Showing 9,601-9,700 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
20986zaed ne suwaal k jawab me kaha k aurton ka mazar pe jana najaez o haram hai? aur ye bhi saath me kaha k sahebe mazaar sahebe kashf hote hai to unke paas parde k saath ya be pardah dono surataon me aurtaon ka jana najaez hai. kya ye sahi hai samjha de...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19244zaed ne taqreer karte huwe ye kaha k bismillah ko allah ne bahut fazilat de hai. saara quraan parra hai lekin Allah ne isi ko aisa makhsoos kiya hai. aisa kehna kya sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18294zaed ne ye kaha k chunke huzur sunte hai aur salaam bhi sunte hain aur uska jawab bhi dete hain kyunke salaam ka jawaab dena sharan wajib hai to huzr salam ka jawab bhi dete hain, huzur par salaam k jawab ka wajib hona kya ye sahi hai aur iski tafsee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20762zaed qaedah akhira me tha jamat me abhi sirf tashhud muakammal karliya tha aur duroode ibraheem padhraha tha utne hi me imam sahab ne sallam pherdiya ab zaed imaam k saath salaam phere ya duroode ibraheem mukammal karke duae masura bhi padhe. Jazakal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18147zaed roze ki halat me tha liken apne nafs ko khabo na karpaya aur musht zani kar baitha, kya is amal se uska roza baqi nahi raha? Aur iss par kaffaray ka hukm bhi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18402zaed roze se tha aur apne ghar k bathroom ki safae karraha tha acid k istemaal k sath suwaal ye hai k acid ki boo bahut pungent hoti hai to kya roze par iska kuch asar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19490zaed tanha namaz padh raha tha daurane qirat jab surae fatiha k bad ek sura mila raha tha aur ek hi ayat padhne k bad dusri ayat yaad na ane ki wajah se woh dusre surae ko padha fauran. Kya iske liye sajdae saho hoga aur iski namaz ka kya hukm hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21409zaed train me safar karraha tha aur woh sogaya phir last station par 3jab saari train khali hogayi thi to woh bedaar huwa aur usne dekha k ek qimti ghadi padhi hai aur ek cap to woh kisi gareeb ko pahuncha ne ki niyyat se uthayaliya. is niyyat par us...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22219zaeef hadees kya hay? Aur yeh ahadees fazail e aamaal may maqbool hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21288Zaid ne namaz se pehlay chai pii aur namaz shuru karnay k 10-15 second tuk zaiqa mehsoos hua tou kia namaz mein kuch harj hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26698zaid (jo ki bazahir ba Ilm hai) ne baccho ko padha waqt kaha tha Ki Allaah Haee hai, hamesha zinda rahega kabhi marega nahin iske bad mein kaha ki agar Allaah mar jaye to sari dunya khatm ho jayegi , aur yeh kehnay k bad baccho se pucha k theek hay? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18110Zaid (Masjid ka khateeb awr muntazeem hay) nay Bakr ko apnay gaown ky selawb sy mutasra logon ky identity card dai kr chanda wasul kia awr phir un paiso kay aksr hisay ko masjeed ki tamir may yeh keh kr srf kia ky masjeed ko bhi selab sy nuksan howa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26962Zaid (Zaid Shohar Hai) Ne Apni Biwi Ko Talaq Talaq Talaq, Kaha Uske Bad Phir Kaha Maine Use Chod Diya. Aur Ye 7 shakhs Ke Ru Baru Kaha Our Uski Niyat Pahle Se Talaq Dene Ki Thi To Kya Talaq E Mugalliza Waqe Hogayi Ya Nahi? Uski Do Bachchiya Hai Wo Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19206ZAID 1 TEACHER HAI AUR SCHOOL ME SUBAH JAB SAB AATE HAIN TO EK DUSRE SE SALAM KARTE HAIN AUR MUSAFAHA BHI KARTE HAIN.AGAR USME KOI BAD MAZHAB HO TO KYA KIYA JAYE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26206Zaid 10 saal se sahibe nisaab tha lekin zaid ne zakat ada nahi ki. Baad mein zaid ka maal halaak ho gaya. Phir kuch saal baad zaid phir sahibe nisaab hua. Ab kya zaid ko pichchle 10 saalo ki zakat ada karni padhegi ya pichle 10 saalo ki zakat sakit h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
