Showing 601-700 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26447Mujhe ab maloom hua ke pichli Ramzan mein mere kuch rozay kuch masa'il ki wajah se jatay rahay magar mujhe unki tadad ka yaqeen nahin. 2, 3 ya 4 tou mujhe kitnay rozon ki qaza karni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26446Mard sona pehnay ho aur usi haalat mein Nikah hua tou kia Nikah par kuch farq aaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26445maine 1 shaks k paas paise jama kiye the aur usne vo rakam mujhe wapas dete waqt mujhe jo rakam maine jama ki thi usme kuch aur rupye jod kar wapas diye. Kya ye paise lene jayaz hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26442"Allah k yahan der hai andher nahin." Aisa jumla kehna ya likhna kaisa hai. kya ye Allah ki shaan hai k uske yahan kuch der se ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26441Agar taqreer ke doran muqarrir kuch kehna charaha tha lagzish e zaban se kufriya kalima nikal gaya aur fouran islaah kar li ahsaas hone per aur taqreer ke aakhir me kaha ke agar mujh se koi galati hogai ho to mai toba karta hun. aur baad me do ya cha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
264401 Shakhs ne 2 lakh rupye deker girwi makan liya. kuch muddat ke bad us ne 2 lakh rupye makan malik se wapas lene chahe to makan malik ne kaha abhi mere pas paisa nahi he. tum 1 kam karo mere makan ko kiraye pe dedo or jabtak me 2 lakh rupye nahi deta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26439Aik ladka jo aaqil aur baligh hai usne ek aaqil aur baligh ladki se phone par Yon pocha ki tum mere aqd mein ana chati hot ho ladki ne kaha haan. Phir dono ne ek dosre se ijaab o qubool kia jaise aam taur par hota hai. Tu kia unka nikah ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26437kisi gair muslim ne koi janvar (bakri) ki mannat apne mabud se ki hai aur us janvar ko zibha sunni momin ne islami tariqey se kia hai to wo sunni momin ke liye haram hai ya halal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26436kya qurbani ke janwar me 6 sunni kee sath 1 dewbandi shareek ho sakta hay agar nahi phir bhi shareek Karen to kya baqi 6 ki qurbani ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26435har saal ALLAH aur humare pyare AAQA sallallahu alai wasallam k karam se bakre ki qurbani karta hoon is saal udhaar karcha bhad gaya hai to kya mai bade me hissa kar sakta hoonTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26434some scholars have said when you are doing tawaf and you do not know duas you can use foul language and swear at the wahabis and deobandis. In a hadith it states that Allaah curses those who use foul language. Is this jaiz? Is it permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26433nabalig kay upar Qurbani vajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26430Agar musafir yeh janta hai k wo musafir hai aur qasar k ahkam se waqif b hai phr b wo apne upar qasar wagaira k ahkam lago nahi karta. Aise shaks pr kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26428Hazrat mai shadi karna chata hun. mere ustad kehte hein ki abhi nahin 6 saal baad karna warna wazifah pad kr tere aala band kar dunga taki woh harkat nahin kar skega. meri age 22 hay. aese wazifa istamal karna kaisa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26427Aurat (lady) bagair maihram kitni door tak ja skti hai is ki koi shariat me had bandi hai ya bagair maihram ke ghar se nikal hi nahi sakti?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26426hazrat ek gair muslim aurat se yani hindu aurat se shadi karne ke kya masla hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26425ya khwaja gareeb nawaaz meri madad kijiye meri bigdi bana dijiye , meri naukri lagwa dijiye . aesa kehna dua me ya mazaar ke saamne kaesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26424If a husband doesn't have work can the wife do work outside? (2) if the grandmother is Sula Kulli and she also did Be Adbi to a Peer Saheb and also she did Bait with the same Peer, What should be done. Do we still have to respect her the same way?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26419kuch mufti or peer kaala jubba pahentay hain is ka pahenna kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26418Is it a mandatory for a man to share equal days between his wives?