Showing 1,301-1,400 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25992Agar Shohar Ne Biwi Se Jhagadte Waqt Ye kaha K "Mai Tujhe Lalaq De Dunga" to Kya Talaq Ho Gayi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25733Agar shohar ye kahe ke ye kaam kia tou talaq rakhi hai aur agar biwi wo kaam kare tou kya talaq hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
21777agar Shuru Namaz me Mobile me call aaya or Silent ya Switched off karna bhul gye he to shuru namaz me Mobile ko bandh kar sakte he ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23077Agar Sona (Gold) sale karne jaen tou payment mein chack le sakte hain ya cash hi lena hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24551Agar suraj tulu hone se pehle niyat bandh li to kya fajr ki namaz ho jayegi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18393agar syed kisi ko najaiz sataye tab bhi uska izzat o ehtram karna chahiye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23553Agar syed ladki ki shadi shiekh ladke se ho jaye to kya ladki ka nasab qatam ho jayega aur wo syed ki jagah shiekh ho jayegi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26441Agar taqreer ke doran muqarrir kuch kehna charaha tha lagzish e zaban se kufriya kalima nikal gaya aur fouran islaah kar li ahsaas hone per aur taqreer ke aakhir me kaha ke agar mujh se koi galati hogai ho to mai toba karta hun. aur baad me do ya cha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18852Agar taravih bagair darrhi ky hafiz ky pichay prh li thi to kia ab unko lotana hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25660agar taravih ki namaaz padahne wale hafiz sahaab saal bhar jeans aur t-shirt pehne lekin darrhi hai to kya unke piche taravih padh sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26175agar taravih me Hafiz sahab se galti ho gain dusri rakat me baithne ki bajay khade ho gay fir muktadi ne Allah o Akbar kaha to baith gaye to kya sajdae sahu wajib honga.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26284Agar taraweeh namaz mein der se pohoche aur toh Isha'a adaa kar ke Jammat k sath jur jana chahiye ya jo tarawee ki namaz chut gayi hai usko adaa kar ke phir jamaat k sath parni chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18536Agar umrah sey wapsi par ilm na honey ki waja sey tawafe widah na kiya tou kiya dam dena ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20561agar umrah ya hajj me kisi ka inteqal ho jaye to namaz wahan ka imam padhata hay aur wahin dafan kia jata hay? namaz e janaza kya krna hoga kya attend kar sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26488agar umray kay doran daant toot jaey aur thorra sa khoon niklay to kia dam aeyga ya sadaqah?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah, Ihram
18314Agar walda beti ko job krana chahti ho awr beti is ki mukhalifat karay tu kya wo walda ki nafarmani ki murtakib hogi. Walida ka khiyaal hay kay job kernay say beti apnay pairoon per khari ho jaye gee awr kisi ki muhtaj nahi rahay gee. Fori for per ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19966agar walid ka bachpan me intiqal ho gaya ho to kya walida apne beto ka aqeeqa karwasakti hai un ke apne beto ki kamai se ya bate apni walida ko paisa dekar apna aqeeqa karwasakte hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19711agar walid namaz na parhain tu awlaad kay liyay kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23363Agar Walidain kisi ko bachpan me hi kisi se bay'at karwa de, aur wo baalig ho kr kisi aur se bay'at hona chahay to kya wo ho sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25467Agar walidain namaz na parrhtay hain tou kia awlad ko haqq hay ke unhain samjhaey aur naa maannay par zabardasti ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat
21403Agar wuzu ho aur daant saaf kiya aur khun baha to wuzu toot jayega Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25687Agar wuzu karte waqt azaan ho jaye to kya wuzu complete karna chahiye ya wuzu rok ker azaan ka jawab dena chahiye? Agar magrib ka waqt hai or phli rakat chutne ka andesha ho tab kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