21879zaid 3 rakaat namaz e witr padh raha tha usme dua e qunoot padh raha tha. ek surat uske padhte waqt 2 lafz duae qunnot k cchoot gaye to ispar kya hukm hoga aur namaz kaise mukammal kare? dosri surat ye k dua e qunoot padhte padhte woh jo lafz bhool g...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25266Zaid Aalim e Deen banna chahta hain. Inke Waalidain manaa farmaate hai aur ye kehte hai ke pehle apne qadmo pe kharay ho jaao, apne kaam karlo, ya'nee payse waghayra banaalo phir aalim banna. Zaid ko kya karna chaahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25084Zaid Aalim-e-Deen hay, Uss ka phuppa Budmazhab ho gaya aur isi halat mein uska intiqal hua. Ab zaid ke walid ne zaid se kaha ke agar tum ne Namaz-e-Janazah na parrhai tou tum mere ghar se nikal jao. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26716zaid aaqil baalig hai or uske maa baap nahi hain wo apni pasand se shaadi karna chahta hai? to kya shaadi kar sakta hai jabki zaid k dada raazi nahi hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25588Zaid agar fitness ke toor par cricket khelta ho, shariath ke daaire me rehte huwe jaise ba shara kapre pehen kar satre aurat chupa kar, awkaat e namaaz par namaaz adaa karke, to kya is surat me zaid ka cricket khelna fitness ke toor par jaiz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24622Zaid Ahle sunnat kay madarsay may parha magar rafziyoon jaisay aqaaid rakhta hay awr in kay imam baron main bhi taqreer kay liyay jata hay. Jab is say kaha jaye kay tum Hazrat Ameer Maawiya radiallah anhu ki shaan kyun bayaan nahi kertay tu wo kehta ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22268Zaid aik chamray ka tajir hy awr wo gair muslimon sy murdar chamray is shrt pr kharidta hy ky wo dabagat ky paisay kat lay ga kunkay wo frokht kundgan dabagat ka tariqa sy na waqif hain. To kia yeh murder chamray khardina awr dabagat krna yeh uskay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26061ZAID AIK COMPANY MEN JOB KARTA HAI OR USEY JO SALERY MILTI HAI WO US K HAM MANSAB KARIGARON SE ZIYADA HAI (Q K ZAID COMPANY K MALIK KA QAREEBI RISHTEY DAR HAI) OR MALIK NE USEY KAHA HAI K APNE HAM MANSAB KARIGARON KO APNI ASAL SALERY NAI BATANA WARNA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26836Zaid aik English book likh raha hai. Isi munasibat se Zaid ne kirdarun k naam bhi English rakhe hain. Ab Zaid ko ye pareshani hai k chunke us ki kahani k kirdarun k naam English main hain, parhne wale k dimagh main ye baat zaroor ae gi k kidar Isai h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21406Zaid aik sakht haram fail ka aadi ho khuka hai, wo chahata hai Kay wo gunnah wo chordaly aur naak banjai. Wo gunnah chor nay ki bhot koshish ki hai: hata Kay Khuda Taala ki kasam bhi li Kay ab wo nahi karay ga laykin phir kardaalta hai. Aisa hai Kay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27069Zaid aik sheikh se mureed hai or zaid ke dil me sheikh ke liye buraai aa jaati hai but sheikh shari'at ke paaband hai mufti hai. Lekin zaid ne gusse me sheikh ki buraai kardi or kaha sheikh ka waha muta' ala nahi ki fala kitaab me fala sawal hai or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25646zaid aik sunni hy. zaid nay gustakh e sahaba ko wasil e jahannum kiya aur zaid ko court nay phansi ki saza ka order sunaya hay, ab us gustakh e sahaba k ahle khana ne 2 crore ki diyyat k mutalba kiya hay. kiya diyyat de kar zaid ko churaya jaey? ya p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22903Zaid aisay mulk may qiyam pazir hy jahan fitra 5 euro hota hy laikin wo akhir ayam may Madinah sharif may hay jahan fitra 11 riyal hay jabkay 5 euro kay taqriban 22 riyal bantay hain. Ab wo fitrana may kitny raqam dai ga, jahan rehta hay uskay mutabi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26700zaid apne aap ko sunni kahta hai aur ba zabta taor per jamiatul ulmaae hind ka member bhi hai aur sunni masaajid se chanda jama kar ke jamiatul ulmaae hind ko bhejta hai ayse shakhs ke baare me sharai hukm kya hai aur sunni musalmaano usko chanda den...