Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18506agar kisi ki isha ki namaaz is haalat me qaza hui ke raat ka shuru hissa watan e asli me guzra aur baqia halat e safar mein. Ab Qaza 2 rakat kare ya 4 witr ke ilawa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23376Agar kisi ki Jewelry Shop hay. Kia aik saal k baad usay Zewrat par Zakat deni hogi? Aur agar wo Shakhs Qarzay mein ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23656Agar kisi ki subha sehar main ankh na khule aur fajar ke bad neend khuli to kiya neeyat karne se roza hojayega? kia uss mein koi karahat hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23735Agar kisi ko Ka'batullah Sharif k pathar ka tukrra milay tou uss k liye Jaiz hay k wo usay apnay Watan le aaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21351agar kisi ko maloom nahi ke kaab wo malik-e-nisaab huwa aur kis mahine me, to phir kis mahine me zakaat ada kare? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23549Agar kisi ko Qarz diya ho to unn paison par zakat wajib ho gi kya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19380agar kisi ko skin disease ho aur agar doctar koi ointment ya lotion de jis mein ethanol yani alcohol ho to kya isey laga saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22791AGAR KISI KO TAJDEED E NIKAH KARNA PARE TO ISKI KYA TARKEEB HAI KYA DOBARA MAHAR DENA PAREGA JABKE PEHLA WALA MAHAR ABHI TAK ADA NAHI KIYA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20282Agar kisi ko tijarat key liye paise diye urr kaha paise mere, mehnat teri, munafah adha adha, lakin mey nuqsan mey shareek nahee. Aisa karna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19310Agar kisi koo Namaz-e- Janazah kee duwain naa yaad hon tuu woh Namaz-e-Janazah main kia parhay or kia aesa Shaks Namaz-e-Janazah kee Imamat karwasakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25905Agar kisi kunwaray shakhs ne apnay bhai ki biwi ko shehwat ke sath chooa jab ke bhai ki biwi (bhabhi) ko shehwat na thi aur na hi usay ye maloom tha ke uss ke dewar ne usay shehwat ke sath chooa tou kia Bhai aur bhabhi ke nikah par kuch farq aaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20137Agar kisi larrkay ne kisi larrki ko dekha ya kisi larrki ne kisi larrkay ko dekha aur muhabbat ho gaee aur phr donu ne shadi kar li tou kia Shara Sharif ki roo se iss mein kch kabahat ya karahat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18990Agar kisi mahfil mein kaafir aur musalmaan donon hon to kya wahan salaam kiya ja sakta hai ya nahin. Ye bhi farma dein ki agar us maHfil mein aksariyat musalamanon ki ho to kya hukm hoga and aur agar us mahfil mein aksariyat kafIron ki ho to kya hukm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26745agar kisi Masjid ke Imam jo ke Mufti hone ke sath sath Ek Khateeb bhi hain baarha jan bujh kar aisi Shadi biyah ki Mehfil mein shirkat karte hai jis mein Sahib e khana janbujh kar BadMazhab aur Murtad ko bhi bulata hai to kya aise Imam ke peechhe Nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
24089agar kisi masjid may badmazhab Azan ya Iqamat kahay aur sunni imam namaz padhaye tou namaz ho jayegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19636agar kisi momin bhai say koi itla milay tu usay maan lena chahiyay ya tahqeeq kerni chahiyay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21322AGAR KISI MOTABAR SUNNI SHAKHS SE PATA CHALTA HAI KE FALA MASJID KA IMAAM SAHI SUNNI AQEEDA HAI TO JAB HUM WAHAN JUMA PARNE JATE HAI TO IMAAM KI DARI EK MUSHT SE KAM HOTI HAI AUR CHAIN WALI GHARI PEHNI HUI HOTI HAI AUR GIREBAAN KHULA HUA HOTA HAI HUM...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24221agar kisi muslim key parents kaafir hon tou kiya unn key wahi haqooq hongey jo muslim parents key hotey hein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23524Agar kisi Namaze Isha Jamaat se chhot jaye tou kiya Wo Wajeeb Ul Witr Jamat se Aada kar Sakata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20864Agar kisi nay bivi say dubr say mujamait ki to kia uska nikah toot jata hy? Mujamait kay baad gusay mein aa kar 3 martaba ye kaha "ja maine tujhe talaq diya" to kya talaq ho gaya jab ke uskay apnay khial may nikah to pehlay hi toot chukka hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19337agar kisi ne bachpan me ilm na hone ki wajah se shirk