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26417(1) Kay meditation (muraqba) karna sahi hai? (2) Dekha gaya hay ke non-muslim bhi muraqba kartay hain aur unn ke paas bhi mafoqul fitrat taqat hoti hay? (3) Aik writer Joseph Murphy ne apni kitab: The Power of your Sub-Conscious Mind mein likha hay k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26416Kisi aisay ghar se rishta bheja jahan kisi budmazhab ka rishta bhi aaya hua hay aur ladki walay niyaz fatiha milad tou kartay hain magar kam ilm hain. hamain guman hay aur dar bhi ke agar hum ne rishta qubool na kia tou wo budmazhab se rishta tay kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26415If I intended to travell more than 3 consecutive days and become a Musafir. I have a rented flat in the area to which I will travel but I do not go there instead I make a stay at a friend's home for less than 15 days ? Do I need to perform Qasr in Na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26413Ek mureed ka uske peer par kitna haq hai? peer ke khadim agar mureed ko apne peer se milne ke liye har baar rokein to kya ye sahi hai? agar mureed koi musibat me hai aur apne peer se milna chahta hai dua ke liye ya kisi pareshani ke liye aur khadim m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26412Gunah e kufr bada hai ya munafiqat? Munafiq ko kafir kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26411"gumrahi aur hidayat dono Allah ki janib se hai" is aqide ki Quran aur hadees ki roshni me tafseel farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26408kya kisi tasbihat ko pathar key zariye ya khajoor ki beech key zariyeh ginna mana hai, kya darimi main Hazrat abdullah ibn e masood ney aisa karna azab qarar diya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26407hazrat devan shareef ke wali sayydi sarkar waris ali shah k bare me kuch baaten. Aur kya alahazrat ko alahazrat ka khitab waris pak ne diya tha?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26406kuch log ye aetiraz kartay hain sarkar e ala hazrat ne kabhi apne ap ko bareillvi nahi kaha or un k perda kar ne k bad log apne aap ko bareillvi kehlane lagay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26405Aik shakhs ne apni bivi se kaha k "mene tujhe 3 Talaqen di pahle hi talaq de chuka hun" aisa kahne se kitni Talaq huee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26404Mera saarri ka karobar hay jisme tarah tarah ki design banti hay. ak design jis me figure bana hua hay jo ki gair muslim ne banaya aur banwaya hay. ab wo sarri jis pe figure bana hua hay use mujhe sajaane (work karne) ke liye party ne mujhe diya hay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26403kia chote bacchon ko koi makhlookh nazar ati hai? jab bacha akela hansta hai ya uper dekh kar hansta hai? Kia iss qism ka kuch mazmoon ahadeeth ya aqwal-e-awliya se sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26399Deobandi ke hathiyar se janwar zibah kia ja sakta hay? Zabeeha halal hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26397I humbly request your verdict on smoking marijuana (bhang ke khushk pattay aur phoolon ke baalai hissay. ye nasha aawar maadon gaanja aur chars ka hissa hay). is it permissible? is my ibadaah worthless for 40 days following consumption? can i pray na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26389Baitulmaal Ke Sharayit wa Maqasid Kya Hai? Is Me Jama Huyi Rakam Ko Kidhar Kharch Kiya Ja Sakta Hai? Isme Jama Huvi Zakat Ki Rakam Me aur Aur Jagah Jama Huyi Zakat Ki Rakam Me Kya Fark Hai? Kya Baitulmaal Ki Rakam Ko Sayyed Ko Diya Ja Sakta Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26388Hum naat me zikr karte hain par usme Ism e Jalalat "Allah" ba qayda sunaii deta hay to hum naat ke sath zikr jaari rakhein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26386Aajkal Ye Dekha Jaraha he ke Zakaat ki Rakam ka Hila Karke Har Deeni OR Dunyavi Kaam me Istamaal karte Hen. To Ab Sawaal ye He ke!! (1) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Hospital me Us Rakam ko Lagaana Kesa? (2) Zakaat ki Rakam ka Hilaa Karke Dunyavi Sc...