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18697Zaid apne hi ek makan mein rehta hai. awr aik zameen kharidi huwi hay. Lekin tangdasti ki wajah se woh zameen aesey hi khali padi hai. Arz hai kya Zaid par is zameen ki wajah se qurbani ka Hukm hoga agar zaid ke paas mamooli sa rupya bhi mahaz apni r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24437Zaid apni biwi ko talaq dene may razi nahi tha lekin larrki k walidain aur rishtedar zaid se zabardasti 3 saal pehley 3 talaqe likhwaye majbooran zaid ne talaq likh di ye khetey huwe k mujhe ye kaam karwa kar Gunaghar na banao kya talaq ho jayegi? au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26115Zaid apni college classment ladki ko pasand karta hai, aur ussey shadi ka irada raktha hai, jabke abhi padhayi 2 saal baakhi hai, phir padhayi ke baad taqreeban 2 saal chahiye shadi ke liye, to arz ye hai ke kya Zaid us ladki se shadi ki niyat se baa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23213zaid apni zawja zainab ko sakhti se maar raha tha. Hinda ne rokna chaha lekin zaid na mana. Hinda ne khawf dilaane ke liye kaha kya tumhe khuda se dar nahi lagta. zaid sakht gusse ki haalat mein tha uss k munh se nikal gaya k 'nahin'. (maa'zallah). ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21205ZAID ATTAHIYAAT ME UNGLI UTHA KAR SALAM PHERNE TAK NAHI GIRATA, USKE IS FE'AL SE NAMAZ KE HONE ME KUCH FARQ AAYEGA YA NAHI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18705Zaid aur Bakr dono ek kamray mei Namaaz adaa kar rahe hai, phir Zaid zameen par beyth kar Qur'aan e Paak ki tilaawat kar rahaa thaa aur Bakr, maazoori ki wajay se, kursi par beyth kar tilaawat kar rahaa hai. Bakr ne Zaid se kahaa ke wo bhi kursi par ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26384Zaid aur Bakr dono photo ko haraam jaante hai, woh ek company mein job karte hai, Zaid ko saal mein 2 or 3 times ek report banaakar apne manager ko dena padta hai jis mein majbooran photos daalna padta hai, aur Bakr ko kabhi kabhi majbooran photo len...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
20223Zaid Aur Bakr Dunyawi Guftagu Kar Rahe the Baaton Baaton Main Zaid Ne Bakr Se Keh diya k "TU SULLEH KULLI HAY. STATEMENT BADAL DETA HAIN" Halanke Bakr Aur Zaid Dono Alhamdullillah Sunni Sahi Ul Aqeda Hain. dariyaaft Talab Amr ye hai k kya Zaid ne Bak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19414Zaid aur Bakr Tajir hain Zaid k pass achi khasi raqam hain aur Bakr ko kuch rupee ki zaroorat huyi tho usne zaid se madad talab ki uss paar zaid keheta hain k mai rupee tho dunga lekin meri condtion hain k aap in rupee se jo khareedo ge ussme se aap ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19748Zaid Aur Baqar baap bete hain unka business bahut hi acha hain lekin Baqar k ILM mai nahi k Zaid Soodh (INTEREST) ka Bhi Karobaar karte hain Aab jab baqar ko iska ILM huwa tho wo apne Walid ko kaise samjhaye? Aur Agar Baqar Wo Saari Soodh ki rakam Wa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21589Zaid aur Baqar Tijaraat mai Partner The zaid Ne Khud Ahaad(Condition) ki thi k woh 30 Percent Partnership lega,lekin 15 saal baad jaab dono alag huwe tho ZAID ne Political chal se Apne Ahaad se Ziyada liya ?tho jo rakaam Zaid ne Ziyada le hain kya wo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26708Zaid aur hinda 1 hi jamat (khandan) ke hai Hinda ne zaid se shadi ki thi shadi K baad hinda zaid se kehti thi K aap mujhe pasand nahi ho, aur zaid K ghar walon ko pareshan karti rehti thi, hinda baar baar apna saman bandh kar apni walida K ghar chale...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25037Zaid aur Hinda Miyan biwi hain aur aik doosray se naraz hain aur aapas mein 3 saal se nahin milay. Zaid Hinda ko Naan o Nafqa bhi nahin deta aur Talaq de kar alag bhi nahin karta. Hinda ke liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20608Zaid aur hinda shadi shuda hai zaid ki biwi bhi hayat se hai aur hinda ka shauhar bhi aur kisi ki tallaq bhi nahi hui hai phir bhi zaid aur hinda ne nikah ker liya hai kya yeh nikah durust hai is nikah ki gawahi dene aur nikah perhane wale ke liye ky...