Showing 901-1,000 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18690Bachpan ke dost ke samnay biwi ka be-pardah aana kesa ya kisi ki biwi ke samnay be-pardah jaana aur mazaq karna ya bila wajah mukhatib karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18691Khwateen ka mic ya bagair mic k meelad sharif parrhna kesa jab k awaz gayr maharim tak pohanchti ho. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18692Wa'az aur naseehat ka haqq kis ko hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18693jo shakhs tasweer na khichwata ho. Video wagera ko haram janta ho magar t.v. par cricket aur football matches dekhnay ka shoqeen ho. khud bhi dekhta ho aur doston ko bula kar dikhata bhi ho tou uss k baray mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18694Awliya Allah ko Unn k Mazar Sharif par ya unn se door reh kar "YA" keh kar pukarna kesa? Jesay "Ya Ghous-e-Azam" "Ya Khwaja Ghareeb Nawaz" etc. Agar ye jaaiz hay tou iss ke chand dalail inayat farmaen. Aur kia wo Awliya aur Buzurg jo abhi hayat hain...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18695Ambia Alayhis Salam kay wisal honay awr uskay baad wali hayat kay liay kia aqida hona chahiay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18696Aik Hafiz sahab masjid ke andar kuch ladko ko padate hain. uske badle wo ladke un Hafiz sahab ko kuch paise dete hain. halanke Hafiz sahab paise lene se mana bhi karte hain. ek dusre Hafiz sahab ne kaha masjid ke andar paise lekar padana najaiz hai. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18697Zaid apne hi ek makan mein rehta hai. awr aik zameen kharidi huwi hay. Lekin tangdasti ki wajah se woh zameen aesey hi khali padi hai. Arz hai kya Zaid par is zameen ki wajah se qurbani ka Hukm hoga agar zaid ke paas mamooli sa rupya bhi mahaz apni r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18698JANVER ZABAH KARTE WAQT 3 RAG AGAR NAHI KATI TO KYA WAJIB AADA NAHI HOGA? KYA QURBANI NAHI HOGI? NAHI KATI TO KYA WO JANVER KHA SAKTE HE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18699Kisi bhi mulk may illegal rehna kaisa aur wahan illegal rehtay howay kamanay ka kia hukum hoga. kia uska pesa jaiz he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18700marhoomin ke naam par jo qurbani ki jaati hai kya uska gosht har aadmi kha sakta hai ya phir sirf gurba ya miskeeno ko dena chahiye. kyonki jaise niyaaz ke baare main hai ke marhoomin ki niyaz gurba wa miskino main takseem ki jaati hai aur buzurgo ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18701Huzur mere chacha ne qurbaani ki raqam ek madrase me di aur unho ne Baasi Eid ke din Raat ko 2 baje qurbaani ki to kya qurbaani ho gayi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18702kis bakre ki qurbani jaiz nahi kya koi qism hai jo jaiz nahi qurbani ke liye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18703Nabiha naam ki meaning janna chahtay hain aur kia ye naam rakna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18704Badmazhab ko suwwar bolna kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18705Zaid aur Bakr dono ek kamray mei Namaaz adaa kar rahe hai, phir Zaid zameen par beyth kar Qur'aan e Paak ki tilaawat kar rahaa thaa aur Bakr, maazoori ki wajay se, kursi par beyth kar tilaawat kar rahaa hai. Bakr ne Zaid se kahaa ke wo bhi kursi par ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18706Jaamay' Sharait Peer agar kisi Fasiq e Mu'alin ko Khilafat de tou kia wo uss Shakhs ke liye sanad hay? Aur iss Khilafat ki Shar'an kia hesiyat hay? Aur kia wo iss khilafat k baad kisi ko apna ya apnay shaykh ka mureed kar sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18707Kya larki ka naam Muzdalifah rakh sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18708kisi ne kaha ke Maslak-e-ALahazrat kya hai. ek line me define karo. to kya use ye jawab diya ja sakta hai ke...Quran o Hadis ki sachchi talimaat ka naam Maslak e Alahazrat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18730AGAR KOI SHAKS QURAN E MAJEED KO DEEWAR KO TEKA LEKAR PADH RAH HO TU KYA AISA PADHNA QUBOOL HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18731Jin ka inteqal ho jai unko bait karwa saktay hain? Agr han to zatoon bi marhoom ko bait farma lain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18732peeli jooti pehanna kahan se sabit hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18733Huzoor is Hadish shariff ki wazahat (explanation) farma