Showing 201-300 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
22658Hajj aur Umrah ke ilawa sar ke baloon ko mundwana jaiz hay ya nahi. Kisi ne bataya ke Huzoor Ghous pak ki kitaab (ghani-at-tulibein) mein hay k bagair kisi uzar ke sar mundwanay se mana farmaya hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22659If we are in a scenario where people are being served foods, would you ask he Muslim server if the foods are halal and cause disrespect, or eat it (knowingly it may be halal or not) without causing disrepect? And causing disrespect is a sin. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22660 It also said that Hadrat Pir Mehr Ali Shah and Pir Jamaat Ali Shah didnt accept Hussam al Haramain and refrained from doing Takfeer? Is it so? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22661Kiya Salaatul Tasbeeh jamaat kay saath parh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22662Aik Pir Sahib nay kaha kay agar deobandi, wahhabi kay paas ishqe rasool hay wo mera imaam hay? Iss par kia Hukm-e-Shara hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22663High school ki graduation ke baad jo Dinner aur Dance hota hai (jisse Prom ka naam diya jaata hai) kya iss me shirkat karna jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22664Huzoor yeh fermaye ga key aik mureed apne murshid ka kis terhan haq ada ker sakta hay. Murshid ki her waqt aur ziada se ziada tawaja hasil hoti rahe, iss key liye kia kerna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22647Pachna lagwana jisay Aaj kal Hajamah ya Hijama kaha jata hay kia ye Sunnat hay? Kaha jata hay hay k iss mein Jism ka Fasid Khoon nikala jata hay jub Sarkar Kareem tou iss Aeyb se Paak hain? Rahnumai Farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22665kisi bhi Wali-ul-Allah ke mazar sharif per jaen tu wahan kis terhan pesh hona chahiye, kia perhna aur mangna chahiye aur kis terhaan un ki tawajoo hasil kerni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22666Kaun se Darood-e-pak ki kasrat kerni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22667Aik musalman ko kis terhan mallom ho sakta hay key kia woh Allah aur Allah ke Habib (Sallalahoaleihe wasalm) ki bargah mein maqbool hay ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22668Allah ke Habib (Sallalahoaleihe wasalm) aur Huzoor Ghaus-e-Pak (Rade Allah) ke deedar key liye koi wazeefa inayat fermayein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22648Quran Sharif Surah Zumar mien hay, "Woh jinhone Allah ke siva aur Wali bana liye hain, kahte hain hum to unhen sirf isliye poojte hain ki yeh hamen Allah se nazdik kar denge"... BudMazhad iss ye Murad letay hain k Auliya ko Waseela banana ya Unn se M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22649Zikr-e-Jahri aur Zikr-e-Nafi ka Tareeqa Irshad farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22650Imaan Ki aisi tareed taleem farma dein jise madde nazar rakhte huay khud faisla karna aasan ho sakay ke fulan baat kufr hai ya nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22651kapda mod kar pehen na kaisa hai. pajama ya aastin ko fold karna kaisa hai. aur aisi soorat mein Namaz ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22652can we install modern solar powered geyser which heats water and use this water for bath, wudu etc? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22653i had seen in my dream that my teeth are broken... Kindly interprete it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22654tafdili firqa kya hai? wazahat farmayen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19681Ae GUmbad-e-Khazra k Makeen Meri Madad Kar Ya Phr ye bata kon mera tery Siwa hay? Naat mein ye Sher parrhna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19690KYA MUREED NAMAZ MEIN APNE PIR O MURSHID KA TASAWWUR LA SAKTA HAI YA NAHI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19691kiya madina munawara jane wale har shaks ki hazoor akram sallallaho alihi wasallam shifat farmainge? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19692aik sahib nay aap kay pairoon ko haath lagaya tu aap nay astagfirullah kaha tha. Is ki wazahat farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19693Hazrat ne Pichlay Dr. Tahirul Qadri k hawalay se honay walay Angrezi sawal ka Angrezi mein Jawab dia. Barah-e-Karam Urdu mein bhi Jawab Inayat farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19694 if someone dreams of snakes,what does it mean? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19695 what are the benefits of reading surah mulk and when should it be read,during the day or night? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19696kya aurate mazaraat par ja sakti hain hum log jaate hain par andar nahi jaate bahar se ziyaarat karte hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19697main apne walid ki khidmat karti hu par kuch din pehle suna ki balig ladki walid ko chu nahi sakti tabse hum parhez karte hain par hum hi the jo unki khidmat kiya karte the Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19698agar kisi aurat ka shohar bad mazhab ho jaey toh biwi kya kare agar woh kisi majboori ki wajah se chorr nahi paye toh kya uska imaan jaata raha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19699Musalmaan kin kaamoon say islam say khaarij hojata hay. Rehnumai farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19682Islam mae her hukum ki koi na koi hikmat hotee hai .. Tasweer ki mumani`at to Ahadees e Mubarika mae aei hai magar us mumaniat mae kia HIKMAT hai, yeh irshad farma dijye.. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19700AGAR KOI SHAKS JIS KA INTIQAL HOGYA HO AUR WO KISI KO KHUWAAB MAY AAKER TUHFA DETA HAY. TU IS KA KYA MAANI HAY. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19701 Chain Ki Watch Sirf NAMAZ mai Pehana Mana Hain Ya Ghair e Namaz Mai bhi Mana Hain.Chain ki Watch Namaz k Waqt Pocket Mai rakh Ne Se NAMAZ ho Jayegi Ya Nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19702 bayrooni mumalik mein ham kaam k silsile mein jaate hain tou ham wahan laundry me kapdhe dete hai uska ye yakin nahi hota ke wo hamare kapdhe sahi SHARIYAT k mutabik dhule hai ya nahi? tou kya ham wo kapdhe pahankar NAMAZ wagera padh sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19703ULAMA FARMATAY Hayn Kunwari Say NIKAAH Baanjh Aurat Say NIKAAH Say Behtar Hay , Lekin Iss Say Baanjh Aurat Ahsaas-E-Kumtari Ka Shikaar nahin hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19704Kya bagyar dadi(BeardLess) Wala Shaks FASIQ hain Agar FASIQ HAI tho kya WO ISLAMI Jankari Hasil Karne K liye Kisi Aalim se Sawal Nahi kar sakta YA Uss ko Koi Masla Malum ho Aur Aalim GALTI kar rahe ho tho kya Wo uss Aalim Ki Islaah bhi Nahi kar sakta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19705 if a non-muslim uses one of our plates,can we re-use that same plate? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19706Kia har Nikah Sunnat hay? Jub k Kitabon mein Nikah ko kabhi Farz kabhi Wajib, Kabhi Sunnat aur Kabhi MustaHab bhi bataya gaya hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19707 HADEES SHARIF Jiss Ka Mafhoom Hay ' Jo Kisi Aurat Say Ba Wajhe Uss Key Ezzat K Nikaah Keray , ALLAH AZZAWAJAL Uss Key Zillat Mayn Ziyadti Keray Ga Aur Jo Kissi Aurat Say Uss K Maal K Sabab Nikaah Keray Ga , ALLAH AZZAWAJAL Uss Key Mohtaaji Berhaye G...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19708TAQREER MAY TAHIR HABASHI NAY AIK WAQIA ZIKAR KYA ALA HAZRAT KA KAY AAP NAY WAFAT KAY WAQT APNAY BETAY KO AUR KISI SATHI KO BULAYA AUR SURAH RAAD AUR SURAH YASEEN PARHO. UNHO NAY KAHA MUJHAY YEH PATA NAHI KYUN SURAH RAAD PARHNAY KO KAHA. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19709Zakat ki raqam jis tarah deeni taleem hasil kernay walay talib ilm per karch ki jati hay isi tarah dunyawi taleem waloon per karch kernay per zakat ada hojayegee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19683 khurooj-e-bisunehee (Namaz mein Salam phertay waqt) assalam o alikum warahmatullah wabarakatuh kihna kaisa hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19710kya khawateen ko gari chalanay ki ijazat hay? Naiz walid kay zimmay agar qaza namazain baqi hoon tu kya beta walid ki qaza umri ada ker sakta hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19711agar walid namaz na parhain tu awlaad kay liyay kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19712madina anay wala hay.aap nay yeh kalam doraan e safar likha ya pehlay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19713if we have neighbours that are tabliqis,how do we treat them? as in islam we have to treat our neighbours nicely. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19714DuaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19684Medical ki kitabon mae jaandaar ki tasaweer na hon to parhai mae bohaat ziada mushkil paish ajaeygi.. is soorat mae kia kya jaey ? aur aisee kitaab se parhna kaisaaa?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19685 Wo loug jinhain kabhi Islam ka Pegham ya Dawat nahin pohnchi tou kia unhain bhi Azab hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19686Baheeqi shareef may hadees shareef hay kay jo pani dhoop may garam hojaye us say gusul kerna aur wuzu kerna mana hay. Tu kya yehi masla solar heater ya water tank jo building kay top floor per hotay hain soraj ki garmi say pani garam hojata hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19687Ashiyaa Mayn Asal Abaahat Hai' Yeh Abaahat Kya Sirf Muaamlaat Main Hai?Ya Ebaadaat Main Bhi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19688Jahan par qible ki simt maaloom na ho, aur taharri karni pare, aaur jamaat karni ho, toh uss surat mein taharri kaun karega? agar imam aur muqtadi ki taharri mukhtalif simt huwi toh kis ka aitbaar hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19689kia khawateen Namaz ya Gayr-e-Namaz mein artificial jewelry nahi pehan sakteen? Agar haan tou wajah irshad farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21902Hazrat Hamza Radiallaho anhu ki seerat aur aap kay islam lanay ka waqia. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21911Qadeem MASAAJID May IMAAM ke liye Makhsoos gehraai Aur mehraab may ISTEMAL hone wale KHAAS Pathar (Stones) ka maqsad yahi tha Ke IMAAM ki AAWAAZ Mein “Sada-E-Baazgasht” Paida ho. Ub Jab mehraab aur uske pathro ko NAMAZ May IMAAM ki Awaaz ko Bulandi d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21912BAR DARAD AAMAD GADA E BEHRE SALAAM HO BHALA AKHTAR KA DATA AAP HAIN ISS MEIN BEHRE SALAM HAI YA BEHRE SAWAAL? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21913Hadees Sharif bayan ki jati hay k Hazrat Abdullah bin Umar Roza-e-Rasool se Guzartay tou Sarkar ko Salam Arz kartay phr Abu Bakr Siddiq ko Salam arz kartay phr Apnay Walid ko Salam arz kartay aur chalay jaatay? Iss ki Sharah farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21914Mobile NAMAZ padhne se pehle band karna ya silence karna bhul jaye aur NAMAZ ki halat me mobile ki ring bajay tou kya usko ek haath se bandh kar sakte hian? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21915 Jab Sarkar Alaihissalam ke Hayate Zahiri May Khwateene Islam Ko Panjwaqata NAMAZ Masjid May padhne ki IJAAZAT hasil thi To ab kyu Nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21916 AHLESUNNAT Ki MASAAJID may Shabe Baraat Aur Digar Makhsoos RAATON may TAHAJJUD Aur Deegar NAWAFIL Ki JAMAAT Ki Jaati hay. Huzur Aalahazrat Radiallahuanhu Ne NAWAFIL JAMAT ke KARAHAT ki Tashreeh ki hay USMEIN Kya HIKMAT Poshida Hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21917 MUMBAI k Ek IDARE K MUFTI SAHAB ka kehana Hay Ke Jin MASAAJID may MIC Se JUMA ki NAMAZ Ada Nahi ki jati Who Khutba-E-Juma Bhi bina MIC K Kare Kyu K KHUTBA-E-JUMA Namaz-E-Juma ka hi Hissa hay. Agar ek May MIc Nahi Tho Dusare May MIC Kyu Istemaal kiya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21918 Aaj kal k Halaat, Loot Maar aur Chori Chakari ki waja se hamari Khawateen Naqli Zewaraat istimal karti hain tho kya TAGHAYYUR-E-ZAMANA k tehet Iss per UMMOME BALWAH ka Itlaaq ho sakta hay? Kya Koi SABEEL Nahi Jisse Issko JAWAZ Mil