Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24199Ahle sunnath ka hey beyda paar as’haabe huzoor; Najm hey aur naa’o hey ithrath Rasoolullah ki... Hazrat Aksar Bayanat Mein AlaHazrat Ka Ye Sher parrhtay hain. Iski Sharah Inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24200meri walida ko low blood pressure hai jab wo namaz ada karti hain toh qaade me baithne k baad wo attahiyaat me ya durood sharif me harf sahi se ada nahi kar patein un ki saans phoolne lagti hai jaise taise woh namaz puri karti hain toh kya is surat m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24201Hamaray yahan kch masajid mein pehlay har farz Namaz k baad DUA ki jati hay magar ub kch lougon k asr o rusookh aur unki tableegh se ub Jama'at k baad dua nahin ki jati. Kia Jama'at k baad Dua na honi chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24202Boski aur Resham ka Libas Mard ko pahenna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24168Taaziya ka shar'ee hukm kia hay? Aik Muqarrir Sahib ka bayan hay k Taaziya aaj sunniyo ki alamat hai aur jis amal se badmazhabon ko taklif hoti ho aesa kaam karna chaiye aur unhone ye bhi ke HUZUR MUFTI E AZAM aur MOULANA HASMAT ALI KHAN bombay me ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24169Moharram mein Sabeel banayi jaati jisme pani k pinay k intezaam k alawa paharr, darakht, Ghorray, Oonth ke lashkar wagera ki tasaweer banatay hain jis se jang ka naqsha banaya jata hay. Aisi Sabeel ka kia hukm hay aur wahan se Paani peenay ka kia huk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24170MuHarram mien jub Sabeel lagae jati hay tou Shia bhi aa kar wahan se Paani peetay hain tou kia iss wajah se Sabeel na banana chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24171Imam-e-Aali Maqam aur deegar AhleBait aur Jaanisaron ko Waqia Karbala mein Shaheed ya Shareek huay, Unahin Mazloom, Baybas, Laa-chaar kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24172Muharram Sharif ke waqiat mein aik riwayat muqarririn bayan kartay hain Imam-e-Hussain ne Yazeedion se Paani Hazrat Ali Asghar k liye paani manga. kia aisi koi mautamad riayawat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24173Kch loug Aetraz kartay hain k Jub Imam-e-Hussain ko pehlay maloom tha k Karbala mein unahin aur unn k sathiyon ko shaheed kar dia jaega tou phr wo wahan kiun gaey? Madina Sharif mein hi reh kar waha rastay hi se wapis lot kar aik barra lashkar bhi ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1825717 Rabi al-Awwal Hazrat Aal-e-Ahmad Acchay Miyan Marehrwi Alaihir raHmah ka URS Sharif guzra. Unnki Seerat Sharif par kch irshaad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18266agar mayyat sunni ki ho or janaza namaz parrhane wala wahabi ho to ham sunniyo ko jnaza namaz padni chahiye ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18267taharat or pakhana ki gandagi jism par lagi ho or pani ki badi qillat hai is halat me tayyamum kis tarah karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18268Shia ka zibah kia hua gosht khana kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18269aysa janwar jo nar or mada dono hi na ho (yani mukhannas) ho to us janwar ka zabah or gosht khana kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18270Sadaqa-e-Jaariyah se kia murad hay? Aur aaj k dour mein Sadaqa-e-Jaariyah ki kch misaalain bhi irshaad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18271Quran-e-Majeed ya Hadith Sharif kch iss tarha k mafhoom par kch hay k "Roz-e-Mehshar lougon ko Unn k Imamon k naam se pukara jaega" tou wahan Imam se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18272MUMBAI MAI HOUSING SOCIETY JO BANATE HAI USME SOCIETY BODY MAI CHAIRMAN, SECERETARY, TREASURE AUR MEMBER PE COMPLETE HOTA HAI , BUILDING SOCIETY MAI WAHABHI DEOBANDI SUNNATUL JAMAT SABHI KE FLAT HOTE HAI AB MAJBURI YEAH HAI KI BODY MAI UNKO BHI LEN...