Showing 12,001-12,100 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26350Aaj kal masajid ke andar chappal ya shoes rakhnay ke liye boxes rakhay jatay hain. kia wahan chappal, jootay wagera rakh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26344Surah Anfal ki Ayat 3 aur 4: الذين يقيمون الصلاة ومما رزقناهم ينفقون أولئك هم المؤمنون حقّا لهم درجات عند ربهم ومغفرة ورزق كريم... Sawal yeh hai ke rizqun kareem se muarad kya duniya mein diya janewala rizq hai? ya aakhirat ka rizq hai? ya donon?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26342Aik Sahihul Aqidah Suuni Imam jo ke Mic par imamat ka qail nahin lekin intizamia aur muqtadiyon ke dabao me aa kar speaker lagana pad raha hay, Aisi soorat mein uss Imam ki apni aur muqtadiyon ki namaz ho jaegi? Aur agar Imam razi na hua tou usay Ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26335yaha ki masjid ke imam Aqeeda se to pakke ahle sunnat se hai par taqbir e tahrima me askar angutho ko kan ki lau se touch nahi karte hai aur imama me namaz ke waqt bhi unke peshani ke taraf ke bal khule rahte hai. to kya unke pichhe namaz ho jaegi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26334Aurat chunidar fitting wala pajamah pahen sakti he? Namaz aur gayr-e-namaz mien kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26333Namaz me dono sajdo ke beech me baithne par ALLAHUMMAGFIRLI WARHAMNI padhna kaisa? ek shakhs ka kahna hai ki ye baat Hadees shareef me hai. Huzoor hamari islaah farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26331mai ship par kaam karta hoon aur pine aur dusre kaam ke liye ship paani khud tayyar karta hai par kabhi kabhi paani khatam hone se yaa kuch kaam ki wajah se paani nahi milta to aise haalat mai namaz kaise padha jaaye? samandar ka paani nahi le sakte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26319Mere ghar walay mujhe nayk kaamon se roktay hain. Mujhe kisi Aalim-e-Deen se milnay ya unnki khidmat karnay nahin detay. Masjid ki safai karna chahun tou uss se bhi roktay hain. Shadi biyah wagera mein Fahashi Uryani Gaanay bajon ke khilaf boloon ya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26308is it mandatory to read dua-e-masoora after durood-e-ibrahim in qaida during namaz or we can recite any other dua?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26295Taraweeh main 3 baar surah e ikhlas parrhna Aur uske darmiyan bismillah parhne ka Kya mas'ala hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26290Namaze Traveeh Men Hafiz Quraan Sharif ki Aayat Ko Chhod Chhod Kar Padhta Hai Kabhi Ek Aayat Kabhi Ek Kalma Ya Jumla Chhod Deta Hai Luqma Dene Par Bhi Sahi Nahi Padhta Aise Imam Ke Pichhe Namaze Taraveeh Padhna Kaisa Hai Aur Imam ke Lie kaya Hukm Hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26285(1) agar kisi ne peshab khade ho kar kiya aur pani se paaki hasil ki to kya ab wo faraiz o wajibaat ya deegar ibaadat kar sakta hai? jabke uske kapde ya badan per peshab ke cheete na pade hon? (2) Gusl farz hone ki soorat me agar koi aisi jagah hai y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26284Agar taraweeh namaz mein der se pohoche aur toh Isha'a adaa kar ke Jammat k sath jur jana chahiye ya jo tarawee ki namaz chut gayi hai usko adaa kar ke phir jamaat k sath parni chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26273I am student in Malaysia, when I will reach my homeland there will be 29th Ramadan while it will be mine 30th. if there will be 30 days then that day will be 31st for me? what will be ruling for me to keep fast or to live without fasting?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26239Lamba romaal (gutra) jo kay sir per pehna jata hay. Us kay donoo siroon ko agar neechay say saamnay hi gira bandh dain tu us kay hukum may koi tabdeeli ayegee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26207namaz me sajdaye sahw karne baad tashahhud parrh rahe the ki phir bhool se tashahhud ke kuchh harf bhool gaye aur duroode ibraheemi parte waqt yaad aaya, kya ab phir se sajdaye sahw karna hoga? ya pehle wala sajdaye sahw kaafi he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26189Aksar ramzan shareef me jo shabeene hote h wo karwana durust hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26188Magrib ka aakhri waqt kitna hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26174Pehli saff mein bhi aur imam ke bilkul peechay bhi imam ki awaz par loud speaker ka awaz galib hota hay. Kia uss soorat mein agli saff walon ko dekh kar namaz parrh saktay hain? Agar shehar ki sari masajid mein louf speaker par namaz parrhai jati hou...