Showing 11,701-11,800 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26317Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26318I am a science student, wish to go in medical (MBBS) stream but the colleges ask for donation (bribe/rishwar) in order to get a medical seat! what are the sharaih hukm for this and may I give this bribe on the name of donation to get admission?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26319Mere ghar walay mujhe nayk kaamon se roktay hain. Mujhe kisi Aalim-e-Deen se milnay ya unnki khidmat karnay nahin detay. Masjid ki safai karna chahun tou uss se bhi roktay hain. Shadi biyah wagera mein Fahashi Uryani Gaanay bajon ke khilaf boloon ya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26320Kya imam e Azam Abu Hanifa radi Allahu anhu ne koi kitaab likhi hai? Jab bhi fiqah Hanafi ya deegar fiqah ke masail ka hawala dia jata hay tou Aimma-e-Arab'a ki tehreer kardah kutb ka hawala nahin dia jata? Wazahat farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26321Aisi jagah jahan koi Aalim, Hafiz ya Qari nahin wahan kya ek aam aadmi imamat kar sakta hai ya apni munfarid namaz parrhna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26322agar shohar biwi ko Hijab se roke to biwi ko is ka hukam manna ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26323Zaid masroof e Namaaz hai. Zaid ki ek saal ki beti Zaid ke musalla par beyth gayi. Kabhi kabhi musallay se idhar se udhar jaaye. Kabhi Kabhi qa'iday mei Zaid ke daaman mei beyth jaati hai. Is mei Zaid ki namaaz mei farq hoga? Aur Zaid ko kya karna ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26324Hum aik Qura Andazi ka Aghaz karna chahtay hain jis mien 100 loug hissa lengay aur har hissa lenay walah 1000 rupay jama karwaega. Qurra Adazi mien jis ka naam nikla tou sab ke pesay unnki razamandi se uss aik shakhs ko de diye jaengay jis se wo Umra...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
26325Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26326Huzoor Africa mien loug Masjid ya Jaa-e-Namaz ko Jamat Khana kehtay hain jab ke hind o Paak mien Jamat Khana Ismaili Bohri Firqay ke lougon ki Ibadatgah ko kaha jata hay tou kia iss tarha masjid ko Jamat Khana kehna durust hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
26327huzrat umar radi allaho anhu ne farmaaya ke apni biwi se 4 mahine se ziyada dur na raho. hazrat kiya aisi koi riwayat he aur agar he toh koi kaam ki wajah se bahar reta he toh us par kiya hukum he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26328kisi buzurg ya apne peer ke Qadmo me jhukna ya bosa lena kaisa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26329Kuch logon ko Tareeq Jameel, Meraj Rabbani, Tauseef ur Rahman, Tahirul Qadri jesay budmazhabon Ki Taqreer Sunne Se Roko To Wo Log Baaz Nahi Aate Aur Kahte Hain Ki Inpar Kufr Ka Fatwa Nahi Laga Hai Jab Inke Khilaf Fatwa Aayega Tab Hum Inki Taqreer Nah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26330ek ladki ne kisi gair muslin ladke se uske dharam ke hisaab se shaadi ki, phir baad me usi ladke ko musalman bana kar nikah kia, lekin aage kuchi 2-3 mahino me usi ladke se Public Notary (Lawyer) ke saamne ladke se Khula li aur uss ladkay ne in Notar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26331mai ship par kaam karta hoon aur pine aur dusre kaam ke liye ship paani khud tayyar karta hai par kabhi kabhi paani khatam hone se yaa kuch kaam ki wajah se paani nahi milta to aise haalat mai namaz kaise padha jaaye? samandar ka paani nahi le sakte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26332jo kitab ambiya-e-kiram par nazil hui ham use aasmani kitab kiyu kahte hain, agar ham quran shareef ko aasmani kitab kah sakte hain to kiya Allaah pak ko aasman wala ya oopar wala kah sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26333Namaz me dono sajdo ke beech me baithne par ALLAHUMMAGFIRLI WARHAMNI padhna