Showing 501-600 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26616Jo shakhs ye kahay ke "Tahirul Qadiri ne sab ki dukanein band kar di hain iss liye muftiyon ne kufr ka fatwa de dia hay." Aur wo shakhs Tahirul Qadiri ko sunni jaanta aur maanta hay. Tou ab uss shakhs par kia hukm hay aur uss ke iss be bunyad ilzam k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26615Kya aurat na mehrum rishtedaar ko salaam kar sakti hai aur na mehrum ke salaam ka jawab de sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26613mein ne ek kitab mein padha ki Mujaddid Alf Sani Radi Allahu 'Anhu ne farmaya ki meim Allah se isliye mohabbat karta hun kiyun ke wo mere Aqa Sallallahu Aliehi Wa Sallam ka Rab hay. please wazahat farma dijiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26612Taweez se kiya murad hai? Taweez pahanne ka hukum kahan se sabit hai? Taweez galay me bazu me ya kamar me pahan kar baitul khula jana kiya sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26611Daanto pe jo mail jise dental plaque kehte hai bina saaf kiye kulli ki tou kya gusul ho jayega jab ki daanto mein koi goost ya supari phasi na ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26610Jise Rasoole paak ne haraam farmaya use haraam jaane aur jise Rasoole paak ne halaal farmaya use halaal jaane aur jo iske bar-aks karay uske baare me sharee'at ka kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26609KYA ZAID APNE NANI KI BAHEN KI BETI SE SHADI KAR SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26606kya ham aisi company me Kaam kar sakte jis company se America Aur Israel ko faida pahunchta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26605agar lmam ke musalle ke samne gumbade alahazrat hai to namaz mai lmam ka khayal agar udhar gaya to namaz hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26603Zaid Ka Mobile Shop hay. Woh Computer se Najaiz Videos Customers ko Memory card me bhar ke deta hay, Aur Paise leta hy. Kya is tarah ka kaam Jaiz hy?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26602ek jalse me bahot sare muftiyane kiraam aur ulama aur ale rasool ke maujoodgi me mic par apne bayaan ke dauraan zaid ne sabhi ko mukhatib kar ke ye kaha ki sabhi kaan khol kar sun len mere bayaan me agar koi dakhal de sakta hai to wo sirf amr ya bakr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26601jo log Huzoor Tajushshariah ke mureed hai woh koi bhi Darood Sharif padh sakte hein ya koi makhsoos Darood Sharif padna chaheye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26597After doing wudhu, drops of urine always come out. I can't maintain wudhu from namaaz to namaaz because of this also and so I keep having to do wudhu over and over. I figured I am not a mazoor because the urine drops only happen straight after wudhu....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26595Shohar Ne Biwi Ko Agar Meri Maa Yaa Meri Bahen Keh Diya To Kya Tajdeed E Nikah Karna hoga Aur Isi Tarah Agar Biwi Ne Shoar Ko Mere Bhai Yaa Meraa Baap Keh Diya To Kya Hukum Hai? Isi tarha sirf "Maa" ya ? "Behan" na kaha magar kaha ke "Maa jesi" ya "B...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26594Kya bagair dadhi wale ko Salam kar sakte hai ya uske Salam ka Jawab de sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26593kya khutbay mein pehlay do hath bandhna aur dosry mein kholnay se 2 rak'at ka sawab milta hay. Aisi kuch riwayat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26591zaid ne apni beti ko padhai ke liye puna bheja hai, jb ki zaid mumbai ka rehne wala hai jaha pr ladke or ladki ek hi class me baithte hain, na mahram teacher padhate hai, Kya shriat se is tarha ki badhai krna jaiz hai. Or jb college se picknick wagai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26590asslamualeikum kiya devbandiyo ko jo hamare sath school vgera me padte hai is waje se unko padai me madad na karna ki wo devbandi hai or khud ko unse upar manna kiya sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26589Zaid kitabo ki tijarat karta h or zakat me garib talba ko kitabe deta h to kitabo ki konsi qimat shumar kare kharidne wali ya bechne wali?