Showing 301-400 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
22338 Kissi America kay non-muslim Bank say Qarz lay kar wapis na karna kaisa hay. Kia yeh aisa he hai jaise Muslim Bank say Qarz lay kar wapis na Kia. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24659 kiya saee mey iztabah karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22115 Koi sakhash kisi bad aqeeda ko dekh kar uske samne THOOKAY ya ussko dilee azyat pauchane ke neeyat se LAHUL padtha hai kya uska ye amal durust hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24055 koi shakhs kisi ke ghar me bina darwaza khat khatae bina ghar wale ki ijazat k biger kisi k ghar me ghus kar deen ki dawat de sakta he ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21257 koi Wazeefa taleem farmaen jis se bacha naik, Sahihul Aqeeda Sunni aur Sehatmand paida ho aur DUA bhi farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22614 Kon se din baal nahi kaatne chahiyeh? agar kaat liyeh to gunah hoga ya koyi beemari hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23616 Kuch dino pehlay mujhe Khwab mein Hazrat ki Ziarat Naseeb Hui alHamduLILLAH. Aur usi Subha mein ne Jagtay mein apnay bedroom mein aik Ajanbi Shakhs ko Dekha jis ne Kaalay Rang ka Burdah (Kambla ya Chaadar) pehni thi Sabz Imama Sharif pehna tha phr w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24345 Kuch lougon ne aetraz kia k hum Mustafa Jaan-e-Rehmat pe Lakhon Salam aur Kabay ke Badrudduja tum pe Carroron Durood parrhtay hain tou hum tou aik martaba parrhtay hain tou Laakh ya Carore Durood kesay ho jaega? Hazrat iss ki Wazahat farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19550 Kya 1 Waqt Key Her AZAAN Ka Jawaab Dayna WAAJIB Hay ? Ya Sirf Mohallay Key ? Ya Jo Qareeb Key Ho Sirf Uss Ka Jawaab Dayna Kaafi Hay ? Agar Cheh Doosri AZAANAYN Bhi SUNNI MASAJID Key Houn. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23586 Kya Aap kay Tamam Mureedon ko Majmua E Amal e Raza aur Silsiley k tamam Wazaif Parrhney ki Ijjazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20990 Kya aisa koi brown rang daadhi ya sar ke balon mein lagana jaiz hai jo kudrati ya gair kudrati ajza se bana ho? Masalan revlon ka brown color, agar us me alcohol vagaira na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21554 kya auliya Allah gaib jante the Aur kiya Jante Hain Abhi Quran Aur hadeeth ke ROSHNI me jawab INAYAT FARMAYE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21978 Kya aurat apne zeenat key liye baal ko kala kar sakti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20468 kya Aurat ko Namaz mai qayaam kai waqt apnai donoun paoun kai darmiyaan 3 unglioun ka faasla daina chaahiyea ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18338 Kya aurath kaam karne baahar jaa sakthi hey ya agar ghar me koi kamaane waala nehi hey tho kya aurath baahar jaa sakthi hey ya nehi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19624 KYA BudMazha KI HOTEL MAIN KHANNA KHAA SAKTE HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22117 kya budMazhab ne ki khodi hui qabr mein sahi ul aqeeda sunni ko dafnaya ja sakta hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22119 Kya chehre par rai (sarson) ke dane ke barabar 1 phunsi ke phatne se jo safed paani (Pus) nikalta hai, usse wazoo toot jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19648 Kya dawa me agar alcohal 3% ho tou pi sakte hain jabki wo tandurusti k liye ho Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19653 Kya doosri aasmaani kutub perhna jaay'eez hay ? agar taqabuli muta'lah k leye ho tou k sa ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22985 Kya farmatay hain ulema is dua kay baray may: ya allah hum tujhay kaisay sunaye kay tu hamari sun lay abhi tak agar tu nay faisla nahi kya sun lay baray majmaye kay haath uthay hain awr farma may araha hoon, Aye moula e kareem tu aja bari dair hogay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19898 