kaisa? ek shakhs ka kahna hai ki ye baat Hadees shareef me hai. Huzoor hamari islaah farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26334Aurat chunidar fitting wala pajamah pahen sakti he? Namaz aur gayr-e-namaz mien kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26335yaha ki masjid ke imam Aqeeda se to pakke ahle sunnat se hai par taqbir e tahrima me askar angutho ko kan ki lau se touch nahi karte hai aur imama me namaz ke waqt bhi unke peshani ke taraf ke bal khule rahte hai. to kya unke pichhe namaz ho jaegi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26336Can you please explain why sayyiduna abdul muttalib named his sons Abdul uzza (I.e. Abu lahab) and abd Manaf (I.e. Abu Talib). One of the ancestors of the prophet sallallahu alayhi wasalam was also called abd manaf. Note: manaf and uzza were names of...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26337Ghar ya dukan jo kiraye par lete hain uska jo advance diya jaata hain uski agrement 10 saal ki hain. Iski zakat Kaab deni hogi. 1) Adavance wapas aane paar 10 saal ki milakar deni hogi? 2)Ya advance jo wapas aaya uske Ek saal baad dene hogi? 3)Ya Ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26338Shawwal Sharif ke 6 Rozay pay dar pay rakhna behtar hay ya waqfay se rakhna behtar hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26339Budmazhabon ki Budmazhabi lougon tak pohnchanay ke liye ya unki bud mazhabi ka suboot awaam ko dikhanay ki garz se Tasweer ya video ke istemal ki ijazat hay? Jab ke video aur tasweer ko haram janta ho aur niyyat sirf sunni awam ko hoshyar karna aur u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26340Darul Harb mien agar Halal Rozgaar mil raha ho tou iss niyyat se hijrat karna jaiz hay ke 5-10 saal mein kuch paisa jama kar ke wapas Darul Islam lout aaunga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTijarat
26341Shohar cigerette ka aadi hay aur biwi ke paas jaey tou kia biwi ko ye haqq hay ke wo shohar se uss ke munh ki badboo zaail karne ko kahay ya cigerette ki boo ki wajah se suhbat se inkar kar de?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26342Aik Sahihul Aqidah Suuni Imam jo ke Mic par imamat ka qail nahin lekin intizamia aur muqtadiyon ke dabao me aa kar speaker lagana pad raha hay, Aisi soorat mein uss Imam ki apni aur muqtadiyon ki namaz ho jaegi? Aur agar Imam razi na hua tou usay Ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26343meri bahen ki 2 nanand hai jinki shadi un ke walid ne 30 saal pahle wahabi larrkon se kar di thi lekin wo dono behnain niyaz fateha karti hain aur ab meri bhanji ki shadi hai aur mere bahnoi un dono ko bulana chate hain lekin main kahta hun ke unko m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26344Surah Anfal ki Ayat 3 aur 4: الذين يقيمون الصلاة ومما رزقناهم ينفقون أولئك هم المؤمنون حقّا لهم درجات عند ربهم ومغفرة ورزق كريم... Sawal yeh hai ke rizqun kareem se muarad kya duniya mein diya janewala rizq hai? ya aakhirat ka rizq hai? ya donon?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26345arabic aur urdu ke paper ki be adbi na ho tou us paper ko kya karna chaheye? ise talab wagera me dal sakte hai? dafna sakte hai? ya ise jalaa dena kaiysa hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26346What ulema say about keeping quraan or any other islamic application in a mobile phone which also contains other photos, songs and videos and also if the phone is kept in side pockets?