Showing 1,201-1,300 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24914Shajra Mubarak parrhnay ka tareeqa taleem farma dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24913Zara'ee Zameen se Haasil honay walay Shehad ya Fasl par Zakat deni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24912Kiya Nabi Kareem Alaihis Salato wa Salaam ne Durood-e-Ibrahimi k siwa kisi aur Durood Sharif k parrhnay ki taleem farmaee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24911Namaz mein jub Imam khud Aqaamat kahay tou kab kharra hona chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24910Naqsh-e-Na'al-e-Paak ki 4.5 maashay ya uss se kam chandi ki Angoothi pehan saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24909Zowjain ne Suhbat ki. Inzaal na hua tou donu ya kisi aik par Ghusl Farz hoga? Aur agar Shohar ka Mada-e-Manawiya kharij hua tou Biwi par bhi Ghusl farz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24908"AsSalamu Alaikum" Kia isay Arabi Rasmul Khatt mein likhnay Zaroori hay? Kia Email ya Msgs wagera mein English mein "AsSalamu Alaikum" likh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24907Kia Rishton mein Rukawat Jadu ki waja se bhi ho sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24906kia Qaza namaaz mein sunnat padhni chahiye ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24905Aaj kal Murshidan-e-Izaam ke Ahtiram aur Unn k apnay Murideen par Huqooq ka bohat Dars dia jata hay jis se ba zahir aisa hi mehsoos ho raha hay aur dekha bhi ja raha hay k Mureed apnay peer ki har sahi ghalat baat ko apnay ooper lazim kar letay hain ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24904Damm wajib honay ki soorat mien Zaroori hay k Qurbani ki jaey aur Makkah Sharif hi mein ki jaey? ya iss k ilawa koi aur kaffara hay jesay k Fuqara ko Khana khilana ya Rozay wagera? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24903Agar kisi chawrahay par kisi larrki ki laash milay to kaise maloom kia jaey ke ye laash muslim ki hai ya hindu ki? Hindu kehtay hain k hum jalaengay aur Musalman kehtay hain ke hum dafnaengay. Ruhnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24902Yahan germany kay aik research institute ki report shaie howi jis kay mutabiq mundarja zeel khanay ki ashya may kuch na kuch khanzeer(pig) kay ajzaa paye jatay hain. Dabbay wala doodh, saib ka dabbay wala juice, ice cream, bakery kay item, dabal roti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24901Mobile par Quran Sharif ki koi Aayat ya Tarjama parrhnay k liye Wuzu karna zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24900Kya Hi Zoak Afza Shafaat Hai Tumhari Wah Wah; Qarz Leti Hai Gunah Parhez Gaari Wah Wah... Kindly do Sharah of this Couplet in English (If Possible) or in Urdu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24899ILM-E-ATTAI, ILM-E-ZAHARI AUR ILM-E-LADDUNI MEIN KIA FARQ HAY. BARAY MEHARBANI ISS KA TAFSEEL SEY JAWAB ATTA KAR DEIN Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24898Europe aur America mein Aaj kal jo Islamic Conferences ya Semiars hotay hain wo kisi barri hotel ya Auditorium mein hotay hain aur publicity par bhi kharcha hota hay jiski waja se unn programms ki Entry Fees li jaati hay. Kia Mazhabi Majalis ki Entry...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24897Log naat parhnay kay lye paisay laytay hay aur woh bhi pehlay tay kartay hain phir Mehfil mein aatay hein. Kya ye jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24896kafir se paise pe kuch ziada lena khalis mubah hay tou badmazhab ko paisa as a loan dena kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24895kya aurat shadi ke baad apni marzi se kisi se bay'at ho sakti hai ya usay apnay husband se permission lena zaruri hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24894hamari masjid ke imam sahab ne aik bar aik badmazab ki namaz-e-janaza para di thi lekin un ko ye malum nahi tha ke ye badmazhab hai tu kya jab tak wo elaania tuba nahi keringe tu tab tak un k peche namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24893daarhi munde aadmi ke pechey namaz parna kaise hai. Iss masale ke mutaaaliq qadoori sharif mein hay ke faasiq ke peeche namaz ho jaeigi? Rahnumai farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24892Shafa'i Imam ke peche namaz parh sakte hain agar uss imaam ka aqida sahi ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24891shadi mein jo dulhe ko hath me "KATYAR" aur kalai mein "GAHNA" diya jata he shadi tak. Huzur kya ye sahi aur jayz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24890Namaz k dauran qaeday mein shir khwar bachcha godh may aa kr bayth jaey aur oos k jism se najasat zahir ho chuki magar namazi k kapde pr nahi lagi, tow namaz ho jaeygi? aur agar lag gai to kya hukum hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24889Tafzili Imam Abul Hasan Ash'ari ki Kitab Maqalat al-Islamiyyin ke hawala de kar kehtay hian k unhoun ne uss mein AhleSunnat wa Jama'at k Afzaliyat k Aetibar se 5 Aqwal naqal kiye hain unn mein se aik Mawli Ali ki Tafzil ka bhi hay. Rahnumai farmaen. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24888"Kasrat-e-baad-e-Qillat pe Akthar durood; Izzat-e-baad-e-Zillat pe Laakhon Salam" BadMazhab AlaHazrat k iss sher ka matlab ye nikaltay hain "Uss Nabi pe lakhon salaam ho jo zalil honey k baad izzat wala bana hy" (Ma'azAllah) aur is sharah ko AlaHazra...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24887Behtareen Sadqa kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24886Dua karein aur Koi wazifa bataein jis sey Nabi-e-Kareem SallAllaho Alaihi wa Sallam ki ziyarat naseeb ho jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24885I want to know whether trading (Buying and Selling of Shares on same day) is halal or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24884Is it necessary to take bath daily, or only take bath when it is Farz/Wajib to save water. In Qayamat we will be asked for everydrop of water! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24883hajate asliya ke alawa jo zameen kharidne me investment karte hain to un kharidi hui zameen ki bhi zakat nikalni padegi jise ham rahne ke liye istimal nahi karte? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24882Aik awrat jo gareeb hai naqli sona ya zeweraat pehen sakti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24881Kya angrezi toilet may khade reh kr paishab kr sakte hy jab k taharat malhuz ho? khaas kr safar k dauran airport, plane may ya hotel ya aur koi Public place may ye qavi guman ho k angrezi toilet pr baithne se badan aur kapdo ki taharat baki nahi rehe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24880Kya kisi Peer ki bayt karna zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24879Ek devbandi alim ne kaha ki Jang e khaibar se wapsi ke waqt aik yahoodi aurat ne Rasool Allah sallallaho alaihewasallam ki dawat ki, aur ap ko zahar mila khana khilaya, agar ap ko ilm e gaib hota to zahar mila khana jan boojh kar kiu khate? kiu k zah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24878Huzoor Ahsanul Ulama aur Sayedul Ulama kin k Naam hain. Inn Hazraat ki Seerat par kch Irshad farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24877Jumma ke din Zawal hota hay ya nahin? Agar hota hay to aik hi time hay ya badalta rehta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24876kiya ye shahi he k 40 abdaal se aik kam ho jaey to dunya par asr ata hai? Aur ye chalees abdaal kisi aik hi jaga aik sath rehtay hain ya mukhtalif maqamat par hotay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24875Hazrat ne farmaya tha k Namaz se farig ho janay k baad musalle ka kona modh dena chahiye! iss mein kia hikmat hay? loug kehte hain k jab musalle ko fold karen to sajde ki jaga or pairon ki jaga ko ik sath nai milana chahiye. kya ye sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24874JUB KO SAHIB E ISTITA'AT HO JAEY TOU USS K LIYE SHADI PEHLAY KARNA ZAROORI HAY YA HAJJ KARNA ZAROORI HAY? SHADDI KARKAI HAJ KO JANAA YA HAJ KAI BAAD SHADDI KARNA, KOSA TEAK HAI. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24873HAMARAI PASS ITNA PAISAI HAI KE UMRA KAR SAKEN, HAJ KARNAI KAI LEYA UTNAA PAISAI NAHEE HAI. THO HAJ KARNAA ZAROO HAI KE UMRAH KARNA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24872Quran ki behtreen tafseer kis kitab mein hai uska naam bata dein ta keh mein le ker perh sakon. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24871Kaee madrason mein Quran Hifz karaya jata hai, sikhaya aur samjhaya nahi jata yahan tak keh Arabi per bhi khaas tawajjuh nahi di jati.Surah aur ayaat yaad kerwa di jati hain lekin tarjuma dekhne ki zarorat baar baar perti hai. Ahle sunnat ke madaris ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24870Arabi seekhna kitna zarori hai aur kia yeh her musalman per farz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24869Kya Aaisa mumkin hai keh koi shakhs duniya mein rehte howe apne kisi faut shuda aziz ke AALAM-E-BARZAKH mein AHWAAL se waqif ho jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24868What is Fa'al Nama and is it allowed? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24867Ye baat mehsoos ki ja rahi hay k aaj kal jo Mufti Hazraat hain wo bohat saaray furoo'i muamlat mein apnay se pehlay k Ulama aur Muftiyan-e-Kiram se Ikhtilaf kartay hain tou kia iss se unn k Masnad-e-Ifta par ya unn k Mufti honay par kch farq lazim aa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24866Mufti ki tareef kiya he aur Mufti hone ke liyeh kon se shara'it he? kiya sanad le kar alim mufti ban jata he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24865pichlay session mein Huzoor ne Aurton k liye Kaala Khizab ki mumani'at bayan farmae aur aakhir mein Boorrhi Aurton k liye bhi kch Hukm farmaya jo record na ho saka? kia boorhi aurton ko kaala khizab laganay ki ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24864Ajkal aik naya riwaj nikla ha k mariz mar jae tou lawahiqeen dr. Pe case kr dete hayn. Agar waqae dr. Ki galati nazar ati ho tou kya jaez hay yun case krna? Ya ALLAH ki raza samajh kr chor dena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24863Ya Rabbi Bil Mustafa Balligh Maqasidana... ye Sher Qasida Burda Sharif mein Imam Boseiri ne likha ya unn k baad kisi ne likha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24862What are the authentic, established conditions for wiping over the socks and what are their evidences? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
248618 December 2009 k session mien hazrat ne farmaya tha k Darul Harb mein Jumma k din Zohar parrhni chahiye tou kia Darul Harb mein Namaz-e-Jumma Farz nahin? jub k Sunni Masajd aur Imam donu available hon? Wazahat farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24860Imam Boosiri ne farmaya FA INNA MIN JOODIKAD DUNYA WADARRATHAHA.. WA MIN ULOOMIKA ILMAL LAWHI WAL QALAMI! Is me jo Sarkaar Nabi e Kareem Alaihissalam ke baare me farmaya ke Lowh o Qalam, Huzoor ke ilm me se 1 qathra hey, Huzoor is ki daleel ataa farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24859Sarkar Kareem Alaihis Salato was Salam ne kitnay Nikah farmaey? Kia Sarkar Kareem Alaihis Salat o wasSalam ne apni Azwaj mein se kisi ko Talaq di? Bukhari Sharif mein jin Umaima Bint Abi Nauman bin Saraheel ka Zikr hay, kia Sarkar ne unn se bhi Nikah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24858Larrkiyan Naqli Nakhun lagati hain, unka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24857Laser Hair Transplant k liye kia Hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24856Hazrat ne pichlay session mein wig (naqli baal) laganay se mana farmaya magar aisi wigs (balon) ka kia hukm hay jo na Insaan k hon na hi Janwar k balkay masnooi tareeqay se tayyar kiye jatay hon? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24855Aik bacha paida hua magar reports se pata chala k bachay ka operation karna hoga magar uss operation se bacha apni baqi ki zindagi apahij rahega tou kia usska operation kr k usay baqi zindagi k liye mazoor kar dena chahiye ya operation na karna behta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24854Kia Aurton ko Lohay ki Angoothi pahenna Jaiz hay? Aur kia unhain Lohay k Zewrat pehannay ki Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24853we have become disciples (Mureed) of Hadrath so do we have any obligations now to follow excepts those prayers which are obligatory from Allah like Namaz, roza etc.