Showing 1-100 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
18363Awrat ka naat parhna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18372Kya awrtain parday may dargah par ja sakti hain. Agar ja sakti hain tu kitni door kay faaslay per rehna chahiyay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18373Zakat awr Lillah (Sadqa-e-Nafila) kay paisay kia gari awr petrol may istimaal kya ja saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18374Can we name the children after angel. For e.g. Mikail. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18375Ahle sunnat ka Bara (12) aima ahle e bait kay baray may kya moquf hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18376Does a muslim darzi (tailor) who makes clothes all other for women, ask to make un Islamic clothes. Is this income haram or it is a sin. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18377Please elaborate if it is Jehad for woman to raise children and look after husband and family and will there be double ajar for a man who does the same at home. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18378Agar apnay mulk may rozi ka zaria hay tu kya family ko chor ker dosray mulk may rozee kamanay kay liyay aana jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18379Namaz may pant kay painchay mor saktay hain ya nahi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18380What is the definition of Ahle Qibla? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18381VC dalna kaisa hay. (Baaz martaba boli laga ker utha laitay hain. Kisi ko zaroorat hoti hay tu wo aik lakh ko aik lakh bees hazaar (120000) may utha laitay hain) Aisa kerna kaisa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18364Kya ham non muslim ko salam ker saktay hain ya nahi? Sawaal ki waja yeh hay kay janab Ibn Masood Radiyallah unho ko ….. likha hay awr unsay manqool hay kay aap kuffar ko sawal kertay thay awr farmatay thay awr yeh hadith bukhari say hay ismay likha h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18382Sunni honay kay liyay 12 aima ka manna zaroori hay ya nahi jo shaksh in 12 aima ko naa manay uskay liyay kya hokum. Kia aisa shaks Ahle sunnat hay kay nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18383Hindustan may interest laina awr daina kaisa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18384Are khaarji considered kafir? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18385DUATajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18365Hazrat Jibrail Aleh salam kay baray may kuch detail irshaad farmain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18366Kya Qol-e-shabi hanafi usul-e-fiqah kay mutabiq hujjat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18367Kalay kapray pehnna kaisa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18368Kia koi dini elm wala awr ibarat-e-kufriya ko jannay wala Qasim nanootvi kay kufr ka inkaar karay tu wo khud kya kafir hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18369Jab yeh shuba ho kay mic may namaz nahi ho tu jamat choot jaye gi tu kya kerna chahiyay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18370Uk may kuch ayyam may Isha ka waqt nahi aata tu Isha kaisay parhain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18371If a prophet is born after Rasul-e-Pak will the khatimiat be effected or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1880710th June ke session me Hazrat ne ek sawal k jawab me irshad farmaaya k Zakat fund jama kar sakte hain aur dunyawi taleem k liye tamleek ki haisiyat se de sakte hain. Huzoor sawal ye hai k agar us jama ki huwi raqam ko Heela e Shar'ee karwa kar rakh ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18816Salam, hazrat apne 30 april k session me farmaya tha k Imam khud iqamat kahe to Iqamat puri hone ke bad musalle par jae, lekin hazrat ek mufti sahab kahte he qad qaamatis Salah keh kar mussalle par jae aur ye hawala diya he, 'Durre mukhtar raddul moh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18817Jab Nikah Aale Rasool k gharane ki sahab zadi se ho jaye to ladke k liye aur unke ghar walaun k liye kya Aadaab baja lana hoga aur kin cheezaun ka khas khayal rakhna hota hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18818Hazrat is sher ki shara farma dein. Mai to malik hi kahunga ke ho malik ke habeeb; yani mahboob o muhib mein nahin mera Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18819انا للہ وانا الیہ راجعون Quran Sharif ki ayat hay tou kia kisi k Intiqal ki khabar sms ya email k zariye milnay par english mein Inna Lillahi wa Inna Ilaihi Raji'oon likh kar reply kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18820koi shaks ek hi martaba yani ek hi sath teen bar talaaq kah diya to kya talaaq ho gaya agar apni biwi ko tallaq de diya aur phir dobara usi se shaadi