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26347Bed, Mattress, Razai, Lihaaf wagera agar naapaak ho jaye to use paak karne ke liye kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26348Mere walid ki bimari me taqriban 4 lakh 33 thousand rupees kharch hua. Usme se 3 lakh rupees mere bhai k insurance company ne diye aur baki taqriban 1 lakh 33 thousand rupees hamne paid kiye. Us bimari me unka inteqal ho gaya, Ab mere walid jis compa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26349Aaj ke dour mein darguzar karnay ki khaslat khatam hoti ja rahi hay. Hazrat se arz hay ke apnay Musalman bhai behan rishtedar wagera ke sath Afw wa Darguzar karnay par aur uski fazeelat par kuch irshad farmaen. JazakALLAHTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26350Aaj kal masajid ke andar chappal ya shoes rakhnay ke liye boxes rakhay jatay hain. kia wahan chappal, jootay wagera rakh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26351Ye joke bohat aam ho rahay hay k ager jawan beta waaldain ke kehne par namaaz nahi padta ya roza nahin rakhta to muhalle ki kisi ladki se kahilwa kar dekhain. in sha Allah roza bhi rakhkhega namaz bhi padega. Iss tarha ka joke parrhna aur lougon ko s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26352agar biwi shohar ki na farman ho aur usko bahot samjhane par bhi shohar se unche awaz me bzat Kare aur shohar ka hukm na mane to shohar iss bina par apni biwi ko talaq de sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26353Agar koi masjid ka imaam khule aam apne aap ko sulehkulli kahe to us par kya hukm he or masjid ke members is par tawajjo na de to kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26354I wanted to to verify a Hadith that says, "On the day of qiyamah when the sun will be very hot then Allah will order Jibraeel alaihis salaam to take a bowl to RasoolAllah sallahu alaihis salaam, then RasoolAllah will ask what this is and Jibraeel ala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26355How is it to be a professional Boxer, Fighter and earn money from it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26356Aik sunni ldki ne ek shia se nikah kar lia. Ab us ki choti behen jo k sunni shahihul aqida ho us se nikah krna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26357Eid ul adha per ager kisi deobandi or wahabi k ghar se Gosht aye tu us ka kia hukum hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26358(1) Kuch log kehte hai ki Kaafir ko Kaafir nahi kehna chahiye. Aisa aqida rakhna ya aisa kehna kaisa hai? (2) zaid kehta hai ki bigair dadhi wale muslim shaks ka zibha kiya hua janwar khana haraam hai aur ye bhi kehta hai ki benamazi ke haat ka bana ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26359Zaid masjid ka imaam hay. uski bivi hinda beauti parlour ka kaam karti hay jisme har tarha ki ladies aati hain (acchi buri muslim gair muslim) or hinda unka make-up karti hay lihaza matloob amr ye hay ke kya zaid ko Masjid ka imaam banana durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26360mere ek ristedaar se kuch behas ho rahithi jo Deen ka kam ilm rakhta hai, usne suddenly kaha science ke samne Qudrat kya cheez hai, mein ne behas band kardiya, ab sawal hai ke uss pe kya hukm hai jo yeh alfaaz zaban se nikaale, agar mein usey Musalma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26361KYA ANBIYA OR AULIYA KI ARWAH QABL AZ HASHAR JANNAT MEIN HAIN YA ALAM E BARZAKH MAIN HAIN .Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26362kuch huffaz hazrat ye amal karte he ke jootay me char 4 fareshto ke naam likh kar us me jis aadmi par shak hota he us ka naam likh kar sure yasin padhte he kiya yeh amal sahih he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26363kya Qadiriyon ko Qabar mein ghouse azam ki ziyarat hogi? Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26364Amaal jannat me Jane ya na Jane ki wajah hai ya nahin? ya sirf waseela hi kaam aayega. bahut se log ye ilzaam lagatay hain ke sunni to sirf waseela hi dhundhte hai. namaz, Roza wagairah to krte hi nahin. inka kya jwaab diya jaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26365Huzoor Tajusshariah ne 6 jul 14 ke session me mujhe mere sawal ka jawab ata farmaya hai. JazakAllah. mene share market ke taaluq se sawaal kiya tha aur mera sawal kuch aisa tha ke koi company jiski owner government ho aur uss company ne kisi se loan ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTijarat
26366Riyakari se kaise bacha jaaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26367ALAHAZRAT NE "QASR-E-DANA" KA JO LAFZ ISTIMAAL FARMAYA HUZOOR IS K BAREY MEN MERA ISHKAL DOOR FARMAEN ISHKAL YE HAI K "QASR" MAKAN KA NAAM HAI JAB K "DANA" KHAAS QURB-E-KHUDAWANDI KI TARAF ISHARA HAI JO K LAMAKAN HAI. TO ALAHAZRAT KA MAKAN KI IZAFAT ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26368kya Wazu ke beech me bolne se 100 saal ki IBADAT chali jati hai. Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2636915 june ke session me cctv camera ke bare me pucha gaya tha ki pir sahab radde wahabi aur tahir padri ka aur sulehkulliyo ka radd karte he jis se pir sahab ke khilaf kayi log sazishe karte he aur jaan ka khatra hone ki wajah se khaanqah me cctv camer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26370Arz yeh hai ke Hayat e Aala Hadrat jild awwal me safha 471-472 par Hadrat Burhan e Millat AlayhirRaHmah ne jo mukhtasar se alfaz se angrez ko usi ki zaban men samjhaya tha uski nihayat ghalat taaweel men Zaid kehta hai ke isse Hadrat Burhan e Millat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26371(1) "la ilaaha illalaahu muhammedur rasoolallah sallallaaho alyhe wa sallam" isey bataur durud sharif padh sakte hai? (2) aur Kalma sharif ya durud paaki aur napaaki dono halat me padh sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26372MURTAD SHAKHS SE AAYAT-E-SAJDA SUNNE MEN AAI TO KIYA SAJDA WAJIB HO GA YA NAI? OR MEN NE AIK AALIM SAHAB KI KITAB MEN PARHA K RADIO, MOBILE YA T.V WAGHERA SE BI SAJDA-E-TILAWAT SUNI TAB BI SAJDA KARNA WAJIB HAI KIYA YE SAHI HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26373jeans pant ka business karna kaisa hai? Isme shak hai ke jeans jism par tight hoti hay aur haiyyat zaahir hoti hay aur takhno ke neeche bhi rehti hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26374Ager 1 ba shara shakhs kisi k sharabi honay ki gawahi de tou to kya usko sharabi samajh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26375Hazrat hamare yahan qabristan mein koi rasta fix nahin hai pure qabristan mein qabrein hain lekin pata nahin chalta kyonke lagbhag 90% plane hain is liye jab kisi qabr pe paan par jata hai too uske takhte waghaira dikne per pata chalta hai ke ye qabr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26376hamare elake main ek sakhs ki wafat ho gai to uske ghar walon ne unhe dafna ne ke baad unke qabar par salam padha. Is wajha se kuch sunni bhai ye puchte hain k kiya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26377Ek Aalim ne kaha ke bank ka interest sood nahi hai. Or interest jo nikle wo sadqa kar sakte hai. kya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26378Agar kisi surat ki taqrar kar rahay houn jaisay khatam-e-qadria sharif may sura ikhlas to kia sirf aik bar tasmia parrhna kafi hay ya har baar surat shuru karnay say pehlay tasmia parhna hoga. Isi ziman may agr nafil namaz may kisi surat ki taqrar k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26379اکیلا مقتدی مرد اگرچہ لڑکا ہو امام کے برابر دہنی جانب کھڑا ہو، بائیں طرف یا پیچھے کھڑا ہونا مکروہ ہے۔ یہاں کراہت کی کونسی قسم مراد ہے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26380(1) khade hokar wazoo karna kaisa hai. (2) pent shirt pehan kr jo namaz padhi gayi ho ada ho gayi ya nahin. (3) hamare yahan ek alim sahab hai log unko mufti kahne lage hai to kya is tarah se mufti kaha ja sakta hai ek alim sahab ko. huzoor jawab at...