Showing 12,201-12,300 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26817(1) kisi dihaat me namaz e juma agar kisi ne padh li to kya usko alag se zohar ki Namaz padhni paregi ya wahi juma kaafi hoga (2) agar koi shakhs jamaat se Namaz chorne ka aadi h aur fahash kalami bhi karta h to kya uske piche namaz ho jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26818kya naapak kapde par kapda dhonay wala saabun lagana jaiz hai? Neez yeh bhi irshad farmaiye k kya naapak kapde par kapda dhonay wala saabun laganay se sabun naapak Ho jata hai? Agar napak Ho jata hai to isay Pak karnay ka tariqa bhi irshad faimaiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26819Baraye karam is jumlay ka hukm irshad farmaiye "upar walay ne tujhe bheja lekin iss bheje me bheja daal k nahin bheja". Aisa kehnay walay par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26820Agar koi shakhsh ghusse Mein aakar ye jumlaa "Allaah ne tujhe aql nahin di hai kya" ya ye jumla "Allaah ne tujhe aankh nahin di hai kya?" Kahay tu kehnay walay par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26821Huzoor in ash'aar ka hukm irshad farmaiye (1) Woh jahannum bhi mujhe de to karoon shukr ada; Koi apna hi samajh kar to sazaa deta hai (2) Jannat jo mile, laa kar maikhaane mein rakh dena, Kausar ko mere chhote se paimaane mein rakh dena, Mayyat na me...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26822(1) Zaid jiskay Aqaid kufr Ki had tak kharaab hain to zaid ka kamaya Hua Halaal hai ya Haraam? Jabke zaid Ki Jo dukaan hai usse nafa iss tarah hota hai k zaid kuch ghanta apni dukaan par aata hai aur saman bechne se Jo fayda hota hai woh paise ghar L...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26823Shadi krne se pehle mangni karne ka riwaj sahi hai. Kia ye sunnat se sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26824Aik muqarrir ne apnay bayan mein kaha ke "Nabi (Sallallaho alaihi Wasallam ) hidayat nahi la sake to me kya hidayat laaunga". Iss jumlay ke kehnay walay par kia hukm-e-shara' hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26825Salam ke jawab mein kuch log sath me in alfaz ka izafa karte hein. wa Alaykum as-Salam, Jannat Muqaam, Dozakh Haraam. Aisa kehna durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26826Kisi masjid mai ye board lagana kaisa hai k is masjid mai koi bhi wahabi deobandi or tamaan gustakh e KHUDA wa gustakh e RASOOL ka aana sakht mana hai. Zaid kehta hai k aise board lagana galat hai . Zaid k liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26827Can a man marry a woman who is divorced and has a child from her first marriage?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26828Huzur my brother along with 3 other people went to Umrah, the agent first said that from Chennai he will take us to Madinah Sharif, but he changed his plan to go to Mecca Sharif and updated all the people who were traveling and forget to update us. w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26829zaid ke nikha me jab Imam sab ne pucha Fala Bin Fala ke saat app ka nikah kiya, kya app ne khabool kiya zaid ne kaha ALLHUMDULILAH. KYA SIRF ALLHUMDULILAH KEHANE SE NIKHA HOGAYA , YA ZAID KO ALLHUMDULILAH MAI NE KABOOL KIYA KEHNA THA. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26830Agar koi sunni ki retaurant hai aur iss baat ka poora ilm hai ki jab tahir paadri mumbai aaya toh usne uska saath diya aur minhaaj mein ta'awun bhi kiya. Toh kya ab uski restaurant mein khaana khaa sakte hain.?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26831Assalatu khairum minannaum. Iske jawab me kya padha jayega.