Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18127Jahan mein Aam pegham-e-Shah-e-Ahmad Raza kar dein; Palat kar peechay dekhain phr se Tajdeed-e-Wafa kar dein!! Huzoor iss sher mein Palat kr peechay dekhnay se kia murad hay? Aur Tajdeed-e-Wafa jo palat kar peechay dekhay wo karay? ya phr ye Sarkar A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18128Badmazhab bayan karte hain ke munafik abdullah ibne ubyi jab mara to uske bete ne huzoor se kaha ek martaba aapne kisi yahudi se karz liyatha aur waqt aapne tai karliya tha us waqt se pahle wo yahudi aapko satane laga achanak aap pareshan haal ho ga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18129Zaid ne 2 makan aur aik dukan iss niyyat se khareeday hian k acha munafa milnay par bech dega? Iss par Zakat ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18130Aik gaon hay uss mein masjid hay jahan namaz wa taraweeh sub hoti hay magar aitikaf k liye uss gaon se koi bethnay k liye tayyar nahin tou barabar walay gaaon se aik shakhs ko laa kar bithaya tou aisa karna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18131Aik shakhs ki 7 din baad sharaee safar karnay ki niyyat thi magar 5 din baad uss ne niyyat badal kar 15 din baad safar karnay ka irada kia tou uss ko muqeem kab se mana jaega? Aur jo 5 din ki namazain qasr parrhi wo dohrani hongi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18100Zaid ne 10 lakh rupeey dekar ek makaan Mortagage (LEASE) par liya yahan zaid ko koi bhi mahana kiraya nahi dena parrega aur 3 saal ki agreement k baad zaid ko 10 lakh rupeey wapas mil jayengey kya zaid ko un teen saalo main 10 lakh rupeey ki zakat d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18101agar zaid 10 lakh ba tor advance diya ho aur kuch kiraya bhi deta ho mahana tou kya uss 10 lakh paar zakat deni hongi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18102Mai hindustan me rehta hun, aur kuch tanzeem wale pakistan mein deen ke kaam ke liye aur yateem bachon ke naam pe zakaat magn rahe hain. unko zakaat dena kaisa. Mera zakaat dene ka haq mere ristedaro aur paadosi ke liye zyaada hai ya deen ke kaam ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18103how is it to keep the fast on the day of Eid ul fitr till the time of Adhaan given for Eid prayers. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18104kya 10 baje se pahale roza torra ja sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18105Hazrat alwada mahe ramzaan padhna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20266A Hindu girl love Islam and want to marry me but my parents do not accept her. What should I do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20275Salam k baad Zikr karna (Kalima-e-Paak ka wird karna) kesa aur hamaray yahan aam riwaj hay k salam k baad oonchi awaz mein Kalima-e-Tayyabah parrha jata hay. Aisa karna sunnat hay ya mustahab? Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20276Qibla e Awwal Baitul Muqaddas mein namaz kis samt padhi jaati thi aur Sarkar k Zamaane me shuru Islam mein baitul Muqaddas ki taraf rukh karke namaz hoti thi ya Masjid e Aqsa ki taraf? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20277Masjid mein darul uloom ka qayam jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20278Talaba masjid ke kisi hisse mein ilm hasil karein aur wahin qayam bhi karein kya ye az roo e shara jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20279Ladka agar 15 saal tak baalig na huwa ho to kya us par namaz farz ho jayegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20280Islam mein buloog ki umr ladka ya ladki k liye kuch muqarrar hai ya buloog ki nishani par mauqoof hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20281Visit visa walon ko koi agent mina mein tent nahee deeta agar mina mey raat guzarey baghair hajj ke baqee arkaan ada kar liyey tou kiya damm dena ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20282Agar kisi ko tijarat key liye paise diye urr kaha paise mere, mehnat teri, munafah adha adha, lakin mey nuqsan mey shareek nahee. Aisa karna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20283gushal ke bad jab namaz ko jata hu or jab me sajde me jata hu to thoda thoda peshab niklta he to me kya karu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20284agar koi shaks haram kamayi se zakat nikalta he to kya uski zakat aada hogi & kya lene wala guhnagar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20267Quran e paak ke sare sajde agar ek sath kiye jaen to kya ek sajda kam kiya jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20285koi syed apne naam k aage darvesh laga sakta he ya nahi jaise syed (zaid) darvesh. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20286Fatah makkah konse mahine aur konsi tarikh ko hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20287Zaid Ke Walid Ne Apni Hayat Me Kaha Tha Zaid Tumhe Bhi Hissa Milega Zaid Ka Inteqal Hogaya Toh Kya Zaid Ki Biwi Bacche Bachiyo Ka Zaid Ke Walid Ki Property Me Se Hissa Milega Aur Kitna Milega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20288kaha jaata hai keh syedna Ali ne paida hone ke baad kai dinon tak doodh nahi piya, to un ko "Rasool-Ullah" ke paas le gaye, aur aap ne apni zabaan un ke munh mein daal di, jo syedna Ali ne choosi. Kia hazrat ne kabhi ya waqi'ah suna ya parrha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20289KUCH ALIM KEHATE HAIN KE BAD MAZHAB SE MALAY GANIMAT SAMAJH KAR PAYSA LEKAR GAREBON KO DIYA JA SAKTA HAI KYA YE SAHI HAI AGAR SAHI NAHI HAI TOU JO PAYSA LE LIYA HAI TO USKA KYA KARIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20290JO SHAKS NABI KO APNI TARHA KEHTA HAI KYA WO HADD E KUFR TAK POHANCH GAYA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20291Jaisa qaza ki tisri rakaat me Alhamdo shareef ki jagah 3 bar suhaanAllah pada jata hai... WITR ki namaz me bhi aisa hi pada jayega ya surah milana padega? Awr Frz awr witr ky qaiday may mukhtasar darud sharif perhnay ka aik hi hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20292if a person having AIDS, so is their any way for his wife to faskh-e-nikah. what should his wife do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20293hazrat hamare shaher kee id gah ke ander hazrat abdullah shah baba ka mazar shareef hai id gah kee comettiee ka jo sadar hai wo devbandi hai aur mazar me salaam padhne ko mana karta hai AUR JALSE WAGAHRAH BHEE ID GAH ME KARANE PAR THANE (KOTWALI) ME ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20294Neend se bedaar hone ke ba'ad pataa chala ke neend mein manee khaarij hui. Lekin aisa kucch bhi yaad nahi aa raha ke shahwat taari hu-i ho ya shahwat bharaa khwaab aya ho. Kya aisi surat mein ghusl karna hoga? Ya sirf jism aur kapron se naapaaki chhu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20268Huzoor aab e Zam Zam Khade ho Ke pina chahiye ya baith ker? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20295Kutb-e-Fiqh mein jahan Khilaf-e-Awla kaha jata hay tou uss se murad kisi khaas zamanay ke Ulama wa SulaHa hay ya har zamanay se pichlay zamanay walon se Awlaa muraad lia jata hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2026919 JUN 2013 KE SESSION ME BATAYA KE BAGAIR DAHDI KE JO NAMAZ PADI WO WAJIBUL AAEAADA HE TO HAMNE HAZRAT 2 MAAH PAHLE HI DAHDI RAKHI HE TO AAGE KI NAMAZO KO DOHRANI HOGI. USKI AADAYGI ASAN TARIQA KIA HY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20270Gumrah, or Badmazhab me kya Farq he? Or Donon ka Shariat me kya Hukma he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20271Tabligi jamat ko kese roka jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20272T.V hajate asliya hai ya nahi ?Agar kisi ke paas T.V hai aur us ki qeemat nisab tak pahunch rahi hai to use Zakat dena haoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20273Dr Tahir Qadri kehte hai ke sarkar ne yahodiun ko sadqa diya hai. kya ye Sahi hai. Agar sahi hai to kya hum sadqa Hindu ko de sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20274Dua-e-Jameelah k baray mein Irshad farma dein ke is ka parrhna kaisa? aur iss se muta'alliq kuch tafseel mustahzar ho tou inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24165MuHarram al Haram mein mandarja zail baaton ka kia hukm hay: Shaadi biyaah kai hawaalai sai baat