Showing 9,201-9,300 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18876Zaid ne darse quran ke dauran Hadees sharif ka tarjama ye kia ki "SAHABA-E-KIRAAM NE HUZOOR SALLALAHU ALAIH WASALLAM SE ARZ KIYA YA RASOOLALLAH AP ITNI MASHAQQAT KYON FARMATE HAI KI APKE MUBARAK QADMO ME WARAM AA JATA HAI HALANKI (Mazallah) ALLAH NE ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18875Sotelay bhai behnon k liye aur Khala, Phuppi, Chachi ko Zakat denay ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18874Nana Nani, Dada Dadi koi Zakat de saktay hain. Isi tahra biwi k Nana Nani, Dada Dadi ko Zakat dene ki ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18873Suleh kulliyat kiya hay. Irshad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18872huzoor suleh kulli ko sahi raah par lane k lye esa kya amal kya jae k wo sahi ho jaen or toba kar lain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18871hazrat mere shohar k tobaco khane se tang aake main ne unhe quran sharif ki qasam khane k liye kaha k tobacco khana chod dein. per unho ne qasam khane se mana kiya aur gusse me aakar me ne unse kaha k tum ye adat nahi chodte to me zehar pi k mar jaon...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18870Zaid kay kuch rishtedar tahir minhaji ko mujaddid mantay hain, kai baar samja chukay laikin nahi mantay ab zaid un se rishte dari rakhe ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18869Ilme kashf aor murakba me kya farq hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18868HAIZ KA TIME AGAR RAMADAN KI 26 YA 27 ko hone wala hai toh kya 3 ya 4 din haiz na honay ki dawaee kha sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18867agar roze ki halat mein kisi k sar me dard ho to kya sar pe balm laga sakte hayn aur jism k doosray aazam par balm laganay ka kia hukm hay kiyun k uss mien bohat khushbu hoti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18866Can a 5 months pregnant lady miss the long UK summer 21 hours fasts and do them later instead even if she doesn't feel ill but feels very weak and this causes taraweeh praying very difficult. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18865Hazrat hum africa mae reahte hain. yanha daily namaz mae without speaker k namaz hoti hai. ab ramzan mae taraveeh mae zada public hone ki waja se namaziyo apas mae speaker ki behase hoti hai bhote se namazi demand karte hain ab fitna ka dar hain aur ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18864Hazrat agar masjid mein koyi apni zarurat ko zaahir kare, phir masjid ki seerrhi par, ya jaha chappal utaarte hain waha ja kar khada ho jaye, to kiya us shakhs ko paisa dena jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18863Roza makrooh kaise hota hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18862if one puts drops in the eyes does it have any effect on the fast. JazakAllah Khayr Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18861Agr sajday ki halat may dua karay to kia usmay darood sharif parhnay may koi harj hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18860injection ke zariye khoon nikalwane se wuzu toot jaega ya nahinTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18859aisa pen jiski ink me alcohol mila ho, use jeb me rakhkar namaz ada kar sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18858Zaid ke Murshid ne Zaid ko ghalati se rujoo karne aur Bakr se mail karne ka Hukm diya jisko Zaid ne nahi maana. Apne Murshid ka Hukm taalney ki wajah se kyaa Zaid ki Bey'At baaqi rahi ya toot gayi ?? Bayyinu toojiroo.... Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18857Sharah farma dey. Zikr rokay fazl katay naks ka joya rahey phir kahay murdak k hu Ummat Rasuloollah ki AWR Khaak ho kar ishq may araam say sona mil Jaan ki aksir hy ulfat Rasuloollah ki Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18856Kuch sona baich kar awr kuch qarz lai kr zameen kharidi hy awr koi niat nahi ki hy ky ghr banay gy ya bachai gy? To kia is zameen pr zakat ho gi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18855meri choti bachchi (aik sal ki hy) ko uske nana ne gold ka chain diya hai...aur bachchi paidase uske nana ka ghar mei rahti hai... us chain per zakat koun dena chaiye... Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18854AGAR BAAP BETI KE SHAADI KA 2 SAAL PAHELEY SE ZEVRAT TODA THODA KHAREED KAR RAKHTA HAI...KYA USPER ZAKAT WAJIB HAI??? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18853Ahaadis Me Ahle Bait-e-Athar Ke Jo Fazaail Bayaan Kiye Gae Hen Wo Huzur Sallellaho Alai Wa Sallam Ke Karaabat Daron Ke Fazaail He Ya Aaj Ke Sadaat Ke Liyebhi Wahi Fazaail Hen? Hazrat AhmadYaarKhan Saheb Ashrafi (Rehmatulla Alaihe) Ne Sarah Miskat Ji...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18852Agar taravih bagair darrhi ky hafiz ky pichay prh li thi to kia ab unko lotana hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18851Kia yeh sahi hy ky munafiqeen ko Masjeed-e-Nabvi may namaz prehnay ki ijazat nahi thi awr isi waja sy masjeed zarar banai. Awr kia masjeed zaraar ko jalaya gia tha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18850Arz hai ke Ramzan Shareef me Shehri aur Iftaar me jo SIREN bajayi jati hai to kya shehri me Siren jaise hi shuroo hui Khaana khana chod dena chahiye agar Siren hone ke bawajood kuch minute tak khaa liya to Roze me farq to nahi aayega ??? Aur isi tarh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18849Arab Sharif may July - August k mahinay may garma ka mausam hota hy jismay darja-e-hararat 40 say 50 degree celsius k bich hoti hy. Aysay mausam may kuch mazdooro ko dhup may kam karna hota hy. Sawaal ye hy k aysi soorat pesh ay to kya roza choda j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18848My question is that when the Zakat on Provident Fund and Mutual Fund is to be paid. Should I pay it when I withdraw the amount of Provident Fund and Mutual Fund ? or I should pay zakat every year. I have Mutual Funds from 3 years and Provident Fund f...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18847A 13 year boy should cut his pubic hair (bagl awr moai zair naaf) .After how many days .what instrument he can he use to cut ,he can use pubic hair removal cream. Again it come means what to do. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18846I went to perform Umra with my grandfather and my back was toward kaaba sharif while protecting my grandfather. Is there any problem with it ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
18845DuaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18844 Jo shaksh yeh kahay kay Hazrat Abu bker ……………….. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18843 Bachoon ko peer say ibn-e-kaseer parhwana kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18842 Ala Hazrat ka likha howa salam “Mustafa jaan e rehmat per lakho salam” logoon ko aetraaz hota hay kay is salaam may aala Hazrat awr ghouz e azam ki baargah may salaam kyun paish kya jata hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18841 Is the use of perfumes , lotions and shampoos etc which contain alcohol is allowed. If possible please reference it to shafai mazhab. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18840 Madina keh ker mukhaatib kerna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18839 Is Hazrat khizar is nabi , wali or sahabi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18838 Log poochtay hain kay hum haramain shareefain kay imam kay peechay namaz kyun nahi parhtay tu aisay logoon ko kya jawaab dena chahiyay takay koi fitna bhi na paida ho aur apna aqeeda bhi bayaan hojaye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18837 What is the difference between the opinion of ashari and madawi ulema? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18836 Should nabawat be given to woman. Opinion on the woman’s prophecy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18835 Jo insaan waseela maanta nahi us kay liyay jannat hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18834 Maa aur baita jamaat say namaaz parh saktay hain awr in donoo may saf ka faasla kitna hona chahiyay awr agar aik say ziada mahram khawateen hoon tu wo bhi saf bana ker apnay mahram kay peechay namaz parh sakti hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18833 Kya kisi aurat ya mard ka satar dekhnay say wazu toot jata hay jaisa kay wazu ki halat may bahir nikaltay hain. Galti say kisi aurat kay baal dikh jatay hain kya is say wazu zaya hojata hay.? Mazameer kay saath ashaar parhna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18832 Marwaan naam rakhna kaisa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18831Jab huzoor nay mujhay