Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18293abu lahab ki woh riwayat jo bukhari shareef me hai uspar ye do suwaal the inka jawaab ata karein. a) abu lahab kaffir ko khwaab me dekha gaya tha na k nabi ko to usko daleel k taur pe pesh karna kaise sahi hoga? b) uss riwayat me jo khushi manae hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20575Abu talib se imaan lana sabit nahi hai to kya naam se pehle hazrat ya janab bol sakte hai. kya abu talib ko izzat se yaad kiya ja sakta hai kyuki abu talib ne hamare nabi ko apni goad me khilaya tha. agar hamare munh se abu talib ke liye kaafir nika...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22625AbuDawood Shareef may hay k Jo TASWEER Dekho Use Mitado Jo QABR HaddeShare'a Se Zyada PaoUse HaddeShare'a K Barabar Kardo kiya yeh Hukm Mazaar Shareef k liye bhi hay ya Sirf qabro k liye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19741AbuDawood Sharif mein hadis ka mafhoom hay jis ne Gayrullah ki Qasam khai wo Mushrik hay jub k bahar-e-Shariatk bab 9 mein isay makrooh likha hay. Nayz Quran Sharif mei bhi Sarkar k Shehar, Kalam aur Baqa ki Qasam yad farmae gaee. Rahnumai farmaiye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23292Accident ( haadsah) ki wajeh seh mout ajayeh, kya aisi mout shaheed ke martabeh ke barabar hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25569accidental insurance karana kaisa hai? bank me ek policy hai jisme 100 rs yearly submit karne hote hain or accidental death hone per iske badle 2 lakh rs. milte hain or agar aisa na hone per jama kiye gye 100 rs bhi khatam ho jate hain. kya aisa insu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24149According to Islam if the property is in mother’s name, can she give it to anyone or does she have to distribute it equally among all the children? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23345According to Islam will all Hindus and Christians go to Jahannum? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24109According to our contry's law, women are also allowed to divorce their husband and if a Muslim woman divorces her husband, the court accepts it as a legal divorce and the man is compelled to follow this law. What is the ruling of Shariah on it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23358Accountants ya Auditors jo Auditing kartay hain wo accounts mein hera pheri kar k unko galat show kartay hain takay tax aur interest bachaya ja sakay aur unhain achi tankhwa bhi di jati hay. Aur ye Aksar C.A. (Charted Accountants) kartay hain. Iss ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19721Acha Durood Shareed Irshad farmadein jo hamesha wird karsakein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24725Acting, Modeling k ilawa Show business industry mein kaam karna kesa hay? jesay Lightman, Electrician, Make-up Artist, Decorator etc. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19769Admi kabhi safar pr niklta hay to khial karta hay kuch sadqa kar doun ya koi gari wagaira kharidta hay to kuch sadqa kar daita hay, arz hay kia yeh sadaqat nafla may shumar hongay awr is qisim kay sadaqat saadaat-e-kiram ko dai saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19681Ae GUmbad-e-Khazra k Makeen Meri Madad Kar Ya Phr ye bata kon mera tery Siwa hay? Naat mein ye Sher parrhna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19415Ae Raza ye Ahmed-e-Noori ka Faiz-e-Noor hay! Aik Sunni Aalim Sb ne apni kitab mein likha k puranay nuskhon mein Ahmed-e-Noori nahin Ahmad-o-Noori likha hay? Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21273aek masjid ka 25-30 sal qabl bana huwa farsh jo qabil e istiamal to he lakin ahle muhalla men se aek sahibe haesiyyat shakhs use hata kar ya usi par us se ziada umda w khobsorat sufed sange mar mar ka farsh apni jebe khas se intizamiae masjid neez fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18821Aek saks ke pas thode pese the usne un peso se zamin kharid li. Uski niyat aesi he ki agar future me zarurat pesh aegi to rahne ke liye ghar banayege varna us zamin ko vese hi rakhege. Ab jis saal zamin kharidi us waqt uski qimat andazan 3 lac rupuee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20881aek