Showing 9,901-10,000 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18176Shohar agar biwi ko parda karne se roke to biwi par uska hukm maan'na kaisa hai? Ya Agar gair sharee umoor par zidd kare jaise cinema dikhaye ya mardaana libaas pehnaaye to uska hukm na maan ne par talaq ki dhamki de to biwi par kya hukm hai, Huzoor ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18175Huzoor Roze ki qaza maahe shawaal ke 6 rozon ke sath nahi ki jaa sakti to kya ayyame baiz k rozon k sath ya kisi aur nafli roze jaise aashura baarwhin shareef gyarwhin shareef shabe baraat k sath kar sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18174Huzoor kisi shakhs ne zaid ko karobari maamlaat k peshe nazar uske account se maahe ramzan mein zakaat adaa karne ko kaha. Kya uske keh dene se aur jis shakhs ko kaha uske iqraar se uski zakaat adaa ho gayi.? Ya jab tak zaid use na nikaale tab tak ad...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18173Huzoor Jin logon ne Saudi ailaan par pichle 10 - 15 saalon mein hajj kiye aur jis saal hajj huwa us saal k baare mein internet par ye wazahat maujood hai k us saal chand mein farq tha aur abhi wo hazraat sahib e Istetaa'at bhi hain to kya wo Shari ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18172Huzoor pichle session mein aapne farmaya k shamate aamali ki wajeh se roze ki haalat mein kisine musht zani kar li to roze ki qaza hai kaffara nahi hai hozoor kya yahi hukm sohbat k liye bhi hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18171Ramadan mein Umrah k dauran jab tawaf kar raha tha to Garmi ki waje se paseena sar aur peshani se tapak raha tha aur Roze ki haalat me paseena hontoun aur hontaun k andar tak ja raha tha to mai ne hath k zariye jis par Ahram ki chadar padi hui thi us...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18170Auraton ko masjid me lana kaisa hai kyun ke aaj kal kuch padhe likhe log aisa ker rahe hai namaz ke naam per nahi bula rahe magar kuch deeni programme jaise haji ki tarbiyat ke taur per to kya hukm hoga rehnumai farmay Jazak Allah. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18169Am I allowed to go to a non sunni mosque read namaz there not with jamaat but on my own. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18168Please I would like to know if I can buy the prophets hair from anywhere in the world. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18167Azwajae mutahhirat tamam musalmano ki Maaen hain...to hazrat Siddiqe Akbar or Hazrat Umar Farooq Radi Allahu Anhum ki betiyan jo huzur k nikah me hain kya wo bhi unn dono asahab ki Maae hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18166"Ya Rasulallahi unzur haalana" ke akhri sher mein "Ashqa lana" he ya "Ishqa lana" he. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18165I have taken student loans for £12000 pounds in 2008 from U.K. government with interest rate of 1.5% per year. The deal was if I earn £16000 pounds or more then I pay back little bit every month. But I don't earn that much money and don't think i wil...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18164Masjid e Haram mein rahte hue agar namaz shuru ho jaye to kya karen. kya unke piche uthak baithak karen ya yeh ehtiyaat rakhen ki jamat ke waqt wahan hazir na rahen. is niyyat se hazir rahna aur uthak baithak karna ki uske baad apni ibadat kar sakte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18163Can the pregnancy test or doctor visit take the place of waiting three months before marriage? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18162Agar mobile k zariye khabar mili aur usi par aetimad kar k roza rakha phir kuch dino baad usi din ka shahadat mili tou roza qaza karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18161Shahadat-e-Royiat say pehlay agar roza rakh lia to kia wo Ramzan ka roza hoga ya uski qaza ada karni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18160Mein logon ko sood par paisay qarz dainay ka kaam karta hun, pehlay Muslman aur hindu donu ko daita tha laikin ab toba kar li hay awr sirf hindu ko sood par daita hun. Jaisay kay apnay farmaya kay hindu say jo ziada lia jaey wo sood nahi to ab sawal ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18159Rozay ki halat may mareez kay inhaler use karnay say rozay ka kia hukm hoga? (inhaler aik chota aala hay jo munh may rakh kar press karnay say munh may hawa daita hay awr uss may dawai ki bhi khushbu hoti hay. Usko use krnay say saans stable rehti ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18158Shari'at kia hay aur Tareeqat kia hay? Aur donu ka aik doosray k liye Laazim o Malzoom honay kese sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTareeqat
