Showing 601-700 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26558مجهے ایک مسئلہ میں خلجان ہے جو آپ کی جانب سے گوش گزار ہوا مالاوی کے باشندے کی شہادت روئیت ہلال سے آپ نے انڈیا والوں پر قضاء صوم کا حکم عائد کیا ملاوی کے شخص کا ملاوی ہی میں چاند دیکهنا انڈیا والوں کے لئے حجت ہے کیا؟ جب کہ علامہ شامی نے در مختار میں ا...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26557is use of condom (it is commonly used during sexual intercourse to reduce the probability of pregnancy - birth control) allowed according to islamic laws?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26556Jis kisi k zimme qaza e umri namaz hai to kya woh gair mu'akkadah or nafil parhega ya uski jagah qaza e umri parhega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26555Kiraey ki jagah le kar Masjid ki tameer ka kia hukm hay? masjid ban janay ke baad, namaz qaim ho janay ke baad kiraya na denay par maalik ko ikhtiyar hay ke masjid khali karwaey ya shaheedk arwa kar ghar ya dukan wagera ki tameer karwa sakay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
26554hamare gaaon me ek ghair muqallid ne nabi e kareem sallalahu alaihi wa sallam ki shaan me gustakhi Ki. jab sunni hazraat ne tasdeeq ke baad us ke khilaaf aawaz uthai aur us gustakh ki maar peet ki tou saara gaon sunniyon se dushmani kar raha hai aur ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26553Aik Mufti sahab ne kaha ke wahabi gustakh agar namaz ke Saff me aajaye toh namaz kisi halat me nahi hoti daleel unhone hadees sharif aur Alahazrat ke fatwa aur Radd ul mukhtar ka hawala diya Hadees sharif hai ke huzoor Sallallahu Alaihevasallam ne fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26552Shohar Aalim hay aur apni biwi ko fahash gaaliya deta hay? Ghussay mein ye bhi kehta he jaa mere ghar se nikal jaa. Kis iss se Nikah par kuch hukm hoga? Shohar ke liye dua wa naseehat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26551I would like to know if isha namaz is valid if we pray after midnight? If not, what is the last time to pray isha namaz?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26550Agar koi naat khwan daurane mehfil ayesa kahe K "ab jo sehr mai pesh kar raha hu dekhta hu us pe kon kitna nazrana deta hai" huzur ye kehna kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26549apka koi mureed jo politics me ho aur wo majboor hoke kisi gair e muslim ke function me shirkat kare toh uspe shariyat ka kya hukum hay? jaise ganpati, durga wagera.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26548agar aurat shriyat par amal ache se karti h par sirf apnay shohar aur khawateen ki majlis mein fashion bhi karti hay to kya gunahgar hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26547Raat sotay mein inzal hua (mani kharij hui) aur jism par madda lag gaya, ye yaad nahin ke ahtilam hua ya shahwat hui tou kia sirf jism ke uss hissay ko paani se saaf kar lena kaafi hoga ya ghusl wajib ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersGhusl
26546How does one as a sunni deal with his/her sulah kulli family?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26545Agar koi apni shakhs apni biwi ko haalat-e-hamal mein ya Haalat-e-Hayz mien 3 talaqain de tou kia talaq usi waqt waqay' ho jaegi ya hayz/hamal khatam honay ke baad talaq waqay' hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26544kya interest se kamai hui dolat, tauba karne ke baad halaal ho jaayegi? agar nahi toh uss dolat ka kya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26543zaid ka bada bhai apne aap ko sunni Kehta hai mazar per jata hai fatiha karwata hai ahle hadith so bura jaanta hai per deobandiyo se Dosti Rakhta hai un ke masjid mei namaz padta hai usse samjha ne ki koshi karo Toh bolta hai ki mere dost nabi alhisa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26542Can a male wear red clothing, like a red jubba?