Showing 9,701-9,800 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18716Zaid ka kisi ko mal'oon kah kar pukarna kaisa? kiya iss se Imaan jaane ka khatrah hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26603Zaid Ka Mobile Shop hay. Woh Computer se Najaiz Videos Customers ko Memory card me bhar ke deta hay, Aur Paise leta hy. Kya is tarah ka kaam Jaiz hy?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26305Zaid ka Nafil roza hay. Bakr ke liye kia behtar hay ke uss ke samnay khaey taakay zaid sabr karay aur mazeed ajar paaey ya na khaaey ke kaheen zaid par nafs haawi na ho jaey aur wo roza torr bethay? Isi tarha farz (Qaza) rozay ke doraan kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
19157Zaid ka nikah hinda say jo kay nikah say pehlay kafira thi usko muslman kia gia awr phir in logon ki mojudgi may nikah prahaya gia: Zakira (qaim muqam wali) Hamza (wakil) Abu bker (gawah) Hawa awr Atiqa (gawah) Usman (Mojud wqt nikah) awr Omer Qazi-...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18616Zaid ka nikah jumerat ki subah ko hua or usne walima sanichar ki dopahar ko kiya to kya usne apna walima Sunnat k mutabiq kiya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19768Zaid ka pakka irada tha kay apny bivi ko bagair mahram safar nahin karaega laikin company ki taraf sy chutye na milnay ki waja say usnay bivi ko dusray mulk jahan wo job karta hay bagair mahrm bula liya. Zaid par ab sharan kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26919Zaid ka sawal ye hai ke Zaid ki Walida us ki Bahen ka rishta uski khala ke ladke ke saath karna chahte hain. Magar ek masla ye hai ke, Ek martaba jab wo ladka bachpane mein tha to uski walida (Yaani Zaid ki Walida ki Bahen) kuch kaam se baher gayi hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25445ZAID ka uski sagi bhanji se hi najaiz rishta ban gaya hai. Ye Mamla sirf uski Biwi Janti Hai. Kisi ko batane ki surat me biwi ko Talaq ki dhamki deta hai. Shar'an kia karna chahiye aur zaid aur uski biwi k liye ab kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Mehram, Zoujain
26872Zaid ka watane asli ek shahar hai liken woh dusre shahar me padhae karta hai jo 200km se zyada hai. Har hafta woh watane asli ko aata hai aur ek do din baad wapas padhe k liye dosre shahar jata hai jahan us ki taleem jari hai. Suwaal ye hai kya ye mu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25495Zaid Kabhi kabhi Pant Shirt pehenta hai kya Zaid ke peeche Namaz Hojayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26989ZAID KAHTA HAI K KISI KAFIR KI ARTHI JAATI HO TO US KI TAZIM MAIN KHARA HOJANA SUNNATE RASOOL SALLALLAHO ALIHE WASALLAM HAI AUR DALIL MAIN KAHTA HAI K EK BAAR EK YAHOODI KI JANAZA JAARAHA THA TO HUZUR SALATO SALAM KHARE HOGAYE JAB SAHABA NE KAHA K HU...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
18460Zaid kahta hai ke "Allaah ki ibaadat se pahle Shauhar ki khidmat karo" aur yeh kehta hai ke "koi aalim ya maulaana agar yeh kahde ki kufr bolne se nikaah toot jaata hai to woh yani zaid zindagi bhar uski ghulaami karega", sawaal yeh hai ke: 1) Zaid k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22072Zaid kahta hei k mein ne zakat aur fitre ke maal ka hilaa sharee kiya aur us maal ko phir mein ne kisi bhi kaam mein kharch kiya hatta k haraam kaam mein bhi kharch kar diya to bhi zakat ada ho gayi. Is par bakar nein kaha zakat ke maal ka hilaa shar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26396Zaid kamray may tehband bandhay akila hay, kharish ke liay usnay tehband hataya jissay uska sitr (gutna awr raan) khul gaya jab kay wo bagair usay hataey bhi yeh kaam kar sakta tha, kia zaid ke is fael par koi hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