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18573Zaid aur uski family England mein rehtay hain.. Un kay parosei kafir hai. Ab jab us kafir ka funeral ho ga to wo unhain Bhi bulain gay. Agar zaid aur uski family nahi gaye tu kareebi kafir sari zindagi Musalmanu say zaati dushmani aur zaid aur uski f...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25845Zaid aur uss ki biwi ko yeh nahi maloom thaa keh aik doosre se jima naaqiz e sawm hai. Kayi saalo se Ramzaan ke mahine mai ba haalat e roza dono ne baar ha jima kiya. Ab ilm huwa keh jima naaqiz e sawm hai. Kya hukm hai? Kaffaara bhi farz hai ya sirf...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25751zaid ba wuzu ho aur agar kapde change karne ke dauran uski nigaah uski sharmgaah par chali jaaye to kya uska wuzu rahega ya phir use dobara wuzu karna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWuzu
26230Zaid Bakr ki tasweer bana kar uski goud mein khinzeer ke bachay dikhaye aur un kinzeeron ke saroon pe Imama Shareef dikahye to aisi tasveer bananay walay per kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25779Zaid behra hai. woh begair mic ke namaaz padta hai. lekin takbir ki aawaz kaan ke machine ke zarie jati hai to kya uski namaaz mukammal hai? is surat haal mein kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20305Zaid dusra nikah karna chahta hay magar dil may mukammal yaqeen nahin k dono may adal kar paeyga, is soorat may kya wo unn say ahad lay sakta hay ke akhirat may uss par unka koi mutalba na hoga agar uss say duniya may kisi baat may koi kami reh gayi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26049Zaid ek Aalim hai aur uska kahna hai hai ke "Poori Dunya men sabse ziadah jahil qaum aaj musalmano ki hai Aur musalmano ke mukhtalif firqey hen Un firqon me sabse ziadah jahil tabqa jo hai woh Ahle Sunnat wal jamaAt ka hai" Bakar ko eteraz hai ke sab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26884zaid ek agency me kaam karta hai agency ka matlab hai kisi marketing product ko supply karne wale badi dukan mera sawal hai k is agency me jo saamaan sample ki tour par company ki jaanib se bheja jaata hai kya vo zaid bina agency k maalik ki ijazath ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27029Zaid ek ameer aadmi hai Jo ek khel khelta hai is tarah se k 5 sawal puchega ek k bad ek 1 sawal puchega Agar amr sahi jawab dega to Wo 5 hazar ruay ka haqdar hoga phir zaid 2 sawal karega Agar amr is sahi jawb dega to wo 10 hazar ka haqdar hoga phir ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18552Zaid ek Barrey Aalim e Deen ko Qiblah e Aalam kehta hai. Lekin Bakr ka kehna hai ke Rasoolullaah Alayhis salaato wassalaam ke Alawah kisi ko bhi aesa kehna munasib nahi kyunke Aalam men to tamam Ambiyaa o SaHaba bhi daakhil hen. To ek ghair e Nab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26592zaid ek masjid ka imam hai jo tashahhud drood e ibrahim dua e masorah mutawassit tawr per padhne ka aadi hai lekin woh qaida e akhira ko aik muqtadi ke liye tool deta hai jo tashahud wagairah aahista padhta hai jiski wajah se zaid ka zahan namaz me u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
27048Zaid ek medical collage ka student h isliye wo clg k time pe pent aur shirt phnta h agr nhi phne to log mzak udate hain mgr clg se aane k bad utar deta h aur islami libas phn leta h mgr zaid hafiz bhi h aur ba sharah bhi aur kafi hd tk sahri at ki pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Libas
20530zaid ek mobile co. may sim card bechne ka kam karta he ab jo customer sim card lene aate he wo election card aur pohotograph dete he , ab company wale ek election card aur photo ki duplicate 30 copy nikal kar galat sim card chalu karte he aur iski ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27146zaid ek sunni alim hai logon ko bimari se shifa nuqush va tavizaat bhi deta hai kabhi koi wahabi ya gair muqallid bhi taveez va dua karane ata hai kya zaid ka wahabi ko taveez dena durust hai aur aise men zaid par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