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26541hinda ek hindu ghar ki ladki hai wo zaid se nikah karna chahti hai or zaid iman wala hai. Zaid ka kehna hai ki hinda jab islam kubool kar legi iman layegi tab shadi usse karega. Iss par hinda ka kehna ki wo islam layegi or musalman bankar rahegi tou ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26540masjid committee ke log agar yeh jante ho k imaam zaani hai aur phir bhi usko masjid mein imaamat karayein aur committee ke log khud unke piche namaz na padhe toh shariaat ka iss mas'ale mein kya hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26539Hamare Shahar ke ek Moulana Sahab Siyasi Party se Talluk rakhte hain aur shahar wa atraaf me jaakar siyasi party wa uske ummidwar ki canvasing karte hain. Iske sath hi shahar ki ek masjid me deeni masle par taqreer bhi karte hain. Kya aise aalim ka m...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26538Zaid jab baitul khala jata hay tou kehta hay ke mein "Deoband" ja raha hun. Aisa kehnay ki ijazat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26537Haalat-e-Safar mein farz roza na rakha (qudrat hotay huay) tou kia uski qaza hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26536hinda ne zaid se pucha ke "saaray jahan se acha hindustan hamra" geet gana kesa? is per zaid ne kaha ke mai hindustan se mohabbat karta hun per mujhe is sher se iktilaf hai Kyun ke jahan mei madina shareef bhi hai aur saaray jahan se accha sirf wahi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26535ager humara koi restedaar wahabi ban jaey or hum ko bhi wo wahabi banne ki dawat de tou us waqt hamaray liye kya hukm hay? kia qata ta'alluqi ikhtiyar kar leni chahiye ya samjhanay ki koshish kartay rehna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26534(1) Koi bhi ladka baalig ho ya Naabaalig ho Woh kisi Aurat ka dudh piye to kia Woh us ladke ki razaee maa kehlayegi? (2) Ek New born baby ko dudh pilani ki muddat Kitni hai? 2 saal 2.5 saal ya Isse Zyada Pila sakte hain? (3) Bacha Adopt karna Kaisa h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26533Mazaraat par chaadar charrhanay ki Shara'ee daleel inayat farmaen. Aur baaz jagah dekha gaya ke juloos ki shakl mein chaadar ko mukhtalif ilaqon se ghumatay huay mazar sharif tak laaya jata hay, kia ye tariqa jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26532Ek imam sahab ne eid ul fitr ki namaz kisi badmazhab wahhabi ke peeche parrhi. puchne paar ye kaha k Haan galati tou ho Gayi hain lekin meri majboori thi lekin apni majboori nahin bata rahe hain ab imam sahab par Kya Hukm hoga? (a) issi par zaid ka k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay, Imamat
26531Hamare yahan aik masjid hai 2 manzila. Masjid ke right side aur piche aik jagah Khali hai. Masjid aur is jagah ke darmiyan aik sadak hai 20 feet ki. Eid namaz main logun ki tadad ziyada hone ki wajah se Kai log us jagah par namaz pad saktae hai jab k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJamat, Masjid
26530sarkar syyed shah Abul hussain Ahmad e noori ke Baare main Thoda Tafseel se bata de. Aap kis martab e pe Faiq hai Qutub hai Ya Abdaal?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersSeerat
26529Zaed aise maqam par hai jahan budmazhabon ka tasallut hai aur sunniyon ki koi masjid nahi aisi surat me kya zaed par eid ki namaz wajib hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersEid
26528jo shaksh Qurbaani ke jaanvar ka intizam apne muqaam se door kisi majboori ki vajah se 92 km ya usse zyada door muqaam par kare, aur voh shaksh khud Qurbaani k liye vaha Jakar Qurbaani kare to musafir ki haalat me uski Qurbaani adaa ho jaaegi ya nahi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26527Agar qurbani karte waqt janwar qabu se bahar ho kar bhaga phir use goli mardi gayi aur zinda rahte zabh kardiya kya qurbani hogayi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26526Loug kehty hain ke Shab e barat mien Auraton aur Muharram mein Mardon ki roohain apnay rishtaydaron milti hain. kya iss mien kuch haqiqat hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAlam-e-Barzakh
26525Aik hindu ne ek musalman jis pr Hajj bhi farz nahin tha apnay paison se usay is saal Hajj par bhaijh dia hay. Kia Musalman ka Hajj qubul ho jaye ga? or is maslay mai Az Ru e Sharah kia hukum sadir hoga? ba wazahat jawab enayat farma kar INDALLAH MAJO...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
