Showing 801-900 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26230Zaid Bakr ki tasweer bana kar uski goud mein khinzeer ke bachay dikhaye aur un kinzeeron ke saroon pe Imama Shareef dikahye to aisi tasveer bananay walay per kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26156Jo log Safety Officer aur Safety Engineer job karte he jo companies mein aik lmportant position hota hien, unhe jo workers safety rules nahi follow karte maslan safety helmet, shoe nahi pehante unka photo lena padta hai aur jab workers ko training de...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26095mainay jaghray ke duran me usay yeh kha ke me tuje talaq de du ga,is tara khene se talaq ho jati hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25743Eik alim e din syed sahab hein jo yeh kahte hein ki t.v par live program (jo record na kia ja raha ho) chalte woh tasveer nahin to kya unke piche hamari namaz ho jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25729Bid'at e Sa'iyya kya hai? Is ki koi iqsaam hain? Kya har bid'at e Saiyya haraam hai? Moujooda fitnon mein Iski kuch misaal bhi irshaad farma dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25571kuch loog ye kehtay hain hai ke Sayyidi AalaHazrat ne Muballig e Aazam Allamah Abdul Aleem Siddiqi Sahib ko Photography, Videography ki khaas ijazat di thi, kya ye baat sahi hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25528Is the act of taking Pictures of tabarrukaat such as blessed hair of Huzoor (SallAllahu Alayhi wa Sallam) Or Other Awliya e Kiraam permissible? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25485aik muqarir sahib ny farmaya ky TASWEER KI HURMAT HADIS-E-MUTAWATIR SE SABIT HE AUR HADIS-E-MUTAWATIR KE MUNKIR KI TAKFIR KI JA'AE GI. TO KYA MUQARRIR HAZRAT NE JO KAHA US ME KOI SHARI PAKAD HOGI YA NAHITajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25484Zaid ne aik aalim ki tasweer phelaee jo tasweer nahin niklwatay aur touba bhi nahin karta jis par Bakr ne kaha ki Allah uss ko azaab ponhnchaey. Kya ye jumla bolne par bakr par kuch hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25443Huzur hum apni photo na khainchte hai na khinchwate hai aur na upload karte hai magar hamaray dost ahbab mien kuch loug apni tasaweer internet par upload kartay hain jo hamain apnay fone aur computers par nazar aati hain, kia aisi soorat mein hamara ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25442Huzur hum MP3 Taqreer ki video banakar ineternet par upload karte hai jisme Madina shareef, Kaba shareef aur digar muqaddas muqamat ki tasweer hoti hai lekin upload hone ke baad jab koi us taqreer ko sunne ke liye click kartay hai tab doosray lougon ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25429Internet par AlaHazrat ke naam se aik tasweer phailaee ja rahi hay. Kia AlaHazrat ki koi tasweer bhi hay? Aur agar hay bhi tou uss ka phelana kesa? Aap ba hesiyat Nabeera-e-AlaHazrat apna moqqif irshad farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25340Kuch Ulama jo Razawi Mash'hooor hain. Akhbaron aur risalon mein unn ke mazameen chaptay hain aur sath unki tasweer bhi di jati hay. Kia unn ke mazameen parrhna ya taqreer sunna aur doosron ko parrhana ya sunana jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25330Kya kalima likha hua ya mazaron ki tasveer wala jhanda ghar ki chat par laga sakte hain? jhanda kis rang ka lagana chahiye aur kya 1 jhanda lagana chahiye ya zyada?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25326Aisi photos jis mein Madinah Sharif ya dooosray muqaddas maqamat ki tasaweer hon unhain choomna jaiz hay? Baaz auqaat unn tasaweer mein hujoom ki tasweer bhi hoti jis mien chehra wazeh nahin hota? tou kia wo bhi tasweer ke hukm mein hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