25651Zaid ek sunni sahih aqida insaan hai us ki shadi hinda se hui hai aur hindah ke ghar wale deobandi hain lekin hindah kahti hai ki hum nahi jante hain deobandi barely kya hota hai aur nikah bhi deobandi ne parhaya hai do gawah me se ek gawah bhi deoba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
23156Zaid ek taalib e ilm hai or woh parrhaee ke liye apne watan e asli se 200km door watan e iqaamat me muqeem hai jidhar uski university hai or Zaid ki niyyat ye hai ke woh puraa saal is watan e iqaamat me guzaarega magar darmiyaan mei wo apne watan asl...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26904Zaid ek ya do mahine pahle Umrah kar chuka tha ab wo agle mahine chutti k liye India jane wala tha, k zaid k dost ne pucha zaid tu jaane se pahle Umrah nahi karega? To zaid ne kaha "Nahin kyun k pahle mai umrah kar chuka hoon isliye Tawafe karunga In...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21337Zaid fajr ki do rakat namaz padhraha tha pehli rakaat me sajdaon k bad bhole se qaeda kiya aur kuch hissa tashshud ka pada phir yaad aya to wapas khada huwa aur dosri rakat sajdae sahu k sath mukammal kiya. Kya ye namaz sahi ada huwi. rehnumai farmae...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24419zaid garrage me kaam karta hai jiski wajah se iske haathon me hamesha grease laga hota hai. agar woh chahkar bhi use dor karna chahe, bazariye sabun ya koi aur cheez tab bhi uski consitency kaam to hoti hai par mukammal saaf nahi hota? sabeel irshad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20056Zaid gave Bakar a loan of two million, Bakar is unable to pay it back at the moment, Bakar says to Zaid that you buy my house for rent to me, I will pay you the monthly rent and when I have money I will buy the house from you at the market rate preva...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25617zaid ghar k maamlat aur bivi se pareshan tha aur gusse me usne akele me kaha k "Nahi chahiye mujhe ye unka rishta" to kya iske ye kahne se miya bivi ka rishta khatam ho jayega? Zaid k liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18585zaid graphic ka kaam karta hai jis me kabhi kabhi jandar ki tasveere bhi internet ya kisi dusre zariye se banner, visiting cards etc. par istemal ki jati hai to aaisi tasveeron ko jo tayyar shuda hain banner wagaira par paste (chaspaan) karnay ka ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26180Zaid Hafiz-e-Quran hay aur masjid mein taraweeh ki namaz parrhata hay. Zaid ki darrhi abhi aik musht nahin aaee aur uss ne hajaam ke paas darrhi banatay waqt is ko set karnay ke liye uljhay huay mamooli baal chutwa liye jis par lougon ne aetiraz kia ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Jamat
19663ZAID HAMESHA BUDMAZHABON KI MASJID ME NAMAZ PARHTA HE AUR JAMAAT MEIN BHI JATA HE AUR BUZURGANE DEEN KE AASTANE PAR BHI KABHI JATA HE AUR BUDMAZHABON KI DARSI KITAB KA DARS APNE GHAR MEIN DETA HAY KUCH LOGO KA KEHNA HE KI ZAID DARGAH PAR JATA HE AUR ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23759Zaid har kaam sidhe hath (Dahina Hath) se karta hai magar woh likhne ke waqt Ulta hath (Bayan hath) ka istemal karta hai. Uska kahna hai ki woh dahine haath se nahi likh pata hai. Kya Ulte hath se likhne me koi harj hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25208Zaid has done second Nikah without the consent and knowledge of his wife and family and also without asking permission from the family of 2nd wife. At the time if nikah there was nobody from either side as witness. Only the Qazi and one witness from ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
26657Zaid Hindah se piyar karta hay aur Shadi karna chahta hay? Kia nikah/shadi karnay ki niyyat hotay huay larrkay larrki ka aik doosray se pyar karna jaiz hay? Baat Cheet ka kia hukm hay aur phir Shadi ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
