Showing 1-100 of 12,542 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
27158zaed 4 rakaat farz namaaz tanha padhraha tha khayalaaat ki wajah se usne chah kar sar uthakar samne ki dewar par tangi ghadi me waqt dekha ya samne k katbe par likhi huwi ayat padha, is amal se kya namaaz par jya asar hoga? JazallahTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27157peshab ke baad stanja ki Aur Chal diye ya vuzu karke namaz ko gaye tabhi peshab ka katra aaya ya jisko katre ki pareshani ya beemari ho uska hukm kya haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27156Kya ye jumla durust hai? Meray Bachpan Ke Din Bhi Kya Khoob The, Be-Namazi Bhi Tha Aur Be-Gunah Bhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27155Shariyath Kay Mutabik Jaandar Ki Tasweer Lena Haraam Hai aur Ye jaante hue Agar aisakoi Kartaa Hai To Uska Kya Ajaab Hai Aakhirath MayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
27154huzur EiD Miladun nabi pr diye jalana kesa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27153aurton ka ba jamat namaz padhna kaisa h agar parde ka b maqool intezam ho ye kyun mana h is per bhi roshni daleTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27152jo milkiyat kiraye par diya ho iski zakat kis tarah nikal ni hogi sirf kiraye ki ya puri milkiyat ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
27151Agar jamaat ke doran mobile ki ring continuous baj rahi ho to awr amal e qaleel sy bandh na kar pa sakay to namaz tor kar usay bandh karay awr namaz may naey sray se dubara shamil ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat
27150Message (SMS/EMAIL) mein teen talaq likhi lekin bivi ko nai bheja delete kar diya to kya talaq ho jaegi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
27149Aik sunni musannif ne apni kitab mein yun likha ke "jisko kaynaate aalam Makhloqaat Aasman o Zameen sooraj chand sitare darya nadi Naale, ped Paude jungal sehra biyabaan dhoop aur saya Barish aur sookha Garmi aur Thand Hawai'n Aandhiya'n Mandlate gar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed
27148Medical Center mein jahan ilaj hota hay aur koi kisi se baat cheet nahin kar raha hota wahan kisi Sunni Sahihul Aqidah Aalim ki Quran Sharif ki Tafseer audio mein ilaj kartay aur karwatay waqt sunnay ki ijazat hay? Isi tarha aisay dafatir jahan aapas...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran
27147Is wearing Hijaab and Niqab both Fardh? If a woman does Hijab (Covers entire body except the face) and does not put Niqab (over the face) for some reason, is she leaving a Fardh?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
27146zaid ek sunni alim hai logon ko bimari se shifa nuqush va tavizaat bhi deta hai kabhi koi wahabi ya gair muqallid bhi taveez va dua karane ata hai kya zaid ka wahabi ko taveez dena durust hai aur aise men zaid par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
27145kya qist par gadi, ghar khareed sakte hain. Maslan Agar main main gadi cash le raha hoon to mujhe 65000 me mil rahi hai lekin agar mai use qist par loonga to wo gadi mujhe 80000 me milegi lekin mujhe usme do ya teen saal ka time milega starting me 30...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
27144Should Sunni's attend centres run by the deviant sects to do our fard namaz alone while keeping away from deviant non-Sunni namaz jamat? Or should Sunni's keep away from their buildings 100-percent at all times, and not even use their wudhu facilitie...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
27143ZAID NE JANTE HUYE BHI ROZA TODA KE YE GUNAH HAI TO ISKA KAFFARA KYA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
27142Chess (Shatranj) khelna kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
27141kisi aamil ka kehna hay ke mazar ka tawaf karnay se jinn ya bhoor ka asar ho tou zahir ho jata hay tou kia iss asar ko zahir karnay ke liye mazar ka tawaf kia ja sakta hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
27140Guthka tambaku zarda wala paan jis mei nasha hota hai kha ker taqreer karna kaisa hai? mimber/stage per baithna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27139kisi kafir ko marnay ke baad jahannumi keh saktay hain ya nahin.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersDozakh, Iman wa Kufr