Sake Aur Hamari Kh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21919 Medical field mei jou dead body ki dissection kartay hayn iskay baray mei kya hukum hay? BayShuk wo laashen la waris houti hayn ya khudkush mout. per takleef tou unko houti hougi? tou istarah seekhany k baray mei kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21920Quran e pak ko bay wazu chona aur agar tarjuma hay tu is ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21903Ala Hazrat nay Ahkam-e-Shariat kay akhri sawaal may farmaya hay kay Ameer Hamza aik shia writer kay likhay howay character ka naam hay. Is liyay Ameer Hamza nahi pukarna chahiyay. Ameer Hamza kehna gunah hoga ya Ala Hazrat nay ehtiyaat aur taqway ki ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21921DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21904Arab mein jo Gutra aur Egaal (Sar par pehannay ka Romal aur Rassi) pehna jata hay usski Sharaee Hasiyat kia hay? Baaz loug kehtay hain k ye Bid'at-e-Dalalah hay kiun k iss se Imama Sharif ki Sunnat tark hoti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21905Imdad Kun Imdad Kun Az Band-e-Gam Azad kun Dar Deen-o-Dunya Shaad kun Ya Ghous-e-Aaza Dastgeer Kch loug Az Ranj-o-Gam Aazad kun bhi parrhtay hain? Sahi aur Asal kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21906Mujhe 3 saal baad meray kaam ki tankhwah aik sath di gaee. Ub mein apni uss raqam ki Zakat kesay nikalunga? Kia 3 saal ki majmooee raqam par Zakat hogi ya Uss waqt se Hisaab karna hoga jub meri tankhwah itni ho chuki thi k mein Sahib-e-Nisaab na chuk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21907Islam mein Raqs ki kia Asal hay. AlaHazrat ne bhi Fatawa Razawiya Sharif mein kisi Sahabi k baaray riwayat naql ki hay k Unhain Sarkar ki kisi baat se bohat khushi hui tou wo aik Paaon par Kharray ho kar Ghoomnay aur Raqs karnay lagay? Rahnumai farma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21908Insaanon ka khud ko Sug-e-Madinah, Sug-e-Tayba, Sug-e-Ghous-e-Raza wagera kehna kesa jub k Insaan Ashraful Makhlooqat hay aur khud k liye Sug yani Kutta lafz istimal karna theek maloom nahin hota. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21909Hamaray yahan Mo’atakif HAZRAAT Ne MASJID ke Hudood may Reh ker TV per ISLAMIC CHANNEL Ko Dekha Aur Dusaron Ko Bhi uski TARGHEEB di. Tou Unn Mo’atakif HAZRaAAT ke a’etakaf ka kya bana? Aur Hudood e masjid may TV ka Istemaal kaisa Hay? Aur uss CHANNE...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21910Masjid aur madrase K Liye BADMAZHABON se chanda ka Usool Karna Kaisa hain? Aur uska MASJID may istemal kaisa Hay ? Aur jo Jaanker Unse CHANDA le UNKE Liye SHAREEYAAT ka kya Hukum Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19538Asar kee Namaz kai baad Nafal Namaz ada nahi kar saktai kya Sajda e Tilaawat ada kiya ja sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19547should we invite Deobandees in our mehfil with the hope that they will convert? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19548 budMazhabon per sub say pehlay majmoo'ee tour per kiss aqeedah ya mas'alah per behas honi chaheye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19549 Elm Hasil karo chahay cheen jana parray? kia ye Sarkar k Ilm-e-Gaib k liye Daleel hay? Jab K yeh HADEES ghaaliban Za'eef hay ya moz'u , aur ELM-E-GHEB AQEEDAH hay Tou kya AQEEDAH Za'eef HADEES say SAABIT ho sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19550 Kya 1 Waqt Key Her AZAAN Ka Jawaab Dayna WAAJIB Hay ? Ya Sirf Mohallay Key ? Ya Jo Qareeb Key Ho Sirf Uss Ka Jawaab Dayna Kaafi Hay ? Agar Cheh Doosri AZAANAYN Bhi SUNNI MASAJID Key Houn. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19551 bad mazhaboun key AZAAN key ta'azeem key jaaye gi ? aur uss ka jawaab dayna waajib hay ? uss AZAAN k waqt aur bad mazhaboun key TILAWAT-E-QURA'AN k waqt kaam kaaj jaari rakhna ya Khud TILAWAT Kerna K Sa ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19552 USOOL-E-HADEES Kya Hayn ? Aur Kitnay Hayn ? INN Per Koi KITAAB IRSHAAD FARMA Dee Jeye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19553 RIWAYAAT , DIRAYAAT Kissay Kehtay Hayn ? Agar RIWAYAAT Say Muraad Sirf AHADEES Hayn Tou DIRAYAAT Kya Hayn ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19554 Peshab karnay k baad 10-15 minute tak qatray aanay ki beemari ho aur 15 minute intizar k baad Wuzu kar k Namaz shuru kar di jaey aur Namaz mein Qatray aaen tou kia namaz ho jaegi aur kia Wuzu bhi toot jaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19555KAMRE KE ANDER NA'LAIN PAK SHARIF YA KISI MAZAAR KA PHOTO HAI TO KYA WAHAN KAPDE BADAL SAKTE HAIN ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19556 Agar afsar ahle hunood ho aur Jume ki nam,aaz ka waqt ho jaye to kya usse ijazat lekar Namaaze Juma ke liye jaana Chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19539ماقولكم أيها المفتي الأعظم بالهند فى هذه المسئلة. هل تشق الصلاة خلف من يلبس القميص والبنطلون وعليه ال (يقال له بالطو مع الرباط) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19557 Did Sayyiduna Rasulullah (Peace and Blessings of Allah be upon Him) summon the soul of Imam Gazzali (RadiAllahu Anhu) on the night of Meraj to converse with Hadrat Musa (Alaihi Salaam)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19558 Huzoor Agar kisi kaa naam Noor Fatimah yea Noor UL Aain hoo tuu usko Sirf Noor Pukarna Kesa hay Kuch logon nay kaha hay kay Noor Allah Taallah kaa naam hay sirf Noor pukarna sahi nahi hay Hazrat iss baray main kia Farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19559 Can we use the term 'Alaihi Salaam) after the name of Imam Husayn or Imam Hassan. We are from South Africa and to use this term is not really known. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19560 Sunnate Muaqida ke parhne ka tarika kya hai...?? Maine Qtv mei suna hai isme 2 rakat k baad baith kr Attahyat k baad Darood sharif aur dua parhne k baad utha jaata hai,aur 3 rakat mei sana bhi parhi jaati hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19561 Khinaan aur Hannanah naam rakhna kesa aur inn ka matlab irshaad farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19562 Sarkar Ghousul Aazam k maheenay ki Nisbat se Unki Taleemat aur Karamat ka Tazkira farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19563DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19540gher ISLAMI mumalik mayn co-education system hay tou wahan larkiyon ka mard teachers aur saathi students say baat kerna k sa ? jab k baat ta'aleem k baaray mayn he ho Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19541Is it OK to learn and teach Martial Arts, Kang Fu or Judo Karatay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19542Haakim kissi k zina ka gawaah ho tou ussay mazeed gawahoun key zarurat hay ? ya woh had qaay'eem ker sakta hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19543Indian supreme court ne students ko dadhi rakhne per pabandi lagayi hai.isse muslim students ko bahut pareshani ho rahi hai.please aap iska radd karte hue hamari himayat farmayen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19544Kya NAMAZ Ya Gher NAMAZ Mayn Cheenknay Say WUZU Toot Jaata Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19545SURA'AH TOU'BAH , SURA'AH Number 9 Hay , Iss Key 1 AAYAT # 110 Hay Jiss mayn 1 imarat ka zikr hay , aur uss ka Paarah Number # 11 Hay. world trade center ka haadsah jo hua 11 september (mahinah # 9) mayn hua aur uss key manzilayn 110 theen , ba'az l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19546MUHADDISEEN APNI KUTUB-E-AHADEES Mayn Mursal , Za'eef O Mozu AHADEES Bhi Laaye Hayn Kissi Ka Mursal , Za'eef Ya Mozu Hona Likha Aur Kissi Ka Nahin Likha Ya'ani Kissi Per DOOSRAY ULAMA Nay KALAAM FARMAYA. Za'eef O Mozu AHADEES Laanay Key Wajah isshad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21673Koi Shakhs Ramzan mein Zakat ki Raqam alag kar de aur kisi Gareeb Larrki ki Shadi per 2-3 maheenay baad kharch karay tou kia usay utna hi Sawab milega jitna k Ramzan mein Zakat denay ka hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 201-300 of 10,104 items.