kya ghar ke toilets main bina chappal ke jaa sakte hain.aur agar chappal nahin use ki to kya napak ho jayenge aur phir gusl karna hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22405 Kya Hanafi Imam Shaafai ki Riaayath me Shaafai Masjid me Thasmiya Jahr se padh saktha hey? Aur Jahr se Naa Padhne ki soorath me fithne ka andesha bhi heyTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20451 Kya Hazrat Owais-E-Qarni Ko Radi Allahuanhu keh sakte Hain. Sabah-E-Kiram ke Alawa tabayeen,Tabe tabayeen,Ilme Musteheedeen,Gaus,qutub,ashfiya,aulia Aur buzurgane Izam Ko Radiallahuanhu kehena kaisa hain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24057 kya hum eid ke dosarai din quranbani ka jaanwar kharid kar qurbani de saktai hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23637 kya hum ladki ka ristha deknai sai pehali us ka arabi mai sitara dekh sakthai hai? kya agar sitara galath hai tho hum us ladki sai shaddi ka rishta nahe karsakthai hai kya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22127 kya huzur gaus e paak rafeyden ke tarike se namaz padhte the? aise koi waqya unki kitab "gunnaytutallibin" me hai? kya hanafi is tarah namaz padh sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20474 kya jiske AQIDAY ka pata na ho usko salaam ya uska jawab de sakte hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21817 kya JUMUA ka Khutba Arabi zaban ke ilawa kisi aur zaban me padha jaasakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20452 Kya khutba-E-juma k Liye Imam ka Chehra Dekhana zaroori hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18833 Kya kisi aurat ya mard ka satar dekhnay say wazu toot jata hay jaisa kay wazu ki halat may bahir nikaltay hain. Galti say kisi aurat kay baal dikh jatay hain kya is say wazu zaya hojata hay.? Mazameer kay saath ashaar parhna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19632 Kya Kissi Bhi Soorat Mayn Sharaab Peena ( Kissi Bhi Qism Key ) Jaay'eez Hay? Kya Iss Per Koi Kaffarah Bhi Ho Sakta Hay? Sharaab K Haraam Honay Key Wajah Kya Hay? Issi Tarah Sharaab Ya Nasha Aawar Cheezayn Mili Hui Dawa Ya Neend Key Goliyaan Khana K ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21553 kya koi Committee Ya Jamat Shaadi Ki Mehr Muqarrar (Fix) kar sakti hain,Aur Agar kare tho kya unke Muqarrar karta Mehr dena chahiye?Shariat k mutabbik MEHR ki kitni Rakam honi chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21551 kya ladki ka naam RAIQAH rakh sakte hain ?Agar rakh sakte hain tho uska Maana kya hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22613 kya machli agar naturally mar gayi ho to ussey kha saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21559 kya mai kisi peer sahab , jin se mai jald bazi me dusre ki hathon se murid hua ab bait todkar Ek SAYYED sahab se bait hona chahata hu? kya mai aisa kar sakta hu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22334 KYA MAZAARAT PE JO KALIMAT LIKHI HUI CHADAR AATI HAI JAISI KII SURAH YAASIN SHAREEF JAISI QURAAN PAK KI AAYATEN LIKHI HUI JO CHADAR AATI HAI VOH CHADHANA JAEZ HAI ? BAHOT ZIYADA RAKAM KII CHADAR CHADHANA JAEZ HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20989 Kya Musalman Mard Shia Aurat ko Islam main dakhil karke Shadi Karsakta hai. Agar nahi to jawab tafseel se batain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20991 Kya Muslim Aurton ko Sadi phenna jaiz Hai? Kya Sadi Phen kar Namaz Hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19844 Kya NAAD-E-ALI RADI ALLAHU ANHU SUNNI ULAMA Ka Isti'maal Aur ISS K FAZAY'EEL SUNNI ULAMA Say SAABIT Hayn ? Agar Hayn Tou Hawalay IRSHAAD FARMA Dee Jeye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23986 Kya Namaz Me Imam ki Qira'at Sahi na ho (Yani Alfaaz ki Adaigi Saaf na ho) toh kya Namaz hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19651 Kya Peer O Murshid Ki Qadam bosi karna sahi hai aur auraton ka apnay Peer o