21402agar wuzu ke doran miswak kiya aur mu se khun nikla to kya wuzu jari rakhna chahiye ya ruk jab khun band hojaye phir se shuru se wuzu karna chahiye ? Rehnumai Farmade Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23210Agar wuzu na ho tou Mobile ya Computer jis mein Quran Sharif hay usay choo saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21042Agar ye muhaqqaq ho k ek sulah kulliyat ka aalim hai to uske taluq se dusron k samne uski burae bayan karna ya usko gali dena kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19361Agar zabeeha khanay ke maalik ki bad mazhabhi had-e-kufr tak pohnchi ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18101agar zaid 10 lakh ba tor advance diya ho aur kuch kiraya bhi deta ho mahana tou kya uss 10 lakh paar zakat deni hongi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19936agar zameen per bethney se qaasir hon , to kiya kursi per beth kr namaz perh saktey hain jb k sajda saamney takhta rakh kr (namaz se pehly) us per kiya ho , to kiya namaz durust hogi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24368Agar Zuhar ki Namaz Qaza ho gae ho tou usay Asr ka time shuru honay k baad Asar se pehlay Qaza kar saktay hain ya Asar ki Namaz k baad? mein ne kisi se suna k Asar k baad Qaza Namaz ki Mumani'at hay tou kia mein Maghrib k baad Qaza kar sakta hun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26374Ager 1 ba shara shakhs kisi k sharabi honay ki gawahi de tou to kya usko sharabi samajh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26535ager humara koi restedaar wahabi ban jaey or hum ko bhi wo wahabi banne ki dawat de tou us waqt hamaray liye kya hukm hay? kia qata ta'alluqi ikhtiyar kar leni chahiye ya samjhanay ki koshish kartay rehna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
19754ager kisi aurat ko periods aaye ho aur un dino main hi us ki haj flight ho to us liye kya hukum hai kya woh umrah ki niyat ker ley aur jab pak ho jaye tab sarey arkan aada karey ya waha jakey umrah ki niyat karey Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23517Ager kisi bank ka malik gher-muslim ho to us main bank account khulwana kesa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22656ager kisi bhi waja se farz namaz perhni ho aur bus driver bus na rokta ho aur panni (water) bhi na ho, to iss surat mein namaz kaisey perhi jaye gi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25906Ager kisi ke walid ki property ho aur wo apni hayati me vasiat nama bana gaya ho to us par amal karna chahiye ya shariat ke mutabiq taqsim karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWirasat
25230ager Koi kafiro ko razi karne ke liye mandir me puja kare to Kiya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
18186Ager koi shakhsh halate namaz me kursi par ruku wa sujud karta he to kaya us ki namaz ho jaigi. Aur khade rahne ki taqat hone ke bawajud khursi par beth kar qayam karta he to us ka kaya hukm he jawab inayat farma ye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18492Ager koi shaks bagair tahqiq ke kisi ko kafir kah de to uss ke leye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22464ager shoher ne namaz ke liye wazo kiya aur kisi kaam se uska haath uski biwi ke haath se mus hogaya to kya usko namaz padhne ke liye dobara wazo kerna zaroori hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25920Ager walid hayati me wasiatnama bana gaya ho to us par amal karna chahiye? ya shariat ke mutabik taqseem karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20599agr Aalim e deen kuch had tak hikmat se kaam lete hue wahabiyon ko sunni bana rahe hai ya JAMAT E ISLAMI ke logo ko samjha kar Sunni bna rahe ho tab bhi AAM insan yeh kahe ki unse milna, bat karna, jayez nahin Aur us aalim e deen ko ese log suleh kul...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26718agr aurat ka halte hez me intekal ho jae toh kiya hukum he use gusal dena chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23001Agr baap bete ek hi ghar me rehte hon aur ek hi business karte hon , lekin agr baap bagair soche samjhe aur bagair tehkik kiye samaj le ki ek aulad galat hai , aur har baat mein use aur uski biwi ko zimmedar thehraye , aur unse sawaal karne par jawa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19095Agr bdmazhab ka paisa sunni masjeed may laga dia ho to kia unko wapis kr daina chaiay. Awr agr kuch log wapis na karnay dain to oos masjeed may namaz perhna kaisa Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20585Agr fajar ki qaza ho jai hai to zohar ki namaz me sunnat