Showing 601-700 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
22292Kya Noori Haziraat kerna Jaiz hai? Jaise Kalima Shareef kia ya Bismillah Shareef ki? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22275Agar koi Nafli Roza (e.g. 9th moharrum roza) toray tu uska kiya kaffara ada krna hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22293Ye kehna hay k AlaHazrat na hotay tou aaj hum Musalman ya Sunni na hotay durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22294Ala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Faziley bareilwy radiallhu taala Anho key kitney bhai hain aur unki ismey giraami kyaa kya hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22295Qayamat key roaz insaan ko kis naam sey pukaara jayeyga...jis naam par uska aqeeqa hua thaa ya jis naam sey duniya mein usey pukaara jata thaa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22296Irshaad farmayen, Bigher maatam ya ronay dhonay k Nohay ya Marsiye perhnay ya sun'nay key ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22297ye Sher Lal Shahbaz Qalandar ka hay ya Khwaja Usman Harooni Alaihir RaHma ka? Aur iss ka Matlab aur Sharah inayat farma dein تو آں قاتل کہ از بہرِ تماشہ خون من ریزی to aan qatil ky منم بسمل کہ زیرِ خنجرِ خونخوار می رقصم منم عثمان مروندی كہ یارِ شی...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22298is it compulsory that the body of mayyit be infront of the congregation in Janazah Prayer? is it permissible to perform ghaybaana namaaze janaaza Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22299can women read QURAN-E-MAJEED while feeding milk to child.? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22300Imam donon taraf salam pher chuka ho, aur muqtadi nay 1 he taraf salam phera ho tou Muqtadi k leye kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22301Kiya Agha khani Muslims hotay hain. or agr nahi hotay to kin wajoohat ki bina per unhain muslims nahi kaha jata. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22302Aam tor se logo mai kuch baatein mashhoor hain k agr Kali Billi rasta kaat le to Nahusat ho jati hai ya agr ghar ki mundair per Kavva beth kar bole tu mehman ate hain wagera wagera tu in wehmat ki Shariat main kia hesiat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22276Wazu ke aaza par koi aesi chiz chipak gai ho jaise glue wagera, jo kai baar baar wash karne par bhi nahi nikalta ho tou kya isi halat me wazuh aur gusl ho jaye ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22303are we allowed to do accupuncture on our bodies? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22304tajdeede iman karne ke liye ALLAH ki bargah me kya arz karna chahiye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22305 Is Majmua Amaal e Raza a reliable book? Can I have ijazah to practice the amals in it, if it is reliable? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22306mein kis ke hath me hath de kar tauba karoon jab ke mere peer-o-mursheed ka wisal ho chuka hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22307 IS PRAYER VALID ON PLASTIC MATS (Ja Namaz)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22308Hozoor yeh irshad farmayen ki LIC kholna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22309DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22277Qur'aan mein kch jaghain aisi hain jahan WAQFA nahi karne se kufr sadir ho jata he? Agar hain tou Irshad farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22278What is the fact of REINCARNATION (ReBirth) in our shari'at? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22279Pls briefly explain being Talib by some other, when ones peer is a kamil wali? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22280Inn Ash'aar kee Tafseer Farma Dain نہ ہو آقا کو سجدہ آدم و يوسف کو سجدہ ہو na aqa ko sajda مگر سد ذرائع داب ہے اپنی شريعت کا Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22281نیم جلوے کی نہ تاب آئے قمر ساں تو سہی neem jalway ki مہر اور ان تلوؤں کی آئینہ داری واہ واہ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22282دیکھا تھا خواب خار حرم عندلیب نے daikha tha khawab کھٹکا کیا ہے آنکھ میں شب بھر خیال گل Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24290ZAID NAY AIK BAYAN KY BAAD KAHA KAY HUM JAHIL HAIN. KUCH HAZRIN NAY KAHA KAY KHUD KO JAHIL NAHI KEHNA CHAHIYE. KIA UNKA KEHNA SAHEE HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24299Hum say alag alag moqay per kisi nay lakhon rupay udhaar liya; iss waday per kay thora thora kar kay lota daingey. kuch arsay tak woh thori thori raqam lotatey rahe, jab 2 lakh tak wapis kar diya to phir achanak unhon ney raqam dena band kar di, hum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24300What is the correct spelling of the name Bilal? Is it Bilal, Belal or Bellal? Please guide Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24301Is it Prohibited (haram) to burn fire crackers (Phul Jharriyan, Pathakhay, Aatish-Bazi)? some people say it is not... Hazrat please clarify! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24302Zamin Saakin hay ya Mutaharrik? Iss par AlaHazrat Alaihir raHma ki aik tehqeeq k baray mein suna k wo Zamin k Saakin honay k Qaail hain. Magar ab kch Sunni Ulama aur Scientist iss se Ikhtilaf kartay hain k AlaHazrat Ke Dor Me Experiment nahin Hua Tha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24303Akser Dekha Gaya Hay Ke Hajj Per Lejane Wale Group Is Baat Ka Khayal Nahi Rakhte Ke Hajj Ki Qurbani Ka Janwar Zibah Karne Wala Sunnie Hay Ya Badmazhab, Nishandahi Karne Per Kaha Jata Hay Ke Hum yahan ki Government Ke Paband Hain Jo Qasai Wo Degi Wo H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24304hadrat mene kch din pehle ek khwab dekha k main mahrera sharif ke aik buzurg k hujray mubarak mai dakhil hua or salam arz kia phir mene kaha ki meri sister ki shadi ko 6 sal ho gaye hai lekin koi olaad nahi hai. hadrat sahab ne irshad farmaya ki tum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24305Wo kehtay na kehtay kch, wo kartay na kartay kch; Ae kaash wo sun letay mujh se mera Afsana!! Kia ye Sarkar Mufti Azam Qutb-e-Alam Alaihir raHma ka Sher hay? Agar haan tou isski sharha farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24306Mae eik ghair islami mulk mae rehta hoon aur yahan Namoos e Risalat kay Qanoon se mutalliq kaafi sawal kiye jatay hein. Maslan Jis tarah Musalmano k nazdeek Aaqae Namdaar SallallahoAlaiheWasallam ki toheen wajib ul qatal qarar dee jati hai, agar koi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24307Agar musalman kisi Kafir se sawal karay k kiya woh hamare Nabi SallallahoAlaiheWasallam ko Paighambar manta hai aur woh kahay k mae nahin manta ya Musalman ye kahay tumharay Bout jhootay hein to jawab mae Kafir kahay k mae bhi tumhara Nabi ko (mu`azA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24308Loug aksar ye kehtay hain k Sarkar tou apnay Jaani Dushmanon ko aur Apni Shan mien Gustakhi karnay waloun ko Muaaf farma dia kartay thay aur unn k liye Dua bhi farmaya kartay thay tou ye kesay ho sakta hay k Islam mein Gustakhi-e-Rasool SallAllaho Al...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24291JAHRY NAMAZ MAY MUNFARID KO IKHTIAR HY (JAHR KARAY YA SIRRI). ARZ HY KY SIRRI NAMAZ MAY MUNFARID KOI AYAT JAHR SY PARRH LAY TO KIA SAJDA SAHW KARNA HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24309Muatariz kehta hay k Sarkar ne Abdullah Bin Obai (Munafiq-e-Azam) ki bhi Namaz-e-Janazah parrhai aur uss k liye Dua bhi ki tou aisa kiun hay k aaj hum kisi Kalma Go jis se agar bad-mazhabi sarzad ho gae uss ki Namaz-e-Janazah nahin parrh saktay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24310Kia Awaam mein kisi ko ye Haqq Haasil hay k wo kisi Gustakh-e-Rasool SallAllaho Alaihi wa Sallam ko Qatal kar de? Aur agar wo kar de tou Shara Sharif mein uss k liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24311ONLINE CURRENCY EXCHANGE TRAIDING MEIN SHARAAKAT DAARI AUR USS SE HAASIL HONE WALE MUNAFA HALAL HAI YA HARAAM ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24312Namaz mein Tasawwur-e-Shaykh kar saktay hain? Agar haan tou kesay? Agar nahin kar saktay aur Shaykh ka Khayal aa jaey tou kia Namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24313Huzoor Mufti Ahmad Yaar Khan Naimi Badyouni Radiyallahu Anhu, mentioned in his book Named (Shan e Habibur Rahman min Ayathil Quran) that Hadrat Ameer e Hamza Radhiyallahu Anhu are Sayyidus shuhadah (Leaders of the Martyrs) whereas we have heard that...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24314Aurat ka apnay Shohar se uski Awlad ki Parwarish aur Ghar k kaamon aur khana wagera pakanay ka muwavza (Ujrat) talab kar sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24315Do we need to gain the permission of our Shaykh to enter the Blessed Mazar Sharif of Syedduna Shaykh Abdul Qadir Jilani radi allahu tala anho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24316What is the importance of a Fatawa in Islam? Now a days, people have made fun of this word Fatawa and does not respect this term. Please guide!