18157Kia har Sufi ya Aarif k liye Aalim hona zaroori hay aur kia har Aalim Sufi ya Aarif hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat
181564 Aimma-e-Kiraam mein kia kisi ki kabhi aik doosray se mulaqat sabit hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
18155Sayyidna Abdullah Ibn RawaHa ki Nisbat se bachay ka naam RawaHa rakhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
18154Agar Hajj mein aik se Zaaid Damm ho jaen tou kia aik damm kafi hay ya sab k liye alag alag damm dena hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18153Khud ko Sag-e-Madinah, Sag-e-Tayba, Sag-e-Dayar-e-Murshid wagera Alfaaz kehna kesa? Jo loug iss par aetirazat kartay hain unhain kia jawab dia jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18152Eidayn ki Namaz k liye Khawateen ka Masjid mein ja kar Jama'at se Namaz ada karna kesa? Kuch loug Sahih Bukhari wa Sahih Muslim se Ahadees pesh krtay hian jiska mafhoom hay Sarkar ne Larrkiyon aur Auraton ko Eid ki Namaz k liye Masjidon mein aanay ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18151Aik shakhs ky raozay ki ibtida arab sharif may howi jahan hamaray Pakistani eaitbar sy aik roz qbl Ramazan shru howa ab yeh shakhs Pakistan aa kr yahan Pakistan ky hisab sy tiswan roza rakhta hy to yeh is shakhs ka (31) iktiswan roza hoga agr na rak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan, Roza
18150Hazrat last session may akhri sawal howa tha ky 5 days safar krnay ky baad 15 days ki niat ki. Arz yeh hy kia niat ky baad 15 qayam zaroori hay ya jo din guzr chukay unko mila kr 15 din count hogain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18149jo zaed baal bagal aur zaere naaf hote hain unko na katne par kya namazein nahi hongi aur iska kya kuch duration hain ya lambae par depend hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18148Jis Eidgah ko galiban Sayyedi Huzoor A’alamgir (Rahamatullahi alaih) ya Nizam ne Musalmano ko waqf kiya tha us Eidgah ko committee walon ka bechna kisi ko ho (Muslim ya gair Muslim ko) kaisa hai, unke liye Shariyat ka kay huqm hai aur hamara unke is ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18147zaed roze ki halat me tha liken apne nafs ko khabo na karpaya aur musht zani kar baitha, kya is amal se uska roza baqi nahi raha? Aur iss par kaffaray ka hukm bhi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18146Ek ladki mobil par msg se ek ladke se baat krti rehti h... Usi time uska chota bhai aa jata h aur puch leta h baji aap bhai sahab (behnoi) se baat kr rahi ho kya? To vo ladki darr ke karan jhuti qasam kha leti hay k Allah k nahin wo bhai Sahab (behno...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18145Yahan Pandharpur (District- Sholapur) shahar may ek Eidgah tha jiski zameen ko Eidgah committee walon ne gair Muslim (Mushriq) ko kuch mahino pahle bechdiya hai aur ab shahar se dur naya Eidgah bana rahe hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18144KYA HUM HAQ JAMAAT, AHLESUNNAT WAL JAMAAT MASLAK-E-A'ALA HAZRAT KE ALAWA TAMAAM 72 BATIL FIRQA KO YANI MAUJOODA AUR QAYAMAT TAK AANE WALE SABHI PAIDA HONE WALE BATIL FIRQO KO KAAFIR KEH SAKTE HAI Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18143Badmazhab ki azan ka jawab dainay ka kia hokum hy awr unkay muh sy sarkar ka naam sunn darud perhna cha hey Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18142do deceased people come to the places where they used to live, is khatam on food proven by hadith? and which hadith please give reference? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18141Badmazhab ka eaitraz hy ky brelvi jo aqaid rakhtay hain (Hazir wa Nazir, elm-e-gaib wagera) us pr koi kitab pesh krain jo Maulana Ahmed Raza (Rehmtullah-e-tala aleh) ki wiladat sy pehlay ki hon Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18140Is it permissible to boycott the deobandis because there is one that comes to my local mosque. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18139HUZUR KYA NAQSBANDI IMAM KE PICHE NAMAZ Padh sakte hain?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18138Does Roza break if you are not aware of time and you drink? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18137Many of our chickens are slaughtered in big slaughter houses (owned by non-muslims) by Muslims. All the chickens move on a rail (tight) and the Muslims slaughters them one by one..sans. They read "bismillah Allaahu Akbar" during the halaal slaughter....