Showing 7,701-7,800 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
19453I want to Ask that, the usage of dettol , perfumes and other alcholic items is now common in our society now how can we look out from usage of these things? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19452Wahhabi kisay kehtay hain? Kia ye AhleSunnat wa Jama'at nahin hotay kiyun jo khud ko wahabi kehtay hain wo Sunni honay ka dawa kertay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19451agar kuch muslamaan mil kar ek zakaat fund banana chahein jismein apna apna zakaat ka paisa loag jama karein to kya ye jayez hai ya nahin aur kya phir is zakat fund ka paisa gharib muslaman bacchon ki duniyawi taleem key liye kharch kiya ja sakta hai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19450Kuch loug apnay chotay bachon ko "My Little Angel" kehtay hain. Kia aisa kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19449Larrki ka naam ZuHaal (زوحال) rakhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19448me pharmacist hu & muje ku6 masail malum kar ne he. Medicine me ek type hota he capsule, Jo janwar ki charbi ya chamdi(Gelatin) me se banai jati he. (Jyadatar suwar ki chamdi) Use khol kar kha nahi sakte kyuki uski asar hame jese ki pet me nahi chahi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19447College Admission, passport wagira zaruriat kay liye tasweer ka kia hokum hoga awr ismay help karnay wala ka hokum farq hoga ussay jo shokia hi yeh kaam kartay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19446Is keeping beard Fard, Wajib aur Sunnah Mu'akkada? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19445sahaab e karam rawana kiye, ke ab ni'am zamana piye jo rakhte the hum wo chak siye, ye satr e badan tumhare liye is sher ki sharah farma dain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19444kisi shakhs ne qarz-e-hasanah maanga aur hum ne usay denay ki niyyat ki ya baad mein bulaya ke baad mein dengay magar phir uski kuch harkaton ki wajah se denay ka irada moqoof kar dia tou kia usay aas dilanay ka gunah hoga? Ya wo qarz-e-hasanah dena ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19443India, Pakistan mein Shohar ko Biwi ka Mijazi Khuda kaha jata hay. Kia aisa kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19442Allah paak k liye ye jumla istemaal karna kaisa hai k "Allah ki maslihat hai is kaam mein" Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19441Do we have to read the 4 sunnah of Asar namaz if we have enough time before Jama'at or after Jama'at? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19440zaid k waresin me 1 beta bakar aur do betiyan salma or zubeda hain. Salma or zubeda deobandi k pass uthte bethte or shadi bia or mayyat me aate jate salma ne apne bete ki shadi deobandi se ki he in tamami waje se bakar apni behno se qatae taluq kar c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19439My parents want me to get engaged with a girl and also to perfrom Nikaah which is usually (SAGAI/Nikkah). After performing Nikkah with her, she will be my wife isalmically. But my parents want to perfom marraige (walima) after one year. Till one yea...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19438Huzoor My brother Mohammed Talha is your Mureed, he got a job in Riyad Saudi, he will leave mumbai on 6th June, sawal ye hai ke unhe jana chahiye ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19437Agar kisi shakhs kee tankhwa 10,000 rupay hou aur Waalida kahain kai mairai haath mai aa kar paisai dou ... Aisi soorat mai shohar beewi ko unn paisoun mein se apni walida se chupa kr kch de sakta hayTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19436Dar e Nabi Par Parra Rahounga Parrai Hee Rehnai Sai Kaam Houga... Aur Apni Bighri Hoi Har Baat Banaa Loun tou Chaloun.... Naat mein ye Ash'aar parrhna durust hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19435Can we have Islamic frames inside a married couple's room? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19434Rozay mein Ijection lagwanay ka kia hukm hay? Agar iss se roza jata rehta hay tou kia laganay wala bhi gunahgar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19433Kya kaafir Ya MUSALMAAN Haakim Say Baghawat Ker K Aelaan-E-JIHAAD Kia Jaa Sakta Hay ? Jab K Haakim Dar-Ul-ISLAM Ka Ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19432Agar Beach Sarak Per Ya Kissi K Ghar Per Chouri Ho Daaka Dalay , Tou A C Soorat Mayn Awaam Ka Unn Logon Ko Bachana Aur Unn K Difa K Leye Luteroun Ko Qatl Ker Dayna Ya Jalana K Sa ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19431Agar Pakistan Mayn Koi touheen-E-RISALAT Kerta Hay Tou Pakistani Awaam Ko Kya Kerna Chaheye ? Aur Agar Yehi Jurm Koi Hind Ya England Mayn Keray Tou wahan ki awam ya musalmano Ko Kya Kerna Chaheye ? Aur Kyun K Yeh Muaamlah Ijtimay'ee Hay Tou aisi Soor...