26524Ek masjid k imam sahab jo Hafiz Bhi hain lekin paidaishi unke pair main polio ka marz hain kya ye marz ko marz e sharaee kaha sakhte hain aur aise imam k peeche namaz parrna kaisa? a)zaid kahata hain k hame acha imam talash karna chahiye agar inse b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Imamat
26523Sunny (Sun - Sooraj se Sunny) naam rakhna kesa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26522Huzur mera ek dost silsila e aaliya qadriya Razviya me mureed hai par vo khta hai mene apna naam kisi ko hindu naam (ashok) bata diya. Kia Tajdeed-e-Iman wa Bay'at karna hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26521I am hanfi. Is fatiha khalful imam permitted. Please answer with refrence to sahih hadees or quran as ahle hadith disturb us always.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26520Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan quoted Imam Sayyid Muhammad in his book Al-Malfuzat that the wifes of the prophets are presentes to the prophets in their graves and spend the night with them. I want to know, what evidence from the quran and hadith i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26519Kya aoraten aapas me jamaat ke shath namaz padh sakti hai? kya aoraten eidain ki namaz pad sakti hai? kya bivi apne shaohar ke sath 5 waqton ki namaz jamaat ke sath padh sakti hai? aouraton ko jamaat ke sath namaz padhne ka hukm kya hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26518Zaid ne Apni Biwi ko Sirf Muhabbat me Maan ya Bachchi kehdiya to kya Zaid pe Koi Hukam he Or Kya Muhabbat me Ese Alfaaz Nikalna Jaaiz He?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26517Dauraan-e-Namaaz Jamaahi aaey tou kia karna chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26516Maa baap badmazhab ho toh unke saath kis tarah se paish Aana chahiye aur kya badmazhab Maa aap ke huqooq ada karna beti par farz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26515aurat namehrum rishtedaar se bagair shar'ee zarurat ke baat nahi kar sakti. shar'ee zarurate kya kya hai?iske baare me tafseel batayiye aur kya aurat namehrum rishtedaar ko salaam kar sakti hai ya nahi aur namehrum rishtedaar ke salaam ka jawaab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26514huzor yahan aik badmazhab ye hadeesain dikha kr logo ko auliya k mzaraat sy nafrat dila raha hy aur kehraha hy k ye mazaraat gira dainy chaean. 1-Huzor sallallaho alaihi wasallam ny qabron pr baithny,QABRON KO PAKKA KRNY,QABRON KO OUNCHA KRNY,QABRON...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26513Ladkiyon ka deeni taleem ke liye madaris mein jana kaisa hai. Aalahazrat ka mouqif is silsile mein kya tha.aur aaj ke ulma ka is silsile mein kya mauqif hai. Kuchch log ye kehte hain yahan par aalahazrat aur aaj ke ulma ka mauqif alag alag hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26512Allah k liay jism aur osk aaza manna aur inka aqeda rakhna isko ulama kufr kehty hain jb k aajkal badmazhab kehty hain k ye alfaz to quran hadees main Allah k liay kasrat sy aaey hain to kya tum log quran hadees pr kufr ka hukum laga rahy ho.please y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26511Is it a shart for the waqf of a masjid that the land is Darul Islam? Where is this mentioned in our Hanafi books?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26510I follow the hanafi fiqh. concerning the salaah for travellers (qasr) I TRAVEL A DISTANCE OF 35KM ftom my home to work. although it does not cover the full 90km stipulated to qualify for qasr salaah, I unfortunately find myself in a predicament that ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26509(1) napaki ki halat me , jo kapde pehna hai pasina hone se kya wo kapda napak hojayega? jaise ki bagal wagairah me pasina hona? (2) aur napaki ki halat me hath mu dho kar jis kapde se hath mu pochhega to kya wo kapda bhi napak hojayega ? (3) bilkul b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26508Kya farmate hain ulmae deen