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24852Qamar-dar-Aqrab k Dinon mein Nikah, Shadi Biyah wagera kerna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24851mera naam hina tha mein ne khud naam change karke sidrah rakha. Jab tak mera naam hina tha main pareshaan rehti thi aur maine jab naam change karke sidrah rakha to pareshani dur ho gai. sawal hai k is tarah koi apna naam change kar sakta hai ya nahi?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24850shadi se pehle jo haldi lagate hai dulha dulhan ko uska sharai hukm kya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24849DIL me agar waswase aate hon jo k kalmae kufr hy lekin uska aisa aqida nahi aur na hi wo zaban se wo kalimat ada karta hy jo uske dilme waswase kalmae kufr k tour par aate hon to us surat me kya Imaan jayega ya touba wa astagfaar kare? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24848What does Ijmaa means and does it have different types? Please explain in detail? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24847BadMazhab Parrosiyon k kia Huqooq hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24846Hum aik Sahabi Radi Allahu Anho k Mazar Sharif par gaey. wahan kharray aik shakhs ne kaha k Quboor par Quran Sharif ki Tilawat na karni chahiye. Kia ye Durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24845Wasiyat likhna ya likhwana Sunnat hay? Baaz loug Wasiyat mein apni Jaidad ki Taqseem likhwatay hain jo aksar Gair Shar'ee hoti hay. Kia uss wasiyat ko poora karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24844Ya Sidi... please teach me a Durood Sharif that I should recite most of the time. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24843Bohat se Taweezat aisay hain jin mein Qurani Aayat likhi hoti hain aur bohat se aisay bhi hain jin parr adaad likhay hotay hain. Qurani Aayat tak tou hum kisi ko convince kar letay hain magar adaad se mutaliq kisi ko kesay samjhaen? rahnumai farmaen....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24842Imam jub khud Iqamat kahay tou kab uthna chahiye? Hayya ala al-Falah par YA Iqamat khatm honay k baad? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24841Haalat-e-Roza mein ya uss k baghair jo Farz Ghusl kia jaega uss mein kch farq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24840Kia Awrat apnay Ayyam-e-Makhsoosa mein wazaif wa Amaliyat jesay Dalail Khayraat Sharif, Hizb al-BaHar aur Qasida Burda Sharif parrh sakti hay? ya kisi aisi majlis mein Shirkat kar sakti jahan wo parda mein reh kar inn ki tilawat ko sunn sakay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24839ثنا کا نشاں وہ نور فشاں کہ مہر و شاں بآں ہمہ شاں، بسا یہ کشاں مواکب شاں یہ نام و نشاں تمہارے لئے. Sarkar AlaHazrat Alaihir raHma k iss Sher ki Sharah farma dein. Sana ka nishaan wo noor fishaan kay mahr o shaa .. naam w nishaan tumharay liyay. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24838Baaz Awqat aik hi Nabi, Sahabi ya Wali ka Mazar Sharif Mukhtalif Mumalik ya Shehar mein Maroof hota hay aur wahan k maqami lougon ka bhi yahi israar hota hay k Asal Mazar Sharif unhi k Mulk mein waqay hay. Aisi soorat mein agar hamara unn 2-3 Mumalik...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24837Sayyiduna Owais Qarani ka Mazar Sharif kahan waqay hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24836Zaid kehta hay, fatah e Makkah say pehlay tak jitni jangain hoween in sab ki qiyadat Hazrat Abu Sufyaan radiyallaho anhu nay ki, dil khol ker qaafila e Rasool Sallalho alehi wasalam per pathar barsaye, teer barsaye, talwarain chalaeen, khoon ashaam t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24835Kuch arsay qabal Hazrat ko aik ibarat sunaye gaye kay jab koi mulk kisi zaalim hukumat kay chungal say azaadi pata hay tu har saal usi maheenay ki usi tareekh ko us ki yaad gaar kay tour per jashn manatay hain yeh eid ul fitr kay muttaliq hay. Kya is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24834Muatariz kehta hay k kalaam kalaam hone me tamam asmani kitabein barabar hain par Quran ko inn sab par kiun Fazilat hasil hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24833Azan k waqt Zikr-e-Khafi ya Zikr-e-Jahri kar saktay hain? Aur agar Zikr-e-Khafi ya Zikr-e-Jahri kar rahay hon aur Azan ho jaey tou Zikr rok dena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24832Marhoom ki Namaz-e-Janazah kiss se parrhwana Afzal hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24831Hum ne kisi se suna k Khaana kha rahay hon aur Jama'at kharri ho jaey aur bhook ka galba ho tou Jama'at k liye na jana chahiye k Namaz k doraan bhook ki taraf dhihaan rahega. Kia ye sahih hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24830Alcohol ya Galetine walay sabun se Jism ki Safai karnay k baad phr uss par paani baha kar ghusl kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24829Kia AlaHadrat Imam Ahmed Raza Khan RadiAllahu Anhu ne Kabhi Apni kisi Kitaab Mein Deoband Ulema Par Kufr Ka Fatwa saadir farmaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24828Is it permissible to name a girl 'Qudsiyah'? what is the correct spelling? Qudsiyah or Qudsiya. Can u tell us the meaning as well? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24827ek shaks k paas pese nahi usne dusre shaks se kaha mujhe 3 wheeler garri lena hai tu mujhe garri kharid ke de aur jab tak mai garri istemaal karunga tou uska har maah 3 hazaar rupiya kiraya dunga aur garri mein joh bhi loss profit hoga woh mere zimm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24826When performing my Sunnah Salah at home can I perform them when the time sets in or do I have to wait for the Adhan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24825What are the rewards mentioned in the Hadith for a woman who loses her child in infancy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24824What is the hukm of Shariah in regards to mortgage in the west? And if it is allowed in dharurah [necessity] in the west, can you please define dharurah for us here in UK? We also have the possibility of rent but not for all muslims? And finally when...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24823Ya Huzoor, What was Huzoor Sayyidi Ala Hazrat radi Allahu tala anho's favourite colour for wearing Imama shareef? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24822internet par kuch log propaganda kar rahe hai ki JAMA'AT RAZA E MUSTAFA aalahazrat (radiallahu ta'ala anhu) ki kayam karda tehreeq nahi balke wahabiyon ki hai. Iski kia Haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24821Mai ney ek bhai ko Darood-E-Radawiyya ki fazilat batai to unhoun ney mujhe se ye sawaal kiya ke ye fazilatey kis Hadees se sabit hain. Ye bhi irshad farma dein k kia buzurgan-e-deen se jo Durood Sharif manqool ya mansoob hain, kia zaroori hay k unn k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24820Ya Huzoor, please can you teach me Naade Ali dua and what are the benefits of praying this dua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24819mai Noor Nama parha karta tha kisine mujhse kaha ye nahi parhna chahiye. Aur iske alawah barkat ke liye koi wazifah ho tou rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24818Aapsi jhagde ki wajah se Husband Ne Apni biwi se kaha ki tu apne bhai ki shaadi me jaayi to tujhe taalak hojayega Lekin Samjhauta Hone Se Izzazat De dIYA ke aab tu shaadi me jaa saakti hai.Kya Tilaak Hojayega Agar shaadi me jaayegi toh? Rehnumaai Far...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24817there is a women who said that land which belongs to me shud be given to mosque but people explained her that u sell it and spend this money in good deeds can she sell it and spend dis money in another good deed? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24816Aurat halat-e-haiz mein safar pe nikli aur 121 kilometer safar ty karne ke baad wahan 12 din rukne ki niyat thahri rahi isi halat me wo haiz se paak hui. ab janna ye hai ki use wahan ab 11 din rukna hai aur aaj hi wo paak hui to ab namazen wo kasr ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24815Mureed aur Taalib mein kia farq hay. Aur Inn k Fawaid bhi Bayan farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,201-1,300 of 12,542 items.