Showing 701-800 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18673Is it found in any book that Imam baqir or any other Imam recited darood infront of Holy Hairs of Prophet SallAllahu Alaihi wa Sallam which numbered to seven but only 4 standed while other 3 did not so the Imam told Majlis these four are real Mubarak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18674Agar Masjid Me Azan Ho jaye To Ab Jo Log Is Masjid Me Mojud Hain Un Ka Bager Namaz Bajama'at Parhe Is Masjid Se Jana MAKROOH Hay. Sawal yeh hy ky agar oos imam kay pichay sharaee waja sy ham namaz nahi prhtay phir bhi hamara uss masjid say nikalna ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAzan, Masjid
18675ye sher padhna ya sunna kesa: Ali sa maha veer kab hai koi bharat me; khuda mila hai isi devta ki sangat mein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAshaar
18676hazrat ali ko bajrang bali (bohat taqat war) mawla kehna kesa hai? ye lafz hanumaan k liye istemal hota hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18677Eid gaah ki zameen jo khali rahta hai uspe dukaan bana kar kiraye pe dena kaisa aur eid gaah ki zameen ke ek hisse me kinare ki taraf madarsa kholna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18678IMAM IBNE MAJA RADI ALLAH ANHU AUR IMAM BAYHAQI RADI ALLAH ANHU HAZRAT ANAS RADI ALLAH ANHU SE RIWAYAT KIYA K RASOOL E KARIM SALLAL LAHU ALAIHI WASALLAM NE FARMAYA- YE UMMAT BAKHSHI HUWI HAI KE UNKI SAZA UNKE SAMNE HOGI WO ISTARHA KE QAYAMAT KE DIN E...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18679train ke second class wagaira darjon me jo bearth (seat) hote hain wo kafi mote gadde hote hain sajde me pashani aur naak koob jama kar sajda kare to namaz durust hogi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18680Kya college ya job mein kaafir doston k sath is niyat se dosti kar saktey hai k Unse achi dosti kar k unhein Deen-e-Islam ki taraf ruju karein or unhein ahista ahista Islam ki taalimat bataye or phir koshish karein ki unhein Imaan ki daawat de? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18681Koi Shakhs agar dil ka bura ho, or doosron k baarein mein bhi hamesha bura gumaan rakhta ho, toh uski yeh burai agar maine kisi doosre ko batai toh kya yeh Geebat kehlaaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18682Sarkar Alayhis Salat wa as-Salam ke Moo-e-Mubarak ya deegar tabarrukaat ki tasaweer lena aur unhain aam karna jaaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18683Test Tube baby ke baaray mein Fuqaha-e-AhleSunnat ka kia ijmaa' hay? Agar Shohar hi ka nutfa Zawja k reham mein muntaqil kia jaey tou kia iss mein koi jawaz ki soorat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18684Khawaateen ka apnay ghar mein apnay maharim k samnay Aadhi Asteen ya bagair aasteen k kaprray pahenna ya bareek aur chust libaat pahenna kesa? Aur Aaj kal khwateen k malboosat ki silaaee iss tour par hoti hay k galay aur seenay ka kuch hissa khula au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18685Aisay khandaan jahan sab mil kar aik hi ghar mein rehtay hon wahan pardah ki kia soorat hona chahiye? bachpan hi se chachazaad, khaalazaad, Mamuzaad, Phuppizaad sath hi palay barray hain. Aisi soorat mein parda boht hi dushwar hay. Mazeed ye k Bhai b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18686Aik peer sahab jo k paaband-e-Shara hain, unn k qareebi murideen ko dekha gaya k wo aur unn k ahle khaana parday ka ahtimam nahin kartay jis se loug peer sahab se bad gumaan hotay hain tou kia islaah ki niyyat se unn ki gayr mojoodgi mein peer sahab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18687Aurton ka Lipstick, Nail Polish aur deegar cosmetics ka istemla karna kesa jab k uss mien kisi napaak ya najis shay (jesay alcohol spirit wagera) ki amezish na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18688Khawateen ka apni eye-brows (Bahnwain) banwana kesa jab ke shohar ki ijazat ho ya shohar hukm deta ho tou.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18689Muridah ka apnay Peer ke samnay be-parda ya chehra khula rakh k aana kesa? Aur agar peer sahib ki beenai bazahir no ho tou hukm alag hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18690Bachpan ke dost ke samnay biwi ka be-pardah aana kesa ya kisi ki biwi ke samnay be-pardah jaana aur mazaq karna ya bila wajah mukhatib karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18691Khwateen ka mic ya bagair mic k meelad sharif parrhna kesa jab k awaz gayr maharim tak pohanchti ho. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18692Wa'az aur naseehat ka haqq kis ko hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18693jo shakhs tasweer na khichwata ho. Video wagera ko haram janta ho magar t.v. par cricket aur football matches dekhnay ka shoqeen ho. khud bhi dekhta ho aur doston ko bula kar dikhata bhi ho tou uss k baray mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18694Awliya Allah ko Unn k Mazar Sharif par ya unn se door reh kar "YA" keh kar pukarna kesa? Jesay "Ya Ghous-e-Azam" "Ya Khwaja Ghareeb Nawaz" etc. Agar ye jaaiz hay tou iss ke chand dalail inayat farmaen. Aur kia wo Awliya aur Buzurg jo abhi hayat hain...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18695Ambia Alayhis Salam kay wisal honay awr uskay baad wali hayat kay liay kia aqida hona chahiay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18696Aik Hafiz sahab masjid ke andar kuch ladko ko padate hain. uske badle wo ladke un Hafiz sahab ko kuch paise dete hain. halanke Hafiz sahab paise lene se mana bhi karte hain. ek dusre Hafiz sahab ne kaha masjid ke andar paise lekar padana najaiz hai. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18697Zaid apne hi ek makan mein rehta hai. awr aik zameen kharidi huwi hay. Lekin tangdasti ki wajah se woh zameen aesey hi khali padi hai. Arz hai kya Zaid par is zameen ki wajah se qurbani ka Hukm hoga agar zaid ke paas mamooli sa rupya bhi mahaz apni r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18698JANVER ZABAH KARTE WAQT 3 RAG AGAR NAHI KATI TO KYA WAJIB AADA NAHI HOGA? KYA QURBANI NAHI HOGI? NAHI KATI TO KYA WO JANVER KHA SAKTE HE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18699Kisi bhi mulk may illegal rehna kaisa aur wahan illegal rehtay howay kamanay ka kia hukum hoga. kia uska pesa jaiz he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18700marhoomin ke naam par jo qurbani ki jaati hai kya uska gosht har aadmi kha sakta hai ya phir sirf gurba ya miskeeno ko dena chahiye. kyonki jaise niyaaz ke baare main hai ke marhoomin ki niyaz gurba wa miskino main takseem ki jaati hai aur buzurgo ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18701Huzur mere chacha ne qurbaani ki raqam ek madrase me di aur unho ne Baasi Eid ke din Raat ko 2 baje qurbaani ki to kya qurbaani ho gayi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18702kis bakre ki qurbani jaiz nahi kya koi qism hai jo jaiz nahi qurbani ke liye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18703Nabiha naam ki meaning janna chahtay hain aur kia ye naam rakna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18704Badmazhab ko suwwar bolna kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18705Zaid aur Bakr dono ek kamray mei Namaaz adaa kar rahe hai, phir Zaid zameen par beyth kar Qur'aan e Paak ki tilaawat kar rahaa thaa aur Bakr, maazoori ki wajay se, kursi par beyth kar tilaawat kar rahaa hai. Bakr ne Zaid se kahaa ke wo bhi kursi par ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18706Jaamay' Sharait Peer agar kisi Fasiq e Mu'alin ko Khilafat de tou kia wo uss Shakhs ke liye sanad hay? Aur iss Khilafat ki Shar'an kia hesiyat hay? Aur kia wo iss khilafat k baad kisi ko apna ya apnay shaykh ka mureed kar sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18707Kya larki ka naam Muzdalifah rakh sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18708kisi ne kaha ke Maslak-e-ALahazrat kya hai. ek line me define karo. to kya use ye jawab diya ja sakta hai ke...Quran o Hadis ki sachchi talimaat ka naam Maslak e Alahazrat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18709mai apne ghar se 1100 km dur rahta hu or mere waliden ka intekal ho chuka hai. hadise pak me jume ke din apne walidain ki qabro ki ziyarat karne ka hukm hai. is ki ta'meel krna baht mushkil hai. koi aasan hal tajweez farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZiyarat Qaboor
18710Ladies balo ko rokne ke liye sir me clip lagati hain jisme loha ya koi or metal lagi hoti hai. ise laga kr namaz ho jaegi? Aur namaz k ilawa kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Libas
18711IS IT CORRECT TO DOWNLOAD APPLICATION AND SOFTWARE RELATED TO DEEN (ISLAM) IN OUR MOBILE PHONES AND HOW IS IT TO HOLD THE PHONES WITHOUT WUDU?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18712I was blessed with a Baby Girl. Hazrat has given name to her Nilah or Naheela. I couldnt understand. Kisi ne bataya k zamane Jahiliyat mein Naila naami aurat ne Kaabatullah ke andar gunah kia tha. Hazrat se arz hay k wazahat farma dein k naam Naila h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