saksh ka ye kahna he ki saiyedus sadaat yani saiyedon ke sardar sirf hazrat e ali hein aur kisiko saiyedus sadat nahin keh sakte. rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24652Aek shaks jo logon say taluq torray or bina qasoor key mafi mangney per bhi maaf na karey jab key ghalti dosrey shaks ki ho, uskey liye kia hukam hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26014Aeroplane mein douraane safar musaafir ko istemaal k liye headphone aur blanket milta hai. lekin kuch log safar khatam ho jaane k baad woh cheezein apne sath le aate hain. puchne par kehte hain k hum ne ticket pay kiya hai tou kya aisa karna theek ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22248Afard, Awtad, Abdal, Qutub aur Ghaus kaun hote hain? aur kya inn mein farq hain ya sab awliya barabar hain? jazakallah Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18801After a person offers hajj properly, will the sins of all his missed salah and fasting be forgiven, does such a person need to offer qaza of all those missed salahs and the missed fastings and does he need to offer kaffara after hajj? Jazak Allah Kha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26597After doing wudhu, drops of urine always come out. I can't maintain wudhu from namaaz to namaaz because of this also and so I keep having to do wudhu over and over. I figured I am not a mazoor because the urine drops only happen straight after wudhu....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22289After going to toilet I suffer from toilet drops till next 1 to 1.5 hours. Now it hurdles in Namaaz too, what should I do? I am also planning to go for Umrah, what should I do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23152After maghrib on 15 Shabaan everybody reads 6 rakaat nafil with 3 salaam n in between surah yaseen n dua-e-nisful shabaan, so if sumone has qaza e umar salaah nafil will not be counted so what must he read after maghrib salaah on 15 Shabaan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24750After nikah what is the time period (muddat) to do valima? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20563Afzal din kaun sa hai peer ya jumu'ah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20899Agar hamaray marhumeen nay kisi ko taklif di ho awr usnay bad dua di tou kia uska asar marhoom ki aulad ya unki awlad ko ho ga. Agar hamaray ghar may kuch taklif ho rahi hay tou kia yeh oos bad-dua ka asar hay, ab hamein kia karna chahiay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23289agar 1 barray room mein 1 side pe bed pe koi soya ho tou kiya wahan carpet pe neechay beth ke koi Quran paak parrh sakta hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24611agar 1 women ney ahram bandha urr uss ko periods ho gayee urr visa khatam ho gya tou wo ahram sey bahir anay key liye ab kiya karey geee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24777Agar 4 rakkat sunnat e mokada mey 2 rakkat mey attahayat parh ke uth gayee darood shareef aur dua parrhne bhol gaye tou kiya sajda e sehav karna ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22220agar afsar ahle hunood hoon awr jumay ki namaz ka waqt hojaye tu kya us say ijazat lay ker namaz kay liyay jana chahiyay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24616agar aik aadmi kisi ko Rs. 100,000/- qarz dete waqt ye shart rakhe ke is waqt Rs. 100,000/- men milk pack ke 200 carton milte hen. jab tum raqam wapas karo ge to us waqt men tum se milk pack ke 200 carton ya un ki us waqt jo keemat ho gi wo loon ga. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21348Agar aik aurat pathan gharane ki he aur us ne aek saiyed ke sath shadi ki. Ab agar shohar intekal kar gaya to kya wo aurat zakat le sakti he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22212agar aik peer say baiat honay kay baad peer ki jaanib say fuyooz o barakaat zahir na hoon tu kya kisi aur jamae sharait peer say bayt howa ja sakta hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21427agar aklay namaz par ray thay, sura faitha ka baad Ameen nai kaha, or nai surat pernay sa pehlay Bismalilah be nai paree too keya hukam ha Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18378Agar