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26832Hinda ne Madinah Sharif (Masjid-e-Nabawi) may apnay karibi rishtay dar Zaid ko baddua day di. Ab woh chahti hy k is badduwa say ruju karay aur apnay is fayl say sharminda hy ya pachta rahi hy. Sawaal ye hy kya Hinda ya Zaid ko kuch kaffara dena hoga ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26833Masjid Agar Itni Choti Ho K Namaz E Juma Me Log Na Aasaken, Aur Masjid K Barabar Me Jo Log Reh Rahe Hain Wo Jagah Dene Ke Liye Tayyar Nahi, is Surat Me Masjid Ko Upar Se (chhat) Is Tarah Badhana K Uski Upar Ki 1. Ya 2. SAF imam Se Aage Ho Jayen Kya Y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26834HUM AGARBATYON AUR LOBAN PAR QURANI AYAAT YA SURAHE BAQARA PARH KAR DUM KARTEY PHIR JALATEY HEIN TO KIA US KI RAAKH KO DUST BIN PHAINK SAKTEY HEIN ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26835maine anjaane mein aisi ibarat padhli jisme Maaz ALLAH summa Maaz ALLAH Huzoor E Akram sallallahu alaihiwasallam ki shaan me ghustakhi thi kia mujhe Tajdeed e Bayt awr Tajdeed e Iman Tajdeed e Nikah karna hoga? agar haa to main ALLAH Tabarutala ki Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26836Zaid aik English book likh raha hai. Isi munasibat se Zaid ne kirdarun k naam bhi English rakhe hain. Ab Zaid ko ye pareshani hai k chunke us ki kahani k kirdarun k naam English main hain, parhne wale k dimagh main ye baat zaroor ae gi k kidar Isai h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26837Chacha/Mamu/Phuppi/Khala ki Poti ya Nawasi se nikah jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26838Zeid ko namaz ke liye sirf takbire tehrima padhne ka time mila aur takbire tehrima pura karte hi namaz ka time khatam ho gaya. Zeid ne apni baki namaz time khatam hone ke bad puri ki to kya Zeid ki namaz ho gayi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26839kya main asar ki farz ke bad qaza namaz padh sakta hon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26840agr koi shaks kufria kalima kahay aur kuch dino ke badh use patha chale ke yeh bath kufr hai tho waise shaks ko sirf sacche dil se touba karleni chahiye ya phr kya hukum hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26841ek gaer muslim ne mannat mani thi ke mere yahan agar ladka paida hojaye to masjid me paise dunga uske yhan ladka paida hogya ab wo masjid camety ko paise dena chahta hai uske paise masjid cameti le sakte ya nhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26842zaid is sunni. He has built the mosque for Isaal e Sawab of his son for tabligi jamath. He doesn't now which jamath is correct. A sunni relative told him not to build the masjid for tabligi jamath. zaid replied I built the masjid for praying salah. w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
268434 rakat wali Farz Namaz ki aakhri 2 rakaaton mein soora e Fatiha ke baad zamme soorah milana kaisa hai?? Kya is se Namaz mein koi farq ayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26844kya chachi ya mumani se nikah jaiz hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26845me jin se mureed hoon wo tahir ul qadri ko pasand karte he aur taweez wagaira jo banate he to unki ujrat bhi lete he .... mera dil ab un se utar gaya he ..... kya me un se bait khatam kar sakta hoon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26846Wilayat ka huzool kia mehaz Ibaadaat wa Riyaazat par munhasir hay ya mehaz Allah ke karam par?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26847Jummay k din nafil ya mannat ka roza rakhna kaisa? Agar koi Jummerat aur Jumma do din nafil ya mannat ka roza rakhna chahey to kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26848Gumrah ki tareef kya hai konsi kaam hai jin k karne se aadmi gumrah hojata hai? Ulama-e-AhleSunnat jisay gumrah kahain uss se muraad uska sunniyat se kharij hona hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26849mere walid mujeh daadhi rakhne ka abhi mana karrahe hai. Kehtay hai ki abhi job karo baad me daadi rakhna or ghar me rehkar daadhi ki ijazat nahin. Agar daadhi rakhun tou mujeh ghar chod kar jana padega to kya sunnat ada karne ke liye apne maa baap k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26850zaid masjid me imamat karta hai or shath hi shath hiqmat bhi karta hai elaaz k liye zaid k pass mard aurat sabhi aate hain masturaat k marz ki tashees k liye gair pardgi k shath kapda haeel kiye bager aurat k jism me haath lagakar dekhta hai aesi sur...