Showing 9,301-9,400 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
21764Jis tarha Quran-e-Kareem ko Arabi Rasmul Khatt ki siwa kisi aur zaban mein likhnay ki mumani'at hay kia Hadees Sharif k liye bhi wahi hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21763A'uzu billahi min ash-Shaytaanir Rajeem... kia ye Quran Sharif ki aayat hay? Agar nahin tou kia ye Sarkar ne taleem farmaya aur kisi surat se pehlay iss ka parrhna wajib hay ya sunnat ya phr mustahab? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21762Hazrat ne irshaad farmaya tha k Heeray par Zakat nahin magar Heeray ki jo market value hay wo Nisaab se ziada ho tou kia uss par zakat ada karna hogi? Aur tijarat ki garz se liye gaey Heeron ka bhi yahi hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21761Huzoor Alaihis Salat wa as-Salam meetha pasand farmatay thay tou kia koi khaas meetha pasand farmatay thay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21760Kisi Fitnay ko rafa dafa karnay k liye jhooti qasam uthana kesa? Aur agar niyyat ye ho k meray jhoot se fitna khatam ho jaega tou mein kaffarah ada kar dunga tou kia haram ko halal samjhna thehray ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21759"Huzoor Ghous-e-Azam go Nabi ya Sahabi nahin lekin wo apnay Awsaaf wa Sifaat mein Anbiya se kam na thay" Aisa kehnay se mutaliq Hazrat kia irshaad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21758ye jo riwayat mash'hoor hay k Sayyiduna Ali ki wiladat-e-baa Sa'adat Ka'batullah Sharif mein hui, kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21757kia Sahaba-e-Kiraam Alaihimur Ridwan mein kisi ka naam Muhammad hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21756Sarkar-e-Ghous-e-Azam Radi Allahu Ta'ala Anhu ka aik waqia bayan kia jata hay k unhoun ne 70 ya 100 saal purani doobi kishti paar laga di jo dar asal aik shaadi ki baraat thi. Sub se pehlay tou ye k kia ye rivayat sahih hay? Agar haan tou kia jub wo ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21755Kaafi Sessions pehlay Hazrat ne aik sawal k jawab mein irshaad farmaya k Hamara Mazhab (Hanafi) Sawab hay aur Mauhtamil-e-Khata hay jub k deegar mazahib Khata par hain aur Mauhtamil-e-Sawab hain. Yahan Sawab, Muahtamil-e-Khata aur Mauhtamil-e-Sawab k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21754I want to start a baking business, people request number cakes or house cakes or ball shaped cakes to be made, the baking pans are expensive to buy but extremely cheap to hire, am I allowed to hire a baking tin from a store n wash it three times and ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21753Are we allowed to bake cakes in shapes of kaaba and mosque? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21752me jis company me kaam karta hoo. us ki malik eesai aurat hai. company ki malik hum workers ke sath achchha sulook karti hai. to kya hum apni eesai madam ko kisi bhi tarah ka faida pahucha sakte hai. aur jab me apni shadi karne india hokar wapis apni...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21751kisi bhi tijarat me ashya ko bechne me uski asal qeemat se 2 guna munafa le sakte hai ya nahi.maslan koi cheez ki asal qeemat 100 rupai hai aur dukandar ne us ko 200 me bech diya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21750Hazrat mujhe computer coures karna he jis me course sikhane vali ger maheram ladki he, to kya me course karsaktahu ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21749wo utheen chamak ke tajalliyan, k mita di sub ki ta'alliyan; Dil o Jaan ko Bakhshi Tasalliyan, Tera Noor baar-e-doHaar hay!! AlaHazrat Alaihir raHmah k iss sher ki sharah farma dein. JazakALLAH Kher Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21748An imaam of a mosque swears at home, and does video, and also watches TV, are we allowed to pray behind him, also we cannot go to another mosk as it will cause fitnah, so what shal we do hazrat?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21747Budmazhab Sarkar SallAllahu aleh wasalm ki Hayat ke inkar pr yeh hadith dalil ky tor par pesh krtay hain : وعنه أن رسول الله صلى الله عليه وسلم قال‏:‏ ‏ "‏ما من أحد يسلم علي إلا رد الله علي روحي حتى أرد عليه السلام‏"‏ ‏(‏‏(‏رواه أبو داود بإسناد صحيح...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21746maharashtea me sailani naam ka gaon hi janha haji abdul rehman ki dargah hi janha ruhani ilaj ke tor pe bahot se log kehte hi ki hazrat ke maukil logo ke shair me ate hi aur ilaj karte hi. Yenha bahot log dargah ky bahar limbo kat kar ilaj karte. H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21745kya koi Hanafi se shafai ho sakta hain?aur agar koi pehle hanafi tha Aur Shafai ho gaya tou kiya Wo Wapas Hanafi nahin ho sakta? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21744Imam sahab pehli manzil par hain aur wahan gunjaish hone k bawajod niche log jamat me shamil ho jate hain, tou kia unki Namaz hojaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21743Aik Masjid Imam Sb Se Taveez Lene Dum Karane Asar Ki Azan Se Womens Masjid M Bheth Jati Hn Khuch Parde Dar Aur Khuch Be Parda Shayad Bhot Si Pak Bhi Na Hon Aur Khuch Mard Bhi Hoten Hn Ye Sub Namaz Bhi Nahi Parhte . Masjid M Iss Tarah Mard Aurat Ka Ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21742Machron ko marnay kay liye electric bat istimal krtain hain jismay machar phas jata hy awr electric shock say mar jata hy. Ek alim sahab ne kaha k ye ek misle azab he aur isliye aisa electric bat mazkura zarorat k liye sahi nahia hoga? Hazrat rhenuma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21741WHEN I STARTED SEARCHING FOR A PEER O MURSHID I WAS INTERESTED IN SOME ONE WHO CAN SPEND TIME WITH HIS MUREEDS BY MEANS OF HALQAS AND MEHFILS OF DUROOD ETC. I CAME TO KNOW THROUGH SOMEBODY ABOUT ONE MURSHID IN MY CITY OF HYDERABAD WHO ORGANIZES ALL ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21740Allah ke waliyon ke be-khawf hone se aam logo ko kya fayeda hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21739"Ala inna awliyaa Allahi la khawfun alayhim wala humm yahzanoon" Sahaba kiraam ke zamane me 'wali' lafz kyun istemal kiya gaya hai, Aur is aayt e kareema ki shaan-e nuzool kya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21738kalamboli mai huzoor kabristan wahabi deobandi ke kabze mai hai aur sunnatul jamat ka kabristan nahi hai ab sunnatul jamat ke log kya apne marne walo ko is kabristan mai dafan kar sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21737mein madarse mein padhta tha ek peer sahab aaey the aur kuch talib e ilm mureed hone ja rahe the mujhe maloom nahin tha kisi ne mujh se chadar pakadne ke liye aur mein ne pakad liya aur kalimat dohraey tu kia mein unka mureed ho gaya. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21736Gusul ky baad wazu zaroori nahin to sar ka masah jo farz hay kia wo sar dhonay say ada ho gia ya gusul kay baad bhi sar par hath phair laina chahiay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21735kia yeh baat sahi hay kay ultay hath kay poron par tasbih nahin perhni chahy kunkay wo istanja kay liye istaimal hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2173422 Rabi al-Saani, Hazrat Shaykh-e-Akbar MuHiyy al-Din Ibn-e-Arabi Radi Allahu Ta'ala Anhu ka URS Sharif guzra. Yaqeenan aap ki Zaat-e-waala sifaat AhleSunnat wa Jama'at mein azeem martabay par faaiz hay. Hazrat se arz hay k kuch Unn k Haalat o Waqiat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21733Sayyiduna Mawla Ali Radi Allahu Ta'ala Anhu k baray mein jo riwayat mash'hoor hay k wo Kaaba Sharif ki chaar deewari mein paida huay kia ye durst hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21732Ek sunni bhai ne bataya kee ham hanfi hai aur imaam abu haneefa ne kaha hai kee shuru me nahi khade hona chahiye lekin hazrat ye deobandi bhee apne aapko hanfi kahte hai lekin amal nahi karte iski wajah irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21731ham sunni hazraat namaz kee ikaamat me baithe rahte hai aur haiyaal Falah pe khade hote hai. Lekin deobandi ikaamat ke suru me khade ho jate hai. Mujhe ek deobandi ne challenge diya hai ke hum sunni galat hai isliye hazrat mujhe dono ke talluk ke h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21730fateha khwani k waqt jo koela jalaya jata hai aur phir uspar loban dala jata hai. Agar usi kamre me jamate sania ki gayi aur loban daan jisme koela jal raha ho ya agarbatti namazi k samne jalrahi ho to kya uska namaz par koi asar hoga. Rehnumae farma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21729Luqma kya hota hai kab diya jae iske taluq se kuch ahkaam bataein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21728Ek surat ye k pehli rakat sirri qirat namaze maghrib me ki phir dosri rakat se kya jahr k sath padhsakta hai ya phir namaz ko dhahurana padhega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21727daurane safr zaed apne kuch ahbaab k sath ek masjid pahuncha aur namaze maghrib ki jamate sania ki imamat ki. Zaed ne pehli rakat me sirri qirat ki aur jab ruku me pahuncha to muqtadiyon ne luqma diya qirat ka is halat me woh kya kare aur jinho ne lu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21726hazrat main jeddah main kaam karta or mera bhai makka sharif main. hazrat agar hum madinah sharif ziyarat k liye jaate hain or madinah se makka aate hain to haram se haram ki haad main hame EHRAAM ki haalt main aana hoga ya nahi. agar hum ne aate waq...