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19430RASUL-E-PAAK (SALLALLAHO ALAIHAI WASALLAM) ki shariyat ka ilm aur unse ishq, Sahaba-E-Kiram,Tabain,Tabe-Tabain aur Auliyah Allah ko hamse zyada tha,phrr bhi unme se kisi ne naa julus nikale naa eid manayi phr loug kis bina par ye kaam kartay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19429Kya ISLAM Mayn 'Time Value Of Money (Paysay Key Quwwat-E-Khareed)' Key SHAR'EE Haisiyat Kya Hay ? Kya Yeh Moa'ssar Hay Layn Dayn Mayn ? Ya Nahin ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19428Kya Machli Paalna SUNNAT Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19427Jo Shakhs WUZU K Ba'ad SURA'AH QADR Perhay Uss K 40 Saal K Gunnah Muaaf Hotay Hayn .Aisi koi HADEES Ho Tou Hawalah IRSHAAD FARMA Dayn. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19426JUMU'AH K Din Key 1 NAIKI 70 NAIKIYON K Barabar Hay , Aur 1 Gunnah 70 Gunnahoun K . Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19425Shampoo mai agar Alchohol hou tou ussai istaimaal karna kaisa hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19424Mairay bhanjay ka naam abdul wahhab hay jub k aaj kal budMazhab Abdul Wahhab se murab apnay aqeeday wala samjhtay hain! kia iss soorat mein naam badal dena behtar hay. Agar haan tou Hazrat koi naam tajweez farma dein! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19423Yahan [America} mein Khawateen nai communities banaaee hoi hain; jo BudMazhab hain. Kya ham unn kai saath raabita kar kai unn ko iss baat ka ihssas dila'ain kai woh loug ghalat hain ya jaisai iss waqt ham nai unn sai bilkul ta'aluq nahi rakha howa wa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19422ISLAM Mayn Kitni Aqsaam K Ahkaam Hayn ? Ya'ani Kya Sirf EBAADAAT O Muaamlaat Hayn ? Ya Inn K Elawah Bhi Kuch Hayn ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19421imkaan-e-kizb ka aqeedah gumraahi hay ? ya kufr ? agar koi SUNNI issay kufr aur iss k qaay'eel ko kaafir kahay tou uss SUNNI k baaray mayn kya hukm hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19420HAZRAT ABU MUSA RADI ALLAHU ANHU say HUZOOR ALEYHIS SALAM nay FARMAYA jiss ka mafhoom hay ' tumhayn aal-e-dawud key khush ilhaani ata farmayee gayee ' jab k ARABI mayn jo lafz likha hay woh ' mazameer ' hay aur mazameer tou ' moseeqi k aalaat ' hotay...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19419Kyon Raza Aaj Gali Sooni Hai, Uth Mere Dhoom Machane Waale Iss Shair ki Sharah farma dijiye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19418Can one attend Mehfil at the home of someone who works in a Bank in Saudi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19417ILM haasil karo chahay cheen jana parray - kia Cheen se Murad China hay ya koi aur Mulk aur ye k Sarkar ne Cheen ka Zikr Musafat k Aetibar se farmaya? Aur Sarkar ko Cheen ka Ilm hona Ilm-e-Gayb par Deleel hay? Aur kia iss Hadees se Dunwayi Taleem k l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19416Are all ahadith in Bukhari Shareef regarded as Sahih and are all considered Ahadith that can be followed? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19415Ae Raza ye Ahmed-e-Noori ka Faiz-e-Noor hay! Aik Sunni Aalim Sb ne apni kitab mein likha k puranay nuskhon mein Ahmed-e-Noori nahin Ahmad-o-Noori likha hay? Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19414Zaid aur Bakr Tajir hain Zaid k pass achi khasi raqam hain aur Bakr ko kuch rupee ki zaroorat huyi tho usne zaid se madad talab ki uss paar zaid keheta hain k mai rupee tho dunga lekin meri condtion hain k aap in rupee se jo khareedo ge ussme se aap ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19413Mic mai Namaaz qaaim na hounai kee kuch Wajoohaat inayat farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19412Bachoun ko un kai ghair muslim class fellow nai apni Saalgirah mai dawat dee ; hamaarai inkaar kar dainai par unhoun nai yai jawab dya kai ghair muslim kee saalgirah mai jaana jaaiz nahi hai tou kya ghair muslim kai saath school mai parhna jaaiz hai ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19411Khawateen ya bachioun ka colorful lenses pehan'naa Pardai mai kaisa hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19410Mein nai QTV pr aik Mufti Sahib sai suna tha kai agar Asar ka waqt itna nikal chuka hou kai Maghrib mai 25 min baaqi houn tou phir Namaz e Asar adaa nahi karaingai; kai woh Makrooh waqt houta hai. Kya yai durust hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19409Ghair Muslim kai Restaurants mai jo glass houtai hain ; unhain woh dhou kar phir istaimaal mai laatai hain. Unn mai peena kaisa hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19408Bachioun ko kis umar mai parda karna chahiye ya walidain kis umar mein parda karwana shuru karain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19407Aik waqf ila al-Masjid Jaidad se 20 laakh rupay hasil huay hain. Abhi unn paison ki koi khaas zaroorat masjid k liye nahin hay. Jaida se honay wali aamdani se filhaal masjid k doosray ikhrajat pooray ho rahay hain tou kia unn paison ko khareed o faro...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19406Zaid ne Bakr ko mazaaq me kai martaba BHAGWAN keh diya to arz hai k Zaid per kya Hukm hai ? Aur unlog par kya hukm hai Jo zaid ke us mazaaq per hansen (muskura kar) chup rahe. Meharbani farma kar Zaid aur Sath me usko sunne walon per kya hukm hai irs...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19405zaed musafir tha tanha farz namaz qasr karke padhraha tha bhule se do rakaat k baad qaeda me tashahhud padhke uth gaya 3 ri rakaat k qiyaam k liye liken fauran yaad aaya to wapas qaede k taraf palta aur sajdae sahu karke namaaz mukammal ki. kya is se...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19404If a person is praying qaza of witr namaz during zohar time and someone else walks into the room that person does not do additional takbeer in 3rd rakaat because he is afraid the person will know he is praying qaza what should he do?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19403Shara Sharif Dhol baja wagera Haram hay ya Na Jaiz. Aur Haram wa Najaiz mein farq bhi taleem farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19402kaha jata hay k Ulama-e-Haramain ne jub Hussam ul Haramain mein jab apnay fataway aur tasdeeqat sadir farmaeen tou uss k kuch arsa baad unn par asliyat munkashif hui aur phr unhoun ne apnay unn fatawa jaat aur tasdeeqat se ruju kar liya. Kia iss mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19401I live in UK and work for government hospital. when i am not feeling well i don't go to work but they still pay me money. is that money halal or haraam?? what should i do with that money? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19400huzur tajjushariya har bimari ke liye aayate shifa irshad farmate hai huzur se arz hai apni zaban e mubark se ek bar aayat e shifa padh kar suna dein taaki wo hamare liye zindagi bhar kam aaye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19399baaz martaba awrat dusray bachay sy pehlay waqt chahti hain ky pehlay bachay ki dekhal bal awr parwarish kar sakain. Aisi soorat mein kia karna chahiye? Aur waqfay k liye Shara Sharif mein koi tariq taleem farmaya gaya hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19398hazrat hmaray yahan mehfil may video nahi bnai jati. sawal yeh hy ky jo sunni naat khwan ya muqarir video utarwaate hain unhe hamare jalson mein bulana jaiz hai ya nahi huzoor rehnumayi farmaayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19397huzoor ne pichle session mein farmaaya k jinko masla maloom hain wo chand k hisaab se arafaat pahunchein. huzoor arz ye hai k kya is masle ki maaloomaat logon ko dee jaaye? jabke aam taur pe akhbaaron mein iski behes chap chuki yahan tak k london se ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19396masjid agar pehle manzile par hai aur jamaat neeche road par bhi pahunchti hai darmiyaan mein zeena ya ek manizile ki seedhi hai to kya neeche walon ki namaz durust hai huzoor rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19395masjid mein agar jagah kam ho to uske baazu ki immarat mein jamaat ka ehtamaam kiya jaaye magar dono ke darmiyan bail gaadi guzarne se zyada faasla ho to kya us imaarat mein ba jamaat namaz padhne walon ki namaz durust ho jayegi ya isi tarah agar mas...