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26385budh (wednesday) ke din baal kaatna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26383Is it okay to prefer hazrat ali over abu bakr and Hazrat omar (ra) because hazrat ali is imam ul awliya and ahlul bayt. I love the other sahabas too but hazrat ali more because he is ahlul bayt. is this permissible? and i m not talking about the khal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26382Tijarati mamlat mey rasmi tour par wahbiyon se salam karna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26381koi shakhas ye kahe ki me Alahzrat sarkar ko nahi manta to us par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26379اکیلا مقتدی مرد اگرچہ لڑکا ہو امام کے برابر دہنی جانب کھڑا ہو، بائیں طرف یا پیچھے کھڑا ہونا مکروہ ہے۔ یہاں کراہت کی کونسی قسم مراد ہے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26377Ek Aalim ne kaha ke bank ka interest sood nahi hai. Or interest jo nikle wo sadqa kar sakte hai. kya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26376hamare elake main ek sakhs ki wafat ho gai to uske ghar walon ne unhe dafna ne ke baad unke qabar par salam padha. Is wajha se kuch sunni bhai ye puchte hain k kiya ye sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26375Hazrat hamare yahan qabristan mein koi rasta fix nahin hai pure qabristan mein qabrein hain lekin pata nahin chalta kyonke lagbhag 90% plane hain is liye jab kisi qabr pe paan par jata hai too uske takhte waghaira dikne per pata chalta hai ke ye qabr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26374Ager 1 ba shara shakhs kisi k sharabi honay ki gawahi de tou to kya usko sharabi samajh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26373jeans pant ka business karna kaisa hai? Isme shak hai ke jeans jism par tight hoti hay aur haiyyat zaahir hoti hay aur takhno ke neeche bhi rehti hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26372MURTAD SHAKHS SE AAYAT-E-SAJDA SUNNE MEN AAI TO KIYA SAJDA WAJIB HO GA YA NAI? OR MEN NE AIK AALIM SAHAB KI KITAB MEN PARHA K RADIO, MOBILE YA T.V WAGHERA SE BI SAJDA-E-TILAWAT SUNI TAB BI SAJDA KARNA WAJIB HAI KIYA YE SAHI HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26371(1) "la ilaaha illalaahu muhammedur rasoolallah sallallaaho alyhe wa sallam" isey bataur durud sharif padh sakte hai? (2) aur Kalma sharif ya durud paaki aur napaaki dono halat me padh sakte hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26370Arz yeh hai ke Hayat e Aala Hadrat jild awwal me safha 471-472 par Hadrat Burhan e Millat AlayhirRaHmah ne jo mukhtasar se alfaz se angrez ko usi ki zaban men samjhaya tha uski nihayat ghalat taaweel men Zaid kehta hai ke isse Hadrat Burhan e Millat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2636915 june ke session me cctv camera ke bare me pucha gaya tha ki pir sahab radde wahabi aur tahir padri ka aur sulehkulliyo ka radd karte he jis se pir sahab ke khilaf kayi log sazishe karte he aur jaan ka khatra hone ki wajah se khaanqah me cctv camer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26368kya Wazu ke beech me bolne se 100 saal ki IBADAT chali jati hai. Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26367ALAHAZRAT NE "QASR-E-DANA" KA JO LAFZ ISTIMAAL FARMAYA HUZOOR IS K BAREY MEN MERA ISHKAL DOOR FARMAEN ISHKAL YE HAI K "QASR" MAKAN KA NAAM HAI JAB K "DANA" KHAAS QURB-E-KHUDAWANDI KI TARAF ISHARA HAI JO K LAMAKAN HAI. TO ALAHAZRAT KA MAKAN KI IZAFAT ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26366Riyakari se kaise bacha jaaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26363kya Qadiriyon ko Qabar mein ghouse azam ki ziyarat hogi? Aisi koi riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26362kuch huffaz hazrat ye amal karte he ke jootay me char 4 fareshto ke naam likh kar us me jis aadmi par shak hota he us ka naam likh kar sure yasin padhte he kiya yeh amal sahih he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26361KYA ANBIYA OR AULIYA KI ARWAH QABL AZ HASHAR JANNAT MEIN HAIN YA ALAM E BARZAKH MAIN HAIN .Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26360mere ek ristedaar se kuch behas ho rahithi jo Deen ka kam ilm rakhta hai, usne suddenly kaha science ke samne Qudrat kya cheez hai, mein ne behas band kardiya, ab sawal hai ke uss pe kya hukm hai jo yeh alfaaz zaban se nikaale, agar mein usey Musalma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26359Zaid masjid ka imaam hay. uski bivi hinda beauti parlour ka kaam karti hay jisme har tarha ki ladies aati hain (acchi buri muslim gair muslim) or hinda unka make-up karti hay lihaza matloob amr ye hay ke kya zaid ko Masjid ka imaam banana durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26356Aik sunni ldki ne ek shia se nikah kar lia. Ab us ki choti behen jo k sunni shahihul aqida ho us se nikah krna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26355How is it to be a professional Boxer, Fighter and earn money from it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26354I wanted to to verify a Hadith that says, "On the day of qiyamah when the sun will be very hot then Allah will order Jibraeel alaihis salaam to take a bowl to RasoolAllah sallahu alaihis salaam, then RasoolAllah will ask what this is and Jibraeel ala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26352agar biwi shohar ki na farman ho aur usko bahot samjhane par bhi shohar se unche awaz me bzat Kare aur shohar ka hukm na mane to shohar iss bina par apni biwi ko talaq de sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26349Aaj ke dour mein darguzar karnay ki khaslat khatam hoti ja rahi hay. Hazrat se arz hay ke apnay Musalman bhai behan rishtedar wagera ke sath Afw wa Darguzar karnay par aur uski fazeelat par kuch irshad farmaen. JazakALLAHTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26348Mere walid ki bimari me taqriban 4 lakh 33 thousand rupees kharch hua. Usme se 3 lakh rupees mere bhai k insurance company ne diye aur baki taqriban 1 lakh 33 thousand rupees hamne paid kiye. Us bimari me unka inteqal ho gaya, Ab mere walid jis compa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26347Bed, Mattress, Razai, Lihaaf wagera agar naapaak ho jaye to use paak karne ke liye kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26345arabic aur urdu ke paper ki be adbi na ho tou us paper ko kya karna chaheye? ise talab wagera me dal sakte hai? dafna sakte hai? ya ise jalaa dena kaiysa hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26343meri bahen ki 2 nanand hai jinki shadi un ke walid ne 30 saal pahle wahabi larrkon se kar di thi lekin wo dono behnain niyaz fateha karti hain aur ab meri bhanji ki shadi hai aur mere bahnoi un dono ko bulana chate hain lekin main kahta hun ke unko m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26336Can you please explain why sayyiduna abdul muttalib named his sons Abdul uzza (I.e. Abu lahab) and abd Manaf (I.e. Abu Talib). One of the ancestors of the prophet sallallahu alayhi wasalam was also called abd manaf. Note: manaf and uzza were names of...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26332jo kitab ambiya-e-kiram par nazil hui ham use aasmani kitab kiyu kahte hain, agar ham quran shareef ko aasmani kitab kah sakte hain to kiya Allaah pak ko aasman wala ya oopar wala kah sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26330ek ladki ne kisi gair muslin ladke se uske dharam ke hisaab se shaadi ki, phir baad me usi ladke ko musalman bana kar nikah kia, lekin aage kuchi 2-3 mahino me usi ladke se Public Notary (Lawyer) ke saamne ladke se Khula li aur uss ladkay ne in Notar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26329Kuch logon ko Tareeq Jameel, Meraj Rabbani, Tauseef ur Rahman, Tahirul Qadri jesay budmazhabon Ki Taqreer Sunne Se Roko To Wo Log Baaz Nahi Aate Aur Kahte Hain Ki Inpar Kufr Ka Fatwa Nahi Laga Hai Jab Inke Khilaf Fatwa Aayega Tab Hum Inki Taqreer Nah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26328kisi buzurg ya apne peer ke Qadmo me jhukna ya bosa lena kaisa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26327huzrat umar radi allaho anhu ne farmaaya ke apni biwi se 4 mahine se ziyada dur na raho. hazrat kiya aisi koi riwayat he aur agar he toh koi kaam ki wajah se bahar reta he toh us par kiya hukum he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26325Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26323Zaid masroof e Namaaz hai. Zaid ki ek saal ki beti Zaid ke musalla par beyth gayi. Kabhi kabhi musallay se idhar se udhar jaaye. Kabhi Kabhi qa'iday mei Zaid ke daaman mei beyth jaati hai. Is mei Zaid ki namaaz mei farq hoga? Aur Zaid ko kya karna ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26322agar shohar biwi ko Hijab se roke to biwi ko is ka hukam manna ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26321Aisi jagah jahan koi Aalim, Hafiz ya Qari nahin wahan kya ek aam aadmi imamat kar sakta hai ya apni munfarid namaz parrhna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26320Kya imam e Azam Abu Hanifa radi Allahu anhu ne koi kitaab likhi hai? Jab bhi fiqah Hanafi ya deegar fiqah ke masail ka hawala dia jata hay tou Aimma-e-Arab'a ki tehreer kardah kutb ka hawala nahin dia jata? Wazahat farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26318I am a science student, wish to go in medical (MBBS) stream but the colleges ask for donation (bribe/rishwar) in order to get a medical seat! what are the sharaih hukm for this and may I give this bribe on the name of donation to get admission?