bayat kya us waqt may nay kapra tu pakra howa tha magar jo alfaaz hazrat nay irshaad farmaye won a duhra saka. Tu kya meri bayat howi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18830Sarkaar Alehi Salatu wasalam kay darbaar may hazri kay waqt kya parhna chahiyay awr aap kya awraad parhna pasand farmatay hain ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18829A mix gender room there woman are seated at back hidden and men are in front Madina Shareef may Mujawarat ikhtiyaar kerna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18828Hazrat said in one of the session that zakat is due on diamond. Is it applicable who only own one diamond ring? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18827Zaid ko neend may aik peeshaab ka qatra nikal jata hay kya is say gusul wajib hojata hay bagair gusul kay isi kaproon may namaaz hojati hay ya nahi. Kitni miqdaar may peeshaab khata honay say gusul farz hojata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18826If the lady’s husband dies she completes the iddat at her own home. Please can you explain what the widow can and can not do during iddat. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18825What is the exact distance required to qualify for qasr namaz?Should this distance be calculated from the end of city limit or end of the populated area?The city of Colombo, Srilanka separated by a canal in all landsides. After this canal its out of ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18824If a person has black hair and he is turning white .He dyes his hair dark or light brown so it is not the original colour of his HAIR , but after dying his hair colour looks like black, is this permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18823agar koi shakhs masjid me dhakil hote waqt aitekaf ki niyat karna bhul jai aur masjid me kuch khane ya pine ki zaururat pade to us waqt niyat karke kha sakta hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18822If our muslim brothers are being oppressed against people and are having a war against people in a different country, it isn't fardh for us in our own country to go there righT? but if one chose to go their and fight for the muslims would he attain t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18821Aek saks ke pas thode pese the usne un peso se zamin kharid li. Uski niyat aesi he ki agar future me zarurat pesh aegi to rahne ke liye ghar banayege varna us zamin ko vese hi rakhege. Ab jis saal zamin kharidi us waqt uski qimat andazan 3 lac rupuee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18820koi shaks ek hi martaba yani ek hi sath teen bar talaaq kah diya to kya talaaq ho gaya agar apni biwi ko tallaq de diya aur phir dobara usi se shaadi karna chahe tho kya karna hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18819انا للہ وانا الیہ راجعون Quran Sharif ki ayat hay tou kia kisi k Intiqal ki khabar sms ya email k zariye milnay par english mein Inna Lillahi wa Inna Ilaihi Raji'oon likh kar reply kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18818Hazrat is sher ki shara farma dein. Mai to malik hi kahunga ke ho malik ke habeeb; yani mahboob o muhib mein nahin mera Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18817Jab Nikah Aale Rasool k gharane ki sahab zadi se ho jaye to ladke k liye aur unke ghar walaun k liye kya Aadaab baja lana hoga aur kin cheezaun ka khas khayal rakhna hota hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18816Salam, hazrat apne 30 april k session me farmaya tha k Imam khud iqamat kahe to Iqamat puri hone ke bad musalle par jae, lekin hazrat ek mufti sahab kahte he qad qaamatis Salah keh kar mussalle par jae aur ye hawala diya he, 'Durre mukhtar raddul moh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18815(Fatawa Razviya, jild 4) Irshaadaat e A'la Hazrat, pg. no.40) " Aisi jagah jawaaz o adame jawaaz nahin puchhte ( ya'ni aise mas'alon mein jayez o najayez nahin puchhte), ye puchho ki is mein aurat par kitni laanat padti hain. My question is : Is it ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18814I know that i cant offer namaz behind non-sunni imams. but i read in durr ul mukhtar that its better to pray behind them rather than praying alone. can i offer namaz with other jamats for extra sawab and then repeat it ? or strictly i must refrain fr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18813Ek Masjid ke imam ne jumma din bayan me kaha ke ek bachcha 2 para hifz kiya aur mar gaya is me uske maa baap ki galti nahi aur na kisi aur ki galti thi Balki ye Allah ki galti thi (Ma'azAllah) aur jab humare yaha ke zimmedar ulama se baat ki to unho ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18812Yahan Holland mein summer men jab Isha ka waqt naheen hota to un deenon men aap ke hukm ke motabiq yahan Ulemae keraam ne ek andazah karke Isha ka waqt mukarrar karlya hai aur usy peh isha kie namaz hotee hain ( Masjidon men azaan aur jamaat bhie hot...