ya kufr kar diya ho toh usper kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20225agar kisi ne isha ki namaz jama'at ke sath na padhi to kiya vitr ki namaz jama'at se padh sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19504Agar kisi ne kisi ka maal loota ho ya gasab kia ho aur phr wo kch arsa baad apnay uss fay'al se sharminda ho kar tawba karay aur loota hua maal lotana chahay magar jis se loota tha wo na milay na hi uska ka rishtedaar tou ub uss maal ka kia karay? Au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22596Agar kisi ne Makrooh waqt mein Qaza Namaz parrhi tou Namaz ho jaegi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23207Agar kisi ne Newyork, USA mein Chaand dekha aur wahan se Lahore, Pakistan aaya aur aa kar Gawahi di k mein ne newyork mein chaand dekha hay tou kia uss din lahore k liye chaand ki royiat sabit ho jaegi? Agar haan tou kia ye roiyat sirf Lahore k liye ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25810Agar kisi ne qasadan Bagair Wuzu ke Namaz padhi to aise shakhs per kya hukm hai ? Aur Sirf job ke hadd tak yani daily subah se sham tak Pant aur Shirt pehanne ki ijazat hai ? isliye ke kisi bhi company me job karne ke liye pant shirt pehanna bohat za...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
22790AGAR KISI NE SAHIBE NISAB HONE PAR BHI QURBANI ADA NAHI KI AUR LAGATAAR 2-3 SAAL GUZAR GAYE AUR AB IS SAAL QURBANI KARNA CHAHTA HAI TO PICHHLI QURBANI BHI AIK SATH ISI SAAL KAR SAKTE HAIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24517Agar kisi ne Surah Fatiha k baad Surat na milai aur ruku mein yaad aae tou ub kia karay? Kia wo phr kharra ho kar soorat parrhega aur phr doosri martaba ruku karega ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24555Agar kisi ne Surah Fatiha k baad Surat na milai aur ruku mein yaad aae tou ub kia karay? Kia wo phr kharra ho kar soorat parrhega aur phr doosri martaba ruku karega ya nahin? Hazrat ne kahan tha k sajade sahu karkey namaz poori kare lekin vol 3 bahar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24982agar kisi ney nappak halat mey koi kapra pehna urr uss kaprey pey koi najassat nahee lagee tou kiya wo kapra bhi na-paak consider kiya jayee ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20040agar kisi peer may dil na lagey to kiya bay'at tor kr kisi dosrey se bay'at kar saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
17998Agar kisi pir sahab ne kisi ko khilafat di, Aur pir sahab ne khch nasihatein ki, Aab us khilafat milne vale shakhs ne kuchh dino ke bad us nasihaton ke khilaf kam kiya to uski khilafat baqi rahegi ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26707agar kisi sakhs ne dawat qubool nahi ki mariz ki ayadat nahi ki chink ka jawaab nahibdiya mazloom ki mada nahi ki janaze ke saath nahi gaya to kiya gunaah gaar ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18534agar kisi sakhs ne roze ki halat me apni biwi se sohbat kar li to uske lye kya ahkam hai roza rahega ya jata rahega aur agar roza zaye hogaya to uska kuffara woh kaise ada kar sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19915Agar kisi se aisa gunah saadir hua jis par had wajib hai aj k zamane me had jari ny krte hain to sirf tauba aur nidamat hi uske kaafi hogi. Maslan zina kiya phr tauba aur tajdeede imaan kya aur baiyat b ki to ab uske k lye kya hukm hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19338Agar kisi se kufriya kalima nikal jaye galti se, toh kya uske saare aamal , sari namaz jaya ho jati hai? Usko maafi kaise mile yaa woh tauba kaise kare? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25317Agar kisi shakhs ke munh ke andar uski biwi ka doodh chala jaye to aisi surat mein kya karna chahiye ya iske liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
19437Agar kisi shakhs kee tankhwa 10,000 rupay hou aur Waalida kahain kai mairai haath mai aa kar paisai dou ... Aisi soorat mai shohar beewi ko unn paisoun mein se apni walida se chupa kr kch de sakta hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19324agar kisi shaks ka bimari ki waja say pair kaatna para tu kya us ka kata howa pair bhi dafan kerna zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18196agar kisi shaks ka nikha deyo band imam ne padhya hai or jo waha 2 gawah the wog bhi deyo bandi hai or waha mojud log bhi deyo bandi hai to kya ye nikha huwa ya nayein sire se unhe nikha padhna padega Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25826Agar kisi shaks ki qaza-e-umri ibaadat baqi ho to nafl ibaadato ke liye kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
