Showing 8,701-8,800 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
25816Hazrat kya masjid mein mortin coil ya good night liuid machine wala lagana kaisa haiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25814Markazi Jama Masjid Latifabad Hyderabad Pakistan Ki New Tamer Ki Gai. Nechay Manzil Par Namaz Hoti Rahi New Tamer K Baad Magar Ub committee ka israar Hay K Oper Namaz Ada Kijaay K Nichli Manzil Veraan Hay Aur Oper Namaz Ada Kia jaey.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25810Agar kisi ne qasadan Bagair Wuzu ke Namaz padhi to aise shakhs per kya hukm hai ? Aur Sirf job ke hadd tak yani daily subah se sham tak Pant aur Shirt pehanne ki ijazat hai ? isliye ke kisi bhi company me job karne ke liye pant shirt pehanna bohat za...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25808mai apne ghar se qarib 100 km door rah kar padaee karta hun. mai waha ek hafta rukta hu or sunday ko ghar wapas aa jata hun. is situation me mujhe waha namaz kasr padni hogi ya mukammal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25782kiya namaz me topi ka pahenna zaruri hai agar mai bina topi k namaz padlu to kiya meri namaz nahi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25779Zaid behra hai. woh begair mic ke namaaz padta hai. lekin takbir ki aawaz kaan ke machine ke zarie jati hai to kya uski namaaz mukammal hai? is surat haal mein kya karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25756mai shia mazhab ki ladki thi aur fir maine sunni mazhab ko samaj kar qabool kiya aur aapse mureed huii aur fir maine 1 sunni ladke se shadi bhi ki jo aapka mureed hai, par ab mere shauhar ki behen mujhe tane marti hai aur bolti hai k maine apne maa b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25744Zaid namaz mein hai. achanak use yaad ata hai ki uske kapde fold hain. kya wo apni namaz continue kare ya rakat tod kar kapde sahi karke dubara rakat bandhe? Ya namaz hi me apne kapdon ko sahih kare. (paint k paynche, shirt ki aasteen wagyrah) Aur Ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25740ATTAHIYAT SE PEHLE AUZUBILLAH, BISMILLAH PADHNA KAISA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25728HUZUR NE PICHLE SESSION MEI FARMAYA K US JAGAH NAUKRI KARNA JAYAZ NAHI JAHAN NAMAZ ADA KARNEKI WAQT NA DETEN HON. AB HINDUSTHAN MEI 90% MUSALMAN GAIR MUSLIM KE PAAS KAAM KARTE HAIN. HUM UNHEH KAAFIR JANTE AUR MANTE HAIN MAGAR UNN KE TIMINGS KE RULES ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25727Suwal: Namaz ke dauran qayede me jab Attahiyaat padhte hain to Kalme ki ungli se jo ishara karte hain, attahiyyaat to padhli lekin ishara karna bhool gaya to kya hukm hai? sajda e sahw karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25726zaid ke valid wahabi mizaj rakhte hai. magar zaid ki valida niyaz wagairah karti hai jispar zaid ke valid ko koi eteraaz bhi nahi hai. ab Zaid khud us mahol me pala bada hua hai ki kisike bhi piche ho namaz padhleta hai. yeh soch kar ke bas mujhe nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25725Huzur mera swaal ye hai ki mere shohar ke mujhse tanaazaat hote rahte hai. Pichle saal maah-e-farwari main humare tanaazat behad badh gaye roz subhu shaam gali galoch aur har tarah ke behooda kalmat ka istamaal hone lage aakhir maine tang aakar kaha ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25719kya wahabi sunni ki masjid me aakar sunni ke sath namaz padh sakta hai aur sunni'o ki namaz uske sath ho jayegi aur agar koi wahabi khat ke zariye bole k me wahabi nahi to kya man liya jaye ke woh wahabi nahi jabki woh jumma ki namaz wahabi'o ki masj...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25706MUNFARID NAMAZI QIRAT ITNI AWAZ MEN KAR RAHA HAI K KHUD SUNEY LEKIN AAS PAS K 2 3 AFRAD TAK BHI US KI AWAZ PUHUNCHTI HAI KIYA IS SOORAT MEN NAMAZ MAKROOH-E-TEHRIMI HO GI AGAR AWAZ KAM KARE GA TO KHUD BHI NAI SUN SAKE GA?