Showing 1,301-1,400 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
23093Wuzu kharray ho kar karna chahiye ya beth kar. Mustahab aur Masnoon kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23094Kisi ne bataya k ZamZam Sharif ki Tarha Wuzu ka bacha hua paani bhi kharray ho kar peena chahiye? kia ye durust hay? Aur kia hay Sunnat bhi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23095Kia mard apnay seenay aur peeth k baal hata ya hatwa sakta hay jab k baal bohat ghanay hon aur badsoorti latay hon aur baal ghanay honay k wajah se paseena bhi ziada aata ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23096hamaray yahan aik kahawat mash'hoor hay k Sar kay baal ya Faqeer k Jharray hain ya Baadshah kay. Kia iss mein kch Haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23097Arab Mumalik mein Jarjeer naami aik Sabzi milti hay jis k baaray mein bohat se fawaid mash'hoor hain? Kia Tibb-e-Nabawi SallAllaho Alaihi wa Sallam ya Ahadith-e-Mubarika mein iss Sabzi ka kch Zikr hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23098What are the key points to know if a bank labeling itself as an Islamic Bank is really Islamic or not? Hazrat may answer in Urdu Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23099Is there any possibility to form an Islamic Bank? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23100Is leasing of a vehicle or an house loan facility permissable through islamic banking? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23083Hazrat se Polio k qatron k baray mein sawal hua jis par Hazrat ne farmaya ke agar koi napak cheez nahin ho to pila skate hai aur tajrube se sabit hai isse bachha mehfuz rehata hai. Hazrat awam mein ye mashoor hay k ye EK yahdiou Ki ek sazish hai ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23101islamic bank ne aik admi k sath mudarba kia k wo shukhs karobar k liye mall khreed karta hai jab wo mall aata hai to wo mall bank k hawala kar daita hai kyun k payment bank ne karni hai phir bank us admi k sath rate tay karta hai or mal us admi ko ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23102Musafir agar juma ki imamat kare to kya niyyat karega jab k oos pr Juma farz nahi Zohar (kasr) farz hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23103maine suna ke Khwaja Gareeb Nawaz Ki Paida'ish Ke Waqt Peshaani par 'Ataa-e-Rasool' likha huwa tha. Huzoor Kya Ye Baat sahih Hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23104Ye jo mash'hoor hay k loug kisi makan, dukan, garri ya even bahu ya biwi ko kisi k liye manhoos kehtay hain k jub se ye makan, dukan ya garri khareedi hay nuqsaan hi ho raha hay aur jub se shadi hui hay ya bahu ghar mein aaee hay pareshaniyan shuru h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23105Kia Nareena Awlaad ki Khwahish karna Na Shukri hay k Beti ki Dua na ki jaey aur sirf betay hi ki khwahish ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23106Aam tour par Urdu mein Harf-e-Tahajji "Duaad" ko "Zuaad" parrha jaata hay. Tou kia Kisi Sahabi ya Wali k naam k sath "Razi Allah Anhu" keh saktay hain ya "Radi Allahu Anhu" kehna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23107Hadith aur Sunnat mein kia Farq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23108Chotay bacchon ko Pamper pehna kar Masjid mein le jana kesa? Aur Safar-e-Haramain Shareefain k Doraan unhain Masjid-e-Haram aur Masjid-e-Nabawi Sharif mein le janay ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23109Aik Aurat jo Gareeb aur Musthiq-e-Zakat bhi hay magar Zakat lena pasand nahin karti. Kia usay bagair bataey k ye Zakat ki Raqam hay Zakat ki Madd mein Hajj kara saktay chahay wo Hajj Farz ho ya Nafil tou Zakat ada ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23110Qayh (Ulti) agar bachay ya barray ne kar di aur wo carpet par giri. Ub wo sookh gaee tou kia uss carpet ki uss makhsoos jagah par Namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23084Agar hum dubai se umrah ki niyat se jana chahte hain aur agar hum direct