18244Agar kisi shaks ko paisab (urine) ke katre (drops) aane ki sikayat ho yaani ki paisab karne baad wuzu ke dauran yaa namaz padhte hue ruku ya sujud ke dauran katre girte ho toh usko namaz ke liye kya huqm hai? Aur ek sahi ul aqeeda doctor hone ke naa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26738Agar kisi shaks pe kisi darul ifta se kufr ka fatwa ho aur usay kafir kaha ho is bina par ke wo kufr Aur imaan ko Ek janta hai. to us shakhs ko kafir na kehne walo ko Bhi kafir kaha jayega? kya unka bhi wahi hukm hoga jo uska hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21661Agar kisi shaks per qazai umri baqi ho tu kya wo Ramzan may taraveeh parhayega ya qazai umri. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20915Agar Kisi Sharab Khane ki Tube Lite Kharab ho jaye aur kisi musalman electrician ko kaha jaye ke es ko theek kar do to musalman ko Light theek kar ke ujrat laine kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25763Agar kisi shohar ne apni biwi ko jagde hone par kehta hai ki meine ise chod diya aur talak de diya aur mamla thanda hone par dono is baat se mukkar jate hai ki aesa nahi kaha gya tha to unke ghar par fatiha ho ya phir kuch aur function ho to is bare ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTalaq
18448agar kisi sunni alim ne bad mazhab ki nikah parhai to us k liye kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26378Agar kisi surat ki taqrar kar rahay houn jaisay khatam-e-qadria sharif may sura ikhlas to kia sirf aik bar tasmia parrhna kafi hay ya har baar surat shuru karnay say pehlay tasmia parhna hoga. Isi ziman may agr nafil namaz may kisi surat ki taqrar k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25689Agar kisi wahabi ya dewbandi ka mazhab ye hay ki wo sirf allah par iman rakhta hay aur kisi par nahin aur hum ne kabhi uske munh se nahi suna ki wo ambiyae karam ko bura bhala kahta ho to kya hum use kafir kah sakte hein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25514Agar kisi wajah se walidayn ke beech me ladai ho rahi ho to aise me aulad ko kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18895agar kisiki mout aise hadse me ho jisme marne waale ki lash ka koi b hissa na mile, to aise shaks k lea azaab e qabr kaise hoga? kkyun k azzab e qabr to jab jota hai jab mayyat ko dafna kar 40 kadam door wapis hua jaata hai?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23903Agar koi 5 waqt namaz ka pabund nahin magar kch waqton ki Namaz ada karta hay. tou kia Unn Namazon ki Qubool honay ki Umeed rakhna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24921Agar koi Aalim ya Mufti, kisi AALE RASOOL (SYED) ki izzat na karta ho ke wo daari mundhwatay hain, Islami Libas nahin pehantay wagera. tou uss mufti ya aalim par kya hukm hai? kya Aise Aalim ke peechay namaaz ho jaati hai? Aur koi Aamil jo k Aalim b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20532Agar koi Aalima baalig ladkiyo ko padhane ke liye nahi mil rahi hai to kya Koi Mudarris parda mein reh kar baleeg ladkiyo ko padha sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22525AGAR KOI ADMI TANHA SUNNAT NAMAZ PARH RAHA HO AUR US K SATH KOI DUSRA SHAKSH AA KAR SHAMIL HO JAY TO KIYA PEHLA SHAKSH DOORAN E NAMAZ APNI NIYYAT SUNNATON KI BAJAY FARZOON KI KAR SAKTA HAY YA NAHEEN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20265Agar Koi Alim kisi Hindu se ta'alluq rakhe aur usko apne Masjid ke Hujre main bolaye aur uski tazeem Kare to keya ase Alim k peche Namaz Ho gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24088agar koi apni biwi ko telephone par 3 talaq de tou kiya talaq ho jayegi agar ho jaye lekin biwi kahe k may nahi Sunni hu tou kiya hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25348agar koi apni qaza namazein ada kar raha hoo jo tadad mey kafi hey tou wo asar aur isha ki ghair mo'akkada sunnatein ada karega ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
