Showing 201-300 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24956Zakat dene wale ne madarse me ye soch kar zakat ki raqm di, k madarse wale uske taraf se heela sharai karlenge, jaisa ki aam dastur hai. Baad me malum chala ke us madase wale ne heela sharai nahi kiya aur us raqam ko madase ke kaam par kharch diya. I...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19009zakat dene ka sahi tarika kya hai madarse me diya jaye ya apne gareeb ristedaaro ko diya jaye Aur jo log apne paresan hal gareeb ristedaaro ko chor kar apni sari zakat ki rakam kisi madarse ko de de un par kya huqm hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20695Zakat awr Lillah (Sadqa-e-Nafila) kay paisay kia gari awr petrol may istimaal kya ja saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18373Zakat awr Lillah (Sadqa-e-Nafila) kay paisay kia gari awr petrol may istimaal kya ja saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20033zakat adaa karne k baad, kya tax b dena ho ga government ko? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18657Zaid, Ramadan k dauran apni Bivi k saath safar kar raha tha,isliye safar me Zaid aur uski Bivi Roza nahi rakha tha, aur Zaid ne apni Bivi se bosa liya to ab Zaid par ky Sharayi Hukm hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26310Zaid, jo Sahihul Aqeeda Taalib e Ilm hai, uss ne kahaa: "South Africa mei Jo tablighi jamaat mei log shaamil hotay hai , jo urdu zubaan se ajnabee hotay hai, wo aksariyat asal mei Wahaabi nahi hotay is waaste ke in logou ko ma'aloom nahi hota ke Deob...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
24124Zaid Wazu karraha Hota Hay Wazu khatam hooney se pehley yani Feets dhoney se pehley uskey chehrey aur haat se wazu k pani sukh jata hay kya zaid ka wazu ho jayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22685Zaid was Malik-e-Nisab when he was 19 years of age. His dad paid Zakah on his behalf each year. Zaid officially started work in April ’09. he wants his Zakah calculable year in Ramadan Sharif, so that he remembers his year end. What should he do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26805zaid wa bakr ke yahan da’wat thi amr ne da’wat mein shamil hone wale muta’addid logon se pucha ki musalman ke yahan da’wat mein jaoge ya Yahoodi ke yahan, jabki hamari nazar mein zaid wa bakr donon Musalman hain. Mana ki bakr wa amr ke mabain ranjish...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26778Zaid told me that Rasul sallalla hu ta ala alayhi wa sallam ko (maazallah) ye pata na tha ke Qayamat Kab Aegi mai ne jawab diya ke Her eik sawal ka jawab dena, Ilm hone ke Bawajood, yeh kya zaroori hai Huzur salla hu ta ala alai hi wa sallam ke liye?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18064Zaid teacher hai apne ghar par coaching classes chalata hai. Usney Bakar ko saal bhar ka course padhaney ke liye ek musht total fees advance may Rs. 2000/- wasool kar liyey. Bakar ne qareeb 4 maheeney apni marzi se chuttiyaan kee. Halakanki Zaid Baka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25083Zaid sunniyon walay kaam karta hay magar kehtay hay ke Ahle Hadees (Gayr Muqallid) bhi theek hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24281Zaid Sunni Sahi ul Aqeeda hay lekin uski peshani par light kaala nishaan hay bakr kahata hay k ye Badmazhabo ko aata hay jisse inki badmazhabiyaat sabit hoti hay? hazrat kya farmate hay? Aur zaid par kya Hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26854Zaid sunni musalman he or Zaid ka intiqaal hogaya ,Zaid ka janaza salaah sahihul aqeeda imaam parha rahe he lekin mudathadiyo mukhtalif aqaid ke he yaani sunni or wahabi sub shaamil Zaid ke janaza salaah me. Sawaal ye he ke kya bad aqeeda Zaid ki jan...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26893Zaid sunni musalmaan hai jo ki ek restaurant ka maalik hai. Jiske yahan sirf halal non-veg milta hai lekin uske yahan kafir customer agar kachcha gosht (jhatke ka) le kar aaye aur pakwana chahe aur pakwa kar le jaega. Zaid agar apne restaurant ka kic...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26492Zaid Sunni hai aur Wahabi, Deobandiyo se Musafaha wagaira karta hai, Zaid pe Shar'an Kya hukm hoga? Kya awaam e Ahle Sunnat Zaid ke is fel ke baad uska haath choom sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