apnay mulk may rozi ka zaria hay tu kya family ko chor ker dosray mulk may rozee kamanay kay liyay aana jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20699Agar apnay mulk may rozi ka zaria hay tu kya family ko chor ker dosray mulk may rozee kamanay kay liyay aana jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24028agar aurat per hajj farz ho, us kay pass apnay hajj per kharch honay say bhi zayada amount bank main moujood ho, laikin us ka shoher apnay kharch par us ko apnay sath hajj per le jaiy ab kiya is soorat main a) aurat ka FARZ hajj ada ho jaiy ga? b) ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23995agar aurat per hajj farz ho, us kay pass apnay hajj per kharch honay say bhi zayada amount bank main moujood ho, laikin us ka shoher apnay kharch par us ko apnay sath hajj per le jaiy ab kiya is soorat main a) aurat ka FARZ hajj ada ho jaiy ga? b) ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23841Agar Aurat Pregnant ho aur usay Talaq di tou Talaq Waqay ho jaegi aur Aurat ko Iddat guzarni hogi? Shohar ne Nashay ki haalat mein Talaq di tou Waqay ho jaegi? Agar Aurat Pagal hay aur Uss k Shohar ne usay Talaq di tou jub wo sahi ho jaegi tou wo Tal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18996agar auratein (women) Aulia Allah ki quboor ki ziarat na karein, balki wo mazar shareif k angan mein hi bethi rahein, toh yeh karna kaisa hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23645Agar awrat ki awaz bhi aurat hai (parda) to us kay liya apnay murshid say baat karney per kia hukam nafiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18262agar azan speaker pey ho rahee houu tou uss key jawab ka kiya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18854AGAR BAAP BETI KE SHAADI KA 2 SAAL PAHELEY SE ZEVRAT TODA THODA KHAREED KAR RAKHTA HAI...KYA USPER ZAKAT WAJIB HAI??? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24632Agar bacha 2 saal se barra ho jaey aur maa uss ka doodh na churrwaey tou maa par kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18017agar bachpan me bachche k kaan me azan na di gai ho aur ab wo jawan ya budha ho gaya ho ab azan ki kia surat hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20580Agar bad aqida log kisi musalman ko pareshan karein maslan roz uske pass jamat ke lye aa jae to unse kese Bacha jae? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20181Agar bad mazhab kay marnay ki ittilah milay tou kia parrhna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23169agar balti ke pani me gair muslim bagair haat dhoey ungli dubo de to kya pani mustamal hoga? Agar haath dho kar dubae to kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19792Agar banda sahib-e-istataet nahin hay uss par hajj to farz nahi hay to kia ager us ko kisi ne muft (free) mein hajj par bhej dia to us ka hajj nafil hoa ya farz? aur kia bad me zindagi me ager wo sahib-e-istataet ho gaya to use hajj krna parega ya na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19432Agar Beach Sarak Per Ya Kissi K Ghar Per Chouri Ho Daaka Dalay , Tou A C Soorat Mayn Awaam Ka Unn Logon Ko Bachana Aur Unn K Difa K Leye Luteroun Ko Qatl Ker Dayna Ya Jalana K Sa ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26797agar bevuzu ya beghusl (junubi) k samne quraan shareef upar se gir raha ho to kya aisa shakhs bagair kisi kapde k quraan ko hath se pakad skate hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18429agar bill mein totalling mistake ho aur paise jama pade ho par kis ke hai wo na pata ho toh un paiso ka kya karna chahiye kya paise hum koi islamic kaam mein istamal kar sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25680Agar bina connection liye bijli wale ko kuch Rupees de kar bijli istemaal ki jaye to kya ye jaez hoga? Or karobar me iska istemal karna kaisa hai? kya wo kamayi jaez hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26126Agar Biwi Aalema ho aur woh apne shohar ho ma behen ki galiya deti hai aur shohar ka haq ada nahi karti hai uski farmabardari nahi karti hai uske bawajud uska shohar use maaf kar deta hai aur tab bhi woh biwi nafarmani karti hai aur woh biwi lesbian ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23971Agar Biwi