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25700Hamare yahan dastoor hai ki kisi buzurg ke naam ki mannat mante hain kaam poora hone per us buzurg ke aastaane per jaker sawaa man (50kg) khana pakaa ker khilaya jaata hai jisme mard o aurton ka majma hota hai Ab sawaal yeh hai ki aisa karna yani us ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25699HAZRAT AIK AALIM SAHAB JO KHUD KO SUNNI BAREILLVE KEHTE HAIN UNHONE APNI KITAB MIEN YEH IBARAAT LIKHI HAIN: "AAJ KAL AHLE SUNNAT WAL JAMAT KO AIK ALAG GIROH AUR BAREILLVE FIRQE KE NAAM SE NAAMZAD KARNE KI KOSHISH KI JAA RAHI HAI AUR HAMEIN BAJAEI MUS...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25696Hinda takriban 10 salo se deemagi tor per beemar hai bahut doctors ko dikhaya magar unhe kuch samajh nahi aya ke hinda ko kya hua hai kyon ki kisi dawa ka hinda per koi asar nahi hota phir aisa laga ke jadoo ya jinnat ki wajah se hinda ki ye halat ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25691Kia sulah-kulli Kufr par hota hai? aur kia Us ke piche Namaz ho sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25688jis imam ne deobandi ki janaza ki namaz parhai ho to kya unke pichhe hamari namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25685Mein zohar ki sunnatein ada karne ke liye khada hua or zabaan se sunnat ki jagah farz ki niyyat kar li or surah fateha padte waqt dhyan aya to is halat me kya kiya jae. namaz puri ada kar li jaye ya niyyat tod kar dobara bandhi jaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25672Zaid ne kaha tumhara imaam tv bhi dekhta hai jalso mein movie bhi banvata hai is par bakar ne kaha Hamare imaam sahab Tv jaiz samaj ke nahi dekhte hai jalso mein movie bhi haram samajh ke banvate hai arz ye hai imaam sahab tv ko Haram samajh ke dekht...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25671Kisi Shaks ke liye Jo Ke Sayyed Saheb hain Imam se Masjid Me imdad ke Elaan ke Liye Kehna kaisa Hai? Kya Imam Masjid me Juma ke waqt Us Shaks Ki Imadad Ke Liye Elaan Kar Sakta Hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25663Bay namazi kis ko kehte hein, jo namaz ki pabandi nahi karta ya bilkul hi namaz nahi padta?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25652hum jahan par rahte hai waha per shafai maslak ke imam imamat karte hai aur koi dosre hanfi imam bhi nahi hai aur hum hanfi maslak se talooq rakhte hai to kya kisi shafai imam ke piche namaaz padhi ja sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25650Kisi shakhs ne koi cheez masjid ko di phir kisi wajah se wo cheez masjid me istemal nahi hui Tou us shakhs ne kaha k maine ye cheez istemal karne ke liye di hai ; rakhne ke liye nahi. Uska esa kahna kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25616Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wa Aalihi wa sallam ko Shaykhain ke "Daamaad" Ya Sahibayn ka "Susar" Kahne Wale par Kiya hukum hai or us ki Imamat men namaz Jaiz Hai? or Ye Do Alfaz Sarkar ki Shaan men kehne men Niyyat k mutabiq Qaa'il par Hukum hoga? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25610mai jahan job krta hun wahan namaz ke liye break nahin milti isi wajah se mujhe namaz ke liye time nahin milta hai. ghr jaate jaate 9 baaj jate hai toh mai kis tarah se namaz ada karun puray din ki.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25607Hazur ek kalaam hai jo bohut dafa maine sunni masjid main suna. Uske pehle sher k alfaz kuch istarha hai hain "Khawab e gaflat main soye hoye mominoo; esh o ishrat badhane se kya faida" aur kuch din pehle maine dekha yeh kalaam ek deobandi mulla bhi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25606Zaid ke Saleh Sahab (brother in law) Ahle Hadees Jamat se hai. Unho ne ek video sab ko bheji, usme yeh btaya gyahe ki Mazallah Huzoor ka Walid aur walida Mohatarram non muslim the. aur dusri video me yeh hai ki, dargahon per jane aur manneh wale sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25582Aam taur par chanda baraye Masjid ke unwan se Juma, Eidain aur muqtalif auqaat mein hote hain, agar us chande se Eid e Miladunnabi sallallahu alaihi wasallam ke par kharch kiya jata hai to logon ka aitraz hai ki yah paisa sirf masjid ke ekhrajat mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25578Zaid luxury class ki sleeper bus ki seat par sirhana lagaye huey baitha ghaflat ki neend sota raha aur usko ek ghantey tak khoob neend aayi. safar karne ke baAd jab bus stop aaya aur uski ankh khuli to usne baghair wuzu kiye huey namaz padhi. Bakar n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25577اگر کوئی بحالت اقتداء قصداً الحمد پڑھے نماز لوٹانا واجب ھے?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