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18136What is hukm of fitra and how much it should be? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18135Kisi shakhs k paas Cash bhi hay, Zameen bhi hay, Sona bhi hay aur Chaandi bhi hay tou ub Zikat k Nisaab k Hisaab kis k mutabiq hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18134Shawwal k Chay (6) rozay aik sath rakhna zaroori hay ya waqfay se bhi rakh saktay hain aur Inn ki fazilat par agar koi Hadees Mustahzar ho tou irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18133Eidayn ki Namaz ki Fazeelat par kch Irshad farmaen aur EID k asli ma'ani aur EID kese guzarain iss par bhi kch rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18132Umooman dekha gaya hay loug Ramazanul Mubarak mein tou Ibaadat mein mashgool rehtay hain magar Chaand Raat (Laylat Eid) ko Gunah k kamon mein jakkrray nazar aatay hain. Ahadees-e-Mubaraka ya Taleemat-e-Buzurgan-e-Deen ki roshni mein kch naseehat farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18131Aik shakhs ki 7 din baad sharaee safar karnay ki niyyat thi magar 5 din baad uss ne niyyat badal kar 15 din baad safar karnay ka irada kia tou uss ko muqeem kab se mana jaega? Aur jo 5 din ki namazain qasr parrhi wo dohrani hongi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18130Aik gaon hay uss mein masjid hay jahan namaz wa taraweeh sub hoti hay magar aitikaf k liye uss gaon se koi bethnay k liye tayyar nahin tou barabar walay gaaon se aik shakhs ko laa kar bithaya tou aisa karna sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18129Zaid ne 2 makan aur aik dukan iss niyyat se khareeday hian k acha munafa milnay par bech dega? Iss par Zakat ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18128Badmazhab bayan karte hain ke munafik abdullah ibne ubyi jab mara to uske bete ne huzoor se kaha ek martaba aapne kisi yahudi se karz liyatha aur waqt aapne tai karliya tha us waqt se pahle wo yahudi aapko satane laga achanak aap pareshan haal ho ga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18127Jahan mein Aam pegham-e-Shah-e-Ahmad Raza kar dein; Palat kar peechay dekhain phr se Tajdeed-e-Wafa kar dein!! Huzoor iss sher mein Palat kr peechay dekhnay se kia murad hay? Aur Tajdeed-e-Wafa jo palat kar peechay dekhay wo karay? ya phr ye Sarkar A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18126kia dalilul kharat kay aathon hizb aik din main parh sakatay hain ya har roz aik hizb parhnay kee zayada fazeelat hai ? aur kiya athon hizb aik din main pahrney kay liya ijazat ki zaroorat hoti hai? agar ijazat ki zaroot hai to Hazrat sahib say ijaza...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18125hamari walidah k pas ek miqdar me sona hai jis k saal guzarne par hamare walid zakaat ada karte hain. Liken is saal meri padae k liye qarz liye hain jo k sone ki qeemat tak hai. Hamare walid kehte hain k chunke ye qarz hai to zakaat wajib nahi. Kya i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18124HDFC insurance aur LIC ki jama kyay howay raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18123Aik awrat zakat laity hy awr hamaray bachon ko tuhfa daiti hay. Kia hmaray bachay wo tauhfa laiy sktay hain jb kay unko pata hay kay us awart ny zakat sy tauhfa dia hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18122If husband lies to his wife. or do something really wrong. is it OK for a wife to protest. e.g. don't talk to him, refuse for other matters. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18121Zaid kay paas apni rihaish kay ilawa agar dosra makaan hay aur uss say kiraya milta hay tu is ki amdani per zakat ka kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18120Zaid jis makaan may rehta hay is makaan kay kuch hissay ko kiraye per day rakha hay tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18119Zaid nay apni rehaish kay liyay makan banwaya aur irada hay kay wahan shift hona hay aur isi makan kay kuch hisoon may karobaar bhi kerta hay. Tu aisee sorat may is per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18118Paani ki tanki me agar chipkali gir jaye or ek hafte ke baad pata chale ke us 1000 liter ki taanki me chipkali gir kar mar gai hai to ab kia hukm hai ki us ek hafte ke darmiyaan ki namaze hogai kia, or usko ko paak karne ka tariqa bataye? jazakallahu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18117BURMA MULK ME BODH DHARM WALO NE BEBAS MUSALMANO PAR ZULM