Showing 401-500 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26772Kuchh arsey sey budmazhab molviyon ne fatwe diye hain keh Gumbad e Khizra aur Rawdha e Athar ki wajah se log - ma'azAllah - Kufr me mubtela hain, lehaza, Gumbad Shareef ko - ma'azAllah munhadim kar dena chahiye aur Huzoor (Salla al-Allaho alayhe wa S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26771Juma mein kitni Rakatein Sunnat e Muakkedah aur Ghair Muakkedah hain - fiqh Hanafi ke mutabiq? aur kia Shawafay mein is muamle me kuchh farq hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26770(1) main ne net se fatawa africa download kiya hai jisme ye diya hai ki jo bhi fard apne araish ke kharch k baad agar 56 rupaye bachta hai to uspe qurbani wajib hai to is masle me tafsil se rehnumayi farmade (2) mera phuphi k ladke ne raqam apni kama...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26769mere bhanje ki shaadi me mehar bibi fatima ka likha gaya, ab yeh bataen ke bibi Fatima ke mehar ki raqam aaj ke zamane me kitna rupees hai, mujko kisi moulana ne bataya hai ki 1,25,000 hai aur dosare moulana ne kaha ki 37,000 hai. in dono me se sahi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26768Filter: Agar kisi shaksh ke mazi nikal aaye aur woh use pani se saaf karle to kya paak ho jaega? Gusl karna farz hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26766maine ulama e kiram se ye suna hai ki kapde mod kar namaaz padhne se namaaz makrooh tahrimi hoti hai , Main jahaan kaam karta hun wahaan paani kaa istemal jyada hai wahaan main patloon k paaiche mod kar hi kaam karta hu , pure din k routine k hisaab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26765kya aam aadmi ko istekhara karne ke liye ijazat lena zaruri hai ? koi aasan tareeqa istekharay ka bataiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26760Zaid sharab pi ke apni zaoja se bahot gali gluj karta he. Uspe zina ki galat dohmat lagata he. aor apni zaoja se kaheta he ki mene tujhse nikah na pdha aor kufriya jumla bhi bolta he. Alag rahene bhi nahi deta. Hazrat jawab enayat marmae.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26759(1) Kya biwi ki kamai khana shohar ke liye haram hai? (2) Hatho aur pairo me mehendi lagane ke bare me mard ke liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26758jaisa ke hadees-e-paak me aaya h ke aap huzoor (sallallahu alaih wassallam) ne farmaya ke sarkar(sallallahu alaih wassallam) ki ummat kabhi gumrahi pe jamaa nahi hogi tou isse asal muraad kya hai? kyuki aaj kal zyadatar sunni sulahkulliyat pe ja rahe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26757how do we place the holy qur'an when we are keeping it on a floor?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26755ايک شخص نے نکاح سے پہلے اپنی منگیتر کو یہ الفاظ کہے. اگر تم 10 منٹ میں گھر سے نہیں نکلی تو نکاح کے بعد تمہیں 3 طلاقیں. آگے سے اس نے میسج کیا کے 20 منٹ تک نکلوں گی. پهر اس شخص نے آگے سے میسج کیا کے میں نے جو کہنا تها کہہ دیا. اب فیصلہ تمہارے ہاتھ ہے. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26754mera ik dost ik marble ki dukan mein kaam krta hai. us ke malik ne usko 100 rupee diye kuch saman lane k liye. woh dukandaar k pass gaya to dukandar ne customer pakdne k liye use special commision diye Jo uske malik KO pata nahi tha kya who ye paisa ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26751Zaid ke paas hajat e asliya ke alawa 8000 - 10,000 rupey aur do teen tola sona aur takriban 100 gram chandi hai. to kya ziad sahibe nisab hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26749ek buzurg ny apny ek baity ko Khilafat di thi buzurg ka wisal hogya phir un k baity ko Sajada Nasheen banadia gya mgr un Sahibzady ny kisi ko bhi Khilafat nhi di or un ka wisal hogya. phr un k ek bhai ko Khuwab mai un k Walid saheb ki ziarat hue or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26748Zaid ne apni 3 saal ki