Showing 1,401-1,500 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24739Aik badmazhab jo hadd-e-kufr tuk pohanch chuka aur aik Kaafir jo shuru hi se non-muslim hay? Kia donu ka aik hi hukm hay? Aur Tableegh k silsilay mein kis par Islam ki Dawat pesh karna zaroori hay? BadMazhab jo Hadd-e-kufr ko pohanch chuka ya wo jo S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24441Aik Balti mein bagair wuzu kiye huay hath gir jaey tou kia uss balti k paani ko wuzu, ghusal ya peenay k liye istimal kia ja sakta hay? Aur agar uss pani k siwa pani majood na ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26089Aik banda sarkari mulazim hay aur achi naukari bhi hai aur achi tankhuwa (payment) miljati hai, ab ladki bhi naukari karna chahti hay to kya unhe ladki ko shadi ke bad naukari pe bhejna chaheye ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23529Aik baree ayat jaisay ayatul kursi ya ayat-e-madiana agr aik rakat may is may ka baz praha awr dusri may baz to jaiz hy jb is may ayat kay hr rakat may jitna parah baqadray teen ayat ky ho. Madaina sy kia murad hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25299Aik Baywa Aurat 10 lakh rupaya bank main jama karwati hai apni aulaad ki zaroorat aur beti ki shadi kay liye tou kya unn paison per bhi zakat dena uss aurat par waajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21299aik bohat hi mohatram ba shra shakhsiat ki aik sunni shb ny dawat ki. Hazrat ko jo shb lainay aaey wo dawat dainay walay kay susar thay jo badmazhab hay. Hazrat kay mezban nay arz ki kay yeh aanay wala badmazhab hay jis par Hazrat nay farmaya uska im...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19004Aik BudMazhab ne aetiraz kia k hazrat umar radiallah taalaanhu ne us Payrr (Darakht) ko katwa diya tha jis pe payrr par sarkar sallalahu taala alaihiwasallam ne kisi safar main jaate waqt araam farrmaya tha kyunki log uski tazeem karte the. Hazrat is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24526Aik budmazhab ne aetraz kia k Sarkar Alaihis Salato was-Salam ye pasand nahin farmatay thay koi unki Aamad par koi kharra ho tou phr tum Sunni kiun Salam parrhtay waqt Qayam kartay ho? Rahnumai farmaaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20075Aik buzurg batatay hain kay Huzoor Mufti-e-Azam nay chain wali gari per patta laga ker pehannay ko jaiz qaraar diya hay iski kya haqiqat hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20887aik dost ko qurbani me pehle din ka hissa mila.. dosre dost ko dosre din ka. dosre dost ko bhi pehle din qurbani m hissa chayye tha jis ko pehle din hissa mila us ne kha aap mera ghosht le lena m aap ka ghosht le lon ga kya ye jaiz Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23484Aik Email ko bohat aam kia ja raha hay k Sarkar ne farmaya, Qayamat k Din Quran se Barra koi Shafee nahin hoga, Na koi Nabi na hi koi Farishta. Email mein iska koi Hawala nahin dia jata. Kya Huzoor aapki nazar se Yeh Hadees guzri hey? mazeed is ki Th...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20243Aik Film release ho rahi hay. Uss film ke aik gaanay mein ma'azAllah lafz "Bismillah" aur Zikr e "Allah Hoo" kasrat se istemal hua hay. Agar koi musalman ye jantay huay film dekhay ya uss ganay ko sunay ya sunaey tou uss par az roo e sharah kia hukm ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25392aik firqa jo ke Britain aur South Africa me abadi rakhtey hain, woh farmatey hain ke niqab Hinduon ki ejad hai, aur kehtey hain ke Hitler muwahid tha, aur Imam e Husayn radhiallahu taala anhu ki tauheen karke kehtey hain ke woh Nabi e Pak alayhi sala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