25267Zaid imam hai aur mansab e imaamat ko apni riza aur khushi se tark kar de aur jab qaum imamat ka kahay aur zaid imamat karega to namaz hogi ya nahi neez imam imamat karega to jhoota hoga ya nahin apne pahle wale qaul ke mutabiq?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
19589Zaid is An indentor (Canvassing Agent),The seller And the buyer pays him fixed commission.Zaid does not cheat or overcharge in bills.Is it JAEZ/HALAL for ZAID to take commission from both sides (especially if both sides are sunni muslims?) OR If on...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19049Zaid is praying farz namaz alone,another person touches his shoulder and start following namaz as Jamat. Is this is the valid way to preform jamat for namaz? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24068Zaid is staying in a land where Islamic slaughter is banned; can Zaid give the price of the udhiyah in charity? . Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25287ZAID is suffering from the fatal disease CANCER which has been declared incurable in all forms of remedial treatments. Now incidentally a remedy has come into view and found its result tentatively 100% successful as its treatment is prescribed by an ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
26842zaid is sunni. He has built the mosque for Isaal e Sawab of his son for tabligi jamath. He doesn't now which jamath is correct. A sunni relative told him not to build the masjid for tabligi jamath. zaid replied I built the masjid for praying salah. w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26538Zaid jab baitul khala jata hay tou kehta hay ke mein "Deoband" ja raha hun. Aisa kehnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22883Zaid jamat ki imamat kar raha tha, pehla salam phera to zahen say utar gaya k jamat ki imamat kar raha hy aur ba aawaz e buland na kaha aur dusra salam phernay se pehle yaad agaya to ba aawaz e buland keh diya is tarha pehla salaam do (2) bar pada to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18120Zaid jis makaan may rehta hay is makaan kay kuch hissay ko kiraye per day rakha hay tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26218Zaid jo apne shahar ka mash'hoor Aalim aur mufti hai woh kafir minister ke yahan baghair majboori ke rozah iftari karne jate hen, Inke peechey namaz ka kya Hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat
26104zaid Jo Chand Logo Ka Qarzdaar hai jin me Kuch kaafir hain kuch Musalmaan to zaid Pehle Kin Ka Qarz Adaa kare? kaafir ka ya Muslim ka? Mujh se Ek Shaks Ne Huzoor Tajussharia Qiblah ke Hawaale se ye Baat kahi ke pehle Kaafir ka qarz Lautaana chahiye ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26927zaid jo kay jab apnay ghar mein khaamosh rahnay ki koshish karta hai to iss par uski maan kuch yun kehti hai k kyaa hua k bolta hi nahin? Aur jab apni zabaan chalata hai hai tab zaid ki maan usay dantnay lagti hai Zaid ko aisi surat mein kyaa karna c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26678Zaid jo ki bazahir ba Ilm hai uski inn do baaton par kya hukm hay: (1) Zaid ne bacchon ko padhate waqt kaha tha ki Allaah 'azzajal ne Tamaam Ambiya e Kiraam 'alaimussalaam ki arwaah ko jama farmaya tha aur unsay ahad liya tha ki jab mere Habeeb tumha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23047Zaid jo Sunni Mash'hoor hay ne Ahl-e-Tashiyo ki organized karda majlis mein unhi k majma mein Shan-e-Khulafa-e-Rashideen wa Sahaba-e-Kiraam Alaihim ar-Ridwan mein Mugallizat bakay aur tabarra kia. Aisa tabbarra k Shia bhi aisa nahin kartay. Phir uss ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22162Zaid juwaa khail raha thaa bakar nein ussey kaha ki aapne to hajj kar rakha he aur aap yeh kaam kar rahe hein is par zaid nein kaha abhi ke liye yeh hajj side mein rakh. Zaid par kya hukm sharah aayid hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23176Zaid k kaan k bahar phodi pak gayi, isha ki namaz mukammal karnay may aakhir ki do (two) rakat nafil baaki thi k us phodi pr ungli lagi to pata chala k rutubat