Showing 401-500 of 9,175 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
26758jaisa ke hadees-e-paak me aaya h ke aap huzoor (sallallahu alaih wassallam) ne farmaya ke sarkar(sallallahu alaih wassallam) ki ummat kabhi gumrahi pe jamaa nahi hogi tou isse asal muraad kya hai? kyuki aaj kal zyadatar sunni sulahkulliyat pe ja rahe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26757how do we place the holy qur'an when we are keeping it on a floor?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26756koi shaks musalsal juma ki namaz apni job ki wajah se chod kar zohar ki namaz padh sakta hai aur us k leye job ka kya hukum hota hai company juma padh ne ki ijazat dete hai lekin paas ki masjid me koi sunni sahe ul aqeeda imaam nahi hai 10 km ki duri...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26755ايک شخص نے نکاح سے پہلے اپنی منگیتر کو یہ الفاظ کہے. اگر تم 10 منٹ میں گھر سے نہیں نکلی تو نکاح کے بعد تمہیں 3 طلاقیں. آگے سے اس نے میسج کیا کے 20 منٹ تک نکلوں گی. پهر اس شخص نے آگے سے میسج کیا کے میں نے جو کہنا تها کہہ دیا. اب فیصلہ تمہارے ہاتھ ہے. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26754mera ik dost ik marble ki dukan mein kaam krta hai. us ke malik ne usko 100 rupee diye kuch saman lane k liye. woh dukandaar k pass gaya to dukandar ne customer pakdne k liye use special commision diye Jo uske malik KO pata nahi tha kya who ye paisa ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26753Aur Ek saksh Dadhi mundwata hai Lekin Photo Graphy se parhez karta hai Aur Dusra Saksh Sharai Dadhri Wala hai lekin photo Kheechata hai to In Logo ki Namaz Ka kya huqm hai Hogi Ya nahi ????Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26752Jo Shakhs Eid ki Namaz parrhay, uss k liye zaroori hay ke wo khutbah bhi sunay? Kia khutbah khud infiradi parrh sakta hay Masjid ya Ghar ya kaheen bhi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26751Zaid ke paas hajat e asliya ke alawa 8000 - 10,000 rupey aur do teen tola sona aur takriban 100 gram chandi hai. to kya ziad sahibe nisab hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26750Internet ki ek website hai jisme jaiz aur najaiz sab hi qism ke videos already wahan maujood hotey hen jinko lakhon log dekhte hen. Ab Zaid usi website par apna alag se account bana leta hai aur wahan apni taraf se koi bhi ghair jandar ki picture ya ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26749ek buzurg ny apny ek baity ko Khilafat di thi buzurg ka wisal hogya phir un k baity ko Sajada Nasheen banadia gya mgr un Sahibzady ny kisi ko bhi Khilafat nhi di or un ka wisal hogya. phr un k ek bhai ko Khuwab mai un k Walid saheb ki ziarat hue or u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26748Zaid ne apni 3 saal ki zakaat peshgi (advance) hi nikaal di, lekin zaid pehle he saal faqeer ho gaya phir 5 saal baad maalike nisaab ho gaya, huzoor ab poochhna ye he ki zaid ki zakaat jo ki peshgi nikali gayi kya us zakaat ko nayi zakaat me se ghata...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26747How many people are required two perform fard salah with jamaat? Can 2 persons perform fard salah with jamaat? If yes, How? Is it required to pronounce azan & iqamat if only 2 person are present for the jamaat? Which of the two can become imam?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26746kya maa baap apni olad ka nikah jabran karwane ka shara'i haq rakhte hain? Jab ki olad ne unhe apni marzi bata di ho?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26745agar kisi Masjid ke Imam jo ke Mufti hone ke sath sath Ek Khateeb bhi hain baarha jan bujh kar aisi Shadi biyah ki Mehfil mein shirkat karte hai jis mein Sahib e khana janbujh kar BadMazhab aur Murtad ko bhi bulata hai to kya aise Imam ke peechhe Nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26744Koi aadmi marne waale momin se Sarkar ki Baargaah me Salaam ya koyi arzi Qabr me pesh kar sakta hai ke nahi? Kya Ambiya Alayhimus Salaam se Qabr me sawaal huwa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26743Zaid Ne Sawal Kiya hai ki Ek Saksh Dadhi Mundwata hai Aur Photo Graphy se Parhez Karta hai To Sharai Dadhi Rakhna Photo Graphy se Zyada Zaruri Hai Ya photo Graphy se Bachna Zyada Zaruri hai? Dono Me se Konse Amal per Pehle Dhayan Aur Gour o fikr ki j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat, Tasweer