23854Aik Gaana jis mein ye bol hain k "Tujh mein Rabb dikhta hay mein kia karun, Sajday sar Jhukta hay mein kia karun" Kalima-e-Kufr hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18130Aik gaon hay uss mein masjid hay jahan namaz wa taraweeh sub hoti hay magar aitikaf k liye uss gaon se koi bethnay k liye tayyar nahin tou barabar walay gaaon se aik shakhs ko laa kar bithaya tou aisa karna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18696Aik Hafiz sahab masjid ke andar kuch ladko ko padate hain. uske badle wo ladke un Hafiz sahab ko kuch paise dete hain. halanke Hafiz sahab paise lene se mana bhi karte hain. ek dusre Hafiz sahab ne kaha masjid ke andar paise lekar padana najaiz hai. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23859Aik hi surah qasdan ya sahwan donu rak'at mein parrhi tou namaz ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19739Aik Hindu ka aetraz k agar Insan ko ALLAH ne apni Ebadat k liye Payda kia hay tou Musalmano ka Aqeeda hay ALLAH BayNiaz hay. Barah-e-Karam Rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23709Aik Hindu kehta hay k musalman hona chahta hun magar iss se pehlay mujhe Quran mein kia likha hay wo samjhao aur wo Masjid mein aa kar Musalmanon k sath Namaz parrhna chahta hay. Kia usay Quran Sharif ya Uska Tarjama Suna saktay hain aur kia usay Mas...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26525Aik hindu ne ek musalman jis pr Hajj bhi farz nahin tha apnay paison se usay is saal Hajj par bhaijh dia hay. Kia Musalman ka Hajj qubul ho jaye ga? or is maslay mai Az Ru e Sharah kia hukum sadir hoga? ba wazahat jawab enayat farma kar INDALLAH MAJO...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
26452Aik Imam Sahab jo khud ko sunni aur Hazrat ka murid batatay hain magar apni beti ka rishta budmazhab se tay karna chahtay hain. Unki beti bhi hazrat ki murida hay aur iss rishtay se razi nahin magar walidayn jabran ye rishta karna chahtay hain. Walid...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25979Aik jagah jahan kuch saal pehlay kuch na tha phir achanak wahan 2 mazar ban gaey jis ke asli hone ka kisi ke paas koi saboot nahin hai, Wahan par URS bhi hota hay langer bhi bat'ta hay to wahan jana aur langar khana kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19660Aik Jalsa jis mein Musalman, Sikh, Isai sub shirkat karein aur Ibtida mein Quran Sharif ki Tilawat aur Naat Sharif k sath sath deegar mazahib k loug bhi apnay apnay mazhabi geet gaaen aur iss jalsay ka maqsad Islam ki taraf se Aman aur bhai-chaaray k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19757Aik Jamaat Jo Apne Aap Ko MUJADDIDI-Naqshbandi Kahti Hai, Kya Aap Is Jamaat k Aqaaid Se Waaqif Hain Or Kya Ye Jamaat Maslak e Alahazrat k Mutabiq Kaam Karti Hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24527Aik jamat jo Allah Taala kay liyay jism aur jismaniyat ko sabit maanti hay in kay radd kay liyay kuch irshaad farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24991Aik Kafn ka Maslah (Sunnat ya Khilafe Sunnat)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23072Aik kapprra jo stitch honay se pehlay na paak ho gaya tou kia ub stitch ho janay k baad wo Paak ho jaega? wo hissa jahan silai ho chuki kia usski silai ko khol kar paak karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25169Aik khatoon hey jo kehtee hey ka hamari manzil fana fi ALLAH hey apna silsila qadri qalandri batate hey unn ke paas silsiley ki koi lineage nahee hey bs kehte hey hamara silsila hazrat rabia basri rehmat ALLAH aleh sey hey iss liye wo kehte hey ham p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Namaz