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26851Kia farmate gain 'Ulama e Deen in masail Mein k (1) Zaid ka qasdan na mahram k pass Jana kaisa hai jabke woh wahan apni nigaah nichi rakhta ho? (2) Kisi ka apnay bacche ko aise school ya college Mein padhana kaisa hai Jo Ki kaafir ya badmazhab k mata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26852can a person with less hair can use the latest medical assistance of hair regrowth; (his own or someones else's hair patchwork).Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26853Aaj kal mobile me Hadees shareef ki aur Qur'an shareef ki ayato ko "pictures" "image" "photo" me edit karke upload karte hain aur bazaaron me, raste pe, kaheen bi khade hoke usko padte hain, aur kisi se bi behes karte hain. kya aisa karna munasib hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26854Zaid sunni musalman he or Zaid ka intiqaal hogaya ,Zaid ka janaza salaah sahihul aqeeda imaam parha rahe he lekin mudathadiyo mukhtalif aqaid ke he yaani sunni or wahabi sub shaamil Zaid ke janaza salaah me. Sawaal ye he ke kya bad aqeeda Zaid ki jan...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26855Alahazrat ka jo shaer ha "Hai Khaleelullah ko Haajat rasoolullah ki" yahan hazrate ibrahim ki kaunsi hajaat hai jo huzur pura farmaeinge. please Samjha deinTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26856Kisi T.V. Channel mein aisi naukri jiss mien tasweer video bananay ya nashr karnay ka kaam Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26857Kya naayi (barbar) ka pesha jaayez hai? Is peshe me chu ke shaving (daadhi banana) bhi karni padti hai. Aur lagbhag har naayi karta hai. Aur agar najaayez ho to is peshay par shar'an kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26858kya camera par bait ho sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26859HUZUR KYA SULAKULLIYAT KUFR KI PAHLI SIDHI HAI? AUR KYA SULAKULLIYON KO KAFIR KAHSAKTE HAIN? AGAR KISI NE KAFIR KAHDIYA AUR MANA KARNE PAR TAUBA KARLI AUR DILHI DIL ME PACTAWA HUWA KI MUJHE AYSA NAHI KAHNA CHAHIYE THA TO KYA USPAR KOI HUKM HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26860Agar koye napak tahband pahen leta hay nahane ke baad to kya wo pak rahega ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
268611. Shajra Sharif parhne ke faide kya hai? Aur Panj Ganj Quadri aur doosre wazaef ke parhne ki tafseeli faide bayan farmaden. 2. Ek aurat jo dars deti hai aur khud ko sunni kehti hai, lekin ilm ki kami ki bunyad par wahabiyon se nafrat bhi nahi karti....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26862Mein aek private job karta hu. Job ke doran kai ger-muslim(hindu) logose milna padtahe kam ki vajase. Ab dorane mulakat ger-muslim log samne se hath milatehe. Ab hame majburan kamki nisbatse un ger-muslim logose hath milana padta he. Ham isko dilse b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26863chalti train me waqt jaa raha tha to farz us me ada kar liya ab baad me jab dobara us farz ko parhega to qaza ki niyyat kare ya Kuch aur? aur agar usi chalti train me us ka inteqal ho gaya to is Namaz ko qaza karne ka gunah hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26864hamare yahan Chennai mein ek aalim hai jo sunni sahi-ul-akhidha hai. Woh Ghosth (Meat) khane se pareaz nahi karte, jab ke unko pata hai k woh Ghosth (meat) badhmazahab ke hath se kata hua hai aur ye kehate hai ke main bina Ghosth ke nahi reha saktha ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Khanay ka bayan
26865Hazrat is it allowed in Islam to wear fur, like a collar which is seen on jackets for men and womenTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26866Kya ham Hotal me non muslim ke hath se bani hui fish kha sakte hainTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