26742I'm a 17 year old boy I want to practice deen and I want to leave beard as sunnah but my family members are not allowing me to do so please suggest me what should I do?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26741kya Jo shkash eid ki namaz padhai us ke liye lazim hai ki wahi khutbah bhi padhe ya phir koi dusra bhi padh sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26740kuch log hain jo 4th day bhi qurbani kartai hai is kai baarai mai masla bata dijiyeTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26739Kya heavy deposit par jagah lekar usay rent/bhaade par dena jayaz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26738Agar kisi shaks pe kisi darul ifta se kufr ka fatwa ho aur usay kafir kaha ho is bina par ke wo kufr Aur imaan ko Ek janta hai. to us shakhs ko kafir na kehne walo ko Bhi kafir kaha jayega? kya unka bhi wahi hukm hoga jo uska hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26737Qaseeda e merajiya ke is sher ka maana kya? Qawi thay Murgan e Waham ke par, Urray tou urrnay ko aur dam bhar; Uthai seenay ki aisi thokar, ke Khoon-e-Andesha thooktay thay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26736ek shkhs nikah ka ka irada rakhta hai lekin us ko koi nek parehz gaar deen ki khidmat ka zahin rakhne waali ladki nahi milti woh kiya kare?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26735qurbani ke ayyaam me tisre din qurbani karna bila uzr pahile din na karna wujoob me taakhir to nahi kehlaegi? mazeed huzoor ye wzahat farma den qurbani ke wujoob ka hukum waqt ke aate hi foran hota hai ya takhir se?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26734Riyazat kiya hai? Kya koi bhi barso ki ibadat o riyazat se wilayat pa sakta hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26733aaj kal aamil hazraat taveezaat ko apne man mutaabik kimato me bech rahe hai aur is ko zariaye ma'ash bana liya hai. in amil hazraat ka paisa lena kaisa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26732Zaid ne Hajj ki niyat se meeqat se pehle aheram bandha aur raste me check point hone ki wajah se aheram khol kar kapde pahen liye to us per ab dum hoga ya sadqa dena hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26731kisi ko qurbani ka gosht diya aur us ne usay farokht kiya to kya uski qeemat uske liye jaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26730Mai Kashmir se hoon. Yahan par aik bank hai jis ka head Koi aik aadmi nahi balki bahut se log hain jin ko govt choose karti hai. Kia is bank se jo Zaid raqam mile wo suud hogi ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26729Agar budmuzhub (wahabi,deobandi) k ghar mein Qurbaani ka janwar kisi sunni ne zibha kia aur takbir aur dua b sunni hi ne ki tou kya wo gosht khana halal hoga ya nahin?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26728فتاوی افریقہ، عرفان شریعت اور احکام شریعت یہ تینوں کتابیں سیدی اعلی حضرت علیہ الرحمۃ کے نام سے معروف ومشہور ہیں دریافت طلب امر یہ ہے کہ کیا یہ کتب سیدی اعلی حضرت کی تحریر ہیں یا آپ کی دیگر کتب سے اخذ کر کے بنائی گئی ہیں ان میں سے ہر کتاب کی فقہی حیثی...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26727mere chacha muje aur mere abba ko aur mere abba ke bhai-bahen ko keh rahe hein ke jab dada ka intekal huva tab unhoun ne mere chacha se kaha tha ki abdulrazak (yani mere abba) ko unki maal milkiyat (yani zameen makan) mese kuch hissa nahi dena vo mer...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26726Talaaq-e-baa-in ki surat me kiya aurat doosre se nikaah kar sakti hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26725kiya Muslim ya Non Muslim Government se scholarship lena jaaiz hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26724Raat ko jhadu dena or shisha dekhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26723agar Koi musalman ek waqt ki namaz Jan bujh kr tark krta hai to kya woh kafir ho gaya? kyunki zikr hai ki jisne ek waqt ki namaz tark ki goya usne kufr kiya.