19971Zaid sunni hai aur bakar shiya hai to kya zaid bakar ki dukan me sirf tilawate quraan kar sakta hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20157Zaid Sunaar kay pass jaata hay awr aik tola sona us say 50000 ruppay main kharedta hay, paisay day kar sonay par qabza karleta hay. 2 din baad phir sonar kay pass jaata hay awr 55000 ruppay main sona us kay haath bech deta hay. Sona day deta hay mag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25564Zaid subhe aeroplane par jammu kashmir se dehli ke liye nikla. usko dehli pohunch ne k liye 1:30 to 2 hours lagey Nimaz e zohar aur assar k waqat wo wahein raha usk foran bad ussi din wo dehli se jammu kashmir k liaye wapis agaya. Sawal yeh hai k Kya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20971Zaid stays for Aetikaaf in a Masjid, and that Masjid they accepted the false shahadat of the Crescent and celebrated Eid on the 30th day of Ramazan, what should the people in the Aetikaaf do? They wil have to leave they Masjid anyhow, what is the Sha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26760Zaid sharab pi ke apni zaoja se bahot gali gluj karta he. Uspe zina ki galat dohmat lagata he. aor apni zaoja se kaheta he ki mene tujhse nikah na pdha aor kufriya jumla bhi bolta he. Alag rahene bhi nahi deta. Hazrat jawab enayat marmae.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20543Zaid sharab ki khali bottles dukandaroun say kharid kar saaf karta hy awr unehy unn companies ko bechta hay jo dubara usmay sharab fill kar kay market may bachtay hain. Zaid ka yeh kaam karna kaisa hay awr uski kamai ka shar'aee hukum kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20174Zaid says, asking from Allah Azzawajal is best and asking from the Prophet peace be upon him or a wali is also good but asking from Allah is best. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21369Zaid says that the Awliya of Allah don't get any benefit if we do isaale sawab to them but we get the benefit. the question is that what is the rule and hukum of such person for saying that Awliya Allah do not get benefit from our isaal e sawab? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23054Zaid says "A person who asks help only from Allah Ta'ala is better (more afzal) then someone who asks from Allah Ta'ala along with other awliah too". Is this the aqidah of ahle sunnah wa jama'at? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27015Zaid sarkari sharab ki dukan ka manager hai or usko sarkar ke zariye salary milti hai ... To zaid ke yaha dawat ka khana khana kesa hai...agar che malum ho. Or zaid ka apne ghar per milad krna or uski shirni ka kiya hukm hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21395zaid saheb e nisab nahi hai. zaid ko baker ne haj ada karne kliye apne kharch se legaya, zaid samajta tha k zaid ka haj nafil hajhai. to zaid ne jo haj ada kiya wo farz ada hua ya fir nafil. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24927Zaid Qadyani ko bohat zyadah galiyeh deta hai to Bakr ney uss se kaha k gali dena galat hai ager chey Qadyani galeez hain beshak galeez hai lakin gali dena hamara tareeqa nahi ayah yeh durost hai ya nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20097Zaid pehle gareeb tha usne haraam kaaam kr k bohat sara rupya kamaya, lekin ab wo apne un haraam kamon se tauba krleta hai, to kya zaid kamaya hue haraam rupyun se jaiz karobar shuru kr sakta hai ki nahi? Agar nahi kr sakta hai to us haram rupyon ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26303Zaid pardes mein apni mankooha se aik arsay se door hay. Galaba-e-Shahwat se Rozay ki halat mein mushtzani kar betha. Kia roza jata raha aur kia iss par kaffar hoga ya sirf aik roza qaza karna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