255671. Kiya hukm hai us masjid ke bare main jismein Farz namazon ke alawah har kaam Mic ke istema'al se hota hai, maslan Namaze Taraveeh, Eidain, Dua Salam, Durood Sharif ki mahfilein, Juma ki namaz wagairah. To kiya in umoor mein Mic ka istemal jaiz hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25549koi aisi cheez jiska pehanna na jaiz wa haram ho, ko pahan kar kya namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25546Namaz me agar ALHAMDU SHARIF padna bhool gaye or baad me dhyan aaya to kya sajda sahaw karne se namaaz ada ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25526Zaid ne sawaal kiya k tumhein Sarkar Gause Azam ke piche namaz padne ka mauka mile to kya karoge? Bakr ne jawab diya k ye to hamare liye bahut khush qismati ki baat hogi tou Zaid ne kaha k tum Bareilviyon ka maslak to ye hai k tumhari namaz hanafi im...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25525Aurton (ladies) baalon ka joorrha baandh kar namaz parrh sakti hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25523If imam recites the last ayah of sura e fatah in prayer and someone read the durood paak while imam recites the name of our beloved Prophet SallAllahu Alaihi wa Sallam. Is this permissible?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25522hamray yahan eid melad un nabi sallulaho alaihy wasalam ke moqay par boht barray cake katay jatay hayn. kuch log kehtay hy tum log kiun cake kaat'tay ho ye christians ka tareeqa hay! kia cake kaatna eid milad un nabi alaihy salam ke moqay par jaiz ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25502 Kia sunnat namaz ka tareeqa bhi wahi hay jo farz namaz ka hay? Aur sunnat-e-mu'akkadah aur gayr mu'akadda ka tariqa bhi aik hi hay? agar nahin tou farq irshaad farma dijiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25476Asar ki jamat mein itna waqt baqi nahin ke sunnatain parrhi ja sakain tou kia farz ke baad sunnatein parrh saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25474Imama Sharif aisa baanfha ke kaan na dhanpay aur phir jo namazain ada ki tou kia Imama Sharif ki fazeelat haasil hui? Agar qasdan kaan ke ooper Imama Sharif baandha tou sunnat ada hui?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25462chamrray ki ya janwar ki khaal ki topi ya ruwon wali topi pehanna kesa aur usay pehan kar agar namaz ada ki tou ho jaegiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25446meri bahen ki shaadi huvi hai uska sasuraal hamare gher se 120 km dur hai to meri bahen 2 ya 5 din ke liye gher aati hai. mein puchna chahta hu k kya ladki ka sasural apna zaati watan ho jata hai namaz apne maa k gher qasr padna hai ya puri?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25435Aurat ko black die lagana Kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25427Jo namazain bagair darrhi ke parrhi wo ho gaee ya wajibul i'aada hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25422Ek musalman Sahab Nagina Masjid ke kirayadar Hai. lekin masjid se kirayadari ko lekar court me case lad rahe hain aur ek adalat se case haar bhi chuke hain. Ab in sahab ne court me ek arzi lagaye hai ki masjid ka yeh makaan masjid ka na ho ker Ram-Ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25419This is a Question's e-mail via Markazi Dar-al-ifta Service from : bachpan se koi ladki namaz roze ki paaband he. shaadi hone k baad bhi namaz ki paaband rahi or rozana baad namaze ishaa duroood sharif ka wird karti he. agar us per shaadi ke baad ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25418Mere muhalle k sabhi masjidon k imam kisi ko kafir kahne se mana bhi karte hai or tahir padri ko wali batate hai isi wajah se mai ghar me namaz aada karta hun kya