k pahle qaza ada kre ya sunnat k bad or agar masjid der se pahuche or jamat khadi ho gai to ab kya krna hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21437Agr gosht shak ki waja sy na khai to kya is gosht ka paka hua saalan me se boti chhor ke baqi shorba sabzi kha sakte hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23905Agr gr may husul-e-brkat ky liay surah Baqra ki tilawat tape may laga kr hm apnay kaam kaj may masruf ho jain. Kia yeh jaiz hy? Kia is say Quran kareem ki bay adabi to nahi hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22365Agr Insan AlLLAH ki raza per hi razi rahe to us ko DUA karnaye ka hukum hi kyun diya gaya ha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23480Agr jamat ky doran mobile bj uth ta hy to kia pocket may jahan mobile rakha ho usay bnd kr sktay hain. Aj kl ring tone umuman musici ki shakl may hotay hain, namaz ky doran bajnay pr namaz ka kia hokum hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20743Agr koi aisi cheez galti sy kha li jis may geletine hota hy to kia us din ki namaz lotani hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26079agr koi mariz yani bimar ho esa bimar ho ki sakrat je si halt lage ki abhi ruh nikl jae gi kuch log esa keh te he esi halt ho ke ruh nahi nikal rahi he toh us ke naam ka yani us ki hayati me us ke naam ki koi meethi cheez pakaa kar bacho ko khilade t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26840agr koi shaks kufria kalima kahay aur kuch dino ke badh use patha chale ke yeh bath kufr hai tho waise shaks ko sirf sacche dil se touba karleni chahiye ya phr kya hukum hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20384Agr koi sunni aalim badmazhab ki dawat awr kharchay par umra kzray to uskay liay kia hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21688Agr koi Sunni Aalim ya Hafiz Video aur Tasweer Kashi mein mulawwis ho, kia usay Namaz ya Taraweeh k liye Imam banaya ja sakta hay aur kia kisi aisay Shakhs ko apna Leader banana durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19228Agr koi syed minhaji ko follow kray to hmaray liay kia hukum hy awr un pr kia hukum ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24984agr koi ye wasiat karey key mere maal ka teesra hissa mere kissi ghareeb yateem rishte daar ko dey diya jayee ya kisi madressey ko dey diya jayee aur baqee maal wursa mey taqseem ho jaye ye wasiat karna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18968Agr life insurance kara lia hay tou kia isko khatam kara dain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24292AGR LOGON KO AHADEES YA MASAIL-E-FIQAH BATA RAHIAN HOUN TO KIA KEHNA CHAHYE (A) KUCH AHDEES AWR MASAIL ARZ KARTA HOUN YA (2) BAYAN KARTA HUN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18861Agr sajday ki halat may dua karay to kia usmay darood sharif parhnay may koi harj hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20416agr sirri namaz main imam buland awaaz se qirat shuru karde Aur jehri namaz mai aahista qirat karne lag jay to Kya allahu akbar bol kar muqtadi imam saheb ko luqmah de sakta hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18853Ahaadis Me Ahle Bait-e-Athar Ke Jo Fazaail Bayaan Kiye Gae Hen Wo Huzur Sallellaho Alai Wa Sallam Ke Karaabat Daron Ke Fazaail He Ya Aaj Ke Sadaat Ke Liyebhi Wahi Fazaail Hen? Hazrat AhmadYaarKhan Saheb Ashrafi (Rehmatulla Alaihe) Ne Sarah Miskat Ji...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19198Ahelia ny wada kia ky gr may waldain ka dil nahi dukhai gi, laikin kuch arsay baad usnay waldain ko naraz kia, ab oos pr sharan kia hukum hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23910Ahkam-e-shariat may Ala Hazrat radiyallahotalaunho nay aik mislay ky ziman may farmaya: Bahamdillah tala faqir ky yahan panch Muhammad mojud hain awr panch say zaeed apni raha gai. Hazrat unkay baray may kuch tafsil byan farmain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22382Ahl-e-Tashi log khatay ha matam jaiz ha kyu ka ham log un ka ishq ma kartay ha or agar un ko koi hadees wagara sunai jai to khatay ha ka hazrat owais karni na bi to nabi pak ka ishq ma apna dant tor diya thay? Iska jawab inayat farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22488Ahle adees means the person who follow Quran and Hadith. Every muslim needs to be Ahlehadith to be a muslim its not a fiqh or sect like Hanafi , Shafi the belief of Ahlehadith is to follow what prophet said and not what a religious scholar said. foll...