Showing 1,001-1,100 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
19566Bigher SHARI'AT Qaay'eem Keye Aur Gunnahoun K Zaraaey Rokay Bigher Mahaz SHAR'EE Sazayen Naafiz Kerna SHARI'AT K Mutabiq Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19567 Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19568Sarkar ne farmaya jiska mafhoom hay, Jis ne Hajj kia aur meri Ziarat na ki Uss ne mujh par Jafa ki? tou kia ye Hukm sirf hajj walon k liye hay ya har uss shakhs k liye jis ne Umrah kia ya tijarat ki garz se madina sharif aaya aur ziarat na ki? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19569Lougon mein mash'hoor hay k 3 jummay na parrhnay wala Kafir ho jata hay. Isi tarha 40 Din tuk Moo-e-Zair-e-Naaf ko Saaf na karnay wala bhi Kafir ho jata hay. Kia ye theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19570In most of the Euorpian and American countries we dont have a good number of Sunni Mosques and the Sunni Mosques we have are not operated by Sunnies Only. Moreover, the Imams of the Sunni Mosques are not upto the requirements for leading the Prayers ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19571Kya gher MUSLIM ( ahl-e-kitaab o kaafir o mushrik ) say NIKAAH mutlaqan makrooh hay ? aur Makrooh hay tou kiss qism ka ? aur kya kissi bhi gher MUSLIM say kabhi NIKAAH ba karahat ya bila karhaat jawaaz k saath mun'aqid ho jaata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19572AlaHazrat ne Fatawa Razawiya Sharif aur Malfuzat Sharif mein bhi farmaya hay k Zairat-e-Darbar-e-Aqdas Wajib hay? tou Iss Wujoob se kia Murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18097Ramazanul Mubarak k Aakhiri Ayyam hain. Sarkar Alaihis Salatu wasSalam ne irshad farmaya k jis ne Ramazan ko paya aur apni Maghfirat na karwa saka wo halaak ho gaya (Aow Kama Qaal). Huzoor hum gunahgaar tou kuch nekiyan na kar sakay. Sarkar kch iss s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18106If a man divorces his wife and intentionally doesn't tell her (so she doesn't have to sit the 'iddat period) and then tells her three months later, will he be sinful? In the case of Halalah, where she'd understand that she's being divorced by the sec...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18107What is the ruling of the noble shariah this sentence "we are so glum that Allah Tala is not answering to our any single prayer"? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18108Zaid nay aik makan kay liyay raqam ada kerdi laikin makan waqt per nahi mila aur na hi yeh umeed hay kay kab tak milaye ga tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18109Factory kay liyay kisi nay jaga li aur raqam ada kerdi aur registry wagera hogaye laikin physical position ki waja say wo jaga nahi mili hay tu is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18110Zaid (Masjid ka khateeb awr muntazeem hay) nay Bakr ko apnay gaown ky selawb sy mutasra logon ky identity card dai kr chanda wasul kia awr phir un paiso kay aksr hisay ko masjeed ki tamir may yeh keh kr srf kia ky masjeed ko bhi selab sy nuksan howa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18111Bank may jo deposit jama ki jati hay us per bank interest deti hay. Zakat nikaltay waqt interest ki raqam bhi shamil ki jayegee ya original raqam per zakat nikali jayegee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18112Karobaar kay liyay bank say interest lena aur dena kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18113Bohat se khush qismat sunni bhai aur behnain Sunnat I'tikaf karnay ka sharf hasil kar rahay hain. Huzoor kia mard Masjid mein aur khawateen jo ghar mein I'tikaf kar rahi hay wo internet k zari'ey Sunni Ulama ki Audio Taqareer, Sawal o Jawab k session...