18713Hindah jo ke shadi shudah hai uska kahna hai ke uska shauhar. Rozah namaz se door hai, namaaz ki dawat dene par kahta hai ki namaaz dil se parhi jaati hai, jab dil karega uswaqt parhunga. Gair aurton ke saath ta-allukaat rakhta hai, hambistari bhi ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Talaq
18714Can we keep any of these names: Dani, Deen, Dan-e-deen, Daniyal, Rayyan, Ayaan, AzaanTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
18715Oont ko teen jagah se jo log zibah kartay hain kya ye makrooh hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha
18716Zaid ka kisi ko mal'oon kah kar pukarna kaisa? kiya iss se Imaan jaane ka khatrah hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
18717Nikah ke waqt gawah ek deobandi tha to kiya nikah hui ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
18718Job ke liye darhi katane ki shart hai aur ghar waale bhi yehi kahte hain, kiya karoon? Rahnumai farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBeard
18719Jo aurten parde ki pabandi karti hain,jab unhe train ka safar kaee ghanton ya dino ka karna padta hai to wo apni bearth par koi chadar wagaira latka kar parda dal leti hain.Iss dauran agar un par namaz ka waqt aajaye to namaz kaise padhen jub k qibl...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18720Meray yahan 4 hafton mein bachay ki wiladat matawaqqa hay. Nurse ka kehna hay k iss waqt bachay ka sar ooper aur paaon neechay hain aur iss haalat mein normal delivery nahin ho sakti. Operation karna hoga. Kia iss soorat mein operation karwana jaiz h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIlaaj
18721Kia Muharram mein naya business shuru kar saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18722Aaj kal awam mein aur khaas kar internet par ye bohat aam ho gaya ke aik sunni peer k maannay walay doosray sunni peer ya maroof shakhsiyat jis ka unn k peer se ya unn k peer ka uss se kisi baat par ikhtilaf hay, unn k maannay wala aik doosray k peer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18723me 1 sunni qureshi kasab hu.mene is bakra eid par ek devbandi ke waha par bakra zibah kiya.usne mujhe gosht diya to kya wo gosht mere liye khana jayaz he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZabeeha, Khanay ka bayan
18724Sufi kisay kehtay hain? Kia ye bhi koi firqah hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
18725Huzoor jis masjid me aamdani ke zaraaye maujood hon aur awaam chanda wagaira bhi detey hon to phir aisi masjid me qurbaani ke jaanwar ka chamda(skin) dena kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Sadaqah
18726Hajj o Umrah par jatay huay Hujjaj-e-Kiraam apnay sath khanay ko seal pack karwa kar sath le jatay hain. Boarding k waqt wo khana flight baggage mein jama karwa dia jata hay. Uss k baad jitna arsa flight k wahan pohanchnay mein aur phir wapas milnay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersKhanay ka bayan
18727One year goat has no naturally teeth. Its Qurbani is right or wrong ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
18728agar koi shakhs qurbani ke liye janwar khareedta hai aur wo mar jata hai to phir khareedta hai aur wo phir mar jata hai to is haal me uspe qurbani dubara karna wajib hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
18729MAIN OFFICE MEIN JIS MUSALLE PAR NAMAZ PADH TA HOON US MUSALLE PAR ( X ) MARK HAIN YANI JO ISAYYON KA MARK HOTA HAI KYA MAIN AISE MUSALLE PAR KOI KAPDA YA KOI SAAF PLAIN PAPER DHAPKAR JAHA PAR WO MARK HAI KAY MAIN NAMAZ AADA KAR SAKHTA HOON AUR ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18730AGAR KOI SHAKS QURAN E MAJEED KO DEEWAR KO TEKA LEKAR PADH RAH HO TU KYA AISA PADHNA QUBOOL HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18731Jin ka inteqal ho jai unko bait karwa saktay hain? Agr han to zatoon bi marhoom ko bait farma lain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18732peeli jooti pehanna kahan se sabit hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18733Huzoor is Hadish shariff ki wazahat (explanation) farma dein: Tajdare Ambiya Rahmate Do Aalam Ne Irsad Farmaya Beshak Mai Un Chizo Ko Dekta Hu jo Tum Nahi Dekte Aur Un Chizo Ko Sunta Hu Jo Tum Nahi Sunte. Aasman Charr Charra Raha Hai Aur iss Par HAQ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18734Black colour ka paijama pehanna kaisa hai aur agar koi pehanta hai to kya wo gunahgaar hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18735Hazrat agar ek ghair muslim ek muslaman ke paas aa kar kahe ki mujhe musalman karlo, ya mein musalman hona chahta hoon aur wo musalman bhai usse ye kahe ki " JAO PAHLE NAHA KAR AAO " ya ye kahe ki "pahle kagazi khanapuri karwao, phir aana" al garz is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18736Bahare Shariat hissa 1 nabuwat ke bare me aqeeda ke aathween me HUZUR SADRUSHSHARIA FARMATE HAI QUR AAN SHAREEF ne agli kitabo ke bahut se ahkam mansukh kar diye yu hi QUR AAN MAJEED ke baaz aayato ne baz aayat ko mansukh kar diya to isme ye bat jo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18737Maslake AALA HAZRAT ye hai ki ghairullah ka sajda haram aur mazaron pe jana jaez to ham auliya ke mazaron pe jakar apne sar ko unke qadmo pe yani unke qabar ke upar qadmo pe rakhte hai to hamari kya niyat hoti hai aur kya honi chahiye kya ye sajdae ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18738I am from India. Married for last 18 years. Having two sons;residing with me. My wife approached tablighi mufti in Pune, Maharashtra and applied for khula Talaq to mufti but not to me.We both husband and wife are not tablighi. One day my wife called ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18739RAMZANUL MUBARAK ME / NAMAZ-E-TRAWIH ME KHATM QURAN PAR MUQTADIYAN-E-MASAJID AEMA-E-IKRAM / HUFFAZ-E-IKRAM KO INFRADI WO IJTAMAEE TAOR PAR JO HADIYA / NAZRANA / TOHFA WAGHAIRA DETE HAI IS KI KYA SHARAEE HAISIYAT HAI INDALHANFIAH MUFASSIL JAWAB MATLOO...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18740Kya Koi Sunni Imam Jo Gustake Rasool Salallahu Alaihi Wa Sallam ka Radd Naa kart a ho to kya iske piche Namaz hogi??? Maine apne Masjid k Imam se pucha to Unka Kehna hai Radd k Bohot Tariqe hai koi Chillakar karega koi Alag tariqe se par agar Naa kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18741nashe ki haalat me3 baar talak dene se talak ho jati hai kya Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18742ہماری یونیورسٹی میں ایک جگہ رکہی گئی ہے نماز کے لیے. اس ایک جگہ میں سب سنی وهابی اپنی اپنی الگ جماعت کر سکتے ہیں (اور کرتے ہیں) اور کسی ایک فرقہ کے لیے خصوصی نہیں. اس جگہ میں نماز پڑھنا کیسا ہے؟ کیا اس میں جو نماز پڑھیں جاتی ہیں مکروہ تحریمی ہیں؟ کیا...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18743who was lawrance of arabia and what he did? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18744sarkar ki hadees he ki mere duniya se parda farmane ke bad meri ummat 74 firqo me taqsim ho jayegi lekin us me se sirf ek firqa hi haq pe hoga aur woh jannat me jayega. To aap batae ki konsa firqa jannat me jayega? Aur kia Hanafi, Maaliki, Shafi'i Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18745If a balig boy is working and he wants to buy something which is halaal with his earnings and the the father of the boy says he cant buy it , then is the boy allowed to buy it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18746A minor child is performing Namag with Jamat in suf. Does the Namaz of other person may be affected. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18747What is the age of an adult according to Imam Abu Hanifa. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18748Imam does not give time to perform 4 sunnat in Juma Prayer. He continues speech after fixed time. (5 to 10 mints over) How far his act is right according to shariah. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18749England me masjid ke imam ke week ka wages (tankha) £250 hota he or madrasa bachcho ka parhane ka £50 week ke milte he phir bhi ye imam log government ko batate nahi or government se bhi paisa lete he to ye ek tarha ka joth bolkar paisa lete he to u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18750khwaja gareeb nawaz (allah ki un par rahmat ho) ko hasan sanjari kahein ya hasan sanjazi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18751I got to know that there are differences between Sunni and Wahhabi. I clearly want to know the exact differences n also what opinion exact should I have about Muhammad ibn Abdul wahhab and Ibn Taiymiyya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18752Aik Sahab hain, khud ko sayyid kehtay hain. Aksar wo ye baat kaha kartay hain ke mein apnay "Nannaa" se saaray jalsay ko bakhswa dunga. Unn ka iss tarha Huzoor SallAllahu Alayhi wa Sallam ko Nanna kehna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18753I am hanafi muslim working in Kuwait here the asr is prayed as per shafi'i time in the masjid. can I pray asr with jamaat or I have to pray separate. if separate,then I am missing the sawab of praying with the jamaat. What should I do, please reply,...