mera ye amal durust hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25416Jo imam salam pherte waqt beech mein "hun" bolta ho jaise ke assalam o alaikum wa rahmatullah, phir waheen se dusra salam, "hun" assalamo alaikum wa rahmatullah. hazrat to kya namaz durust hai? agar nahi hai to isme hum kya kare? aise imam k peeche n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25413I have a friend who wants to become a Muslim, she is very interested in learning about Islam. she is a hindu. I hav told her some basics about namaz, dua, how to perform whuzhu, abt our belvoed Propeht (SallAllahu Alayhi wa Sallam) And I hav given he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25410Koi shakhs sunni masjid ko masjid e zarar kahe to uske liye kya hukm hay? Aur us shakhs ke pichhe namaz padhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25406I want to know about giving Donation or charity to a tablighi jamat for building a mosque or madrissa? What should we do when they come home and ask for donation?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
254052 rakat wali namaz mein agar teesri rakat ke liye khade ho gaye phir yaad aaya ki 2 rakat hi padhni thi to ab kya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25396Tableeghi Jamat ke baray mein kuch tafseel irshad farmaen. baaz Sunni hazrat sirf Islam ki tarweej ki khatir unn ke aqaid janay bagair unn ka sath detay hain tou unn sunni hazraat ke baray mein kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25395When I read namaz sometimes I forget how many times I have stood up. when I read the 4 rakats what can I do about that?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25393Majboori mien bagair darrhi ke Imamat kar saktay hain jab mein ke muqtadiyon mien koi darrhi wala shakhs na ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25392aik firqa jo ke Britain aur South Africa me abadi rakhtey hain, woh farmatey hain ke niqab Hinduon ki ejad hai, aur kehtey hain ke Hitler muwahid tha, aur Imam e Husayn radhiallahu taala anhu ki tauheen karke kehtey hain ke woh Nabi e Pak alayhi sala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25388Agar PANT aur SHIRT Pehanna Haram hai to phir har company me job karne ke liye ye bohat zaroori hai ke PANT aur SHIRT pehne, warna koi bhi company me allow nahi kiya jata to aisi sakht majboori ke tehat kya kare ? Kyun ke bagair Shirt Pant ke kahin b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25386Ye jo kaha jata hay Ghussa haram hay tou ye waqa'ee "Haram" ke hukm mein hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25374HAZRAT AAJ KAL JO SWEATER AATE HAAIN UN MEIN NEECHE KA HISSA AISA HOTA HAI JO FOLD KARNE KE LIYE BANA HOTA hai aur jo cap aate hain wo bhi neeche se fold karne ke liye hote hain taake fold karne per us cap ke neeche ka design ooper aa jaaye tou namaz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25369namaz e Witr me teesri rak'at per haath kiyon uthate hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25363Hazat kya kurte ya shirt ke under Jo sando baniyaan pehni jati hai wo akser pajame ke under kar lete hain to kya sando baniyaan in kar ke Namaz ho jayegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25323Agar meri namaaz qaza hogayi or mujhe qaza namaaz ada karna hai or jahan mein rehta hu wahan qareeb koi ahle Sunnat wal Jama'at ki masjid nahin hai tou kya maiein us masjid me jaa kar apni qaza namaaz adaa kar sakta hun.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25319Pant aur Shirt pehan kar namaz padhne se, kya namaaz Makruh e Tehreemi Waajib ul Iaada hojayegi? Pant Shirt pehan kar jo namazain ada keen. kia ab wo wajibul I'aada hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25311کیا فرماتے ہیں علمائے کرام و مفتیان شرع متین اس مسئلہ میں کہ اشارہ بالسبابہ بحالت تشہد سنت ہے یا حرام؟ زید کا قول ہے کہ فقہ حنفی کی معتمد کتابوں میں اسکو سنت کہا گیا ہے اور یہی مذہب حنفی ہے جیسا کہ حضور اعلیٰ حضرت نے فتاویٰ رضویہ میں تحریر فرمایا ہے ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25309agar koi shakhs ahle sunnat wa jamat ki masjid me aasteen ya payncha fold kar ke namaz padhe aur mana karne par bhi na mane to kya usko masjid se nikala ja sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25298Kia har raka'at mien Surah Fatiha se pehlay Bismillah Sharif parrhna chahiye? Agar na parrhi aur Sajda Sahw bhi na kia tou namaz ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25293ایک مفتی صاحب نے جو اعلی حضرت کی عبارت سے اس کے مفہوم مخالف سے جو استدلال کیا ہے کہ چونکہ اب انگریز یا کسی بهی بڑے سے بڑے شخص کے کهانے وغیرہ کے لئے گاڑی نہیں روکی جاتی اس لئے اب یہ من جہت العباد نہیں ہے اس کی وضاحت اور حکم درکار ہے۔ جزاک اللہ خیرا...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25259chataee(mat) ko bich se fold kar ke uspr namaz ada ki ja sakti hay? Aur Sardiyon me wollen sweater pehna jata hay. log aksar use niche se fold kar lete hain. is tarah fold kar ke namaz ho jaegi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25228kya kaprray ka parda namaz me sutra ho sakta hai? Agar haan tou uss ki lambai, motaee aur chorrai kitni honi chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25193mujhe election duty mein jana hay lekin muje yeh pata nahin ki kitna door jana hay 92.5 km se zyada ya kam ghar se 25 km Jane k baad kuch ganto baad pata chalega ki kitna door jana hay. kya mujhe kasr namaz padhni hogi ya poori?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25171namaz me har surat se pehle bismillah padhna chahiye ya nahiTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18729MAIN OFFICE MEIN JIS MUSALLE PAR NAMAZ PADH TA HOON US MUSALLE PAR ( X ) MARK HAIN YANI JO ISAYYON KA MARK HOTA HAI KYA MAIN AISE MUSALLE PAR KOI KAPDA YA KOI SAAF PLAIN PAPER DHAPKAR JAHA PAR WO MARK HAI KAY MAIN NAMAZ AADA KAR SAKHTA HOON AUR ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18719Jo aurten parde ki pabandi karti hain,jab unhe train ka safar kaee ghanton ya dino ka karna padta hai to wo apni bearth par koi chadar wagaira latka kar parda dal leti hain.Iss dauran agar un par namaz ka waqt aajaye to namaz kaise padhen jub k qibl...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18152Eidayn ki Namaz k liye Khawateen ka Masjid mein ja kar Jama'at se Namaz ada karna kesa? Kuch loug Sahih Bukhari wa Sahih Muslim se Ahadees pesh krtay hian jiska mafhoom hay Sarkar ne Larrkiyon aur Auraton ko Eid ki Namaz k liye Masjidon mein aanay ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
18149jo zaed baal bagal aur zaere naaf hote hain unko na katne par kya namazein nahi hongi aur iska kya kuch duration hain ya lambae par depend hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
25889Ek maolana ki takrir ho rahi thi usme wo kisi ke naam ka bakrah zibah or aqiqa ko haram bata raha tha. or usne kisi ke inteqal ke baad fatiha khwani (fatiha,10 wa,40 wa) in sab chizo ko shirk bataya? hazrat meri islah farmaye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Aqeeqah, Zabeeha
27084ARZ YE HEI KI SHARAI MAJBOORI KI BINA PER AGER FERDAN NAMAZ PADHNA HO TO KYA MASJID KI AZAN YA NAMAZ POORI HONEI K BAAD PADHNA HOGI YA PHIR NAMAZ KA WAQT SHURU HONEI K BAAD APNI NAMAZ BAGAIR AZAAN KA INTEZAR KIYE HUWE ADA KER SAKTEI HEIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26968Agar fateha dene ke dauran azan ho jaye to kya karna chahiye? fateha continue rakhe ya ruk jaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26896Kya mobile par recording mein aayat e sajda sunne par sajda wajib nahi hota hai.? Yaa masjid mein agar koi mike par aayat e sajda ki tilawat karey. Isi tarah kya mobile par ya radio par recording yaa live azaan suney toh uska jawab dena waajib nahi h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26747How many people are required two perform fard salah with jamaat? Can 2 persons perform fard salah with jamaat? If yes, How? Is it required to pronounce azan & iqamat if only 2 person are present for the jamaat? Which of the two can become imam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26677NAMAZE JUMMA ME KHUTBE KA WAQT HO GAYA IMAM MIMBER PAR TASREEF LE AAYE OR MOUZIN NE AZAN E SANl DE DI, TAB LOGO NE KAHA KI HAME SUNNAT PADNE KA MUOKA DIYA JAYE TAB AK SHAKHS NE KAHA KI AAP SUNNAT PAD LO TO IMAM MIMBER SE UTAR GAYE PHIR USKE BAAD IMAM...