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26163Ek group main baat horahi thi songs k upar k Aj kal Jo filmo main songs hote hai usmain Madina Makka aur koi darga ka Nam songs main use karte hai.. Jo Shaks ne ye bat rakhi usne kaha kya Ispar Ulmaon ko kuch Nai kehna Chahiye.. Kya Ulamaon ne haaton...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26159huzur ek shakhs na wo hafiz hai na koi alim kuch urdu ki jankari se. us ne kitabe padh rakhi hai.namazi our deendar hai Lekin us ke andar ek bhahut bad a aib ye hai ki hamesha imam o ki nukta chini me laga rahta hai kabhi imam o all hu Akbar par ye k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26150Hamara office main aik Ismaili (Agha kani) kaam karta ha, main to is sa ziada Mazhab par baat nahi karta lakin wo aksar aik Hindu sa baat karta ha or apna app ko Muslim batata ha, or is Hindu sa bolta ha ka Culture kabi change nahi hota balka Muzhab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26140huzur aik mufti shb kahte hain chain wali ghari pehnna jayiz he dusre kehte hain jayiz nahi he aur namaz makrooh tehreemi he aur unka yeh bhi kehna aik koi huqm de aur dusra koi huqm bataye to aapka jo dil chahe us par amal karo kya yeh bat sahi heTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26133Quresh nagar kurla m ek Arbi madarsa h jis m bachcho ko dini taleem se shab o roz arasta kia jata h.. RAMZAN k mahine m panj waqta namaz aur taraweeh ka bhi ahtemaam comaty ki janib se kia jata h.. Panjgana namaz sirf Ramzaan m hi hoti h..baqiya saal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26127zaid namaz padte waqt sajde ki jagah per apna rumal rakhta hai, jisse woh wazu kar ke hath muh pocha tha. kia aisa karna durust haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26124kya azharimiya se murid koi bhi aalim ho aur wo sulehkulli ki bat kare to uske piche namaz jaiz he 2. shiya aur wahabi aur mushrik ka chanda lena kesa aalim k liye 3. us aalim k liye kya hukm he jo wahabi ko bager tauba karaye sunni hone ka elan kart...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26122huzur mera sawal ye hai ke mene niyat karke namaz shuru ki sana ke pahle mene aouzubilla aur bismallah sharif padhe ! aur sure fhatiya ke pahle mene sirf bismillah sharif padhe ! aur isse tarah se me har namaz ada karta hu ! kya ye tarika shahi hai ?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26118KYA SALATO TASHBIH KI NAMAZ KI JAMAAT KAYAM KI JA SAKTI HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26109kya hazrat imam abu hanifa rad. ke nazdik ye masla hai key 4 logo hai dadi wale (beard)1 aur insan jiski dadi in 4 logo se kam he leki ilm me in 4 logo se jyada janta he kya ye inki immat karega.agar haan to Taraveeh KI NAMAZ ka kya huqm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26097How is it to make du'a just after completing salatul Janaiz..?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26093Kya Malfuzat e Ala Hazrat mein aisa likha hai k Huzur Alaihisalam ne Ala Hazrat k pichay namaz padhi yaani k Ala Hazrat Imam thay aur Huzur Alaihisalam Muktadi? agar han to barahe karam tafseelan batain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26087huzoor hamare yahan masjid k mutawalli sahab taqreeban 3 sal se masjid ki dukane istmal kar rahe hen aur kiraya bhi nahi dete masjid ko to unk bare kya hukm hoga kya unse 3 sal ka kiraya liya jayga ya maafi ki koi soorat he jo kiraya maaf ho sakta he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26086 HAZRAT AGAR NAMAZ MEIN ROONE SE AANSE NIKLE AUR MUH ME CHALE GAYE TOO NAMAZ TOOT JAYEGI YA NAHIN AUR AGAR ROOZEDAR HAI TOO ROZA TOOTEGA YA NAHINTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26082hamari