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24292AGR LOGON KO AHADEES YA MASAIL-E-FIQAH BATA RAHIAN HOUN TO KIA KEHNA CHAHYE (A) KUCH AHDEES AWR MASAIL ARZ KARTA HOUN YA (2) BAYAN KARTA HUN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24293KIA SYED KO ZAKAT KA WAKIL BANA SKTAY HAIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24294Oh ALLAH bless me with obedience to my mother in a way that pleases you and her, not in a way that please you and me. Is it Okay to make this Dua? (Ya Allah mujhe apni walida ka farmanbardar bana iss surat par k meri walidah aur tu razi hon na k mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24295Alawi (jo Syedna Ali Radi Allahu Anhu) ki nisabt sy kehay jatay hain, kia unko zakat dai sktay hain? Aur kia Sayyida Fatima k ilawa Azwaj se jo Aap ki Awlaad hay wo bhi Saadaat k hukm mein hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24296Kia awrat apnay mahram ki qabr ki ziarat ki niyyat say ghar say nikal sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24297Aj kal baaz qari hazraat awr sameen bhi jb Fatah Khwani kartay waqt tilawat krtay hain to sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam ky ism mubark pr ruk kr awaz sy darood sharif parrhtay hain awr angothay bhi chumtay hain? Rehnumai frmain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24298mere rishta daaron mein kuch bad mazhab hain. Mera unn ke sath kaisa ruwaiyya hona chahiye? Aur agar unn mein se koi mar jae tou unn ke janazah mein jana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25033Kya Esaeyoon ka Zabeeha Khana Jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25042Love Marriage ka kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25043Musalmaan Lardki apne kaafir Maa Baap se mile, to uska kya huqm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25044Agar koi ghalat samaghte huay kisi badmazhab ka janaaza padhe to uska kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25045Education ya Business Loan lena kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25046Quran Sharif ki Aayat ke Urdu Tarajim aur Alahazrat ke Tarjma-e-Kanzul Imaan ka taqabuli Jaiza. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25047Surah Muhammad ki Aayat 19 ke Urdu Tarajim aur Alahazrat ke Tarjma-e-Kanzul Imaan ka taqabuli Jaiza.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25034Kisi Halaal Janwar ka Ghurda (Intestine) khana Kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25035Kisi Taqreeb mein kaafir ko Da'wat de kar bulana ya unki takreeb mein jaana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25036Jaanwaroon ka Butt khana Kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25037Zaid aur Hinda Miyan biwi hain aur aik doosray se naraz hain aur aapas mein 3 saal se nahin milay. Zaid Hinda ko Naan o Nafqa bhi nahin deta aur Talaq de kar alag bhi nahin karta. Hinda ke liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25038Surah Duha ki Aayat 6 ki Tafseer. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25039Wahabiyon ke Aqida-e-Kufriya ka Radd-e-Baleegh? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25040Kya Jumah ki Namaaz Padhaane ke liye Imaam ko Qaazi se ijaazat lena shart hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25041Rajab ke poore maheene mein goosht na khaane kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19438Huzoor My brother Mohammed Talha is your Mureed, he got a job in Riyad Saudi, he will leave mumbai on 6th June, sawal ye hai ke unhe jana chahiye ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19447College Admission, passport wagira zaruriat kay liye tasweer ka kia hokum hoga awr ismay help karnay wala ka hokum farq hoga ussay jo shokia hi yeh kaam kartay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19448me pharmacist hu & muje ku6 masail malum kar ne he. Medicine me ek type hota he capsule, Jo janwar ki charbi ya chamdi(Gelatin) me se banai jati he. (Jyadatar suwar ki chamdi) Use khol kar kha nahi sakte kyuki uski asar hame jese ki pet me nahi chahi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19449Larrki ka naam ZuHaal (زوحال) rakhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19450Kuch loug apnay chotay bachon ko "My Little Angel" kehtay hain. Kia aisa kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19451agar kuch muslamaan mil kar ek zakaat fund banana chahein jismein apna apna zakaat ka paisa loag jama karein to kya ye jayez hai ya nahin aur kya phir is zakat fund ka paisa gharib muslaman bacchon ki duniyawi taleem key liye kharch kiya ja sakta hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19452Wahhabi kisay kehtay hain? Kia ye AhleSunnat wa Jama'at nahin hotay kiyun jo khud ko wahabi kehtay hain wo Sunni honay ka dawa kertay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19453I want to Ask that, the usage of dettol , perfumes and other alcholic items is now common in our society now how can we look out from usage of these things? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19454Ham aik hotel mein rukay jahan hamain kuch saman as a gift bhi dia gaya jiska hum istimal nahin kartay yani shaving cream, brush and razor, kia ham cream brush wagaira phenk dain ya aisay shakhs ko dai dain jo uska istemal karta hay? Yeh saman kisi s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19455Kindly explain to me whether marrying first cousins is allowed in Islam. I have sent a Nikah proposal to my father's brother's daughter and alhmadulillah her parents accepted the Nikah proposal. But some members of my family are not happy with this u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19456DEHAT (GAUON) MEIN JUM'AA KI NAMAZ HOTI HE YA NAHI OR US JAGAH PER JUM'AA KI NAMAZ PADHI JA'AE TO US KE BARAY MEIN HAZRAT KIA IRASHAAD FARMATAY HAIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19439My parents want me to get engaged with a girl and also to perfrom Nikaah which is usually (SAGAI/Nikkah). After performing Nikkah with her, she will be my wife isalmically. But my parents want to perfom marraige (walima) after one year. Till one yea...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19457When we buy CD audio for Quran, they are mostly read by Bud-Mazhabs. Is it permissible to listen to these qari's and to buy their cds to play them at home? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19458IS IT OK TO GIVE ZAKAT AS MONTHLY HOUSING EXPENCES TO A SUNNI FAMILY WHERE HUSBAND IS TRYING HARD TO EARN LIVELYHOOD BUT IS NOT GETTING AND WIFE IS WORKING AS A TEACHER AND GIVING TUTIONS FOR EARNING FOR THEIR TWO DAUGHTERS, NOW OUR ZAKAT WILL HELP H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19459Shohar biwi ko bulaey aur wo uss k paas janay ko pyar se mana karay aur shohar maan jae tou kia hukm wahi hoga jo shohar k naraz rehnay par hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19460Wuzu ki halat mein cigerrette noshi karnay se wuzu rahega ya jata rahega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19461huzur say main nay sawal kiya ta pichle session main taraweeh ka hukm UK main summer main aur Huzur nay jawab mai kahaa kay isha ki namaz ka waqt ka andaza laga kai paray. Sawaal yai hai kay kiya hum ko isha sehri yani fajr ka shuru waqt say pehlay p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19462Us T-Shirt may namaz parna kaisa hay, jis kay peechay jandar ki choti si tasweer ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19463IF A PERSON PASSES AWAY ON WEDNESDAY AT 11:00 IN THE MORNING, ON WHICH DAY MUST WE KEEP ZIARAT FATIHA (THE THIRD DAY FATIHA) ACCORDING TO SHARIAH? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19464Aisa kurta ya kameez jisme gale k paas kolar ho aur uska button ho... to usko lagakar NAMAZ padhna chahiye Ya bina lagakar. Dono tariqe me NAMAZ ho jaegi...? agr button taight ho to pehla batan khula ho aur baki band to kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19465Haji jo hajj o umrah dono ya dono me se koi ek matlab ya hajj ya Umrah krta hay to kya wo shafa'at ka mustahiq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19466Umrah ya hajj se aane k baad kitne din tak us Haji ki Dua qubul hoti hay. Aisi koi hadis hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19440zaid k waresin me 1 beta bakar aur do betiyan salma or zubeda hain. Salma or zubeda deobandi k pass uthte bethte or shadi bia or mayyat me aate jate salma ne apne bete ki shadi deobandi se ki he in tamami waje se bakar apni behno se qatae taluq kar c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19467Murgi k ilawa kisi aur parinday ka Anda khana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19468kya Wednesday ko Nakhun nahi kaatne chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19469Nakhun agar gosht se aage nikal aaye yani bahot badh jaaye to kya wudhu aur namaaz nahi hongi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19470prayer time table mey jo fajr ka time likha hey waha instruction hey ke 10 min pehle roza band kar ley kiya inn 10 mins mey tahujjad ki namaz parh sakte hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19471agar chacha sunni hoo lakin uss ki wife wahabi hoo tou chacha sey milna kaisa hey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19441Do we have to read the 4 sunnah of Asar namaz if we have enough time before Jama'at or after Jama'at? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19442Allah paak k liye ye jumla istemaal karna kaisa hai k "Allah ki maslihat hai is kaam mein" Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19443India, Pakistan mein Shohar ko Biwi ka Mijazi Khuda kaha jata hay. Kia aisa kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19444kisi shakhs ne qarz-e-hasanah maanga aur hum ne usay denay ki niyyat ki ya baad mein bulaya ke baad mein dengay magar phir uski kuch harkaton ki wajah se denay ka irada moqoof kar dia tou kia usay aas dilanay ka gunah hoga? Ya wo qarz-e-hasanah dena ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 601-700 of 10,104 items.