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26722Jo chize hajate asliya me hain us me rahne k liye makan bhi dakhil h! puchhna ye h k jab rahne ka makan hajate asliya me h to Rent k makan ki deposit par zakat wajib hone ki kya surat hay? jab ki deposit k bina hamare yaha makan milna namumkin hay. t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26721Aisa Imam jiski bivi kam karti hai aur parda nahi karti aur woh bhi apne bivi ko parde ka hukm nahi deta to kya aise shakhs ke pichhe namaz hogi. aur jo namazain parrhi unn ka kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26720I want to know about human organ donation after death. As it is saves or better someone's life.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26719Aaj kal Minhaji bhole bhale sunnio me ghus kar apne aqeede ko aam kar rahe hain aur har bad-aqeeda aur gustakh ke peeche Namaz padhne ka jawaz bata rahe hain. Ye ye hawala detay hain: حَدَّثَنَا وَكِيعٌ، ثنا سُفْيَانُ، عَنْ إِبْرَاهِيمَ بْنِ أَبِي ح...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26718agr aurat ka halte hez me intekal ho jae toh kiya hukum he use gusal dena chahiye?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26717(1) huzoor koi trust qaim ki jaaye jis mein hum as a mediator rahein us me dene waala aur lene waale ko milaane ka kaam website se karen aur gair muslim bhi gair muslim ki madad hamare zariye se karay ya gair muslim muslim ki madad kare aisi trust ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26716zaid aaqil baalig hai or uske maa baap nahi hain wo apni pasand se shaadi karna chahta hai? to kya shaadi kar sakta hai jabki zaid k dada raazi nahi hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26715Zaid mazamir k sath qawwali sunta he. Kya wo gunahgar hoga? Jabki kai khanvada e ashrafiya k Buzurgan e deen bhi (jese ki Huzoor ashrafi miya) mazamir k sath qawwali sunte the. Islah farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26714HAZRAT AIK SHAKHS JO MUSALMAN HAI .WO YEH KEHTA HAI KE ""HINDUO SE MILNA UN SE DOISTI KARNA JAIZ HAI. AUR HINDUON KE SAAT UTHNA BAITHNA JAIZ HAI"" AUR WO DALIL MEIN YE KEHTA HAI KE 1-HAZRAT AURANG ZEB KA SENAPATI YANI FAUJ KA JERNAL HINDU THA. HAZRAT...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26713huzur Jis company main Mai kaam leta tha contract us company walon ne mera 4 lacks Rupai nahi diya. baad main wahi company se Maine service tax Paise zyada liya Aur government ko Maine One lacks Thirty five thaousand kam diya huzur Maine jo is tariqe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26712Ek shakhs ki ek shakhs ne madad Ki tou mere ek ristedaar ne jahaalat mein youn kaha ke woh tou uske liye khuda hai, tou mere ristedaar ke bare mein kya hukum hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26711hamare shaher ki Jamia Masjid me kai Photo mazarath aur Gumbaz ke deewaron par lagaye gaiye hain. log in Photo par Phoolon ka haar chadahthe hain aur log in thaweer par haath pher kar bosa dethe hain. kaya kahthe hain ulma aur kya shariath hame is ch...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Hazr o Ibahat, Tasweer
26710tobacco, pan masala AUR cigarette KHANA AUR BAICHANA KAISA HAI?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26709Kya ala hazrat sarkar radiallaho taala anh ne kahin ye faramaya hai ke "PATHAN(khan) kabhi badmazhab wahabi deobandi nahin hoo sakta . Agar pathan(khan) badmazhab hoo too uske nutfe (asal) mein khata hai yani wo harami hai".Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26708Zaid aur hinda 1 hi jamat (khandan) ke hai Hinda ne zaid se shadi ki thi shadi K baad hinda zaid se kehti thi K aap mujhe pasand nahi ho, aur zaid K ghar walon ko pareshan karti rehti thi, hinda baar baar apna saman bandh kar apni walida K ghar chale...