eid gah main jab eid ki namaaz hoti he tab takreeban 100 se 150 saff hoti he aur hamare yaha k sunni muslim jamaat ke sadar eid ki namaaz loud speaker par hone nahi dete aur dusre aulma eid ki namaaz main loud speaker ki maang karte hain to ai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26078woh imam hazraat jo 92 km door se zayada fasle par imamat karte hen.agar woh kisi wajah se 15 din se kam me ghar jaane ka irada karein to woh muqeem samjhe jayenge ya musafir agar musafir samjhe jayenge to imamat kis tarah karein. logon ko unki qasr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26071legins pehen kar namaz padh sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26068Imam jo istinja ko begair dhele se saf kare Sirf pani ka istemal kere to kya is imam Ke piche Namaz hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26067short kurta aur pajama pehan kar namaz par sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26035kuch log jo la-ilm hote he wo budmazhabon ke piche namaz padhte he. Unhain sirf namaz padhne se hi matlab hota he ki kahi bhi namaz padhle. ye log zyada aqida ki baat me nahin utarte is liye unke aqide budmazhabon jese nahin hote. ese logo ko agar de...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26031Farz ,vitr, eidain, or fajar ki sunnate mokkeda me qayaam farz hai to is ke alawa jo namaaze hai us me qayaam kya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26024Jaan bujh kar koi sunni agar budmazhab ke piche (uss ke aqaid jantay hauay) namaz padh le tou us ke liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26022Kya gair Muslim masjidon me aa kar dua mangna chahe to kya usko masjid me dua mangne ki izazat de sakte hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26019Mere walid ko lungs ka "cancer" hai aur cancer itna badh gaya hai ki bones aur brain mein bhi chala gaya hai, is wajese unki yaad dasht chali gayi hai. Hazarat se gujarish hai ke mere walid ke liye allah tala se shifa ki dua karein. Sawal ye hay ke k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26003kia koi mard apni pasand ki khatoon se nikah kar sakta hai? Isi tarha koi khatoon apni pasand ke mard se nikah kar sakti hay? Aur kia walidayn ka bachon ki marzi ke bagair rishta kar dena durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25995kya koi aysi hadis sharif hai ke sarkar ne yahudiyon ko masjide nabwi me namaz padne ke liye kaha hai meri bahen kehti hai ke ak bar kuch yahudi madina sharif aye aur kahne lage ke hame ibadat karni hai to kuch sahaba ne sarkar se kaha ke kuch yahudi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25994Sahih al-Bukhari, Prayers (Salat) Book 8, Hadith 42 Narrated 'Abdullah bin Malik: Ibn Buhaina, "When the Prophet (SallAllahu Alayhi wa Sallam) prayed, he used to separate his arms from his body so widely that the whiteness of his armpits was visible....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25990A Masjid committee collects Rs 2500 from us on occasion of a marriage ceremony and gives us a money reciept of masjid mentioning Rs 2500. on enquiry we found Only Rs 500 of this enters into account books of masjid and Rs 500 taken by Imam, Rs 500 by ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25988Salatul Asrar Ka Tariqa taleem farma dein? Aur kia Salatul Asrar ki ijazat tamam Sunni Noori Razawi Barakati gulamon ko hay ya apnay shaykh se ijazat lena zaroori hay? Agar haan tou ijazat ata farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25987FAJAR KI NAMAZ ADA KARNAY KE BA'AD FORAN SONA KESA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25981(1) KYA HUM DORAAN-E-TAWAF, ZAMZAM SHARIF PEENAY JA SAKTAY HAIN JO MATAAF KE SATH HI HAY AUR WAHEEN SE CONTINUE KAR SAKTAY HAIN. (2) JAB HUM AHRAM BANDTHAI HAI MASJID-E-AYESHA SAI, JAB HUM UMRA MUKAMMAL KARENGAY, HALAQ KE BAAD USI WAQT DOOSARA UMRAH ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25973Ghous-e-Azam (Radi Allahu Anhu) ne Imam Ahmad ibn Hanbal (Radi Allahu Anhu) ke maslak ki pairvi kiyun ki? Awam mein mash'hur hay ke uss waqt Hanbali Maslak na payd ho raha tha jis ke ihya ke liye Ghous-e-Azam ne Hanbali Maslak