25289hazrat aap ne kaha tha ke aurton ko sone aur chandi k alawa dusri kism k metal pehanna mana hai. mera sawal ye hai ke aurto k kapdo me hook aur button jo hote he wo steel se bane hote hain aur kapdo per stone se desighn kiya hua rehta hay to kya ye c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Libas
25222Ek aysi job hai jis mein company uniform pant aur shirt hota hai aur iske saath tie bhi pahanna laazimi hai, ayse job mei kaam karna kaysa hai aur iski salary haraam hai ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Libas
26192Kya mayyat ke esaal e sswaab ke liye barsi ka khana maldar o gani kha sakte hain? Fatawa e razavviah main daswen chellum ke khane ko ala hazrat ne manaa farmaaya hai Kya mayyat ki barsi ka bhi yahi hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan, Eisaal-e-Sawaab
27078Gosht ya chicken Musalman Ki Dukaan se Halal Hokar Aay, Cook Bhi Musalman Hai lekin Khana mangaya Jaay hotel Se Ghar Tak Home Delivery pohchane wala Shakhs Gair Muslim Ho magar uska ajeer e khas ho. Tou iss soorat e Haal Mein Aisa Non-veg Khane Ke Ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
26064In Uk there some food companies use alcohol in manufacturing process but they say the all alcohol evaporates by the time the product is made- will such food be halal to eat if no other ingredient in it is haramTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
25595Can we eat rice (chawal, pulav) with all five fingers? Sometimes it is hard to eat rice with the help of three fingers and it becomes time consuming.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
25333Meray husband pardes mein hain aur military mein job hai. Mufti azam se murid hain. waha khanay me mechanical slaughter wala chiken aur bakray ka gosht milta hai wo khana pasand nahin kartay magar majboori hai khane mein aur 2 saal wahan aur rahna ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
25287ZAID is suffering from the fatal disease CANCER which has been declared incurable in all forms of remedial treatments. Now incidentally a remedy has come into view and found its result tentatively 100% successful as its treatment is prescribed by an ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Khanay ka bayan
25154Hamare Qasba Shahi me Moharram ki 12 tarikh ko Mehndi ka mela lagta hai jisme hum anjuman maslake aalahazrat shahi ki janib se Hasan Husaini langar karte hain. kya ye langar karna jaiz hai? Rahnumaee farmayen..Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Eisaal-e-Sawaab
27138خرگوش کا پالنا کیسا ہےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27135khawateen ka aapas mein mu'aniqah karna kaisa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27134hamare yaha 1 sahab ke pass 40 ke karib tabrukkat hai or vo shaks har saher gao me ziyarat karane ke liye prog karte hai takriban 30 se ziyada prog ho chuke hai. To hamare imam sahb se kisine pucha to unhoun ne bataya ke FATVA RAZVIYA me Aalahazrat r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27133Kya farmatey hain ulama e deen is mas`aley me a) raqs aur hadra me kya farq hai? alaHazrat ka sama` aur raqs ke hawaley se kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27094Agar quran-e-paak memory card me ya hard disk mein audio me ho to kia unn files ko delete krne par gunah ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27042Can a girl use non-alcoholic perfume in such a way that only she can feel the fragrance of it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27029Zaid ek ameer aadmi hai Jo ek khel khelta hai is tarah se k 5 sawal puchega ek k bad ek 1 sawal puchega Agar amr sahi jawab dega to Wo 5 hazar ruay ka haqdar hoga phir zaid 2 sawal karega Agar amr is sahi jawb dega to wo 10 hazar ka haqdar hoga phir ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