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21725Main Ne Kahin Padha Tha Ki Aaqa E Kareem Ki Bargah Mein Shaitaan Bhi Ek Martaba Hazir Hua Tha Usne Aaqa Se Kaha Ki Aap Rehmat'talli Alameen Hain Main Bhi Aap Ke Aalam Meh Hun ... Mujh Par Bhi Aap Ki Rehmat Honi Chahiye "Allah Ne Mujh Par Ek Farisht...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21724is this true "as hazrat bilal enters jannah he will recite the azaan and everyone will stop everything they are doing and come to read salah" also which namaaz will it be jazakallah Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21723is it ok to die as a bachelor? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21722mere Walid sahab (father) state bank of Hyderabad may job karte hain.. jahan tak Mujhe malum hai yeh job islamic nazaariya se jaiz hai... magar mujhe kuch dost meri baat se ittefaq nai rahkte aap se adaban guzarish hai ke meri iss mas'alay par rahnum...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21721kya tilawate quran k waqt izhar, idgaam, ikhfa, iqlaa karna wajib hai ya mustahab? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21720ALLAH ki sifaat kya hoti hain. Kya asma wo sifat me kuch farq hai. Isko samjha dein! Jazakallah Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21719Ek ye aeteraz hota hai k wajibul wujood to ALLAH ki zaat hai. Liken ye shaer me "wo jo na the to kuch na tha" to hadees se sabit hai. "Who jo na ho to kuch na ho" me huzoor ko wajibul wujood qaraar dete ho ispar radd inayat farmaein aur is shaer ki s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21718kia Aala Hazrat Imam-e-Ahle Sunnat (Radi AllahO Anho) Mujtahid hain ? Agar Mujtahid hain tu onho nay tamam Fikhi masael main Imam-e-Aazam (Radi AllahO Anho) ki taqleed kion ki ? aur apnay tamam fatawah main Hanafi a`emmah wa Fuqaha hi ki ebarat ko ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21717Kia Lardki ka naam Noorjahan ya Tabassum rakh saktay hain aur unkay meaning bhi irshad farma dain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21716Ek Swimming pool hay jisme chlorine, pool acid, waghaira daalaa jaata hai taake saaf suthraa rahe. Phir kuch ayyaam ke ba'ad pool acid or chlorine ka asar nahi hota. Ab is waqt ke paani se wudhu ho jaayega? Aur agar hojaayega, to swimming pool ke pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21715sunnate ibrahimi karne ki umer kya honi chahiye kya bees baras ki umer mein ho sakti hai? kyon ke chand jaghon par musalman to hain lekin sunnate ibrahimi se door hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21714bachon per jo kale dane nikal aate hain us ke liye dewali mein musalman pujariyon se taweezat apne bachon ke galon mein bandwate ye hain ye kahan tak sahi hai aur un ka aqeeda bhi hai ke bache us taweez ku dalne se theek hote hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21713Aik peer jo aamil bhi hay. Jub koi hindu uss k paas aata hay tou wo hinduon k mantar parrh k usay taweez deta hay, christian aaey tou jesus ka naam le kar deta hay aur musalmanon ko islami wazaif parrh kr taweez deta hay? Aisa shakhs peer tou kia mus...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21712kya 10 bibiyan ki kahani ki kitab sahi hai aur us kitab ko par ker ladu bana ker takhseem kya ja sakta hai ? aur isi tarha solah (16) syedon ki kitab maujood hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21711kya ye sach haik her sau sal mein ek mujadeed aate hain kya ye mujaddid k zuhoor ka daur hai. ala hazrath fazile bareli Radi ALLAHU tala anhu ke baad aur un ki pechaan kya hoti hai thoda tafseel se batayein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21710jo wazifa jis din k liye ho. maslan jaisa k hazrat imaam gazali (rahewatullah alahe) farmate hai. juma k din allahu aur darud shareef 100 baar padne se tange door hoti hai. sanichar k din lailaha illallaho-100 baar padne se ranj dur hota hai. kiy ye ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21709Taburrkan buzrogo say unky istemal ki koi chiz lay laitay hain ya baz martaba buzrogo kay parda farmanay kay baad unki istemal ki hoi ashia milti hay to arz yeh hay ki kia un chizon ko tabaruk kay tor par rakh kar sirf unki logon ko ziarat kratay reh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21708Koi shakhs bemari ki waja say Tawaf kay saat (7) chakar ba yak waqt nahi kar sakta. Agar 2 ya 3 chakar kay baad kuch dair baith jay phir usko mukkamal karay to koi harj hoga? Is tarah saae may bhi kia har chakar par kuch dair aaram kar sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21707Masjid may Namaz-e-Janaza kay baray may rehnumai farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