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26707agar kisi sakhs ne dawat qubool nahi ki mariz ki ayadat nahi ki chink ka jawaab nahibdiya mazloom ki mada nahi ki janaze ke saath nahi gaya to kiya gunaah gaar ho ga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26706Hazrat mai ek karobar shuru kar raha hun jis me Paani ko filter karke use thanda karna aur dukano makano par pahoncha kar munasib qeemat wasool karna hai. Kya ye shariyat ke mutabiq sahi karobar hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26705HAZARAT KOI BHI JAIZ KAROBAR HO USME SUNNI KISI BHI KAROBAR ME MAHIR HO OR KAROBAR SUNNI CHALYE , MAGAR USME PAISA BADMAZHAB INVEST KARE YANI US KAROBAR ME PAISA BADMAZHAB KA HO AUR MAHENAT SUNNI KI HO .OR USME JO MUNAFA HO DONO 50% - 50 % HO , TO KY...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26704kya taweez pahenna jaiz hai kyun ki hamare yaha ke ahle hadees ise shirk kehte hai aur imam ahmed ki musnad ka hawala detein hai aur hamare yaha koi library bhi nahi hai.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26703Dihaat aur Darul Harb me Namaz e Jumuah Farz kyu Nahin hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26702Sarkar A'ala Hazrat Ne Fataawa Razviyya Sharif Jild-15,Safha-281 Mey Peer ji Najmuddin Par Kufr ka Fatwa Diya aur Usey Mulhid o Zindeeq kaha.. ye Najmuddin Junjunu mey Paida huwa aur Fatehpur Shekhawati(Rajasthan) mey Logo ne Iska Mazaara banaa Daala...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26701Hamari company internet faraham karti hai. Usi internet line ke zariye internet TV connection bhi diya jata hai. Mera kaam ye hai ki mujhe customers ko phone par internet, TV ke bill ki jankari deni hoti hai, aur takneeki kharabi durust karne mein un...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26700zaid apne aap ko sunni kahta hai aur ba zabta taor per jamiatul ulmaae hind ka member bhi hai aur sunni masaajid se chanda jama kar ke jamiatul ulmaae hind ko bhejta hai ayse shakhs ke baare me sharai hukm kya hai aur sunni musalmaano usko chanda den...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26699jumma ki namaz ba jama'at wajib hay ya farz?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26698zaid (jo ki bazahir ba Ilm hai) ne baccho ko padha waqt kaha tha Ki Allaah Haee hai, hamesha zinda rahega kabhi marega nahin iske bad mein kaha ki agar Allaah mar jaye to sari dunya khatm ho jayegi , aur yeh kehnay k bad baccho se pucha k theek hay? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26697Huzoor is zamane me murshid ki sohbat me rahkar tazkiya e nafs krna mushkil hai to aese zamane me ek saliq kya kare jisse shariyat me isteqamat hasil ho bray karam tafseel se wazahat farmaden.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26696Juma Farz hone ki Shart Kya hai? Hum Students ITI me Training karte hai Jo subah 9.30 she Shaam 4.30 take hota hai 12 bje 30 minutes ka lunch time rehta hai ab juma ki taqrir 12.30 ya 12.45 se 1.10 tak phir Namaz phir Dua hoti hai AGR hum attend krte...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26695Agar koi bhi shakhs haram kamayi khata hai to kya us ki dua, namaz ya koi Ibadat qubool hogi ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26694Kya fasiq ki namaz qubool nahi hogi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26693(1) Zaid Muslim hay aur iss ne Aarti Pooja ki tou Shariat e Mutahhara iss ke baray mein kia hukm deti hay? (2) Navratri ke moqa' par Gair Muslim Mard o Awrat aik tarah ka khel kheltay hain, jisay Garba (Dandya) kehtay hain. Iss mein Muslim Nou Jawan ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr, Laho Laab