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18273police ki taraf se fine milta hy. to wo fine police system mein enter hota hay. system mein enter hone se pehle jis ko fine mila ye ksi apne janne wale police wale ko kehta hy k ye fine hay is ko cancel karwa do kia is tarha karna sahi hay aur ager ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18274I am working abroad and left my wife with her parents, I almost one year lived alone. my question is it necessary to do re-nikah with my wife. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18275mere ek dost jo tailoring ka kam karte he unke vaha jo sunni hazrat kurta paijama silvate hein us mese kuchh kapda bachata he. Ab mere kahenepar unhone us bachehuve kapdeki topi bana di, Kya us topi ko pahen sakte hein? aur us topi ko pahen kar mene ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1825822 Rabi al-Awwal Shaykh-e-Muhaqqiq ala al-Itlaaq Shaykh Abdul Haqq Muhaddiss Dehlawi ka URS Sharif. Unnki Seerat-o-Khidmat par kch Irshaad farmaen aur bhi k bad-mazhab unhain apna peshwa aur rahnuma mantay hain jub k unn k Aqaid o Nazariyat bilkul hi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18276Kasar namaz kitne kilometer ka fasla tay karnay par lagoo hogi? Aur agar apnay shehar ya gaaon se doosra shehar ya gaaon jo utnay kilometer se kam hay tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18277Musafir agar Jumuah padta hay tou kya use Zohar bhi padni hogi? Jumuah parrh li to kya yeh 2 rakat zohar ki kasar k kayam makam hogi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18278woh jo huzoor k sath sahaba ka waqiya bayan hota hai k huzoor k 5 ungliyon se 5 darya nikale jisko aalahazrat ne yun kaha hai k panjabe rahmat ki hai wah wah ispar ye aeteraaz kiya hai k pani huzoor k unglion se kaisa nikal sakta hai aur agar nikla b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18279KYA GHAR KE AWARATH PARDA KE SAATH CAR TWO WHEELER CHALA SAKTHI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18280KYA AURATH APNE MAA BAAP BHAI BEHAN HUSBAND KE SAATH CAR OTHER VEHICLE DRIVE KAR SAKTHAI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18281Nau-Maulood bacchay k jub baal mundwaey jatay hain tou unn balon k wazan k barabar chandi sadqa kia jata hay. Shara' Sharif mein is ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18282kya allah Azzawajal ne hazrat e adam alihissalaam ko qiyamat tak k cheezon k asma taleem farmaey? daleel ata farmaen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18283hazrat se mera sawal hai ki kisi gair mazhab se dosti ya unke ghar aana jana khana kya hamare islam me mana hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18284kya shadi apni biradari mein hona zaruri hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18285kuch loug kehtay hain k khandaan mein shadi na karna chahiye aur medically bhi iss k nuqsanat bayan kiye jatay hain. Kia Shara Sharif mein iss se mutaliq kch aHkaam hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18259Jeddah mein ek company Faqieh kay nam say hay jo murghi ka gosht faraham karti hay. us company kay malik bhi sunni hein aur wahan kay finance manager nay bataya kay bangali murghiyan zibah kartay hein. Drivers bhi musalman hein aur gosht pack ho kar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18286KHADIJA-TUL-KUBRA what is the meaning of that good name? Can we keep the name Khadijtul Kubra? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18287zaid ki mangni ho chuki hai aur in sha Allah jald hi shadi bhi hone wali hai kya zaid apni mangetar ko uski marzi se apne pir ka mureed banwa sakta he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18288hum sunni dargaho par jate hai to wahabi hame mushrik kyon kahte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18289capsules made from animal bones, such as pork. if one could open the capsules and use the medicine inside, which is usually in powder form and halal. is the medicine is unlawful to use, since it touched the gelatin capsule? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18290Kya gurriya wagyrah khilonay jo jandar ki shakal hoti hy bacchon k khelnay k liye lena jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18291Darud sharif roman (agrezi alfaz) may likhna jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18292bad aqeedah kehte hain k 12 rabiul awwal ko huzur ka wisaal howa tha tho sahaba ne gham manaya tha aur iblees aur uske hawariyon ne khushi maniyi to tum sunni kis ki sunnat par ho? aur sahaba ne kabhi huzur ki paidaesh ki khushi to manae hi nahi to ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18293abu lahab ki woh riwayat jo bukhari shareef me hai uspar ye do suwaal the inka jawaab ata karein. a) abu lahab kaffir ko khwaab me dekha gaya tha na k nabi ko to usko daleel k taur pe pesh karna kaise sahi hoga? b) uss riwayat me jo khushi manae hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18294zaed ne ye kaha k chunke huzur sunte hai aur salaam bhi sunte hain aur uska jawab bhi dete hain kyunke salaam ka jawaab dena sharan wajib hai to huzr salam ka jawab bhi dete hain, huzur par salaam k jawab ka wajib hona kya ye sahi hai aur iski tafsee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18295bad-mazhaba aetiraz kartay hain k nabi ki paidaish to ek baar huwi thi to tum loag nabi ki amad marhaba kyun bolte ho. wo thodhi hi aane wale hain woh to kab ka guzar chuke. ma'azAllahTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18260Dental braces ka istemal kaisa hai? Is ki tafseel - Agar daant zyaada aagay hon ya peechhay, un ko tarteeb mein laanay kay liye ye metal ya ceramic ka aala daanton ki jarh mein, fix karvaaya jaata hai. Har mahinay (metallic/ceramic wires) taaron ki m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18261Huzoor round neck ya toh collar wali half sleeves t.shirt pehan k namaz padna kaisa hai? kya isse namaz hojayegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18262agar azan speaker pey ho rahee houu tou uss key jawab ka kiya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18263jamat ka liya important cheez kya hay? kya jis imam ka pichay hum namaz parhtay hain unkay aqeeday kay baaray mein jaanna zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18264kya jism per alcohal wala perfume ya cream lagana jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18265Abi haal hi me 1 pamphlet chapa gaya jisme uneducated logon aur bachcho ko amama bandhne ko mana kiya gaya hai. Aur amama ko ulema e kiram k liye zeba aur unki pehchan bataya gaya hay. Kya ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18296Wahabi kehtay hain Allah TALA Jhoot bol sakta hay. Uska rad farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18305Kia sarkar nay gaye ka ghosht khanay ka mana farmaya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18306Kuffar ka harmain taibain may na janay ka hokum kab jari howa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18307Kis ghar ka kaam karna aurat ka farz hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18308Shaitaan kisi bhi naik buzurg kay khilaaf dil may waswasay dalay tu kya karain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18309Tahir ul Qadri nay kaha hay kay hamari masjidain yahoodun awr chiristans kay liyay khuli hain kyun kay wo believers may hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18310Aaj kal Ahle sunnat kay baishtar ulma (TV kay jawaaz) Tv program ko jaiz maantay hain jab kay wo haraam hay tu kya wo tamaam ulema aur unki baat maannay walay sab ghunah gaar hongay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18311Mobile may jo tasweer hoti hain kia wo bhi manae nuzool-e-malaika kay hokum may shaamil hain ? Note may bhi tasweer hoti awr akhbaraat wagera. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18312Kya sirf biwi ko itna keh dainay say kay may tujh say baizaar hoon. Talaq waqai ho jati hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18313Wal Quran shaywon fasih kehna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18314Agar walda beti ko job krana chahti ho awr beti is ki mukhalifat karay tu kya wo walda ki nafarmani ki murtakib hogi. Walida ka khiyaal hay kay job kernay say beti apnay pairoon per khari ho jaye gee awr kisi ki muhtaj nahi rahay gee. Fori for per ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18297Murday ko gusal detay waqt uskay paoon qibla rukh rakhain tu gunaah tu nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18315Kia Imam-e-Mehdi ka nuzool qarib hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18316Rawaha aur Rooha naam ka matlab bata di jiyaye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18317DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18298Ijtehaadi khata masiat tu nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18299Kis sarkar nay kabhi azan farmai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18300Yazeed naam rakhna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18301Telephone per nikah istra ho kay larki, larkay ko kahay may nay mujh ko teray nikah may dia awr larka haan awr isi tarah larka bhi kahay aur larki qabool karay tu nikah qaim ho jaye ga. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18302(Mureedeen ki Bayaat) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18303Ashuray ki jo dua mashhoor hay uski koi sanad milti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18304Paroosi kafir ho tu uskay saath kia maamla rakhain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25359Yahan ki masjidon ke imam ke peeche namaz padhna kaisa jab ke unke aqaid ke baare mein kuch maloom na ho. Khaas Taur par Jumuah ka mas'alah. Ham kya karein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid
25360Alif Laam Meem aur iss tarha ke deegar huroof ka kia ma'ani hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran
25383Huzoor arz ye hai ke mai shafai maslak se hun. yahan sab masajid bad mazhabaun ki hain. Mai namaaz azan ke fauran baad ghar mein ya dukaan mein padh leta hun. ye mara amal sahi hai. ya mujhe masjid me namaaz hone ka intizaar kerna hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Azan, Masjid
25350koi imam ye kahay k jo ulama movie ko jaiz kahen wo bhi sar k taaj hain aur movie najaiz kahen wo bhi sar k taaj hain. imam sahab na to movie ko jaiz kehte aur na haram aur imam sahab se movie ke mutalliq masla pucha jaey to wo sukoot kar lete hain. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Tasweer
25355Hazrat, irshad farmaeye ke Murawwaja Milaad Sharif Mustahab hay ya Sunnat?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
25354KYA FERMATE HAI ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MEIN; NABI KAREEM SALLALHU ALAIHI WOSALLAM KO" RABB E KAINAT KA DIL" KEHNA KAISA HAI?? EK ALIM E DEEN N TAQREER ME AISA KAHA THA.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed, Risalat
25353Us shakhas par sariat ka kya hukm hai jo kahta ho ki jis ladki se nikah karne ka irada ho us ladki se phone par ya directly baat kar saktay hain aur wo sakhas khud bhi ladki se baat karta hai. Aise shakhs par shariat ka kya hukm hai aur aise shakhs k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Nikah
25351kya farmate he ulema-e-deen is mas'ale par ki agar imam ke saath ek muqtadi namaz padh raha ho or phir dusra muqtadi aaya to kya wo dusra muqtadi imam ko choo (touch) kar ke yaa koi aawaz kar ke use aage badhne ke liye ishara kar sakta he ya sirf ima...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat
25374HAZRAT AAJ KAL JO SWEATER AATE HAAIN UN MEIN NEECHE KA HISSA AISA HOTA HAI JO FOLD KARNE KE LIYE BANA HOTA hai aur jo cap aate hain wo bhi neeche se fold karne ke liye hote hain taake fold karne per us cap ke neeche ka design ooper aa jaaye tou namaz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25367Rasool-e-Akram SallAllahu Alayhi wa Sallam ki Muhabbat barrhanay ke liye kuch zaroori aa'maal taleem farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Seerat
25343huzur! kuch aurten apni deeni mahfilon me hath utha kar naara lagati hain, huzur ye durust hai ya nahin? rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25342Hazrat mai jis company me kaam karta hu company ki taraf se rahne ke liye Room mila hai usi room me 2 hindu bhi rahte hai aur Room me Jaandar ki tasveere lagi hai mein wahin usi Room mein namaz ada karta hun. mein ne Hadees paak me padha hai ki jis g...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
