Showing 901-1,000 of 10,104 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26273I am student in Malaysia, when I will reach my homeland there will be 29th Ramadan while it will be mine 30th. if there will be 30 days then that day will be 31st for me? what will be ruling for me to keep fast or to live without fasting?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26272Munh se pani nikal jaey to roza toot jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26271Does smoking breaks the fast?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26270(1) Apne ghar pe devbandi ya shia mazhab ke logon ka aana kaisa hai? Agar unme se koi hamara friend hai tou kia hukm hay? Ya phir kisi aur ke saath aate hain tou? (2) Aise ghar mein shadi ho sakti hai Jahan kisi devbandi/shia ki bhi la ilmi se shadi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Nikah
26269Huzoor zaid sunni hai aur rihaaish keliye Bakr ka Ghar dus laakh rupye dekar 5 saal keliye lease par liya yaani 5 saal tak kiraya nahi dena hai sirf bijli & paani ka paisa har maheene dena hai aur 5 saal ke baad ghar ka paint wagairah kara ke bakr ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26268kaee logo ka kehna aaisa hai k hum ilm nahi sikhte unse pucha jaye kyon to vo kehte hai k ilm sikhne se yani k apne ko kisi baat ki malumaat ho jaye to us par amal karna farz ho jata hai aur na karo to gunahgaar ho jate haii hazrat yeh kehna kitna du...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26267aaj kal kuch log yeh dawa karte hai ki ham jise chahen job dila sakte hai jisse chahen shadi kara sakte hai jadu tona karte hai etc to kiya aise logo par ham sunni sahi ul aqeeda momin ko believe karna chahiye hai aur aise logo k liye kiya hukm hai j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Taswwuf
26266Chota Musalamaan baccha jo sharaarti ho usay bare log "Shaytaan" kehte hai. Aysa kehna keysa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNames
26265Ek peer sahab jo chishtiya silsila sey taaluk rakhtey hai aaye hai. Mehfil key baad jab salat-o-salam k liye sab kharey huey, zeid ney "Mustafa jaane rehmat pey lakhon salam" perhna shuru kia. peer sahab ney unko foran roka aur kaha pehle "Ya Nabi Sa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
26264Ek aalim jo arab country sey aaya hai aur unka aqeedah ahle sunnah hai. Woh Huzoor sallallahualaihi wasalam ko noor mantey bhi hai magar unka yeh kehna hai ke Huzoor sallallahualaihiwasalam ka noor pehle peida nahi kiya gaya. kya yeh kehna kaafi hai ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat, Namaz
26263Mutawaatir bil lafz hadees ka inkaar kufr hai - kiya ye hukm Mutawaatir bil Ma'na ka bhi hai? Is masle me hamaare sunni ulama ka ittifaaq hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26262Agar koi peer mureed kartay waqt Ghous e Azam ka naam na le to kiya mureed ho jayenge?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaswwuf
26261Qabristan mein Niyaz wagera khaana kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26260Sarkar (SallAllahu Alayhi wa Sallam) ke liye lafz meetha istemal karna kaisa jab ke feroz ul lugat may uskay 13 meanings may sy 2 meanings shayan-e-shan nahin hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat
26259What is the meaning and explanation of takabbbur? If someone is a Sunni and believes himself to be Sinful but still superior than a Bud-Mazhab who apparently is very pious or a Non-Muslim, will this be regarded as Takabbur? And what about an Aalim wh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26258Kya Roze ki Halat me khoon ya glucose charhane se Roza Jata rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26257if I got one of the rakat from 4 rakat salah of isha namaz then can I deliver vajibul vitr namaz with imam in ramzan?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26256kya musalmanon ki zakat ke rupyon ko jamaa kar k ghareeb muslamano ko bina sood ka qarz unke karobar karne ya parrhai k lie dena jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26255Scandinavia jo ki Northern Europe ka ek region hai jaha summer season me suraj nahi doobta to aesi condition me kya hukum rehta hai ki kab sehar kare aur kab Iftar?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26254Jo Alim Loud Speaker par namaaz padhaye usko Gumraah kehna sahi hoga ya galat? aur agar galat he to kya hukm he us par jisne ye alfaz bole hon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26253Kya Namaaz me qirat sunna wajib he aur kya jo Muktadi qirat nahin sun pate hain unki namaaz nahin hoti?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, qirat