or muftiyane kiram is masle me ki zaid ne bachpan me kuch apne rishtedaron ke yahan par chori ki, or fir jaldi hi tauba kar li. Lekin ab wo jitna samaan ya rupye usne churaye the usko lautana chahta hai. Lekin un rishtedar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26507hazret kisi khatoon ka apni zindagi me apni beityo me apna gold (jewlery) divide ker dena (bazahir lagta ye ho ke wo nahi chahti ke uske merne ke baad terke me uske beto ko bhi hissa mile) kesa he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26506I want to ask about the pyramids of egypt. I read that Ala Hazrat imaam ahmed Raza rehmatullahi alai said that it was built by jinns before Adam alaihis salaam. what is the reason? why did it survive the flood if Nooh alaihis salaam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26505What does Islam mention about dinosaurs? Were they in real?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26504Ham ne muftiyan kiraam se masla sunatha ke kafiron ke Bank me fixed deposit rakh ke us se intrest (sood) le sakte hai magar Deen ke kaam ke liye istemal karne ki niyyat ho. magar Ab ek Aalim sahab keh rahe hai ke Kaafir ko paise de kar us se interest...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26503aaj kal ko israeli ashya k khilaaf boycott ka silsila chala hai iski indash sharah kya haisiyat hai.? Kisi ne bataya k khilafat movement k dauraan jab angrezi ashya ke boycott ka ailaan ulema ne kiya to saiyadi Aalahazrat ne uska radd farmaya. Huzoor...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26502Kuch afrad jo khud ko maslake ala hazrat ka paband batate h aur huzur tajushariya k mureed b wo kahte h k huzur mohaddise kabir ka ek video aya jisme wo kisi mukhalife maslake ala hazrat k sath ek program me dikh rahe h jabke ye pata nhin k unhe waha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26501BudMazhbat kharray ho kar Madinah Tayyibah ki taraf rukh kar ke haadht baand kar Salat o Salam par aetiraz kartay hain ke sirf Durood parrhna chahiye. Hazrat unn ke radd mein kuch inayat farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26500hazrat aqeeqa ki dua janwar zabah karne se pahle padhi jati hai ya bad me, aur agar bad me padhte hai to zada se zada kitni der bad tak padh sakte hain, aur agar kisi wajeh se dua na padh sake sirf niyyat kar len to kiya aqeeqa ho jayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26499Bacha paida hua aur kuch hi lamhaat mein intiqal kar gaya ab tadfeen se pehlay usay mureed karwaya ja sakta hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26498ibn e taimiyya kon tha. kya ibn e taimiyya ko kafir kahna thik hai aur jo log ibn e taimiyya ka kafir kahte hai unka ye kahna thik hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26497zaid ne Kaha ki falan admi sullakulli hai is per bakar ne Kaha ki aap aisa kyu bol raho. Woh admi Toh falan alim shaheb k khalifah hai Toh Ispar zaid ne Kaha ki agar uss admi ko hazrat jibreel alhissalam bhi khilifat deh Toh mai usko sahi nahi manug...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26496Mushtzani se muta'alliq kuch wa'eed irshad farmaen aur iss se bachnay ka bhi koi tareeqa taleem farmaen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26495اعلی حضرت رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا کہ غیر مؤکدہ کا ترک پر عادۃً ونادراً عتاب ہے۔ جبکہ حضور صدر الشریعہ نے غیر مؤکدہ کا ترک چاہے عادۃ ہو یا نادرا اس پر کچھ نہ ہونا ارشاد فرمایا۔ اب ان مین توفیق کس طرح کی جائے گی یا ترجیح کس کو حاصل ہو گی؟...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26494Jo shakhs 200 dirhum ya bees dinar ka maalik ho ya haajat ke siwa kisi aisi cheez ka maalik ho jis ki qeemat 200 dirhum ho to WO ghani hai us per qurbani wajib hay. yahan hajat ke siwa aisi cheez ka malik hone mein kya kya shamil hai? Aur ager kisi a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26493MUFTI SAHAB KISI AURAT KO AGAR HAIZ AAJAYE AUR WO MADEENA SHAREEF SE MAKKAH AGAR BAGHAIR NIYYAT AUR EHRAAM KE DAKHIL HO JAYE AUR UMRE KI NIYYAT BHI NAHIN KI TO KIA WO IS TARHA MAKKAH SHAREEF ME DAKHIL HO SAKTI HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIhram, Hayz