18870Zaid kay kuch rishtedar tahir minhaji ko mujaddid mantay hain, kai baar samja chukay laikin nahi mantay ab zaid un se rishte dari rakhe ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18121Zaid kay paas apni rihaish kay ilawa agar dosra makaan hay aur uss say kiraya milta hay tu is ki amdani per zakat ka kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23089Zaid kay Peer Sahib nay zaid say khuch Genral Sawal keeya. To aglay din Zaid nay Amer say kaha kay Guzishta din “Meray peer Sahib nay Muj per Pay dar pay Hamlay kiya” To Zaid ka istarha say apnay Peer sahib kay baray main Amer ko batana kaisa hay.....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26976Zaid ke ammi ka inteqal pehle huph, fir kuch salo baad uske walid ka bhi inteqal hogaya , dono ki qabare kuch duri pe ek hi qabrastan main hain , Zaid jab ziyarat ke liye jaae to kis ki qabar pe pehle jaae , maa ki qabar pe ya walid ki qabar pe ya d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
26021Zaid ke beton ne zaid ki zameen bech daali. Ab jo raqam hasil huwi woh sirf ek hi bete ne apne qabze me kar li he Aur apne baaqi bhaiyon se kehta he ki aapko bhi hissa kar ke paesa doonga. ye baat kehte kehte ek arsa ho gaya. ab haalaat kuchch aese ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25252ZAID KE DO GHAR THE US NE EAK GHAR BEJ DIYA TAKE ACHCHA GHAR LE AUR APNE DO BACHCHOÑ KI SHADI KARE US BEJE HUWE GHAR KI QIMAT KO KAROBAAR MEIN LAGAYA TAKE JO BHI MAAL MEIN IZAFA HO US SE ACHCHA GHAR LE SAKE AB KIYA UN PAISON PAR ZAKAAT DENI HOGI J...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26299Zaid ke is qoul par kay cinema TV pahle haraam tha MAGAR ab iski hurmat ka hukm mansookh ho gaya hai, aur saaf saaf us ne cinema aur tasweer ko jaiz o mustahsan kaha, Iss par mere walid ne usey Kaafir kaha aur kaha k Cinema aur TV sakht HARAAM hai. a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Tasweer
27041Zaid ke mamu ki ladki sunni hai aur wo aap he se bayt hai, wo alim course kar rahi hai, zaid ke maa baap chahte hai ki uska rishta us ladki ke sath ho, magar us ladki ke walid aur bhai wahabi zehniyat ke hain. Kya aise ghar rishta karna sahi hai, aga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
18858Zaid ke Murshid ne Zaid ko ghalati se rujoo karne aur Bakr se mail karne ka Hukm diya jisko Zaid ne nahi maana. Apne Murshid ka Hukm taalney ki wajah se kyaa Zaid ki Bey'At baaqi rahi ya toot gayi ?? Bayyinu toojiroo.... Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26829zaid ke nikha me jab Imam sab ne pucha Fala Bin Fala ke saat app ka nikah kiya, kya app ne khabool kiya zaid ne kaha ALLHUMDULILAH. KYA SIRF ALLHUMDULILAH KEHANE SE NIKHA HOGAYA , YA ZAID KO ALLHUMDULILAH MAI NE KABOOL KIYA KEHNA THA. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26751Zaid ke paas hajat e asliya ke alawa 8000 - 10,000 rupey aur do teen tola sona aur takriban 100 gram chandi hai. to kya ziad sahibe nisab hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18197Zaid ke pass 50000 cash hai aur kuch paisa mutual fund me hai aur kuch paisa LIC me hai, 2 month baad usee 2 lacs Karz lena hai, kya ab use zakat deni hogi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25606Zaid ke Saleh Sahab (brother in law) Ahle Hadees Jamat se hai. Unho ne ek video sab ko bheji, usme yeh btaya gyahe ki Mazallah Huzoor ka Walid aur walida Mohatarram non muslim the. aur dusri video me yeh hai ki, dargahon per jane aur manneh wale sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25726zaid ke valid wahabi mizaj rakhte hai. magar zaid ki valida niyaz wagairah karti hai jispar zaid ke valid ko koi eteraaz bhi nahi hai. ab Zaid khud us mahol me pala bada hua hai ki kisike bhi piche ho namaz padhleta hai. yeh soch kar ke bas mujhe nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20287Zaid Ke Walid Ne Apni Hayat Me Kaha Tha Zaid Tumhe Bhi Hissa Milega Zaid Ka Inteqal Hogaya Toh Kya Zaid Ki Biwi Bacche Bachiyo Ka Zaid Ke Walid Ki Property Me Se Hissa Milega Aur Kitna Milega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25780ZAID KEHATA HAI KE MASJID KI TAAMIRI KAAM KE LIYE JO BHI SHAKS EK MUQARAR WAQT TAK EK MUQARAR RAKAM DEGA THO USKA NAAM MASJID ME YAA MASJID KE BAAHAR HAMESHA KE LIYE EK FEHRIST KI SHAKAL MAE NAQSH KIYA JAYEGA. KYA AISE HISSA LENE WAALON KI PHIRIST MA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