dein: Tajdare Ambiya Rahmate Do Aalam Ne Irsad Farmaya Beshak Mai Un Chizo Ko Dekta Hu jo Tum Nahi Dekte Aur Un Chizo Ko Sunta Hu Jo Tum Nahi Sunte. Aasman Charr Charra Raha Hai Aur iss Par HAQ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18734Black colour ka paijama pehanna kaisa hai aur agar koi pehanta hai to kya wo gunahgaar hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18735Hazrat agar ek ghair muslim ek muslaman ke paas aa kar kahe ki mujhe musalman karlo, ya mein musalman hona chahta hoon aur wo musalman bhai usse ye kahe ki " JAO PAHLE NAHA KAR AAO " ya ye kahe ki "pahle kagazi khanapuri karwao, phir aana" al garz is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18736Bahare Shariat hissa 1 nabuwat ke bare me aqeeda ke aathween me HUZUR SADRUSHSHARIA FARMATE HAI QUR AAN SHAREEF ne agli kitabo ke bahut se ahkam mansukh kar diye yu hi QUR AAN MAJEED ke baaz aayato ne baz aayat ko mansukh kar diya to isme ye bat jo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18737Maslake AALA HAZRAT ye hai ki ghairullah ka sajda haram aur mazaron pe jana jaez to ham auliya ke mazaron pe jakar apne sar ko unke qadmo pe yani unke qabar ke upar qadmo pe rakhte hai to hamari kya niyat hoti hai aur kya honi chahiye kya ye sajdae ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18738I am from India. Married for last 18 years. Having two sons;residing with me. My wife approached tablighi mufti in Pune, Maharashtra and applied for khula Talaq to mufti but not to me.We both husband and wife are not tablighi. One day my wife called ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18739RAMZANUL MUBARAK ME / NAMAZ-E-TRAWIH ME KHATM QURAN PAR MUQTADIYAN-E-MASAJID AEMA-E-IKRAM / HUFFAZ-E-IKRAM KO INFRADI WO IJTAMAEE TAOR PAR JO HADIYA / NAZRANA / TOHFA WAGHAIRA DETE HAI IS KI KYA SHARAEE HAISIYAT HAI INDALHANFIAH MUFASSIL JAWAB MATLOO...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18740Kya Koi Sunni Imam Jo Gustake Rasool Salallahu Alaihi Wa Sallam ka Radd Naa kart a ho to kya iske piche Namaz hogi??? Maine apne Masjid k Imam se pucha to Unka Kehna hai Radd k Bohot Tariqe hai koi Chillakar karega koi Alag tariqe se par agar Naa kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18741nashe ki haalat me3 baar talak dene se talak ho jati hai kya Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18742ہماری یونیورسٹی میں ایک جگہ رکہی گئی ہے نماز کے لیے. اس ایک جگہ میں سب سنی وهابی اپنی اپنی الگ جماعت کر سکتے ہیں (اور کرتے ہیں) اور کسی ایک فرقہ کے لیے خصوصی نہیں. اس جگہ میں نماز پڑھنا کیسا ہے؟ کیا اس میں جو نماز پڑھیں جاتی ہیں مکروہ تحریمی ہیں؟ کیا...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18743who was lawrance of arabia and what he did? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18744sarkar ki hadees he ki mere duniya se parda farmane ke bad meri ummat 74 firqo me taqsim ho jayegi lekin us me se sirf ek firqa hi haq pe hoga aur woh jannat me jayega. To aap batae ki konsa firqa jannat me jayega? Aur kia Hanafi, Maaliki, Shafi'i Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18745If a balig boy is working and he wants to buy something which is halaal with his earnings and the the father of the boy says he cant buy it , then is the boy allowed to buy it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18746A minor child is performing Namag with Jamat in suf. Does the Namaz of other person may be affected. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18747What is the age of an adult according to Imam Abu Hanifa. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18748Imam does not give time to perform 4 sunnat in Juma Prayer. He continues speech after fixed time. (5 to 10 mints over) How far his act is right according to shariah. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18749England me masjid ke imam ke week ka wages (tankha) £250 hota he or madrasa bachcho ka parhane ka £50 week ke milte he phir bhi ye imam log government ko batate nahi or government se bhi paisa lete he to ye ek tarha ka joth bolkar paisa lete he to u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18750khwaja gareeb nawaz (allah ki un par rahmat ho) ko hasan sanjari kahein ya hasan sanjazi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18751I got to know that there are differences between Sunni and Wahhabi. I clearly want to know the exact differences n also what opinion exact should I have about Muhammad ibn Abdul wahhab and Ibn Taiymiyya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18752Aik Sahab hain, khud ko sayyid kehtay hain. Aksar wo ye baat kaha kartay hain ke mein apnay "Nannaa" se saaray jalsay ko bakhswa dunga. Unn ka iss tarha Huzoor SallAllahu Alayhi wa Sallam ko Nanna kehna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18753I am hanafi muslim working in Kuwait here the asr is prayed as per shafi'i time in the masjid. can I pray asr with jamaat or I have to pray separate. if separate,then I am missing the sawab of praying with the jamaat. What should I do, please reply,...