apnaya. Kia ye durust h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25941aajkal kurta ka gala bina button ka hota hai aur aik beech wali ungli (finger) ke baraabar gahra aur 2 ungli(finger) ke baraabar width me khula rahta. daryaft talab amr ye he ke aisa kurta pahan kar namaaz padhna me karahat tahreemi hogi ya tanzeehee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25924hamare qasbe ke molana ne apni takrir me kaha ki "KHAANQAH WALE , KHAANQAH ME BETH KE LOGO KO LADWA RAHE HE" Aesa kehne se molana pe shariyat ka kya hukm hoga? molana ke piche namaz hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25923(1) Huzoor hadeese paak he k "Unko apne se door rakho aur apne ko unse door Rakho" kye ye hadees sirf deobandiyo wahabiyo ke liye hi he ya is hadees me sulahkulli bhi shamil hain? (2) zaid ek masjid ka imam he jo radde wahabiya to karte hain magar ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25921humari masjid jo Maslake Ala Hazrat par hai par yaha Jalse hote hai to Niyaz k liye Nankhatai Mithai Shirni Wahabiyon k shop se aati hai kya ye sahi hai? kya wahabiyon k dukan se mithai etc lekar uspar niyaz karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25911agar namaz ki niyat bandne ke bad yaad aay ke aas pas me jaandar ki tasvir hai to kya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25910(1) Hazrat kya jo log film industry mein kaam kartey hain, unse rishtedaari rakhna or unke ghar ka Khana pina sahi hai? (2) Hazrat jo Shakhs Namaz nahi padhta hai kya uski kamai ko haram ki kamai kaha jayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25900Agar Pehli saff me bhi Imam ki Asl Awaaz sunayi nahi deti ho, isliye ke Mic ki Sahulat ki wajah se imaam sahab ko zor se awaaz nikaalne ki zarurat hi nahi padhti, Abb Loudspeaker ki awaz per etemaad na karte hue pehle ya dusri saff me khade hokar Ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25895lickoria nijast e galiza hai ya nijaste khafifa? kia har namaz k waqt kaproun ko tabdeel kia jai ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25890Namaze Janaza sahi mano me namaz hai ya dua-e-magfirat. Kya jo hadith sharif namaz ke liye hain aisi hadith ko kya namaze janaza par bhi lagoo kiya ja sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25881humari masjid me juma k waqt ek janaza aaya jisko sahene masjid me rakha gaya. juma k din loagon ti tadad bahut badh jati hai jiski wajah se juma ki jamat sahen tak chali jati hai. Suwaal ye hai k mujh ko sahene masjid me is taur pe k mai janaze K bi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25879Mujhe ek mas'ala puchna hai ke agar hum hajj mein 3 zulhajj ko makkah sharif pahunchne to farz namaz me kasr karni hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25868ek shakhs qarzdar hai, par wo Gyarween shariff fateha aur langar ka intezam karta hai aur jiska qarz dena hai unka dil bahut dukhata phir bhi langar par bulata hai. jisne qarz diya wo kehta hai k hum Ghous e pak raziAllahu anhu k ghulamo'n mei se hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25866How it is to offer Namaz while letting the shirt in?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25859sunni k Janaaze ki namaz mein agar bad mazhab shamil hon aur qudrat rakhte huwe bhi koi usme se na nikle balke uske sath namaz padhe to uspar kya hukm hai Huzoor rehnumayi farmaaye...? Aur jo log badmazhabon ko dekh kar us namaz se nikal gaye shamil ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25844kisi muslim film actor ya hero ka paisa masjid main lagaya ja sakta hai ya nahin? Isi tarha deegar fussaq wa fujjar ke diye huay payson ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25843Aik shakhs JO mayyit ko Gusal Deta Hai Aur Kehta HAi Ki Bahar e Shariyat Me Likha Hai Ki Jo Saks Apni Hayati Mai Jayse Kapde Pehanta Wayse Hi Use Duniya Se Chale Jane Ke Bad Kafan Payhnana Chaiye Jayse Eid Aur Bakreid Par Pehnta Hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25816Hazrat kya masjid mein mortin coil ya good night liuid machine wala lagana kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25814Markazi Jama Masjid Latifabad Hyderabad Pakistan Ki New Tamer Ki Gai. Nechay Manzil Par Namaz Hoti Rahi New Tamer K Baad Magar Ub committee ka israar Hay K Oper Namaz Ada Kijaay K Nichli Manzil Veraan Hay Aur Oper Namaz Ada Kia jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25810Agar kisi ne qasadan Bagair Wuzu ke Namaz padhi to aise shakhs per kya hukm hai ? Aur Sirf job ke hadd tak yani daily subah se sham tak Pant aur Shirt pehanne ki ijazat hai ? isliye ke kisi bhi company me job karne ke liye pant shirt pehanna bohat za...