Showing 9,501-9,600 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18318Yahaa Jeddah me 1 mash’hoor chicken sale karne wali company hey, unse poochha gaya tho ye jawab mila ke Jab first batch start hotha hey tho hum Bismillahi Allah u Akbar padhthey hein, Baaqi batch par nehi padhthey, kyun ke 1 lakh se zyada rozana chi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18324Yahaa London UK me kuch shops par muslim ---packed frozen meat miltha hey aur us par halal likha hotha hey, tho uska khaana jaaiz hey ke nehi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23489Yahaan UK me log khete he kyu ke Isha ki namaaz ka waqt nahi he tho Isha ki adaa maghrib ke 1 hour 30 minutes ke baad par sakhte he. Kya ye sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19423Yahan [America} mein Khawateen nai communities banaaee hoi hain; jo BudMazhab hain. Kya ham unn kai saath raabita kar kai unn ko iss baat ka ihssas dila'ain kai woh loug ghalat hain ya jaisai iss waqt ham nai unn sai bilkul ta'aluq nahi rakha howa wa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18498yahan America Mai ham Sunni musalman masjid madrasa chalate hai magar Mali taavon na hone ki vajhah se maqami sunni musalmano ki zakat ki raqam lekar hila sharia intizamiya khud apni balig awlad Jo unki kifalat Mai he karvate hai jo ke Malik e Nisab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22037Yahan arab may taraweeh may aur tahajjud may namaaz kay doraan ruku kay baad dua mangtay hain is ki sharei lihaaz say kya haqeeqat hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23919yahan bombaye me ijtemai qurbani k liye kuch comettiya is kaam ko anjaam deti hai wo log jaanwar ki kurbani bombay se dur pune wagera me pehli EId guzaar kar raat 12, baje ke baad kurbani karte hai aur baasi Eid ko bombay me kurbani ka hissa laa kar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22810yahan ek khabrasthan mai 3 , 4 janaza ko ek saath samnai rakhkar janaza ke namaz padathai hai, kya aisa karsakthai hai kya. agar janaza ek aurath aur mard ka ho tho , ek saath rakh kar padsakthai hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24902Yahan germany kay aik research institute ki report shaie howi jis kay mutabiq mundarja zeel khanay ki ashya may kuch na kuch khanzeer(pig) kay ajzaa paye jatay hain. Dabbay wala doodh, saib ka dabbay wala juice, ice cream, bakery kay item, dabal roti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22258Yahan Germany main baaz sunni imam Shaafi waqt main Asr ki jamaat kara dete hain. Isi tarah yahan garmion main ya to isha ka waqt hota hi naheen ya raat ko ek baje shuru hota hai magar jamaat giara baje kara di jati hai. Kia aisa karma sahih hai? (Ye...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23909Yahan Germany may aik German larki muslman howi awr uski shadi aik muslman say kr di gai. Nikah may koi likht parhat nahi howi kunkay yahan Islami tariqay sy honay walay nikah ki koi qanooni haisiat nahi hy. Shadi ky foran baad hi pata chala ky larka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22312Yahan Germany may hukumat bay rozgaraon awr km amdani walay logoun ko wazifa ya bay rozgary allowance daity hy. Bohat sy log isi waja sy ya to kaam hi nahi krtay awr wazifa hasil krtay hain jb kay baz log kaam ko to kartya hain mgr apni amdini km zah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23479Yahan Germany may khanay ki kuch aisi cheezain hain jin ky istemal sy shayd hi koi gr khali ho maslan roti wagaira. In cheezoun may kuch aisay chemical dalay jatay hain jo donu atariqoun sy hasil kiay ja sktay hain yani nabatat sy bhi awr janwaroun k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19343Yahan her business key 51% share ka owner iss mulk ka shehri hona lazim hey. Yeh log apnay aap ko sunni kehte hey lakin badmazhab aqaid ke hamil hotey hey. yaha bank sey interest pey loan lena kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18812Yahan Holland mein summer men jab Isha ka waqt naheen hota to un deenon men aap ke hukm ke motabiq yahan Ulemae keraam ne ek andazah karke Isha ka waqt mukarrar karlya hai aur usy peh isha kie namaz hotee hain ( Masjidon men azaan aur jamaat bhie hot...