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18754Qurbani kis par wajib hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18755Aaj kal jo Ijtima'ee qurbani ki jaati hay uss mein hissaydaaron se pehlay hi ye tehreeri ittifaq kar liye jata hay k aap ko aap ke hissay ka gosht wazn kar k de dia jaega aur agar aap apna hissa nahin lena chahtay tou aap wo gosht hamain hiba kar dei...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18756jahan job karte hain yaha pr koi sunni masjid nahi hum apni har namaz akele hi ada karte hain pr namaz e juma khutbe ki wajah se hamare ek dost hai jo kuch paro ke hafiz bhi hain pr unke dadhi e mubarak nahi hai unko imaam bana ke ghar ki chat pr un...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18757RADIO AUR CASSETE WAGAIRAH ME JO AZAN KAHI JAATI HAI UNKE JAWAB KE MUTALLIQ KYA HUQM HAI Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18758Sunni masjid ka imaam apni beti ko ahle hadas school mein padhaya aur sawaal karne par ye daleel de ki christian school mein bhi sunni padhte hai toh us imaam ke peeche namaz hogi? aur us imam per shariyat ka koi hukum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18759urs wagairah deeni programs ke ishtehar jin per Quran e pak ki aayate, gumbade khizra wagairah bane hote hain or Qur'an e pak ke Jo warq phat jate hain unko kya qabristan me dafn kiya ja sakta hai. aisa karne me koi behurmati ka pahlu to nhi hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18760can hudhur enlighten us on this query; women in sijdah do they have to fold their three (or 5) toes towards qibla like it is wajib for men to point 3 toes (and 5 toes sunnah) for the men? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18761"saeen baba" jiska mandir shirdi mein hai jis ko hindu mante hain us hi "sai baba" ko kuch log ALLAH ka wali mante hain aur kaheten hain ke eak aale rasool ne us ko allah ka wali kaha is bare mein shari'at ka kiya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18762Shadi kay kuch salon baad raza'at ka elm ho to judai ka hukum hai, jo bachain hain unkay liay ka hukum hoga? Kis kay paas rahain gay ma ya baap awr nasb ka kia hukum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18763Kia awam un nas ko aisay logon ki kitabain parrhni chaihaiy jin kay aqaida ka ilm na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18764Jis sunni aalim ko minhaji kay baray may btaa dia jai uskay bawajud wo awr uskay mureed mihajee ki tareef karain to hamaray liay kia hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18765hamari masjid ke samane 2 buzrgon ka mazar shareef hai unka naam hamey maloom nahi. 2 mazar ke bich may ek ped bee hai 1983 me unka uroos manaya gaya tha uski poster wagaira me unka naam sayed abdur aziz bukari waliyallah rakhaa gaya tha puchne par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18766shadi ka card me bismilla shareef ka maana likna, ashaar, gumbad wagara banana kaisa kyo ke ye padne ke baad jalaya jata hai ya phek diya jata hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18767Hazrat kya chandi ka paan daan istamaal kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18768belt bandhkar, jisme bandhne ki jagah teen ya lohe ka istemaal hota hai, use baandhkar namaaz padhna kesa hai? (aisa belt ahram may bhi istemal hota hay) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18769There is a man who said that it is permissible to keep beard less than one fist length because PROPHET MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WASSALAM said "trim the moustache closely and spare the beard" and there is no such limit prescribed and he also argues ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18770Jamia Al Azhar university k baare me log kehte he woh sulah kulliyat ki university he. Sawal yeh kay wahan