murshid k Mazar Sharif par jana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19643 Kya Provident Fund ki Rakham istamaal karna jaayez hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24052 Kya rat me qurbani ki ja sakti hai ? Din aur rat ke sawab me koi farq hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23585 Kya Rozay ki halat me ghusul ya wazuh ke waqt kaan me pani chala jaye tou rozay mein koi farak aayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21652 kya Salat-o-Salaam padhte waqt kuch khana jayiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20455 kya share bazar me long term invest kar ke profit hasil kiya ja sakta he, aur kon se stocks me invest nahi kiya ja sakta. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21833 Kya tissue paper naak moun saaf kernay kay liyay istimaal ker saktay hain? Agar nahi tu iski thori wazahat farma di jiyay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20651 KYA UMREH KI NIYAT SE RAMZAN ME HARAM SHARIF ME GAYE YA ETEKAAF KIYA AUR WAHA RAMZAN EID KI CHAND RAAT TAK YA EID TAK WAHA RAHNE SE USSAAL KA HAJ FARZ HO JAYEGA AGARCHE SAHIBE NISAB NAHI HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19625 Kya Yeh Aqeedah Rakhan K Her Mayyit Zindah Hay Rooh O Jism K Saath , Yeh Gumraahi Hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20457 KYA ZAMZAM SHARIF KO EK SAAS ME AUR TOPI UTAAR KAR PINE KA HUKM HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19843 LADHKI KE LIYE SAANIYA NAAM KAISA HAI ? USKA MATLAB BATAYE AUR SAHI NAHI HAI TOU NAYA NAAM INAYAT KARE Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26948 ladies ko umrah me Jana kaisa hai ja sakti hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24665 Lafz "Milad" ke lughwi wa Istilahi Ma'na kia hain? Aur ye ba zaat-e-khud aik lafz hay ya kisi doosray lafz se nikla hay? Rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22358 Lafz MashaALLAH kisi Tanziya jumlay mein istimal karna kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23236 larki (female) ne likh kar talaq di (jisko khula kaha jata hay) aur larrke (male) ne uspar signature kardiya bine kahe ya likhe k maine bhi talaq di tho kiya talaq hogayi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22830 Larrkay k naam Afnaan aur Larrki ka Naam Zarwa rakh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21947 Larrkay ya Larrki ka aik doosray ki taraf un k Husn ya Deeni Dunyavi Khoobiyon k Ba'is raghbat karna jub k Irada Nayk aur Shadi ka ho tou iss mein Unn par koi Gunah hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23582 last session me maine ek sawal kya tha eid gah maidan ko rent per lekar namaz padhne ke masle per ,aur main ghalti se gaon likh diya tha , hamare yaha ki abadi 1 lakh se zayada hai, kya ye jagah gaon me shumar hogi hai ya shar me aur eid ki namaz k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20475 leather ya chamra in ki cheesain istamaal karna jaise jacket,slipper kya jaiz hai.agar jaiz hai to agar koi bhi chamra jis jaanwar se liya gya hai hame kaisa pata chale ga kay us ko zibah kiya gya hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18948 let me know if one fully read Quran can be sent as esaal e sawab to all our close relatives Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23576 Life Insurance k abb tak jitney Premiums/instalments diye hay kya uski bhi zakat deni hogi? Zaid makan ka maalik hay Baqar ne zaid k pass se makan kiraye par liya huwa hay baqar ne zaid ko 2 lac rupeey deposit diya k agar makan khali hoga tou wapas ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21556 Lobaan ki fazeelat kya hai aur kyun kia jata hai ghar me? Ghar me jo ham takiya lagatay hai, us ke upar ham Lobaan phira sakthe hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22267 log masjid ka aain banana chahte hain uske liye kiya kiya bunadi Sharait Shamil karnay chahiyen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18838 