20884zaid par qurbani wajib hai, wo apne naam par qurbani ka hissa lena chahta hai, kin ky saath hum qurbani ka hissa le sakte hai.please wazahat farmaye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20328Zaid ny slehkulli tehriq chor di, ab kia uspr toba awr tajdeed iman awr nikah lazim hy kunkay wo unko sahi smj kr unkay kaam karta raha hy. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19916Zaid ny jamat ky doran apnay chasmay bachanay ky liay usay unglion sy hataya. to aisi surat me kya amale kAseer hoga aur sajdae sahu karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25967Zaid ny apnay dosto se kaha ke tamam khail lahw wa la'ib hain lihaza mana' hain aur shatranj par un may ziada sakht hukum hay. jis par Bakr ne kaha ke falan aalim yeh keh kar kheltay hain ky uss se zehan khulta hay. Hazrat rahnumai framaen. kia iss n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLaho Laab
23422ZAID NE ZAKAT KAY PAISAY DARUL ULUM KY COUNTER PER ISLAI DIA KY USKI ZAKAT ADA HO JAEY AWR USAY ZAKAT KAY SAWAB KAY ILAWA MADRSAY MAY ISTAIMAL KA BHI SAWAB MILAY. BAKR NE KAHA K ZAKAT TO ADA HO JAEY GI LAIKIN MADRSAY KA SAWAB NAHI MILAY GA. MADRSAY K...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25493Zaid ne ye niyyat karli thi ke har rooz 2 rakat nafil zuhr ke baad parrhega, 15-20 saal ke baad usko ab yaad aaya jo us ne apne upar wajib kar liya tha, ab jo chooti huwi nawafil hai uska kya hukm hai? uskeliye kya kiya jaaye aur ab jab parhta hai to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Nawafil ka bayan
23631zaid ne waswasoon ki wajah se apne apko halaat e ahtelaam me laya to kya uska roza baqi raha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25542zaid ne sirf apni Biwi ko daraane ki gharaz se kaha ki ja maine tujhe 3 talaak di. lekin zaid ke dil me yahi baat thi ke main talaak nahi de raha hoon balki sirf dara raha hoon kya is soorat me talaak ho jayegi? Ya phir nikah salamat rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
26743Zaid Ne Sawal Kiya hai ki Ek Saksh Dadhi Mundwata hai Aur Photo Graphy se Parhez Karta hai To Sharai Dadhi Rakhna Photo Graphy se Zyada Zaruri Hai Ya photo Graphy se Bachna Zyada Zaruri hai? Dono Me se Konse Amal per Pehle Dhayan Aur Gour o fikr ki j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25526Zaid ne sawaal kiya k tumhein Sarkar Gause Azam ke piche namaz padne ka mauka mile to kya karoge? Bakr ne jawab diya k ye to hamare liye bahut khush qismati ki baat hogi tou Zaid ne kaha k tum Bareilviyon ka maslak to ye hai k tumhari namaz hanafi im...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20886Zaid ne Qurbani ki niyyat se bakra zabaH kar diya Bismillahe AllahuAkbar padh kar....DuAa usko yaad nahi thi isliye nahi padhi....is tarah se kya yeh Qurbani ho gayi ya nahi...?? Ya doosri qurbani karna hogi..?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26579zaid ne pehli bait ek peer e kaamil se ki thi aur baad me la ilmi ki wajah se ek dusre peer e kaamil jo unse aala wo arfa muqam rakhtai hain unse bait hogaya. Ab wo mureed kis ka raha aur bait todnai ka gunahgaar wo hua ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25248Zaid ne Naat ka kuch hissa akele me Filmi ganay ki taraz me padha tha aur uske kuch dino baad pata chala k ye Kufr hai. to Zaid par kya hukm hai Jabke Zaid Shadi Shuda hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