27001اولیاءاللہ کے نام سےمسلسل روزآنہ تیل کے چراغ ایک مخصوص مقام پر روشن کرنا کیسا ہے جبکہ ان چراغوں کی آجکے اس ترقی یافتہ بجلی کے دور میں کوئی ضرورت نہیں؟...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26997Hajar-e-Aswad ka tukra agar tohfatan ya hadyatan milay tou usay apnay watan lanay aur apnay ghar mein rakhnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26668Maine man me aisa iraada kiya ya galiban mannat mangi (muje bilkul sahi se yaad nahi) ki agar meri job me kam se kam 20% salary increment hogi aur agar muje office me promotion mila to me tosha sharif ka fatiha karunga. Muje promotion to mila lekin 2...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26666moharram ke 10 din ke program me jashne shuhdaye karbala ke benar lagana kaisa hai? mere dil me ye hai ki lafz Jashn ki jagah zikre shuhdaye karbala hona chahiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26663kya taziya Dari haram hai? Hamaray yahan kuch sahihul aqeedah sunni hazrat bhi ta'ziya nikaltay hain aur unhain mana karnay par fitnay ka khouf hay. hamaray liye kia hukm hay aur unn ke liye kuch naseehat ho tou irshad farmen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26662moharram ke mahine me log khichrha banate hai. khichrha kyon banate hai khichrha banana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26660Tafseer-e-Na'eemi, Para 16, Surah Kahaf, Safha 110 par likha hay ke "Durood-e-Ibrahimi sirf Namaz mein parrh saktay hain. Namaz ke ilawa parrhna Gunah aur Na Jaiz hay iss liye ke iss mein Salam nahin hay." Iss mas'alay ki wazahat farma dein. JazakALL...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26655Hum kuch tanzimoun se nahin miltay lekin kia unki website se AlaHazrat, Imam Gazzali (Alayhir Rahmah) ki books free download kar saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26654I am a non Muslim female but want to get converted to Islam. I want to know in Islam, it is said that both man and woman have same rights, then why should a woman only wear veil (hijaab) and a man should not?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26565huzoor bacche ko 9 mahine poore ho jayen aur baccha neeche nahi utre aur doctors ke mutabiq dard bhi nahi ayega kyunke koi cheez beech me haail hai jo bacche ko neeche utarne nahi deti kya aisi soorat mein operation se delivery karana jaiz hai. ya in...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26496Mushtzani se muta'alliq kuch wa'eed irshad farmaen aur iss se bachnay ka bhi koi tareeqa taleem farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26489ek shakhs ne mujh se ek kitab SHAM E SHABISTAN E RAZA ke baare mein pucha ke ye kitab kisne likhi hai aur is ke andar jo Sitaroun ka ilm hai wo islam mein jayez hai ya nahin? Kyunke us Shaks ka kehna hai ke is kitab mein jo kuch bhi likha hai wo sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26390AlaHazrat ne Malfuz Sharif ki Jild 4, Safha 370 par farmaya ke "Hidaya mein Imam Marganani ne har Abas ko Haraam faramaya. Aur Sahih har Abas baatil hay." tou Shar'an Haraam aur Baatil mein kia farq hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26313Gutka, tambaku, biri, taadi, peene ke bare me shari'at ka kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26311Mein apni walida ki peshani chumta hun kya ye durust hay aur khushi ya gham ke moqa par walidayn ki peshani choom saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26268kaee logo ka kehna aaisa hai k hum ilm nahi sikhte unse pucha jaye kyon to vo kehte hai k ilm sikhne se yani k apne ko kisi baat ki malumaat ho jaye to us par amal karna farz ho jata hai aur na karo to gunahgaar ho jate haii hazrat yeh kehna kitna du...