Log poochtay hain kay hum haramain shareefain kay imam kay peechay namaz kyun nahi parhtay tu aisay logoon ko kya jawaab dena chahiyay takay koi fitna bhi na paida ho aur apna aqeeda bhi bayaan hojaye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21665 Loug kehtay hain k Roza-e-Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam par Hazri k baad peeth kar k wapis nahin hona chahiye k ye Adab k khilaf hay magar aisa karna bohat mushkil hay tou kia aisa na kar sakna Be-Adabi hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22333 Loug lsha ki 17 rakat k bajay (4 farz, 2 sunnat, 3 witr ) 9 rakat hi parrhtay hain. kiya 9 rakat padny se isha ki namaaz ada ho jaaygi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20476 Loug na samjhi mein keh detay hian k Banday kai haathon anjaam honay walay achhay aur buray amaal ka khaliq Allah Taala hai. Huzoor iski islaah farma dain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18834 Maa aur baita jamaat say namaaz parh saktay hain awr in donoo may saf ka faasla kitna hona chahiyay awr agar aik say ziada mahram khawateen hoon tu wo bhi saf bana ker apnay mahram kay peechay namaz parh sakti hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18840 Madina keh ker mukhaatib kerna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22269 mah e safar ulmuzafar ya moharam shareef main shadi krna mana tu nahi.? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25952 Mai jis company me Kaam karta hu wahan sab hi budmazhab hain, wo Jab salaam Karen to kya jawaab dena chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21654 maine ne suna hai allah taala raat ke ek waqt apne bandon par karam farmata hai aur pehle asmaan par tajalli farmata hai. Kia iss mafhoom ki koi hadees hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21689 Makkah Sharif mein Muqeem Haji ya Mautamir jub Mina Arafat aur Muzdalfa jaey tou wahan Qasar parrhay ya Poori Rak'atain parrhay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21662 Makrooh Auqat mein Qaza-e-Umri ada kar saktay hain? Jumma k din Zawal k waqt Qaza Namaz ada kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21976 Makruhe tahrimi aur makruhe tanzihi me kya fark hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23283 Man pronounced talaaq once to his wife but went back to her after a couple of weeks living like husband and wife. About five years later in a state of Anger during an argument, he said Talaaq again to his wife. The wife is saying that she did not he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18832 Marwaan naam rakhna kaisa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22112 Mash-hoor hay k Sarkar Kareem Alaihi Afdalus Salati wat Tasleem k 2 Dandaad Mubarak Jang-e-Uhud mein Shaheed ho gaey thay. Sawal ye hay k Kia ye Sahih hay? Agar aisa hay tou kia iss se Sarkar ki Zaat mein Aeyb k Shubha ko Mumkinat mein se jaanna kes...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22116 Masjid ke mehrab aur gumbade khizra aur khan-e-kaba aur huzoor Ke rauzay ke tassver ko bosa dena durust hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21241 masjid ki taameer kay silsilay may badmazhaboon say chanday ki raqam li ja sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21252 Masjid mein jamat khatam honey key baad , do loog jamat banakar namaz adakar rahein hain, kya inhein aqamat kehna chahiye ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20993 Masjid mein jamat khatam honey key baad , do loog jamat banakar namaz adakar rahein hain, kya inhein aqamat kehna chahiye ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23271 Maslak aur Fiqah mey kia farq hai aur Fiqa key Imam kon hain aur maslak key imam kon hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21836 Mawjooda banking nizaam aur islami banking nizaam jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21919 Medical field mei jou dead body ki dissection