26867hamare shaher me ek masjid hai us masjid ki committee sunni par firqa-e-deoband qabza karne ke khoshish me hain wo log keh rahein hain ki ap log sab namaz ki pabandi karo nai karoge tu deband apni masjid kabza karlenge aur wahan namaz loud speaker me...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26868Hamari masjid ke Imam aur Muazzin Sahib theek namaz ke waqt aatay hain jab ke namazi pehlay se aa chukay hotay hain aur wo lougon ke kandhay phalangtay huay aagay aatay hain. Kia aisa karna durust hay? Aur kia ye sunnat ke khilaf hay ke aeyn namaz ke...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26869jo kafeer log dargah ke pas akar niyaz karthe hai, jo sheerni takseem karthe hai uska khana kaisa 2.kameel yakin kis tarah hasil hotha hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26870Ek devbandi hai jiske dada ka intekaal kalma padhne ke baad hua Aur wo ye kehta hai ki agar wo Haq pe nhi hote to unki kalma nasib nhi Hota. wo isi baat ko lekar devbandiyat nhi chod raha hai. Kia martay waqt kalma parrhna Haqq par honay ki nishani h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26871hamaray yahan agar shadi shuda aurat hath mein kuch nahi pehne tou isay mayoob aur manhoos samjha jata hay. kia iss ki kuch haqeeqat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26872Zaid ka watane asli ek shahar hai liken woh dusre shahar me padhae karta hai jo 200km se zyada hai. Har hafta woh watane asli ko aata hai aur ek do din baad wapas padhe k liye dosre shahar jata hai jahan us ki taleem jari hai. Suwaal ye hai kya ye mu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26873nariyal ( coconut) fodna kesa hai. Hindu majhab wale koi cheez ki shuruwat me nariyal fodte hai. yeh kesa hai. kya ek musalmaan aisa kar sakta hai. agar nahi to kya zaid is me shariq ho sakta hai. zaid kahi mulazim hai aur wahan yeh rasam Ada ki ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26874ak sahab hain jo kahte hain ke main kahin bhi niyaz nahi khata kyoun ke usme agar kisi ki haram ki kamai mili ho to fateha nahi hoti to niyaj kaysi aysa kisi ak sakhs ke bare me kahna kaysa hai agar koi apne ghar me fateha dilaye to lekin agar kisi a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26875my question is about isha prayer i got the last 2 raka,at if i stood up to complete the remaining raka, can i recite surah silently or openly Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26876huzoor sawaal ye hai ki 18 march 2014 ke session me ye sawaal huwa ki is daur me koi alim ya koi gaire alim tahreeran ye dawa kare ki us par allah ka salaam ata hai to aap ne barjasta ye farmaya tha ki us par wo hi huqm hai jo mukhtare sakhvi par hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26877can muslims wear mosque hat with nalayn shareef on itTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26878Aise insaan k baare me kya huqm h jo ghusse me shariat ko gali bak deTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26879ladki ki engagement hui thi, ladki ne apni paaki bayan karne ke liye Quran ko hath me le ke us ladke [Jisse uski engagement hui hai] ko ye kaha ki mai paak hu,aur gusse me ye bhi keh diya ki me tumse rishta nahi rakhungi" abhi us ladki ki us ladke se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26880islam me auraton ko kamana kaisa hai agr kisi ke ghar me bap aur bhai nahi hai tho waisi halath me aurath ghar ke bhaher jakar parde me rahekar kama sakhti hai kya, agr ghar me bap bhai hai aur wo kamate bhi hai iske bawajud aurat ko kamana kaisa ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26881mulke sukhan ke shahi tumko raza musallam jis samth agay hai sikke bitha diye hai is sher ka matlab bata dijiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26882main jan na chahta hu.. ki india me 20 lakh ka ghar lene k liye agar main caish deta hu to tax lagta hai.. or main itni badi agar loan leta hu to interest lagta hai jaisa ki islam me haram hai.. ab ham iski wajah se loan nahi le sakte.. main kuwait