26439Aik ladka jo aaqil aur baligh hai usne ek aaqil aur baligh ladki se phone par Yon pocha ki tum mere aqd mein ana chati hot ho ladki ne kaha haan. Phir dono ne ek dosre se ijaab o qubool kia jaise aam taur par hota hai. Tu kia unka nikah ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21208aik larki ney ghar chor ker chup kr nikah ker lia ek larkey k saat aur umrah k liye chali gayi apnay shawher k sath. Maa baap ka dil dukhaya kya umrah qubool hoga? kya nikah phir sey perhwa saktey hai taa k baap witness ban sakey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22897Aik Larrki ne Shadi se pehlay Badkaari ki phr jub uski shadi ho gae tou shohar ko iss baat ka pata chala. Larrki ne apnay shohar se kaha k wo iss par Naadim hay aur Sidq-e-Dil se Tauba kar chuki hay. Shohar apni biwi se buhat piyar karta hay magar ye...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26183aik madrissay me talba chutiyo me ghar jate hai fir wapas dikila lene ke liye 2 din late ho jane par panlty le jati hai or ye keh kr liya jata hai ki ye nasta charge hai esa krna kaisaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26998Aik makhsoos international garment company ke logo (Shi'aar) ke baray mein aik sunni jama'at ki tehqeeq hay ke wo gayr muslimon ki aik devi ka shi'aar (alaamat) hay. Ab uss garment company ki masnoo'aat khareedna bechna kesa. Uska pahenna kesa aur pe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
19939Aik martaba Huzur صلى الله تعالى عليه و سلم Hazrat-e-Fatima رضي الله تعالى عنه ke gar tashrif le gaee, sayyida rotiyan paka rahi thi, Huzur ne bhi apne mubarak hatho se kuch rotiyan banaee , or usko pakane ke liye rakha, to wo rotiyan nahi paki , is ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22939Aik Mash'hoor Mazhabi Scholar ne hadees bayan ki ky 'hazrat abu bakar siddique (radiAllahu ta'ala anhu) hazrat ayesha ke ghar tashrif laye to kuch bachchiyan daff bajate hue geet ga rahi thi'n to hazrat abu bakar siddique (radiAllahu ta'ala anhu) ne ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25801Aik mash'hoor shakhs jo (jo ba qoul Shaykain: Tajush Shariah wa Muhaddis-e-Kabeer) maslak-e-AlaHazrat ka sahih muballig tou nahin magar bahar haal sunni hay aur tariqah qadiriyah mien bay'at hay. Ab kuch loug jo khud ko Sunni Noori Razawi kehtay hain...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Tareeqat
21743Aik Masjid Imam Sb Se Taveez Lene Dum Karane Asar Ki Azan Se Womens Masjid M Bheth Jati Hn Khuch Parde Dar Aur Khuch Be Parda Shayad Bhot Si Pak Bhi Na Hon Aur Khuch Mard Bhi Hoten Hn Ye Sub Namaz Bhi Nahi Parhte . Masjid M Iss Tarah Mard Aurat Ka Ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27064Aik masjid ke imam sahab ke bare logon ko pata chal gaya ke imam sahab internet pe ladkiyon ki tasaweer dekhtay hain, ishqiya shayaree likhtay hain, aur ishq bhi farma rahe hain, kiya ye mansabe imamat ka mazaq nahi hay? inke pichhe namaz hogi? Ab ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20712Aik masjid mein intizamiya ne mehrab mein Imam k musallay ki bilkul saamnay dhai (2.5) ya teen (3) feet ki Naalayn Mubarak ki Shabeeh laga di hay. Maloom ye karna hay k iss se Namaz mein koi Khalal tou nahin hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23048Aik Mazhabi TV Channel jo Sunniyon ki management mein kaam karta hay. Uss channel se Madrisa Deoband ki Documentary nashar ki gaee. Pehlay tou wo TV Video ki wajah se FISQ mein mubtala thay. Ub uss sunni management par kia hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18449Aik mera hi rehmat py dawa nahi Shah ki sari umat pr lakhoun salam. Hamari Masjid ky aalim frmatay hain ky Ala Hazrat tamam umatoun jo aa chukay awr aanay walay sb ko salam kaha hy, sawal yeh kia ismay gumrah log bhi shamil hongay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24926aik mertaba un ko namaz mey cheenk ayi to unoh ne Alhamd pherha aur bad namaz awam se keha k ager am roteen main Alhamd kehney ki adat ho to namaz main bhi kehney se koi heraj nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26484Aik msg aam kia ja raha hay jis mien chaaron Aimma-e-Kiraam ke aqwaal ki khulasa paysh kia gaya hay k agar unn ka fatwa Quran-o-Sunnat ke munafi ho tou usay chorr kar Quran-o-Sunnat par Amal kia jaey. Jis se ye ta'assur milta hay ke Inn Aimma-e-Kiraa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
