechay Manzil Par Namaz Hoti Rahi New Tamer K Baad Magar Ub committee ka israar Hay K Oper Namaz Ada Kijaay K Nichli Manzil Veraan Hay Aur Oper Namaz Ada Kia jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25813ba gird aab-e-bala uftada kashty, za'eefane shakista ra to pushty, ba haqqe khwaja e usmane harooni, madad kun ya moinuddin chishty. iska tarjuma urdu me farma kar ise samjha dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25812Kya Bank ka check bhi Shar'An maal hai? Kya bank ka Check naf'Ah ke sath khareeda ya becha ja sakta hain? Agar nahi to koi aesa Tareeqa bata deejiye jiske zareey hamari murad poori ho jaye ke Zaid ko raqam ki zaroorat hai aur Bakar dene ko to tayyar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25811Hum log ek product, bohat saari companies me supply karte hain, ab jo hamara customer hota hai uski company me funds (paise) nahi rahte hamara product humse purchase karne ke liye, to wo customer hum se BANK (FINANCE) walon ka contact number puchte h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25810Agar kisi ne qasadan Bagair Wuzu ke Namaz padhi to aise shakhs per kya hukm hai ? Aur Sirf job ke hadd tak yani daily subah se sham tak Pant aur Shirt pehanne ki ijazat hai ? isliye ke kisi bhi company me job karne ke liye pant shirt pehanna bohat za...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25809hamray shehar me aksar qasai ki dukano me devbandi, wahabi janwar ko zabah karte hain kya ayesi dukano me se gosht kharid k khana jaiz hay? Jo log jan bujh kar b unki dukan se gosht kharid k khate hain aur zabiha k masael ko naya masla ya fitna kahte...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
25808mai apne ghar se qarib 100 km door rah kar padaee karta hun. mai waha ek hafta rukta hu or sunday ko ghar wapas aa jata hun. is situation me mujhe waha namaz kasr padni hogi ya mukammal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25807Kafiro mushrik ko dawat khilana kaisa hai? offices mein jub promotion hoti hay tou collegues dawat maangtay hain jin mein kafir wa bud mazhab bhi hotay hain. Aisay mein kia karna chahiye? Isi tarha jab wo dawat karein tou jana chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25806Aam Sunni Kutub mei parhaa hai ke Tawaaf mei raml pehle teen gardisho mei hai phir aaraam se chalne ka hukm hain aur apne seedhay baazu ko dhak dena chaahiye. Magar, hum ne deykha hai ke mu'tabar Ulama e Kiraam seedhay baazu ko nahi dakhte. Is ki kiy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
25805Kya Jeddah Miqaat mei hai ya nahi? Aur jo log Umrah ke iraade se apne shahar se safar karte hai wo Jedda ki hotel mei qiyaam karenge. In logo ke liye sharaait e ihraam kahaa se shuru hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMeeqat, Ihram
25804kya talaba per bhi dersgah me Quran Sharif sunne ka wahi hukm hai Jo hukm aam Quran Sharif sunne ka hai yani aisa ho Sakta hai ke ek shagird suna raha ho to kya kuch shagird na sunte hue apna sabaq yaad ker sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersqirat
25803Saali agar behnoi se mu'aniqah karay aur rukhsaar choomay jab ke saali aur behnoi donu hi shehwat honay ka inkar kartay hain tou kia hurmat-e-musahirat qaim hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMehram
25802Mera sawal hai ke kafir ke nikah me jana Aur Mubarak bad dena kaisa. aur Devbandi wahabi ka Aqd-e-Nikah agar koi sahiul Aqeeda Sunni patha de to Uske leye kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
25801Aik mash'hoor shakhs jo (jo ba qoul Shaykain: Tajush Shariah wa Muhaddis-e-Kabeer) maslak-e-AlaHazrat ka sahih muballig tou nahin magar bahar haal sunni hay aur tariqah qadiriyah mien bay'at hay. Ab kuch loug jo khud ko Sunni Noori Razawi kehtay hain...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Tareeqat
25800zaid ki maa aur walid ne zaid ki bahen ki shadi kafir ke sath kar di zaid ki bahen pahle se shadi sudha thi aur zaid ke mana karne par bhi nahi mane aur apni ladki aur damad se bhi rista qayem hai zaid ka kahna hi ke meri maa aur bap par kya hukm hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
25799aj kal deen e islaam ki taleem chor kr log bacho ko madaris ki bjay school colege may behjty hen kaya school college waly jo taleem dety hen wo hasil krna jaiz he ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25798hadise pak me hai ke meri ummat 73 firqe ho bat jayegi sab ke sab jahannami honge sirf 1 (except 1). Is hadise pak me jahannami firqo se murad 'dukhool fin naar' hain ya 'khulood fin naar' aur kya baqi ke 72 firqo mein wo log bhi shamil hain jinki ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Jannat, bd mazhab firqay
25797Juma kE roz Masjid ke andar aage jaane ke liye SAFF ko laang kar aage ja sakte hain? Aur kia IMAM SAHAB bhi isi tarah se SAFON ko laang kar aa sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Masjid, Jumuah