26252Hamare Shaher main ek masjid main Loud Speaker par Namaaz chalu kardi he aur Jab kuch Logon ne iska Radd kiya aur waha aapka Hawala diya to us masjid ke imaam ne Ek Mufti Saheb ka Hawala diya K Wo To Loud Speaker Me Namaz Padhate Hain, ek hawala aisa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Masjid
26251Agar Roza kholne ka time Ho gaya ho. Aur hum us time pe pahoch na paaye ho. Aur thode late Ho gaye ho to roza ho jaega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26250Agar Namaaz me 5000 se zyada Tad'aat ho aur Mukabbir ki Awaaz se sahi tarah Rukooh Sujood na hote ho to kya aise Haal main Eid ki Namaaz ya Jumma ki namaaz Loud speaker par padh sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat, Jumuah, Eid
26249Mera sawal apse ye hain ke agar main taraweeh k namaz ek masjid me pdhte pdhte beech me dusre masjid me padne lagu tou iss mein kuch harj hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaraweeh
26248kuch masjidon me maahe ramazan me zakat ki raqam batne ke bajaye logon ko raashan pahochate hai par uske baad jo bach jata uska kya kiya jaaey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26247I have purchased one apartment for my son residential purpose. Also One shop but business is not started yet. Amount invested in these properties are exempted from Zakat or not?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26246us sakhs ke baare me kiya farmaten hai jis ke paas itna maal hai ke us per zakaat farz hai lekin us ko huolaan e huol ki tarikh maloom nahin ab woh kis mahine ki kis tarikh me zakat ada kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26245if a family member passes away few months or a month before eid, can the family celebrate and wear new clothes according to shariah?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersLibas
26244Agar roze ki haalat me kisi shakhs ne galti se apni zuban se kufri jumla kaha aur usne tawba bhi karli ehsas hone par ya kisi k batane par, to kya uska roza baaki rahega ya use baad me roza qaza karna padega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Namaz, Roza
26243Agar koi shakhs rozay ki halat mein bay-hosh ho gaya tou kia uss ka roza baqi rahega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26242jo shakhs farz tanha padhta hai woh witir bhi tanha padhe aakhir tanha padhne ki kya wajah hai.(b) jo shakhs tahajjud padhta hai uska kya hukm hai witir ke bare meTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat
26241meri monthly salary 2900SAR jo ki Indian currency me lag bhag 50000 hota hai. hai jabki company Mujhe sell par commission bhi deti hai jo ki 800SAR - 1200 SAR ho jata hai.Sawal Yeh hai ki Mujhe Kis amount par zakaat deni hogi, basic salary par ya to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26240Hazat, we have a girl of 20 years at home,who's Hafez e Quran sharif, In order she doesn't forget Quran sharif and remember it more easily , please let us know whether ( Ladies only) neighbors and relatives with utmost parda at home can offer Namaz ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Taraweeh
26239Lamba romaal (gutra) jo kay sir per pehna jata hay. Us kay donoo siroon ko agar neechay say saamnay hi gira bandh dain tu us kay hukum may koi tabdeeli ayegee?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26238آج کل تقسیط اور کرایہ دو عقد پر گاڑیاں دستیاب ہیں۔ اس میں مختلف شرائط ہوتی ہیں۔ 1) بیمہ کرانا لازمی ہوتا ہے۔ 2) پہلا کرایہ عموما چھ ماہ کے کرائے کے برابر ہوتا ہے۔ 3) اگر یہ عقد ایجار ہو تو یہ ایڈوانس کرایے کا مصرف کیا ہے؟ 4) یا اخیر میں کرای...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