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26261Qabristan mein Niyaz wagera khaana kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26226Apni pareshani kisi se share karna (apna gam, dukh kisi ko batana) kesa? kia iss se Rabb Azza wa Jal naraz hota hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26224Khwateen ke malboosat par aaj kar lohay, peetal wa deegar dhaaton ke aik hath ya uss se barray pieces lagaey jatay hain, kia aisa malboosat pahenna jaiz hay aur kia unhain pehan jo namazain ada ki wo ho gaee? Isi tarha scarfs par lohay, peetal ya taa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26223kya cold drinks peena haram hay? aik khaas cold drink ke baray mein lougon ka kehna hay ke Huzoor Mufti-e-Azam na haram ka fatwa dia hay. Hazrat wazahat farmae dein.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26210JIS SCHOOL ME AESI TALIM DI JATI HO KE PRITHVI (ZAMEEN) GHUM RAHI HAI OR PEHLE INSAN VANAR (BANDAR) THE AESI SCHOOLO ME BACHCHO KO PARHNE BHEJNA KESA?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26205Ek aalim sahab ye kehte hain ki artificial jewellery jaiz hai daleel ye dete hai ki hadees mein aurto ke liye sone chandi ke alaawa dusre dhatu (metals) ki hurmat ka hukm sarahatan nahi aaya hai. Hazrat is baare me kya farmate hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26183aik madrissay me talba chutiyo me ghar jate hai fir wapas dikila lene ke liye 2 din late ho jane par panlty le jati hai or ye keh kr liya jata hai ki ye nasta charge hai esa krna kaisaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25965Aik non-muslim jo beemar hay aur usay Zamzam peenay se marz mein shifa hui, agar wo hum se zamzam sharif maangay tou usay dena chahiye? Agar umeed ho ke iss se uss non-muslim ko Islam ki taraf ragbat hogi tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25954INJECTION KE ZARIYE BHENS YA GAAY KO PREGNENT KARNA JAIZ HE YA NAHI (INJECTION ME MANI HOTI HE BAYL KI YA BACHDE KI).Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25953INJECTION KE ZARIYE BHENS YA GAAY KO PREGNENT KARNA JAIZ HE YA NAHI (INJECTION ME MANI HOTI HE BAYL KI YA BACHDE KI)Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25820اسلام میں فیتا کاٹنے کا کیا حکم ھے؟ اسکی کیا حقیقت ھے؟Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25799aj kal deen e islaam ki taleem chor kr log bacho ko madaris ki bjay school colege may behjty hen kaya school college waly jo taleem dety hen wo hasil krna jaiz he ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25793background zikr vali naat sunna aur sunana kesa hai? hamare shehar me speaker center ke zariye zikr vali naat sunayi jati hai agar zikr vali naat sunna jaiz nahi hai ab jo ispeaker ke zariye zikr vali naat sunate hai un par kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25769kya madrsa ki building me personal school chala sakte hain? or jo esa karte hain unka kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25768عورتوں کو سونے چاندی کے علاوہ دھات کا استعمال جائز نہیں اس پہ کوی قرآن کی آیات یا کوی حدیث ہے یا نہیں اگر نہیں تو اس کا ثبوت کیسے ہےTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25753Phone par baat kartay huay "Hello" kehna haraam hai kya? Loug kehtay hain Hello, Hell se nikla hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25483Jab mein hazrat se bay'at hua tou mein ne aap ke qadam mubarak ko choomna chaha jis par hazrat ne narazgi ka izhaar farmaya. Mein tah-e-dil se muafi ka talabgaar hun. Aur arz ye hay ke kia Hazrat ki narazgi ki wajah zaati na pasandeedgi hay ya hukm-e...