25796Qible Ki Taraf Kulli Karna Kaisa Hai? Jin masajid mein wuzukhana ki simt qiblah ki taraf ho wahan wuzu ke baray mein kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Wuzu
25795mujh par jab se namaz farz huwi hai tab se lekar aaj tak kitni namaz e qaza huwi hai mujhe ye maloom nahi tou mai ye qaza namaaz ki niyat kaise karun? aur kesay andaza lagaun?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
25794ek peer sahab ka kehna hay ke net se bait hona sahi nahi hai. peer jab tak apne mureed ko na jane or mureed apne peer ko na jane samne se wo baith nahi ho sakta? hath me hath ya ek saf me na ho tab tak mureedi sabit nahin. Rahnumai farmaen. Aur agar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
25793background zikr vali naat sunna aur sunana kesa hai? hamare shehar me speaker center ke zariye zikr vali naat sunayi jati hai agar zikr vali naat sunna jaiz nahi hai ab jo ispeaker ke zariye zikr vali naat sunate hai un par kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25792Aaj kal mobile ke zariye net par ek game chal raha hai teen patti wo game bilkul patte khelne jeisa hai aur log usko din raat kasrat se khel rahe hai aur us ke joh points hai wo bechte hain peise le kar. us game ko khelna keisa hai. Khelne walo par k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
25791Mein ek ghair Muslim ki company mein mulazmat karta hoon. Diwali, Christmas wagherah par company ki taraf se Jo mithai wagherah milti hai, uske khane ke bare mein kya hukm hai. Agar khane ki ijazat nahin hai to us cheez ka kya Karen?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Dawat
25790Share brokar ke paas aap ek makhsoos raqam jama karate hai market me karobar karne ke liye yeh amount koi fix nahi hai aap chahe to 1000 ya 5000 ya jo bhi aap ki sahulat se albatta 1000 se zyada jama karate hai is raqam ke 4ya 5 gunah tak aap saude k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25789Can a Muslim sell Manjam, Kumkum, Bindi, Sindhoor that Hindu women put in the middle of their forehead between the eyebrows?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara, Tijarat
25788زید نے ایک زراعت کی زمین پچاس لاکھ روپئے کی غیر مسلم سے خریدی، پیسے دیدئے رجسٹری بھی کرالی، اس شرط پر کہ جب غیر مسلم کے پاس پچاس لاکھ روپئے آوینگے تو غیر مسلم زید کو پیسے دیدے گا اور اپنی زمین واپس لے لیگا ،اور جب تک پیسے نہیں دیگا وہاں تک ماہانہ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
25787ZAID NE MAKAN SARKARI KAGHZAAT MEN KHALID K NAAM KAR DIYA AB AIK MUFTI SAHAB NE FARMAYA K JAB TAK ZAID YE NA KAHE K MEN NE MAKAN KHALID KI MILK KIYA TAB TAK WO MAKAN SHARAN ZAID KA HI HAI BAAD-E-WAFAT-E-ZAID WO MAKAN BHI TARKA MEN SHAMIL HOGA. SARKAR...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25786HUZOOR AP NE FARMAYA THA K QATA NAZAR IS K K "KAMLI" LAFZ TASGHEER HAI MAGAR YE LAFZ NAAT NAI HAI MUJHE YE ISHKAL PEDA HO GAYA HAI K AGAR SHA'IR ZAROORAT-E-SHERI MEN "KAMLI WALE" KAHE OR US SE "NOORI CHADAR WALA" MURAD LE TO KIYA ISE "YA AYYUHAL MUZZ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25785kya cricket khel kar kamaye gaye paise halal he ya haram? jesa ki ek match khelne par kuch paise milte ho to kya ye paise halal he ya haram?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
25784Aaj se kuch 4 saal pehley (06th March 2010) ko mera Nikah huaa thaa, Nikah ke waqt Jaheez me meri biwi (wife) kareeb koi 4 Lakh (400,000) ki maaliat ka sona (Gold) laai thi, Us waqt meri shaadi ke liye ghar kharidney ke zumrey me mere susr ne hamey k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25783Rehen per gher lena kaisa hai, rehen mein is tarah hota hai ke pehla shakhs doosre shakhs se kuch raqam maslan 1 lakh ya 2,3,4 lakh rs leta hai aur muddat tai ki jaati hai jab muddat khatam hojaati hai tab pehla shakhs doosre shakhs ko woh saare pais...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
25782kiya namaz me topi ka pahenna zaruri hai agar mai bina topi k namaz padlu to kiya meri namaz nahi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25781Gumrah aur BudMazhab kisay kehtay hain aur inn mein kia farq hay? Isi tarha Fasiq aur Fajir kisay kehtay hain aur inn mein kia farq hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay
25780ZAID KEHATA HAI KE MASJID KI TAAMIRI KAAM KE LIYE JO BHI SHAKS EK MUQARAR WAQT TAK EK MUQARAR RAKAM DEGA THO USKA NAAM MASJID ME YAA MASJID KE BAAHAR HAMESHA KE LIYE EK FEHRIST KI SHAKAL MAE NAQSH KIYA JAYEGA. KYA AISE HISSA LENE WAALON KI PHIRIST MA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
25779Zaid behra hai. woh begair mic ke namaaz padta hai. lekin takbir ki aawaz kaan ke machine ke zarie jati hai to kya uski namaaz mukammal hai? is surat haal mein kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25778AlaHazrat ka Asatiza ke Asma-e-Girami kia hain? Aur mukhalif mash'hoor kartay hain ke Mirza Gulam Ahmad Qadyani se bhi AlaHazrat ne ibtidaee kitabain parrhi hain iss ka radd inayat farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