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24507yahan johansberg may jo bachay safar ker kay atay hain jin per namaz qasar wajib hay jaisay wo pitoria say johansberg adhay ghantay kay liyay ya aik ghantay kay liyay tu namaz qasar hogee ya pori? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24136yahan kch Sufi Sahiba Adaad, Tasbeeh aur Quran Sharif se Istikhara kartay hain? kia hamaray Buzurgon se iss tarha ka Istikhara sabit hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25359Yahan ki masjidon ke imam ke peeche namaz padhna kaisa jab ke unke aqaid ke baare mein kuch maloom na ho. Khaas Taur par Jumuah ka mas'alah. Ham kya karein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid
23734yahan Oman mein ek city Salalah hai. Is city mein Hazrat Imran Alaihis Salam ka mazaar shareef bhi hai. Jo ziyarat gaah e khaas o aam hai. Lekin kuch din qabl, kisi ne kaha ki Imran naam ke koi nabi hain, is ki tehqeeq nahin. To Hazrat, hamare liye i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20666yahan pakistan main aik khabar aam hay k broiler murgi (chicken) ki feeding di jati hay us main murdar hdion(bones) ka istamal hota hay. haal hi main aik or ajeeb inkishaf howa hay k is ki feeding main (pig) yani "khanzeer" ki charbi(fats) ka istamal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18145Yahan Pandharpur (District- Sholapur) shahar may ek Eidgah tha jiski zameen ko Eidgah committee walon ne gair Muslim (Mushriq) ko kuch mahino pahle bechdiya hai aur ab shahar se dur naya Eidgah bana rahe hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25615Yahan par 2 companies hain jis me kaam karne wale aksar pakistani aur indian hain jo gosht zibah kartay hain aur baqi processing kartay hain. tou kya hum us company se aya hua packed gosht dukan se kharid kar us gosht ko istemal kar sakte hain. Aur k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25837Yahan par kuch logo ka manna hai k jo shaks ramzan k akhri ashre main a'aitkaf main bethta hai uss shaks ki awaz bhi masjid shareif se bahir nahi aani chahiaye. yani na wo Azaan de sakta hai na kuch aur kr sakta hai jisse k awaz bahir aaye. Hazur saw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26387Yahan sabhi bad mazhabo ki masjiden or Eidgah hain , mai yahan baki wakht ki namaz to room par hi padta hu , Yeh pehla mauka hai ki yahan Eid ki namaz padni paregi .Eid ki namaz ka kya hukum hai or akele Eid ki namaz padne ka kya tariqa hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
22753yahan saudia arab mein kisi ki death ho jaye to mayet ko 5-6 din lag jate hain Pakistan bhejne mein. Aur yahan ager tadfeen ki jati hay to yahan qabr ko 1 sey 2 saal mein bildoz ker dete hain aur nayi tadfeen ki jati hay. hum ne suna hay key murdey t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24185Yahan Seattle (USA) mein bad qismati se aik bhi sunni masjid nahi. 2 Sunni larrkay California se aaey hain aur hum 3 bhai pehlay hi yahan rehtay hain. kia hum loug kisi tarha jumu'ah ki jama'at kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19357yahan UK main ik murtad jis nay ma`azAllah Islam chor kar Christianity qabool kiya. Woh bazaar main kharay ho kar Christianity ki taraf logon ko bulata aur Islam and Aqa sallallahu alayhi wa salam ki gustakhi ki baatain karta hai. us ko qatal karnay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24357Yahan UK mein aik Organization hay jiska motive hay k jo bhi jo kch kar raha hay usay karnay dein aur hum sirf Muhabbat ka aur Aman ka Pegham aam karain kiun k Radd karnay se wo seedhay rastay par tou aatay nahin aur aapas mein kasheedgi aur jang ki ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24552Yahan UK mein jis dukan se gosht milta hay mujhe uss baray mein yaqeen nahin k wo Halal hay ya Haram aur jis organization ka certificate unn k paas hay unn par bhi aetimad nahin aur unhi shops se langar sharif wagera mein bhi goshta aata hay tou mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20201Yahi groh iss baat par bhi musir hay k Shaykh-e-Akbar Sayyiduna Muhiyy al-Din Ibn-e-Arabi ma'azAllah kaafir hain aur Sayyiduna AlaHazrat ne jo inn ka difa farmaya hay wo galati par munhasir hay. Huzoor agar kch iss muamlay mein tafseel ho sakay tou i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21188Yahi haal agr asr ki namaz may ho to kia karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21880Yahudi kay janazay ke baray mein Sharha. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20901Yaseen shareef ki fazilat mein huzoor ka ek ye farmaan bhi milta hai "apne amwaat par yaseen padho". Arz ye hay tilawat e yaseen se kaise faidah hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22241YASIN NAM RAKHNA JAIZ HE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24174Yazeed k baray mein AhleSunnat wa Jama'at ka kia moqqaf hay? Kehtay hain k AhleSunnat ka aik Groh Yazid ko Kaffir, Aik Fasiq aur Aik Naji samajhta hay? Sahi Mazhab kia hay? Jub aik Qoul sahi hay tou baqi 2 Aqwal k mannay walon par Jamhoor ka kia fatw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23113Yazeed ko Kafir kehna kesa? Agar koi yazeed ko Kaffir kahay tou uss par kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24206Yazeed ko Sahabi aur Jannati kehnay walay kch loug aik Hadees ka hawala detay hain jis mein Sarkar ne Qustuntuniya k Jihad mein shareek honay walay tamam Sahaba k liye Jannat ki Basharat di hay aur uss jihad mein Yazeed k Shareek honay ka bhi zikr ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18300Yazeed naam rakhna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26629Yazeed naam rakhna kaysa hai? Agar kisi shakhs ka naam Yazeed hai to kya karna chaahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26899Ye Afwah musalmano mein aam hai ki Qureshi Qasai hote hai? aur Sheikh, Pathan, Siddiqui etc, ki families ko Qureshi mein nikah nahi karna chahiye? Your Blessed answer will clear this misconception.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21281ye ashaar samjhadein "asle shajr me ho tumhi naqle samar me ho tumhi inme ayan tumhi to ho inme numa tumhi to" "akhtar ki hai majal kya mahshar mè sab hai dam bakhud sabki nazar tumhi pe hai sabki zaban tumhi to ho Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24867Ye baat mehsoos ki ja rahi hay k aaj kal jo Mufti Hazraat hain wo bohat saaray furoo'i muamlat mein apnay se pehlay k Ulama aur Muftiyan-e-Kiram se Ikhtilaf kartay hain tou kia iss se unn k Masnad-e-Ifta par ya unn k Mufti honay par kch farq lazim aa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23942Ye bhi dekha gaya hay k loug apni wafat se pehlay hi apni Qabr banwa letay hain? Kis Deen-e-Mateen mein iski Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24410Ye dekha gaya hay k Sunni Hazrat Aen Waqt-e-Wiladat Qayam kartay hain. Kia unn ka ye Aetiqad hay k Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam unki Mahafil mein Tashreef laatay hain ya laaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25612ye dua mangna kaisa k Allah tu hum se woh kam karwa jis se app aur app ka habib raazi hon aur Allah who kam na lay jisse app aur apka habib nazraz hon.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18391YE EK AAP KA QAUL NAQL HAI SAFEENAE BAKHSHISH PAR ISKO SAMJHA DEIN "KUCH LOAG MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM PAR JEETE JI MAR JATE HAIN TO INKA HAAL YE HAI K MAR KAR AMR HO JATE HAIN" JAZAKALLAH Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22726Ye farmaya HAQ ne ke pyare MUHAMMED ... Hamare ho Tum Ham Tumhare MUHAMMED ... Hame apne jalwo mae pyare MUHAMMED... Tumhari soorat nazar aarahi hai ... Arsh pe MOULA khud hi bulaye, Har dil andar aap samaye, apna hi mukh SARKAAR ne dekha, shaan hi n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23049Ye Ikram hay Mustafa par Khuda ka; k sub kuch Khuda ka hua Mustafa ka!! Iss sher par badmazhab Shirk ka fatwa dhartay hain aur waja ye batatay hain k lafz "sub kuch" keh kar Mustafa Kareem Alaihis Salat wa as-Salam ko Allah ki Zaat wa Sifaat mein Sha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20205ye jo hadees shareef me aaya hai ke 73 firqe honge kya ye 73 ho gaye. kia wahabi, deobandi, ahle¬hadith, ahlequran, nachery ye jitne hain kya inko alag alag firqa mana jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25386Ye jo kaha jata hay Ghussa haram hay tou ye waqa'ee "Haram" ke hukm mein hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