karna chahe tho kya karna hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18821Aek saks ke pas thode pese the usne un peso se zamin kharid li. Uski niyat aesi he ki agar future me zarurat pesh aegi to rahne ke liye ghar banayege varna us zamin ko vese hi rakhege. Ab jis saal zamin kharidi us waqt uski qimat andazan 3 lac rupuee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18822If our muslim brothers are being oppressed against people and are having a war against people in a different country, it isn't fardh for us in our own country to go there righT? but if one chose to go their and fight for the muslims would he attain t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18823agar koi shakhs masjid me dhakil hote waqt aitekaf ki niyat karna bhul jai aur masjid me kuch khane ya pine ki zaururat pade to us waqt niyat karke kha sakta hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18824If a person has black hair and he is turning white .He dyes his hair dark or light brown so it is not the original colour of his HAIR , but after dying his hair colour looks like black, is this permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18808Shabe Mearaj k talluq se ek baat mashoor hai k Sarkar se poocha gaya k Allah paak ne jab aapse kalaam farmaaya to kis aawaz me farmaaya to huzoor ne irshad farmaaya k wo aawaaz Maula e Kainaat Sayyiduna Ali k mushaabeh thi. Iski kya haqeeqat hai rehn...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18809Kisi Shakhs ko Tahirul Qadri k tamaam aqaid se aagah kiya jaaye magar wo sunniyat waale aqaid pesh kare k tahirul qaddri to ahlesunnat k aqaid k mutabiq ye sab bhi kehta hai. samajh samajh ka pher hai to aise shakhs se talluqat rakhna kaisa hai? kya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18810can I perform ritual bath later in the day while I am fasting? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18811Hazrat sahab mujhe dua e saify ki ijazat aapse mil chuki hai magar mai yeh janna chahta hoon ke is dua ko shurwaat mai aik din mai kitni baar parho or maximum aik din mai kitni parhni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18812Yahan Holland mein summer men jab Isha ka waqt naheen hota to un deenon men aap ke hukm ke motabiq yahan Ulemae keraam ne ek andazah karke Isha ka waqt mukarrar karlya hai aur usy peh isha kie namaz hotee hain ( Masjidon men azaan aur jamaat bhie hot...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18813Ek Masjid ke imam ne jumma din bayan me kaha ke ek bachcha 2 para hifz kiya aur mar gaya is me uske maa baap ki galti nahi aur na kisi aur ki galti thi Balki ye Allah ki galti thi (Ma'azAllah) aur jab humare yaha ke zimmedar ulama se baat ki to unho ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18814I know that i cant offer namaz behind non-sunni imams. but i read in durr ul mukhtar that its better to pray behind them rather than praying alone. can i offer namaz with other jamats for extra sawab and then repeat it ? or strictly i must refrain fr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
18815(Fatawa Razviya, jild 4) Irshaadaat e A'la Hazrat, pg. no.40) " Aisi jagah jawaaz o adame jawaaz nahin puchhte ( ya'ni aise mas'alon mein jayez o najayez nahin puchhte), ye puchho ki is mein aurat par kitni laanat padti hain. My question is : Is it ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22018 Jeddah k Muqeem loug kiss Soorat mein Qiraan HAJJ kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22027kya daur e hazir mey khwateen ko mukammal sitar ko chupate huey ustaad ki hesiyat se ya kisi aur field mein kaam karne ki ijazat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22028Kia aik Sunni Masjid ka Chanda ya Rupiya kisi doosri Sunni Masjid ki Tameer ya wahan k Ikhrajat mein Sarf kiye ja saktay hian jub k doosri Masjid k baaray mein khadsha ho aisa na karnay se BudMazhab apna paisa wahan de kar intizamat sambhal lengay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22029Aik professor ne TV par aa kar Durood-e-Taaj ko Shirk bataya. Hazrat aap Durood e Taaj ki Sharhaa aur Iss k parrhnay k Fazail bayan farma dijiye. Aksar Buzrgan e Deen ko dekha k jab wo Durood e Taaj ki Tilawat kartay hain tou Unki Aankhain Nam ho jat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22030.. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22031Are we supposed to remain under the sun from zohr till sunset on 9th zil hajj at ARAFAT? Can we do it anywhere like inside the tent or do we have to climb the mountain? Pls explain how to spend 9th zil haj at Arafat? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22032How should we read our zohr and Asr salah which is qasr if there is no sunni imam? Do we have to read both namaaz together and what is the best time to read these namaaz? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22033how many rakaats should we read as we are musafir performing qasr? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22034can i make imamat for my wife and fatherinlaw, if yes how should we stand and make our saf? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22035Namaazi kay agay say kitni safain chor ker guzar saktay hain. Kya Masjid ul Haram aur masjid e Nabawi shareef masjid e kabeer kay hokum may hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22036Kya masjid may bheek mangna jaiz hay aur agar koi shaksh masjid may bheek maangay tu kya us ki madad kerna jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22019jism se Kutta (Dog) chuh janay se kapde napaak nahi hote chahe kutte ka jism bheega ho. Han kutte ka THOOK napaak hai wo lagne na de. (Fatawa Razawiya) Iss ki Sharah farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22037Yahan arab may taraweeh may aur tahajjud may namaaz kay doraan ruku kay baad dua mangtay hain is ki sharei lihaaz say kya haqeeqat hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22038Ilm hasil kerna her musalmaan mard aurat per farz hay. Aur ilm haasil karo chahay tumhay cheen(china) hi kyun na jana paray. In ahadees may ilm say muraad kon sa ilm hay dini ya dunyawi agar dunoo tu kya aurat kay liyay bhi ilm kay husool kay liyay c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22039Why do people use the term 12 Imams? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22040If someone uses Alaihi Salaam after the names of 12 Imams, Is he a Shia? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22041If a Peer during Bai'at says to his mureeds to believe in the 12 Imams, what is the status of there Bai'at? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22042Bachay ki Pedaish k baad ghar k kisi Buzurg ya kisi Aalim-e-Deen se Mobile k Zariye usay Azan Dilwa saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22043Mein kafi QARZ mein daba hua hub aur koi Karobar bhi nahi chal raha. Qarz se Khulasi aur Halal Rozgar k liye DUA Farmaen aur koi Wazeefa bhi Inayat farmaen. Mere zaban me lukunat hai. Lukunat door hone ke liye doa farma den aur koi wazeefa hai to tal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22020Amal-e-Kaseer kisay kehtay hain? Kia ye waqt ki koi muddat hay ya iss ka Jismani harakaat se koi ta'alluq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22021Mushk, Zafaraan aur Ilaaichee ki Khushbu aur Fruit, Juices aur Toffies wagera ki kushboo may koi farq hay? Aur aHraam mein inn Khushbuon ka aik hi Hukm hay ya alag aHkaam hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22022Mein aik Non Muslim country mein parrhnay ki garz se aaya hun. Ub tuk mein Kiraaey k ghar mein rehta hun jo mujhe bohat mehanga parrta hay. Kia mein yahan mortgage par ghar le sakta hun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22023Aaj kal Masajid mein bhi Security Cameras lagay hotay hain tou kia aisi jaga hamari Namaz Ba Jama'at ya Munfarid ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22024Aik No-Muslim (New Muslim) ko kis tarah Deeni Malumaat bataey jaen jub k woh iss waqat kisi aalim ya aalima se rujoo nahi kar sakti? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22025Khud-Kush hamlay Islam mein Jaiz hain? Aur Khud-Kush hamlon mien jo Maaray jaatay hain, kia wo Shaheed hain? Aisay Khud-Kush hamlay jis mein sirf Dushman ki Fouj hi maari jaey, aisi soorat mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22026Kya MADINE SHAREEF ki Khaak Mubarak tabarukan mangwana ya tohfatan ek doosre ke liye farhaam karna jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21517main bhiwandi shahar se poona me MCA me admission lene gaya wahan ka fasla 150 k.meter ke lagbhag hai.to kya wahan jakar namazien kasr me ada ki jayengi aur kab tak is tarh se padhna hai bhiwandi se pahle agar kalyan me hoon to kya poori namaz padhna...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21526we have heard that 15 shabaan,is called murdha eid,is this true? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21527are we allowed to wear new clothes on 15 shabaan,because we have also heard that Allah pak gives all the marhooms new kafan,is this true? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21528Dayyus imaamat kar sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21529what should we aim to do in ramdhan in form of worship? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21530what is Taubah? and What is the best way of doing Taubah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21531Kya Nikah Ka Khana khana Sunnat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21532Ijmae ummat aur qayaas kis ko kehte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21533FiZamana Kaseer tadad mein Ulama Video aur Digital Tasaweer k Jawaz ka Fatwa detay hain aur isi tarha Mic mein Namaz ka bhi? tou kia Isay Ijma-e-Ummat kaha ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21534It is mentioned in Fataawa Raviya shareef that Imam Tahawi's view is that the shahadat of a fasiq can be accepted. Can a Qadi in this time use this opinion of Imam Tahawi to accept the shahadat of the sighting of the new moon from a fasiq? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21535What is the status of horoscopes (Ilm-e-Jafar) in islam? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21518Kya Gaali Dene se aur Gibbat,chugli Karne Se WAZU Toot Jaata hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21536And the stuff written in book named Shame Shabistan e Raza by Iqbal Ahmed Noori is authentic or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21537if a person does not learn how to read Qur'an with tajweed all their life, what happens to the namaz they pray? Is it accepted or not? will they have to do qaza later on when their tajweed is fixed? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21538Please let me know whether it is permissible to use the word GOD for Allah and if someone uses it for him then what is the shariat verdict for him? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21539Can the words Murabbi or Rabb be used for parents? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21540Can we write the quranic verses in gujarati language ? or just arabic duas in gujrati language? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21541Shab-e-Baraat aur Shab-e-Qadar mein Qabarastaan mein jana aur is raat ko halwa banana kaisa hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21542if a person is busy,is it allowed to read zohr namaaz 10 mins before asr azaan? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21543can we read namaaz, tilawat, panjsura at 12 'o' clock in the night?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21519Hadees kisay kehtay hain? Hadees-e-Qudis kisay kehtay hain? Aur Ahadees ki Qul Tadaad kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21520We purchace US Dollars and then sell them in rands on credit (30days or 60days) at a higher rate agreed by both parties. Is this transaction permissible? In old times the commodities used were gold and silver we have changed this to dollar,euros etc....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21521It has been known that huzur pir o murshid helps his mureed when he does tasawur e sheikh - question is does huzur know in reality he is helping the mureed? (Sorry for this question...i'm just curious to know) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21522can ladies learn quran from an alim without any barrier betwwen the teacher and learner? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21523HOW SHOULD HUZURS FEMALE MUREEDA DO TASAWUR E SHEIKH? Is IT SAME WAY MENTIONED IN SAJRAH SHARIF BOOK? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21524Shab-e-Bar'at ko Shab-e-Bara'at ya Shab Baraat kiun kaha jata hay? Iss Raat ki kia Khususiyat hay? Aur Iss raat k koi Khususi Nawafil ya Wazaif hotay hain? Kaha jata hay k Iss raat jo Bairi k Patton ko Pani mein Garam kar k Uss Paani se Nahaey tou Po...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21525Pakistan ki Aksar Masajid mein Shab Baraat Sharif mein Aik DUA jisay DUA-e-Nisf Shaban kaha jata hay parrhi jati hay? Kia ye Masnoon hay ya Mustahab? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22256KIA SOOD KA MAAL YA PAISA MASJID ME LAGAYA JA SAKTA HY? AGER LAGA DIA GYA HO TO KIA JO WAHAN NAMAZ PARHTE HEN YA PARHTE RHAY UNKI NAMAZ HOGAI? JO WAHAN NAMAZ PARHA RHAY HEN IMAAM AOR MOAZZIN KO JO US ME SE MAHAANAA DIA JA RHA HY WO UN K LYE THIK HY? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22265Koi Aurat jo apnay shohar k sath apnay watan se bahir gae aur wahan uss k shohar ka intiqal ho gaya. Ub wo Iddat waheen karay ya apnay Mulk ka Safar akailay kar k aaey phr Iddat karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22266Shara Sharif mein Haram kisay kehtay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22267 log masjid ka aain banana chahte hain uske liye kiya kiya bunadi Sharait Shamil karnay chahiyen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22268Zaid aik chamray ka tajir hy awr wo gair muslimon sy murdar chamray is shrt pr kharidta hy ky wo dabagat ky paisay kat lay ga kunkay wo frokht kundgan dabagat ka tariqa sy na waqif hain. To kia yeh murder chamray khardina awr dabagat krna yeh uskay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
22269 mah e safar ulmuzafar ya moharam shareef main shadi krna mana tu nahi.? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 1-100 of 9,175 items.