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18754Qurbani kis par wajib hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18755Aaj kal jo Ijtima'ee qurbani ki jaati hay uss mein hissaydaaron se pehlay hi ye tehreeri ittifaq kar liye jata hay k aap ko aap ke hissay ka gosht wazn kar k de dia jaega aur agar aap apna hissa nahin lena chahtay tou aap wo gosht hamain hiba kar dei...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18756jahan job karte hain yaha pr koi sunni masjid nahi hum apni har namaz akele hi ada karte hain pr namaz e juma khutbe ki wajah se hamare ek dost hai jo kuch paro ke hafiz bhi hain pr unke dadhi e mubarak nahi hai unko imaam bana ke ghar ki chat pr un...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18757RADIO AUR CASSETE WAGAIRAH ME JO AZAN KAHI JAATI HAI UNKE JAWAB KE MUTALLIQ KYA HUQM HAI Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18758Sunni masjid ka imaam apni beti ko ahle hadas school mein padhaya aur sawaal karne par ye daleel de ki christian school mein bhi sunni padhte hai toh us imaam ke peeche namaz hogi? aur us imam per shariyat ka koi hukum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18759urs wagairah deeni programs ke ishtehar jin per Quran e pak ki aayate, gumbade khizra wagairah bane hote hain or Qur'an e pak ke Jo warq phat jate hain unko kya qabristan me dafn kiya ja sakta hai. aisa karne me koi behurmati ka pahlu to nhi hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18760can hudhur enlighten us on this query; women in sijdah do they have to fold their three (or 5) toes towards qibla like it is wajib for men to point 3 toes (and 5 toes sunnah) for the men? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18761"saeen baba" jiska mandir shirdi mein hai jis ko hindu mante hain us hi "sai baba" ko kuch log ALLAH ka wali mante hain aur kaheten hain ke eak aale rasool ne us ko allah ka wali kaha is bare mein shari'at ka kiya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18762Shadi kay kuch salon baad raza'at ka elm ho to judai ka hukum hai, jo bachain hain unkay liay ka hukum hoga? Kis kay paas rahain gay ma ya baap awr nasb ka kia hukum hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18763Kia awam un nas ko aisay logon ki kitabain parrhni chaihaiy jin kay aqaida ka ilm na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18764Jis sunni aalim ko minhaji kay baray may btaa dia jai uskay bawajud wo awr uskay mureed mihajee ki tareef karain to hamaray liay kia hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18765hamari masjid ke samane 2 buzrgon ka mazar shareef hai unka naam hamey maloom nahi. 2 mazar ke bich may ek ped bee hai 1983 me unka uroos manaya gaya tha uski poster wagaira me unka naam sayed abdur aziz bukari waliyallah rakhaa gaya tha puchne par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18766shadi ka card me bismilla shareef ka maana likna, ashaar, gumbad wagara banana kaisa kyo ke ye padne ke baad jalaya jata hai ya phek diya jata hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18767Hazrat kya chandi ka paan daan istamaal kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18768belt bandhkar, jisme bandhne ki jagah teen ya lohe ka istemaal hota hai, use baandhkar namaaz padhna kesa hai? (aisa belt ahram may bhi istemal hota hay) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18769There is a man who said that it is permissible to keep beard less than one fist length because PROPHET MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WASSALAM said "trim the moustache closely and spare the beard" and there is no such limit prescribed and he also argues ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18770Jamia Al Azhar university k baare me log kehte he woh sulah kulliyat ki university he. Sawal yeh kay wahan parrhna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18771Can we do volunteer work with deobandis and wahabis and sullah kuulis, in charity foundations that are helping the needy Syria, Burma, Egypt? Working with them even for urgent need, how will it effect a sahih sunnis imaan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18772Kia Ghous pak nay 40 saal Isha kay wazu sy Fajr prhi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 701-800 of 10,104 items.