26692Please advise on durood naariyyah and its authenticity?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26691Kya ghazliyaat kehna jaaiz hai? Agar jaaiz hai to kis had tak aur naajaaiz hai to kaun kaunsi baaten?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26690Kuch logon ka kehna hai ki Huzur Sallallaho alaihe wasallam ne Namaaz me jehri tilawat ka hukm is maqsad se farmaya ki Muqtadi tilawat sun sake, Aur aaj kal Namaz me Mic isi maqsad ke liye istemal kiye jaate hain, toh jo log mic lagane se mana karte ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26689If ones husband hasn't said anything of such which takes him out of Islam, but he always goes to Devbandi Mosque to pray. Wife tells him to pray at sunni masjid but he says your people always criticise us. All his friends are Devbandis too. What shou...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26688 کیا فرماتے ہیں علماء کرام اس مسئلہ میں کہ زید نے بکرکو یہ کہا کہ میں تجھے اللہ کا واسطہ دیتا ہوں کہ تو مجھے اللہ کی راہ میں چند روپے ہدیہ کر دے اور بکر اس کی صلاحیت بھی رکھتا ہے اور زید بہت محتاج ہے تو کیا اللہ کی قسم دے کر اپنی حاجت پوری کروانا شر...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26687kya farmate hain muftiyaane kiram is mas'ale mein ke zaid jo ek tajir hai,is ne kisi kafir se tijarat ko farogh dene ki khatir byaz par raqam li. ab chunki kisi wajah se woh har mahine byaj ki raqam ada nahin kar sakta isliye usne baqar se kaha ke ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26686Hazrat meri Aapa ko ladki paida hui but bachi ka apni maa k pet me hi inteqal ho gaya tha. Is halat me hazrat kya bachi ki namaz e janaza padhai jaegi? kisi moulana se pucha gaya to unhone kaha ki bachi mari hui paida hui h to nahi padhai jaegi namaz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26685Mard k leye white gold pehanna jaa'iz hay ya nahin? (Iss mein sonay ki amezish bhi hoti hay aur agar sonay ki amezish na bhi ho tab bhi ye dhaat mein shumar kia jata hay).Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26684mere kapde ki dukan hai jes me shirt pant aur kurta pejama ke kapde miltey hai aur un kapdon ke saath poster bhi atey hain (jin mien jandar ki tasweeron walay bhi hotay hain) un posters ko dukan me lagana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26683AKSAR HUJAAJE KIRAAM HARAM SHARIF SE AABE ZAM ZAM SHARIF APNE MULK ME LAATE HAIN AUR AABE ZAM ZAM SHARIF ME AAM PAANI KO MILAA DETE HAIN PHIR SAB KO BA TAURE HADIYA TAQSIM KIYA JAATA HAI AABE ZAM ZAM SHARIF ME DUSRA AAM PAANI MILAANA KEYSA? KYA AABA ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26682Quran mein Kafir ko Jahil kaha gaya hay To kya agar kisi Musalan ko Jahil kaha To iska matlab ye hoga ki use Kafir kaha? Agar keh dia tou kia hukm hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26681mere dost ke ghar me ek chota card tha usme deen se related kuch tha to maine front me adress dekha to usme tabhleeghi jamaat likha hua tha aur mera gussa kabu me na raha aur maine us card ko gusse se muded (fold) diya achanak mujhe ehsaas hua ke usm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26680qurbani ki khal ke saheeh msrf se muttala farmayen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26679kya farmate hai ulamaye kiram us shaks ke baare me jo kehta ho mujhe sirf muslman ban ke rehna hai. Sunni wahabi mujhe is se kuch matlab nahi. Kya is kism ki soch rakhne wale bhi kisi firke me aate hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26678Zaid jo ki bazahir ba Ilm hai uski inn do baaton par kya hukm hay: (1) Zaid ne bacchon ko padhate waqt kaha tha ki Allaah 'azzajal ne Tamaam Ambiya e Kiraam 'alaimussalaam ki arwaah ko jama farmaya tha aur unsay ahad liya tha ki jab mere Habeeb tumha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26677NAMAZE JUMMA ME KHUTBE KA WAQT HO GAYA IMAM MIMBER PAR TASREEF LE AAYE OR MOUZIN NE AZAN E SANl DE DI, TAB LOGO NE KAHA KI HAME SUNNAT PADNE KA MUOKA DIYA JAYE TAB AK SHAKHS NE KAHA KI AAP SUNNAT PAD LO TO IMAM MIMBER SE UTAR GAYE PHIR USKE BAAD IMAM...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26676What is Islamic ruling about Homosexuals (Hum Jins Parast). Will they enter the paradise? And should their relatives have to keep ties with them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26675ya Mohammad kahna kaisa? kuch logo ka kahna hai k ya rasullah kahna Jaiz hai lekin ya Mohammad nahi kahna chahiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26674How many times in a rakat of salah we have to recite Bismillah Sharif. Is it mandatory to recite it before reciting new surah (aayat) , attayhaat and darood shareef etc.?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz, Azan