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26381koi shakhas ye kahe ki me Alahzrat sarkar ko nahi manta to us par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26382Tijarati mamlat mey rasmi tour par wahbiyon se salam karna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26383Is it okay to prefer hazrat ali over abu bakr and Hazrat omar (ra) because hazrat ali is imam ul awliya and ahlul bayt. I love the other sahabas too but hazrat ali more because he is ahlul bayt. is this permissible? and i m not talking about the khal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26384Zaid aur Bakr dono photo ko haraam jaante hai, woh ek company mein job karte hai, Zaid ko saal mein 2 or 3 times ek report banaakar apne manager ko dena padta hai jis mein majbooran photos daalna padta hai, aur Bakr ko kabhi kabhi majbooran photo len...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26385budh (wednesday) ke din baal kaatna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26386Aajkal Ye Dekha Jaraha he ke Zakaat ki Rakam ka Hila Karke Har Deeni OR Dunyavi Kaam me Istamaal karte Hen. To Ab Sawaal ye He ke!! (1) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Hospital me Us Rakam ko Lagaana Kesa? (2) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Dunyavi Sc...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26387Yahan sabhi bad mazhabo ki masjiden or Eidgah hain , mai yahan baki wakht ki namaz to room par hi padta hu , Yeh pehla mauka hai ki yahan Eid ki namaz padni paregi .Eid ki namaz ka kya hukum hai or akele Eid ki namaz padne ka kya tariqa hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26388Hum naat me zikr karte hain par usme Ism e Jalalat "Allah" ba qayda sunaii deta hay to hum naat ke sath zikr jaari rakhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26389Baitulmaal Ke Sharayit wa Maqasid Kya Hai? Is Me Jama Huyi Rakam Ko Kidhar Kharch Kiya Ja Sakta Hai? Isme Jama Huvi Zakat Ki Rakam Me aur Aur Jagah Jama Huyi Zakat Ki Rakam Me Kya Fark Hai? Kya Baitulmaal Ki Rakam Ko Sayyed Ko Diya Ja Sakta Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26390AlaHazrat ne Malfuz Sharif ki Jild 4, Safha 370 par farmaya ke "Hidaya mein Imam Marganani ne har Abas ko Haraam faramaya. Aur Sahih har Abas baatil hay." tou Shar'an Haraam aur Baatil mein kia farq hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26391Tawaf karte waqt khana e ka'aba ko dekhna kaisa. isse kya tawaf saqit ho jata hai aur kya dam lazim aata hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
26392I did nikah in june 2013 and in August 2013 I got married under UK law. Then I got some family issues and girl's family filed a case in court to finish English marriage. Under UK law when one side files a case to finish marriage, the court asks from ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Talaq
26393Kya farmate hain ulama e deen wa muftiyan e shara e mateen maslae zel me k hamare ilaqe ki masjid naye sire se tameer ki ja rahi hai. Ek shakhs jo k Gair muslim hai contract lena chahta hai k purani masjid ko shaheed karega aur jo bhi saman eent, loh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid
26394قال محمد رحمه اللهُ في (الأصل): وقال أبو حنيفة وابن أبي ليلى: شهادة أهل الهوى جائزة، قال: هو قول أصحابنا أجمعين... Who are ahl al-ahwa in reality and can we take legal testimony regarding the sighting of the moon for eid from them? Please answer and ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoyat-e-Hilal
26395Shaadi card par ye likha ke mehandi walay din naachna gaana bajana daandia wagera hoga aur sath likha "in sha Allah" tou aisa likhnay walay par, card parrhnay walay par aur uss mehfil ke shuraka par kuch hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
26396Zaid kamray may tehband bandhay akila hay, kharish ke liay usnay tehband hataya jissay uska sitr (gutna awr raan) khul gaya jab kay wo bagair usay hataey bhi yeh kaam kar sakta tha, kia zaid ke is fael par koi hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
26397I humbly request your verdict on smoking marijuana (bhang ke khushk pattay aur phoolon ke baalai hissay. ye nasha aawar maadon gaanja aur chars ka hissa hay). is it permissible? is my ibadaah worthless for 40 days following consumption? can i pray na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26398Douraan-e-Namaz ba Jama'at, Imam ka wuzu toot jaey tou Imam aur Muqtadi ke liye kia Ahkaam hain? Aur Agar Imam Musallah chorr de tou muqtadiyon mein se aik usski jagah le kar jama'at ko continue kar sakta hay hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26399Deobandi ke hathiyar se janwar zibah kia ja sakta hay? Zabeeha halal hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26400Masjid me sunni aalim par hamla karne wale par kia hukm hay? kia uski takfeer ki jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26401kya budmazhab ki azan ki awaz par iftar kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26402kya aisay imam ke piche namaz ada karna jaize hai Jo khud ko sufi kehta ho magar dhol tasha bajane haram na janta ho.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26403kia chote bacchon ko koi makhlookh nazar ati hai? jab bacha akela hansta hai ya uper dekh kar hansta hai? Kia iss qism ka kuch mazmoon ahadeeth ya aqwal-e-awliya se sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26404Mera saarri ka karobar hay jisme tarah tarah ki design banti hay. ak design jis me figure bana hua hay jo ki gair muslim ne banaya aur banwaya hay. ab wo sarri jis pe figure bana hua hay use mujhe sajaane (work karne) ke liye party ne mujhe diya hay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26405Aik shakhs ne apni bivi se kaha k "mene tujhe 3 Talaqen di pahle hi talaq de chuka hun" aisa kahne se kitni Talaq huee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26406kuch log ye aetiraz kartay hain sarkar e ala hazrat ne kabhi apne ap ko bareillvi nahi kaha or un k perda kar ne k bad log apne aap ko bareillvi kehlane lagay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26407hazrat devan shareef ke wali sayydi sarkar waris ali shah k bare me kuch baaten. Aur kya alahazrat ko alahazrat ka khitab waris pak ne diya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26408kya kisi tasbihat ko pathar key zariye ya khajoor ki beech key zariyeh ginna mana hai, kya darimi main Hazrat abdullah ibn e masood ney aisa karna azab qarar diya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26409If i have read my witr with isha namaz then how many I will perform in my tahjud namaz? Is offering 8 rakaat only ok? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26410masjid ke sehan me neyaz ka khana khilana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26411"gumrahi aur hidayat dono Allah ki janib se hai" is aqide ki Quran aur hadees ki roshni me tafseel farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26412Gunah e kufr bada hai ya munafiqat? Munafiq ko kafir kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26413Ek mureed ka uske peer par kitna haq hai? peer ke khadim agar mureed ko apne peer se milne ke liye har baar rokein to kya ye sahi hai? agar mureed koi musibat me hai aur apne peer se milna chahta hai dua ke liye ya kisi pareshani ke liye aur khadim m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26414namaz ki halat me note ya sikka jis par tasweer bani hoti he, agar woh note ya sikka gir jaye to kya namaz me Koi kharabi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26415If I intended to travell more than 3 consecutive days and become a Musafir. I have a rented flat in the area to which I will travel but I do not go there instead I make a stay at a friend's home for less than 15 days ? Do I need to perform Qasr in Na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26416Kisi aisay ghar se rishta bheja jahan kisi budmazhab ka rishta bhi aaya hua hay aur ladki walay niyaz fatiha milad tou kartay hain magar kam ilm hain. hamain guman hay aur dar bhi ke agar hum ne rishta qubool na kia tou wo budmazhab se rishta tay kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 11,701-11,800 of 12,542 items.