dubai se madinah munnawara jakar wahan par hazri dekar wahan se umrah ki niyat karke makkah shareef ja sakte hain. Dubai se hum agar madinah shareef jaenge to meeqat lagti hai y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23111Kutub-e-Seerah k hawalay se ye bayan kia jata hay k Huzoor Alaihis Salat was Salam ki Tadfeen mein takheer ki gaee jub k hukm tou jald az jald tadfeen ka hay. Huzoor rahnumai farmaen aur iss ka sabab bhi bayan farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23112Kuch loug Aetraz kartay hain k 3 Masaijd (Masjid-e-Haram, Masjid-e-Nabawi aur Masjid-e-Aqsa) k siwa kisi doosri jaga safar ya safar ka qasd karna bhi Haram hay. Huzoor kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23113Yazeed ko Kafir kehna kesa? Agar koi yazeed ko Kaffir kahay tou uss par kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23114Zakir Naik aur iss k ham khayal loug kehtay hain k Karbala ki Jang Siyasat aur Iqtidar ki Jang thi. AhleSunnat wa Jama'at ka iss par kia Mo'aqqaf hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23115معلوم أن بيع العين المؤجرة صححه كثير من العلماء، وأن بيع المغصو بغير المقدور على قبضه لا يصح ومعلوم أنه في بعض الدول مدد القانون عقود الإيجار للعقارات إلى أجلغير مسمى، ومنع مالك العقار من إخراج المستأجر بعد انتهاء عقده، وأوجب علىالمستأجرين الاستمرار ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23116أرجو فتواكم فيما يلي هل يجوز أخذ الفائدة من البنوك الهندية في الفقه الحنفي؟ وما قولكم عن بعض العلماء من أهل السنة الذي ألف كتابا بتجويزها؟...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23085keya hum ghar ma namaz ba jamat par saktay hain.. jabkay ghar ma 2 nabalagh bachay or un ke walda hain too keya un bachoo ka walad un ke jamat karwa sakta ha, kyou ka hum aik ghair muslim country ma rehtay hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23086How should we deal with yawning during salah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23087Aik Shakhs ya Peer jo kisi Gunah mein Mulawwis hay tou kia Awaam ka Usski Kirdar Kashi karna aur Uss par Iftira baandhna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23088Aala Hazrat ki Manqabat jo Ghous-e-Pak Radi Allah Taala Anhu kay liya hay uss main ek shair hay. “Qasmay Day Day kay Kehlata hay Pelata hay Tujay; Piyra Allah Tera Chahanay Wala Teera” Isski Sharah farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23089Zaid kay Peer Sahib nay zaid say khuch Genral Sawal keeya. To aglay din Zaid nay Amer say kaha kay Guzishta din “Meray peer Sahib nay Muj per Pay dar pay Hamlay kiya” To Zaid ka istarha say apnay Peer sahib kay baray main Amer ko batana kaisa hay.....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23090maslak e Ahlesunat waljamat mein baara Imam ki kiya hasiyat hay, kiya barhiwain Imam, Imam mehdi hon gay, neez yahan Imaam se Khalifa Mureed hay ya Ameer al-Momineen ya kch aur? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24509Hazrat pichlay session ky aik sawal ko wazhat ky sath arz kr raha houn ky kia apnay peer o murshid ki bargah may aisa keh skta ky ay meray peer huzur ghous-e-azam ky sadqay may meri madad farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24518What is meaning of Tabinda and Raksinda. Is it ok to keep these names? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24519Ye Shehr parna kesa awr is ki tashreeh kar de: 1) Ali Imam Manasto Manam Gulam E Ali, Hazaar Jaan E Girami Fida E Naam E Ali. 2) Haiderium Qalandaram Mastam Banda-E-Murtaza Ali Haastam Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24520Hazrat Bilal radiyallahu anhu ka wo waqia jisme unki azan par etraz kiya gaya tha to Nabi-e-karim sallallahu alaihe wasallam ne Hazrat Bilal ko azan padhne se mana farma diya to subah nahi ho rahi thi. Is waqia ka hawala irshad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24521is it permisble to keep a childs name Muhammed Raza? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24522Awliya-e-Kiram k Tasarrufaat k aik waqt mein kaee jaga mojood hotay hain apni Hayaat-e-Zahiri ua Parda farmanay kay baad wo Ruhaani hi hotay ya Jismani bhi ho saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24523KIA HAZRAT KI NAZR SY AISA QOL GUZRA HY KY HUZUR GHOUS-E-AZAM NY FARMAYA KY AGR HAMAY DATA SAHEB KA DOUR MILTA TO UNKAY IRADATMANDO MAY SHAMIL HOTAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24524HAZRAT IN BATOU KI TATBIQ FARMA DAIN AWR DUA FRMA DAIN KY SHAITAN KY WASWASO SY BACH JAIN: HM NAAT MAY PERHTAY HAIN KY YA RASULLAH SALLAHOALEH WASALEM APKY SIWA HAMRA KOI NAHI, JB MANQABT PERHTAY HAIN TO YAHI ARZ HUZUR GOUS-E-AZAM SY KRTAY HAIN KY A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24525SMS wagera mein AsSalamu Alaikum ki jaga AOA, ASAK wagera likhtay aur jawab mein wsalam ya WS likhtay. kia yun likhnay mein kch hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24526Aik budmazhab ne aetraz kia k Sarkar Alaihis Salato was-Salam ye pasand nahin farmatay thay koi unki Aamad par koi kharra ho tou phr tum Sunni kiun Salam parrhtay waqt Qayam kartay ho? Rahnumai farmaaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24527Aik jamat jo Allah Taala kay liyay jism aur jismaniyat ko sabit maanti hay in kay radd kay liyay kuch irshaad farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24510AIK SUNNI MUTAMAD MUFTI NY MUNDRJA ZIL ASHAR PR KUFR KA FATWA FARMAYA HY AWR HAZRAT SY ARZ KI HY KY IS PR MOHAR SBT FARMA DAIN YA KOI AWR ISKA PEHLO HO TO IRSHAD FARMA DAIN: PEHLA SHAIR: KHUDA KEHTAY HAIN JISKO MUSTAFA MALOOM HOTA HY; JISAY KEHTAY H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24528Arab mamaalik may toub kay neechay banyan pajamay kay andar daal diya jata hay. Kya yeh bhi kapray ko ghurasnay kay hokum may ayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24529Kia Swimming Costume pehan kar teraki karna jaiz hay? Jub k swimming costume jism k sath kch iss tarha chupka rehta hay k jism ki poori heyyiyat nazar aati hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24530Toheed-e-Hasti hain ham sara jahan hamara; Hum kaafiron k kaafir, kaafir khuda hamara... Ye sher parrhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24531DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24511Ustaz-e-Zaman Mawlana Hasan Raza Khan Sahib k Halat-e-Zindagi aur unki Seerat o Khidmat par kch Irshad farmaiye. Mazeed, unki Seerat par koi Mustanad kitab ho tou uss se mutaliq rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24512can a zaheef hadis be used in FIQH evidence? if how does a zaheef hadis become HASAN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24513Giyarhween Sharif ka maheena hay aur aaj kal badmazhab har jagah wawela kartay nazar aa rahay hain k Ghous-e-Azam sirf Allah ki Zaat hay aur jo koi Makhlooq mein se kisi ko Ghous-e-Azam kahay wo Mushrik hay aur apnay Qoul par Quran Sharif ki Ayatain ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24514Barish kay liyay jo gaiz ka lafz istimaal kya jata hay us per islah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24515Sarkar Ghous-e-Azam Radi Allahu Ta'ala Anhu k jo 11 naam mash'hoor hain unn k parrhnay ya unhain apnay sath rakhnay k fawaid k baray mein hamaray Silsilay k Buzrugon se kch Manqool ho tou Irshaad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24516Kch loug Aetraz kartay hain Sarkar Ghous-e-Azam ko jo tamam waliyon ka sardar kaha jata hay tou kia wo apnay se pehlay Awliya k bhi Sultan hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24517Agar kisi ne Surah Fatiha k baad Surat na milai aur ruku mein yaad aae tou ub kia karay? Kia wo phr kharra ho kar soorat parrhega aur phr doosri martaba ruku karega ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19715Naza key waqt aasani aur Aachi mout key liye kya karna chahiye ya phir koi wazifa Irshad farmadain ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19724kya darrhi bina parrhi namaz wajibul I'aada hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19725mardon ko Laal color k kapprray pahennay ki mumaniat par