KI HAD PAAR KAR di KYA YEH KEHNA JAYEZ HOGA KE MA'AZ ALLAAH ALLAAH TA'ALA KAFIRO KA SAATH DE RAHA HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18116I'tikaf k chand zaroori masa'il aur aadab taleem farma dijiye khaas kar hamari khawateen k liye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18115Kia Masjid k ilawa kaheen aur kisi hall ya stadium (Maidaan) wagera mein I'tikaf ki ijazat hay jahan bohat ziada mu'takif hon aur unn k liye Masjid mein ihtimam mushkil hota ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18114Jin hazraat ko cigarette, paan gutka, tambaku wagera ki aadat hay aur koshish k ba wajud wo khud ko rok nahin paatay kia wo I'tikaf k doraan masjid se bahir ja kar ya fina-e-masjid mein ja kar cigarette pi saktay hian isi tarha tambaku, paan aur gutk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18113Bohat se khush qismat sunni bhai aur behnain Sunnat I'tikaf karnay ka sharf hasil kar rahay hain. Huzoor kia mard Masjid mein aur khawateen jo ghar mein I'tikaf kar rahi hay wo internet k zari'ey Sunni Ulama ki Audio Taqareer, Sawal o Jawab k session...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18112Karobaar kay liyay bank say interest lena aur dena kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18111Bank may jo deposit jama ki jati hay us per bank interest deti hay. Zakat nikaltay waqt interest ki raqam bhi shamil ki jayegee ya original raqam per zakat nikali jayegee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18110Zaid (Masjid ka khateeb awr muntazeem hay) nay Bakr ko apnay gaown ky selawb sy mutasra logon ky identity card dai kr chanda wasul kia awr phir un paiso kay aksr hisay ko masjeed ki tamir may yeh keh kr srf kia ky masjeed ko bhi selab sy nuksan howa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18109Factory kay liyay kisi nay jaga li aur raqam ada kerdi aur registry wagera hogaye laikin physical position ki waja say wo jaga nahi mili hay tu is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18108Zaid nay aik makan kay liyay raqam ada kerdi laikin makan waqt per nahi mila aur na hi yeh umeed hay kay kab tak milaye ga tu aisee sorat may is raqam per zakat ka kya hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18107What is the ruling of the noble shariah this sentence "we are so glum that Allah Tala is not answering to our any single prayer"? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18106If a man divorces his wife and intentionally doesn't tell her (so she doesn't have to sit the 'iddat period) and then tells her three months later, will he be sinful? In the case of Halalah, where she'd understand that she's being divorced by the sec...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18105Hazrat alwada mahe ramzaan padhna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18104kya 10 baje se pahale roza torra ja sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18103how is it to keep the fast on the day of Eid ul fitr till the time of Adhaan given for Eid prayers. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18102Mai hindustan me rehta hun, aur kuch tanzeem wale pakistan mein deen ke kaam ke liye aur yateem bachon ke naam pe zakaat magn rahe hain. unko zakaat dena kaisa. Mera zakaat dene ka haq mere ristedaro aur paadosi ke liye zyaada hai ya deen ke kaam ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18101agar zaid 10 lakh ba tor advance diya ho aur kuch kiraya bhi deta ho mahana tou kya uss 10 lakh paar zakat deni hongi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18100Zaid ne 10 lakh rupeey dekar ek makaan Mortagage (LEASE) par liya yahan zaid ko koi bhi mahana kiraya nahi dena parrega aur 3 saal ki agreement k baad zaid ko 10 lakh rupeey wapas mil jayengey kya zaid ko un teen saalo main 10 lakh rupeey ki zakat d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18099kya kisi masjid k imam ko zakat di jaa sakti hain jiske peeche hum namaz parrte hon? yahan zakat ka sawal khud Imam sahab ne kiya hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18098UK aur is tarah kay European mumalik ki garamiyon main kaye aise raatein hoti hai jin main isha ka waqt dakhil hota hi nahin. Aqwaal e Fuqaha ki roshani main humain yeh hukm mila hai keh aisi raaton main Isha ki qaza parh lain. Ab sawal yeh hai keh j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18097Ramazanul Mubarak k Aakhiri Ayyam hain. Sarkar Alaihis Salatu wasSalam ne irshad farmaya k jis ne Ramazan ko paya aur apni Maghfirat na karwa saka wo halaak ho gaya (Aow Kama Qaal). Huzoor hum gunahgaar tou kuch nekiyan na kar sakay. Sarkar kch iss s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18096Kia ye Hadees Sharif Sahih hay k Mein Paak Sulbon se Muntaqil hota raha? Agar sahih hay tou Sarkar Alaihis Salato was Salam k walidain bhi Paak hi hain.