26780zaid kehta hai bakr jo sunni aur wahabi dono ke peeche namaz padh leta hai, to aisa shaks kaafir ho jayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
22445zaid kehta hai k masjid agar first floor se shuru ho yaani ground floor me wuzu khana ho ya dukan ya godown ho to aisi chardeewari masjid me namaz padhne ka sawab nahi milega? iski wazahat farmaein aur sahi masala irshad farmaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25850Zaid kehta hai k mere ghar walo k pass pehle 5 tolay gold tha aur 5 tolay ab unhoon ne aur lia.. Kul mila k ab 10 tolay hogaya hai.. Sawal yeh hai k ab zakat kab deni hogi aur kya har saal is par zakat deni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
25428ZAID KEHTA HAI K: "TAMAM DEOBANDI KAFIR O MURTAD HEN" JAB K BAKAR KEHTA HAI TAMAM KA QAUL SAHI NAHI. DALEEL MEN MUFTI WAQARUDDEEN ALAIHIRRAHMA KA WAQARULFATAWA PESH KARTA HAI: "WAQAR-UL-FTAWA" JILD 1 SAFHA 283 PAR HAI: AAM DEOBANDI JO SIRF MEELAD, QA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Iman wa Kufr, bd mazhab firqay
25936zaid kehta hai ke jitna gareeb nawaz rahmatullah alaih ne logon ko kalma padhaya hai itna kisi nabi ne bhi nahi padhaya hai.neez ye bhi kahta hai ke nabi or wali ka maqam barabar nahi wali ka maqam nabi ke qadmo ke dhool ke barabar bhi nahi hosakta k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25491Zaid kehta hai ke Photo Video Haraam hai lekin uske mobile phone me apni aur ghar waalo ki tasweer rakhta hai aur aksar mobile ke screen (wallpaper) me tasweer rakhta hai, Kya is soorat me Zaid Fasiq e Mu'lin kehlaega? Kya Zaid ke peeche Namaz ho jay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Hazr o Ibahat, Tasweer
27096Zaid kehta hai ki ye purchum khushayi ki rasum na karo or 11 shareef k juloos mein na jao or na urs mai jao kisi ke kyunki in ki koi sharayi hesiyat nhin hai or na mustafa jaan e rehmat par padho ziada or na maslak e Aala hazrat ka nara lagao kyun ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor, bd mazhab firqay
21847Zaid kehta hay k Ghous Paak Allah k banday hain jis tarha baqi loug hain tou unn se madad mangna aur unn se dua karna jaiz nahin aur Quran o Sunnat mein ye kaheen nahin k jo loug iss dunya se chalay gaey wo dekh aur sunn saktay hain. Hazrat rahnumai ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22182Zaid kehta hay k jub Murg ko di janay wali Khoraak mein Sooar k Gosht ki milawat hoti hay jiski waja se Murg bhi Haram ho gaya. Aap iss maslay mein kia Irshaad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24092Zaid kehta hay k Witr parrhna wajib hay jub k Bakr ka kehna hay k witr parrhna wajib nahin balkay mustahab hay kiun k Qur'an Sharif mein iss k wajib honay par koi daleel nahin! Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25089Zaid kehta hay ke Alahazrat ne jo Surah Fatiha ka tarjama kia hay uss mein Na'budu ka tarjama Poojna kia hay, ye theek nahin hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25297Zaid kehta hay ke Huzoor Taajush Shariah ne mardon par Shalwar Qameez pehannay ko haram bataya hay kiyun ke Shalwar Qameez Aurton ke mushabeh hay. Kia aap ne mutlaqan Shalwar Qameez ke baray mein aisa kuch irshad farmaya ya Zanana haiyyat walay Shalw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