zakaat peshgi (advance) hi nikaal di, lekin zaid pehle he saal faqeer ho gaya phir 5 saal baad maalike nisaab ho gaya, huzoor ab poochhna ye he ki zaid ki zakaat jo ki peshgi nikali gayi kya us zakaat ko nayi zakaat me se ghata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26746kya maa baap apni olad ka nikah jabran karwane ka shara'i haq rakhte hain? Jab ki olad ne unhe apni marzi bata di ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26744Koi aadmi marne waale momin se Sarkar ki Baargaah me Salaam ya koyi arzi Qabr me pesh kar sakta hai ke nahi? Kya Ambiya Alayhimus Salaam se Qabr me sawaal huwa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26742I'm a 17 year old boy I want to practice deen and I want to leave beard as sunnah but my family members are not allowing me to do so please suggest me what should I do?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26740kuch log hain jo 4th day bhi qurbani kartai hai is kai baarai mai masla bata dijiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26739Kya heavy deposit par jagah lekar usay rent/bhaade par dena jayaz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26738Agar kisi shaks pe kisi darul ifta se kufr ka fatwa ho aur usay kafir kaha ho is bina par ke wo kufr Aur imaan ko Ek janta hai. to us shakhs ko kafir na kehne walo ko Bhi kafir kaha jayega? kya unka bhi wahi hukm hoga jo uska hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26737Qaseeda e merajiya ke is sher ka maana kya? Qawi thay Murgan e Waham ke par, Urray tou urrnay ko aur dam bhar; Uthai seenay ki aisi thokar, ke Khoon-e-Andesha thooktay thay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26736ek shkhs nikah ka ka irada rakhta hai lekin us ko koi nek parehz gaar deen ki khidmat ka zahin rakhne waali ladki nahi milti woh kiya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26735qurbani ke ayyaam me tisre din qurbani karna bila uzr pahile din na karna wujoob me taakhir to nahi kehlaegi? mazeed huzoor ye wzahat farma den qurbani ke wujoob ka hukum waqt ke aate hi foran hota hai ya takhir se?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26734Riyazat kiya hai? Kya koi bhi barso ki ibadat o riyazat se wilayat pa sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26733aaj kal aamil hazraat taveezaat ko apne man mutaabik kimato me bech rahe hai aur is ko zariaye ma'ash bana liya hai. in amil hazraat ka paisa lena kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26732Zaid ne Hajj ki niyat se meeqat se pehle aheram bandha aur raste me check point hone ki wajah se aheram khol kar kapde pahen liye to us per ab dum hoga ya sadqa dena hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26731kisi ko qurbani ka gosht diya aur us ne usay farokht kiya to kya uski qeemat uske liye jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26730Mai Kashmir se hoon. Yahan par aik bank hai jis ka head Koi aik aadmi nahi balki bahut se log hain jin ko govt choose karti hai. Kia is bank se jo Zaid raqam mile wo suud hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26729Agar budmuzhub (wahabi,deobandi) k ghar mein Qurbaani ka janwar kisi sunni ne zibha kia aur takbir aur dua b sunni hi ne ki tou kya wo gosht khana halal hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26728فتاوی افریقہ، عرفان شریعت اور احکام شریعت یہ تینوں کتابیں سیدی اعلی حضرت علیہ الرحمۃ کے نام سے معروف ومشہور ہیں دریافت طلب امر یہ ہے کہ کیا یہ کتب سیدی اعلی حضرت کی تحریر ہیں یا آپ کی دیگر کتب سے اخذ کر کے بنائی گئی ہیں ان میں سے ہر کتاب کی فقہی حیثی...