21867Aik Mu'allima hai Jis nay Ahlay Hadees kay madarsay main Hifz-e-quran kia hai or wo kahti hai kay mera Aqeeda Ahlesunnat ka hai us ko bator mu'allima rakh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26468Aik mufti sahab ka ye kehna he ki Abdul Wahab Najdi par lanat mat bhejo wo sunni the unka beta Muhammad Bin ABDUL WAHAB Najdi jisne wahabi jamat banai, magar chunki uska naam Muhammad tha aur ye naam lekar hum use lanat nahi bhej sakte is liye IBNE A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20161Aik Mufti Sahab ne fatwa dia k "Hum Jamhoor-e-AhleSunnat k maslak k mutabiq Tafzeel-e-Shaykhain k Qail hain Albatta agar koi shakhs Khulafa-e-Salasa ke fazail maantay huay Hazrat Sayyiduna Ali ko fazeelat deta hay tou hum usay AhleSunnat wa Jama'at s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26553Aik Mufti sahab ne kaha ke wahabi gustakh agar namaz ke Saff me aajaye toh namaz kisi halat me nahi hoti daleel unhone hadees sharif aur Alahazrat ke fatwa aur Radd ul mukhtar ka hawala diya Hadees sharif hai ke huzoor Sallallahu Alaihevasallam ne fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18468Aik Mulana ne takrir me Kha ki khuda Pehle aaya ki mustafa sallahualehiwsalam. phir unhone jawab dia duniya me wajud ke hisab she khuda, imaan ke hisab se mustafa sallahualehiwsalam. kya ye sahi jawab hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18885Aik mulk mien sehri ki aur phr jahaz k zariye doosray mulk pohncha jahan abhi sehri ka waqt hay tou kia wahan sehri kar sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25485aik muqarir sahib ny farmaya ky TASWEER KI HURMAT HADIS-E-MUTAWATIR SE SABIT HE AUR HADIS-E-MUTAWATIR KE MUNKIR KI TAKFIR KI JA'AE GI. TO KYA MUQARRIR HAZRAT NE JO KAHA US ME KOI SHARI PAKAD HOGI YA NAHITajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
24917Aik Muqarri Sahib ne kaha k Ahle Bait-e-Athaar k Naam k sath Alaihis Salam kehna AhleSunnat k Kaseer Ulama ka tareeqa raha hay aur 1400 Saalon se yahi Tareeqa chala aa raha tha magar ub Kharijiyat ka zehan rakhnay walay lougon ne ye masla nikal lia k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25482Aik muqarrir hain jo Hazrat Aurangzeb Alamgir ko Mujaddid nahin mante to kya hum unko taqreer ke liye bula sakte hain ya nahin? Aur kya wo Sunni hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
26824Aik muqarrir ne apnay bayan mein kaha ke "Nabi (Sallallaho alaihi Wasallam ) hidayat nahi la sake to me kya hidayat laaunga". Iss jumlay ke kehnay walay par kia hukm-e-shara' hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23196Aik Muqarrir ne apne bayan mein kaha ke allah ke izzat ki qasam mein ne aaj tak koi quran ki ayat ya aisi hadees nahin dekhi jis mein ye bataya gaya ho ke khana pakana ghar saaf suthra karna bartan dhona ye sab aurat ki zimmedaari hai. kia uska ye ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23398Aik Muqarrir ne kaha k Aik Neki aisi hay jo Sarkar ne Anjaam nahin di aur wo Azaan dena hay. Kia Sarkar nahin kabhi Azan nahin farmae? Aur agar aisa hay bhi tou ye kehna theek hay k Sarkar ne aik Neki nahin ki? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24087Aik Muqarrir ne kaha k AlaHazrat ne Ghous Paak ki shaan mein kaee Manqabatain likhin magar wo Ghous Paak jesi Namaz parrhnay ko Tayyar nahin aur unn se Ikhtilaf kartay hain aur unka Ikhtilaf baja hay isi tarha agar koi Aalim ya Mufti AlaHazrat se kis...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23773Aik Muqarrir ne kaha k Ummat-e-Muhammadiya pichli Ummaton aur unn k Nabion se bhi Afzal hay! Aisa kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25538Aik muqarrir Sahab ne bad-mazhabon ki tazleel kartay huay kaha ke Darrhi 300 kilo ki rakhi hay magar Ishq-e-Rasool aur Tazeem-e-Rasool (SallAllahu Alayhi wa Sallam) chataang bhar bhi nahin? kia aisa kehna theek hay? kia iss tarha darrhi sharif ki gu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26999Aik Muqarrir sahab ne doraan-e-taqreer yun kaha, "Patthar khaana sunnat hay, usi pathar ko utha kar marnay walay ko marna sunnat nahin". Kia aisa kehna munasib hay aur kia iss par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