m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26883Sarkaar ek ladki h jo Sunni h usne college ke dino mei ek wahabi se pyaar krli jo sabcheez manta h par niyaz fateha nhi karata aur apne aapko ahle hadees kehta h naa jaane undono ke bich kyaa hua h jiske wajaah se aaj wo ladki zidd pr h ussi se shadi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26884zaid ek agency me kaam karta hai agency ka matlab hai kisi marketing product ko supply karne wale badi dukan mera sawal hai k is agency me jo saamaan sample ki tour par company ki jaanib se bheja jaata hai kya vo zaid bina agency k maalik ki ijazath ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26885What should we do to the Quran or other so called Islamic text which is translated or written by the wahabi, deobandi available in the Masajids?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26886AGAR KOI INSAN KISI SHAKS DIL SE APNA PEER MAAN LE TO KYA WO USKA MUREED HO JAEGA JAB K USNE KABHI PEER SAHAB KO NA DEKHA HO NA UNSE KALEMAAT PADHE HOTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26887Is namaz behind wahabi Imam accepted towards Allah paakTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26888I want to know that which is superior creation (Makhlook) of Allah , human or angels? When it is said the Insaan is Ashraf al Makhlooqat, it refers to all Humans or the pious believers only.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26889huzur se mera sawal hai ke zaid ne kisi se kaha ke main aap se baat nahi karunga main apni aulad ki kasam khata hu fir zaid ne ushi saks se bat ki ab is jhuti kasam ka kaffara kya hai ab zaid ko aysa lagraha hai ke jis aulad ki usne kasam khai thi wo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26890 hamare ek dost hai wo ek hindu ke yaha kam karthe hai ek din wo hindu ka seth ne puja kiya aur prasad kahekar ek mous hamare dost ko diya aur hamare dost ne use khaliya aise shaks per kya hukum haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26891Photo khinchna haram he tv dekhna haram he jaandar ki video dekhna haram he to mobile haram kyu nahi he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26892mai ne online shopping ki, paise debit card se bharna tha, maine order kiya, lekin mere account se paise nhi kaate aur order confirm ho gaya, yeh sab computer ki mistake se hua hai, 1)toh kya ab mein woh product rakh Sakta hu? 2) yeh chori toh nhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26893Zaid sunni musalmaan hai jo ki ek restaurant ka maalik hai. Jiske yahan sirf halal non-veg milta hai lekin uske yahan kafir customer agar kachcha gosht (jhatke ka) le kar aaye aur pakwana chahe aur pakwa kar le jaega. Zaid agar apne restaurant ka kic...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26894Ek sakhs Apne aap ko Ahle sunnat aur Alahzrat ka hami kahta hai aur aqida Ahle sunnat ki mutabakat hai lekin jis peer se bait he un pe kufre luzumi ka fatwa he abb wo peer sahab ka inteqal bhi ho chuka hai.. Iss mureed ke zabiha khana aur janaza padh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
268956 december ko babri masjid ki shahadat ke ehtejaj me black day manana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26896Kya mobile par recording mein aayat e sajda sunne par sajda wajib nahi hota hai.? Yaa masjid mein agar koi mike par aayat e sajda ki tilawat karey. Isi tarah kya mobile par ya radio par recording yaa live azaan suney toh uska jawab dena waajib nahi h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26897meray friend ke pir Sahab he vo saiyed (aale resul) he or vo dadhi nhi rakhte to uski bait Le skte he kya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26898Huzoor Meri Walida Sayeda Hain Aur La'Ilmi Ki Buniyad Par Faqeer Ne Aapne Aap Ko Sayed Samjhne Laga Aur Mere Dost o Ehbaab Bhi Mujhe Sayed Kehne Lage, Faqeer Ko Ek Alim e Deen Ne Kaha Ke Sayed Walid Se Hi Hote Hain, Is Se Ruju Karle Aur Iska Kaffara ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26899Ye Afwah musalmano mein aam hai ki Qureshi Qasai hote hai? aur Sheikh, Pathan, Siddiqui etc, ki families ko Qureshi mein nikah nahi karna chahiye? Your Blessed answer will clear this misconception.