26237اہل جدہ ایّام تشریق میں عموماً عمرے کا احرام باندھتے ہیں ۔ کیا ایًام تشریق میں اہل میقات کا عمرہ کرنا درست ہے جبکہ علامہ شامی بحر الرائق کے حاشیہ المدنی کے حوالے سے لکھتے ہیں "لان العمرة جائزة فى جميع السنة الا فى خمسة ايّام لافرق بين المكى والافاقى...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
26236Sadqa-e-fitr ke baray may do sawal hain (A) jo log Ramadan sharif harmain sharifain may guzarnay atay hain jab ky unka watan-e-asli India ya Pakistan hay, wo sadaq-e-fitr kis hisab se ada krain ge, apnay watan asli ky hisab sy ya Harmain sharifain ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersFitrah
26235Could you please tell me some important rulings for Itekaaf?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersItikaf
26234Safar may Jumu'ah ki namaz ky bed ahtiyati Zohar (2) do rakat prehay gay Ya char (4)? Ahtiati Zohar may tisri (3rd) rakat may sirf surah Fateha parrh kar ruku may chala gaya awr ruku may yaad aaya to kia qiyam ki trf lotay ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jumuah
26233Hazrat kya ahtiatan tajdeed-e-nikah kia to kia is surat may bhi mahar ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
26232Shuahar biwi ko peechay ke muqam se jima' karnay par majboor karay aur biwi ke mana karnay par dhamki de ke agar tu ne meri khwahish ko poora na kia tou mein baahir ja kar apni khwahish ko poora karunga ya talaaq ki dhamki de tou aurat ke liye kia hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain
26231hamare gaaw me ek pir sahab ne khaankah qayim ki he jisme masjid madrsa bhi chalaya jata he, aur pancho waqt wa jumma wa eid ki namaz ada ki jati he, Urs-e-Razawi awr baqi ayam bhi hotay hain, pir sahab budmazhaboun awr unke piche namaz padhne walo ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTasweer
26230Zaid Bakr ki tasweer bana kar uski goud mein khinzeer ke bachay dikhaye aur un kinzeeron ke saroon pe Imama Shareef dikahye to aisi tasveer bananay walay per kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26229Namazon aur Duaon ki Qubooliyat ki kia Alaamat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
26228Agar namaz mein ronay se aansu niklay aur munh mein chalay gaey tou namaz toot jaegi ya nahin aur agar rozaydaar hay tou roza tootay ga ke nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26227uloom zahiri aur baatni me se jo uloom farz hain un me se pehlay kis ko seekhna farz hai ya douno ka saath saath seekhna farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIfta
26226Apni pareshani kisi se share karna (apna gam, dukh kisi ko batana) kesa? kia iss se Rabb Azza wa Jal naraz hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26225Kuch Khwateen kehti hain ke Biwi par uss ke shohar ki khidmat karna farz hay na kar uss ke saas susar ya deegar susral walon ki khidmat karna. Hukm-e-Shara' inayat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah, Zoujain
26224Khwateen ke malboosat par aaj kar lohay, peetal wa deegar dhaaton ke aik hath ya uss se barray pieces lagaey jatay hain, kia aisa malboosat pahenna jaiz hay aur kia unhain pehan jo namazain ada ki wo ho gaee? Isi tarha scarfs par lohay, peetal ya taa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26223kya cold drinks peena haram hay? aik khaas cold drink ke baray mein lougon ka kehna hay ke Huzoor Mufti-e-Azam na haram ka fatwa dia hay. Hazrat wazahat farmae dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26222(1) KYA HUM DORAAN-E-TAWAF, ZAMZAM SHARIF PEENAY JA SAKTAY HAIN JO MATAAF KE SATH HI HAY AUR WAHEEN SE CONTINUE KAR SAKTAY HAIN. (2) JAB HUM AHRAM BANDTHAI HAI MASJID-E-AYESHA SAI, JAB HUM UMRA MUKAMMAL KARENGAY, HALAQ KE BAAD USI WAQT DOOSARA UMRAH ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
26221Kya Raatib-e-Rifa'iyyah jo Rifaiee hazraat kartay hain jis mein wo Apnay shaykh ka naam le kar apnay jism mein sooay aur talwarain aar-paar kar detay hain aur unn ke shaykh ke ijazat yaafta buzurg apnay hathon se wo unn ke jism se nikaltay hain jis s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat, Tareeqat