kahti hai ki mujhe shohar ne talaq di hai (na sirf 3 baar bulki 3 se jayed martaba) , aur shohar kahta hai ki mainey talaq nahi di hai, jab talaq huyee thi (as per biwi) us waqt ye dono hi they koi aur nahi tha, Biwi ne iddat guzarney ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23307Agar Biwi ko Pata chal jaye aur ye baat prove bhi ho jaey k Uss ka Shohar Zani hay tou kia ub uska apnay shohar k sath rehna jaiz hay? Isi tarha Shohar ko biwi k baray mein ye Ilm ho tou kia hukm hay? Zina sabit karnay k liye sirf zabani gawahi hona ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25302agar biwi ne apne shohar ke samne apni galati ki muafi mang li phir shohar ne muaf kar diya phir baad mein shohar ka uski biwi ko uss galti ka ehsaas bar bar dilatay rehna kesa? Kia iss par Quran wa Hadees mein kuch wa'eed hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19052Agar Biwi Shauhar ke waledain ke sath nahi rehna chahti ho par Shauhar Waledain hi ke sath rehna chahta ho toh ispar kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26352agar biwi shohar ki na farman ho aur usko bahot samjhane par bhi shohar se unche awaz me bzat Kare aur shohar ka hukm na mane to shohar iss bina par apni biwi ko talaq de sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26729Agar budmuzhub (wahabi,deobandi) k ghar mein Qurbaani ka janwar kisi sunni ne zibha kia aur takbir aur dua b sunni hi ne ki tou kya wo gosht khana halal hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19471agar chacha sunni hoo lakin uss ki wife wahabi hoo tou chacha sey milna kaisa hey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19227agar chashma ki kamani (frame) kisi dhaat ki hai jabke plastic ki bhi milti hai to dhaat wala frame mard ke liye jaiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25735Agar Darhi na rakhain to gunah hay? kya Darhi kisi bhi Surat me rakhni hi chahiye chahay student ho teacher ho doctor ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23604Agar darul Harb me Eid ki namaaz naa parhi jaaye tho Ghunaa hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24338Agar dua e qanoot parhnay kay bajaye Altahiyyat parhna shroo kerdiya tu kya sajda e sahu lazim hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23761agar ek aadmi karobar kerta hai us ko ramzan se 01 week pehle 10 lakh rupay miltay hein to kya us per bhi zakat deni hogi ya phir 01 saal guzarna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19352Agar ek baligh ladke ko GHUSUL karne ke bad bhi din me bar bar "IHTLAAM" hue to use kya karna chahiyea? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18411Agar ek miskeen ko Ramazan ka kaffarah ada karne ke liye 60 din tak rozana dono waqt khane par bulaya. Aur woh beech men kuchh roz nahi aaya phir aa gaya aur khana khaa liya tou iss se kaffarey par koi asar padega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24758Agar ek shakhs kisi wali ke Mazar Sharif ki ziyarat ko jaa raha ho, magar uske jane sey uske ghar mein uski maa, uski biwi ya behen ghar pe akele reh jayenge, to kya iss surat me unko sath le jaa sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23458Agar Fajar ki sunnataiN paRhnay ka waqt na milay to kya qaza paRhay ga aur agar paRhay ga to kabb paRhay ga ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21432Agar Faraz Namaz ma imam ka sath shamal hoi, imam sahib qirat kar ra hain, or hum sana pharna bhool jain,tamam namaz par le, too keya hukam ha. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18797Agar farz ki teesri ya chauthi rakat me bhool kar surah shuru kardi to kya wo suraten puri padhni padhegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22895AGAR FITNAY SAY BACHNAY K LIYA KISI BUD MAZHAB K PEECHAY SIRF IS NIYYAT SAY NAMAZ PARH LI JAAY K MAY APNI NAMAZ PARH RAHA HOON TO KIYA NAMAZ HO JAY GI YA DUHRANI PARAY GI. YANNI YA NIYYAT NA HO K MAY IS KI IMAMAT MAY NAMAZ PARH RAHA HUN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18926Agar gair Muslim sawab ke liye roza iftar karwaye to roza iftar karna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18350Agar ghar ke nazdeek ki masjid me deobandi namaz padhaaye tho usey chhod kar door Sunni masjid me jaakar