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19394maa ya baap kisi ek bacche ko apne maal se apni hayaat mein ek bada hissa de dein to kya jaiz hai ya doosre bacchon aur warsa ki haq talfi hai.? huzoor rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19393mera 1 dost hindu he or ham dono partner hain toh ham dono ko saath me hi rehna padhta hay par vo dargah par niyaz karta he or ba zaahir islam se use bahot piyar hay. Aisi soorat mein mere liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19392What age was at the time our prophet SallAllahu Alaihi wa Sallam left this world? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19391kya is surat mein bank ya gair muslim se karz lena jayaz hai jab ki karz dene wale se ziada faida karz lene wale ko ho maslan loan lekar plot (jamin) kharidna ki jitna faida karz dene wale ko hoga isse zayada zamin ki kimat badh jayegi is tarah lene ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19390barabar wala shakhs wazu karte hue ya namaz me galti karta he toh use tokna chaeye ya khamosh rehna chaeye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19389In our shajra shareef booklet we are told about ذكر نفي واثبات and ذكر جهر can hadrat saab give us a short explanation on what they are? their tariqa? and difference between these two. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19388farz namaz ki niyat agar koi urdu mi yu kare ki mein aaj ki fajar ki do rakat farz namaz padhta hu vaste allah tala ke to kya ye niyat durust hogi? istarha agar sunnat ki niyat yu kare ki. ajki fajar ki do rakat sunnat namaz padhta hu vaste allah aur...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19387mubahile ki tarif aur tariqa irshaad farma dijiye aur ye bhi bata dijiye ki ye kab aur kinse kiya jata hey? kiya masa'il-e-aetiqadiya k ilawa masail mein mubahile ka challange kiya ja sakta he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19386kya agent banna durust hai for eg. kisi ko ghar dilana aur uske badle makaan malik aur ghar lene wale dono se paise lena (jisay umuman dalali kehtay hain)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19385masjid kay roof (ooper ki chatt) mein chand, sitaray, suraj banaye gaye hain, aur yeh cartoon ki tarah maloom ho raha hai. aise masjid mein namaz padhna kaisa hai, aur agar namaz na ho toh phir kya karein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19384masjid k mehraab k aage aisa phool ka marbal laga hai jisme lmaam aur muqtadion ka aqs nazar aata hai. to namaz ka kia hokum hoga awr kya yeh marbal hata deni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19383khaanay ki koi ashiya agar zaiqay ky mutabik na ho jissay k muh ka maza tabdil ho jaae ya tabiyat may baychaini aajaey, wagyrah aisi ashiya ko bhi khana zaruri hoga ya zaaya kar saktay hayn? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19382Mein ne 2 Sahihul Aqeeda Sunni Peeran-e-Izaam se bay'at ki hay tou mein kiska mureed hun. Jin se pehle bay'at ki ya jin se baad mein ki? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19381fathiha me kon kon si surah parna chahiye aur fathiha dilane ka tareeqa bhi taleem farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19380agar kisi ko skin disease ho aur agar doctar koi ointment ya lotion de jis mein ethanol yani alcohol ho to kya isey laga saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19379hazrat aap nay mazarat par hazri kay aadab irshad farmaey kay door kharray rahain awr bosa na lain, laikin phir bhi agr koi bosa laita hy to uss par shar'an kuch hukm hoga aur agar hamari mojudgi may aisa koi karay awr ham mana na karain to ham bhi g...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19378Aik aur fitna jo aaj kal bohat zor pakarr raha hay wo ye k Bad-Mazhab jagah jagah Awliya-e-Kiraam k Mazaarat ko Shirk wa Bid'at ka tikhana bata kar Shaheed kar detay hain. Kuch arsa pehlay Sahabi-e-Rasool Sayyidua Zuhayr bin Qays Radi Allahu Anhu k M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