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21377Ahle Quresh saiyed se nikah kar sakta he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18375Ahle sunnat ka Bara (12) aima ahle e bait kay baray may kya moquf hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20697Ahle sunnat ka Bara (12) aima ahle e bait kay baray may kya moquf hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22867Ahle sunnat wa jamat ka aik idara hay jis may atfaal say laikar aaliya tak ki taaleem di jaati hay. Is idaray ki aik imarat hay j okay fil waqt khaali hay is liyay idaray ki aamdani ki garz say logoon ko shaadi kay liyay diya jata hay. Kya shaadi kay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24199Ahle sunnath ka hey beyda paar as’haabe huzoor; Najm hey aur naa’o hey ithrath Rasoolullah ki... Hazrat Aksar Bayanat Mein AlaHazrat Ka Ye Sher parrhtay hain. Iski Sharah Inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25159ahlesunnat kis waje se haq par haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
21972AhleSunnat wal Jama'at mein Ittihaad qaim karnay k liye kia baat sub se ziada ahmiyat rakhti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22944Ahraam ki halat mein khushbo jesay soap, tissue, shampoo, detergent powder wagera ka istemal kesa? Aik Mufti Sahab ka kehna hay k choonkay Haram Sharif mein khusboo walay chemical se floor saaf kia jata hay aur hotels wagera mein bhi khusboo walay sa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24554ahram ki halat may sili howi underwear pehnnay ka kia hukum hy jis pr jawab may 2 pehr pr dm kaha tha, dm ka waqt 3 pehr pehnnay pr hay.( 4 pehr) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18587Aik aadmi jo masjid ka saman jo istemal ke laye hay usay gayr musta'mil bata kar apne liye istemal karta hay aur kahta hay ke jo uski qeemat hogi mein dunga. Uss shaks ke liye kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24452AIK AADMI NE MUJH SE AIK LAAKH RUPEES UDHAR LIE AUR CHAND DIN BA'D WAPAS KARNE KA WAHDA KIA MAGAR KAI MAH GUZAR GAE US NE RAQAM WAPAS NA KI. PICHLE MAHINE AAP SE DUA KARWAI THI TO US NE AADHI RAQAM DE DI. AB BAQI RAQAM K BARE MEN KEHTA HE K KAROBAR M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24473Aik Aalim (jo BadMazhabon ke Peechay Namaz parrhnay k jawaz k Qail hain magar usay acha nahin samajhtay) ka kehna hay k Sahaba ne bhi Khawarij ki Iqtida mein Namaz parrhi aur Hazrat Abdullah Ibn Umar ka Qoul naqal kartay hain k Jub Koi Hayya ala as-S...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25463Aik aalim jo government ki naukri ke sath sath aik madrissay mein bhi salary le kar kar kaam kartay? wo madrissay ke liye zakat jama kartay hain aur 50% commission letay hain. Mazeed ye ke, Safar-e-Umrah mein aik hi room mein apni khala ki mojoodgi m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
20207Aik aalim sahab apni taqareer mein yun kehtay hain k "hamaray Hindu bhai behan" aisa kehna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26980Aik aalim sahab jo Maslak-e-AlaHazrat ka naara tou lagatay hain magar unka MLA aur MP wagera se pesa bhi lena bhi mash'hoor hay aur sath hi wo doosray salasil walay sunniyon ko bhi bura bhala kehtay hain. Hamaray liye unn se muta'alliq kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
20418Aik Aalim Sahab ne apni kitaab me likha h k ALLAH k ek ese wali h jinhone apni namaze janaza khud padai h or unka nam h Hazrat Sabir paak radiallaho tala anhu hai. Iss ki Haqeeqat irshaad farma dein aur kia ye kisi Wali k liye mumkin hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22955Aik Aalim Sahab ne kaha k agar Ghous-e-Paak ka chand AsHaab se fardan fardan mawazina kia jaey tou Ghous-e-Paak ka maqam Afzal hay? kia aisa kehna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24957Aik aalim sahib kehtay hain k christen Aorat ko daikh saktay hain jab k woh khud apna jisam dikhaey, kutub main is ki tasreeh maujood hay lekin mufta bihi qol yehi hay kay na daikha jaey, Aap inn Aalim Sahab kay qol per kia irshaad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24610aik admi jis ka khandan wahabi hey urr wo bee apnay aap ko wahabi kehta hey lakin wahabio key aqaid nahee janta urr gustakhi nahee karta urr sunnio ki mahafil mey shareek hota hey uss ko zakat deena kasia hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23167Aik Admi Nai Raat Sonay Say pehlay Ramzan Kay Rozay Ki Niyyat Ki Lakin Sahri Ka Waqt Khatm Honay Say Pehlay Pehlay Nafl Rozay Ki Niyyat Kar Lee To Abb yeh Bataeen keh Nafli Roza Hoga Ya Qaza e Ramzan Ka Roza? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18078Aik Alim nay farmaya ke huzoor nabi paak ka janaza rakh kar sahaba aate gaye aur durood-o-salaam padte gaye kisi ne imamat nahi ki yahi huzoor ka namaz-e-janaza hui kisi ki kya himmat ke huzoor paak ke liye ma'az Allah dua-e-maghfirat kare. hazrat se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19106Aik allama nay kaha kay Aala Hazrat Radi allah u tala anhu farmatay hain masjid ki topi pehannay say behtar hay kay nangay sir namaz parahay. Kya yeh theek hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23231Aik Allama saheb ne sunnio ke jalse me ese Aalim ko dawat di jo A'ala Hazrat ki bargah me gustakhi kar chuka hy ese aalim ko sunnio k jalse mein bula kar unka bayan karana kesa hy? jinho ne bulaya unn Allama saheb k liye kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22383Aik Allama Sahib EILM-E-GAIB ki taarif yun bayan karte hein ki hawas-e-khamsa se jo cheez maalum na ki ja sake wo heih GAIB. Ab agar in paanchon zaraye ke elawa jo baat maalum ho gayi wo hei GAIB. Kya EILM-E-GAIB ki ye taarif sahi hei? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19752Aik Allama sahib ne larrkion ki taleem ko Haram qarar dia ba wajood ye k wo mukammal parda mein ya complete girls education ki soorat mein ho. Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24126Aik Allama Sahib ne likha k, "BAAZ LOG TO AALA HAZRAT QUDDISA SIRRAHU K DEEGAR AZEEM ALQAAB ZIKR KARNE K BAAD BHI "FAAZIL E BARELVI" KA PEWAND LAGA DETE HAIN. US WAQT TO YE BILKUL 'FAAZIL' NAZAR AATA HAI". DARYAAFT TALAB YE AMR HAI K KIYA FAAZILE BA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19378Aik aur fitna jo aaj kal bohat zor pakarr raha hay wo ye k Bad-Mazhab jagah jagah Awliya-e-Kiraam k Mazaarat ko Shirk wa Bid'at ka tikhana bata kar Shaheed kar detay hain. Kuch arsa pehlay Sahabi-e-Rasool Sayyidua Zuhayr bin Qays Radi Allahu Anhu k M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23963Aik Aurat Aurton ko Tableeg k liye safar karnay ki targeeb deti hay aur kehti hay Huzoor (Sallallaho 'Alaihi Wasallam) ke ba'ad aurton ne, khusoosan Hadrat 'Aisha ne Islam ka pegham pura kya tou kia is bina par Aurton ki Tableeg ka jawaz mil sakta ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18535Aik aurat haiza thee shuhar ke sath umrah pe gaee abhi paak nahee hoee urr makkah shareef chorna parra ab ahraam sey bahir kaise aaye gee? kiya koi dam dena ho ga? Uss aurat ko agar pata hoo key makkah shareef stay ke darmyan uss ki adat key din pore...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18055Aik Aurat jo apnay shohar k sath Halat-e-Safar mein thi k uss k shohar ka intiqal ho gaya. Ub wo Iddat apnay watan wapis aa kar guzaregi ya waheen jahan uss ka shohar ka intiqal hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23109Aik Aurat jo Gareeb aur Musthiq-e-Zakat bhi hay magar Zakat lena pasand nahin karti. Kia usay bagair bataey k ye Zakat ki Raqam hay Zakat ki Madd mein Hajj kara saktay chahay wo Hajj Farz ho ya Nafil tou Zakat ada ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22150Aik Aurat ko usky shohar n talaaq dy di. us k do(2) bachahy bhi thy. phir 1-2 saal baad wahi shohar aa kar usi ladki se nikah kar leta hai. aur abhi tak wo dono saath reh rahy hai. kiya ye jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24882Aik awrat jo gareeb hai naqli sona ya zeweraat pehen sakti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18123Aik awrat zakat laity hy awr hamaray bachon ko tuhfa daiti hay. Kia hmaray bachay wo tauhfa laiy sktay hain jb kay unko pata hay kay us awart ny zakat sy tauhfa dia hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24855Aik bacha paida hua magar reports se pata chala k bachay ka operation karna hoga magar uss operation se bacha apni baqi ki zindagi apahij rahega tou kia usska operation kr k usay baqi zindagi k liye mazoor kar dena chahiye ya operation na karna behta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,301-1,400 of 10,104 items.