23542Aik muqarrir sahib ne kaha k jis k paas halal khaana na ho aur wo marr raha ho aur Haram Khana available hay tou uss par farz hay k iss hadd tuk khaa lay k jaan bach jaey. Agar na khaya tou Haram Maut marega. Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22667Aik musalman ko kis terhan mallom ho sakta hay key kia woh Allah aur Allah ke Habib (Sallalahoaleihe wasalm) ki bargah mein maqbool hay ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24962Aik Musannif aur Muqarrir apni Tahreeron aur Taqreeron mein AlaHazrat ko Mujaddid-e-Azam likhtay aur kehtay hain jis par kch lougon ne Aetraz kia k yun kehnay ar likhnay se pehlay k Mujaddidin ki Shaan mein Gustakhi jhalakti hay. Hazrat kia Irshad fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24447Aik Musannif ne apni kitab mein likha k Hum AhleSunnt wa Jama'at Rasool SallAllaho Alaihi wa Sallam ko Sayyidul Anbiya, Afdal al-Khalq jaantay hain magar Bani-e-Islam nahin kehtay. Kia unka kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25274aik naat khawan ne akhirat ka waqea sunaya kay aik shakhsh ko jahannam ka hukum ho chuka, firshtay lai ja rahain hongay, Sarkar صلی اللہ علیہ وسلم aik kagaz nikal kar uskay mizan may rakh dain ge awr uska palra bhari ho jai ga. iskay baad kaha kay ku...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Malaika
22930Aik Naat Khwan jis ki darrhi nahin, jub wo naat parrhay tou sunna chahiye aur usay apni mahafil mein Naat Sharif parrhnay k liye dawat dena kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21235Aik Naat Sharif hay: "Dar-e-Nabi par pada rahunga pade hi rehne se kaam hoga" Iss me ek sher he 'khuda bhi hoga udher aye dil, jidhar wo aali maqaam hoga' is sher me mera sawal ye he ke allah simt yani disha se paak he magar is sher me kaha gaya he k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22310Aik nau Muslim aalim ne Deobandiyon se mutaasir hokar yeh dawah kiya hai ke Allah Ta'ala keliye imkaan e kidhb muhaal nahin balke mumkin hai albata ke Allah kidhb karta nahin. Kya farmaate hain ulama e deen is qaul kay baare main? Aaya aisa kehne wal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22024Aik No-Muslim (New Muslim) ko kis tarah Deeni Malumaat bataey jaen jub k woh iss waqat kisi aalim ya aalima se rujoo nahi kar sakti? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25965Aik non-muslim jo beemar hay aur usay Zamzam peenay se marz mein shifa hui, agar wo hum se zamzam sharif maangay tou usay dena chahiye? Agar umeed ho ke iss se uss non-muslim ko Islam ki taraf ragbat hogi tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
20432Aik orat apni hayati hi may apna maal warison may taqseem karna chati hy. Uska shohar hay awr aik beta awr 3 betian. Taqseem kis tarah hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21713Aik peer jo aamil bhi hay. Jub koi hindu uss k paas aata hay tou wo hinduon k mantar parrh k usay taweez deta hay, christian aaey tou jesus ka naam le kar deta hay aur musalmanon ko islami wazaif parrh kr taweez deta hay? Aisa shakhs peer tou kia mus...