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26727mere chacha muje aur mere abba ko aur mere abba ke bhai-bahen ko keh rahe hein ke jab dada ka intekal huva tab unhoun ne mere chacha se kaha tha ki abdulrazak (yani mere abba) ko unki maal milkiyat (yani zameen makan) mese kuch hissa nahi dena vo mer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26726Talaaq-e-baa-in ki surat me kiya aurat doosre se nikaah kar sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26725kiya Muslim ya Non Muslim Government se scholarship lena jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26724Raat ko jhadu dena or shisha dekhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26722Jo chize hajate asliya me hain us me rahne k liye makan bhi dakhil h! puchhna ye h k jab rahne ka makan hajate asliya me h to Rent k makan ki deposit par zakat wajib hone ki kya surat hay? jab ki deposit k bina hamare yaha makan milna namumkin hay. t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26720I want to know about human organ donation after death. As it is saves or better someone's life.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26718agr aurat ka halte hez me intekal ho jae toh kiya hukum he use gusal dena chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26717(1) huzoor koi trust qaim ki jaaye jis mein hum as a mediator rahein us me dene waala aur lene waale ko milaane ka kaam website se karen aur gair muslim bhi gair muslim ki madad hamare zariye se karay ya gair muslim muslim ki madad kare aisi trust ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26716zaid aaqil baalig hai or uske maa baap nahi hain wo apni pasand se shaadi karna chahta hai? to kya shaadi kar sakta hai jabki zaid k dada raazi nahi hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26715Zaid mazamir k sath qawwali sunta he. Kya wo gunahgar hoga? Jabki kai khanvada e ashrafiya k Buzurgan e deen bhi (jese ki Huzoor ashrafi miya) mazamir k sath qawwali sunte the. Islah farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26714HAZRAT AIK SHAKHS JO MUSALMAN HAI .WO YEH KEHTA HAI KE ""HINDUO SE MILNA UN SE DOISTI KARNA JAIZ HAI. AUR HINDUON KE SAAT UTHNA BAITHNA JAIZ HAI"" AUR WO DALIL MEIN YE KEHTA HAI KE 1-HAZRAT AURANG ZEB KA SENAPATI YANI FAUJ KA JERNAL HINDU THA. HAZRAT...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26713huzur Jis company main Mai kaam leta tha contract us company walon ne mera 4 lacks Rupai nahi diya. baad main wahi company se Maine service tax Paise zyada liya Aur government ko Maine One lacks Thirty five thaousand kam diya huzur Maine jo is tariqe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26712Ek shakhs ki ek shakhs ne madad Ki tou mere ek ristedaar ne jahaalat mein youn kaha ke woh tou uske liye khuda hai, tou mere ristedaar ke bare mein kya hukum hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26710tobacco, pan masala AUR cigarette KHANA AUR BAICHANA KAISA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26709Kya ala hazrat sarkar radiallaho taala anh ne kahin ye faramaya hai ke "PATHAN(khan) kabhi badmazhab wahabi deobandi nahin hoo sakta . Agar pathan(khan) badmazhab hoo too uske nutfe (asal) mein khata hai yani wo harami hai".Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26707agar kisi sakhs ne dawat qubool nahi ki mariz ki ayadat nahi ki chink ka jawaab nahibdiya mazloom ki mada nahi ki janaze ke saath nahi gaya to kiya gunaah gaar ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26706Hazrat mai ek karobar shuru kar raha hun jis me Paani ko filter karke use thanda karna aur dukano makano par pahoncha kar munasib qeemat wasool karna hai. Kya ye shariyat ke mutabiq sahi karobar hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26705HAZARAT KOI BHI JAIZ KAROBAR HO USME SUNNI KISI BHI KAROBAR ME MAHIR HO OR KAROBAR SUNNI CHALYE , MAGAR USME PAISA BADMAZHAB INVEST KARE YANI US KAROBAR ME PAISA BADMAZHAB KA HO AUR MAHENAT SUNNI KI HO .OR USME JO MUNAFA HO DONO 50% - 50 % HO , TO KY...