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26900biwi ke naam ke saath shohar ka naam milana jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26901I am a sunni sheikh can I marry a girl who is also bareillvi but is from different caste "Mansuri".Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26902Zed sunni musalmaan he or zed ka intiqaal hogaya ,zed ka janaza salaah sahihul aqeeda imaam parha rahe he lekin mudathadiyo mukhtalif aqaid ke he yaani sunni or wahabi sub shaamil zed ke janaza salaah me. Sawaal ye he ke kya bad aqeeda zed ki janaza ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26903Kya bina topi pehnay khana khaa saktay hain? Isi tarha bina kurta pehnay sirf tehband pehan kar khana kha saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26904Zaid ek ya do mahine pahle Umrah kar chuka tha ab wo agle mahine chutti k liye India jane wala tha, k zaid k dost ne pucha zaid tu jaane se pahle Umrah nahi karega? To zaid ne kaha "Nahin kyun k pahle mai umrah kar chuka hoon isliye Tawafe karunga In...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26905Kya farmate hai is masle me ulmaye deen ki kisi sunni aleem ne stage se wahabiyon ka radd kiya aur ye bhi kaha ki hame yaha wahabiyat ki bu aa rhi hai aur meri bat use hi buri lagegi jo gustakh e rasool (sallallahu alaihi wasallam) ho to is par ek sh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26906One of Christian colleague in my office is asking me about his dream. Please advise the shariah ruling about the dreams of non-muslims. Do they have tabeer too? And is it allowed for a muslim to tell them tabeer?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26907jo makan kiraye par diya ho iski zakat kis tarah nikalni hogi. sirf kiraye ki ya makaan ki poori maaliyat ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26908kya quraani ayaat ko english me likh sakte hain aur kia subhhan allah, alhamdulillah, jazakallah, inshaallah, assalamu alekum wa rehematullahi wa barakatuhu wagera kalimaat ka bhi wahi hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26909bagair ticket safar karna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26910USA me aik molvi sahib hain jo Hazrat se apne ap ko jhorney ke koshish karta hai lekin unke shagird Deobandi ke pichey namaz parhtey hain, woh Deobandi center me jalsa kartey hain aur jalsey me Ya Rasool Allah sal Allahu alaihi wa salim ka naara se m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26911Kia Tilawat, Naat Sharif ya Taqareer wagera letay huay ya sotay waqt sunn saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26912Kuch loug aetiraz kartay hain ke jab Quran-e-Paak buland awaz se parrhnay ki ijazat nahin ke Namazion ki namaz mein khalal na ho tou Salat-o-Salam parrhnay ki ijazat kiun kar ho sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26913Kiya phupheri behan aur bhateeji yani bhai ki beti se nikah jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26914Jo Shakhs Sayyid nahin magar apnay aap ko Sayyid bolay tou uska kia hukm hay? Aur jo Sayyid Mash'hoor hay uss se uss ke sayyid honay ki daleel talab karna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26915Hazrat Syed Badiuddeen Zinda Shah Madar kon hain aur kuch loug unhian Madaar Ul Aalameen likhtay hain. Kia yeh jaiz hay? Kiya ye Silsila Madariyah ke baani hain? Aur kia ab bhi Madariyah silsila jari hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26916Mazarat-e-Awliya par aur khas Urs Sharif ke moqa par boht se loug chaadar charrhatay hain. Mautarizeen (jo khud sunni bareilvi mash'hoor hain) ne aetiraz kia ke AlaHazrat ka fatwa hay ke aik se ziada chadar na charrhai jaey. Kia AlaHazrat ka aisa koi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 12,201-12,300 of 12,542 items.