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18114Jin hazraat ko cigarette, paan gutka, tambaku wagera ki aadat hay aur koshish k ba wajud wo khud ko rok nahin paatay kia wo I'tikaf k doraan masjid se bahir ja kar ya fina-e-masjid mein ja kar cigarette pi saktay hian isi tarha tambaku, paan aur gutk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18115Kia Masjid k ilawa kaheen aur kisi hall ya stadium (Maidaan) wagera mein I'tikaf ki ijazat hay jahan bohat ziada mu'takif hon aur unn k liye Masjid mein ihtimam mushkil hota ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18098UK aur is tarah kay European mumalik ki garamiyon main kaye aise raatein hoti hai jin main isha ka waqt dakhil hota hi nahin. Aqwaal e Fuqaha ki roshani main humain yeh hukm mila hai keh aisi raaton main Isha ki qaza parh lain. Ab sawal yeh hai keh j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18116I'tikaf k chand zaroori masa'il aur aadab taleem farma dijiye khaas kar hamari khawateen k liye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18117BURMA MULK ME BODH DHARM WALO NE BEBAS MUSALMANO PAR ZULM KI HAD PAAR KAR di KYA YEH KEHNA JAYEZ HOGA KE MA'AZ ALLAAH ALLAAH TA'ALA KAFIRO KA SAATH DE RAHA HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18118Paani ki tanki me agar chipkali gir jaye or ek hafte ke baad pata chale ke us 1000 liter ki taanki me chipkali gir kar mar gai hai to ab kia hukm hai ki us ek hafte ke darmiyaan ki namaze hogai kia, or usko ko paak karne ka tariqa bataye? jazakallahu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18119Zaid nay apni rehaish kay liyay makan banwaya aur irada hay kay wahan shift hona hay aur isi makan kay kuch hisoon may karobaar bhi kerta hay. Tu aisee sorat may is per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18120Zaid jis makaan may rehta hay is makaan kay kuch hissay ko kiraye per day rakha hay tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18121Zaid kay paas apni rihaish kay ilawa agar dosra makaan hay aur uss say kiraya milta hay tu is ki amdani per zakat ka kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18122If husband lies to his wife. or do something really wrong. is it OK for a wife to protest. e.g. don't talk to him, refuse for other matters. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18123Aik awrat zakat laity hy awr hamaray bachon ko tuhfa daiti hay. Kia hmaray bachay wo tauhfa laiy sktay hain jb kay unko pata hay kay us awart ny zakat sy tauhfa dia hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18124HDFC insurance aur LIC ki jama kyay howay raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18125hamari walidah k pas ek miqdar me sona hai jis k saal guzarne par hamare walid zakaat ada karte hain. Liken is saal meri padae k liye qarz liye hain jo k sone ki qeemat tak hai. Hamare walid kehte hain k chunke ye qarz hai to zakaat wajib nahi. Kya i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18099kya kisi masjid k imam ko zakat di jaa sakti hain jiske peeche hum namaz parrte hon? yahan zakat ka sawal khud Imam sahab ne kiya hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18126kia dalilul kharat kay aathon hizb aik din main parh sakatay hain ya har roz aik hizb parhnay kee zayada fazeelat hai ? aur kiya athon hizb aik din main pahrney kay liya ijazat ki zaroorat hoti hai? agar ijazat ki zaroot hai to Hazrat sahib say ijaza...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18127Jahan mein Aam pegham-e-Shah-e-Ahmad Raza kar dein; Palat kar peechay dekhain phr se Tajdeed-e-Wafa kar dein!! Huzoor iss sher mein Palat kr peechay dekhnay se kia murad hay? Aur Tajdeed-e-Wafa jo palat kar peechay dekhay wo karay? ya phr ye Sarkar A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18128Badmazhab bayan karte hain ke munafik abdullah ibne ubyi jab mara to uske bete ne huzoor se kaha ek martaba aapne kisi yahudi se karz liyatha aur waqt aapne tai karliya tha us waqt se pahle wo yahudi aapko satane laga achanak aap pareshan haal ho ga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18129Zaid ne 2 makan aur aik dukan iss niyyat se khareeday hian k acha munafa milnay par bech dega? Iss par Zakat ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18130Aik gaon hay uss mein masjid hay jahan namaz wa taraweeh sub hoti hay magar aitikaf k liye uss gaon se koi bethnay k liye tayyar nahin tou barabar walay gaaon se aik shakhs ko laa kar bithaya tou aisa karna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18131Aik shakhs ki 7 din baad sharaee safar karnay ki niyyat thi magar 5 din baad uss ne niyyat badal kar 15 din baad safar karnay ka irada kia tou uss ko muqeem kab se mana jaega? Aur jo 5 din ki namazain qasr parrhi wo dohrani