25504Zaid kehta hay ke koi shakhs ye kahay ke "Mein deobandi hun" kufr hay. Aur ye aisay hi jesay koi kahay ke mein eesai hun ya mein qadyani hun. Bakr kehta hay mahaz apnay aap ko deobandi keh denay kufr na hoga. Hazrat rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
24836Zaid kehta hay, fatah e Makkah say pehlay tak jitni jangain hoween in sab ki qiyadat Hazrat Abu Sufyaan radiyallaho anhu nay ki, dil khol ker qaafila e Rasool Sallalho alehi wasalam per pathar barsaye, teer barsaye, talwarain chalaeen, khoon ashaam t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27095Zaid kehta he k nabi paak (sallahu alaihi wa sallam) ko wakeel nahin kehna chahiye? kia wo sahi kehta he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
24389Zaid kehta hy k Allah ta'ala ko Shaitan na pasand hy isliye usko mardood kar diya, halak isliye nahi kiya k usko dhil di hui hy. Amr kehta hy k Allah ta'ala ko Shaitan pasand hy kiyu k wo uski makhluq hy agar pasand na hoto to usko halak kar deta. Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24071Zaid kehta hy ky mafhoom-e-Hadith ki roo sy jis ne ghunah ko chor dia wo waisay hy jasay ghuna kia hi nahi to kia ab wo ghunah jb yad aai to bar bar uski muafi ki dua karna chahiay jb kay uska aitaqad hy ky jb hadith may frma dia ky wo aisa hy jasy g...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25498Zaid kehtay hain ke mein jab bhi jhoot boloonga tou agar mein kabhi nikah mein dakhil hua tou wo nikaah toot jaega. Zaid ab bhi jhoot bolta hay aur nikah karna chahta hay. Hazrat rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
20258zaid ki artificial jewellery ki dukan hai jis par ladies gents sab ate hai. jabki ladies ba parda aur be-parda donu hoti hain aur zaid ek masjid me imamat karta hai to kya zaid ki imamat durust hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
17988zaid ki biwi aoulad ke khatir hindu pandit se mili pandit ne zaid ki biwi se pooja bhi karwaya zaid ki biwi ab maike chali gai hai zaid ko ab kiya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26292Zaid ki biwi ne ayyame makhsusa ki halat may roza nahi rakha tha aur usane khushi ka izhar karte hua anjane may bagair shahwate nafse se shauhar ki hatheli ka bosa liya. Kay biwi k is amal se kaffara dena hoga ya nahi aur shauhar ka roza raha ya jata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25279zaid ki dada ke zameen thi. dada ka wisal kuch saal pahele ho gaya ab zaid unki zameen document wagera ka kaam kar raha hai sawal ye hai ki zaid ke dada ke aulad me kuch wahabi hain unka dastakat ke bina zameen sale nahin kar saktay kya zaid ko is ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWirasat
20179Zaid ki do ladkiya hain jinki umar 10 saal aur 12 saal hai, donon ladkiyon ke naam se saat-saat tole sone kharid kar de diya aur unhe mukhtar bana diya, to kiya zaid ko saal guzarne ke baad zakaat adaa karni hogi ya Larrkiyon ko? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21206Zaid ki Fajr ki namaz MA'AZALLAH qaza ho gaee to ab qaza men Zaid Farz aur Sunnat dono padhey ya sirf Farz padhey? Kya SaHib e Tarteeb honey na honey ka is men kuch farq padega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25800zaid ki maa aur walid ne zaid ki bahen ki shadi kafir ke sath kar di zaid ki bahen pahle se shadi sudha thi aur zaid ke mana karne par bhi nahi mane aur apni ladki aur damad se bhi rista qayem hai zaid ka kahna hi ke meri maa aur bap par kya hukm hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