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18095Quran e Paak mein kaheen hamaray Aaqa Alaihis Salato wa Salam k Nasab Sharif ki Shaan bayan ki gaee hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18094Kia Allah Ta'ala ne RasoolAllah SallAllaho Alaihi wa Sallam ko unn Walidain k liye Dua karnay se mana farmaya tha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18093Kia Hazrat bibi Ayesha Siddiqa ki Riwayat hay k hamaray Aaqa SallAllaho Alaihi wa Sallam k walidain ko Jannati na kaho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18092Jo shakhs ye kahay k Sarkar Alaihis Salato was salam k walidain kaafir thay? wo Kaafir hay ya sirf AhleSunnat wa al Jamat se Kharij hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18091Farz ki qaza farz, wajib ki qaza wajib urr baaz sunato ki qaza sunnat hey jesey fajar ki sunntey jabke farz bhi fout ho gaya ho aur zuhar ki pehli sunatey jabke zuhar ka waqt baqee hoo. Arz hey ke iss Ibarat ki sharah farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18090zaid ne kaha ke kiya jo imam ahmad raza ko nahee manta uss ko Ya Rasool ALLAH kehne ka haq nahee Bakar ne kaha NAHIN dono pe kiya hukam hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18089Hazrat india me humari ek shop hai. jiska sara kiraya mere shohar ki behan leti hai. to kya hume us shop ki bhi zakat deni hogi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18088Imam ki aawaz buland hai. Baghair mike ke 10 safon tak aawaz saaf aati hai . Lekin ek din logon ne mike ko ON kar diya to usi jagah par jahan baghair mike ke aawaz aati thi ab pata nahi chala ke imam ki awaz kaun si hai aur imam ki awaz speaker ki a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18087Imaam namaz-e-fajar padha raha hai aur ek hi muqtadi hai, jo Imaam k dahne bazu hai, Aur imaam bagair awaaz k salaam phair liya, imaam ko dusara salam pherne k fauran baad khayal aya k usne aahista se salaam kiya hai jisko muqtadee ne nahi suna, phi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18086Islam kiya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18085Ek khaini aati hai jispe hinduon ke bhagwan ganesh ki murti ki photo hoti h kya usko jebme rakh kar namaj padh sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18084kya aap ke mureed apne name ke Azhari laga sakte he q ke kuch logo ne etraaz kya he ki jo Azhar univercity se padha wahi apne name ke aage Azhari laga sakta he. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18083Kia Hazrat ka Saiyed Tahir Alauddin Gilani say bait ya khilafat ka koi taluq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18082Huzur pichle session ka adhura mannatwala sawaal yeh tha ; ki Khwaza garib nawaz ki bargah mein beta hua tho mei aur meri aehliya nafli roza ke halat per unki bargah per chadar chadayenge AUR WOH PURI NA HUA TO KIYA USEY APNI MANNAT PURI KARNI PADEGI...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18081BADMAZHABON NE YE 4 AITRAAZ KIAY HAIN MUNASIB SAMJHAIN TOU RADD FARMA DIJIYE (1) HAZRAT ADAM ALHE SALAAM SE LEKAR (NABI SALLALLAHO ALHE WA SALLAM) TAK JITNE PAIGAMBAR HUE HAI SABKO LOG "HAZRAT" KEHTE HAI BUT INKO "AALA' HAZRAT" KIYOUN KEHTE HAI? (2) ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18080Naujavaan Zaid ko sunnat libaas pahennay mei raghbat hain. Zaid ke waalidain farmaate hai ke Zaid pant shirt pahenay or sunnat libaas phir umar ho jaye ba'ad mei pahenay. Lekin Zaid is ko pasand nahi karta. Or Zaid Libaas e Sunnat hi pahentaa hai. Is...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18079Haaiza Awrat Haram Sharif ke baahiri Sehan mein jiss k neechay Hamamaat aur Parking ki jaga bhi hay aur jahan umooman loug chappal wagera pehan kr chaltay hain, aa sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18078Aik Alim nay farmaya ke huzoor nabi paak ka janaza rakh kar sahaba aate gaye aur durood-o-salaam padte gaye kisi ne imamat nahi ki yahi huzoor ka namaz-e-janaza hui kisi ki kya himmat ke huzoor paak ke liye ma'az Allah dua-e-maghfirat kare. hazrat se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18077Agar ramzan ke pure roze na rakh sako to kya karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,901-10,000 of 10,104 items.