hongi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18100Zaid ne 10 lakh rupeey dekar ek makaan Mortagage (LEASE) par liya yahan zaid ko koi bhi mahana kiraya nahi dena parrega aur 3 saal ki agreement k baad zaid ko 10 lakh rupeey wapas mil jayengey kya zaid ko un teen saalo main 10 lakh rupeey ki zakat d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18101agar zaid 10 lakh ba tor advance diya ho aur kuch kiraya bhi deta ho mahana tou kya uss 10 lakh paar zakat deni hongi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18102Mai hindustan me rehta hun, aur kuch tanzeem wale pakistan mein deen ke kaam ke liye aur yateem bachon ke naam pe zakaat magn rahe hain. unko zakaat dena kaisa. Mera zakaat dene ka haq mere ristedaro aur paadosi ke liye zyaada hai ya deen ke kaam ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18103how is it to keep the fast on the day of Eid ul fitr till the time of Adhaan given for Eid prayers. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18104kya 10 baje se pahale roza torra ja sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18105Hazrat alwada mahe ramzaan padhna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20266A Hindu girl love Islam and want to marry me but my parents do not accept her. What should I do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20275Salam k baad Zikr karna (Kalima-e-Paak ka wird karna) kesa aur hamaray yahan aam riwaj hay k salam k baad oonchi awaz mein Kalima-e-Tayyabah parrha jata hay. Aisa karna sunnat hay ya mustahab? Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20276Qibla e Awwal Baitul Muqaddas mein namaz kis samt padhi jaati thi aur Sarkar k Zamaane me shuru Islam mein baitul Muqaddas ki taraf rukh karke namaz hoti thi ya Masjid e Aqsa ki taraf? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20277Masjid mein darul uloom ka qayam jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20278Talaba masjid ke kisi hisse mein ilm hasil karein aur wahin qayam bhi karein kya ye az roo e shara jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20279Ladka agar 15 saal tak baalig na huwa ho to kya us par namaz farz ho jayegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20280Islam mein buloog ki umr ladka ya ladki k liye kuch muqarrar hai ya buloog ki nishani par mauqoof hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20281Visit visa walon ko koi agent mina mein tent nahee deeta agar mina mey raat guzarey baghair hajj ke baqee arkaan ada kar liyey tou kiya damm dena ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20282Agar kisi ko tijarat key liye paise diye urr kaha paise mere, mehnat teri, munafah adha adha, lakin mey nuqsan mey shareek nahee. Aisa karna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20283gushal ke bad jab namaz ko jata hu or jab me sajde me jata hu to thoda thoda peshab niklta he to me kya karu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20284agar koi shaks haram kamayi se zakat nikalta he to kya uski zakat aada hogi & kya lene wala guhnagar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20267Quran e paak ke sare sajde agar ek sath kiye jaen to kya ek sajda kam kiya jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20285koi syed apne naam k aage darvesh laga sakta he ya nahi jaise syed (zaid) darvesh. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20286Fatah makkah konse mahine aur konsi tarikh ko hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20287Zaid Ke Walid Ne Apni Hayat Me Kaha Tha Zaid Tumhe Bhi Hissa Milega Zaid Ka Inteqal Hogaya Toh Kya Zaid Ki Biwi Bacche Bachiyo Ka Zaid Ke Walid Ki Property Me Se Hissa Milega Aur Kitna Milega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20288kaha jaata hai keh syedna Ali ne paida hone ke baad kai dinon tak doodh nahi piya, to un ko "Rasool-Ullah" ke paas le gaye, aur aap ne apni zabaan un ke munh mein daal di, jo syedna Ali ne choosi. Kia hazrat ne kabhi ya waqi'ah suna ya parrha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20289KUCH ALIM KEHATE HAIN KE BAD MAZHAB SE MALAY GANIMAT SAMAJH KAR PAYSA LEKAR GAREBON KO DIYA JA SAKTA HAI KYA YE SAHI HAI AGAR SAHI NAHI HAI TOU JO PAYSA LE LIYA HAI TO USKA KYA KARIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20290JO