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26587aurton ko ayyame makhsusa me Quran pak ager kisi zarurat ke tahat padhna pade to kiss tarah padhe barae meherbani padh ker bata dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26586Hazrat kya darrhi Sharif rakhne par pal-pal sawab milta hai? aur kya wo koi gunah ka kam kar raha ho us waqt bhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26584Who is worse? Non muslim enemies of the deen -or- confirmed deobandis & wahabis & sulla-qullis & similar? Please clarify.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26582(1) Ager bachho ko Quran ya qaida wagaira zameen per beth ker padhaya ja rahaho aur bad per koi so raha ho to sharia't me iska kya hukm hai ? (2) kya Quran shareef ke alawa diger dua w zikro azkar ko bhi tajweed ke muwafiq padha jayega.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26580Internet par aik sawal aur usak jawab yun dia gaya hay: Sawal: Agar kisi namalum ladki ki laash mile to kaise pata krege wo muslim hay ya nahin? Jawab: us ladki ko gusal diya jaye aur us pani ko ghode (Horse) ko pilaya jaye agar ghoda pi le to wo mus...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26579zaid ne pehli bait ek peer e kaamil se ki thi aur baad me la ilmi ki wajah se ek dusre peer e kaamil jo unse aala wo arfa muqam rakhtai hain unse bait hogaya. Ab wo mureed kis ka raha aur bait todnai ka gunahgaar wo hua ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26578Kya Mufti E Aazam Ne Aisa Kuch Farmaya Hai Ke ''Jab Ahle Sunnat Ko Barielvi Keh Kar Khitab Kiya Jaye To Us Jadeed Kithab Se Shidat ke Saath Inkar Kiya Jaye Hum Wahi 14so saalo Qadeem Ahle Sunnat hai'' Kya Ye Qaul Sahi Hai? Hazrat Rehnumayi Farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26577Sarkaar aala hazrat ne Farmaya qabr me jab sawal hota hai "tera rab kaun hai" to wahan shaitaan apni khud ki taraf ishara karta hai (ki mujhe keh de).. Badmazhab aiteraz karte hai, shaitaan ka talluq dunya tak hi hai qabr me wo behka nahi sakta kyu k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26576kya yeh riwayat mustanad hai? Imam Jafer e Sadiq farmate hain k ek shab main tahajjud k baad zikr o azkaar mein mashgool tha k neend ka galba hua main bahot koshish kiya k use door karun magar phir mujhe ilham hua k neend ki taraf aao kuch raaz o niy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26574KYA KISI WAHABI K SATH BUSINESS KIYA JA SAKTA HAI?? USSAI MAAL KHAREEDA YA USSAI BECHA JA SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26573(1) Jahaan mein unki chalti hai woh dum mai kya se kya kar dein; Zameen ko aasmaan kar dein suraiyyaa ko saraa kar dein!! Yahan suraiyya aur sara se kya muraad hai? (2) Meri mushkil ko yun aasaan mere mushkil kushaa kar dein Har ik mauje balaa ko mer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26571Kiya koi ghair mard, aalim, aamil, peer, kisi ghair aurat koooo CHOOO SAKTA HAI? DEKH SAKTA HAI? BE PQRDHA HO KAR BAAT KAR SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26570Meri behen Balig hu chuki. ab ma usko parda karne ke liye khta hu to woh nhi manti ha. kahti ha ke padhayi poori hone jane ke baad parda karenge. mane apni walida ko kaha ke usey parda karwaye to woh bhi nhi manti ha or wahi baat khti ha. to mane apn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26569Jitnay gumrah firqe hain wo sab hamesha ke liye jahannam me jaen ge ya phir un ko azaab dekar nikaal liya jae ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26563Muslim ka Gayr Muslim se shaadi karna kesa jab ke donu apnay apnay mazhab ko follow karein? mawjooda zamanayh mein Yahoodiyon aur Esaaiyon (Ahle Kitaab) se shaadi ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26561Ek shaks ko jab najasul padri k bare me bataya jata hay k wo kafir h , aur use ulmaye ahle sunnat k fatwe aur ulma k bayan bataye jate h to wo kahta h k ulma kuch bhi kahe jab hamre peer nhi kahte hum us ko kafir nhi manege , to us shaks pr kya hukm ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26560Tawaf karte waqt khana e ka'aba ko dekhna kaisa. isse kya tavaf saqit ho jata hai aur kya dam lazim aata hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26559Wuzu karte samai kaan me earings rehti hai aur bar bar use kholne ka nahin ho sakta tou earing pehen ke wuzu ho jayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26558مجهے ایک مسئلہ میں خلجان ہے جو آپ کی جانب سے گوش گزار ہوا مالاوی کے باشندے کی شہادت روئیت ہلال سے آپ نے انڈیا والوں پر قضاء صوم کا حکم عائد کیا ملاوی کے شخص کا ملاوی ہی میں چاند دیکهنا انڈیا والوں کے لئے حجت ہے کیا؟ جب کہ علامہ شامی نے در مختار میں ا...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26557is use of condom (it is commonly used during sexual intercourse to reduce the probability of pregnancy - birth control) allowed according to islamic laws?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26554hamare gaaon me ek ghair muqallid ne nabi e kareem sallalahu alaihi wa sallam ki shaan me gustakhi Ki. jab sunni hazraat ne tasdeeq ke baad us ke khilaaf aawaz uthai aur us gustakh ki maar peet ki tou saara gaon sunniyon se dushmani kar raha hai aur ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26552Shohar Aalim hay aur apni biwi ko fahash gaaliya deta hay? Ghussay mein ye bhi kehta he jaa mere ghar se nikal jaa. Kis iss se Nikah par kuch hukm hoga? Shohar ke liye dua wa naseehat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26550Agar koi naat khwan daurane mehfil ayesa kahe K "ab jo sehr mai pesh kar raha hu dekhta hu us pe kon kitna nazrana deta hai" huzur ye kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26549apka koi mureed jo politics me ho aur wo majboor hoke kisi gair e muslim ke function me shirkat kare toh uspe shariyat ka kya hukum hay? jaise ganpati, durga wagera.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26546How does one as a sunni deal with his/her sulah kulli family?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26545Agar koi apni shakhs apni biwi ko haalat-e-hamal mein ya Haalat-e-Hayz mien 3 talaqain de tou kia talaq usi waqt waqay' ho jaegi ya hayz/hamal khatam honay ke baad talaq waqay' hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26544kya interest se kamai hui dolat, tauba karne ke baad halaal ho jaayegi? agar nahi toh uss dolat ka kya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26542Can a male wear red clothing, like a red jubba?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26541hinda ek hindu ghar ki ladki hai wo zaid se nikah karna chahti hai or zaid iman wala hai. Zaid ka kehna hai ki hinda jab islam kubool kar legi iman layegi tab shadi usse karega. Iss par hinda ka kehna ki wo islam layegi or musalman bankar rahegi tou ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26538Zaid jab baitul khala jata hay tou kehta hay ke mein "Deoband" ja raha hun. Aisa kehnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26537Haalat-e-Safar mein farz roza na rakha (qudrat hotay huay) tou kia uski qaza hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26536hinda ne zaid se pucha ke "saaray jahan se acha hindustan hamra" geet gana kesa? is per zaid ne kaha ke mai hindustan se mohabbat karta hun per mujhe is sher se iktilaf hai Kyun ke jahan mei madina shareef bhi hai aur saaray jahan se accha sirf wahi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26534(1) Koi bhi ladka baalig ho ya Naabaalig ho Woh kisi Aurat ka dudh piye to kia Woh us ladke ki razaee maa kehlayegi? (2) Ek New born baby ko dudh pilani ki muddat Kitni hai? 2 saal 2.5 saal ya Isse Zyada Pila sakte