25777agar do log ek Dusre ko jante hai aur family bhi par unka nikha galat naam aur galat surname se huwa Toh Kya nikha ho gaya ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25776Sarkar Mufti e Aazam e Aalam e Islam ki Ahliya Mohtarama ko Maadar e Ahle Sunnat Kehna Kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat
25775ishqe mijazi aur ishqi haqeeqi ki tareef aur in mei farq bayan farma dein. Rasool-e-Akram wa deegar Sahaba wa AhleBait o Awliya se Ishq, Ishq-e-Mijaazi mein shumar hoga ya Ishq-e-Haqeeqi mein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
25774ye sheer padhna shar'an kaisa hai: "kyu na adab se chume Roze ki jaliyo ko; Jibreel ne hai chuma talva mere nabi ka" agar ye jaiz hai to najaiz kahne wale ka kya hukm hai? aur Sarkaar e Alahazrat ke mulatik ye kahna ki "sirf andhi nahi tufaan hai ala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
25773Kya sohbat karne ke baad wuzu karne lene se admi pak ho jata hai. ya gusl zarori hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Ghusl
25772Ek imaam k baare mein jo sawaal bheja tha k awliya k sardaar syed ahmad kabir rifai hain. Asl sawaal iss tarah hai k ek shaikh jo k arab mamaalik se talluq rakhta hai kisi doosre mulk ki masjid mein juma ki khitabat k faraaiz anjaam deta hai aur uss ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Namaz
25771People wear nalayn shariff brooch (metal badge) during namaz as well. as per my knowledge men are not allowed to wear any metal objects especially during namaz. kindly correct me if I am wrong and let me know shariyah ruling of nalayn shariff brooch ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
25770Islami Zindagi mein Aqeeday ki ahmiyat par kuch rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25769kya madrsa ki building me personal school chala sakte hain? or jo esa karte hain unka kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25768عورتوں کو سونے چاندی کے علاوہ دھات کا استعمال جائز نہیں اس پہ کوی قرآن کی آیات یا کوی حدیث ہے یا نہیں اگر نہیں تو اس کا ثبوت کیسے ہےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25767Huzoor khatme Ghosia Shareef karne ka tariqa irshad farma dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
25766mai ne aik mobile company ki sim pe bank mien account open karwaya hai. uss account mein 2000 balance rakhnay pe mobile company se daily 30 sms aur 30 minutes free miltay hain. kya ye free sms aur minutes sood hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSood
25765Kya munfarid farz Namaaz me continue chand surton ki Tilaawat kar sakta he? Sirri ko jahar k saath Aur jahar wali ko sirri ki tarah padha to uske liye kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
25764hamare nabi (SallAllahu Alayhi wa Sallam) gheir muslim se kese paish aatay thay? Aur hamaray liye kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat, Hazr o Ibahat
25763Agar kisi shohar ne apni biwi ko jagde hone par kehta hai ki meine ise chod diya aur talak de diya aur mamla thanda hone par dono is baat se mukkar jate hai ki aesa nahi kaha gya tha to unke ghar par fatiha ho ya phir kuch aur function ho to is bare ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
25762If someone uses my id for online shopping and some amount of cash-back is generated on my id and i had used that cash-back for myself so is it necessary for me to pay the cash-back amount to the that person?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
25761Makrooh Waqt me namaz-e-Janazah padhna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Janazah
25760If a husband pronounces three talaaq to his wife over phone at once in presence of two gawaahs at husband's side and two at wife's side then how many talaaqs are applicable. Further if the wife denies of hearing even once or she claims that she has h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
25759Jis tarha fatiha, teeja, daswan aur chaleeswan karna jaiz hay kia isi tarha chahrum (4 days) karna jaiz hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah, Hazr o Ibahat
25758mai madarse mein hifz ka talib e ilm hun hamare qari sahab qirat sikhne ke liye kehtay hain k fulaan (badmazhabon k imam) ki tilawat karne ke tariqe Aur Uske padne ke lahje ko sunn kar sikho? hamare liye uss ke tariqe ko sikhne jayez hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25757I am mureed of a Sahihul Aqidah Sunni Peer and when I meet other friends and people whose association is with a Peer whose name I have not heard ever. I feel like there all are being betrayed and deceived by fake peers. Though I do not reveal this to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,301-1,400 of 12,542 items.