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25808mai apne ghar se qarib 100 km door rah kar padaee karta hun. mai waha ek hafta rukta hu or sunday ko ghar wapas aa jata hun. is situation me mujhe waha namaz kasr padni hogi ya mukammal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25782kiya namaz me topi ka pahenna zaruri hai agar mai bina topi k namaz padlu to kiya meri namaz nahi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25779Zaid behra hai. woh begair mic ke namaaz padta hai. lekin takbir ki aawaz kaan ke machine ke zarie jati hai to kya uski namaaz mukammal hai? is surat haal mein kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25756mai shia mazhab ki ladki thi aur fir maine sunni mazhab ko samaj kar qabool kiya aur aapse mureed huii aur fir maine 1 sunni ladke se shadi bhi ki jo aapka mureed hai, par ab mere shauhar ki behen mujhe tane marti hai aur bolti hai k maine apne maa b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25744Zaid namaz mein hai. achanak use yaad ata hai ki uske kapde fold hain. kya wo apni namaz continue kare ya rakat tod kar kapde sahi karke dubara rakat bandhe? Ya namaz hi me apne kapdon ko sahih kare. (paint k paynche, shirt ki aasteen wagyrah) Aur Ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25740ATTAHIYAT SE PEHLE AUZUBILLAH, BISMILLAH PADHNA KAISA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25728HUZUR NE PICHLE SESSION MEI FARMAYA K US JAGAH NAUKRI KARNA JAYAZ NAHI JAHAN NAMAZ ADA KARNEKI WAQT NA DETEN HON. AB HINDUSTHAN MEI 90% MUSALMAN GAIR MUSLIM KE PAAS KAAM KARTE HAIN. HUM UNHEH KAAFIR JANTE AUR MANTE HAIN MAGAR UNN KE TIMINGS KE RULES ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25727Suwal: Namaz ke dauran qayede me jab Attahiyaat padhte hain to Kalme ki ungli se jo ishara karte hain, attahiyyaat to padhli lekin ishara karna bhool gaya to kya hukm hai? sajda e sahw karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25726zaid ke valid wahabi mizaj rakhte hai. magar zaid ki valida niyaz wagairah karti hai jispar zaid ke valid ko koi eteraaz bhi nahi hai. ab Zaid khud us mahol me pala bada hua hai ki kisike bhi piche ho namaz padhleta hai. yeh soch kar ke bas mujhe nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25725Huzur mera swaal ye hai ki mere shohar ke mujhse tanaazaat hote rahte hai. Pichle saal maah-e-farwari main humare tanaazat behad badh gaye roz subhu shaam gali galoch aur har tarah ke behooda kalmat ka istamaal hone lage aakhir maine tang aakar kaha ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25719kya wahabi sunni ki masjid me aakar sunni ke sath namaz padh sakta hai aur sunni'o ki namaz uske sath ho jayegi aur agar koi wahabi khat ke zariye bole k me wahabi nahi to kya man liya jaye ke woh wahabi nahi jabki woh jumma ki namaz wahabi'o ki masj...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25706MUNFARID NAMAZI QIRAT ITNI AWAZ MEN KAR RAHA HAI K KHUD SUNEY LEKIN AAS PAS K 2 3 AFRAD TAK BHI US KI AWAZ PUHUNCHTI HAI KIYA IS SOORAT MEN NAMAZ MAKROOH-E-TEHRIMI HO GI AGAR AWAZ KAM KARE GA TO KHUD BHI NAI SUN SAKE GA?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25700Hamare yahan dastoor hai ki kisi buzurg ke naam ki mannat mante hain kaam poora hone per us buzurg ke aastaane per jaker sawaa man (50kg) khana pakaa ker khilaya jaata hai jisme mard o aurton ka majma hota hai Ab sawaal yeh hai ki aisa karna yani us ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25699HAZRAT AIK AALIM SAHAB JO KHUD KO SUNNI BAREILLVE KEHTE HAIN UNHONE APNI KITAB MIEN YEH IBARAAT LIKHI HAIN: "AAJ KAL AHLE SUNNAT WAL JAMAT KO AIK ALAG GIROH AUR BAREILLVE FIRQE KE NAAM SE NAAMZAD KARNE KI KOSHISH KI JAA RAHI HAI AUR HAMEIN BAJAEI MUS...