26492Zaid Sunni hai aur Wahabi, Deobandiyo se Musafaha wagaira karta hai, Zaid pe Shar'an Kya hukm hoga? Kya awaam e Ahle Sunnat Zaid ke is fel ke baad uska haath choom sakti hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/Answersbd mazhab firqay
26491hisse wali qurbani me naam likhwana kesa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQurbani
26490Is appropriate to say that 5 daily prayers are not only FARZ upon the Ummah but they were FARZ upon the Holy Prophet (SallAllahu Alayhi wa Sallam) as well.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersRisalat, Namaz
26489ek shakhs ne mujh se ek kitab SHAM E SHABISTAN E RAZA ke baare mein pucha ke ye kitab kisne likhi hai aur is ke andar jo Sitaroun ka ilm hai wo islam mein jayez hai ya nahin? Kyunke us Shaks ka kehna hai ke is kitab mein jo kuch bhi likha hai wo sab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26488agar umray kay doran daant toot jaey aur thorra sa khoon niklay to kia dam aeyga ya sadaqah?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersUmrah, Ihram
26487can a widow wear new clothes on eid day if she is in iddat period?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIddat
26486Zaid ne Ek Sunni Masjid banna di aur Masjid ka naam apne walid k naam se rakh diya aur zubani kehata hain k ye waqf Maine kardi hain lekin waqf board main koi registery nahi huwi na hi uss Masjid ki koi committee hain Kya iss Masjid main namaz e jumm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Masjid
26485Zaid ne internet par Arabi classes shuru ki hen jiske barey men Zaid ka daAwah hai ke "Kya Aap Chahte Hain Ki Aap Quran & Hadees Aur Deeni Kitabe'n Jo Arbi Me hain Use padh Saken Samajh Saken 6-Maah (haar din Ek ghanta yani 180 ghante) Me Faseeh Arb...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersQuran
26484Aik msg aam kia ja raha hay jis mien chaaron Aimma-e-Kiraam ke aqwaal ki khulasa paysh kia gaya hay k agar unn ka fatwa Quran-o-Sunnat ke munafi ho tou usay chorr kar Quran-o-Sunnat par Amal kia jaey. Jis se ye ta'assur milta hay ke Inn Aimma-e-Kiraa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid
26483(1) Ja Numaz Musalla Par Makka madina ki Tasweer Hona kesa hai? Q k Hum ja Numaz Zameen par Bichate hai or us par Khare Hote hai is Bare me Wazahat farmaen. (2) Ghar me kutta Palna mana hai? Kia kutta palne se Ghar me Farishte nahin Aate? Kia Ager ku...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersJannat, Dozakh, Namaz, Roza
26482Sarkar-e-Do Aalam SalAllahu Alayhi wa Sallam ka noor e nubuwwat takhleeq-e-zamanah se pehle takhleeq huwa ya baad? Aur zamana bhi aik amr-e-mawjood he awr us par "shay" ka itlaaq hota he to is se laazim yahi ata he ke wo wujood-e-zamaan se pehle ho. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid, Risalat
26481Hm haj pr aai hain kia hm pr chand daikhnay ka ihtmam krna zaroori hy awr arfat ko kis din jain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26480Kisi aurat ne nasbandi ki hai to kiya uska haj ho jaayega?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26479kya islam me mukhannas logo par shariyat lagu hoti he? agar han to unhe mard mana jaye ya aurat? kyun ki umooman wo log aurto ka hi sa huliya banaye rahte he to aik aam mard aur aurat unse kis tarah ka bartaw kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26478zaid ne kisi aurat se uske walid aur gawaho ki mojudgi me nikah kar liya jab ki zaid pahle hi se shadi shuda he aur iska ilm uske ghar walo aur uske bachcho aur khandan me kisi ko nahin to kya zaid ka uski naee biwi ke saath taluqat rakhna sahi hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26477Huzur mai aapki Mureeda hun Mere Abba bhi aapke mureed hain. Mere maa baap meri sagai jabran karna chahte hain wo ladka wahabiyo se khas talluk rakhta hai koi parhez nahi karta uski umar bhi 10-12 saal mujhse zyada hai. Mai raazi nahin hun is rishte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26476(1) KYA HALTE NAMZ MEA KHSHU WA KHUZU KE LIYE ANKHEN BAND KARNA JAIZ HEA? (2) KYA HALTE NAMAZ MEA SAJDE KI JAGHA KO CHOMNA JAIZ HEA? (3) MAJZUB KI PEHCHAN KYA HEA? (4) HER JUMERAT KO AASHIQIN E GOUS E AAZAM BADE PEER KE NAAM KA CHIRAG LAGHATE HEA KYA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26475huzur Mai ek contractor hoon. Electrical work leta hoon jis company main Mai kaam leta hoon us company ne mera lakhon rupai nahi diya. baad main wo company ne mujhe dusre kaam main service tax zyada de dia to huzur kya wo paisa Mai le sakta hoon. jab...