26673(1) Mai ne U.P. board se padhai ki hai aur maine alim ki padhai nahi ki lekin mere pass 'kanzul imaan quran pak' hai aur Qanoone shariyat kitaab hai. Ab agar mai is quran pak ke maene aur tafseer padkar aur hadis padhkar sharai masail az khud maloom ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersNamaz
26672My relatives have taken a huge loan from us and now they say that they already have returned it all. it is confirmed that it is a lie. my two questions are:- is it ok if we eat any food which comes from their home? is it ok if we mingle with them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26671Moo-e-Zair-e-Naafs taraashnay ka hukm hay ya mukammal saaf karnay ka? Aur kia ye tamam Ambiya ki Sunnat hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26670AKSAR QURAN KHWANI ME DO (2) SHAKHS 1 HI PAARE KO PARTE HAIN? YUN PADNA THIK HAI YA NAHIN?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26669Kya Hum Isa Alaihi Salaam Ko Isa Maseeh Keh Kar Pukar Saktay Hein. Jese Ke Isai Log Keh kar Pukarte Hein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
26668Maine man me aisa iraada kiya ya galiban mannat mangi (muje bilkul sahi se yaad nahi) ki agar meri job me kam se kam 20% salary increment hogi aur agar muje office me promotion mila to me tosha sharif ka fatiha karunga. Muje promotion to mila lekin 2...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26667Pichle 26-October ke session me ek sawaal aaya ki kisi sakhs ne apna naam kisi ko hindu naam (ashok) bata diya. Aapne farmaya ki munasib hai ki tajdeed-e-iman wa Bay'at kar le. Ab mera sawal yeh hai ki; maine kisi customer care me phone kiya apne ek ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersIman wa Kufr
26666moharram ke 10 din ke program me jashne shuhdaye karbala ke benar lagana kaisa hai? mere dil me ye hai ki lafz Jashn ki jagah zikre shuhdaye karbala hona chahiye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26665Aaj kal log janabe sayyida ki kahani padhte h jissme 2 waqi'at hain jo ki bibi sayyada fatima zehra radi allah hu anha pe hain. to kya uska padhna sharan jaiz hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersAqaid Mutalliq e Sahaba, Hazr o Ibahat
26664The Hajjis who have come back from Hajj have realised they had pelted the shaitan after fajr for all 3 days when for the 2nd and third day they should have done it after Zuhr. is their Hajj Valid? is there pelting Valid? Is damm wajib on them?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHajj
26663kya taziya Dari haram hai? Hamaray yahan kuch sahihul aqeedah sunni hazrat bhi ta'ziya nikaltay hain aur unhain mana karnay par fitnay ka khouf hay. hamaray liye kia hukm hay aur unn ke liye kuch naseehat ho tou irshad farmen.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26662moharram ke mahine me log khichrha banate hai. khichrha kyon banate hai khichrha banana kaisa hai?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26661Kaaba shareef k gird pahli aur dosri manzil par jo log tawaf karte hen unlogon k tawaf ka kiya hukm he?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersTawaf
26660Tafseer-e-Na'eemi, Para 16, Surah Kahaf, Safha 110 par likha hay ke "Durood-e-Ibrahimi sirf Namaz mein parrh saktay hain. Namaz ke ilawa parrhna Gunah aur Na Jaiz hay iss liye ke iss mein Salam nahin hay." Iss mas'alay ki wazahat farma dein. JazakALL...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersHazr o Ibahat
26659Raat sotay mein inzal hua (mani kharij hui) aur jism par madda lag gaya, ye yaad nahin ke ahtilam hua ya shahwat hui tou kia sirf jism ke uss hissay ko paani se saaf kar lena kaafi hoga ya ghusl wajib ho gaya?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersGhusl
Showing 401-500 of 9,175 items.