SHAKS NABI KO APNI TARHA KEHTA HAI KYA WO HADD E KUFR TAK POHANCH GAYA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20291Jaisa qaza ki tisri rakaat me Alhamdo shareef ki jagah 3 bar suhaanAllah pada jata hai... WITR ki namaz me bhi aisa hi pada jayega ya surah milana padega? Awr Frz awr witr ky qaiday may mukhtasar darud sharif perhnay ka aik hi hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20292if a person having AIDS, so is their any way for his wife to faskh-e-nikah. what should his wife do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20293hazrat hamare shaher kee id gah ke ander hazrat abdullah shah baba ka mazar shareef hai id gah kee comettiee ka jo sadar hai wo devbandi hai aur mazar me salaam padhne ko mana karta hai AUR JALSE WAGAHRAH BHEE ID GAH ME KARANE PAR THANE (KOTWALI) ME ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20294Neend se bedaar hone ke ba'ad pataa chala ke neend mein manee khaarij hui. Lekin aisa kucch bhi yaad nahi aa raha ke shahwat taari hu-i ho ya shahwat bharaa khwaab aya ho. Kya aisi surat mein ghusl karna hoga? Ya sirf jism aur kapron se naapaaki chhu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20268Huzoor aab e Zam Zam Khade ho Ke pina chahiye ya baith ker? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20295Kutb-e-Fiqh mein jahan Khilaf-e-Awla kaha jata hay tou uss se murad kisi khaas zamanay ke Ulama wa SulaHa hay ya har zamanay se pichlay zamanay walon se Awlaa muraad lia jata hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2026919 JUN 2013 KE SESSION ME BATAYA KE BAGAIR DAHDI KE JO NAMAZ PADI WO WAJIBUL AAEAADA HE TO HAMNE HAZRAT 2 MAAH PAHLE HI DAHDI RAKHI HE TO AAGE KI NAMAZO KO DOHRANI HOGI. USKI AADAYGI ASAN TARIQA KIA HY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20270Gumrah, or Badmazhab me kya Farq he? Or Donon ka Shariat me kya Hukma he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20271Tabligi jamat ko kese roka jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20272T.V hajate asliya hai ya nahi ?Agar kisi ke paas T.V hai aur us ki qeemat nisab tak pahunch rahi hai to use Zakat dena haoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20273Dr Tahir Qadri kehte hai ke sarkar ne yahodiun ko sadqa diya hai. kya ye Sahi hai. Agar sahi hai to kya hum sadqa Hindu ko de sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20274Dua-e-Jameelah k baray mein Irshad farma dein ke is ka parrhna kaisa? aur iss se muta'alliq kuch tafseel mustahzar ho tou inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24165MuHarram al Haram mein mandarja zail baaton ka kia hukm hay: Shaadi biyaah kai hawaalai sai baat daalna, yaa continue karna? Kisi bhi naey kaam ko Shorou karna? ghar banaana? shaadi ki taareekh rakhna? nayaa kappra seena/pehan'na ? Kaaroubaar shorou ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24174Yazeed k baray mein AhleSunnat wa Jama'at ka kia moqqaf hay? Kehtay hain k AhleSunnat ka aik Groh Yazid ko Kaffir, Aik Fasiq aur Aik Naji samajhta hay? Sahi Mazhab kia hay? Jub aik Qoul sahi hay tou baqi 2 Aqwal k mannay walon par Jamhoor ka kia fatw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24175Mukhtar Saqafi kon hay? AhleSunnat k Mukhtar Saqafi k baray mein kia moqaf hay jub k Shia Mukhtar Saqafi ko Amir Mukhtar kehtay hain!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24176Shia Bad Mazhab k Hukm mein hain ya Murtad k? Jis tarha Bad Mazhab se Muamlat (معاملت) Na Jaiz o Haram hay isi tarha Shi'on ka bhi wahi hukm hay ya Gair Muslimeen wala jin se Muamilat jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24177Safar kai Maheenai ko Awaam Balaaoun ka Maheena kehtai hain. Rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24178Awam Allah Tabaraka wa Ta'ala k liye "Hath" ka lafz istimal kartay hain. Masalan, "har cheez Allah k hath mein hay" iss k ilawa muqarrir Hazrat aik Hadith Sharif bhi bayan kartay hain Shab-e-Meraj Allah ne Apna Hath Sarkar k Pusht-e-Mubarak ya Seena ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24179Who is Ibn Saiyyaad (ابن صیاد)? Was he a muslim or not? and what his relevance is to dajjal? Hazrat may Answer in Urdu or English. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24180Green Color ki Chappal ya Shoes pehanna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24181Bachon mein deeni aur Ruhani taleem ki ahmiyat ko kesay ujagar kia jaey aur unki dilchaspi ko kesay barrhaya jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24182Kya yai sach hai kai Bad Mazhaboun nai Aala Hazrat Radi Allahu Ta'aala Anhu ko aur Unkay followers ko Brelvi laqab Mehaz apni Jahaalat mai aa kar dai rakha hai ya yai Pehchaan Ham Sunnioun nai apni Khud Banaaee hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24183Bohat se Hazrat Deeni wa Maslaki Khidmat mein iss qadr mashgool rehtay hain k apnay Ahle Khaana ko Rishtaydaron ko waqt nahin de paatay tou kia ye Huqooq al Ibad ka tark hay aur kia unn par iss ka mawakhza hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24166Shahaadat e Imaam e Aali Maqaam ki Aqeedat u Ihtairaam mai Muharram ul Haraam kai Maheenai mai Khushi na manaanai aur Soug ka Maahoul rakhnai kai hawaalai sai Shareat kya Hukm hai?Sunni Imaam e Aali Maqaam Hazrat Hussain ka Youm e Shahaadat kaisai gu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24184Please explain the difference between a fasiq and a fasiq-e-mau'lin? What are the distinguishing characteristics of each type of Fasiq? Answer in English would be very helpful. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24185Yahan Seattle (USA) mein bad qismati se aik bhi sunni masjid nahi. 2 Sunni larrkay California se aaey hain aur hum 3 bhai pehlay hi yahan rehtay hain. kia hum loug kisi tarha jumu'ah ki jama'at kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24186What is the ruling on walking with shoes or slippers in the forecort of Masjid e Haram and Masjid-e-Nabawi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24187Sehar Naam rakhna kesa. Aur iss naam ki Urdu aur English mein Spelling bhi irshad farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24188Please teache me any wazeefa for my husband's and kids's salat (namaz) on time. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24189Can you please let us know if Muslims in Europe can use the Halal meat from the Jewish Butchers, some people say that since they are Ahle Kitab, it is allowed to eat their meat. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24190Agar imam Qiraat kar raha ho to hum qiraat kar saktay hai agar nahin to teesri aur chouthi rakaat ka kya hukum hai? aur agar akailay padh rahay hon tou kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24191kia nikah mein 6 kalmay parhna lazmi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24192Is it true that there are certain wazifa that puts an oppressor unconscious? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24193baaz loug ye Ae'tiraaz karte he ke kch duaen maslan khana se pehle ki du'a Bismillahi wa ala barakatillah, Surma laganay ki Dua wagera ye Hadith se saabit nahin aur inko parrhnay ki koi asal nahin. Rahnumai farmaen!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24167Huzoor Alaihis Salato wa as-Salam k liye Damad ya Susar ka Lafz istamal Karna kaisa hai? Jesay Damad-e-Siddiq-e-Akbar ya Susar-e-Uthman-e-Ghani? Isi tarha Siddiq-e-Akbar ko Susar-e-Nabi-e-Akram aur Uthman-e-Ghani ko Damad-e-Nabi-e-Akram kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24194Kiya Hadith shareef ki riwayat bil-ma'na ho sakti ya bil-lafz hi hona zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24195 Kia Buton (Idols) ka Aqa Karim Alaihis Salato wa as-Salam ki bargah mein Kalima Tayyiba aur Durood Sharif parrhna kisi hadith sharif mein mazkoor hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24196 yahan par aik riwah hay k jub rishtay ki baat shuru ki jati hay tou sub se pehlay larrkay aur larrki k sitaray dekhay jatay hian aur jub sitaron ka hisab sahi aaey tub baat agay barrhai jati hay warna rok di jati hay? Shara Sharif mein iss amal ka k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24197 Sayyida Ayesha Siddiqah Radi Allahu Ta'ala Anha ko Shaheed kia gaya ya unki Wafat Tab'ee hui? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24198Imam-e-Hasan aur Imam-e-Hussain mein Ham Shabeeh-e-Mustafa SallAllaho Alaihi wa Sallam kon thay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1,001-1,100 of 10,104 items.