21085Zaid ne Muhabbat aur Aqeedat k sath "Ya Muhammad" ka Na'ra lagaya. Bakr ne usay samjhaya ka Ya Rasool ALLAH Ya Habeeb Allah kehna chahiye jis par Zaid ne kaha k khud Sarkar ne Hazrat Usman bin Hanif ko "Ya Muhammad" kehna sikhaya tou yahi kehna Afzal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24809ZAID NE MASJID ME NAKSH E NALAIN KI TAKTI KO CHUMA. AMR : AISA MAT KAR YE SHIRK HAI. ZAID: YE SHIRK NAHI. SAHABA E KIRAM BHI HUZUR ALAYHISSALAM KI CHIZO KO CHUMTE THE. AMR: WO SAB CHIZE ORIGINAL THI AUR HUZUR ALAYHISSALAM KI MUBARAK JISM SE LAGI HOTI...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25787ZAID NE MAKAN SARKARI KAGHZAAT MEN KHALID K NAAM KAR DIYA AB AIK MUFTI SAHAB NE FARMAYA K JAB TAK ZAID YE NA KAHE K MEN NE MAKAN KHALID KI MILK KIYA TAB TAK WO MAKAN SHARAN ZAID KA HI HAI BAAD-E-WAFAT-E-ZAID WO MAKAN BHI TARKA MEN SHAMIL HOGA. SARKAR...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18541Zaid ne kufriya lafz kaha to Bakr ne use bataya ke tumne jo kaha wo kufriya lafz hai tumhe tajdeed imaan aur tajdeede Nikah karna chahiye. Ab zaid ke ghar wale bakr se sakht naraaz hyn, ab Agar zaid tajdeed e imaan aur tajdeed e nikah na kare to zaid...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27063Zaid ne kuch logo k samne kaha ki mai ne fala kam nahi kiya Allah aur Rasool gawah hai kyu ki us waqt usse laga ki usne woh kaam nahi kiya Per kuch din baad use yeh confusion huwa ki usne woh kiya tha ya nahi aur use yaad bhi nahi ahraha use ne woh k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26478zaid ne kisi aurat se uske walid aur gawaho ki mojudgi me nikah kar liya jab ki zaid pahle hi se shadi shuda he aur iska ilm uske ghar walo aur uske bachcho aur khandan me kisi ko nahin to kya zaid ka uski naee biwi ke saath taluqat rakhna sahi hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25626Zaid ne Khwaab mein Hazrat Eesa Ala nabiyana alaihi salat o salaam ko dekha awr Daste Mubarak pe Bosa dia. Huzur iski Tabeer inayath farmayein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
25444ZAID ne kaha; Bandon k Aamal Se Rabb Ko Kitni Takleef Hoti Hogi? Kia aisa kehna durust hay? Zaid par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed
25672Zaid ne kaha tumhara imaam tv bhi dekhta hai jalso mein movie bhi banvata hai is par bakar ne kaha Hamare imaam sahab Tv jaiz samaj ke nahi dekhte hai jalso mein movie bhi haram samajh ke banvate hai arz ye hai imaam sahab tv ko Haram samajh ke dekht...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26497zaid ne Kaha ki falan admi sullakulli hai is per bakar ne Kaha ki aap aisa kyu bol raho. Woh admi Toh falan alim shaheb k khalifah hai Toh Ispar zaid ne Kaha ki agar uss admi ko hazrat jibreel alhissalam bhi khilifat deh Toh mai usko sahi nahi manug...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18090zaid ne kaha ke kiya jo imam ahmad raza ko nahee manta uss ko Ya Rasool ALLAH kehne ka haq nahee Bakar ne kaha NAHIN dono pe kiya hukam hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23797Zaid ne kaha kay Sayyidi Taajush Shariah ne farmaya hay kay: 'Ibn Katheer nay Ibn Taymiyah kay gumrah qun aqaid ki parda poshi kee heh.' Agar waqa'ee mein mansoob shuda qawl darust hay tou phir Sayyidi wazahat farma dein kay Ibn Katheer nay Ibn Taymi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20586zaid ne kaha jab tak koi Tie pehna rahta hai wo khaarije islam rehta hai. Aur jisne Tie pehni kya usko tajdeed e iman aur tajdeed e nikah karna zaruri hai rehnumayi farmayen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25417Zaid ne jo Aalim bhi hai Meeladun Nabee SallallahuAlayhe wasallam ke jalsey men apne bayan mein hazaron musalmano ke darmyan men kaha hai ke "ALLAAH ko eeshwar bhi keh sakte hen" Bakar ka kehna hai ke Allaah Tabaraka wa Ta'Ala ka Ta'Arruf lafz e "ees...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27143ZAID NE JANTE HUYE BHI ROZA TODA KE YE GUNAH HAI TO ISKA KAFFARA KYA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