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18811Hazrat sahab mujhe dua e saify ki ijazat aapse mil chuki hai magar mai yeh janna chahta hoon ke is dua ko shurwaat mai aik din mai kitni baar parho or maximum aik din mai kitni parhni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18810can I perform ritual bath later in the day while I am fasting? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18809Kisi Shakhs ko Tahirul Qadri k tamaam aqaid se aagah kiya jaaye magar wo sunniyat waale aqaid pesh kare k tahirul qaddri to ahlesunnat k aqaid k mutabiq ye sab bhi kehta hai. samajh samajh ka pher hai to aise shakhs se talluqat rakhna kaisa hai? kya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18808Shabe Mearaj k talluq se ek baat mashoor hai k Sarkar se poocha gaya k Allah paak ne jab aapse kalaam farmaaya to kis aawaz me farmaaya to huzoor ne irshad farmaaya k wo aawaaz Maula e Kainaat Sayyiduna Ali k mushaabeh thi. Iski kya haqeeqat hai rehn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1880710th June ke session me Hazrat ne ek sawal k jawab me irshad farmaaya k Zakat fund jama kar sakte hain aur dunyawi taleem k liye tamleek ki haisiyat se de sakte hain. Huzoor sawal ye hai k agar us jama ki huwi raqam ko Heela e Shar'ee karwa kar rakh ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18806musalman ke janaze ke paas ya janaze ke saath Buland aawaz se drood aur salaam padhna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18805Badmazhaboun kay radd wali videos mobile ya email ky zarea phela saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18804Firework [gola barood] ke bussines ka Kamae ka rupya halal hai ya haram? aor agar us paise ka waleema ya Niyaz ho to kya kkhana jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18803Hazrat apane meri bhanji ka nam rashad rakha tha rashad ka kia meaning hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18802A person learnt how to read quran properly with correct pronounciations only by seeing quran not by heart but has forgotten over the period of time due to non practice, what is the ruling on such a person, what type of punishment does the shariah rec...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18801After a person offers hajj properly, will the sins of all his missed salah and fasting be forgiven, does such a person need to offer qaza of all those missed salahs and the missed fastings and does he need to offer kaffara after hajj? Jazak Allah Kha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18800A person who has missed previous three years ramzan fastings although ramzan fasting is farz upon him, in such a way that some he has missed completely , in some he had eaten sehri done niyyat, but broke the fasting before iftar. What is the compensa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18799maine apne bete ka naam Mohammed muqtadir rakha hai. uski umar ab 14 saal hai, kuch logo ne mujhse abhi kaha hai ke muqtadir naam ke aage mohammed nahi laga sakte. aage abdul lagana hoga. uska sab document mohhamed muqtadir ke naam pe hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18798Agar neend der se khulne ki surat me waqt na hone ke sabab tayammum se farz ada kar liye. Namaz qaza hone ke khauf se akheer waqt me chalti train me namaz ada karli. Ab ye dono namzen dohrani padengi? Agar han to kis niyat se? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18797Agar farz ki teesri ya chauthi rakat me bhool kar surah shuru kardi to kya wo suraten puri padhni padhegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18796shajra shareef jo hume aapse mila hai uske kuchh fazail bataen. aeyn nawazish hogi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18795Some people write Mufti Aktar Rida but as we know it is Raza, which is correct and what is the difference in meaning between “Rida” and “Raza”? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18794Kia Razwi ka matlab yeh hoga kay wo Ala Hazrat ka muttabea hay, chain wali ghari pehnay aur tv bhi daikhay to kia wo razwiat pr qaim kehlay ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18793Jo tasveer samaan k dabbe ya bottel par bani hoti hai chhoti badi jisme se baz tasveer k aaza numaya hote hain aur baz k nahin to aisi tasveer ka room me hona man'e namaz hai? Jabki namaz usi room padhi jati ho! Aur tasveer k aaza ki tafseel se kya m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18792Hamare rishtedar jo ki dosre shahar mein rahte hai jo ki 70km door hai. Bakr Eid par gosht hamare yahan bhijwate hai apne hindu driver ke sath jo ki kai barson se nokri kar raha hain. Kya us gosht ka khana hamare liye jaez hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18791Loud speaker ky baray may Mufti-e-Azam radiyallaho unho ka fatwa sahi hy laikin aaj jin ulma ny namaz ko sahi kaha hy iski surat ye hy ky bohat sy muslman namaz sy door na ho jain awr speaker ky istemal ko jaiz kaha. Kia aisa kehna sahi hy ky namaz ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18790Aik sunni aalim sy pucha ky ”agr koi amdan namaz nahi prhay to Quran pak ka faisla hy ko uska thikana jahnam hy awr hadith may hy kufr ky qarib hy” to kia aisay shakhs sy salam awr kalam kr saktay hain? Imam sahib ny jawab dia ky Imam-e-Azam Radiyall...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18789Kiya ham malaaikah ke naam rakh sakteh maslan Jibraael, mikaael? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18788Imam saheb Hazrat ibrarhim alaihi salam ka waqya suna rahe the. unke muh se ye word nikla qareeb 2-3 baar k allah farmata he mere ghar ki ibadat karo. to ispar mera sawala tha k allah ki ibadat ki jaati he na k uske ghar ki, to kya ye word imam sahab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18787"Muhammad Mustafa" naam theek hay ya sirf "Muhammad" ya "Mustafa" munfarid rakha jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18786Kya Huzoor (salla Allahu alayhe wa sallam) se safayd (white) amamah shareef pehenna kisi saheeh hadeeth se saabit hai? Agr nahi to phir safaid amama bandhna ya uski takeed krna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18785انا اشتغل في البصره و هنا كثرة من روافض هل يجوز لی ان اشتري لحم من قصاب ولا اعرف هل هو سني او من روافض ولا استطيع ان اسئل منه فماذا حكم لي بينوا و اجرو ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18784"Miya pardes mei hai aur muddat hogayi aur barsay guzargay ke ghar nahi aaya aur yahaa larkaa paydaa hogayaa tab bhi wo haraami nahi isi shohar ka hai. Al-batta agar wo khabar paa kar inkaar karega to liaan ka hukm hoga. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18783Oratoun kay liay miswak ka kiam hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18782zaed k room par kuch ahbaab aaye the namaaz ka waqt howa tha to woh sab namaz k liye tayyar hogaye, inme se ek hafiz sahab the jinhe imamat k liye age badhaya gaya, room itna chota tha k imaam k peche saff nahi bansakti to unloagon ne saff us tarah b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18781Modbana arz hy kia Hazrat ki yaddasht may Ala Hazrat ki is qism ki koi ibarat hy: Haakim-e-shaher apnay shaher ki hudood ko tosee' dai sakta hay laikin Makkah sharif, Muna, Muzdalfa awr Arfat ki huddod Sarkar SallAllahu Alaihi wa Sallam ny frma di ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18780Kiya hajj tamaattu ka ihram aur niyyat masjid ayesha se karna chahiye ya masjid ul haram? Hajj ifraad mein kesa karna? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18779حضور عرض ھے کہ امام قیام کی حالت سے جب سجدے کی طرف الله اکبر کہتے ہوئے جاتا ھے تو اب الله اکبر کی راء اگر سجدے میں سر رکھنے کے بعد ادا ھو تو نماز میں کوئی کراھیت آئیگی یا نہیں.؟ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18778salary eid ul azha say kuch pehlay milay to qurbani karay ya mahana kharchay ki zarooriat kay liay rakh sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18777fajr ki azan ke baad ya 2 sunnat ke bad qaza namaz parrh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,201-9,300 of 10,104 items.