parrhna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18771Can we do volunteer work with deobandis and wahabis and sullah kuulis, in charity foundations that are helping the needy Syria, Burma, Egypt? Working with them even for urgent need, how will it effect a sahih sunnis imaan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18772Kia Ghous pak nay 40 saal Isha kay wazu sy Fajr prhi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18773Huzoor،kya ye naara lagana durust he, agar haan to is ki wazahat farmadain "jo Raza ka nahi Wo hamara nahi" Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18774What should be our believing for 4 imams, are all they words are right? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18775Ashar jo hum parte hai (jub tak bike na the to koye puchta na tha; aqa appne khareed ke anmol kar diya) aur agar yun parrha jaey k "mursheed apnay khareed kar anmol kar dia" tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18776pura wazu kar liya tha uske bad me dant ya gale me se thoda khun aya last me thukne par to kya wazu raha ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18777fajr ki azan ke baad ya 2 sunnat ke bad qaza namaz parrh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18778salary eid ul azha say kuch pehlay milay to qurbani karay ya mahana kharchay ki zarooriat kay liay rakh sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18779حضور عرض ھے کہ امام قیام کی حالت سے جب سجدے کی طرف الله اکبر کہتے ہوئے جاتا ھے تو اب الله اکبر کی راء اگر سجدے میں سر رکھنے کے بعد ادا ھو تو نماز میں کوئی کراھیت آئیگی یا نہیں.؟ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18780Kiya hajj tamaattu ka ihram aur niyyat masjid ayesha se karna chahiye ya masjid ul haram? Hajj ifraad mein kesa karna? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18781Modbana arz hy kia Hazrat ki yaddasht may Ala Hazrat ki is qism ki koi ibarat hy: Haakim-e-shaher apnay shaher ki hudood ko tosee' dai sakta hay laikin Makkah sharif, Muna, Muzdalfa awr Arfat ki huddod Sarkar SallAllahu Alaihi wa Sallam ny frma di ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18782zaed k room par kuch ahbaab aaye the namaaz ka waqt howa tha to woh sab namaz k liye tayyar hogaye, inme se ek hafiz sahab the jinhe imamat k liye age badhaya gaya, room itna chota tha k imaam k peche saff nahi bansakti to unloagon ne saff us tarah b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18783Oratoun kay liay miswak ka kiam hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18784"Miya pardes mei hai aur muddat hogayi aur barsay guzargay ke ghar nahi aaya aur yahaa larkaa paydaa hogayaa tab bhi wo haraami nahi isi shohar ka hai. Al-batta agar wo khabar paa kar inkaar karega to liaan ka hukm hoga. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18785انا اشتغل في البصره و هنا كثرة من روافض هل يجوز لی ان اشتري لحم من قصاب ولا اعرف هل هو سني او من روافض ولا استطيع ان اسئل منه فماذا حكم لي بينوا و اجرو ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18786Kya Huzoor (salla Allahu alayhe wa sallam) se safayd (white) amamah shareef pehenna kisi saheeh hadeeth se saabit hai? Agr nahi to phir safaid amama bandhna ya uski takeed krna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18787"Muhammad Mustafa" naam theek hay ya sirf "Muhammad" ya "Mustafa" munfarid rakha jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18788Imam saheb Hazrat ibrarhim alaihi salam ka waqya suna rahe the. unke muh se ye word nikla qareeb 2-3 baar k allah farmata he mere ghar ki ibadat karo. to ispar mera sawala tha k allah ki ibadat ki jaati he na k uske ghar ki, to kya ye word imam sahab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18789Kiya ham malaaikah ke naam rakh sakteh maslan Jibraael, mikaael? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18790Aik sunni aalim sy pucha ky ”agr koi amdan namaz nahi prhay to Quran pak ka faisla hy ko uska thikana jahnam hy awr hadith may hy kufr ky qarib hy” to kia aisay shakhs sy salam awr kalam kr saktay hain? Imam sahib ny jawab dia ky Imam-e-Azam Radiyall...