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26674How many times in a rakat of salah we have to recite Bismillah Sharif. Is it mandatory to recite it before reciting new surah (aayat) , attayhaat and darood shareef etc.?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26638kya farmatey hain ulama e deen is masla me ke ba'az log jo khud sahaba e kiram ke shan me gustakhi kartey hain yeh kehtey hain ke (ma'az Allah) sahaba ke gustakhi kufr nahin hai aur woh in ibarat ka hawala detey hain: يسب الصحابة فإنه مبتدع لا كافر ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26621Hazrat Meri wife ku Shadi ma kisi na Bad Mazhaboun ka Quran ka nuska dia hay. ma ne apni wife ku pharne sa bilkul mana kr dia ha. ab is Quran k nuske ka kya karon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26598(1) taqreer ke dauran kisi aalim ka baar baar huzoor sallahu alaihi wasalam ko aap alaihissalam kahna kaisa hai? (2) teen manzile ki masjid me imam pahli manzil se namaz padhate hai aur muqtadi neeche bhi namaz padhte hai aesa karna kaisa hai aur mim...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26421I have heard that azaan at a qabr should be given when people have moved 40steps away. my question is should the person giving azaan stand at the qabr and give azaan or should he go 40 steps away and then give azaan?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26401kya budmazhab ki azan ki awaz par iftar kar sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26283kiya is tarah ka ijara ramazan me Hafiz sahab se durust hai ke masjid kameti kahe ham ap ko baad namaz e isha 2 ghante ka 30000 hazar me ajeer karte hai kaam ye ho ga trawih pdana ya Quran sunna ya taqrir karna wagaira.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26167iftar aur magrib ki azan or jamat ke bich me kitna time hota hai (iftar ke kitne time ke baad azan honi chahi ye)kaya iftar ke 6minit baad jayez hai, or jamat 10minit baadTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26148Zarori Arz yeh hai ke Azan wa Aqamat se pahle Darood Shrif Parhna Kaisa hai. Jaha tak meri jankari hai. Azan ke baad Darood Sharif aur Dua-e-Azan parna Chahye. Aur Aqamat ke dauran Muqtadi ko kya Sath Sath Khara Hona Chahye Ya Hayya Alas Salah ka Int...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26135In my Sunni Mosque Sunni Imam tells It is allowed only for a Muazzan (and not for any one), after giving second azaan in Friday Prayers to go to 1st Row by going through the shoulders (Chalaang kar) of Muqtadi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26121mein jaha rehta hu masjid waha se 4km dur azaan ki awaz nahi aati hai. tu shariat ka kya hukum hai ? kya azaan dekar naamaz ada ki jaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26099Jaisa Ke Suraj Gurub Hone par Iftaar Ka Hukm hai. Magar hamare yaha usske 4 - 5 Min. Ke baad Azaan Hoti hai Tabh Log Iftaar Karte hai Jab Iftaar Karna chahiye tab hum khamosh bethhte hain Aur Jab Khamoshi Se Azaan Sunne Ka hukm hai tab hum Iftaar Kar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26090mahar ki miqdar 10 dirham hay tu 10 dirham ka wazan kitne gram hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25938ham jis masjid ma namaz ko jata ha usma azan masjid ka andar hoti hai tou wahan namaz ba jama'at ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25847jummah ke din koi sunnat padh raha hai aur azaan e saani shuru hojaaye. toh uss shakhs ke liye kya hukm hoga? namaz ko wahi saakit kiya jaaye yaa mukammal padhi jaaye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
25837Yahan par kuch logo ka manna hai k jo shaks ramzan k akhri ashre main a'aitkaf main bethta hai uss shaks ki awaz bhi masjid shareif se bahir nahi aani chahiaye. yani na wo Azaan de sakta hai na kuch aur kr sakta hai jisse k awaz bahir aaye. Hazur saw...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
Showing 8,701-8,800 of 9,175 items.