27138خرگوش کا پالنا کیسا ہےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27137kiya koi baap apni beti ke bager khas kar ke beti kuwari ho umra ya haj ke liye ja skta he aksar log ye kehte he ke apni kuwari beti ko chor kar haj umra pe baap nai ja skta uska haj umra kabul nai hota kiya ye sahi baat he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah
27136Zaid ne bakar se kaha ke koi sunni agar kisi jamati ke janaze me ya phir shaadi, dawat, tabiyat puchne jaega to us ko tajdid-e-Iman, tasjdid e nikah, tajdid e bay'at karna hoga to is par bakar kehta hai ke ye hukum tab hai jab hum ne jamati ke muh se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay, Namaz
27135khawateen ka aapas mein mu'aniqah karna kaisa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27134hamare yaha 1 sahab ke pass 40 ke karib tabrukkat hai or vo shaks har saher gao me ziyarat karane ke liye prog karte hai takriban 30 se ziyada prog ho chuke hai. To hamare imam sahb se kisine pucha to unhoun ne bataya ke FATVA RAZVIYA me Aalahazrat r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27133Kya farmatey hain ulama e deen is mas`aley me a) raqs aur hadra me kya farq hai? alaHazrat ka sama` aur raqs ke hawaley se kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27132what should be our aqaed?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27131Kya property kharidne ke liye sunar ya bank me zewar ghirwin rakh sakhte hain? waize kar den hazrat? Is taarah suud dene ka kya masla hai? Khass taur se Hind me?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27130Kaya namaz me kisi ke sitr par nazar padey to namaz tut jaati heyTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27129 facebook ka istemaal kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27128hindu ko kafer bolna kesa hi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27127wahabiyo ko salam karne ka Shari hukoom aur is baath par fatwa e razviya ka khulasa Huzoor bayan farmadain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27126hamare bhatte pe ek wahabi ahle hadees munshi aur partner 2no hai kia usko isi bajah se hata dia jaye ya nhiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27125 kisi imam ke baare me ye pata chal jaye ki wo khud to haq nahi bolte aur wo haq bolne wale dusre mufti maulana se bughz rakhta ho, to kya aise imam k piche namaz jaiz h ya wo imam imamat ke laiq nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27124koi aalime deen HUZUR MUTI E AAJAM E HIND RAHMATULLA ALEH ko is daur ka mujaddid taslim na kare kya ese aalime deen ka radd kiya ja sakta hy kya ese aalimr deen ko namak haram kaha ja sakta hy mahrbani karke jawab inayat farmayeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27123NAMAZ ME HAATH NAABI KE NICHE BANDHANE KA TARIKA HADEES KI ROSHNI ME?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27122 chain dar gadi ka kai matlab hai. kai is ka Matlab ye hai ki wo gadi jis me plastic ke elawa koi wrist laga ho yani metal.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27121 kisi musalman ko musalman jante huye kisi Hindu naam se bulana kaisa ? aur aisa karne wale per kya hukm hai chaye yeh mazak meihi kahe?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27120is it permissible to wear loose jeans for men?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27119hazrat kuchh log kehte hai ki sayyedi alahazrat kehna mana hai,jabki who sayyed nahin hai,kya yeh sahih hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27118imam sahab jumma ki namaz k qabl takrir farma rahe the. unhone ek budhiya ka waqiya bayan farmaya jo nabi e pak ﷺ k akhlaq se mutasshir kr huzoor se kehti he ki aap mujhe kalmaa padhaiyye. to uss budhiya se nabi e pak ﷺ ne kaha ki jaa tu paak ho kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27117kya Sirka istemal krna Sarkar SALLALAHU ALAYHI WASALLAM ki sunnat hai agar hai toh Sarkar ne kis tarah istemal farmaya tha Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27116 mera school or madaris me uniform supply krne ka business hai.kya wahabiyon ke madaris ya idare me padhne wale bachon ko uniform supply krna jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27115Hazrat kuch tafsil ata frmain Tabut e sakina kya he awr Dana e sulaymani kya he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27114کیا فرماتے ہیں علماء دین اس رباعی کے بارے میں کیا یہ رباعی حضور خواجہ غریب نواز علیہ الرحمۃ نے لکھی ہے. ..