hain? (3) Bacha Adopt karna Kaisa h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26533Mazaraat par chaadar charrhanay ki Shara'ee daleel inayat farmaen. Aur baaz jagah dekha gaya ke juloos ki shakl mein chaadar ko mukhtalif ilaqon se ghumatay huay mazar sharif tak laaya jata hay, kia ye tariqa jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26523Sunny (Sun - Sooraj se Sunny) naam rakhna kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26522Huzur mera ek dost silsila e aaliya qadriya Razviya me mureed hai par vo khta hai mene apna naam kisi ko hindu naam (ashok) bata diya. Kia Tajdeed-e-Iman wa Bay'at karna hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26521I am hanfi. Is fatiha khalful imam permitted. Please answer with refrence to sahih hadees or quran as ahle hadith disturb us always.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26520Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan quoted Imam Sayyid Muhammad in his book Al-Malfuzat that the wifes of the prophets are presentes to the prophets in their graves and spend the night with them. I want to know, what evidence from the quran and hadith i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26518Zaid ne Apni Biwi ko Sirf Muhabbat me Maan ya Bachchi kehdiya to kya Zaid pe Koi Hukam he Or Kya Muhabbat me Ese Alfaaz Nikalna Jaaiz He?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26516Maa baap badmazhab ho toh unke saath kis tarah se paish Aana chahiye aur kya badmazhab Maa aap ke huqooq ada karna beti par farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26515aurat namehrum rishtedaar se bagair shar'ee zarurat ke baat nahi kar sakti. shar'ee zarurate kya kya hai?iske baare me tafseel batayiye aur kya aurat namehrum rishtedaar ko salaam kar sakti hai ya nahi aur namehrum rishtedaar ke salaam ka jawaab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26513Ladkiyon ka deeni taleem ke liye madaris mein jana kaisa hai. Aalahazrat ka mouqif is silsile mein kya tha.aur aaj ke ulma ka is silsile mein kya mauqif hai. Kuchch log ye kehte hain yahan par aalahazrat aur aaj ke ulma ka mauqif alag alag hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26512Allah k liay jism aur osk aaza manna aur inka aqeda rakhna isko ulama kufr kehty hain jb k aajkal badmazhab kehty hain k ye alfaz to quran hadees main Allah k liay kasrat sy aaey hain to kya tum log quran hadees pr kufr ka hukum laga rahy ho.please y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26510I follow the hanafi fiqh. concerning the salaah for travellers (qasr) I TRAVEL A DISTANCE OF 35KM ftom my home to work. although it does not cover the full 90km stipulated to qualify for qasr salaah, I unfortunately find myself in a predicament that ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26509(1) napaki ki halat me , jo kapde pehna hai pasina hone se kya wo kapda napak hojayega? jaise ki bagal wagairah me pasina hona? (2) aur napaki ki halat me hath mu dho kar jis kapde se hath mu pochhega to kya wo kapda bhi napak hojayega ? (3) bilkul b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26508Kya farmate hain ulmae deen or muftiyane kiram is masle me ki zaid ne bachpan me kuch apne rishtedaron ke yahan par chori ki, or fir jaldi hi tauba kar li. Lekin ab wo jitna samaan ya rupye usne churaye the usko lautana chahta hai. Lekin un rishtedar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26507hazret kisi khatoon ka apni zindagi me apni beityo me apna gold (jewlery) divide ker dena (bazahir lagta ye ho ke wo nahi chahti ke uske merne ke baad terke me uske beto ko bhi hissa mile) kesa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26506I want to ask about the pyramids of egypt. I read that Ala Hazrat imaam ahmed Raza rehmatullahi alai said that it was built by jinns before Adam alaihis salaam. what is the reason? why did it survive the flood if Nooh alaihis salaam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26505What does Islam mention about dinosaurs? Were they in real?