26220Youm-e-Imam-e-Azam Abu Hanifa Mubarak ho. Agar Munashib samjhain tou taqleed ki ahmiyat par kuch irshad farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
26219Necessary statement regarding the previous verdict about the direction to which the dead body should be placed during Ghusl.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJanazah, Ghusl
26218Zaid jo apne shahar ka mash'hoor Aalim aur mufti hai woh kafir minister ke yahan baghair majboori ke rozah iftari karne jate hen, Inke peechey namaz ka kya Hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz, Imamat
26217Is it allowed for a muslim to work with banks in India. I heard from my friend hazrat mufti azam e hind radi allah u anhu gave a fatwa that muslim can take interest from non muslim if he is living in non muslim country. kindly guide.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara, Sood
26216Sulehkulli ki Kitni Aqsaam hein? Aeteqadi Sulehkulli aur Amali Sulehkulli Kise kehtay hein? Huzur Pura Masla Tafseel se Bayaan farma dein aur unn se muamalat ka Hukam bhi Bayan Farma dein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26215Zaid ki mobile shop ki dukan hai jo rent par li hai lekin wo nahi chal rahi hai aur usko ek ladki hai jiski school fees bhi nahi nikalti hai na dukan ka kiraya na hi itna kuch bachta hai ki wo apne waleden ko de sake usne aur karobar ki bhi koshish k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersBae' wa shara
26214kya chaliswa pure chalis din ka hona chaiye ya phir kam din ka bhi ho sakta hai? chaliswe ke liye kya jumeraat ya juma ka din zaroori hai? Agar chalis din eid wale din hon tou kya karna chahyie?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersEisaal-e-Sawaab
26213Kya Haamla Aurat ke Payt mein Bachche ko abort kar sakte he (gira saktay hain)? Kaha jata hay k bachay ki formation dar asal 3 maheenay ya 120 din baad hoti hay, kia uss muddat se pehlay abortion ki ijazat hay? Aur agar doctors ye kahain ke baccha ho...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Hazr o Ibahat
26212mere ek dost ki wife baccha conceive nahi kar pa rahi. last time miss carriage ho gaya to un logo ne doctor ko consult kiya doctor ne unhe artificial tariqay se baccha concieve karne ki salah di. kya yeh tariqa sahi hai? kya woh artificial tareeqe se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZoujain, Hazr o Ibahat
26211kuch logo ka kehna he ki musalman ander ander ladte rehte he jese ki Sunni, Shia, Wahabi etc. aur iska fayda kai gair muslim wagaira uthaate he. to kuch log kehte he ki aapas me ladne se behtar he ki ek ho kar Kafiron ka saamna kiya jaaye. Hazrat rah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay
26210JIS SCHOOL ME AESI TALIM DI JATI HO KE PRITHVI (ZAMEEN) GHUM RAHI HAI OR PEHLE INSAN VANAR (BANDAR) THE AESI SCHOOLO ME BACHCHO KO PARHNE BHEJNA KESA?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26209currency note par tasveer bani hoi hoti hai. namaz mai note jeb mai hote hai kya namaz mai koi karahat aaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Tasweer
26208Budmazhab se rishta rakhne wala bhi budmazhab hai ya sulleh kulli hai or ese shaks se rista rkhna kaisa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26207namaz me sajdaye sahw karne baad tashahhud parrh rahe the ki phir bhool se tashahhud ke kuchh harf bhool gaye aur duroode ibraheemi parte waqt yaad aaya, kya ab phir se sajdaye sahw karna hoga? ya pehle wala sajdaye sahw kaafi he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26206Zaid 10 saal se sahibe nisaab tha lekin zaid ne zakat ada nahi ki. Baad mein zaid ka maal halaak ho gaya. Phir kuch saal baad zaid phir sahibe nisaab hua. Ab kya zaid ko pichchle 10 saalo ki zakat ada karni padhegi ya pichle 10 saalo ki zakat sakit h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26205Ek aalim sahab ye kehte hain ki artificial jewellery jaiz hai daleel ye dete hai ki hadees mein aurto ke liye sone chandi ke alaawa dusre dhatu (metals) ki hurmat ka hukm sarahatan nahi aaya hai. Hazrat is baare me kya farmate hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26204Hazrat Abu Huraira Radi Allaho Ta'ala Ahno Farmate Hain k..... NABI-E-PAK Sallallaho Alaihe Wasallam Ne Farmaya.. Jab Koi Mujh Par Salam Bhejta Hai To ALLAH AZZAWAJAL Meri Rooh Mujh Par Lauta Deta Hai Or Main Us Ko Us k Salam Ka Jawab Deta Hoon. meri...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat
26203Aapka ya kisi Kaamil Peer ka Khalifa agar Mukhalfeen-e-Maslake Aalahzrat ke stage par jatay hain aur jantay boojhtay unka program bhi karwatay hain aur siyasat mein bhi unko dilchaspi hai. Is buniyad par woh janbujh kar aisi mehfilon mein bhi barha s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Namaz
262022 years ago, one boy asked girl to marry her in front of friends doing fun (mazaq) boy said: "Please do nikah with me. Girl thought that he is asking for fun (mazaq), she replied (3 times) "Qabool hai". Is there chances that Nikah took place? After l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNikah
262011. Kya Janwaron me bhi Rooh hoti hai ? Jaise ke Charinde, Parinde, Haiwaanat, Machlee, Saanp, Bichchu, Keede, Makaude, wagairah, wagairah, aur Agar Haan, to Kya Inki Bhi Rooh Hazrat Israel (Alaihi Salaam) (Malikul Maut) Qabz karte hain? Aur Aakhirat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMalaika, Qayamat, Jannat, Alam-e-Barzakh
26200Badmazhab aitraz krte hain ke Allah ke Waliyon se baad wisaal direct madad mangna jayez nahi hai kyunki is silsile me koi bhi sahi hadees e Pak maujood nahin hai. Rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Wilayat
26199Huzoor Ghous e paak Mujtahid the ya muqallid the? Kaha jata hay ke Aap mujtahid ke martabay par thay magar phir bhi taqlid ki. Kia ye durust hay? Agar muqallid the to kis imam ke muqallid the?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersWilayat
26198Kya Allah tala se Bila Wasita, Bay Waseela mangna jayez hai? ya wasile hi se mangna chahiye? Aur jo waseelay ke sath dua maangnay se rokta hou usay kis tarha samjhaya jaey?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
26197In this drastic (dry and hot) weather conditions can a person sleep with his wife, father in law, mother in law and sister in law in a single room equipped with AC?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMehram, Zoujain
26196Janaza dafan karne ke baad mere ek azeez ne qabr ke paas azaan di. maine poocha to unka jawab tha ki 40 qadam logon ke hatne ke baad murde se sawal jawab ka silsila chalta hai sawal jawab main murde ko asaani ho jawab dene main aur shaitaan door bhag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAzan, Janazah
26195insan waheen dafan hota hay, jahan key matti us k khameer mein hoti hay. kya is mafhoom key koi Hadees sharif hay? agar hay aur mustahzar hou to hawala irshad farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAlam-e-Barzakh
261941. Namaz Ki Halat Me Muktaddi Ko Jacket ya Sadri Ke Button Ya Zip Khula Rakhna Kaisa? 2. Zaid Ka Accident Ho gaya Our woh kehta hai Ke Taqdeer Me lika tha Iske liye accident Hogaya. Zaid ko aisa kehna kaisa? 3. Kisi ki Heart attck ki khabar sun kar I...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26193What is the ruling of the Noble Shariah on an individual (Muslim) who has said these sentences: 1. All religions are good 2. All religions have different names but all contains true guidance. 3. what budo (budh) taught is right, what krishna taught i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Iman wa Kufr
26192Kya mayyat ke esaal e sswaab ke liye barsi ka khana maldar o gani kha sakte hain? Fatawa e razavviah main daswen chellum ke khane ko ala hazrat ne manaa farmaaya hai Kya mayyat ki barsi ka bhi yahi hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan, Eisaal-e-Sawaab