18973Zaid ne Ishaa ki Namaz mukammal padh li. Ba'ad men dekha to pata chala ke ishaa ka waqt shuru hone se qareeb 5 minutes pehle hi us ne Farz padhi thi. To usne Farz namaz ab dohra li. Lekin ba'Ad ki do Sunnat aur witr nahi dohrayi yeh soch kar ke woh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21187Zaid ne Isha kay Farz parrh liye thay awr bhul kar kuch wqt baad dubara Isha ki namaz perhni shru ki awr doran-e-namaz usay yaad aa gia kay usnay yeh farz prh liay hain. Kia wo namaz usi waqt tor dai ya usko mukkmal karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26646Zaid ne is taraH kaha ke: "Thik h chalye mai ek jumla kehta hu aap mujhpe hukm lagae motamad hawale k sath. Mai wahabi hu lekin jo b gustakhi karega chahe wahabi ho ya devbandi wo kafir hi h or kafir hi rahega jab tak taoba na kare. ab motamad hawale...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24366zaid ne is niyyat k sath k Isa alaihissalam ki wiladat k din se iswi sal shuru hua hai,apne dosto ko "naya sal mubarak ho!"aisa sms bheja. Kya zaid ka amal durust hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26485Zaid ne internet par Arabi classes shuru ki hen jiske barey men Zaid ka daAwah hai ke "Kya Aap Chahte Hain Ki Aap Quran & Hadees Aur Deeni Kitabe'n Jo Arbi Me hain Use padh Saken Samajh Saken 6-Maah (haar din Ek ghanta yani 180 ghante) Me Faseeh Arb...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran
21394Zaid ne imam ko qaide ula me paya aur takbeer kah kar niyat bandhi ,isse pehle ke zaid sharik e qaida hota imam tisri rakat ke liye khara ho gaya , ab zaid tisri rakat ka qayaam kare ya qaida karke phir qayam kare? Aur agar qayaam kiya to aise iqteda...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23241Zaid ne Imaam k saath Namaaz ki Niyyat ki, Imaam k baad pahla Salaam phera, Dusra salaam pherte waqt Muqtadi ki RIH kharij ho gayi, Muktadi apni Namaaz lotaye ya ho gayi? Yahi Imaam k saath ho to kya Hukme Shara'ee hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26459Zaid ne Hina se nikah kya. Nikah k bad ziad ko pata chala k hina ki bahen (sister) ne ziad k nani ka doodh piya he. Yani hina ki bahen ab ziad ki razai qala howi. to kya ab ziad and hina ka naikah baqi hoga ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26812Zaid ne hajj ko Jane ki niyat ki aur madena shareef se nikla kuch pareshani ki wajha se WO aheram meeqat se nhi bandha aur masjide ayesha pahonch kar aheram bandha to us per kya hukum hai. dum dena hoga ya sadqa.WO sadqa dekar wapas chuka hai. agar A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26732Zaid ne Hajj ki niyat se meeqat se pehle aheram bandha aur raste me check point hone ki wajah se aheram khol kar kapde pahen liye to us per ab dum hoga ya sadqa dena hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21451Zaid Ne HAJ Nahi Aada Ki Hai Aur Ramzan Mai UMRAH K Liye Gaya Usne SHAWAAL Ka Chand Makkah Mukarama Mai YA Madina Munawarra Mai Dekha Tho Kya donu sooraton mein Uspar Ussi Saal HAJ Farz Ho jaye ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25210Zaid ne gumaan kiya ke waqt bahut kam rah gaya hai isliye usne Sunnat e Fajr chhod kar jaldi jaldi Fajr ki sirf Farz Namaz padhi. Lekin Namaz ke baAd jab taHqeeq ki to pata chala ke abhi to waqt baaqi hai. To usne ab Sunnat e Fajr bhi padh lee. Hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
23704Zaid ne Farz Hajj nahin kia aur uzar ye pesh karta hay k jub tuk Passport par Tasweer ki Pabundi hay uss waqt tuk uss par Hajj Farz hi nahin. Bakr kehta hay k Hajj Farz kar lia jaey magar Nafli Hajj aur Umray k liye Tasweer ki Ijazat nahin Amr ka keh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26486Zaid ne Ek Sunni Masjid banna di aur Masjid ka naam apne walid k naam se rakh diya aur zubani kehata hain k ye waqf Maine kardi hain lekin waqf board main koi registery nahi huwi na hi uss Masjid ki koi committee hain Kya iss Masjid main namaz e jumm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