kartay hayn iskay baray mei kya hukum hay? BayShuk wo laashen la waris houti hayn ya khudkush mout. per takleef tou unko houti hougi? tou istarah seekhany k baray mei kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24334 Mein aur meri biwi safar par rawana huay. Rail mein wo Ladies Bogie mein theen aur mein Gents mein. Ub hum ne jo safar kia wo taqreeban 200KM tha tou kia meri Wife ka Safar bagair mehram k safar hoga ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23279 Mein awam-un-Naas se hoon aur Masaail ke liye Bahar-e-Sharee'at ka mutala rakhta houn awr baqi mazeed masail ky ly aap se awr mufti Waqaruddin aleh rehma aur unky baad mufti Abdul Aziz Hanfi shb awr Maulana Ata Ul Mustafa se ruju rakhta hoon. kia ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21671 Mein Bairoon-e-Mulk mein rehta hun. Aaj kal Aamdani na honay ki waja se Sehr-o-Iftar Masajid wagera mein karta hun magar wahan Intizam Bud Mazhab loug kartay hain tou kia wahan se Sehr-o-Iftar karna jaiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21579 Mein bhiwandi mein Hazrat se Bait hua tha magar ne mein wo alfaz dohra saka na hi Kaprra hath mein le saka tou kia meri bait qaim ho gaee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21558 mein engineering ka student hun mazeed parrhai k liye walis sahib ki istita'at nahin thi tou aik idaray ne meri mali imdad ki magar baad mein pata chala k wo raqam zakat ki thi mazeed ye k uss raqam mein Wahabion ka bhi share tha? Kia ub iss raqam k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22114 Mein Hostel me rahta hu, Yahan hafte me 2 Din Chiken milta hai. Hostel me rahne wale muslims me se koi 1 Murgi ko Zibah karta hai, aur Zibah karnay walay BadMazhab bhi hotay hain tou kya wo Chiken Khana Chahiye or agar nahin tou us ka Salan (SHORBA)...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22191 Mein jahan rehta hun wahan BudMazhad ziada hain tou kia mein kisi aisay ko salam kar sakta hun jis k aqeeday ka mujhe nahin pata aur agar koi mujhe salam karay tou mujhe kia karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21822 Mein jahan rehta hun wahan se aadhay ghantay k faslay per aik Sunni Masjid hay aur wahan k Imam Sahib k Makharij durust nahi maloom hotay tou kia Unn k peechay Namaz parrh li jaey aur Jumma aur Eidain k liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21462 Mein ne 1.5 saal pehlay doosri Shadi ki jis par Biwi Bachay aur Walid Razi na thay aur isi liye mujhe apna ghar chorrna parra. Ub 1.5 saal baad biwi bachay tou Razi ho gaey hain magar Walid ka kehna hay k jub tuk mein apni doosri biwi ko talaq na du...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24675 Mera Aik beta hai Aik sal ka. Hamray yahan phele saal me ek bar POLIO dose pilaya jatha tha. Lekin pichle saal se har 15 dino me POLIO dose pilaya jata hai har 5 saal se kam bachay ko. Kya ye POLIO DOSE Pilana Jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22198 Mera alHamduLILLAH Aik Baita hay. Doctors kehtay hain k Ub agar Delivery hui tou Maa ki Jaan ko Khatra hay jub k ghar mein Aulaad ki bohat khwahish hay. Aisi soorat mein kia karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24047 mera ek dost mera graduation ka certificate maang raha hai job karne k liye to usko certificate dena thik hoga? kya uska us result se kamaya hua paisa halal hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27116 mera school or madaris me uniform supply krne ka business hai.kya wahabiyon ke madaris ya idare me padhne wale bachon ko uniform supply krna jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21466 Meraj kisay kehtay hian? Kia Sarkar ka Deedar-e-Baari Ta'ala karna Meraj hay ya jis Safar par aap ko le jaya gaya usay Meraj kaha jata hay? Meraj Sharif ki Tareekh mein bhi koi Ikhtilaf hay ya tamam ulama Rajjab ki 27 Tareekh par muttafiq hain? Maut...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 301-400 of 10,104 items.