26191My husband has 3 kids with his ex wife, after he divorced her she went back to Christianity with kids too, if she, the mother dies and we take in the kids, do we allow the kids to remain christian? under the same roof where we practice Islam? my husb...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Zoujain, Talaq
26190Aaj kal loug dusray mazahib ki history ya beliefs sunnay aur parrhnay ka shoq rakhtay hain aur kehte hai ki hum bas history janna chate hai. Agar hum unse kehte hai vo thek nahi aap uske badlay mai islam ke baare mai jaano. Tou unka jawab hota hai ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, bd mazhab firqay
26189Aksar ramzan shareef me jo shabeene hote h wo karwana durust hai ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26188Magrib ka aakhri waqt kitna hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26187mera sawal hai ke kya rozedaar ke rone se uska roza makruh ho jata hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26186Taraweeh speed se padhna kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTaraweeh
26185kia kisi masjid me aftaar party hoti ho or us aftar party me khana awr sharbat bhi girta hai masjid me kya jaiz hai ?? aftaar party karna masjid me? hazrat wazahat farma denTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersMasjid, Roza
26184kia roze k dauraan hum wuzu karte hai to paani muh me reh jata hai kulli karne k baad ab namaz k beech me wo itna zada ho jaye saliva k sath to kya piya ja sakta hai...awr roza to nahi tutega sath hi muh me roze k dauraan panni banta hai to kya usse ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26183aik madrissay me talba chutiyo me ghar jate hai fir wapas dikila lene ke liye 2 din late ho jane par panlty le jati hai or ye keh kr liya jata hai ki ye nasta charge hai esa krna kaisaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26182ramzan me 3 vitr jo jam'at se hoti hain..agar kisi wajah se 2 rakat me hum shamil na ho sake aur 3rd rakat me jam'at me shaamil hue to hame namaz kis tarah se mukammal karni chahiye?...dua-e-kunood kis rakat me padhna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Jamat
26181hinda ko sugar hai jo 450 tha pauch jata hai aur blood pressure bhi hai jo low hojata hai is wahej se uske doctor ne usse, Roza rakhne se mana kiya per woh doctor hindu ab hinda kya kare aur Kaffarah kya hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRoza
26180Zaid Hafiz-e-Quran hay aur masjid mein taraweeh ki namaz parrhata hay. Zaid ki darrhi abhi aik musht nahin aaee aur uss ne hajaam ke paas darrhi banatay waqt is ko set karnay ke liye uljhay huay mamooli baal chutwa liye jis par lougon ne aetiraz kia ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Jamat
26179Koi agar sayyed hai or unka karobaar kamzor haalat me hai or wo maali haalat se kamzor hai or unpar makaan ka kiraya or karz kaafi bad gaya hai or thodey time me unke beti ke shaadi bhe hai ek betey ka ilaaj chal raha hai or wo bohat pareshaan haal h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersZakat
26178Hazrat apny year 2000 ky duran Durban may mic pr namaz nahi hoti ka fatwa farmaya tha ab humare yaha mike par namaz ke jaaiz karne par ek haafiz sahab ne kaha he ki huzur tajushshariyah ne ijazat de di he ki awaam fitna paida kare to mike jaaiz he. I...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat, Jamat
26177is it a must for a muslim woman to make tarawih at masjid?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26176jise shakhs ki income aur expense same ho kya use zakat Ada karni hogi .savings aur property bhi nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26175agar taravih me Hafiz sahab se galti ho gain dusri rakat me baithne ki bajay khade ho gay fir muktadi ne Allah o Akbar kaha to baith gaye to kya sajdae sahu wajib honga.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26174Pehli saff mein bhi aur imam ke bilkul peechay bhi imam ki awaz par loud speaker ka awaz galib hota hay. Kia uss soorat mein agli saff walon ko dekh kar namaz parrh saktay hain? Agar shehar ki sari masajid mein louf speaker par namaz parrhai jati hou...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
Showing 901-1,000 of 10,104 items.