25887Zaid ne ek naya hukka kharida aur uska istemaal kar raha tha ek dost jo unke saath unke room me rehte hain unko bhi istemal K liye bulaya to unhon ne mana kiya to zaed ne kaha istemal karlo ye aalahazrat ki sunnat hai. Suwaal ye hai K zaed ka yeh keh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18921ZAID ne ek flat kiraye (rent) par BAKAR se liyaa hai, jiske liya ZAID ne monthly rent ke alawah Rs. 2 Lac deposit (refundable) BAKAR ko diye hain. Kia Zaid ko is 2 lac ki zakat daini hogi ya iski zakat Bakr ko deni hogi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25543zaid ne doston ke saamne khuda ki qasam khakar kaha ki main ye kaam zaroor karoonga lekin dil me us kaam ke karne ka irada bilkul bhi na tha, to kya is soorat me qasam ki adayigi kare ya phir na kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQasam
18876Zaid ne darse quran ke dauran Hadees sharif ka tarjama ye kia ki "SAHABA-E-KIRAAM NE HUZOOR SALLALAHU ALAIH WASALLAM SE ARZ KIYA YA RASOOLALLAH AP ITNI MASHAQQAT KYON FARMATE HAI KI APKE MUBARAK QADMO ME WARAM AA JATA HAI HALANKI (Mazallah) ALLAH NE ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25948zaid ne cricket coaching class shuru kiya he. Wo ladko ko cricket khelna sikhata he aur har mahine wo ladko ke pass se coaching ke paise (Fee) leta he. kya ye paise halal he ya haram? aur cricket coaching ke classes shuru karna kaisa he ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24354Zaid ne baqar se 50000 rupeey liya jaab baqar ne rupeey mangey to zaid usko 25000 rupeey k SODEXO passes Aur 25000 cash deta hay ispar baqar kahata hay k SODEXO passes ki 8% yani 2000 rupeey kam value hay zaid isko mann leta hay aur baqar ussi sodexo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26465Zaid ne bakr se mazaak mein yeh kaha ki jitna tum jhoot boltay ho tumhare liye ek aur farishta chahiye likhne ke liye do se (yani kiraman katebeen se) se nahi ho pata hoga. Aisa jumla mazaak mein bolne ki wajh se Zaid par kya hukm e sharah hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20769Zaid ne bakr se 2 lakh rupee qarz liye kuch dinno baad zaid ne baqar ko 2 lakh 10 hazar rupee diye baqar ne ziyada raqam leney se inqar kiya tou zaid ne kaha k jab miane aap se rupeey liye they ussi waqt niyyat ki thi k issey jo may business karunga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19406Zaid ne Bakr ko mazaaq me kai martaba BHAGWAN keh diya to arz hai k Zaid per kya Hukm hai ? Aur unlog par kya hukm hai Jo zaid ke us mazaaq per hansen (muskura kar) chup rahe. Meharbani farma kar Zaid aur Sath me usko sunne walon per kya hukm hai irs...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25711zaid ne bakr ko kuch khareednay ko kaha. bakr ne wo cheez dhoondi aur achay rate par apnay payson se khareedi aur sath hi kuch free gifts bhi milay. tou kia ab bakr zaid ko sirf wahi cheez de jisay khareednay ke liye zaid ne bakr ko kaha tha aur free...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24098Zaid ne Bakr ko Apni Garri uss mien mojood Nuqs bataey bagair bechi. Ub Bakr wo gaarri kharid chuka aur baad mein usay maloom hua k iss mein falaan nuqs tha jisay uss ne theek karwaya aur Zaid se uss par kharch honay wali raqm ka mutaliba kia. Zaid k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27136Zaid ne bakar se kaha ke koi sunni agar kisi jamati ke janaze me ya phir shaadi, dawat, tabiyat puchne jaega to us ko tajdid-e-Iman, tasjdid e nikah, tajdid e bay'at karna hoga to is par bakar kehta hai ke ye hukum tab hai jab hum ne jamati ke muh se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay, Namaz