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18791Loud speaker ky baray may Mufti-e-Azam radiyallaho unho ka fatwa sahi hy laikin aaj jin ulma ny namaz ko sahi kaha hy iski surat ye hy ky bohat sy muslman namaz sy door na ho jain awr speaker ky istemal ko jaiz kaha. Kia aisa kehna sahi hy ky namaz ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18792Hamare rishtedar jo ki dosre shahar mein rahte hai jo ki 70km door hai. Bakr Eid par gosht hamare yahan bhijwate hai apne hindu driver ke sath jo ki kai barson se nokri kar raha hain. Kya us gosht ka khana hamare liye jaez hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18793Jo tasveer samaan k dabbe ya bottel par bani hoti hai chhoti badi jisme se baz tasveer k aaza numaya hote hain aur baz k nahin to aisi tasveer ka room me hona man'e namaz hai? Jabki namaz usi room padhi jati ho! Aur tasveer k aaza ki tafseel se kya m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18794Kia Razwi ka matlab yeh hoga kay wo Ala Hazrat ka muttabea hay, chain wali ghari pehnay aur tv bhi daikhay to kia wo razwiat pr qaim kehlay ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18795Some people write Mufti Aktar Rida but as we know it is Raza, which is correct and what is the difference in meaning between “Rida” and “Raza”? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18796shajra shareef jo hume aapse mila hai uske kuchh fazail bataen. aeyn nawazish hogi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18797Agar farz ki teesri ya chauthi rakat me bhool kar surah shuru kardi to kya wo suraten puri padhni padhegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18798Agar neend der se khulne ki surat me waqt na hone ke sabab tayammum se farz ada kar liye. Namaz qaza hone ke khauf se akheer waqt me chalti train me namaz ada karli. Ab ye dono namzen dohrani padengi? Agar han to kis niyat se? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18799maine apne bete ka naam Mohammed muqtadir rakha hai. uski umar ab 14 saal hai, kuch logo ne mujhse abhi kaha hai ke muqtadir naam ke aage mohammed nahi laga sakte. aage abdul lagana hoga. uska sab document mohhamed muqtadir ke naam pe hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18800A person who has missed previous three years ramzan fastings although ramzan fasting is farz upon him, in such a way that some he has missed completely , in some he had eaten sehri done niyyat, but broke the fasting before iftar. What is the compensa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18801After a person offers hajj properly, will the sins of all his missed salah and fasting be forgiven, does such a person need to offer qaza of all those missed salahs and the missed fastings and does he need to offer kaffara after hajj? Jazak Allah Kha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18802A person learnt how to read quran properly with correct pronounciations only by seeing quran not by heart but has forgotten over the period of time due to non practice, what is the ruling on such a person, what type of punishment does the shariah rec...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18803Hazrat apane meri bhanji ka nam rashad rakha tha rashad ka kia meaning hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18804Firework [gola barood] ke bussines ka Kamae ka rupya halal hai ya haram? aor agar us paise ka waleema ya Niyaz ho to kya kkhana jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18805Badmazhaboun kay radd wali videos mobile ya email ky zarea phela saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18806musalman ke janaze ke paas ya janaze ke saath Buland aawaz se drood aur salaam padhna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1880710th June ke session me Hazrat ne ek sawal k jawab me irshad farmaaya k Zakat fund jama kar sakte hain aur dunyawi taleem k liye tamleek ki haisiyat se de sakte hain. Huzoor sawal ye hai k agar us jama ki huwi raqam ko Heela e Shar'ee karwa kar rakh ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18808Shabe Mearaj k talluq se ek baat mashoor hai k Sarkar se poocha gaya k Allah paak ne jab aapse kalaam farmaaya to kis aawaz me farmaaya to huzoor ne irshad farmaaya k wo aawaaz Maula e Kainaat Sayyiduna Ali k mushaabeh thi. Iski kya haqeeqat hai rehn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18809Kisi Shakhs ko Tahirul Qadri k tamaam aqaid se aagah kiya jaaye magar wo sunniyat waale aqaid pesh kare k tahirul qaddri to ahlesunnat k aqaid k mutabiq ye sab bhi kehta hai. samajh samajh ka pher hai to aise shakhs se talluqat rakhna kaisa hai? kya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18810can I perform ritual bath later in the day while I am fasting? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 901-1,000 of 10,104 items.