حضور والا سے گزارش هے حوالہ عنایت فرمائیں شاہ است حسین بادشاہ است حسین دیں است حسین دیں پناہ است حسین سر داد نہ داد دست در دست یزید ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27113Kya Farmate hain Olma-E-deen Wa Muftiyane Shehre Matin IsMasle me... Shari'at me Aurat ko parda karne ka Huqm diya gaya hay To Parade k liye Aurat ko kya karna hay Aur kya nahi karna hay? (a)Aurat ko parde k sath Ghar se bahar nikal ne ki Ijaza...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27112 Can a man have more than two wivesTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27111wazu toot jane wale kon kon si chize hainTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27110Mera sawal hai ki ek shaks aisi company me job kar sakta hai ya nahi jo Mutual fund,FD, equity,commodity,general insurance,life insurance and post office ke liye software banati is software ko dusro ko samjhane or baichne ki hasiyat se kaam karna jai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27109mai jis ghr mai rehti hu wahan mujhe mila kr 8 log rehte hai chota sa ghr hai aur ek mala hai, mujhe male pe namaz pdhna pasnd hai kyu k wahan mai akele mai sukun se ibadat krti hu par maine suni hu k baithkr namaz nhi pdhna chahiye to ab aap batae k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27108biwi ke naam ke saath sohar ka naam milana jaiz hai ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27107artificial jwelery ka kam shariyat ki nazar mein kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27106wajhe nishaate zindagi Raahate jaan tumhee to ho is sher ki tasreeh farma dain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27105Tasweer me Chehra Yaani Ankh kaan naak waazeh nahi to Shabaahat ki buniyaad par kya Jandar ka hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
27104mujh se jumma ki namaz choatt gayee zuhar padhli hay kia yeh theek hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27103Kia koi mureed apne peer sahab ka hathon ka dhowan or kulli ka pani tabarruk ki niyat se pee sakta hai ya ye sirf Ambia Alayhim as-Salam ke sath khas hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Hazr o Ibahat
27102Hamare nabi Mohammad ki sahi tarikh-e-paidaish kiya hai 8 ya 12 Rabi-ul-awwal. kuch log kahte hai ki AlaHazrat ne 8 Rbi-ul-awwal ko Hozoor ki paidaish bataya hai kya ye sahi haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27101Hum ne do saal pehley masjid bananey k liye Ek jagah khareedi thi lekin aab kuch siyasaati taqaze aur badmazhab wa ghair Muslim k objections ki wajah se uss jagah masjid shayad na baan sakhegi agar masjid na baan sakhe tou Kya hum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27100حضور ہم لوگ خانۂ کعبہ اور گنبد خضرا کا نقشہ بناکر اسکو جلوس محمدی صلی اللہ علیہ وسلم میں ادب واحترام سے لیکر گھومنا چاہتے ہیں کیا یہ شریعت کی روشنی میں جائز ہے یا نہیں کچھ لوگ اس سے منع کر رہے ہیں کہ یہ تعزیہ سے مشابہت ہے...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27099Siaah khizaab karne wale ke peche namaz padhna kaisa hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27098حضرت لوگ نئے سال کے آنے پر ہیپی نیو یر کہتے ہیں یہ کہنا کیسا۔Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27097my mother in law invites my sister in law every friday for dinner at 10:00p.m and dont allow us to eat before. we all are 12 members living in a same house. she says u all cannot eat before my daughter comes here. my 4 children sleep without having d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Dawat, Khanay ka bayan
27096Zaid kehta hai ki ye purchum khushayi ki rasum na karo or 11 shareef k juloos mein na jao or na urs mai jao kisi ke kyunki in ki koi sharayi hesiyat nhin hai or na mustafa jaan e rehmat par padho ziada or na maslak e Aala hazrat ka nara lagao kyun ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay
27095Zaid kehta he k nabi paak (sallahu alaihi wa sallam) ko wakeel nahin kehna chahiye? kia wo sahi kehta he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
27094Agar quran-e-paak memory card me ya hard disk mein audio me ho to kia unn files ko delete krne par gunah ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27093When in the state of gusl can women use the nail polish and ethanol for some time and remove it afterwards so as to make wudhu and offer salah? or it is wajib to make fresh gusl after using these products?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaharat, Ghusl