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26317Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26315Aaj kal Mobile aur computer mein Quran Sharif ke Softwares aur Applications aati hain. Kia unn ka Adab wa Ahtiram wesa hi hay jesay Mushaf Sharif ka hay? Lougon ko dekha ke wo bagair wuzu ke kharray, bethay aur yahan tak ke laytay bhi apnnay Mobile s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26298roze ki halat me agar miya biwi ek dusre ko ba shehwat chuwen magar hambistari na karein aur inzal ho jaey to kya donu ka roza toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26297napaki ki halat me hai or sehri ka waqt kam hai to sehri karne ke bad paak ho to roza qaem rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26296Who is Tariq Jameel? Is he from AhlusSunnah? Junaid jamshed ke bare me bhi arz kre uski parrhi hui naat sun sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26294Aourton ka itekaaf me baithne ka kiya tariqa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26293roze ke waqt me khushbudar agarbatti jala sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26292Zaid ki biwi ne ayyame makhsusa ki halat may roza nahi rakha tha aur usane khushi ka izhar karte hua anjane may bagair shahwate nafse se shauhar ki hatheli ka bosa liya. Kay biwi k is amal se kaffara dena hoga ya nahi aur shauhar ka roza raha ya jata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26291ek shakhs ka roza nahi he aur usne apni biwi se ramzan ke mahine me shobat ki din me toh us par kiya hukam he? hum ne use kaha bhale hi tu ne roza nahi rakha phir bhi tujhe ramzan ka adab karna chahiye. Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26289roze ki niyyat padna bhul jaye to roza hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26287kisi ne kaha Ae Allah itni Dukh takleef kiun? kya aisa kehne se tajdeed iman karna hoga or kya isse bait toot jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26286Kuch logon ko Kharaate ki bimaari hoti hai Jise "Sleeping Ponea" kahaa jaata hai jisme Sone waale ki ek raag band ho jaati jisse woh saans nahi le paata aur iski wajah se uske Khaarraate Sone me shadeed ho jaate hain. Doctors UnKo ek Machine hai use ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26281mai joint family me rehta hun jis me mere walid our 2 bhai bhi hai ham sari kamai jo bhi hai ek hi jagah jama karte hai our ham par kuch qarz bhi hai bank ka to mujhe agar zakat nikalni ho to kis tarha hisab lagaya jaye rahnumai farmai our ham sab ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26279fitra kitna hota hai aur kisko ada kar sakte hai? Kia khandan mein kisi ko Eid ke din Eidi ka keh kar de saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26277Agar koi sakhsh etekaf me ho aur wo gusl Karna Chahe bila Janabah tou ijazat hay aur agar Juma ka Din ho to kia hukm hay? Aur Kya Koi Sakh Apna Khoon (Blood) Janch Karane ke liye Itekaf ke Halat me bhej sakta hai doctor ke paas?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
262762 shawwal Huzoor Muhaddith-e-Kabeer ka yaum e wiladat hai. Hazrat, is din aur Huzoor Muhaddith e Kabeer ke ta'alluq se kuch irshad farmaenTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26275Please give me explaination for Qiyamul layl. How it should be done?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26271Does smoking breaks the fast?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26259What is the meaning and explanation of takabbbur? If someone is a Sunni and believes himself to be Sinful but still superior than a Bud-Mazhab who apparently is very pious or a Non-Muslim, will this be regarded as Takabbur? And what about an Aalim wh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26177is it a must for a muslim woman to make tarawih at masjid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 601-700 of 10,104 items.