daalna, yaa continue karna? Kisi bhi naey kaam ko Shorou karna? ghar banaana? shaadi ki taareekh rakhna? nayaa kappra seena/pehan'na ? Kaaroubaar shorou ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24174Yazeed k baray mein AhleSunnat wa Jama'at ka kia moqqaf hay? Kehtay hain k AhleSunnat ka aik Groh Yazid ko Kaffir, Aik Fasiq aur Aik Naji samajhta hay? Sahi Mazhab kia hay? Jub aik Qoul sahi hay tou baqi 2 Aqwal k mannay walon par Jamhoor ka kia fatw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24175Mukhtar Saqafi kon hay? AhleSunnat k Mukhtar Saqafi k baray mein kia moqaf hay jub k Shia Mukhtar Saqafi ko Amir Mukhtar kehtay hain!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24176Shia Bad Mazhab k Hukm mein hain ya Murtad k? Jis tarha Bad Mazhab se Muamlat (معاملت) Na Jaiz o Haram hay isi tarha Shi'on ka bhi wahi hukm hay ya Gair Muslimeen wala jin se Muamilat jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24177Safar kai Maheenai ko Awaam Balaaoun ka Maheena kehtai hain. Rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24178Awam Allah Tabaraka wa Ta'ala k liye "Hath" ka lafz istimal kartay hain. Masalan, "har cheez Allah k hath mein hay" iss k ilawa muqarrir Hazrat aik Hadith Sharif bhi bayan kartay hain Shab-e-Meraj Allah ne Apna Hath Sarkar k Pusht-e-Mubarak ya Seena ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24179Who is Ibn Saiyyaad (ابن صیاد)? Was he a muslim or not? and what his relevance is to dajjal? Hazrat may Answer in Urdu or English. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24180Green Color ki Chappal ya Shoes pehanna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24181Bachon mein deeni aur Ruhani taleem ki ahmiyat ko kesay ujagar kia jaey aur unki dilchaspi ko kesay barrhaya jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24182Kya yai sach hai kai Bad Mazhaboun nai Aala Hazrat Radi Allahu Ta'aala Anhu ko aur Unkay followers ko Brelvi laqab Mehaz apni Jahaalat mai aa kar dai rakha hai ya yai Pehchaan Ham Sunnioun nai apni Khud Banaaee hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24183Bohat se Hazrat Deeni wa Maslaki Khidmat mein iss qadr mashgool rehtay hain k apnay Ahle Khaana ko Rishtaydaron ko waqt nahin de paatay tou kia ye Huqooq al Ibad ka tark hay aur kia unn par iss ka mawakhza hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24166Shahaadat e Imaam e Aali Maqaam ki Aqeedat u Ihtairaam mai Muharram ul Haraam kai Maheenai mai Khushi na manaanai aur Soug ka Maahoul rakhnai kai hawaalai sai Shareat kya Hukm hai?Sunni Imaam e Aali Maqaam Hazrat Hussain ka Youm e Shahaadat kaisai gu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24184Please explain the difference between a fasiq and a fasiq-e-mau'lin? What are the distinguishing characteristics of each type of Fasiq? Answer in English would be very helpful. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24185Yahan Seattle (USA) mein bad qismati se aik bhi sunni masjid nahi. 2 Sunni larrkay California se aaey hain aur hum 3 bhai pehlay hi yahan rehtay hain. kia hum loug kisi tarha jumu'ah ki jama'at kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24186What is the ruling on walking with shoes or slippers in the forecort of Masjid e Haram and Masjid-e-Nabawi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24187Sehar Naam rakhna kesa. Aur iss naam ki Urdu aur English mein Spelling bhi irshad farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24188Please teache me any wazeefa for my husband's and kids's salat (namaz) on time. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24189Can you please let us know if Muslims in Europe can use the Halal meat from the Jewish Butchers, some people say that since they are Ahle Kitab, it is allowed to eat their meat. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24190Agar imam Qiraat kar raha ho to hum qiraat kar saktay hai agar nahin to teesri aur chouthi rakaat ka kya hukum hai? aur agar akailay padh rahay hon tou kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24191kia nikah mein 6 kalmay parhna lazmi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24192Is it true that there are certain wazifa that puts an oppressor unconscious? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24193baaz loug ye Ae'tiraaz karte he ke kch duaen maslan khana se pehle ki du'a Bismillahi wa ala barakatillah, Surma laganay ki Dua wagera ye Hadith se saabit nahin aur inko parrhnay ki koi asal nahin. Rahnumai farmaen!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24167Huzoor Alaihis Salato wa as-Salam k liye Damad ya Susar ka Lafz istamal Karna kaisa hai? Jesay Damad-e-Siddiq-e-Akbar ya Susar-e-Uthman-e-Ghani? Isi tarha Siddiq-e-Akbar ko Susar-e-Nabi-e-Akram aur Uthman-e-Ghani ko Damad-e-Nabi-e-Akram kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24194Kiya Hadith shareef ki riwayat bil-ma'na ho sakti ya bil-lafz hi hona zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24195 Kia Buton (Idols) ka Aqa Karim Alaihis Salato wa as-Salam ki bargah mein Kalima Tayyiba aur Durood Sharif parrhna kisi hadith sharif mein mazkoor hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24196 yahan par aik riwah hay k jub rishtay ki baat shuru ki jati hay tou sub se pehlay larrkay aur larrki k sitaray dekhay jatay hian aur jub sitaron ka hisab sahi aaey tub baat agay barrhai jati hay warna rok di jati hay? Shara Sharif mein iss amal ka k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24197 Sayyida Ayesha Siddiqah Radi Allahu Ta'ala Anha ko Shaheed kia gaya ya unki Wafat Tab'ee hui? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24198Imam-e-Hasan aur Imam-e-Hussain mein Ham Shabeeh-e-Mustafa SallAllaho Alaihi wa Sallam kon thay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24199Ahle sunnath ka hey beyda paar as’haabe huzoor; Najm hey aur naa’o hey ithrath Rasoolullah ki... Hazrat Aksar Bayanat Mein AlaHazrat Ka Ye Sher parrhtay hain. Iski Sharah Inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24200meri walida ko low blood pressure hai jab wo namaz ada karti hain toh qaade me baithne k baad wo attahiyaat me ya durood sharif me harf sahi se ada nahi kar patein un ki saans phoolne lagti hai jaise taise woh namaz puri karti hain toh kya is surat m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24201Hamaray yahan kch masajid mein pehlay har farz Namaz k baad DUA ki jati hay magar ub kch lougon k asr o rusookh aur unki tableegh se ub Jama'at k baad dua nahin ki jati. Kia Jama'at k baad Dua na honi chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24202Boski aur Resham ka Libas Mard ko pahenna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24168Taaziya ka shar'ee hukm kia hay? Aik Muqarrir Sahib ka bayan hay k Taaziya aaj sunniyo ki alamat hai aur jis amal se badmazhabon ko taklif hoti ho aesa kaam karna chaiye aur unhone ye bhi ke HUZUR MUFTI E AZAM aur MOULANA HASMAT ALI KHAN bombay me ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24169Moharram mein Sabeel banayi jaati jisme pani k pinay k intezaam k alawa paharr, darakht, Ghorray, Oonth ke lashkar wagera ki tasaweer banatay hain jis se jang ka naqsha banaya jata hay. Aisi Sabeel ka kia hukm hay aur wahan se Paani peenay ka kia huk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24170MuHarram mien jub Sabeel lagae jati hay tou Shia bhi aa kar wahan se Paani peetay hain tou kia iss wajah se Sabeel na banana chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24171Imam-e-Aali Maqam aur deegar AhleBait aur Jaanisaron ko Waqia Karbala mein Shaheed ya Shareek huay, Unahin Mazloom, Baybas, Laa-chaar kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24172Muharram Sharif ke waqiat mein aik riwayat muqarririn bayan kartay hain Imam-e-Hussain ne Yazeedion se Paani Hazrat Ali Asghar k liye paani manga. kia aisi koi mautamad riayawat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24173Kch loug Aetraz kartay hain k Jub Imam-e-Hussain ko pehlay maloom tha k Karbala mein unahin aur unn k sathiyon ko shaheed kar dia jaega tou phr wo wahan kiun gaey? Madina Sharif mein hi reh kar waha rastay hi se wapis lot kar aik barra lashkar bhi ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1825717 Rabi al-Awwal Hazrat Aal-e-Ahmad