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18686Aik peer sahab jo k paaband-e-Shara hain, unn k qareebi murideen ko dekha gaya k wo aur unn k ahle khaana parday ka ahtimam nahin kartay jis se loug peer sahab se bad gumaan hotay hain tou kia islaah ki niyyat se unn ki gayr mojoodgi mein peer sahab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21149Aik Peer Sahab ka kehna hay k Afzal o Akmal ul Bashar Baad al-Ambiya tou Siddiq-e-Akbar hi hain aur isi par Ijma' bhi hay magar kisi ka Maylaan-e-Qalbi agar Sayyiduna Ali ya Ahle Bayt, ya Sahaba mein se kisi ki taraf ziada ho tou ye Siddiq-e-Akbar ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22394Aik peer Sahib Madina Sharif ki Hazri ko wahan k Adab ki waja se kisi k liye Jaiz nahin samajhtay? Hazrat iss muamlay mein kia irshad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22662Aik Pir Sahib nay kaha kay agar deobandi, wahhabi kay paas ishqe rasool hay wo mera imaam hay? Iss par kia Hukm-e-Shara hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22029Aik professor ne TV par aa kar Durood-e-Taaj ko Shirk bataya. Hazrat aap Durood e Taaj ki Sharhaa aur Iss k parrhnay k Fazail bayan farma dijiye. Aksar Buzrgan e Deen ko dekha k jab wo Durood e Taaj ki Tilawat kartay hain tou Unki Aankhain Nam ho jat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19590Aik riwayat baaee jati hay k Hazrat-e-Umar Apnay parda farmanay k 20 saal baad Apnay Betay k Khwab mein tashrif laey tou farmaya k 20 saal tuk mein apni Hukum mein banaey gaey uss PUL ka hisab deta raha jahan aik bakri k bachay ka paon phans gaya tha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25473Aik Sahab darul uloom ke liye chanda jama karnay ka kaam kartay hain, wo wahan parrhatay nahin hay. isi se unn ka guzar basar hota hay tou kia ye naukri jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
18752Aik Sahab hain, khud ko sayyid kehtay hain. Aksar wo ye baat kaha kartay hain ke mein apnay "Nannaa" se saaray jalsay ko bakhswa dunga. Unn ka iss tarha Huzoor SallAllahu Alayhi wa Sallam ko Nanna kehna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25424Aik sahab jo razawi mash'hoor hain, mukhtalif shehron aur qasbon ka dora kartay hain aur wahan jalsa munaqid kartay hain. Jalsay mein BadMazhabon ki BadMazhabi wali videos aur unn ke kartoot, Unki Kitabon ke hawalay aur pages ke scans screens par cha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
23580Aik sahab ka kehna hay k Mei Income Tax Deta hoo, mera ye manna hai ki ye bhi ek tarah ki Zakat hi hai, kyon k ye paisa bhi Government ke zariye garibo ke liye istemal kiya jata hai. Tou kya ye sahi baat hai. Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24958Aik sahab ne 'zam zam ' mei apna kafn dal dya k wafat k bad usmei kafnana? Aesa krna sahi ha ya galat? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18033Aik Sahab ne Bukhari Shareef k hawalay se aik Hadees Sharif bayan k Biwi k liye Shohar ki Na-Farmani Kufr hay. Yahan kufr se kia muraad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24959Aik sahab ne kaha 'moo e Mubarak, gumbad e Khazra ka rang, khana ka'aba k ghilaf k dhagay aur deegar tabarukat' qabr mei rakhna ya Admi ka apni hayat mein inn tabarrukat ka apni malkiyat mei rakhna kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21133aik sahab ne khuwab dekha k wo jub Roza e Rasool pr Hazir huwa or Salam Arz kernay laga is doraan kisi gustakh ne Gustakhana tor pr Shor kiya or sarkar ki shan mai kuch Gustakhana Jumlay kahay jis pr Khuwab dekhnay wala gussay mai aya or 1 Talwar nik...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23739Aik sahab Taif se Jeddah kay liye rawana howay laikin garri wala uss rastay say lay gaya jis kay darmiyan Makkah Sharif sy guzar hua. Kia unn pr umray ya dam ka koi hukum hoga jab kay unki Taif say chaltay waqt Makkah sharif janay ki koi niyyat nahin...