Showing 1,201-1,300 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18823agar koi shakhs masjid me dhakil hote waqt aitekaf ki niyat karna bhul jai aur masjid me kuch khane ya pine ki zaururat pade to us waqt niyat karke kha sakta hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18728agar koi shakhs qurbani ke liye janwar khareedta hai aur wo mar jata hai to phir khareedta hai aur wo phir mar jata hai to is haal me uspe qurbani dubara karna wajib hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26243Agar koi shakhs rozay ki halat mein bay-hosh ho gaya tou kia uss ka roza baqi rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26784Agar koi shakhs saree ka business karta ho or customer ki demand par sample ke liye usme ladies ki pahni hui saree ka photo catalog rakh kar bhejta ho to kya ye karobaar jayez hai or kya aamadni ka kia hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
23186Agar koi shakhs sharaee heela kar k jis se heela kia ja raha hay uss ki ijazat le le ke agar tumhari ijazat ho tou har maheenay qist baand li jaye guraba mein tou kia usski zakat ada hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26820Agar koi shakhsh ghusse Mein aakar ye jumlaa "Allaah ne tujhe aql nahin di hai kya" ya ye jumla "Allaah ne tujhe aankh nahin di hai kya?" Kahay tu kehnay walay par kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26623Agar Koi shakhsh Mazak Me Ganpati Papa Moriya Ka Nara Lagaya Or woh Shakhsh Shadi Shuda hai To Us ke Bare Me Kya Hukm Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20979Agar koi shaks apne Peer sahab ke Bare mai ye Emaan Rakhe k Mera Jism bhi Aap, Meri Rooh bhi Aap, Mera Qalb bhi Aap,Meri Zindagi bhi Aap, Mera Kaaba ,Qibla, Masjid, Mimber , Maslak Aur Quran bhi Aap Hain To Aesa Emman Rakhna Kaisa Hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25113Agar koi shaks apni Qazaa namaazon ka andaza na kar sakta ho to wo kya kare? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20284agar koi shaks haram kamayi se zakat nikalta he to kya uski zakat aada hogi & kya lene wala guhnagar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19700AGAR KOI SHAKS JIS KA INTIQAL HOGYA HO AUR WO KISI KO KHUWAAB MAY AAKER TUHFA DETA HAY. TU IS KA KYA MAANI HAY. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25099Agar koi Shaks La ilmi ki wajah se Deobandiyon ke chille mein chala jaey to uska kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18730AGAR KOI SHAKS QURAN E MAJEED KO DEEWAR KO TEKA LEKAR PADH RAH HO TU KYA AISA PADHNA QUBOOL HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22811agar koi shaqs shawaal ke mahine mein umrah kare kya usper isi saal hajj karna wajib hai, aur agar usne is saal naa kiya aur doosre saal hajj kiya tho kya isper kisi tarah ka kaffarah hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25690agar koi shariat ki pabandi karte hue football khelta ho aur isi se kamaata hai lekin chunke football ka match T.V par dikahya jata hai to ye kamaai halaal hai ya haraam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19048agar koi student science aur geographic parhta ho jin me aisi baaten bhi bataayi jaati hain jo Khilaaf e islam hain jaise Zameen ka suraj ke gird chakkar lagaana wagairah to us student ka aisi taleem hasil karna kaisa aur exam me aisi baaten likhna k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20519AGAR KOI SUNNI IMAM bad mazhab KA NIKHA PADA YA TO IS KE BARE ME SHARIAT KA KYA HUKM HAI? AUR Uss Imam k peechay namaz ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22748Agar koi Sunni jaantay hay bhi kisi BudMazhab ki Namaz-e-Janaza parrh lay tou usay Tajdeed-e-Eman karna hoga aur kia Tajdeed-e-Nikah bhi Zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26830Agar koi sunni ki retaurant hai aur iss baat ka poora ilm hai ki jab tahir paadri mumbai aaya toh usne uska saath diya aur minhaaj mein ta'awun bhi kiya. Toh kya ab uski restaurant mein khaana khaa sakte hain.?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19533agar koi Sunni kisi Shia ka Sham e Ghareeba Sawab samajh kar suny to us sunni per kia hukum hai?? or Sham e Ghareeba Sun sakty hain ya nahin??? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20937Agar koi teesra na sunn raha ho aur na hi ye mumkin ho ke koi teesra sun sakta hay to biwi say aisi baat cheet kar saktay hain jo haya ki waja say dusroun kay samnay nahin kar saktay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20650agar koi UK chor kar Bareilly Shareef ya Ghosi main kissi sunni barelwi madrassah main dakhila le, tu kya ijazat lenee pare gee waalid ya walida se? Aur agar woh inkaar kar de tu phir kya karen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23525Agar koi UMRAH par MAKKAH mukkarama aaye Aur UMRAHA karley.Aur Agar Dubara UMRAH karna Chahey Tou kya Hotel se AHRAM bandh Sakta Hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25734AGAR KOI VALENTINE DAY CELEBRATE KARTA HAI YA ISKI MUBARAK-BAAD DETA HAI USKE BARE ME KIYA HUKM HAI? kiya wo dairah-e-islam se bahar nikal gaya? aur agar wo kisi se bait tha to kiya wo bait se kharij ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23954agar koi ye kahey ke mujhee Allah ki taraf sey khilaffat mili hey lakin mey nabuwatt ka dawah nahee kar raha tou uss key barey mey kiya hukam hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22763Agar koy sunni bhai TIE bech raha ho to uske liye kya hukum hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26860Agar koye napak tahband pahen leta hay nahane ke baad to kya wo pak rahega ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18344Agar koyi kaafir kahey ke Allah Tha’ala kahaa hey, tho usey kya jawaab dena chaahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19451agar kuch muslamaan mil kar ek zakaat fund banana chahein jismein apna apna zakaat ka paisa loag jama karein to kya ye jayez hai ya nahin aur kya phir is zakat fund ka paisa gharib muslaman bacchon ki duniyawi taleem key liye kharch kiya ja sakta hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22322AGAR KUI ADMI TANHA SUNNAT NAMAZ PARH RAHA HO AUR KUI DOOSRA SHAKSH AA KAR NAMAZ MAY SHAMIL HO JAI TO KIYA PEHLA ADMI NAMAZ KAY DOORAN APNI NIYYAT SUNNAT KI BAJAY FARAZ KI KAR SAKTA YA NAHEEN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23394AGAR KUI SYED SUNNI APNI BETIY BAHAN KI SHADI SUNNION MAY RISHTA NAMILNAY KI SURAT MAY SHEEAA SAY KAR DAY TO KAI SAHAI? ISI TARAH AGAR KUI SUNNA MARD KISI SHEEA AURAT SAY SHADI KARLAY TO KAISA HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20234Agar larrka awr larrki bagair waldain ki Ijazat kay shadi kar lain to ho jae gi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26605agar lmam ke musalle ke samne gumbade alahazrat hai to namaz mai lmam ka khayal agar udhar gaya to namaz hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18575Agar lukma deene walay nay, AllahuAkbar kehnay Kay bajai. "Alhamdulillah hi rabil..." key kur yaad delani ki koshish ki. Tu abhi bi lukma durust hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21199Agar ma baap khusi se ijazat dete ho or mali pojison unki achchi ho or jo shariyat ke mutabik achcha libas ho or parde me reh kar larkiyo ko phenna zayiz hai kiya ye fuzul kharch hoga? Or koyi larki ye khekar chorde ye fuzul kharch hai or uske mabaa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25947agar maa baap ki marzi k bina ladka ladki sunni sahiul aqeeda aqil o baligh ne chup kar 2 sunni sahiul aqeeda aurten aur 1 musalman mard WO bhi sunni k samne nikah khud ijab o qubool kar liya mahar 2500 rupe k badle kya nikah ho gaya aur agar ho gay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18908agar maa baap olad ke haq me preshani kare to kaya krna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24986agar main farz namaz main imam k saath teesri rakaat main shamil hua tou 4th rakaat main mujhe attahiyyat k sath Durood Sharif parrhna chahiye? Agar parrh lia tou apni 4th rak'at mein parrhna hoga? aur agar uss mein bhi parrh lia tou sajda-e-sahw kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19637agar Makkah shareef may kaam kay silsilay mayhaftay may do ya teen baar jana perta ho tu kya tawaf ya umra kerna zaroori hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23569AGAR MAL PER QBZA KEA BAGER SALE KARDI TO AAMDANI HALAL HOGI YA HARAM? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18674Agar Masjid Me Azan Ho jaye To Ab Jo Log Is Masjid Me Mojud Hain Un Ka Bager Namaz Bajama'at Parhe Is Masjid Se Jana MAKROOH Hay. Sawal yeh hy ky agar oos imam kay pichay sharaee waja sy ham namaz nahi prhtay phir bhi hamara uss masjid say nikalna ma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAzan, Masjid