26056zaid ki maa ne zaid ko kaha ki tu ne agar yeh kaam kiya Toh mai doodh nahi maaf karugi aur doodh maaf nahi karugi Toh jannat ki khushboo bhi nahi milegi Ab sawal yeh hai ki agar zaid ne woh kaam kiya Toh zaid par kya hukm hai aur zaid ki maa ka yeh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18287zaid ki mangni ho chuki hai aur in sha Allah jald hi shadi bhi hone wali hai kya zaid apni mangetar ko uski marzi se apne pir ka mureed banwa sakta he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26215Zaid ki mobile shop ki dukan hai jo rent par li hai lekin wo nahi chal rahi hai aur usko ek ladki hai jiski school fees bhi nahi nikalti hai na dukan ka kiraya na hi itna kuch bachta hai ki wo apne waleden ko de sake usne aur karobar ki bhi koshish k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
21230Zaid ki pehli shaadi hinda se huyi aur ek Larrki bhi hain hinda ka inteqal ho gaya zaid ne dusri shaadi ki aur zaid ka bhi inteqal ho gaya zaid ki ye sani biwi apne bhateejey k pass rahati thi zaid ki sani biwi ka bhi inteqal ho gaya dariyaf talab a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18935zaid ki shaadi uski saggi khala k ladki k sath hui hai. ab shaadi k 8 mahine baad zaid ko uski ammi se pata chala k zaid ne uski nani ka doodh piya hai. shaadi se phele zaid ki ammi ko razaai riste k ilm nahi tha. zaid ki naani ko kuch yaad hi nahin ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26471zaid ki shadi ek ladki se tay hui jo parda nai karti thi, ladko se bate karti thi aur job karti hai. ladki ke walid nahin hain. Zaid ne ladki se phone pe baat ki to ladki ne kaha wo mazhab ke silsile me zaid ka kahna manegi per wo job chhodne aur par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26030Zaid ki shadi ho chuki hai ab Zaid dusri shadi karna chahta hay to kya Zaid ko apne bivi se permission lena zaruri hai. Ager Zaid ki bivi dusri shadi karne se mana karti hai to ab kya Zaid ko ye haq hai ki wo apne bivi k mana karne k bawajood dusri s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26589Zaid kitabo ki tijarat karta h or zakat me garib talba ko kitabe deta h to kitabo ki konsi qimat shumar kare kharidne wali ya bechne wali?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24928Zaid ko aisay khiyalat attay hain jin ko zuban per lana gunah ya kufer ho ga. kiya zaid gunahgar ho ga? aur in khiyalat aur waswaso say nijat k liya koi wazeefa bata dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25598zaid ko barish hone ki wajah se ek jagah pahonchne me takhir hui to zaid ne wahan bola k "Oopar wale ki galati hai" yeh irshad farmaiye ke kya yeh jumla kehne se nikah toot jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22809Zaid ko ek beti hy uska naam ‘ZAINAH’ hy usko Kharish ki bimari hy, kisi nay bataya k is ka naam badal do. Zaid aur us k gharwale kehte hy k ‘FIZA’ rakhe, Hazrat se guzarish hy k agar ‘ZAINAH’ naam sahi nahi to koi acha sa naam inayat farmaye aur dua...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23938Zaid ko ihtlaam hua. Phir oosne ghusl se pehle payshaab kiya taake jo bhi najaasat ho khaarij hojaaye. Doraane din mei Zaid ko mahsoos hua ke kuch khaarij hua hai. Ab Zaid ke liye Ghusl phir se waajib hua ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25643Zaid ko Jumuah ki ek rak'at mili imam ke salaam ke baad apni namaaz puri karne ke bajay imam ke saath salaam pher diya Ab sawal yeh hai ki kya jumuah ki namaaz kisi doosari masjid main jaker padhe ya usi masjid main namaaz e zoher padh le?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jumuah
18827Zaid ko neend may aik peeshaab ka qatra nikal jata hay kya is say gusul wajib hojata hay bagair gusul kay isi kaproon may namaaz hojati hay ya nahi. Kitni miqdaar may peeshaab khata honay say gusul farz hojata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18967Zaid ko uske nanajan ne paala bada kiya aur uske NikaH ke waqt walid ki jagah nana ne apna naam likhwa diya...Kya uske NikaH men isse koi farq pada ya yeh NikaH saHiH hua ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26920Zaid lives in Darul Harb and has a certain sum of money that he wishes to invest in a banking scheme. The scheme involves