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26704kya taweez pahenna jaiz hai kyun ki hamare yaha ke ahle hadees ise shirk kehte hai aur imam ahmed ki musnad ka hawala detein hai aur hamare yaha koi library bhi nahi hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26702Sarkar A'ala Hazrat Ne Fataawa Razviyya Sharif Jild-15,Safha-281 Mey Peer ji Najmuddin Par Kufr ka Fatwa Diya aur Usey Mulhid o Zindeeq kaha.. ye Najmuddin Junjunu mey Paida huwa aur Fatehpur Shekhawati(Rajasthan) mey Logo ne Iska Mazaara banaa Daala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26701Hamari company internet faraham karti hai. Usi internet line ke zariye internet TV connection bhi diya jata hai. Mera kaam ye hai ki mujhe customers ko phone par internet, TV ke bill ki jankari deni hoti hai, aur takneeki kharabi durust karne mein un...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26700zaid apne aap ko sunni kahta hai aur ba zabta taor per jamiatul ulmaae hind ka member bhi hai aur sunni masaajid se chanda jama kar ke jamiatul ulmaae hind ko bhejta hai ayse shakhs ke baare me sharai hukm kya hai aur sunni musalmaano usko chanda den...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26698zaid (jo ki bazahir ba Ilm hai) ne baccho ko padha waqt kaha tha Ki Allaah Haee hai, hamesha zinda rahega kabhi marega nahin iske bad mein kaha ki agar Allaah mar jaye to sari dunya khatm ho jayegi , aur yeh kehnay k bad baccho se pucha k theek hay? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26697Huzoor is zamane me murshid ki sohbat me rahkar tazkiya e nafs krna mushkil hai to aese zamane me ek saliq kya kare jisse shariyat me isteqamat hasil ho bray karam tafseel se wazahat farmaden.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26692Please advise on durood naariyyah and its authenticity?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26691Kya ghazliyaat kehna jaaiz hai? Agar jaaiz hai to kis had tak aur naajaaiz hai to kaun kaunsi baaten?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26688 کیا فرماتے ہیں علماء کرام اس مسئلہ میں کہ زید نے بکرکو یہ کہا کہ میں تجھے اللہ کا واسطہ دیتا ہوں کہ تو مجھے اللہ کی راہ میں چند روپے ہدیہ کر دے اور بکر اس کی صلاحیت بھی رکھتا ہے اور زید بہت محتاج ہے تو کیا اللہ کی قسم دے کر اپنی حاجت پوری کروانا شر...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26687kya farmate hain muftiyaane kiram is mas'ale mein ke zaid jo ek tajir hai,is ne kisi kafir se tijarat ko farogh dene ki khatir byaz par raqam li. ab chunki kisi wajah se woh har mahine byaj ki raqam ada nahin kar sakta isliye usne baqar se kaha ke ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26685Mard k leye white gold pehanna jaa'iz hay ya nahin? (Iss mein sonay ki amezish bhi hoti hay aur agar sonay ki amezish na bhi ho tab bhi ye dhaat mein shumar kia jata hay).Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26684mere kapde ki dukan hai jes me shirt pant aur kurta pejama ke kapde miltey hai aur un kapdon ke saath poster bhi atey hain (jin mien jandar ki tasweeron walay bhi hotay hain) un posters ko dukan me lagana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26683AKSAR HUJAAJE KIRAAM HARAM SHARIF SE AABE ZAM ZAM SHARIF APNE MULK ME LAATE HAIN AUR AABE ZAM ZAM SHARIF ME AAM PAANI KO MILAA DETE HAIN PHIR SAB KO BA TAURE HADIYA TAQSIM KIYA JAATA HAI AABE ZAM ZAM SHARIF ME DUSRA AAM PAANI MILAANA KEYSA? KYA AABA ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26682Quran mein Kafir ko Jahil kaha gaya hay To kya agar kisi Musalan ko Jahil kaha To iska matlab ye hoga ki use Kafir kaha? Agar keh dia tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26681mere dost ke ghar me ek chota card tha usme deen se related kuch tha to maine front me adress dekha to usme tabhleeghi jamaat likha hua tha aur mera gussa kabu me na raha aur maine us card ko gusse se muded (fold) diya achanak mujhe ehsaas hua ke usm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26680qurbani ki khal ke saheeh msrf se muttala farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26679kya farmate hai ulamaye kiram