Acchay Miyan Marehrwi Alaihir raHmah ka URS Sharif guzra. Unnki Seerat Sharif par kch irshaad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18266agar mayyat sunni ki ho or janaza namaz parrhane wala wahabi ho to ham sunniyo ko jnaza namaz padni chahiye ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18267taharat or pakhana ki gandagi jism par lagi ho or pani ki badi qillat hai is halat me tayyamum kis tarah karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18268Shia ka zibah kia hua gosht khana kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18269aysa janwar jo nar or mada dono hi na ho (yani mukhannas) ho to us janwar ka zabah or gosht khana kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18270Sadaqa-e-Jaariyah se kia murad hay? Aur aaj k dour mein Sadaqa-e-Jaariyah ki kch misaalain bhi irshaad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18271Quran-e-Majeed ya Hadith Sharif kch iss tarha k mafhoom par kch hay k "Roz-e-Mehshar lougon ko Unn k Imamon k naam se pukara jaega" tou wahan Imam se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18272MUMBAI MAI HOUSING SOCIETY JO BANATE HAI USME SOCIETY BODY MAI CHAIRMAN, SECERETARY, TREASURE AUR MEMBER PE COMPLETE HOTA HAI , BUILDING SOCIETY MAI WAHABHI DEOBANDI SUNNATUL JAMAT SABHI KE FLAT HOTE HAI AB MAJBURI YEAH HAI KI BODY MAI UNKO BHI LEN...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18273police ki taraf se fine milta hy. to wo fine police system mein enter hota hay. system mein enter hone se pehle jis ko fine mila ye ksi apne janne wale police wale ko kehta hy k ye fine hay is ko cancel karwa do kia is tarha karna sahi hay aur ager ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18274I am working abroad and left my wife with her parents, I almost one year lived alone. my question is it necessary to do re-nikah with my wife. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18275mere ek dost jo tailoring ka kam karte he unke vaha jo sunni hazrat kurta paijama silvate hein us mese kuchh kapda bachata he. Ab mere kahenepar unhone us bachehuve kapdeki topi bana di, Kya us topi ko pahen sakte hein? aur us topi ko pahen kar mene ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1825822 Rabi al-Awwal Shaykh-e-Muhaqqiq ala al-Itlaaq Shaykh Abdul Haqq Muhaddiss Dehlawi ka URS Sharif. Unnki Seerat-o-Khidmat par kch Irshaad farmaen aur bhi k bad-mazhab unhain apna peshwa aur rahnuma mantay hain jub k unn k Aqaid o Nazariyat bilkul hi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18276Kasar namaz kitne kilometer ka fasla tay karnay par lagoo hogi? Aur agar apnay shehar ya gaaon se doosra shehar ya gaaon jo utnay kilometer se kam hay tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18277Musafir agar Jumuah padta hay tou kya use Zohar bhi padni hogi? Jumuah parrh li to kya yeh 2 rakat zohar ki kasar k kayam makam hogi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18278woh jo huzoor k sath sahaba ka waqiya bayan hota hai k huzoor k 5 ungliyon se 5 darya nikale jisko aalahazrat ne yun kaha hai k panjabe rahmat ki hai wah wah ispar ye aeteraaz kiya hai k pani huzoor k unglion se kaisa nikal sakta hai aur agar nikla b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18279KYA GHAR KE AWARATH PARDA KE SAATH CAR TWO WHEELER CHALA SAKTHI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18280KYA AURATH APNE MAA BAAP BHAI BEHAN HUSBAND KE SAATH CAR OTHER VEHICLE DRIVE KAR SAKTHAI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18281Nau-Maulood bacchay k jub baal mundwaey jatay hain tou unn balon k wazan k barabar chandi sadqa kia jata hay. Shara' Sharif mein is ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18282kya allah Azzawajal ne hazrat e adam alihissalaam ko qiyamat tak k cheezon k asma taleem farmaey? daleel ata farmaen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18283hazrat se mera sawal hai ki kisi gair mazhab se dosti ya unke ghar aana jana khana kya hamare islam me mana hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18284kya shadi apni biradari mein hona zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.