193772 Zi Qa'da Sadrush Shariah ka URS Sharif hay. Unki Seerat-e-Mubarika per kuch irshad farmaiye. JazakALLAH Khayr Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19376Aaj kal aik fitna aik film ki soorat mein bohat zor pakartta ja raha hay k jis mein Islam aur Muslimeen aur khusoosan Sarkar Alaihis Salat wa as-Salam ki khuli gustakhi ki jasarat ki gaee hay jisay bayan karnay se bhi dil laraz jata hay (Ma'azAllah) ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19375Yeh mashoor hai kay taraweeh ki jama'at Saiyyadina Umar Radi Allahu Ta'ala Anhu kay hukum se raij hui aur woh 20 rakaton par mushtamil thi. kya zamana-e-nabawi mein Sarkar Sallallahu Alaihi wa Sallam bhi 20 raka'at taraweeh ada farmaya kartay thay ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19374is online currency trading halal or haram ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19373is trading in stocks in BSE and NSE online is halal or haram ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19372Taraweeh ki 20th rakaat mein agar tilawat kay doran koi ayat choot jaye or salam phernay kay baad pata chale k ayat reh gai hai to wo namaz hui ya nahi? agar ho gai to us ayat ka i'ada kab karein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19371Rozay mein honton par jab wo khush ho jaein or hont phatnay lagein to honton par Chap stick yani petrolium jelly laga saktay hain ya nahi jab kay us mei flavours bhi hote hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19370Awaam mein ye adat dekhi gai hai kay wo har kisi ko Aray Bhaiyya, oh bhai, ya sirf bhai keh kar baat kartay hain, ye kalam agar miyan biwi kay darmian ho jis mein niyat bhai kehne ki na ho balkay ye takiya kalam ki waja se ho to nikah mein kuch asar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19369Musallah, jis par kaaba sharif ya gunbad-e-khazra sharif ya kisi bhi masjid ya mazar ka gumbad bana ho us par namaz ada kar sakte hain? or agar koi dusra musallah available na ho to kya hukum hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19368Kia wuzu ke doraan baatien karnay se 100 saal ki ibadat khatam ho jati hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19367if someone is talking whilst making Wuzu, what is the ruling of Shariah upon that person and will the Wuzu be valid or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19366zaid ka kehna hai k waalid agar apni hayat mein apni kul milk ka hisaab kar ke jitna beti ka hissa hota hai us se wo beti ka nikaah kar de, to walid ki wafaat ke baad ab beti ka wirasat mei koi hissa hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19365huzoor! Kya chaachi aur mumani se parda hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19364Shrabkhane main baith kar khana khana ya wahan ka pani peena kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19363shaitani amraz se bachne ke liye kaun sa amal karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19362Middle east mein ko companies gosht farokht karti hain wahan zabeeha karnay walay musalman hain magar supply karnay wala driver aksar kafir hotay hain. Uss soorat mein kia karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19361Agar zabeeha khanay ke maalik ki bad mazhabhi had-e-kufr tak pohnchi ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19360Zabeeha khanay ka malik badmazhab hay ayur uski badmazhabi had e kufr tak nahin pohnchi. Uss k neechay kaam karnay wala aam musalman hain. Ab uss shakhs se zabeeha khareeb kar khana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19359jo admi finance,BC,intrest ka business kare muslim ke sath us ke ghar ki niyaz khana kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
1935831 july ko meine ye sawal kia tha kay mere ghar me dada k zamane se har jumeraat ko ghar k ek kone me chhota sa kamra (kothri) me chiraagh jalta hai. mere ghar wale is baat ko achchha samajhte hain aur kehte hai ke kisi achchhe buzurg ka saya hai. ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19357yahan UK main ik murtad jis nay ma`azAllah Islam chor kar Christianity qabool kiya. Woh bazaar main kharay ho kar Christianity ki taraf logon ko bulata aur Islam and Aqa sallallahu alayhi wa salam ki gustakhi ki baatain karta hai. us ko qatal karnay ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19356Surah Fatah ki Aayat number 10: Iss Ayat k mutaliq aik Aalim-e-Deen farmatay hain k 'yahan "ALAIHULLAHA" Nahw k Qaiday k mutabiq nahin. Nahw k Qaiday k Mutabiq yahan "ALAIHILLAHA" Haa par Kasra (Zayr) k sath hona chahiye tha magar Quran Sharif Nahw k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19355Meri shadi ko 4 mahinay huay hain. Shadi kay waqt mei ne kuch gold khareeda tha aur meri biwi ko us kay walidain ne bhi kuch gold dia tha, ab mei ramzan mei zakat nikalna chahta hon, to kya mujhay us gold par zakat nikalni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
19354Aurton ko Jamat k sath namaz padhna kaisa jab k Imam aurat hi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 7,701-7,800 of 9,175 items.