Zaid depositing a certain amount of money into his account and guaranteeing that he will not withdraw it for a certain period. A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24929Zaid logon say baat krnay me ghabrata hay, koi wazeefa anayat farman dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25578Zaid luxury class ki sleeper bus ki seat par sirhana lagaye huey baitha ghaflat ki neend sota raha aur usko ek ghantey tak khoob neend aayi. safar karne ke baAd jab bus stop aaya aur uski ankh khuli to usne baghair wuzu kiye huey namaz padhi. Bakar n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
21176Zaid Ma'azAllah cinema mei gaya or film deykh kar aaya. Zaid nei apne dosto se kahaa "ye film achi thi". Zaid ka ye Qaul kufriya hai ya nahi is tahat par ke oosne ek haraam shay ko achaa jaana. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25387Zaid made intention (niyyah) to perform umra and left from India, his total stay in Saudi Arab is for 15 days. He reached Makkah Mukarrama on day 1 and performed Umra as intended. He then travelled back to Jeddah on day 2 for personal reason, now que...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah, Meeqat
24644Zaid majmaye aam may kehta hay “ may jaan bojh ker ahle bait kay dharay ki baat kerta hoon. Mujhay ahle bait kay naam ka taana diya karo, may is say kush hota hoon. Ali awr Maawiya may jang howi. Hum Ali kay haq may thay awr Maawiya kay khilaaf. Hama...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26314zaid manta hai ki shiya suni wahabi deobandi sab musalmaan hai is binaah pe ki jo LAILAHA ILALAH MUHAMADURRASOOLALLAH pe yakeen rakhta ho wo musalmaan hai to usko kaise samjhaya jaye? or kehta hai ki hum faisla nahi kar sakte hai 73 me se wo 72 kaon ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26359Zaid masjid ka imaam hay. uski bivi hinda beauti parlour ka kaam karti hay jisme har tarha ki ladies aati hain (acchi buri muslim gair muslim) or hinda unka make-up karti hay lihaza matloob amr ye hay ke kya zaid ko Masjid ka imaam banana durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26850zaid masjid me imamat karta hai or shath hi shath hiqmat bhi karta hai elaaz k liye zaid k pass mard aurat sabhi aate hain masturaat k marz ki tashees k liye gair pardgi k shath kapda haeel kiye bager aurat k jism me haath lagakar dekhta hai aesi sur...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26323Zaid masroof e Namaaz hai. Zaid ki ek saal ki beti Zaid ke musalla par beyth gayi. Kabhi kabhi musallay se idhar se udhar jaaye. Kabhi Kabhi qa'iday mei Zaid ke daaman mei beyth jaati hai. Is mei Zaid ki namaaz mei farq hoga? Aur Zaid ko kya karna ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26715Zaid mazamir k sath qawwali sunta he. Kya wo gunahgar hoga? Jabki kai khanvada e ashrafiya k Buzurgan e deen bhi (jese ki Huzoor ashrafi miya) mazamir k sath qawwali sunte the. Islah farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20115Zaid mobile k cards farokht (sale) karta hai, cash may 10 rupay awr credit may 11 ka bachta hy. Kia credit awr cash ki qimat alg alg rakh sakta hy ya koi sood ki surat hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18071Zaid mortgage (LEASE) k makkan main rahata hain aur wo lease k amount 7.5 tola sona se ziyada hain kya uspar usko zakat deni hongi? aur kya Advance jo hum makkan ka detey hain uspar bhi zakat hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20635Zaid Mufti-e-Azam kay khalifa ka mureed hay, kia apnay murshid kay khalifa say talib ho sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26763Zaid musafir tha esha ki namaaz thehri huwi train me thaherkar ada ki liken jab qaede me pahuncha to train shuru huwi aur Usne namaaz mukammal ki. kya namaz hogayi aur agar attahiyyat padh chuka aur uske baad train shuru huwi to kya hukm hoga rehnuma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18917Zaid na ilmi ki wajah se roze ki halat me bhi wuzu karte waqt naak me upar tak pani chadata raha. Kya uske roze ho jaenge? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18591zaid naat ko biddat aur naatia ash'aar ko shirk sai milata hai. Uss k baray mein Hukm-e-Shara kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19053zaid namaaz padh raha hai .aor uske aage transparent parda pada hai ..to kya uske aage se guzra ja sakta hai ya nahi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25744Zaid namaz mein hai. achanak use yaad ata hai ki uske kapde fold hain. kya wo apni namaz continue kare ya rakat tod kar kapde sahi karke dubara rakat bandhe? Ya namaz hi me apne kapdon ko sahih kare. (paint k paynche, shirt ki aasteen wagyrah) Aur Ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26127zaid namaz padte waqt sajde ki jagah per apna rumal rakhta hai, jisse woh wazu kar ke hath muh pocha tha. kia aisa karna durust haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
23127zaid namaze farz tanha padh raha tha, pehli rakaat me surae fatiha me itna use yaad hai k usne ihdinas siratal mustaqeem tak padhliya. par abhi wo kashmakash me hai k usne siratal lazina anamta alaihim padha hai ya nahi to kya wo siratal lazina anamt...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19777Zaid nao muslim hay uskay Walidain abhi kufr par hayn, kya woh apne walidain k Qadam chum sakta hay k walidain ka adab lazim hay chahe kis bhi mazhab se hon? Maa agar kufr pr ho to uske pairo tale jannat ho sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24290ZAID NAY AIK BAYAN KY BAAD KAHA KAY HUM JAHIL HAIN. KUCH HAZRIN NAY KAHA KAY KHUD KO JAHIL NAHI KEHNA CHAHIYE. KIA UNKA KEHNA SAHEE HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18108Zaid nay aik makan kay liyay raqam ada kerdi laikin makan waqt per nahi mila aur na hi yeh umeed hay kay kab tak milaye ga tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24557Zaid nay apne ek rishtaydar e kuch rakam udhar li is shart pr kay wo us se ghar kharidega aur bhade pr dega, bhade ka paisa jo milega wo rishtaydar ko dega jab tak k udhar k paise no laota dey, aur shart may yeh bhi shamil hy k jis waqt udhar k paise...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18119Zaid nay apni rehaish kay liyay makan banwaya aur irada hay kay wahan shift hona hay aur isi makan kay kuch hisoon may karobaar bhi kerta hay. Tu aisee sorat may is per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18940Zaid nay Bakar say pucha k log dargah sharif say nikaltay waqt ultay kadam chaltay hy, magar masjid say nikaltay waqt aisa nahin kartay jab k Allah Ta'ala ko zayadah izzat deni chahiye. Bakar nay jawab diye k Allah jahat say paak hy, lihaza hum nahi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19516Zaid nay ek Sunni Alim say sawaal kiya k 'Walidayn aulad k kharche par ho aur aulad ki kamai haraam ki ho to kya Walidayn ko uski kamai khani chahiye ?' Sunni alim nay jawab diya k 'Walidayn wo kamai khaa saktay hy un k liye wo halaal hy; albatta au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18880Zaid nay Hinda kay sath gunah kar lia awr ab ussay say nikah karna chata hy laikin zaid ky waldain is nikah pr razi nahi? Ab zayd apne maa bap ke khilaf nai ja sakta aur hinda ku chor bi nai sakta tu in halat mein zayd ku kiya karna chaiye aur uss gu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22159Zaid nay maal Amer say khareeda. Amer nay woh Bakr say lia hay or baker nay kisi or say khareeda hay. Woh maal buhut sasta hay jis kee wajah say zaid ko shak hay k ye chori ka hay. Tu kia aisee surat may woh maal khareedna sahee hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,701-9,800 of 10,104 items.