beh rahi hy. Kya zaid ko puri namaz laotani hogi ? ya ruk kr rutubat band hone ka intezar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18012zaid k nani ka inteqal howa inteqal wale din ya uski dosri din usne apne 26 pare padhe howe hain par woh ek quran bakhsh na chahraha hai yani kul 30 pare kya itni gunjaesh hai k woh 30 para kehde aur bakhshs de is niyyat pe k woh aur 4-5 din me woh b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23330Zaid k pass 17.5 tola sona hay wo har saal sirf 10 tola sona ki zakat nikala karta tha. Poochne se bataya k Shari'at ne 7.5 tola ki tou ijjazat di hay isiliye shariat ki ijjazat jo hay usko deduct kar key nikalta Hun? lekin ub usko maloom ho gaya k 1...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23419Zaid k pass Ek Zameen thi usne usko beecha jismay usko 5 lac miley ussi raqam ko usney Fixed deposit may rakh Aur fixed deposit may rakhey huwe abhi sirf 4 maha huwe hay.kya Zaid ko zakat aada karni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18072zaid k walid sahab k galibeen 1 saal pehley inteqal ho gaya zaid ko aur uskey dusre 5 bhaio ko pata nahin tha k unke walid sahab zakat kitni nikaltey they abb jab k walid sahab ka inteqal ho gay ahian tou saara Sona zaid ki walida k pass hain aur wa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19440zaid k waresin me 1 beta bakar aur do betiyan salma or zubeda hain. Salma or zubeda deobandi k pass uthte bethte or shadi bia or mayyat me aate jate salma ne apne bete ki shadi deobandi se ki he in tamami waje se bakar apni behno se qatae taluq kar c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23331Zaid ka 1 beta aur 4 betiyan Hain. Uska maal kesay taqseem hoga? ya'ni betey ko kitna hissa aur betiyon ko kitna aana chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22967Zaid ka abai watan Pakistan hy laikin arsa-e-draz sy wo Saudia may puri family ky sath muqim hy. Zaid ky bachay talim ki grz sy Pakistan jatay rehtay hain laikin qanun ki waja sy unko hr saal visa laganay ky lia Saudia aana zaroory hy jis may baz mar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23229Zaid ka aqeedah he kay RasoolAllah makhlooq e illahi hen, aur saath kehta heh: "Wo ilm, ilm hee nahi jis ki Rasulallah (sallalahu alayhi was'salam) ko khabar he nahin! Kiyon kay Rasulallah (sallalahu alayhi was'salam) Allah (subhana wa ta'ala) ki naz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26543zaid ka bada bhai apne aap ko sunni Kehta hai mazar per jata hai fatiha karwata hai ahle hadith so bura jaanta hai per deobandiyo se Dosti Rakhta hai un ke masjid mei namaz padta hai usse samjha ne ki koshi karo Toh bolta hai ki mere dost nabi alhisa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20236Zaid ka beta haris ka inteqal ho gaya. kya zaid ki property me haris ki biwi, bacho ko hissa milaga? Jab ke zaid apne inteqal se phele apne beton ko ye wasiyat farmayi thi ki haris ke ghar walon ko hissa dena.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21621Zaid ka intiqal 50 saal ki omar may howa, usnay apni zindagi may namaz ki pabandi nahi ki thi, 45 saal ki omar may us nay hajj ada kit hi, Haj say wapis honay kay baad usnay 5 saal tak namaz pabandi say parhi. Ab Zaiad kay ghar walay zaid ki namazoon...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24574Zaid ka kahana hain ka Kaafir ko kaafir nahin kahana chahiye kyu k pata nahin k wo ISLAM ki muhabbat rakhta ho aur marne se pehle kalma parr bhi ley AUR MUSALMAN HO JAYE kya zaid ka aisa kahana durust hain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19366zaid ka kehna hai k waalid agar apni hayat mein apni kul milk ka hisaab kar ke jitna beti ka hissa hota hai us se wo beti ka nikaah kar de, to walid ki wafaat ke baad ab beti ka wirasat mei koi hissa hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18451Zaid ka kehna hai ki Jumme ki MubarakBad Dena Bidd'at hai Aur ye Kisi Riwayat Se sabit nahi hai aur ye gumrahi hai. rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,601-9,700 of 10,104 items.