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2647418 saal se kam umar ke imam ke pichhe eid ki namaz ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26473Kiya ghani ya uski awlad se hila-e-shara'ee kara sakte hain neez ghani kis ko kehtay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26472agar koi imam ye kahe agar alahazrat is dor me hote to wo bhi T.V MOVIES OR POTOGRAPHY ko jaiz qarar dete (Ma'azAllah). Aise imam ki iqtida karna kesa or aise imam par shari'at ka kya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26471zaid ki shadi ek ladki se tay hui jo parda nai karti thi, ladko se bate karti thi aur job karti hai. ladki ke walid nahin hain. Zaid ne ladki se phone pe baat ki to ladki ne kaha wo mazhab ke silsile me zaid ka kahna manegi per wo job chhodne aur par...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26470Is it permissable for a person that shaves his beard/facial hair to lead/teach a religious class/dars?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26469Jo log shawwal ke shuru ke che (6) roze lagaataar rakhne ke bad saatwe (7) din yaani saatwi shawwal ko bhi eid ki tarah manaatay hain kya is din eid manana jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26468Aik mufti sahab ka ye kehna he ki Abdul Wahab Najdi par lanat mat bhejo wo sunni the unka beta Muhammad Bin ABDUL WAHAB Najdi jisne wahabi jamat banai, magar chunki uska naam Muhammad tha aur ye naam lekar hum use lanat nahi bhej sakte is liye IBNE A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26467Shabeena ki Namaz Isha ke baad hona lazmi hay ya Magrib ke baad bhi shuru ki ja sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26466KYA KISI BUDMAZHAB KE SATH BUSINESS KIYA JA SAKTA HAI? USSAI MAAL KHAREEDA YA USSAI BECHA JA SAKTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26465Zaid ne bakr se mazaak mein yeh kaha ki jitna tum jhoot boltay ho tumhare liye ek aur farishta chahiye likhne ke liye do se (yani kiraman katebeen se) se nahi ho pata hoga. Aisa jumla mazaak mein bolne ki wajh se Zaid par kya hukm e sharah hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26464Jis ne phone wali gawahi naa maan kar Roza rakha Baad me loug kahne lage k sab ne eid kar li Hay tumhe roza tod dena hay. Uss ne bad me roza tod liya around 9:00am ko Tou Ab uss par kya hukm hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26463MILAD E PAK E MUSTAFA KISE KHATE HAI AUR IS KE AADAB AUR FAZIAL KYA HAIN. NEEZ AULLIYA ALLAH KE MAZAR SE FAIZ KIS TARA HASIL HOTA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26462Mere bhatije ki paidaish ke waqt uski halat bahut hi kharab thi use jaundice ho gya tha jo maathay tak charrh chuka tha tab sare doctaron ne kuch bhi kehne se inkaar kar diya. aftr 1 week halat wahi ki wahi thi tabhi maine apne dil me Allah se dua ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26461Mujh Par Qurbani Wajib Nahi, Aur Ghar Mein Ladka Paida Hua Hai, Bachche ka AQEEQA Karna Chahta Hun Qurbani ke Janwar Mein Hissa Leke. Huzoor Rahnumayi Farmaye ke mein Qurbani Karun Ya Aqeeqa Ya Dono karna Hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26460ihram bandha aur naqab cheray pr dal dia to kitni dair mouhn chupnay sy dam hoga awr km wqt pr kia hukum hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26459Zaid ne Hina se nikah kya. Nikah k bad ziad ko pata chala k hina ki bahen (sister) ne ziad k nani ka doodh piya he. Yani hina ki bahen ab ziad ki razai qala howi. to kya ab ziad and hina ka naikah baqi hoga ya nahi.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 601-700 of 9,175 items.