us shaks ke baare me jo kehta ho mujhe sirf muslman ban ke rehna hai. Sunni wahabi mujhe is se kuch matlab nahi. Kya is kism ki soch rakhne wale bhi kisi firke me aate hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26678Zaid jo ki bazahir ba Ilm hai uski inn do baaton par kya hukm hay: (1) Zaid ne bacchon ko padhate waqt kaha tha ki Allaah 'azzajal ne Tamaam Ambiya e Kiraam 'alaimussalaam ki arwaah ko jama farmaya tha aur unsay ahad liya tha ki jab mere Habeeb tumha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26676What is Islamic ruling about Homosexuals (Hum Jins Parast). Will they enter the paradise? And should their relatives have to keep ties with them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26675ya Mohammad kahna kaisa? kuch logo ka kahna hai k ya rasullah kahna Jaiz hai lekin ya Mohammad nahi kahna chahiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26672My relatives have taken a huge loan from us and now they say that they already have returned it all. it is confirmed that it is a lie. my two questions are:- is it ok if we eat any food which comes from their home? is it ok if we mingle with them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26671Moo-e-Zair-e-Naafs taraashnay ka hukm hay ya mukammal saaf karnay ka? Aur kia ye tamam Ambiya ki Sunnat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26670AKSAR QURAN KHWANI ME DO (2) SHAKHS 1 HI PAARE KO PARTE HAIN? YUN PADNA THIK HAI YA NAHIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26669Kya Hum Isa Alaihi Salaam Ko Isa Maseeh Keh Kar Pukar Saktay Hein. Jese Ke Isai Log Keh kar Pukarte Hein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26648Can a woman as per Islamic principles works as a Doctor? My question relating this is that a lady Doctor sometimes faces situation where she is left alone examining a nah mehram man and she needs to touch that nah mehram man in some cases. Is it allo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26647(1) kiya hizbul bahr ki zakaat adaa karna zaroori hai ya Peer ki ijazat asl zakat hai? (2) imam mahdi ki bait, kon kare gay? Awaam ya sirf awliya? (3) kiya taweez metal locket me dalna jaiz he? (4) kiya awrat aur mard ek mehfil me dono ka hona jaiz h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26646Zaid ne is taraH kaha ke: "Thik h chalye mai ek jumla kehta hu aap mujhpe hukm lagae motamad hawale k sath. Mai wahabi hu lekin jo b gustakhi karega chahe wahabi ho ya devbandi wo kafir hi h or kafir hi rahega jab tak taoba na kare. ab motamad hawale...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26645holi ka color agar kisi musalman ko lag jaye to us ka kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26644HUZOOR fiqhi qaida hai (jab haram Aur halal jama ho jayen to haraam ko tarjeeh di jati hai) lekin agar koi kisi masale mein kisi jawaz ke qail ulama ki pairwi kare to kya wo laiqe malamat therega ya nahi Kyunki riyayate ikhtilaf sirf mustahab hai far...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26643Huzur Sarware Aalam sal'lal'laho'alaihi'wasallam ko shia kehna kaisa? aur agar kehne wala saiyad ho to kya uski taazeem tab bhi waajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26641(1) Huzoor Silsila e Naqshbandiya Saifia main tawajjuhaat kay zaryay Lataef ( Qalb, Rooh, Sir, Khafi, Ikhfa wagaira) jari kiyaa jaatay hain, kiya Silsila e Razaviyya Qadriya main bhe koi tawajjuhaat ka tareka hai? (2). Huzoor Silsila aik honay kay ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26640As per Qasida E Gousia , in some books I get to read (NABI UN HASHAMI UN MAKKI UN HIJAZI , HUWA JADDI BIHI NILTUL MAWALI) but in some books I cant get these lines. Do we need to receite these lines also when we receite Qasida E Gousia? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26639(SALAM-E-RAZA) EK MERA HI RAHMAT *MEIN* DAWA NAHI ; SHAH KI SARI UMMAT PE LAKHON SALAM. OR EK MERA HI RAHMAT *PE* DAWA NAHI ; SHAH KI SARI UMMAT PE LAKHON SALAM. (MUNAJAT) YA ELAHI JAB SARE SHAMSHEER PAR CHALNA PADE ; RABBE SALLIM KAHNE WALE *GHAMZU...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26637I (Non Syed) married to Syed Lady and we have three children, what laws applies on me as a Husband to Syed Lady, can I used strong word or hit her if she do not fulfil her duties assigned in Sharia, she do not take care of the house not the children,...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26636kya aqiqa ka khana jis bache ke naam se kiya jata he kya uske ghar wale us khane ko kha sakte he log kahte ye khana sadka kiya jata he iska khana jaiz nahi he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26635Aik sunni Aalim ne Hadees bayan ki jo Mash'hoor he K "Meri Ummat 73 Firqo Mey Bat Jaayegi Aur Sab Ke Sab Jahannami Siwaaye ek ke" Ilaa Aakhira.. ye puri Hadees bayan karke Iski sharah o Tehqeeq Yu Bayan Ki -: "Hadees Mazkora Mey ek Jumla he Fin-naar,...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26634Sulleh kulli imam ke piche namaaz padh skte hai ya nahin jab ki bar bar wo ye kehte hai ki main tou huzoor tajushshriah ka gulam hun?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26633mic par namaaz na parhne ki wajah se ilaaqe ke aimma ne ham logon ka boycot kiya hai, hum logon se salaam dua nahin karte, kuch hamaari dawaaton ko qubool karte hai aur kuch qubool nahin karte aur dawat me shirkat bhi nahin karte, jabke humlog unse s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26632ek shakhs hai jo wasile se mangne ko inkar karta hai aur ye bhi kehta h ki meraj ki shab Huzoor Sallallahu Alaih Wasallam ne Allah se mulaqat nahin ki aur milad manane se inkar karta hai to is shakhs k aqeede k baare m kya kaha jaega? kya ye gustakh ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26630kya qazi e shehar ya qazi e mulk ke liye ankhon ki beenaii hona shart hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26629Yazeed naam rakhna kaysa hai? Agar kisi shakhs ka naam Yazeed hai to kya karna chaahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26628SADQA HAI KHWAJA-E-AJMERI KA TUJH PAR *AKHTAR*; BURJ-E-RIFA'T ME CHAMAKTA HAI SITARA TERA. (1) kya ye sher aap ne likha hai? (2) Wo kalam jo kisi buzurg ki shaan me likha ho aur wo buzurg ba qaid-e-hayat ho to us kalam ko manqabat kahenge ya tehniyat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26627kya Imame Azam abu hanifa ne shawwal k 6 rozo ko makruh qarar diya hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26626(1) Jo Shakhs Mazmir Ke Sath Qawaali Sun Ne Ka Kayal Ho Kiya Hum Uss Ko Imam Bana Sakte Hain (2) Kiya Barkat Ki Niyat Se Qabar Ka Tawaf Jayaz Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26625Kya farmate hain ulma e din is masle me ki "gunah ko halal samajhna kufr hai, jb ke mazar pr sajda krna haram hai or Jo log aisa krte hain in me se Kuch sakht qism ke jahil ise jaiz samajhte hain, to Kya aisa krne wala kafir ho jayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26624To do sexual intercourse with wife during ramadan day time whilst on a journey, is it allowed? And what if this has been done already?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26623Agar Koi shakhsh Mazak Me Ganpati Papa Moriya Ka Nara Lagaya Or woh Shakhsh Shadi Shuda hai To Us ke Bare Me Kya Hukm Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26622kia mustamil pani sa kapre pak ho jate hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26618Sajda e Tazimi kia hay aur kis ko kia ja sakta hay aur kis ko nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26617Nikalna khuld se Adam ka sunte the bahut lekin; bade be abru ho k tere kooche se ham nikle. Iss sher ko bolne aur padhne wale par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 401-500 of 10,104 items.