24629Agar Masjid se Bahir Barish ho rahi ho tou Namaz-e-Janazah Masjid mein ada ki ja sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18266agar mayyat sunni ki ho or janaza namaz parrhane wala wahabi ho to ham sunniyo ko jnaza namaz padni chahiye ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23260AGAR MENE TASHAHUD (ATTHIYAT) SE PAHLE BISMILLAH PADHI TOH KYA NAMAZ MAQRUH TAHRIMI HO GAEE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25323Agar meri namaaz qaza hogayi or mujhe qaza namaaz ada karna hai or jahan mein rehta hu wahan qareeb koi ahle Sunnat wal Jama'at ki masjid nahin hai tou kya maiein us masjid me jaa kar apni qaza namaaz adaa kar sakta hun.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
19104Agar mian nay biwi say yeh kaha kay yahan say chali ja warna talaq day raha hoon tu kya aik talaq hogee. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20636agar mian tallaq na de aurat khulla kare phir bhi mard tallaq na de tu keya tallaq ho sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18162Agar mobile k zariye khabar mili aur usi par aetimad kar k roza rakha phir kuch dino baad usi din ka shahadat mili tou roza qaza karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24965Agar mujrim ko qatl ki ya zina ki ya sharaab peenay ki haad [punishment] dunya mein di dijaye to kya akhirat me bhi us ko azaab diya jaye ga, ya phir ye islaami hudood us ke liya akhirat ke azaab se kaffara he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23443Agar munh say khoon niklay to kya wuzu TooT jayai ga kya colour daikha jayai ga ya uss ka taste ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22741Agar Mureed apnay peer se Kafi arsa tuk kisi bhi waja se qata ta'alluq rahay ya mulaqat na kar paey tou uski bayat mein kch farq aaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26430Agar musafir yeh janta hai k wo musafir hai aur qasar k ahkam se waqif b hai phr b wo apne upar qasar wagaira k ahkam lago nahi karta. Aise shaks pr kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24307Agar musalman kisi Kafir se sawal karay k kiya woh hamare Nabi SallallahoAlaiheWasallam ko Paighambar manta hai aur woh kahay k mae nahin manta ya Musalman ye kahay tumharay Bout jhootay hein to jawab mae Kafir kahay k mae bhi tumhara Nabi ko (mu`azA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23121AGAR NAFAL ROZA YA FARDH ROZA RAKHNA HO TU JIMAA KE BAAD SUBHA KIS WAQT NAHANA BEHTER HY ??? BEFORE SUN RISE OR AFTER SUN RISE IS OK?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21051Agar nahaatay waqt sar ke baal nahin dhoye, lekin doosray a'azaa-e-wuzoo dho liye, phir namaz parhnay keliye phir se wuzoo karay ya sirf sar ka masaa karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26250Agar Namaaz me 5000 se zyada Tad'aat ho aur Mukabbir ki Awaaz se sahi tarah Rukooh Sujood na hote ho to kya aise Haal main Eid ki Namaaz ya Jumma ki namaaz Loud speaker par padh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat, Jumuah, Eid
24495agar namaz azaan ke baad foran na padhi jaye then uska sawab jaise jaise late ho kam hota jaata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25911agar namaz ki niyat bandne ke bad yaad aay ke aas pas me jaandar ki tasvir hai to kya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
19196agar namaz me bhul se ulta quraan padha ho to namaz ho jaegi ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26977agar namaz me do alag alag surah ki alag aayat ko milaya ki inka ma'na fasid nikalta he. jesay pahle yeh aayat padhi jiska tarjuma yu he: ALLAH SE DARO AUR SIDHI BAAT KAHO. Iske bad dusri surah ki yeh aayat padhi: JO AISA KARE WOHI LOG NUKSAN ME HE. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