27092JO LAUG HAJJ AUR UMRA KARNE JATE HAI TO WAHA KI GOVERNMENT KI TARAF SE KUCH BHI KHANE KA DIYA JAYE TO KYA WOH KHA SAKTE HAIN.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Zabeeha, Khanay ka bayan
27091AFRICA ME RAMDAN EID KA CHAN PHONE PE GAWAHI MILI, QAZI NE OR MOZAMBIQUE RADIO ME EID KA ELAN KARDIYA, CHAR YA PANCH LOGONE EID NAHI KI, 30 ROZE PURE KIYE, OR HUM NE HUMARE GAR PE EID KI NAMAZ KA INTEZAM KIYA, OR SUB EID KI NAMAZ KI DAWAT DI. (BAKI S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Royat-e-Hilal
27090Kya panchon waqt ki farz o wajib namazon aur Ramazan ke Rozon ka bhi eesal sawab kiya ja sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan, Eisaal-e-Sawaab
27089Hazrat agar kisi nay qarz lia phir kafi arsay tak wapas nahi dia to deny Walay ne us ko ukhrawi garift say bachany k liye dil me muaaf kar dia to phir agar WO maqroz se mutalba kar sakta hay? Ya bigher mutalaba agar WO qarz ada kary to lay sakta hey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQarz
27088Aksar maharashtra mei baccho ko marathi ya english school mei dala jata hai. Waha school mei kuch prayer ya hindu mazhab ke chize sikhai jati hai. Bache chote hote hai jaisa sikhaya jata hai waise sikhte hai. English mei padnewalo ko bhi hafte mei ye...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27087Jab koi Mard Non-Muslim Baaligh Islam qubool karta hai toh uski Khatna karana kaisa? jab k satr e aurat chupana Farz hai Aur Khatna karna Sunnat.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRahen
27086Mujhe gas acidity sakht problem hai. bar bar reeh kharij hoti hai aur wazu tut jata hai. Iss soorat mein namazon ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27085La parwahi ke sabab agar koi 40 din tak nakhun nahi kaate to kya oski namaz hojaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
27084ARZ YE HEI KI SHARAI MAJBOORI KI BINA PER AGER FERDAN NAMAZ PADHNA HO TO KYA MASJID KI AZAN YA NAMAZ POORI HONEI K BAAD PADHNA HOGI YA PHIR NAMAZ KA WAQT SHURU HONEI K BAAD APNI NAMAZ BAGAIR AZAAN KA INTEZAR KIYE HUWE ADA KER SAKTEI HEIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
27083kisi Aurat ko har 12 ya 15 din me hez kaa khun aata ho davaai se bhi farq naa parhta ho to us aurat ki namaaz ka hukm kya he? kya use namaze qaza karni hogi agar haan to kitne din ki?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27082NAKHUN AUR GAYR ZAROORI BAAL NALI ME DAL SAKTE HE? AGAR NAHIN TOU KIA KARNA CHAHIYE?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27081In Amal-e-Raza is written amliyat whose number is 125,000 to be completed in 40 days. The question is whether this number of 125,000 may also be completed in fewer days for e.g. 3, 10, 20 days. If yes, what is the method for the calculation of the da...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27080(1) Janwar ki haddi se le ker khanay pine ka kuchh saman banaya gaya uska khana kaisa hai? (2) bad aqeeda ne gosht kata to jo charbi bachi us ko company ne market me khane peene ke saman me istemal kiya us saman ka khana kaisa hai? (3) sprit ya alcoh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27079Sunni aur budmazhab ki shadi mien shirkat karnay walon par kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27078Gosht ya chicken Musalman Ki Dukaan se Halal Hokar Aay, Cook Bhi Musalman Hai lekin Khana mangaya Jaay hotel Se Ghar Tak Home Delivery pohchane wala Shakhs Gair Muslim Ho magar uska ajeer e khas ho. Tou iss soorat e Haal Mein Aisa Non-veg Khane Ke Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
27077EK SUNNI SHAKHS HAI JISKA GOSHT KA KAAM HAI. USKE YAHAN EK NAUKAR HAI JO KAI SAALO SE DIN RAAT USI KA MULAZIM HAI AUR WO NAUKAR ISAAI HAI. JAANWAR ZABAH SUNNI KARTA HAI AUR USKE BAAD TRANSPORT WAGAIRAH WO ISAAI KARTA HAI AKELE USKE SATH KOI MUSALMAN ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27076People are giving gifts on the 10th of Muharam must we accept these Ashura gifts or give gifts on this day?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27075Zohar, asar ya isha ki namaz ba jamat teesri rakat me shamil huay. Salam ke baad jab apni teesri aur chothi rakat parrhain tou surah fatiha ke bad koye surat Padh skte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27074Meri Bahen Jo Sunni Sahihul Aqida He Or Unke Shohar Bhi Khud Ko Sunni Kehte He Par Wo Budmazhabon Ke Piche Namaz Bhi Parh Lete He Or Unke Walid Sahab Bhi Wahabi He Or Rishta Bhi Rakhte He Or Rishta Rakhne Ka Mana Karte He To Kehte He Ye Ke Ye Sunni S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Nikah