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25696Hinda takriban 10 salo se deemagi tor per beemar hai bahut doctors ko dikhaya magar unhe kuch samajh nahi aya ke hinda ko kya hua hai kyon ki kisi dawa ka hinda per koi asar nahi hota phir aisa laga ke jadoo ya jinnat ki wajah se hinda ki ye halat ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25691Kia sulah-kulli Kufr par hota hai? aur kia Us ke piche Namaz ho sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25688jis imam ne deobandi ki janaza ki namaz parhai ho to kya unke pichhe hamari namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25685Mein zohar ki sunnatein ada karne ke liye khada hua or zabaan se sunnat ki jagah farz ki niyyat kar li or surah fateha padte waqt dhyan aya to is halat me kya kiya jae. namaz puri ada kar li jaye ya niyyat tod kar dobara bandhi jaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25672Zaid ne kaha tumhara imaam tv bhi dekhta hai jalso mein movie bhi banvata hai is par bakar ne kaha Hamare imaam sahab Tv jaiz samaj ke nahi dekhte hai jalso mein movie bhi haram samajh ke banvate hai arz ye hai imaam sahab tv ko Haram samajh ke dekht...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25671Kisi Shaks ke liye Jo Ke Sayyed Saheb hain Imam se Masjid Me imdad ke Elaan ke Liye Kehna kaisa Hai? Kya Imam Masjid me Juma ke waqt Us Shaks Ki Imadad Ke Liye Elaan Kar Sakta Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25663Bay namazi kis ko kehte hein, jo namaz ki pabandi nahi karta ya bilkul hi namaz nahi padta?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25652hum jahan par rahte hai waha per shafai maslak ke imam imamat karte hai aur koi dosre hanfi imam bhi nahi hai aur hum hanfi maslak se talooq rakhte hai to kya kisi shafai imam ke piche namaaz padhi ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25650Kisi shakhs ne koi cheez masjid ko di phir kisi wajah se wo cheez masjid me istemal nahi hui Tou us shakhs ne kaha k maine ye cheez istemal karne ke liye di hai ; rakhne ke liye nahi. Uska esa kahna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25616Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wa Aalihi wa sallam ko Shaykhain ke "Daamaad" Ya Sahibayn ka "Susar" Kahne Wale par Kiya hukum hai or us ki Imamat men namaz Jaiz Hai? or Ye Do Alfaz Sarkar ki Shaan men kehne men Niyyat k mutabiq Qaa'il par Hukum hoga? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25610mai jahan job krta hun wahan namaz ke liye break nahin milti isi wajah se mujhe namaz ke liye time nahin milta hai. ghr jaate jaate 9 baaj jate hai toh mai kis tarah se namaz ada karun puray din ki.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25607Hazur ek kalaam hai jo bohut dafa maine sunni masjid main suna. Uske pehle sher k alfaz kuch istarha hai hain "Khawab e gaflat main soye hoye mominoo; esh o ishrat badhane se kya faida" aur kuch din pehle maine dekha yeh kalaam ek deobandi mulla bhi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25606Zaid ke Saleh Sahab (brother in law) Ahle Hadees Jamat se hai. Unho ne ek video sab ko bheji, usme yeh btaya gyahe ki Mazallah Huzoor ka Walid aur walida Mohatarram non muslim the. aur dusri video me yeh hai ki, dargahon per jane aur manneh wale sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25582Aam taur par chanda baraye Masjid ke unwan se Juma, Eidain aur muqtalif auqaat mein hote hain, agar us chande se Eid e Miladunnabi sallallahu alaihi wasallam ke par kharch kiya jata hai to logon ka aitraz hai ki yah paisa sirf masjid ke ekhrajat mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25578Zaid luxury class ki sleeper bus ki seat par sirhana lagaye huey baitha ghaflat ki neend sota raha aur usko ek ghantey tak khoob neend aayi. safar karne ke baAd jab bus stop aaya aur uski ankh khuli to usne baghair wuzu kiye huey namaz padhi. Bakar n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25577اگر کوئی بحالت اقتداء قصداً الحمد پڑھے نماز لوٹانا واجب ھے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
Showing 12,001-12,100 of 12,542 items.