21883agar namaz me salam PHerte waqt galti se assalamoalaikum wa rahamatullah ke bajaye assalato wassalamo alaika ya rasullullah kah diya to kya namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18988Agar namaz mein baar baar wuzu toot jae to kia karna chahiye kia hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22599Agar Namaz mein Iqamat kehne wala koi na ho tou Imam iqamat keh sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26228Agar namaz mein ronay se aansu niklay aur munh mein chalay gaey tou namaz toot jaegi ya nahin aur agar rozaydaar hay tou roza tootay ga ke nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
22370Agar Namaz parhnai kai douraan koi Na Mehram kamrai mai daakhil hou jai tou kya Namaz jaari rakhni chaahiyea ya tourr kar Parda karna chahiyea? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18600Agar namaz rumal pehan kar parrhi jaya aur majboori mein k jab topi na ho to namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19293agar namaze eid main kisi ki aik rakaat chut jaein to wo kia karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19723Agar napaak kaprra saaf karke bina nichorre shower ya nal ke niche rakh kar khub pani baha lene se kya wo kaprr paak ho jayega ya teen martaba nichorrna zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23970Agar Napak kapra washing machine main pak kapron kaye sath dhoya jae to kya wo pak ho jae ga, rahnumi farma dain. Jis pani main napak kapraye dhoyae (washing machine) us ko baghair tabdeel kiyae hi us main mazeed pak kapraye dhoe to kya wo napak ho j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21100Agar naqsh-e-nalayn sonay ya chaandi ka banaya huwa ho to mardon key liye usey pehnna jaaiz hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18798Agar neend der se khulne ki surat me waqt na hone ke sabab tayammum se farz ada kar liye. Namaz qaza hone ke khauf se akheer waqt me chalti train me namaz ada karli. Ab ye dono namzen dohrani padengi? Agar han to kis niyat se? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18190Agar nikah karne ka irada ho toh shari'at ke mutaabiq iss sunnat keliye shuruwaat kis tarha ki jaaye aur payaam, rishta waghera bhejne ka sharai tareeka btaa ke rehnumayi farmaayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18439Agar padosi badmazhab ho to uske liye kya hukm hai? Kya usko salam karna, mizaj purshish karna, agar bhooka ho to khana khilana, us se mel jol rakhna jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20024Agar paishab ka drop jism ke uphar giray to kya gusul dobara karna hoga ya nahin agar chaand qatre gire aur pani se usse saaf karle to kya aisi halat me namaz ada kar sakte hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20415agar pak hay or napak kapda pahen lia or agar napak hay or pak kapda pahen lia to kya hukm hay? kya napaki me pak kapda pahan lenge to wo b napak ho jaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19431Agar Pakistan Mayn Koi touheen-E-RISALAT Kerta Hay Tou Pakistani Awaam Ko Kya Kerna Chaheye ? Aur Agar Yehi Jurm Koi Hind Ya England Mayn Keray Tou wahan ki awam ya musalmano Ko Kya Kerna Chaheye ? Aur Kyun K Yeh Muaamlah Ijtimay'ee Hay Tou aisi Soor...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25388Agar PANT aur SHIRT Pehanna Haram hai to phir har company me job karne ke liye ye bohat zaroori hai ke PANT aur SHIRT pehne, warna koi bhi company me allow nahi kiya jata to aisi sakht majboori ke tehat kya kare ? Kyun ke bagair Shirt Pant ke kahin b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25900Agar Pehli saff me bhi Imam ki Asl Awaaz sunayi nahi deti ho, isliye ke Mic ki Sahulat ki wajah se imaam sahab ko zor se awaaz nikaalne ki zarurat hi nahi padhti, Abb Loudspeaker ki awaz per etemaad na karte hue pehle ya dusri saff me khade hokar Ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