22245ye jo maroof "khutbae razaviyya" juma me parha jata hain, is me khutbe-oula me hadith shareef "al birro la yabla..." aur phir sura Zilzaal ke akhiri do ayaat "famaiy...." parte hain. is par aik mussali sahab ne kaha ke alahazrat ne jo kutba tarteeb d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18566Ye jo mash'hoor hay Eidul Adha ki din Fajr k baad Qurbani k gosht k siwa kch na khana chahiye. Kiya iss ki kuch haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23104Ye jo mash'hoor hay k loug kisi makan, dukan, garri ya even bahu ya biwi ko kisi k liye manhoos kehtay hain k jub se ye makan, dukan ya garri khareedi hay nuqsaan hi ho raha hay aur jub se shadi hui hay ya bahu ghar mein aaee hay pareshaniyan shuru h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22246ye jo pakistan/india se mutton import hota hai aur uae me milta hai, wahan plane tak aur yaha plane par dukan wale khood apne musalman bhaiyou se receive karte hain. laikin plane me non-muslim labour bhi hotay hai, iss ka khana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21758ye jo riwayat mash'hoor hay k Sayyiduna Ali ki wiladat-e-baa Sa'adat Ka'batullah Sharif mein hui, kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26351Ye joke bohat aam ho rahay hay k ager jawan beta waaldain ke kehne par namaaz nahi padta ya roza nahin rakhta to muhalle ki kisi ladki se kahilwa kar dekhain. in sha Allah roza bhi rakhkhega namaz bhi padega. Iss tarha ka joke parrhna aur lougon ko s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
24688Ye kaha jata hay Clean Shave karna haram hay. Darrhi hona chahiye, chahay wo kisi bhi miqdar mein ho? Rahnumai farma dein!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22293Ye kehna hay k AlaHazrat na hotay tou aaj hum Musalman ya Sunni na hotay durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22690Ye Kehna k DUA Taqdeer badal deti hay aur Maut ko bhi taal deti hay, kia Durust hay? Hazrat Anas radiyallaho tala unho ki hadith may hy Syed ul mursaleen sallaho tala aleh wasalam frmatay hain: الدعاء یرد القضاء المبرم اکثر من الدعاء فان Yani dua k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23955ye kehna ke "ham sab zameen par Allah Talah ke khalifa hey" theek hey ke nahee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21893Ye marhamatay ye kachchimatay na chode latay sab apni gatay; kusoor karay aur unse bhare kusoor-e-jina tumharay liye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18355Ye masjid e haram me aurathon ke jaane ko bhi shamil hey? Aur Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ke Rowza e Muqaddas ki Ziyarath karne ko bhi shamil hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18210ye qawwali me 1 kalam he shame meraj ke talluk se... HAZRAT HI KI SURAT KO DEKHNE GAE HAZRAT, HAZRAT HI THE HAZRAT KA TAMASHA SHABE MERAJ ISKA KYA MATLAB HUA awr kia hukum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25774ye sheer padhna shar'an kaisa hai: "kyu na adab se chume Roze ki jaliyo ko; Jibreel ne hai chuma talva mere nabi ka" agar ye jaiz hai to najaiz kahne wale ka kya hukm hai? aur Sarkaar e Alahazrat ke mulatik ye kahna ki "sirf andhi nahi tufaan hai ala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
24519Ye Shehr parna kesa awr is ki tashreeh kar de: 1) Ali Imam Manasto Manam Gulam E Ali, Hazaar Jaan E Girami Fida E Naam E Ali. 2) Haiderium Qalandaram Mastam Banda-E-Murtaza Ali Haastam Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22297ye Sher Lal Shahbaz Qalandar ka hay ya Khwaja Usman Harooni Alaihir RaHma ka? Aur iss ka Matlab aur Sharah inayat farma dein تو آں قاتل کہ از بہرِ تماشہ خون من ریزی to aan qatil ky منم بسمل کہ زیرِ خنجرِ خونخوار می رقصم منم عثمان مروندی كہ یارِ شی...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20394ye sher padhna or likhna kesa: ay jannat mana ke tujh me hur o kusur rehte he; mene mana zarur rehte; meray dil ka tawaf kar jannat; mere dil me huzur rehte hein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18675ye sher padhna ya sunna kesa: Ali sa maha veer kab hai koi bharat me; khuda mila hai isi devta ki sangat mein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