24505AGAR KOI APNI QAZA-E- UMREE ADA KAR RAHA HO, AUR US KO KISI KAAM KEY LIYE ISTEKHARA KARNA HO TOU WOH DO RAK'AT ISTAKARA KAY NAFAL KI NEEYAT KARE GA YA US KO US WAQAT BHI QAZA NAMAZ KI NEEYAT KARNI CHAHIYE ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26545Agar koi apni shakhs apni biwi ko haalat-e-hamal mein ya Haalat-e-Hayz mien 3 talaqain de tou kia talaq usi waqt waqay' ho jaegi ya hayz/hamal khatam honay ke baad talaq waqay' hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20739agar koi aurat sadi se pahle se pregnent hai aur uski sadi ho jati hai kisi dusre sakhs se uske bad uski beti paida hoti hai jo uske sauhar se nahi hai to kya us larki se nikah karna jayez hai sab kuchh jante huye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25320Agar koi baap apni wirasat ka hissa apne bhaiyoon se mangne mai sakhti na kare jabke us baap ke wirasat mangne mai dheel karne se us ko khud he mali nuqsan uthana parta hai to es surat mai us baap ki aulad ke liye kia hukum hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWirasat
26695Agar koi bhi shakhs haram kamayi khata hai to kya us ki dua, namaz ya koi Ibadat qubool hogi ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
19600Agar koi buri khabar sunai tou kehta hai kai mairai ba'ain [left] haath mai khaarish hoi thee ya mairi baeen aankh pharki thee.. kia iss ki koi haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24144Agar koi Gair Muslim hum se poochay k Hazrat Esa Alaihis Salam k baray mein Musalmanon ka kia Aqeeda hay tou kia jawab dena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25044Agar koi ghalat samaghte huay kisi badmazhab ka janaaza padhe to uska kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24394Agar koi Imam badMazhab ho jaey tou kia uss k peechay ada ki Namazon ka I'ada karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20113Agar koi imam deobandi ke saath zyada uthna bethna ho aur agar imam kah ke farj namaz ke baad doorood band karva de yeh kahay quraan me kahi nahi likha he doorood padhne ke bare me. aise imam ke bare me kya masla he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21441Agar koi imam Gustakh e Rasool hai, aur hum us ke peechey namaz padchuke ,kai din baad pata chala ke ye gustaq e rasool hai to kya ye namaz ko dohrana padega ya nahi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22980Agar koi imam kahe ke much se behtar Imam Koi Nahi, to kya uske piche namaz hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26472agar koi imam ye kahe agar alahazrat is dor me hote to wo bhi T.V MOVIES OR POTOGRAPHY ko jaiz qarar dete (Ma'azAllah). Aise imam ki iqtida karna kesa or aise imam par shari'at ka kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26773AGAR KOI IMMAM APNI YA KISI JAANDAR KI PHOTO RAKEY BHALE HI HARAM JANTA HO. TOU KYA AISE IMMAM KI ITTEBA ME NAMAZ ADDA KARNA SAHI HAI. HAZRAT REHNUMAI FARMAEN.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26886AGAR KOI INSAN KISI SHAKS DIL SE APNA PEER MAAN LE TO KYA WO USKA MUREED HO JAEGA JAB K USNE KABHI PEER SAHAB KO NA DEKHA HO NA UNSE KALEMAAT PADHE HOTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26007Agar koi jaaney anjaaney mein zina kar le, Phir woh Allah se tauba kar ley, Aur woh jis say zina kiya, ussi sey nikah karley tu kiya uss ka gunah mu'af hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21026agar koi kafir sirf dunyavi faide ke liye musalman ho to kya wo musalaman hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20871Agar koi kalma e kufr kisi kitab ko parrhtey waqt aankhon se guzray, dil se nahin parha aur usay dil main bura jaana aur phir kitaab bhi band kar di. Ab shara'an kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20303agar koi khare ho kar peshab kare aor pani se dho le to kya napaki ka hukm hoga aor usi halat me namaz parh sakta hai ya gusl lazim hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18480Agar koi kisi Shariat pe amal karne wale aalim se badi muhabbat karta hai aur muhabbat me wo shaks ALA hazrat ke ashar jo unhone sarkar ki bargah me pesh kiye hen ki "Mein Mujrim hoon Aaka.Muje saath lelo.Ke raste mein hai jaa bajaa thaane walein." ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
27047Agar koi makan lease (bogya) par le aur makan malik ko kiraya kuch bhi na de isme dono ki raza mandi bhi hai to aisa karna jaez hai? Ya kiraya dena padega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
26353Agar koi masjid ka imaam khule aam apne aap ko sulehkulli kahe to us par kya hukm he or masjid ke members is par tawajjo na de to kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