217066 Jumad al-Oola Hazrat Mujahid-e-Millat Mawlana Habibur raHman Sahab aur 7 Jumad al-Oola Hazrat Mawlana Wasi Ahmad Muhaddis-e-Surrati Alaihim ar-raHmah ka URS Sharif hay in sha Allah. Inn Hazraat-e-Aali Waqaar k Seerat o Kirdaar aur AhleSunnat wa Jam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21705 Kia Awam ko kisi aisay Shakhs ki Takfeer karnay k Haq hay jis ka Kufr uss k kisi aisay qoul se jisay Kitab-o-Sunnat mein Kufr kaha gaya ho Zahir ho chuka ho? ya ye Kaam Khaas Ulama ya Muftiyan-e-Kiram ka hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21704 Aulaad ko Sacha Pakka Sunni bananay k liye kia tadabeer Ikhtiyar karni chahiye aur DUA farmaen k hamari Naslon mein kabhi koi Gustakh-e-Rasool Paida na ho aur Sub ka Khatima bil Khair ho! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21703 Sarkar Alaihis Salato was Salam ko Chodhween ka Chaand kehna Durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21702 Barri Boorrhi Aurtain khud bhi aur apnay Bachon aur un k Bacho ki Hifazat k liye hath par Imaam Zamin (Sikka) bandhti hain? kia aisa karna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21701 Kia Abu Talib ka Eman par Kahtima hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21700 Aaj kal Swine Flu ki Waja se loug Ahraam mein bhi mun par Safety Mask pehnay huay hotay hain? Kia aisi soorat mein unahin Dum ya Sadqa dena hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21699 Saee kartay waqt agar Wuzu na ho tou Saee ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21698 Bachay Bachion par Namaz aur Roza kub Farz hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21697 What is the rule of using Duff in naats and wedding occasion? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21696 Can we give the zakath money for the constuction of graveyard (Qabristan)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21695 Are Sunnies allowed to marry BudMazhab? Can a sunny marry budmazhab girl and can convert her into sunni? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21694Ghous-e-Azam ka farman hay k Mera Qadam tamam Auliya k Gardan par hay? Kis Iss qoul mein Sarkar-e-Ghous-e-Aazam se pehlay k Auliya bhi Shumar hain aur kia Khud Unn k Peer ki Gardan par bhi Unka Qadam hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21693Bohat se Sunni Hazrat Ramzan Sharif mein Iftaar karwatay hain aur Uss mein BadMazhab bhi Iftari k liye aa jatay hain? Tou kia iss se Muntazimeen par koi Gunah hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21692Qayyumuz Zamaan Naam ya laqab rakhna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21691 Hamaray Ulama Ya Muhammad pukarnay se mana farmatay hain jub k Hadees mein khud Sarkar ne Syeduna Usman bin Haneef ko ye Wazeefa taleem farmaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21690 Hamaray yahan k aik Islami TV Channel par aik Maulana Sahib DUA farmatay hain magar TV per sirf Unki Awaz aati hay Tasweer nahin aati. Kia Unn k peechay Namaz parrhi ja sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21689 Makkah Sharif mein Muqeem Haji ya Mautamir jub Mina Arafat aur Muzdalfa jaey tou wahan Qasar parrhay ya Poori Rak'atain parrhay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21688Agr koi Sunni Aalim ya Hafiz Video aur Tasweer Kashi mein mulawwis ho, kia usay Namaz ya Taraweeh k liye Imam banaya ja sakta hay aur kia kisi aisay Shakhs ko apna Leader banana durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21687Suleh Kulli Aetraz kartay hain k Imam-e-Azam aur AlaHazrat ne Yazeed ko Kafir kiun na kaha jub k Imam Ahmed bin Hambal ne Uski takfeer ki thi? Isi tarha hum bhi Sukoot Ikhtyaar kartay huay unko Kafir nahin kehtay jin ki AlaHazrat ne takfeer ki? Bara-...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21686Aisi jaghain jahan Jumma Qaim nahin hota wahan Zohar ki Jama'at ki jaegi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21685Bagair wuzu k Quran Sharif parrhna theek hay jub k Quran Majeed ko Chooey bagair parrha jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21684Nas e sharea kisay kehtay hain? Kis tasweer ki hurmat nas-e- sharea say sabit hay? Nas e sharea kay mutabiq kya tagayur-e-zamana kay tahat TV aur movie kyun ker jawaz nahi mil sakta? Aur Gazwa-e-Badar k Shuhada ki Taadad? womens posture in namaaz? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21683umra kya laikin halaq nahi karaya aur Jeddah agya ab yahan aaker halaq karaya tu kya us ka umra hojayega.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21682 Musalman ne Baqra ya Gaey Zibah ki aur uss par Mohar bhi lagai phr uss Gosht ki Gair Muslim Driver k zariye mukhtalif Shops tuk transportation hui? Kia ye Gosht khana Halal hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21681 Wo seedhay saaday Musalman jo BudMazhabon k behkaway mein aa kar yeh samajh kr k wo Islam k liye Jaan de rahay hain Khud Kash Hamloo mien Mar jaatay hain kia unhain Shaheed kaha ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21680 Kis kapprray ka Ahraam pahenna Sunnat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21679Hamaray yahan 17 Ramazan ko Masajid wagera mein Ashab-e-Badar k Asma-e-Mubarika parrhnay ka Riwaj aam hota ja raha hay? Kia pehlay bhi Buzurgan-e-Deen mein se kisi ka ye Amal raha hay? Aur Gazwa-e-Badar k Shuhada ki Taadad 13 hay ya 14? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21678Rozay ki Halat mein Ghusl Farz honay se Roza baqi rahega ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21677Ilm Hasil karo chahay Cheen jana parray? Kia ye Waqaee mein koi Hadees Sharif hay? Agar haan tou Hawala Irshad farma dijiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21676 can I have permission to practice amal in Sunni Behshti Zewar by Mufti Khalil Khan Barkati? Can I have permission to practice the wazifas from Al Wazifatul Karima by Ala Hazrat Radi Allah Tala Anhu? Do all the Murideens of Hazrat have the permissio...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21675Jadu ki kia Haqeeqat hay? Kaala Jadu kisay kehtay hain? Kaha jata hay k Sarkar par bhi Jadu ne Asar kia tha? Wazahat farma dein aur Jadu se Hifazat ki koi DUA ya Wazeefa bhi taleem farmaen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21674kindly explain womens posture in namaaz? detail explanation especially on sajdah (how or where should feet or toes be pointing) and before sajdah must one sit or go direct to sajdah? where must one place hands during qiyaam? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21673Koi Shakhs Ramzan mein Zakat ki Raqam alag kar de aur kisi Gareeb Larrki ki Shadi per 2-3 maheenay baad kharch karay tou kia usay utna hi Sawab milega jitna k Ramzan mein Zakat denay ka hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21672 Please teach me some DUA for getting rid of all problems and for Barakaah?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21671 Mein Bairoon-e-Mulk mein rehta hun. Aaj kal Aamdani na honay ki waja se Sehr-o-Iftar Masajid wagera mein karta hun magar wahan Intizam Bud Mazhab loug kartay hain tou kia wahan se Sehr-o-Iftar karna jaiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21670 Bachpan se Taraweeh ki 20 Rakaat parrhtay aaey hain magar Ub mein jahan hun wahan Tarawee ki 8 Rak'at parrhi jati hay aur isi ko Sunnat bataya jata hay? Haqeeqat kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21669 I went to Umrah before a month where I saw people spreading there Legs towards Qibla even Kaaba Sharif, Roza-e-Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam and Quran Majeed. And no one is stopping them from doing so. How should we tell them not to do so? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21668 Harmain Shareefain mein lougon k Izdiham ki waja se ye mumkin nahin ho pata k Namaz k Aagay se guzray bagair koi kaheen ja sakay. Aisi soorat mein Sharee'at ki taraf se koi Riayat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21667 Saff bananay ka sahi tariqa Irshad farma dein? Saff ko seedha Aerrhiyon k mutabiq kia jaey ya aagay ki janib se? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21666 Taravih me sajde ki ayat padhi gai, sajda na kiya phir yaad aya namaz ke baad sabne 1-1 sajda karliya kya namaz hogai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
21665 Loug kehtay hain k Roza-e-Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam par Hazri k baad peeth kar k wapis nahin hona chahiye k ye Adab k khilaf hay magar aisa karna bohat mushkil hay tou kia aisa na kar sakna Be-Adabi hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 9,301-9,400 of 19,313 items.