27073Jo Aalim ya sayyad aalahazrat ke khilaf ho kya uski taazeem karni chahiye ya nahin? Aur uske khilaf koi awaz uthani chahiye ya nahin? Aur is ka ta'iyyun khud se kar lena ke falan shakhs ya sayyidzada AlaHazrat ke khliaf hay kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27072Hazrat Moosa (Alayhis Salam) ki Walda ka naam kiya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27071Hamare yahan kuch janwar gaey, bhens bimar ho gaye hain to kisi ne unke ilaj ke liye bear (sharab) ko bator dawa ke istemal karne ko kaha hai To kiya ham halal janwaro ko bimari se shifa ke liye sharab de sakte hain ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27070HUZUR MIYA BIWI KE BICH ME JAGRA HUWA, BIWI KO APNI MA KE GAR BHIJWA DIYA, AUR BOLA JUB TAK TO LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TAB TAK ME GAR ANE NAHI DUNGA, BIWI NE PUCHA AGRME LIKH KAR MAFI NA MANGU TO. MIYA: LIKH KAR MAFI NAHI MANGE GI TO TO APNE RAST...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27069Zaid aik sheikh se mureed hai or zaid ke dil me sheikh ke liye buraai aa jaati hai but sheikh shari'at ke paaband hai mufti hai. Lekin zaid ne gusse me sheikh ki buraai kardi or kaha sheikh ka waha muta' ala nahi ki fala kitaab me fala sawal hai or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27068Namaz me aksar bache samnay aa kar ya god ya peeth par baith jate hai aur dhyaan bhatak jata hai or kabhi kabhi namaz ke doran hi hatana padta hai to ayesi soorat mein namaz hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27067Ek mufti sahab jo k TV pr ahkame shara bayan karte hain Unho ne kaha h ke Hazrate owais qarani ki nisbat se jo daant todne ka waqiya bayan kiya jata hay wo bilkul jhoota hay kiun ke apne aap taklif dena na jayiz hay aur sahaba sarkar sallallahu alaih...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27066Kya black colour ka shoes ya sandal ya mozay bhi pehannay par kuch sharai mumani'at hay? Aur koi shaks jo ki mureed hay wo koi bhi wazeefa padh sakta hay al wazeefatul kareema se select kr ke ya peer ki ijazat ki zaraoorat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27065Aik shaks ne pucha apko pata he ALLAH Kay baad Sab se ziada Ilm kis ko he hm ne kaha HUZOOR ko, Usne bak diya kay Nahi jitna ilm shaitan ko he itna ksi ko nhi he, hm ne usko smjhaya kay ye baat galat he ye aqeedah to deobndio ka he, to us ne apni is ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Iman wa Kufr
27064Aik masjid ke imam sahab ke bare logon ko pata chal gaya ke imam sahab internet pe ladkiyon ki tasaweer dekhtay hain, ishqiya shayaree likhtay hain, aur ishq bhi farma rahe hain, kiya ye mansabe imamat ka mazaq nahi hay? inke pichhe namaz hogi? Ab ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27063Zaid ne kuch logo k samne kaha ki mai ne fala kam nahi kiya Allah aur Rasool gawah hai kyu ki us waqt usse laga ki usne woh kaam nahi kiya Per kuch din baad use yeh confusion huwa ki usne woh kiya tha ya nahi aur use yaad bhi nahi ahraha use ne woh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27062Beth kar khanay aur peenay ka hukm hay? Kia biscuit, chocolate, toffies aur choti moti cheezain bhi beth kar khani chahiyen? Agar chaltay phirtay kaam kartay kha li jaen tou kuch harj hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
27061Hayz k teen din bad khoon ana band ho jaey to bagair gusul kiye jima kar saktay hy? Agar nahin kar saktay to karnay pr kuch kaffara dena hoga ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHayz
27060Jab aurat hamal se ho to kiys us se sohbat ki ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
27059Tere khulq ko haq ne azeem kaha teri khalq ko haq ne jameel kiya; Koi tujh sa hua hai na hoga shaha tere khaaliqe husn-o-ada ki qasam. Ya lafz khalq hay ya khilq? Khulq, Khalq aur Khilq ke ma'na bhi irshad farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
Showing 1-100 of 12,542 items.