namaz padhna kya nazdeek ki masjid ko barbaad karna hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18199AGAR GHAR MEIN NAMAZ PADI JAE TOH ZARURI HAI K AURTE MARD K PICHE HI NAMAZ PADE? AKSAR DEKHA JAATA HAI K AURTE MARDO K PICHI PADTI HAI AUR KAHA JAATA HAI K AURTOO KO MARDO K PICHE HI PADNA CHAHIYE Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19085Agar gusl karte waqt reeh kharij ho gaya ya khoon nikal aaya to kya gusl ho jaye ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20037agar had se ziyada profit rakha jae to kiya ye halal hai , ya is may koi gunah hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18154Agar Hajj mein aik se Zaaid Damm ho jaen tou kia aik damm kafi hay ya sab k liye alag alag damm dena hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20529Agar har waqt ki yehi kisiko bhi problem hai toh kya har waqt musallah kaise dhoya jaaye kya musallah bhi naapaak kehlaaya jayega. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25817agar hinda ka sauhar arab sharif me hai aur hinda apne ghar me ye ni hindustan me hai to kya hinda ko nafil roza rakhne ke liye apne sauhar se ijazat lini hogi? isi tarha agar shohar se ke sath rehti ho tab bhi nafil rozay ke liye ijazat leni hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22543Agar Hindustan ko Darul Islam Maana jaye to Bank ki soodi rakam Kaise Jaiz Theheregi? jab ki bahut se Ulmaye Ahle Sunnat ne Bank ki sudi rakam ko jaiz Karaar diya hai! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23540Agar hum apne marhoomeen ki qabron mai phool charhaatey hain ya qabr main pani daaltey hai tau kya isse murde ko faida pohnchta hai? Is Ama ki asl kya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23084Agar hum dubai se umrah ki niyat se jana chahte hain aur agar hum direct dubai se madinah munnawara jakar wahan par hazri dekar wahan se umrah ki niyat karke makkah shareef ja sakte hain. Dubai se hum agar madinah shareef jaenge to meeqat lagti hai y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19195agar hum logo ko saza nahi dena chahiye to kya zani ko police ke hawale kar dena chahiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20513AGAR HUM NAMAZ ME PEHLI SAF ME HO AUR US WAQT WAZU TUT JAYE TO KYA HUKUM HAI RAHNUMAIYE FARMAYE. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21173Agar hum par Qarz ho tou hum Umrah ada kar saktay hain? Aur Hajj k baray mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19346Agar hum ROZADAAR hain aur AGARBATTI KA DHUAN NAAK mein chala gaya to ROZA toot jayega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18648agar ihram ke doran achanak baal gir jai sar, dhari ya badan ke, to kiya ihraam toot jaata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24190Agar imam Qiraat kar raha ho to hum qiraat kar saktay hai agar nahin to teesri aur chouthi rakaat ka kya hukum hai? aur agar akailay padh rahay hon tou kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23702Agar Imam sahab takbire tahrima ke baad Qiraat shuru kar dein tou wo Muqtadi jo Sana nahin padh paya wo Sana kab padhe? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25730Agar insan ka pani ki tarha liquid nikal jae to kya is se bhi gusaal wajib ho jata hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21216agar jaaiz nahi hein to jitni isha ham ne parhi sahibain ke qawl par, dohraani parhe gi ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18621agar jaan boojh kar napaki kay halat may zebah kiya uspar aur us gosht par kya hukm hai in dono par koi kaffara hai tou kya kaffara hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20792Agar jaanwar ke kaan me halka sa naqs hai zarrah bhar to uski qurbani ho sakti hai ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21941Agar Jaanwar Ko Qurban Karne K Bajaae Uski Raqam Kisi Idaray Ko Ya Ghareenbon mein Taqseem Karenge Toh Kya Qurbaani Ho jaye Gi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19223agar jihad ko koi hind me haram kahe to usper kiya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23000Agar jumerat ko din mien intiqal hua aur magrib ke baad dafnaya gaya tou usay shab-e-jumuah mili? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.