koi hadees sharif hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19726Loug apni kam aqli aur kam ilmi mein ALLAH k baray mein keh detay hain k Ooper wali zaat ya Ooper wala sub dekh raha hay? Hazrat aisay lougon k liye kia irshad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19727kiya Hazrat Syedduna siddique Akbar Radiallahuanhu Ambiya ke baad Ummat mai Sabse Afzal hain? Aur kya Iss paar IJMA Hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19728Jo shakhs Hazrat Syedduna siddique Akbar Radiallahuanhu se Ziyada Kisi Aur Sahabi ko Fazilat De uske baare mai kya hukm hai? Azrahe karam tafseeli JAwab Aata farma dein! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19729aisay Ilaqay mein jahan koi sahiul aqeeda imam ya masjid na ho tou kia wahan k rehnay walay sahihul aqeeda lougon par jumma farz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19730koi Aisi soorat ya majboori hay jis mein badmazhabon k peechay ba karahat ya bila karahat namaz parrhnay ki ijazat ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19731Hazrat ne arab o ajam k bohat se ulama aur Mashaikh Ki Ziyarat aur Unn ki Sohbat paee. hazrat unn mei se kch ka tazkira farmana pasand famaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19732Aksar Hotels, Offices aur Gharon mein Toilet ya tou Qiblay ki taraf hotay hain ya peeth qiblay ki janib hoti hay tou kia wahan Rafa-e-hajat ki ja sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19733Kya Auratoun K Leye Burqa Mayn Sirf Aankhayn Chupana Aur Chehrah Kholna Jaay'eez Hay ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19716Wo Companies jin k baaray mein mashoor ho k wo Yahoodi aur Islam Dushman companies hain unki ashiya ki khareed o farokht k baaray mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19717Do loog namaz padrahey hain eik imam aur eik muqtadi , muqtadi imam key todha pechey bazu mein hain, namaz key dooran doosra muqtadi namaz mein shareek hogaya tou us waqt kya karna chahiye ? Irshad farmadein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19718Shadi mein jehaz leyna ya dena kesa ya Shadi k liya jehaz ki raqam ka mukhtas karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19719Fajr ki namaz ki pabandi key liye koi wazifa irshad farmadein ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19720ALLAH Mian ya ALLAH Jee kehna kesa? Aur aisa kehnay walay par kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19721Acha Durood Shareed Irshad farmadein jo hamesha wird karsakein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19722Kya Mothers Day , Fathers Day , New Year Waghera Manana Sahih Hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19723Agar napaak kaprra saaf karke bina nichorre shower ya nal ke niche rakh kar khub pani baha lene se kya wo kaprr paak ho jayega ya teen martaba nichorrna zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19189Kuch logaun ka kahna hai Gher ke khareeb kisi ki qabr ho gi awr yahan qabristan tha Hazrat ab hame ye kaise pata chale ga ke yahan pe qabr hai ya nahi agher hai to kiya kerna hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19198Ahelia ny wada kia ky gr may waldain ka dil nahi dukhai gi, laikin kuch arsay baad usnay waldain ko naraz kia, ab oos pr sharan kia hukum hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19199Humaare yaha sunni masjeed may Har Jumeraat Darood Sharif ka vird hota hai jismay aaisay log bhi shamil hotay hain jin ko bdmajhab walon ky aqaid maloom hain phir bhi unkay pichay namaz prhtay hain awr mamlat bhi rakhay howay hain. Sawal yeh hy ky us...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19200Neend ka ghalba aane ke baad bina wudu kiye namaz ho jayegi ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19201how long is the iddat period for a woman after divorce and if the woman has a job does she have to refrain from going to work during iddat...jazakAllah Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19202ya maa baap ki izzat adab karne ka hukm larki ko bhi hai.agar ha to kuwari larki ko ya shadi shuda ko bhi.larki apni susraal me apne shohar ka kehna mane ya apne maa baap ka? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19203kya salam kar ne me huruf ki aadaigi zaroori he ? kia shirf salam kehliya to islami tor se salam aada ho jaye ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19204kya aurat ko sheeshe ki bani hui artificial jwellery pahenna jaiez hai.agar sheeshe ke nago ka haar bunde kanggan waghairah hai aur yeh nag jis dhaat me jare hue hai woh sone ya chandi ki dhaat nahi hai.aisi jwellery ko pahenne ka maqsad sheeshe ke n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19205HAR MAHINE ME 2 SE 3 DIN "AQRAB" LIKHA HOTA HAI UN DINO ME AKSAR SHADIYO KI TARIKH NAHI LI JATI HAI & KOI NEK KAAM BHI NAHI KIYA JATA HAI.KYA YE SAHI HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19206ZAID 1 TEACHER HAI AUR SCHOOL ME SUBAH JAB SAB AATE HAIN TO EK DUSRE SE SALAM KARTE HAIN AUR MUSAFAHA BHI KARTE HAIN.AGAR USME KOI BAD MAZHAB HO TO KYA KIYA JAYE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19207Azaan padhne wala agar azaan ke kalimaat sahih makhraj se ada na kare to kya woh azaan maani jayegi Kya aisi azaan se jamaat qaaim ki jasakti hai Azaan galat huwi magar takbeer sahih kahi gayiKya tab bhi namaaz main kuch karahat hogi ya namaaz ho jay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19190maher ki rakam shadhi s pahile ada karna jaruri hai ya aage ada kar sakte hai awr kia maher ki rakam shuhar hi ki kamai sy hona jaruri hai ya koi bhi apne ghar may sy ada kar skte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19208arz hai k ek shaks ne dusare shaks se kaha k kya tum salaam padh rahe the to usane kaha k tauba karo. to aise shaks pe kya hukm hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19209kin soorato me salaam ka jawab nahi de sakte .....kya aisa hai k masjid me jamat khadi hone wali hai or koi shaks salaam kare to uske salaam ka jawab diya jaye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19210Biwi ko uskay ma baap gr chor anay awr wapis lanay pr agr koi yeh kehay ky biwi ka ghulam hy? Kia is trah karna shran koi hukum hy ya agr ilaqay may aisi rasm ho to yeh mayub kaam hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19211fish (machhli) ko zinda (jb pani sh bahir aai awr trp rahi ho) kaat kar kha sakte hai ya jab mar jaye phir kaat kar khaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19212Aaj kal mic itnay sensitive hotay hain ky pehli saf may bhi imam ki asl awaz sunna mushkil hota hy? Aaisi surat may kia karna chahiay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19213what is mean 786 and 92? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19214huzur zinda shah madar ke silsile ke bare me ala hazrat ka kiya hukm hai silsila sokhta hai ya jari Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19215tang pajama pehna ho to namaz ho jaegi ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19216if a person has gas problem so how many times it is necessary for him to make wudhu while performing salah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19217Wo konsay masail hain jinko ulam-e-aamlin awam ki asani ky liay tarmeem kr sktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19191hume namaz padni hai magar masjid gharse bohot door hai to kya hum gharme padsakte hai.(Taqriban half hour walking distance hy) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19218huzur mere walid ne aik hindu aurat se shadi ki thi aur wo islam le aayi lekin unke ghar wale ab bhi kafir hai aur hamare yaha aate bhi hai mera sawal ye he ke mere mamu jo ke kafir hai uski ladki muje unke tyohar me rakhi bandh ti hai to kya me use...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19192eddat me kis kis sa parda hai hazrat Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19193saali se kaha tak Rishte pahunche ny pe biwi haram ho jati hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,301-1,400 of 10,104 items.