23212Ye sher parrhna kesa k "Aap Say Moo Phayr kay Jo Jaanib e Quran gaya; Surkhuru ho kay Na Duniya Say woh Insaan gaya" Jab kay Hazrat Umar Radi Allah Tala Anhu kay baray main hadeeth may aaya kay unho nay yeh kaha kay Quran Paak Hamaray Liye Kaafi Hai....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22549Ye Unn k Qadam-e-Paak ki barkat hay Tu Madina bana Yasrab teri Soorat Chamki Ye Sher theek hay.. Kia iss mein Madina Sharif ko Yasrab kaha gaya hay jis k baray mein AlaHazrat ne farmaya k Madina Sharif ko Yasrab kehna Haram hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23744Yeh bhi bohat mashoor kia howa hay kay Sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam kay Dandaan Mubark shaheed ho gaey? Hamaray Mashaikh wa Ulama kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25126Yeh hadees kay ulemaay karam ka ikhtilaaf ummat kay haq may hay. Saheeh hay? Aur iski wazahat farma dain kay ikhtilaaf kis tarah ummat kay haq may hosakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19153Yeh jantay howay bhi kay is orat ko talaq nahin howi hay, us orat ka dusray mard kay sath nikah perhnay ka kia hokum hay awr kia uskay pechay namaz parrh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23393yeh kehna k "Zulm karnay wala Aur Sehnay wala dono barabar gunahgar hain" theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24489yeh kissi ka husn hai jalwah gar ke tapaaN hain khoobon ke dil jigar; nahin chaak-e-jaib-e-gul-o-sahr ke qamar bhi seena fagaar hai... Iss sher ki Sharah farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19375Yeh mashoor hai kay taraweeh ki jama'at Saiyyadina Umar Radi Allahu Ta'ala Anhu kay hukum se raij hui aur woh 20 rakaton par mushtamil thi. kya zamana-e-nabawi mein Sarkar Sallallahu Alaihi wa Sallam bhi 20 raka'at taraweeh ada farmaya kartay thay ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26025yeh sher padhna kaisa? "MUHAMMAD Ka Ghulam Hoon, Faqat Sawaab Lekar Kya Karoonga? Hai Hubb-e-NABI Se Dil Mu'attar, Gulaab Lekar Kya Karoonga? Qabr Me Aaya Tha Jo Farishtaa, Ye Keh kar Waapas Chala Gaya; Likha Hai Naam-e-MUHAMMAD DIL Par, Hisaab Lekar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
18065yeh sher padhna Sharan kaisa hai? "kya Payambar kya Wali kya Ahle Daulat kya Faqeer --- sabko hai Minha Khalaqna kum ka sadmaa ek din" JAZAAKALLAH KHAIR Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19994Yeh sher prhana kaisa hy: khbr bhi hy ky khbr sb ki hy inaih kb say; kay jab na ab tha na kab tha Huzoor jantay hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
30184Youm E Khalifa E AwwalTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariJawahir e AkhtarN/ASpeechesN/A
26220Youm-e-Imam-e-Azam Abu Hanifa Mubarak ho. Agar Munashib samjhain tou taqleed ki ahmiyat par kuch irshad farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
21137youn bandagi-e-zulf o rukh athoun pehr ki hy... Hajj ky kai masail may silay kapray char pehr pehnnay pr damm ka hukum hay. Hazrat rehnumai farma dain naat may awr masail may jis pehr ka zikr hy donu ki muddat aik hi hy awr is lehaz sy pehr kitnay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20509zaani aor zaaniyah k liyen sharaei hukm kiyaa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25244Zabeeha karne ke baad jaanwar ki khaal ko us waqt tak alag naa kiya jaye jab tak ki woh thanda naa ho jaye ..... Is this the same rule for fishes also ? Because there are some fishes who stay alive for around 4 - 5 hours . To phir un machliyo ke marn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