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23737Aik saheb nay Dubai mein ahram kay toliay bandhay awr kaha ky may plane may niyyat awr labbaik parrh lunga lekin plane may bethtay hi wo so (sleep) gaey awr niyyat awr labbaik kuch nahin parrha awr isi haalat mein Jeddah airport pohanch gaey. Unkay l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23792Aik sahib kehtain kay mein wazifat al karima pabandi say parrhta hon laikin mujay lag raha hay kay mujh par nazar lag gai hay? Kia is baat ko aitaqad may kamzori samjha jaey ya parrhnay mein galati hoi ho ya wazaif perhnay walay ko bhi nazr lag sakti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23674Aik sahib kehtay hain safaid emama pehanna bd majhaboun ki mushabaht hy awr usay ziada tr suleh kulli awr bd majhab pehantay hain. Kia yeh safaid emama agr bd majhab ziada pehnain to yeh unki mushabehat hy? Awr wo kehtay hain k yap mujay aik bhi hadi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19926Aik sahib kuch masajid ky mamlat may dakhl rakhtay hain. Unho nay hindu tehwar ky moqay for unki murtioun ky sath poster chapway awr hindu politician ko eid ki namaz may bhi bulaya. Can such person be a part of Masjid as a member? Can we allow such p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19692aik sahib nay aap kay pairoon ko haath lagaya tu aap nay astagfirullah kaha tha. Is ki wazahat farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25336Aik Sahihul Aqidah Sunni Aalim Sahab ko doosray Sahihul Aqida Kaafir kehtay hain aur wajah ye batatay hain wo BudMazhbaon sar-e-aam radd nahin kartay hain. Kia iss wajah se kisi ko kaafir kehna jaiz hay? Aap kia irshad farmatay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26342Aik Sahihul Aqidah Suuni Imam jo ke Mic par imamat ka qail nahin lekin intizamia aur muqtadiyon ke dabao me aa kar speaker lagana pad raha hay, Aisi soorat mein uss Imam ki apni aur muqtadiyon ki namaz ho jaegi? Aur agar Imam razi na hua tou usay Ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
20059Aik say ziada anguthian pehnna jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24461Aik shadi shuda mard ne doosri shadi karnay k liye Kaghzi tor par likh dia kay mein pehli biwi ko Talaq de chuka hun kiun k jis mulk mein rehta hay wahan k qanoon k mutabiq Shadi Shuda Mard doosri Shadi nahin kar sakta. Ub kia Talaq waqay ho chuki ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22804Aik shahar may panj waqta namaz k liye Azaan aik Masjid mei hoti hy aur saari masjido may satellite k zariye loud speaker pr buland hoti hy. Is tarha Azaan to ho jaegi magar kya sunnat k khilaf hai? Hazrat rehnumai farmade. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19796Aik shakhs aik saal qabal dubai aaya aur bad-mazhabon k sath yahan raha. unn k sath khana peena raha aur dosti bhi. uss waqt tak usay haqaiq ka pata na tha. ub wo phr india wapis aya aur usay haqaiq maloom huay? kia uss par tajdeed e iman aur tajdeed...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23082Aik Shakhs Huzoor Alaihis Salato was Salam k liye Ihaanat aur Dushnaam walay alfaz istimal karta hay aur kehta hay k mein ye alfaz gustakhi ki niyyat se nahin keh raha jub k wo bhi jaanta hay k ye alfaz gustakhana hain? Aisay shakhs k baray mein kia ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19184Aik Shakhs jis ki Umrah ki Niyyat nahin. Tijarat ki garz se ya sair-o-tafreeh ki garz se kaheen jana chahta hay aur raastay mein Makkah Sharif se guzar hua tou kia Umrah karna zaroori hay? Aur agar Ihram bandhay bagair hi Makkah Sharif mein dakhil hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22948Aik shakhs jis ne Hajj k liye paisa jama kia magar phr Hajj se pehlay unhi paison ko uss sair o tafreeh par kharch kar dia. Ub jub Hajj ka waqt aya tou uss k paas itni raqam nahin k Hajj ada kar sakay. Kia uss par ab bhi Hajj farz hay ya unn paison k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,401-1,500 of 10,104 items.