25366MAZARAAT PAR HAAZRI K DAURAN ZYADA TAR LOG MAZARAAT PAR APNI PESHANI JHUKA DETE HAIN JAISA K SAJDE KI HAALAT HOTI HAI. IS K MUTALLIK REHNUMAI FARMAYE.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat
25379KYA MAZARAAT KE DAKHLI DARWAZE KI DEHLIZ KO CHUM SAKTE HAIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat
25380DEOBANDI, AUR DUSRE BAATIL FIRQON KI MASJIDON SE HONE WALI AZAAN KA JAWAB DE SAKTE HAIN YA NAHIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAzan, Masjid
25365hamari masjid mein eid ul azha ki namaz se 2 minute pehlay 2 kafiron ne bilkul mimbar ke sath aik ameer raees muslim muqtadi ke sath kharray ho kar tasweerain khichwaeen. Aur doraan-e-namaz muqtadion ke aagay se guzartay rahay. Namaz ke baad mein ne ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay, Namaz, Masjid, Eid, Hazr o Ibahat, Tasweer
25364Hazrat hum log video ke khilaaf hain. log tahirul padri ki kufri aqaid ko maanne se inkaar karte hain aur kahte hain ke woh itni acchi taqreer karta hai aur woh bhi sunni hai woh kaafir kaise ho sakta hai. sirf uski kufri aur galat baaton ko jo usne ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay, Tasweer
25384Mere Pass Ek Anguti Hai Jo Chandi (silver)Ki Hai Aur 4.50 Masha Se Kam HAi Magar Usme Nag Nhi Hai Ashi Anguti Pehanna Mardo Ke Liye Keisa Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25385Hazrat hamari walida jab choti thi to apko Huzoor Muftiye Azam Hind Alaihirrahma ke didar ka sharf hasil hua tha lekin Aap unke Bait ka sharf hasil na Kar saki lekin wo ab apne ko Huzoor Mufti e Azam KI mureeda hi manti hain. Hazrat to kya wo ab Huz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
25363Hazat kya kurte ya shirt ke under Jo sando baniyaan pehni jati hai wo akser pajame ke under kar lete hain to kya sando baniyaan in kar ke Namaz ho jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25362Bakar ne zaid se kaha ki yeh kalimaat kahna kE “Allah Haazir O Nazir hai” sahi nahi hai, balki yeh kahna chahiye ki “Allah al-maujood hai” Zaid Kahta hai ki aisa kahna kalmaye Kufr hai. Huzoor se guzarish hai ki sahi kalimaat ki nishandehi kar dein, ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Tauheed
25373"Durood zuban ki kheti hay". Kia ye kisi Hadees Sharif ka ya kisi buzurg ke qoul ka mafhoom hay? Agar nahin tou aisa kehna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJannat
25358Mai ek private company me kaam karta hun. mera aik saal ka mera agreement tha ab mujhe yaha 3 saal ho gaye. Ab mein wapas jana chahta hun. Meri company par kuch raqam baqi hay tou kia mein aik month ki leave le kar, jis ki mujhe salaray aur watan jan...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
25371HAZRAT ZAID EK GOVERNMENT JOB KARTA HE USME LAANCH (RISHWAT) LENA PADTA HE, AUR USME SE UPER BOSS KO KUCH HISSA PAHUCHANA PADTA HE. AGAR ME LAANCH NAHI LETA TO BOSS DASTAKHAT (SIGN) NAHI KARTA, AUR KAM KI RUKAWAT HOTI HE, AUR PARESHAN KAREGA, AB MERE...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
25368Aisa shakhs jis ne Khud kushi karne ki koshish ki magar ab zinda hay aur serious halat mien hay tou kia uss k liye dua e khair kar saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
25348agar koi apni qaza namazein ada kar raha hoo jo tadad mey kafi hey tou wo asar aur isha ki ghair mo'akkada sunnatein ada karega ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Qaza Namaz
25370Har Insaan jab paida hota hai to uske saath eik farishta aur shaithan saat me rehta hai to Kya Huzoor Sallallahu Alayhi Wasallam ke saath bhi aisa tha? Huzoor Rehnumayi Farmaye. Allah maaf Karre agar sawaal me zarra barabar bhi gustakhi ya be Adabi h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Namaz
25378Haram Shareef ki dono Masjidon mein Iftaari karna Kaisa? Aur Agar koi Sunni intizaan Karre Jannatul Baqi ke pass to Kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Roza, Sehri wa Iftar, Makkah Mukarramah, Madinah Munawwarah
25377Haram Shareef ki dono Masjidon mein Iftaari karna Kaisa? Aur Agar koi Sunni intizaan Karre Jannatul Baqi ke pass to Kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Roza, Sehri wa Iftar, Makkah Mukarramah, Madinah Munawwarah
Showing 1,101-1,200 of 10,104 items.