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26504Ham ne muftiyan kiraam se masla sunatha ke kafiron ke Bank me fixed deposit rakh ke us se intrest (sood) le sakte hai magar Deen ke kaam ke liye istemal karne ki niyyat ho. magar Ab ek Aalim sahab keh rahe hai ke Kaafir ko paise de kar us se interest...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26503aaj kal ko israeli ashya k khilaaf boycott ka silsila chala hai iski indash sharah kya haisiyat hai.? Kisi ne bataya k khilafat movement k dauraan jab angrezi ashya ke boycott ka ailaan ulema ne kiya to saiyadi Aalahazrat ne uska radd farmaya. Huzoor...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26502Kuch afrad jo khud ko maslake ala hazrat ka paband batate h aur huzur tajushariya k mureed b wo kahte h k huzur mohaddise kabir ka ek video aya jisme wo kisi mukhalife maslake ala hazrat k sath ek program me dikh rahe h jabke ye pata nhin k unhe waha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26500hazrat aqeeqa ki dua janwar zabah karne se pahle padhi jati hai ya bad me, aur agar bad me padhte hai to zada se zada kitni der bad tak padh sakte hain, aur agar kisi wajeh se dua na padh sake sirf niyyat kar len to kiya aqeeqa ho jayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26499Bacha paida hua aur kuch hi lamhaat mein intiqal kar gaya ab tadfeen se pehlay usay mureed karwaya ja sakta hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26498ibn e taimiyya kon tha. kya ibn e taimiyya ko kafir kahna thik hai aur jo log ibn e taimiyya ka kafir kahte hai unka ye kahna thik hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26497zaid ne Kaha ki falan admi sullakulli hai is per bakar ne Kaha ki aap aisa kyu bol raho. Woh admi Toh falan alim shaheb k khalifah hai Toh Ispar zaid ne Kaha ki agar uss admi ko hazrat jibreel alhissalam bhi khilifat deh Toh mai usko sahi nahi manug...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26481Hm haj pr aai hain kia hm pr chand daikhnay ka ihtmam krna zaroori hy awr arfat ko kis din jain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26480Kisi aurat ne nasbandi ki hai to kiya uska haj ho jaayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26479kya islam me mukhannas logo par shariyat lagu hoti he? agar han to unhe mard mana jaye ya aurat? kyun ki umooman wo log aurto ka hi sa huliya banaye rahte he to aik aam mard aur aurat unse kis tarah ka bartaw kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26478zaid ne kisi aurat se uske walid aur gawaho ki mojudgi me nikah kar liya jab ki zaid pahle hi se shadi shuda he aur iska ilm uske ghar walo aur uske bachcho aur khandan me kisi ko nahin to kya zaid ka uski naee biwi ke saath taluqat rakhna sahi hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26477Huzur mai aapki Mureeda hun Mere Abba bhi aapke mureed hain. Mere maa baap meri sagai jabran karna chahte hain wo ladka wahabiyo se khas talluk rakhta hai koi parhez nahi karta uski umar bhi 10-12 saal mujhse zyada hai. Mai raazi nahin hun is rishte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26475huzur Mai ek contractor hoon. Electrical work leta hoon jis company main Mai kaam leta hoon us company ne mera lakhon rupai nahi diya. baad main wo company ne mujhe dusre kaam main service tax zyada de dia to huzur kya wo paisa Mai le sakta hoon. jab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26473Kiya ghani ya uski awlad se hila-e-shara'ee kara sakte hain neez ghani kis ko kehtay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26472agar koi imam ye kahe agar alahazrat is dor me hote to wo bhi T.V MOVIES OR POTOGRAPHY ko jaiz qarar dete (Ma'azAllah). Aise imam ki iqtida karna kesa or aise imam par shari'at ka kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26471zaid ki shadi ek ladki se tay hui jo parda nai karti thi, ladko se bate karti thi aur job karti hai. ladki ke walid nahin hain. Zaid ne ladki se phone pe baat ki to ladki ne kaha wo mazhab ke silsile me zaid ka kahna manegi per wo job chhodne aur par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26470Is it permissable for a person that shaves his beard/facial hair to lead/teach a religious class/dars?