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25464Teachers jo apne permanent job ke liye apply karte hai tou school teachers se donation ke naam par kuch paisa mangti hay tou kya ye paisa dena Rishwat me shumar hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25455Naat khwan ya muqarrir ka kisi Jalsay mein Naat Parrhnay ya Taqreer karnay ke liye nazraanay ki amount fix karna kesa? Aur agar aisa koi Aalim ya Mufti karay tou kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25448کیا کوئی آدمی جو کے امام و مفتی ہو دوران ملازمت مدرسے مین بھی نوکری کر رہا ہو اور گورمنٹ کی ملازمت بھی کرتا ہو ایک وقت مین دو نوکریاں جائز ہیں اور اس کے پیچھے نماز جائز ہے جب کس نے کورٹ میں مقدمہ کر دیا تو مدرسے میں اپنی جگہ بیٹے کا نام لکھ دیا تاکہ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25440Jo yeh kahe ke ek mutthi dadhi rakhna sirf Sunnat hai wajib nahin aur kehne wala Sunni Hanafi hai, aise k bare me kya hukm hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25384Mere Pass Ek Anguti Hai Jo Chandi (silver)Ki Hai Aur 4.50 Masha Se Kam HAi Magar Usme Nag Nhi Hai Ashi Anguti Pehanna Mardo Ke Liye Keisa Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25343huzur! kuch aurten apni deeni mahfilon me hath utha kar naara lagati hain, huzur ye durust hai ya nahin? rahnumai farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25331Are we allowed to rub multani mitti or dust from Murshid's city aur dust from any other sacred place on our face?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25315Saal 2014 ki aamad par mubarakbaad dena aur ye dua karna ke ye saal aap ke liye khayr o barkat ka saal ho kesa? Jis shakhs ne mubarakbaad di uski niyyat ye thi k agar Eeswi calendar ki nisbat Hazrat Esa Alayhis Salam se hay tou hum musalman unki muha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25271کیا غیر عالم قانون شریعت پڑه کے مسئلہ معلوم کرسکتا ہے اور کوئی روکے کہ غیر عالم نہیں پڑه سکتا تو روکنے والے نے صحیح کہا یا نہیںTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25254Chand sawala hain (1) Ladkiyan Co-Ed College yani (Girls & Boys College) me padhti hyn to ladkiyon ko gair mehram class ke bacchown ke saamne chehra kholna kaisa ? jabke burqa to pehanti hyn lekin chehra khula rehta hai. (2) Shariyat me gair mehram k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25253AULAAD KAMA KAR JO MAAL APNE MAÑ BAAP KO DETI HAI US KA MALIK KAUN HAITajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25249Kuch log khte hain k agar jhoot kisi ki bhalai k liye bola jaye to wo jhoot nahin. hazrat kia irshad farmatay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25248Zaid ne Naat ka kuch hissa akele me Filmi ganay ki taraz me padha tha aur uske kuch dino baad pata chala k ye Kufr hai. to Zaid par kya hukm hai Jabke Zaid Shadi Shuda hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25241Kiy safar k mahine k aakhri buddh ko safar karne me koi harj hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25237Can we wear Imamah Shareef on a topi that has drawing of Nalayn Shareef made over it?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25231Hazrat Ye Hadith hai ke QATL AL MUZI QABL AL IZAA. Barae meharbani wazahat farmae ke muzi jaanwar kya hai aur kaun se hai jinko marne ka hukm hai. kya ye bhi ALLAH ka zikr karte hain? aur chuhe (rat, mouse) ko marne par neki hai kya? Aur Gaaey (cow) ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25191huzur aaj kal jalson me nizamat karne wale or shayar log apni wah wahi ke liye bar bar hath uthwate hai or is tarah kahte hain "nabi ke naam pr Dono hatho ko uthakr bolo subhanallah" or khte hain " jisne hath nahi uthaya use nabi se mohabbat nhi hai"...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25190hamare saher mein 1 mufti saheb ne fatwa diya he k aurat deeni madarse ka chanda hasil karne k liye baher nikal sakti hay. kya ye fatwa durust he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25186mere bade Bhai mujhe pyar se beta kahte hai aur kahte hai mai muhabbat me beta kahta hun. iss par koi harj tou nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25161as salamu aliakum agar koi ladka zina karta hai jaan kar k ye junah hai phir tauba karta hai to kya iska badla uske ghar mein se kisi aurat ko chukana padega Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18722Aaj kal awam mein aur khaas kar internet par ye bohat aam ho gaya ke aik sunni peer k maannay walay doosray sunni peer ya maroof shakhsiyat jis ka unn k peer se ya unn k peer ka uss se kisi baat par ikhtilaf hay, unn k maannay wala aik doosray k peer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18721Kia Muharram mein naya business shuru kar saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18711IS IT CORRECT TO DOWNLOAD APPLICATION AND SOFTWARE RELATED TO DEEN (ISLAM) IN OUR MOBILE PHONES AND HOW IS IT TO HOLD THE PHONES WITHOUT WUDU?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