23178zaid ne bacchioun ke liye life insurance policy kara rakhi hai to kia us policy per zakat wajib hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22815ZAID ne apni kamai hui dolat apne walid QAMAR ko hiba karne ke irade se likh kar diya, aur ZABANI KUCH SHARTE BHI RAKHI, zaid ke walid qamar ne zaid ki di hui sharto ko do din hi mai manne se inkar kar diya. ab zaid ne apne walid qamar ko likha ke ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18964Zaid ne apni company se jahan woh mulazmat karta hai 70,000 loan leye they. Neechay sawalaat ke jawabat einayat farmayein. a. 70,000 jo loan leye they woh eik company mein invest kar deye jahan se munafa milta hai. Kya es munafe pe aur 70,000 jo com...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26518Zaid ne Apni Biwi ko Sirf Muhabbat me Maan ya Bachchi kehdiya to kya Zaid pe Koi Hukam he Or Kya Muhabbat me Ese Alfaaz Nikalna Jaaiz He?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26941zaid ne apni biwi ko raat 12 baje uthaya aur talab-talab kaha 5 baar aur biwi ko mara bhi hai.. biwi ka kahna hai ke shohar ne 6 baar talaaq-talaaq kaha mene suna hai...ab shohar kahta hai ke mene talaaq-talaaq nahien kaha aur shohar kasam khane ko t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26591zaid ne apni beti ko padhai ke liye puna bheja hai, jb ki zaid mumbai ka rehne wala hai jaha pr ladke or ladki ek hi class me baithte hain, na mahram teacher padhate hai, Kya shriat se is tarha ki badhai krna jaiz hai. Or jb college se picknick wagai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26748Zaid ne apni 3 saal ki zakaat peshgi (advance) hi nikaal di, lekin zaid pehle he saal faqeer ho gaya phir 5 saal baad maalike nisaab ho gaya, huzoor ab poochhna ye he ki zaid ki zakaat jo ki peshgi nikali gayi kya us zakaat ko nayi zakaat me se ghata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25907Zaid ne apne khitaab ke dauraan kaha ki: "wo gumraah bad-mazhab imam jiske zariye log gumraah huye aur usko apna rehbar o rehnuma maana, to muqtadiyon ka hashr bad-mazhab muqtada ke sath hoga, aur jab muqtadi o muqtada jahannum mein jayenge to gumraa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25925Zaid ne apne bhai se kisi k bare me baat karte hue gusse me In sha Allah ka istemaal iss jumle k baad kiya...JUMLA: " Mai to kiya meri jooti bhi nahi jati wahan" (in sha Allah). Jab GALTI ka ahsas hua to fauran touba ki. Zaid par kya hukm hai jab ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18027Zaid ne apnay Saarrhu (Ham-Zulf) bakr k farzand ko goud liya. Ub uss bachay k pedaishi certificate aur deegar qanooni kaghizat mein bacchay k naam k sath zaid ka naam likhna jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25961Zaid ne Amr ko 15 Lakh Rupaye bataur e Investment apne business me lagaane ke liye diye. Amr iske badle me Zaid ko Har mahine Kam o Besh 40 Hazaar Rupaye, bataur e Munafa (Profit) dene ka waada karta hai. Amr ka kehna hai ke usne koi Fixed Profit ya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQarz, Sood
23177zaid ne aik plot 200 gaz ka bacchioun ke mustaqbil me kaam asake khareed rakha hai to kia us zameen per zakat wajib hogi? theek isi tarah se zaid ne bacchoioun ke liye gold khareed rakha hai to kia us gold per zakat wajib hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25484Zaid ne aik aalim ki tasweer phelaee jo tasweer nahin niklwatay aur touba bhi nahin karta jis par Bakr ne kaha ki Allah uss ko azaab ponhnchaey. Kya ye jumla bolne par bakr par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
24280Zaid ne Aashhure k din Nawafil Namaz padha aur Sarkar Sallallahualhiwassalam Aur Shhodah Wa buzurgane izam ki bargah may isko nazr Pesh kar diya LEkin Baqar kahata Hay k tumhare Walid sahab ka Bhi inteqal ho gaya Hay tou tum Sarkar ki bargha may nazr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23981Zaid ne 5 qurbani ki minnat ki ab ye qurbani kis tarha se ada ki jaey? Iske liye Ayyam e Nahar khas hay? Ya uske ilava Kia ek bade janvar me ye 5 qurbani ada ho sakti he? Ya fardan-fardan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 201-300 of 10,104 items.