19360Zabeeha khanay ka malik badmazhab hay ayur uski badmazhabi had e kufr tak nahin pohnchi. Uss k neechay kaam karnay wala aam musalman hain. Ab uss shakhs se zabeeha khareeb kar khana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19475Zabiha kay mas'alay ka Qaida to beshak hazrat ne bayaan farma diya hay... magar mujh jaisa naaqis shayad samajh nahi paaya aur na hi kisi ko samjha saka.. dar asl yahan Arab mumalik mein behes ye hai k fatawa e razvia me sarkar e aalahazrat ne hazra...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20597zaebo zaine khaako fakhre khaakiya; zinnate arshe mualla aap hain... huzur ki bargah me guzarish hai k iski sharah farmadein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19168zaed 2 rakaat sunnat namaaz padhraha tha, dosri rakaat me qiyam me qirat shuru karne ki bajae tashhud shuru kiya aur padha atahiyyato tak phir yaad agaya to qirat sahi se mukammal kiya. aisi surat me namaz par kch farq ayega aur kya sajdae sahu hoga?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27158zaed 4 rakaat farz namaaz tanha padhraha tha khayalaaat ki wajah se usne chah kar sar uthakar samne ki dewar par tangi ghadi me waqt dekha ya samne k katbe par likhi huwi ayat padha, is amal se kya namaaz par jya asar hoga? JazallahTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26529Zaed aise maqam par hai jahan budmazhabon ka tasallut hai aur sunniyon ki koi masjid nahi aisi surat me kya zaed par eid ki namaz wajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersEid
19948Zaed ek shaher pahunha wahan usne ek logde liya par woh lodge ka room bahut hi chota tha itna chota k woh namaaz k liyye niche jah namaaz na bhechapaye is liye usne bed pe namaaz ka ehtemam kiya.suwaal ye k jab isne sajda kiya to uski naak wo peshani...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25914zaed esha ki do rakat sunnate mukaada padh raha tha pehli raakt me usne alam nashrah ki tilawat ki liken tilawat me ek cheez yun huwi k woh doosri aayat me wawadaana anka wizrak me k alif ko bhoole se ada na kiya aur aage 4 aayatein padhliya liken ph...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20596zaed islam se phir kar murtad ya sulehkulli hogaya....ispar par baqar ne khush hokar kaha ki dekho main to pehle he kehta tha ki zaed khud ko bahut bara maulana samajhta he... ye apna eemaan bachale iske liye yahi bahut hoga ....! Ab poochchna ye he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20985Zaed jamaat se namaaz padhraha tha qaedae aakhirah me duroode ibraheem ka dosra hissa bhule se nahi padh pae aur namaaz mukammal kiya? aisi surat kya kuch namaaz me farq aayega? namaaz me duroode ibraheem padhna kya farz ya wajib ya sunnat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20771zaed jamaat se namaaz padhraha tha uske next bakr khada tha, jab sajda kiya gaya phir dosri rakaat ke liye khade huwa to bakr k jaeb se license gir gaya jispar photo dekhrahi thi. aisi surat me zzaed aur bakr ki namaaz par kya kuch asar padhega aur a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18782zaed k room par kuch ahbaab aaye the namaaz ka waqt howa tha to woh sab namaz k liye tayyar hogaye, inme se ek hafiz sahab the jinhe imamat k liye age badhaya gaya, room itna chota tha k imaam k peche saff nahi bansakti to unloagon ne saff us tarah b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19405zaed musafir tha tanha farz namaz qasr karke padhraha tha bhule se do rakaat k baad qaeda me tashahhud padhke uth gaya 3 ri rakaat k qiyaam k liye liken fauran yaad aaya to wapas qaede k taraf palta aur sajdae sahu karke namaaz mukammal ki. kya is se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21373Zaed namaz padhte waqt duroode ibraheem padh raha tha padhte waqt ale muhammad aur ale ibraheem alaihimussalam par durood padhna bhulgaya phir duae masora padhte waqt yaad aya to aisi surat ab who kya kare? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21304zaed ne daurane taqreer ye kaha k huzoor k alawa dosre ambiya ki zindagi behtareen namona nahin hai. Ye huzoor hi ka khaasa hai. Kya ye sahi hai. Agar haan to kaise iski tafseel farmadein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20166zaed ne fard namaaz padhi usme usne pehli rakat me surae nashrah padhi phir dusri rakat me bhole se surae nashra hi ki tilawat ki, to kya woh gunahgaar hoga? aur aisi namaaz ka kya hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,501-9,600 of 10,104 items.