18688Khawateen ka apni eye-brows (Bahnwain) banwana kesa jab ke shohar ki ijazat ho ya shohar hukm deta ho tou.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
25754Likoria zada khatoon ki paaki ke baray mein kia hukm hay? Namaz ke liye taharat ka kia hukm hay? Uss se shadi aur sohbat ke baray mein kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHayz, Nijasat
27061Hayz k teen din bad khoon ana band ho jaey to bagair gusul kiye jima kar saktay hy? Agar nahin kar saktay to karnay pr kuch kaffara dena hoga ?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHayz
27092JO LAUG HAJJ AUR UMRA KARNE JATE HAI TO WAHA KI GOVERNMENT KI TARAF SE KUCH BHI KHANE KA DIYA JAYE TO KYA WOH KHA SAKTE HAIN.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Zabeeha, Khanay ka bayan
26566kaal raat mein kaba sharif ka bosa le raha tha darwaza e kaba aur rukn e iraqi ke beech ke hisse ka. to itne mein 1 police wala aya aur mujhe maarne laga aur ghasit'ta huwa hatim ke paas le gaya. kehne laga ye biddaat hai sirf hajre aswad ko bosa de ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Makkah Mukarramah
26237اہل جدہ ایّام تشریق میں عموماً عمرے کا احرام باندھتے ہیں ۔ کیا ایًام تشریق میں اہل میقات کا عمرہ کرنا درست ہے جبکہ علامہ شامی بحر الرائق کے حاشیہ المدنی کے حوالے سے لکھتے ہیں "لان العمرة جائزة فى جميع السنة الا فى خمسة ايّام لافرق بين المكى والافاقى...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
26222(1) KYA HUM DORAAN-E-TAWAF, ZAMZAM SHARIF PEENAY JA SAKTAY HAIN JO MATAAF KE SATH HI HAY AUR WAHEEN SE CONTINUE KAR SAKTAY HAIN. (2) JAB HUM AHRAM BANDTHAI HAI MASJID-E-AYESHA SAI, JAB HUM UMRA MUKAMMAL KARENGAY, HALAQ KE BAAD USI WAQT DOOSARA UMRAH ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah, Ihram
27137kiya koi baap apni beti ke bager khas kar ke beti kuwari ho umra ya haj ke liye ja skta he aksar log ye kehte he ke apni kuwari beti ko chor kar haj umra pe baap nai ja skta uska haj umra kabul nai hota kiya ye sahi baat he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah
25475Abhi Farz Hajj nahin kia tou kia Umrah ko ja saktay hain? Umrah ko gaey tou itni raqam na bachegi ke Farz Hajj kar sakay tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Umrah
26309what is expected of a woman whose husband passed away the day she want to travel for hajj?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj, Iddat
26664The Hajjis who have come back from Hajj have realised they had pelted the shaitan after fajr for all 3 days when for the 2nd and third day they should have done it after Zuhr. is their Hajj Valid? is there pelting Valid? Is damm wajib on them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
26567(1) Hajj e tammatto jo kar raha ho wo Umrah karne ke baad phir Se Ihraam ki halat mai Nafli Tawaaf ki kar le Aur Saee Tawaf e ziyarat ki niyyat se kar le to wo Saee hajj ke baad ki abhi se adaa ho jayegi? (2) Hajj e Qiraan Karne wale ko tawaf e Ziyar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
26525Aik hindu ne ek musalman jis pr Hajj bhi farz nahin tha apnay paison se usay is saal Hajj par bhaijh dia hay. Kia Musalman ka Hajj qubul ho jaye ga? or is maslay mai Az Ru e Sharah kia hukum sadir hoga? ba wazahat jawab enayat farma kar INDALLAH MAJO...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
Showing 801-900 of 9,175 items.