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26467Shabeena ki Namaz Isha ke baad hona lazmi hay ya Magrib ke baad bhi shuru ki ja sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26466KYA KISI BUDMAZHAB KE SATH BUSINESS KIYA JA SAKTA HAI? USSAI MAAL KHAREEDA YA USSAI BECHA JA SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26465Zaid ne bakr se mazaak mein yeh kaha ki jitna tum jhoot boltay ho tumhare liye ek aur farishta chahiye likhne ke liye do se (yani kiraman katebeen se) se nahi ho pata hoga. Aisa jumla mazaak mein bolne ki wajh se Zaid par kya hukm e sharah hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26464Jis ne phone wali gawahi naa maan kar Roza rakha Baad me loug kahne lage k sab ne eid kar li Hay tumhe roza tod dena hay. Uss ne bad me roza tod liya around 9:00am ko Tou Ab uss par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26463MILAD E PAK E MUSTAFA KISE KHATE HAI AUR IS KE AADAB AUR FAZIAL KYA HAIN. NEEZ AULLIYA ALLAH KE MAZAR SE FAIZ KIS TARA HASIL HOTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26462Mere bhatije ki paidaish ke waqt uski halat bahut hi kharab thi use jaundice ho gya tha jo maathay tak charrh chuka tha tab sare doctaron ne kuch bhi kehne se inkaar kar diya. aftr 1 week halat wahi ki wahi thi tabhi maine apne dil me Allah se dua ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26461Mujh Par Qurbani Wajib Nahi, Aur Ghar Mein Ladka Paida Hua Hai, Bachche ka AQEEQA Karna Chahta Hun Qurbani ke Janwar Mein Hissa Leke. Huzoor Rahnumayi Farmaye ke mein Qurbani Karun Ya Aqeeqa Ya Dono karna Hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26460ihram bandha aur naqab cheray pr dal dia to kitni dair mouhn chupnay sy dam hoga awr km wqt pr kia hukum hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26459Zaid ne Hina se nikah kya. Nikah k bad ziad ko pata chala k hina ki bahen (sister) ne ziad k nani ka doodh piya he. Yani hina ki bahen ab ziad ki razai qala howi. to kya ab ziad and hina ka naikah baqi hoga ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26457mere pas ek zameen (plot) hai jo ki khali pada hai banjar hai na hi to mujhe usse kuch fyada hai nahi nuksan tu kya mujhe us zameen ka bhi zakat nikalana hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26456Imaam Sahab ki Ahliya politician hain aur beparda rehti hain. Imam sahab ka kehna hai ke wo apni ahliya ko samjhatay hain magar wo nahin maanti. Ab iss soorat mein Imam Sahab par aur unki iqtida karnay par kuch hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26455mein sarkari noukri me hun. Aur mere ek sceem k tahat pese (raqam) ikhatti ho rahi hay. Govt. hame salary ka 10% kat k deti hay aur 10% usme milati hay Jo hame pension ke waqt milega. Is rakam se ham kuch bhi nahi nakal sakte. Is raqm ko sirf pension...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26453(1) Can a adult Muslim girl stay at her non-muslim female friend's place? If yes are there any limits to her stay? (2) Can a Muslim drink from same glass from which the non-muslim drunk as well, without washing it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26451Parinday, maslan Totay, Kabootar, Chirrya wagera paalna aur unhain pinjray mein rakhna kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26450Kia aap ne ya mashaikh-e-qadiriyah mein kisi se Tauret, Zuboor aur Injeel ka mutal'ah sabit hay aur kia ye kitaabain aaj bhi apni asli haalat mein mawjood hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 501-600 of 10,104 items.