24776Agar periods key doraan ummrah ka ahraam bhandha phr 10 din sey zyada guzar gaey khoon band nahin howa tou kiya ahraam sey bahir anay ke liye ummrah kar saktay hein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25527Agar peshab ke chand qatray nikal jaen to neechay ka dharr (body) dhone se kya jism paak ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21102agar polio me alcohal hai jo ki aik tehqeeq k mutabiq sach hai tou kia bachcho ko polio pilaya na jaey? Agar na pilaya jaey tou polio honay ka andesha hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22894AGAR QURAN MAJEED KHOLTAY HUVAY AYAT E SAJDA PER NAZAR PARH JAAY TO SAJDA ADA KARNA HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27094Agar quran-e-paak memory card me ya hard disk mein audio me ho to kia unn files ko delete krne par gunah ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26527Agar qurbani karte waqt janwar qabu se bahar ho kar bhaga phir use goli mardi gayi aur zinda rahte zabh kardiya kya qurbani hogayi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
18077Agar ramzan ke pure roze na rakh sako to kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19477agar ramzan ke rozoo ki qaza baqe thee urr 9-10 muharram ke rozey rakhey tou kiya qaza ke rozey ada ho gayee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24219agar ramzan key rozo ki qaza baqee hoo tou 9-10 muharram key rozey rakh saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26251Agar Roza kholne ka time Ho gaya ho. Aur hum us time pe pahoch na paaye ho. Aur thode late Ho gaye ho to roza ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26244Agar roze ki haalat me kisi shakhs ne galti se apni zuban se kufri jumla kaha aur usne tawba bhi karli ehsas hone par ya kisi k batane par, to kya uska roza baaki rahega ya use baad me roza qaza karna padega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Namaz, Roza
18867agar roze ki halat mein kisi k sar me dard ho to kya sar pe balm laga sakte hayn aur jism k doosray aazam par balm laganay ka kia hukm hay kiyun k uss mien bohat khushbu hoti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23822agar ruku wa sujood mukabbir ki awaaz par ho, sirf qir`at ki sama`at k liye loud speaker istimal karen to iski ijazat hae ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25175agar salato salam kahi pada ja raha ho..or uski awazz kaan tak aa rahi ho or koi laita ho toh usko khada hona chaiye ya nahi.....aksar fazr me aisa hota haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24383Agar Sauhar ney beebi ko talaaq na di ho lekin pichley 10-15 saal sey beebi sey na mila ho aur na hi ko taalluq rakhta ho to is case mein kya Nikaah qayam rahega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19942Agar Shadi Say 1 ya 2 din pehly larki k khas din aa jain, Or shadi k next day walima bhi kar dia ho, to kia iss tarhan Valima karna sahi hy ya nahi, jab k wife k sath humbistari nahi hoi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25968Agar shauhar ne jaan bujh kar apni bibi ka doodh pi liya to kya nikah fasid ho gaya? Zaid aur bakar me is bat ko lekar bahes hui zaid kahta hai nikah toot gaya bakar kahta hai ke nikah nahi toota albatta haram ka murtakib hua wo tauba kare. Hazrat ra...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19488Agar sheesha [glass] per namaz padi aur uske niche najasat hai, agar numaya [dikhti] ho, to bhi namaz ho jayegi [Bahare shariyat] sawal yeh hy ky Agar najis jagah per aisa barik kapda bicha kar namaz padi ki woh kapda satr chupane [dhapne] ke kaam bh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26925Agar Shirt ki astheen me button toot gaya ho to kya astheen fold kar k namaz padhe ya khuli rahne dee jaye ? Shirt ki astheen mod kar kya Namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26322agar shohar biwi ko Hijab se roke to biwi ko is ka hukam manna ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22691Agar Shohar biwi ko Parda na karnay ka Hukm de aur uski baat na mannay par Talaq denay ki Dhamki de tou Biwi k liye kia Hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25678agar shohar har baat mai kahay ke aisa kia tou talaq hi hai tou kya talaq hogi aur baar baar be wajah talaq ki dhamki dene ke bare mai shara sharif mein kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
Showing 1,201-1,300 of 10,104 items.