23285AGAR KOI MUSAFIR MUQEEM IMAM KI IQTADA MAY FARZ NAMAZ MAY AAKHRI TASHHUD MAY SHAMIL HO AUR KUCH DEER BAD IMAM SALAM PHER LAY TO KIYA MUSAFIR KO POORI NAMAZ ADA KARNI HO GI YA WO QASR NAMAZ PARH SAKTA HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22046Agar koi musalman "Karishna janta heh" kehta hay aur Allah janta heh kehna gawara nahin kerta aur bar bar us ko roka gaya aur samjaya gaya magar woh baaz nahin aya, esay shakhs per kia hokam heh, Aur kia esay shakhs say qata talluqi zeroori heh? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26723agar Koi musalman ek waqt ki namaz Jan bujh kr tark krta hai to kya woh kafir ho gaya? kyunki zikr hai ki jisne ek waqt ki namaz tark ki goya usne kufr kiya.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
21590Agar koi muslim kisi ghair muslim country main hay Aur woh apnay country k lia Muslims k against fight main us ke death ho jaty hay Tu kya woh Muslim shaheed ho ga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26034Agar koi muslim murtad ho jaye phir wo sacchi tauba kar ke phir se islam la aaey tou kya aise shakhs ki magfirat ho sakti hai aur kia usski tawba qubool ki jaey gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26550Agar koi naat khwan daurane mehfil ayesa kahe K "ab jo sehr mai pesh kar raha hu dekhta hu us pe kon kitna nazrana deta hai" huzur ye kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22275Agar koi Nafli Roza (e.g. 9th moharrum roza) toray tu uska kiya kaffara ada krna hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20936Agar koi Non-Muslim ya kisi ke behkaway mein aa kar koi musalman hi poochay k ALLAH kahan hay? tou kia jawab dena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26262Agar koi peer mureed kartay waqt Ghous e Azam ka naam na le to kiya mureed ho jayenge?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
21808Agar koi Quran Pak parrh raha ho, dua maang raha ho ya durood shareef parh raha ho, uskay saamney se guzarna kaisa hay? Rehanumaee farmaeinTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26277Agar koi sakhsh etekaf me ho aur wo gusl Karna Chahe bila Janabah tou ijazat hay aur agar Juma ka Din ho to kia hukm hay? Aur Kya Koi Sakh Apna Khoon (Blood) Janch Karane ke liye Itekaf ke Halat me bhej sakta hai doctor ke paas?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21352Agar koi shakhs 100 rupeye ka not kisi dusre shakhs ko 110 rupye me beche to kya ye sahi hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23778AGAR KOI SHAKHS 4 RAKAAT WALI NAMAAZ ME QAEDA E AAKHIRE SE QABL BHOOLE SE PAANCHWI RAAKAT K LIYE KHADA HOGAYA TO AB US NAMAAZ KO KAISE MUKAMMAL KARE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25309agar koi shakhs ahle sunnat wa jamat ki masjid me aasteen ya payncha fold kar ke namaz padhe aur mana karne par bhi na mane to kya usko masjid se nikala ja sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
24804Agar koi shakhs apni biwi se khush nahin aur doosri shadi karna chahay tou kia wo apni pehli biwi aur walidain se ijazat liye bagair doosri shadi kar sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23465Agar koi shakhs dubai ya jeddah aayai aur wahan say direct madina shareef chala jayai aur wahan say makka shareef aanay ka irada ho to ussay ahraam dubai say baandhna ho ga ya madina shareef say ? Aisa b ho jata hay k mu’allim jeddah say direct makka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24772Agar koi shakhs gel ya tael laga kar wuzu kerta hai aur masa baloon par karta hain jin par gel lagi hoi hai tou kya masa ho gya hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26172Agar koi shakhs India sey aeroplane ka safar Rozey ki halat mei shru karey aur Sweden pahunchey. Sweden pahunchney par abhi Iftar mein Sweden time key hisaab sey 5 ghantey baqi hain. halanki us ney roza India key waqt sey shru kiya thaa aur ab Indian...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23391Agar koi shakhs khali sharaab ki bottle bhangaar ki dukan mei beche to uska kharidna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19922Agar koi shakhs La ilmi mein keh de k ye Hadees nahi hai aur waqiyatan wo hadees thi to huzoor us par kya huqm hai rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.