ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
22964 | witar ki tisri rakat may dua-e-qunoot prehay bgair ruku may chala gaya awr yaad aya to kia qiyam ki taraf lotay ga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22963 | Kia Allah ki Zaat aur Sifaat donu aik hi hain? Aur jub ye kaha jata hay k Allah ki Zaat o Sifaat mein kisi ko Shareek jaanna Shirk hay tou yahan Zaat aur Sifaat se kia muraad hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22962 | A person says Islam is a tree. Sunni, Rafzi, Nasbi, Khariji all are its branches? Is it so? Please guide. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22961 | The Messenger of Allah (peace be upon him) said "I wish that I could meet my brothers." The Sahaabah asked: "Aren't we your brothers?" He replied: "You are my Companions, but my brothers are those who will believe in me without having seen me." [Sahi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22960 | Sarkar Imam-e-Azam aur Huzoor Ghous-e-Azam mein hasb-e-Martaba kin ka Muqaam Aala hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22959 | Paara-e-dil bhi na nikla dil se tohfe me raza; unn sagaan e ku se itni jaan pyaari waah waah. Iss sher ki sharah inayat farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22958 | What is the ruling on praying salah in microphone where there is fitna of the public going to other masjids if microphone is not used? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22957 | Most of the Ridawi Barakati Ulama wear brown Imama shareef? Is there any special reason and significance of wearing the brown Imama Sharif? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22956 | Most of the deviant badmazhabs say that you sunni people love and respect madinah shareef more than jannah that is surely a disrespect. How should we defend ourselves? Please guide. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22955 | Aik Aalim Sahab ne kaha k agar Ghous-e-Paak ka chand AsHaab se fardan fardan mawazina kia jaey tou Ghous-e-Paak ka maqam Afzal hay? kia aisa kehna sahi hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22954 | Hamari Pehchan "Sunni" ya "Ahl-e-Sunnat wa Jama'at" kab se hui? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22953 | Kia "Roohon ki Dunya" Naami koi Kitaab AlaHazrat Alaihir raHma ne Tasneef farmae hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22952 | jab jism par koi zarb lagti hai tu ham ko taqlif hoti hai. lekin woh taklif is liye hoti hai k jism mein rooh hoti hai tu goya taklif rooh ko hoti hai. Arz ye hay k jab doctor koi operation karte hain ham ko behosh kar k ya sunn kar k us waqt jism ko... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22951 | Kiya rooh par maut aati hay? kisi sahab ne kaha k rooh qayamat tuk balkay abad tuk rahegi. Hazrat kia irshad farmatay hain? Aur iss silsilay mein Rooh-e-Muhammadi SallAllahu Alaihi wa Sallam k mutaliq hum AhleSunnat wa Jama'at ka kia Aqeeda hay? Ruhn... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22950 | KUCHH LOG BUDH WALI MASJID JATE HAIN MANNAT MANTE HAIN HAAR PHOOL CHARHATE HAIN AUR YEH AQEEDA RAKHNA KE YEH BUDH WALI MASJID ME JINNAT REHTE HAI KYA IS BAAT KI KOI HAQEEQAT HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22949 | Masajid mein ya unn k paas bijli ke aisay Generators lagana jin ki awaz se Namazi hazraat ko ya Masjid mein Quran Paak ki Tilawat karnay walay ko takleef hoti ho lagana kesa? Aisi masajid jin k aas paas dukanein hoti hain wahan aisa aksar dekhnay mei... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22948 | Aik shakhs jis ne Hajj k liye paisa jama kia magar phr Hajj se pehlay unhi paison ko uss sair o tafreeh par kharch kar dia. Ub jub Hajj ka waqt aya tou uss k paas itni raqam nahin k Hajj ada kar sakay. Kia uss par ab bhi Hajj farz hay ya unn paison k... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22947 | If the sheet that is being used for covering during sohbat gets wet by perspiration is that sheet na paak? does it have to be washed every time? what about the bed sheet that is on the bed, does it have to be washed each time? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22946 | mere pass ek dukan he, jisko me kiraye per dena chahta hoon. Lekin jo shakhs meri dukan ko kiraye per lena chahta he woh gair muslim he or woh us dukan me sharab bechne ka karobar karna chahta he, mera us se talluk sirf dukan malik or kirayedar ka ra... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22945 | ABHI JO EID GUZRI HAI ISME KAYI DIN KE BAAD PATA CHALA KE SAUDI AUR SAUDI KO FOLLOW KARNE WALE MUMALIK MEIN 1 DIN PEHLE EID MANAI GAYI TO SAWAL YEH HAI KE IN MULKO ME REHNE WALE SUNNI AWAM KO BHI MAJBOORAN INHI KE SATH EID MANANA PARI AUR 1 ROZA KAM... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22944 | Ahraam ki halat mein khushbo jesay soap, tissue, shampoo, detergent powder wagera ka istemal kesa? Aik Mufti Sahab ka kehna hay k choonkay Haram Sharif mein khusboo walay chemical se floor saaf kia jata hay aur hotels wagera mein bhi khusboo walay sa... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22943 | napaak kapde ko agar nal se dho rahe hain to kya ek baar dho kar nichodne se paak hojayega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22942 | O Nafs e tabah kar Tauba, Tauba Tauba Hazar Tauba; Mujh Tauba Shikan ka sun k naam, Tauba karey baar baar Taubaa. Kia ye sher AlaHazrat Alaihir raHma ka hay. kisi Sahab ne bataya k Hadaiq-e-Bakhshish k jild soyam mein hay? Kia Hadaiq-e-Bakhshish ki t... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22941 | Aaemma e Arba'a kinhain kehte hain aur ye kaun hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22940 | EK MUREED USKE PEER K ZINDA HOTE HOWE KISI AUR PEER SAHAB SE TALIB HOSAKTA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22939 | Aik Mash'hoor Mazhabi Scholar ne hadees bayan ki ky 'hazrat abu bakar siddique (radiAllahu ta'ala anhu) hazrat ayesha ke ghar tashrif laye to kuch bachchiyan daff bajate hue geet ga rahi thi'n to hazrat abu bakar siddique (radiAllahu ta'ala anhu) ne ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22938 | Huzur mein ek medical student hun aur me apne doctor friends jo knowledge kam hone ki wajah se zakir naik ya badmazhabon ki taraf maail hain. Mein ne koshish kar Maslak-e-AlaHazrat ki roshni mien unhain haqeeqat se agah chaha. Magar ub dar hay k wo m... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22937 | Ghaus e Azam Radi Allahu ta'ala anhu hambali mazhab follow karte the ..kya yeh baat sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22936 | Tohfa denay se muhabbat barrhti hay. Huzoor kch acchay aur masnoon taha'if ki nishandahi farma dein jo hum apnay Saadaat-e-Kiram, Ulama-e-Kiram aur Sunni A'izza wa Aqarib ko tohfay mein dein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22935 | Piyaz khaana kesa? mein ne kisi se suna k Huzoor Alaihis Salat wa as-Salam ne kabhi kacchi piyaz tanawul nahin farmae? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22934 | Mein apni wife aur beti k sath Turkey sayahat ki garz se ja raha hun. mujhe maloom hua k wahan k Mazarat bhi hain. Kia mein unhain apnay sath unn mazarat par le ja sakta hun? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22933 | Khawateen Patthar aur Naqsh wali Angoothi pehan sakti hay jis tarha ki Mard Hazraat pehantay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22932 | Aik Shakhs jo Sahib-e-Nisab na tha magar usay 3 lougon se itni zakat mil gae k zakat k mili hui raqam ko jub jama kia tub usay pata chala k wo Sahib-e-Nisab ho gaya. Mazeeb hisab karnay par maloom hua k pehli zakat ki raqam hi itni thi k wo Sahib-e-... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22931 | Aik Shakhs ne apni taraf se tehqeeq kar k apni Zakat kisi ko di. Zakat denay k baad maloom hua k wo jis ne Zakat li, Sahib-e-Nisaab hay? Ub Zakat denay walay k liye kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22930 | Aik Naat Khwan jis ki darrhi nahin, jub wo naat parrhay tou sunna chahiye aur usay apni mahafil mein Naat Sharif parrhnay k liye dawat dena kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22929 | Maghrib kay waqt naya din shuru ho jata hay to jo wazaif ayam kay hisab say parrhay jatay hain uska bhi yahi hukm hoga maslan aaj abhi shab do shamba hay to Dalail khairat sharif ke peer ka hizb ka waqt shuru ho gaya ya is waqt sunday ka hizb bhi par... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22928 | كن عالما ، أو متعلما ، أومستمعا ، أو محبا ، ولا تكن الخامسة فتهلك ...(Kun alaiman wo mutalaiman..) Hazrat Iss hadith Sharif may (محبا) Muhibban ka tarjuma "Ahkam-e-Shariat" may Ilm say mohabbat rakhta hay aur "malfuzat" mein hay Aalim say muhabbat ra... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22927 | Tabaqat Ibn Sa'ad mein hay ke Sayyidush Shuhada ko Shahadat k baad Firishton ne Ghusl dia aur Sarkar ne iss ki tasdeeq farmae aur Sarkar ne 70 martaba aap ka Janazah parrha. Kia Tabaqat Ibn Sa'ad mautabar kitab hay aur kia ye riwayat ya iss se milti ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22926 | 15 Shawwal al-Mukarram Sayyid al-Shuhada Sayyiduna Hamza Radi Allahu Ta'ala Anhu ka Youm-e-Mubarak guzra. Sarkar Alaihis Salat wa as-Salam ke Mehboob Chacha k Fazail wa Manaqib par kch Irshad farma kar hamaray quloob ko munawwar farmaen. JazakALLAHu ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22925 | Ruku ki Tasbeehat agar Sajday mein aur Sajday ki Ruku mein parrh li tou namaz ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22924 | hamaray parros mein aik shakhs ne bohat se gawahon ki mojoodgi mein apni biwi ko 3 talaqain deen aur phr kisi se ye fatwa le kar k aik majlis mein 3 talaq ka matlab 1 talaq hay apni biwi ko sath rakhay huay hay. Ub parrosiyon par kia hukm hay jub k w... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22923 | Khawateen k Masail se mutaliq koi mustanad Kitab tajweez farma dijiye jo hum apnay ghar ki khawateen ko parrhnay k liye de sakain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22922 | Imam Ghazzali ne farmaya hay k unn k dour mein ya uss se pehlay jub Jihad hua karta tou jin ki darrhiyan hoti unki Namaz-e-Janazah parrhi jati aur unhain Musalmanon k Qabristan mein dafnaya jata aur darrhi mundhon k chorr dia jata. Jub k hum ne parrh... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22921 | Kia Allah Tabaraka wa Ta'ala ne apne Awliya ko ye Taqat bakhshi hay k wo kisi Sahabi ki Shakal mein Zahir ho kar lougon ko unka Deedar karwa sakay? Agar nahin tou iss par Aqeeda rakhan kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22920 | hazrat mufassir e aazam pakistan hzrt allama faiz ahmad owaisi razvi sahab (visaal 14 ramzan 2010) rahmatulla taala alaii ki seerat k baare mein kuchh farma dein | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22919 | Khuch sunni musalmaan bhai apni publicity aur karobaar barhane k liye diwali me attish baje aur dukan wa office jagmagatehai kafiro ki tarha darwaje pe darakht k pattea lagate hai , Jab k ye sab na karne par karobaar me koi nuksaan bhi nahe hoga , fi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22918 | Ek Murtad ki wajah se kisi musalman bhai ka imaan khatrey me hai aur waha jhoot bol kar uska imaan bachaya jaa sakta hai. Toh kya aisi haalat me is jhut ki ijazat hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22917 | LUCKNOW ME HI FIRANGI MAHAL KE NAAM SE KHANQAH WAGHAIRAH KUCHH HAI MUJHE POORI MA'LUMAAT NAHI HAI WOH KE LOG APNI AAP KO AHLESUNNAT KEHTE HAI AUR A'ALA HAZRAT KA SALAAM BHI PARTE HAI WAHAN SE NISBAT RAKHNE WALO KE SATH ME KAAM BHI KARTA HOON.LEKIN YE... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22916 | LUCKNOW ME DARUL NADWA,NADWI FIRQA KE AQAID BARE ME JANNA CHAHTA HOO.MERA WASTA LUCKNOW KE LOGO SE BAHUT PARTA HAI AUR WAHAN KE KUCHH LOG BARELVIAT KE KHILAF BOLTE HAI JAWAB INAYET FARMAYE | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22915 | MAINE EK SULAH KULLI SE KUCHH RUPAI UDHAR LIYE THE. FIR BAAD ME WAPIS KAR DIYE.KUCHH ARSA BAAD AB WOH MUJH SE UDHAR RUPAI MAANG RAHA HAI .LEKIN PEHLE SE AB USKI SULAH KULLIYAT AUR BAR GAYI HAI . NADVI WAHABI DEOBANDI KE SATH USKE TALLUQAT ZYADA HO GA... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22914 | kya ek sunni ladka sunni vohra ladki say saadi kar skta hai,jo faziale aamal padhti hai written by mohammad zakaryah who followed deobandi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22913 | In our city there are about 99% of Masjid which are based on Imam Shafi, only 1 Hanafi Masjid. Most of our Hanafi brothers stay very far from Hanafi Masjid & as a result it is difficult for them to attend Salah in our Hanafi Masjid. The main question... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22912 | In ashaar ki shrah farma dian: - jinaan banegi muhibban e char yaar ki qabr jo apne seene mein ye char baagh leke chale - raza kisi sage taiba ke paon bhi chome tum aur aah ke itna dimag leke chale - - -- karein mustafa ki ahatein khule uspe ban... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22911 | mai uk mein rehta hun jiske pass mortgage kya hai uspae pae zakat hai jabke uske pass jo rakm hai wo mortgage se kam hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22910 | Hafiz ibn-e kaseer jinki "tafseer-e-kaseer" hai inke aqaaid ( aqida) kaise they, baraye karam is muamle me wazahat farma den. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22909 | Huzoor Pls Clarify This Hadees Shareef ALLAH's Messenger (may peace be upon him) said: "Do not pray facing towards the graves, and do not sit on them."[Muslim] | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22908 | apni motar cycle bagair ezajat dusre ke darwaje par rakhna jaij hai ya nahi jab ke us darwaje ke malik ko us se takleef ho ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22907 | jo imam whabiyo ka nikah pdae wo kaisa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22906 | mahfil e sama kya hai, phle kaisi hua karti thi, or ab kaisi hona chaie silsila e chistiya ke hisab se or hwale ke sath btaie? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22905 | Hazrat dars Hadith may jin rawion ko zikr hota hy wo to Masha Allah khair ul qurun ky buzurg hain laikin 5th Sept ky dars may Hazrat Hasan abu Ali ibn AlSabah AlBazaz ky ly yeh khas jumla ky (koi din nahi guzrta tha mgr yeh is din may koi na koi nai... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22904 | Namaz may awrat ka chera khula hona chahia ya nahi? Agr niqab lagaya howa rakha awr namaz prahi to koi karahat hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22903 | Zaid aisay mulk may qiyam pazir hy jahan fitra 5 euro hota hy laikin wo akhir ayam may Madinah sharif may hay jahan fitra 11 riyal hay jabkay 5 euro kay taqriban 22 riyal bantay hain. Ab wo fitrana may kitny raqam dai ga, jahan rehta hay uskay mutabi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22902 | AlaHazrat Alaihir RaHma ki Namaz-e-Janazah kinhoun ne parrhai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22901 | Unn k Naqsh-e-Paa pe Gayrat Kijiye; Aankh se Chup kar Ziyaray Kijiye. AlaHazrat Alaihir raHma k Iss Sher ki Sharah farma dijiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22900 | 10 Shawwal al-Mukarram AlaHazrat Alaihi raHma ka Youm-e-Wiladat Guzra. Huzoor tamam Muhibban-e-Raza ki janib se Mubarakbad qubool faramen. Aur Iss din ki Munasibat se Taleemat-e-Raza ki roshni mein hum Gulamon ko kch Naseehat farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22899 | Qurbani ki khaal kisi marhoom rishtedar ya aziz k naam par madrissay wagera mein de saktay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22898 | "Taarikh-e-Tabari" , "Tareekh-e-Yaqubi" aur Abul Hasan al-Mas'udi ki "Isbaat wa al-Wisayah" Sunniyon ki Mustanad kitabain hain? Kiyun k Shia inn Kitabon ka hawala de kar Gustakhi-e-Sahaba kartay hain. Rahnumai farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22897 | Aik Larrki ne Shadi se pehlay Badkaari ki phr jub uski shadi ho gae tou shohar ko iss baat ka pata chala. Larrki ne apnay shohar se kaha k wo iss par Naadim hay aur Sidq-e-Dil se Tauba kar chuki hay. Shohar apni biwi se buhat piyar karta hay magar ye... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22896 | ek shakhs buland awaz mein tilawat kar raha tha aur zaid namaz padh raha tha aur dono ek hi surat padh rahe the zaid us surat ko padhte padhte kahi bhul gaya lekin tilawat ki awaz sun kar use yaad aya aur usne apni namaz pori kar li. kya zaid ki nama... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22895 | AGAR FITNAY SAY BACHNAY K LIYA KISI BUD MAZHAB K PEECHAY SIRF IS NIYYAT SAY NAMAZ PARH LI JAAY K MAY APNI NAMAZ PARH RAHA HOON TO KIYA NAMAZ HO JAY GI YA DUHRANI PARAY GI. YANNI YA NIYYAT NA HO K MAY IS KI IMAMAT MAY NAMAZ PARH RAHA HUN? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22894 | AGAR QURAN MAJEED KHOLTAY HUVAY AYAT E SAJDA PER NAZAR PARH JAAY TO SAJDA ADA KARNA HOGA? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22893 | MERAY DO (TWO) BETAY HAFIZ HAIN. KIYA WO QURAN MAJEED KO YAD RAKHNAY K LIYA JO SUPARAY PARHATAY HAN UN KA SAWAB MURDON (DEADS) KO BAKSH SAKTAY HAN? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22892 | Larkiyo ka Beauty Parlour me Jana Kesa ? wo body k k Liye ho ya or koi Maqsad k Liye? Larrkiyon ko Badan k Mukhtalif Hisso k Hair (baal) Nikalna Jaiz hay ab agar wo bhi Beauti Parlour me jaa ke nikalein to us k liye kya hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22891 | Jumme Ki namaz Me Imam Sahab Mic se Namaz Parhate he, Usi Time pe Light (Current) Chala Gaya, or shuru Namaz mein 5 ya 6 Aadmiyon ne Zor se Takbir di. Muqqabir ki tarah, to wo Namaz Kesi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22890 | Koi Imam namaz me Takbeer Hone se Pehle Kharra Ho Jaye to Usk Pichhe Namaz Kesi? Ham Ahle Sunnat wal Jamat "Hayya Allassalt" Par Khare Hote he. Uska Asl Masala bayan farma dijiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22889 | If we go to a restaurant where we are sure that the meat to be served has been done through zibah of Muslim and the restaurant is owned by a Muslim, but the person who serves us is not Muslim, is it haram to eat such meat? can you please explain the ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22888 | I have come to know that the meat is only halal if it is not removed from the supervision of a Muslim from Zibah to eating. Unfortunately in my home my parents are not with sahih aqeeda, and they have committed kufrs. My mother cooks the food at home... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22887 | We live in Canada. I and my friends have observed that for fund raising during Ramzan. Masjid committee invite paid professional Aalims before the 27th Ramzan Khatm Quram Taraveh prayers with DUA and delay the Namaz deliberately for nearly two hours... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22886 | Is there stonning in Islam against Zina though it is not mentioned in Quran but Quran say about 100 lashes then why stonning for death? Is hadith superior than Quran? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22885 | Hazart main aik hotel main kaam karta ho jahan packing main imported beef aata hay, usper halal ka tag hota hay lekin main ye malom karna chah raha tha k koi aur tariqa hay k kis tarah malom kiya jaey k ye beef halal hay ya nahi, yani halal tareeqay ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22884 | kya chaaro mazahib ko jaan kar yaani padh kar jo mazhab pasand aaye uski taqleed kar sakta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22883 | Zaid jamat ki imamat kar raha tha, pehla salam phera to zahen say utar gaya k jamat ki imamat kar raha hy aur ba aawaz e buland na kaha aur dusra salam phernay se pehle yaad agaya to ba aawaz e buland keh diya is tarha pehla salaam do (2) bar pada to... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22882 | Tissue paper ko haath ya muh ki safai k liye istemal karna kysa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22881 | I had gone for umrah during Ramadan time and unknowingly by mistake i pluged my beared in which my 2 or 3 hairs broke. Is Dumm lazim on me and now i have came back to my homeland so kindly help me and let me know what should i do? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22880 | Kisi par Kafir ka fatwa dia jaye jab ki wo kufr uss mein na paya jata ho tou fatwa denay walay par kia hukm hay aur kia Quran wa Hadith mein iss par koi waeed hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22879 | Mein London mei rehta hun. Yahan BadMazhab Aetraz aur Sawal kartay hain k Quran sharif ki kaunsi aayat se yeh sabit hai ki awliya Allah zinda hain aur qabr mein se madad karte hai aur ya gaus paak al madad kehnay ki kia daleel hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22878 | I would like to know why is Islam broken up in to so many sects or divisions and How will all islam become a unified religion? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22877 | DAMM ki muddat katni hoti hai? Mutlab agar pechla saal hajj per koi Damm ya Sadqa dena tha tu ab woh aik saal (year) guzarna ka baad de saqta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22876 | Jo Jeddah Main Rahty hain un ka lia Hajj-e-Tamattu ya Hajj-e-Qiran karna kaisa? Jo Jeddah (Hilli) hain kiya woh Shawwal Ya Zil-Qa'ad main Makkah Tavaaf ka lia ja sakta hai? Jab ke us ka es saal (Year) Hajj ka bhi iradah ho? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22875 | A Christian girl interested to Islam has asked me a question: Can a Muslim pray for a deceased Christian or a being belonging to another religion? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22874 | Could you please guide me about Hajj e Efrad detail & procedures as per hanfi maslik? or guide me about a book where i can get the correct info. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22873 | Kya insurance or FD kar saktey hain aur agar LIC company FD jaisa plan issue karti hai to usme investment karna ya karvana kaisa hay? aur LIC agent banna kaisa hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22872 | mere ek dost ne badmazhabon k madresse me apne bacchey ko Quraan ka hifz karvaya hai. mera dost apne aap ko barelvy kahta hai uss k aur uss k bacchay k baray mein kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22871 | mere office mein aik dost hay. woh hanafi hai. woh apni daarrhi half ya aik inch se zyada nahin rakhta hai magar woh office me jamat se namaz mein imamat karta hai. woh khud ko bareillwi kehta hay. uske pechey namaz ho jayegi? aur shirt ko pant m... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22870 | mere rishtedar ke pas ek Bakra hay jiski umr (1) sal me hafta ya das din kam he to kya us bakre ki qurbani hojaegi ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22869 | Alnakhla missal Al Muslim kay dars mein Hazrat nay farmaya Muslim nay is Hadith ko kitab Al Toba mein zikr farmaya. Arz hay Hazrat iski wazahat farma dain is Hadith ka Bab Al toba say kia taluq zahir hota hay. Jazakallah khair fiddarain | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22868 | Walid-e-Girami kay intiqal kay waqt Ala Hazrat ki umar kitni thi? Kia Ala Hazrat nay apnay walid kay sath Haj farmaya hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22867 | Ahle sunnat wa jamat ka aik idara hay jis may atfaal say laikar aaliya tak ki taaleem di jaati hay. Is idaray ki aik imarat hay j okay fil waqt khaali hay is liyay idaray ki aamdani ki garz say logoon ko shaadi kay liyay diya jata hay. Kya shaadi kay... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22866 | Tajdeed-e-Nikah ka sahih tariqa mumkin ho tou tafseel se taleem farma dein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
22865 | Hazrat wo kia suratain hain jis ki waja se admi baith kar namaz parrh sakta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |